zindagi sad shayari hindi life


  1. Aap wo phul ho jo gulshan mein nahin khilte
  2. Par jispe aasmaan ke farishte bhi fakr karte
  3. Aapki zindegi hadd se zyada kimti hai
  4. Janm din aap hamesha manayein yun hi hanste hanste
  5. ================================================
  6. Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din
  7. Jise bitana nahin chaahte hum aap ke bin
  8. Waise to Dil deta hai sadaa hi Dua aapko
  9. Phir bhi kehte hai mubarak ho aapko yeh janm din

  10. ================================================
  11. Zindagi ki rahon mein tumhe na koi tirchi mod mile
  12. Baharoon se gulzar raho, pat jhad na kabhi mile
  13. Khuda kare tera Dard mujhe mile
  14. Tu rahe salamat yeh dua muh se sada nikle
  15. Hum rahe tumse door to bhi tujhe
  16. Janm din pe tere har saal mera ye sandesh mile…

  17. ================================================
  18. Ye din ye mahina ye taarikh jab jab aayi
  19. Hum ne kitne pyaar se janam din ki mehfil sajayi
  20. Har shamaa par naam likh diya dosti ka
  21. Is ki roshni mein chaand jaisi teri surat hai samayi…

  22. ================================================
  23. Deepak me noor Na hota,
  24. Tanha Dil itna majbur na hota,
  25. Hum aapko khud B’day wish karne aate,
  26. Agar aapka aasiyana itni dur na hota..
  27. ================================================
  28. Aasu aankh se kabhi gir na paye, 
  29. Na dard ho kabhi na kabhi tuje chot aaye , 
  30. Mere hisse me khusiya jyada to nahi par 
  31. Rab kare wo bhi tumhe mil jaye..
  32. ================================================

  33. Tairna hai to samandar me tairo,

  34. Nadi naalon me kya rakha hai,

  35. Pyar karna hai to watan se karo...

  36. In bewafa insano me kya rakha hai....
  37. ==================================================


  38. Mungfli di khushbu te Gurh di Mithaas,
  39. Makki di Roti te Sarso da Saag,
  40. Dil di khushi te aapneya da Pyar
  41. Mubarak Hove Tuhanu LOHRI Da Teyohaar
  42. ===================================================
  43. Til hum hai aur Gud ho aap,
  44. mithai hum aur mithas aap,
  45. saal k pahale tyohar ki-
  46. ho rahi hai aaj shuruwat.
  47. aap ko hamari or se-
  48. happy makar sankrati ka tyohar

No comments :

Post a Comment