Showing posts with label Best dosti shayari. Show all posts
Showing posts with label Best dosti shayari. Show all posts

Tuesday, 9 May 2017

Aankhon Mein Aansu Na Aate To Bhool

Meri Rooh Mein Na Samatey To Bhool Jaate Tujhe,
Tum Itna Pass Na Aate To Bhool Jaate Tujhe,
Ye Kehte Hue Mera Tum Se Koi Taluq Nahi,
Aankhon Mein Aansu Na Aate To Bhool Jaate Tujhe↵↵

Sunday, 16 April 2017

मुमकिन नहीं हर जगह तुम्हें हम मिलेंगे

ज़िन्दगी में हमेशा नए लोग मिलेंगे;
कहीं ज्यादा तो कहीं कम मिलेंगे;
ऐतबार ज़रा सोच समझ कर करना;
मुमकिन नहीं हर जगह तुम्हें हम मिलेंगे⧪⧪⧪

Monday, 26 December 2016

Vaade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi

  • Vaade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi Karte;
  • Hum Zikar Mohabbat Ka Sare Bazaar Nahi Karte;
  • Darta Hai Dil Unki Ruswai Se;
  • Aur Woh Sochte Hain Ki Hum Unse Pyaar Nahi Karte

Saturday, 10 December 2016