Allama Iqbal Shayari Hindi Now2017

⧭⧭Akal Ayyaar Hai Sau Bhes Bana Leti Hai;
Ishq Bechara Na Mulla Hai Na Zahid Na Hakeem⬊⬊⬊
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Dil Se Jo Baat Nikalti Hai Asar Rakhti Hai,
Par Nahi Taqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Soz Se Khali Hai Nigah Paak Nahi Hai;
Phir Is Mein Ajab Kya Ki Tu Be-Baak Nahi Hai;

Hai Zauq-e-⬉Tajalli Bhi Isi Khaak Mein Pinhan;
Gafil Tu Nira Sahib-e-Idraak Nahi Hai;

Wo Aankh Ke Hai Surma-e-Afarng Se Roshan;
Pur-Kaar O Sukhan-Saaz Hai Nam-Naak Nahi Hai;

Kya Sufi O Mulla Ko Khabar Mere Junoon Kee;
Un Ka Sar-e-Daman Bhi Abhi Chaak Nahi Hai;

Kab Tak Rahe Mahkumi-e-Anjum Mein Meri Khaak;
Ya Main Nahi Ya Gardish-e-Aflaak Nahi Hai;

Bijli Hun Nazar Koh O Bayaban Pe Hai Meri;
Mere Liye Shayaan Khas O Khaashak Nahi Hai;

Aalam Hai Faqat Momin-e-Janbaz Kee Meeras;
Momin Nahi Jo Sahib-e-Laulak Nahi Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Hun Main;
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intezar Dekh!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain;
Ye Aashiq Kaun Si Basti Ke Ya Rab Rehne Wale Hain!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

⧭⧭Dil Soz Se Khali Hai Nigah Paak Nahi Hai;
Phir Is Mein Ajab Kya Ki Tu Be-Baak Nahi Hai;

Hai Zauq-e-Tajali Bhi Isi Khaak Mein Pinaha;
Gaafil Tu Nira Sahib-e-⧭Idrak Nahi Hai;

Wo Aankh Ki Hai Surma-e-Afarang Se Roshan;
Pur-Kaar O Sukhan-Saaz Hai Nam-Naak Nahi Hai;

Kya Sufi-O-Mullaa Ko Khabar Mere Junoon Kee;
Un Ka Sar-e-Daaman Bhi Abhi Chaak Nahi Hai;

Kab Tak Rahe Mahakumi-e-Anjum Mein Meri Khaak;
Yaa Main Nahi Yaa Gardish-e-Aflaak Nahi Hai;

Bijli Hun Nazar Koh O Bayaabaan Pe Hai Meri;
Mere Liye Shayan Khaas-o-Khashak Nahi Hai;

Aalam Hai Faqat Momin-e-Jaanbaaz Kee Meeraas;
Momin Nahi Jo Sahib-e-Laulaak Nahi Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~  
Khuda Mujhe Kisi Toofan Se Aashna Kar De;
Ki Tere Behar Kee Maujon Mein Iztrab Nahi;
Tujhe Kitaab Se Mumkin Nahi Faraag Ki Tu;
Kitaab-Khawan Hai Magar Sahib-e-Kitaab Nahi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Yaqeen Mohkam, Amal Peham, Mohabbat Faateh-e-Alam;
Jahad-E-Zindagani Mein Hain Ye Mardon Ki Shamsheerain!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Dil Se Jo Baat Nikalti Hai Asar Rakhti Hai;
Par Nahin Taqat-e-Parvaz Magar Rakhti Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jab Ishq Sikhata Hai Aadaab-e-Khud-Aagahi;
Khulte Hain Ghulamon Par Asaraar-e-Shahanshahi;

'Attaar' Ho 'Rumi' Ho 'Raazi' Ho 'Ghazaali' Ho;
Kuch Haath Nahin Aataa Be-Aah-Sahar-Gaahi;

Naumeed Na Ho In Se Ai Rah-Bar-e-Farzaana;
⧭Kam-Kosh To Hain Lekin Be-Zauq Nahin Raahi;

Ai Tayar-e-Lahooti Us Rizq Se Maut Achhhi;
Jis Rizq Se Aati Ho Parvaaz Mein Kotahi;

Daara o Sikandar Se Woh Mard-e-Faqeer Aulaa;
Ho Jiski Faqeeri Mein Boo-e-Asadool-Laahi;

Aaeen-e-Jawan Mardaan Haq-Goyi o Be-Baaki;
Allaah Ke Sheron Ko Aati Nahin Roobahi!


Bura Samjhu Unhein Mujhse To Aisa Ho Nahi Sakta;
Ki Main Khud Bhi To Hoon 'Iqbal' Apne Nukta-Cheeno Mein!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pe Iqbal;
Jo Lahoo Se Tameer Hue The, Paani Se Bah Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo;
Jo Raaz Na Rakh Paye Hamraaz Badal Dalo;

Tum Ne Bhi Suni HoGi Bari Aam Kahawat Hai;
Anjam Ka Jo Ho Khatra Aghaz Badal Dalo;

Pur-Soz Dilon Ko Jo Muskan Na De Paye;
Sur Hi Na Mile Jis Mein Wo Saaz Badal Dalo;

Dushman Ke Iradon Ko Hai Zahir Agar Karna;
Tum Khel Wohi Khelo Andaz Badal Dalo;

Ay Dost Karo Himmat Kuch Door Savera Hai;
Agar Chahte Ho Manzil To Parwaaz Badal Dalo!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ishq Qaatil Say Bhi, Maqtool Say Hamdardi Bhi;
Yeh Bata Kiss Say Mohabbat Ki Jaza Mangay Ga;
Sajda Khaaliq Ko Bhi, Iblees Say Yarana Bhi;
Hashr Mein Kis Say Aqeedat Ka Sila Mangay Ga!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
Unn Ka Her Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Ishq Qaatil Se Bhi, Maqtool Se Hamdardi Bhi;
Yeh Btaa Kis Se Mohabbat Ki Jaza Mange Ga!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Masjid Khuda Ka Ghar Hai;
Peene Ki Jagha Nahin;
Kaafir Ke Dil Mein Ja;
Wahan Khudaa Nahin⬋⬋
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧬Khuda To Milta Hai, Insaan Hi Nahin Milta;
Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~  
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
Un Ka Har Aaib Bhi Zamaane Ko Hunar Lagta Hai!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Ishq Qaatil Say Bhi, Maqtool Say Hamdardi Bhi;
Yeh Bta Kis Say Mohabbat Ki Jaza Mangay Ga;
Sajda Khaaliq Ko Bhi, Iblees Say Yarana Bhi;
Hashr Mein Kis Say Aqeedat Ka Sila Mangay Ga!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal;
Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~  
Khuda To Milta Hai, Insaan Hi Nahin Milta;
Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
Un Ka Har Aaib Bhi Zamany Ko Hunar Lagta Hai!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

⧭⧭Tere Ishq Ki Intaha ⬌Chahta Hun;
Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hun;

Sitam Ho K Ho Wada-e-Behijabi;
Koi Bat Sabr-Azma Chahta Hun;

Ye Jannat Mubarak Rahe Zahidon Ko;
K Main Ap Ka Samna Chahta Hun;

Koi Dam Ka Mehman Hun Ai Ahl-e-Mahfil;
Chirag-e-Sahar Hun, Bujha Chahta Hun;

Bhari Bazm Mein Raz Ki Bat Kah Di;
Bara Be-Adab Hun, Saza Chahta Hun!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mohabbat Ka Junun Baqi Nahin Hai;
Musalmanon Mein Khun Baqi Nahin Hai;

Safen Kaj, Dil Pareshan, Sajda Bezuk;
K Jazba-e-Andrun Baqi Nahin Hai;

Ragon Mein Lahu Baqi Nahin Hai;
Wo Dil, Wo Awaz Baqi nahin Hai;

Namaz-o-Roza-o-Gurbani-o-Haj;
Ye Sab Baqi Hai Tu Baqi Nahin Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Daikh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal;
Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Akal Ayyaar Hai, Sau Bhaiss Bana Leti Hai;
Ishq Bechara Na Mulla Hai Na Zahid Na Hakeem!
Translation:

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧬⧬Mere Haq Mein To Nahin Taaron Ki Basti Achhi;
Iss Bulandi Se Zameen Walon Ki Pasti Achi!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Gulazar-E-Hast-⧬⧬O-Bu Na Beganavar Dekh;
Hai Dekhane Ke Cheez Ise Bar Bar Dekh;

Aaya Hai To Jahan Mein Misal-E-Sharar Dekh;
Dam De Najaye Hasti-E-Napayedar Dekh;

Mana Ke Teri Did Ke Qabil Nahi Hun Main;
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intazar Dekh;

Kholi Hain Zauq-E-Did Ne Aankhen Teri To Phir;
Har Rahaguzar Mein Naqsh-E-Kaf-E-Pay-E-Yar Dekh!


Gulazar-E-Hast-O-Bu Na Beganavar Dekh;
Hai Dekhane Ke Cheez Ise Bar Bar Dekh;

Aaya Hai To Jahan Mein Misal-E-Sharar Dekh;
Dam De Najaye Hasti-E-Napayedar Dekh;

⧭⧭Mana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hun Main;
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intazar Dekh;

Kholi Hain Zauq-E-Deed Ne Aankhen Teri To Phir;
Har Rahaguzar Mein Naqsh-E-Kaf-E-Pay-E-Yar Dekh!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Maghrib Ki Waadion Mein Goonji Azaan Hamari;
Thamta Na Tha Kisi Se Sail-E-Rawaan Hamara!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jab Se Chaman Chhuta Hai Yeh Haal Ho Gaya Hai;
Dil Gham Ko Kah Raha Gham Dil Ko Kah Raha!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Ilm Ne Mujh Se Kaha Ishq Hai Diwana-Pan;
Ishq Ne Mujh Se Kaha Ilm Hai Takhmeen-o-Zan!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Masjid Khuda Ka Ghar Hai, Peeney Ki Jagha Nahin;
Kaafir Ke Dil Mein Ja, ⬊⬊Wahan Khudaa Nahin!

No comments :

Post a Comment