new hindi love shayari romantic no1


  1. Zindagi !Mauhtaj Nahin Manzilon Ki,
  2. Waqt Har Manzil Dikha Deta Hai,
  3. Koun Marta Hai Kisi Ke Liya,
  4. Waqt Sab Ko Jeena Sikha Deta Hai.

  5. ***************************************
  6. Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti
  7. Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai
  8. Pyaar ki s!eema honi chaiye
  9. Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye….

  10. ***************************************

  11. Chand ki judai me aasma bhi tadap gaya.
  12. Uski ek !zhalak pane ko har sitara taras gaya
  13. Badal ke Dard ko kya kahoo
  14. Chand ki yaad me vo haste haste baras gaya…

  15. ***************************************
  16. Tum dil se hamein yon pukara na karo,
  17. Yon tum hamein ishara na karo,
  18. Door hain !tumse ye majburi hai hamari,
  19. Tum tanhaiyon mein yun tadpaya na karo …

  20. ***************************************
  21. Majboo!r Mohabbat Jata Na Sake
  22. Zakham Khate Rahe Kisi Ko Bata Na Sake
  23. Chahato ki Haad Tak chaaha use Sirf
  24. Apna Dil Nikaal Kar Use Dikha Na Sake

  25. ***************************************

  26. Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad
  27. Kiska karu intzaar tere aane ke baad
  28. kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log
  29. Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad

  30. ***************************************
  31. Tere Intazaar Ka Ye Alam Hai,
  32. Tadapta Hai Dil Aakhein Bhi Nam Hai,
  33. Teri Aarzo!o Mein Jee Rahe Hai,
  34. Warna Jeene Ki Khwahish Kam Hai

  35. ***************************************
  36. Ye Aarju !Nahi Ki Kisi Ko Bhulaye Hum
  37. Na Tamanna Ki Kisi Ko Rulaye Hum
  38. Par Dua Hai Us Rab Se Jisko Jitna
  39. Yaad Karte Hai Usko Utna Yaad Aaye HUM

  40. ***************************************
  41. Tumhare Aur Mere Rishto Ko Kya Naam Du,
  42. Ye Naam Du Aur Wo Naam De Du,
  43. Is Duniya Ki Bhid Me Naam Ho Jaata He Badnaam,
  44. Phir Kyu !Na Is Rishte Ko Badnaam He Rahene Du

  45. ***************************************
  46. Sapno ki duniya mein khotey chale gaye,
  47. Hosh mein t!he fir bhi madhosh hote chale gaye,
  48. Jaaane kya baat thi us Ajnabi mein,
  49. Na chahte huey bhi uske hote chale gaye …

  50. ***************************************
  51. Parwah karne waale aksar RuLa jaate hain,
  52. Apna keh kar! paraya kar jaate hai,,
  53. Wafa jitni bhi karo koi fark nahi padhta..
  54. MUJHE MAT CHHORNA keh kar khud chhor jate hai…

  55. ***************************************
  56. Hum Wo Nahi He Jo Aapko Dard Me Chhod De,
  57. Hum Wo Nahi Jo Aapse Door Chale Jaaye,
  58. Hum To Wo He, Ke Jis Din Aapki Saans Ruk Jaaye,
  59. To Usme Me Hamari Saans Jod De.

  60. ***************************************
  61. Aankho Hi Aankho Me Baat Hoti Rahi,
  62. Pyar Me!ar Dua Kabul Hoti Rahi,
  63. Aap Humko Mile To Jine Ki Raah Milti Rahi.

  64. ***************************************
  65. Rishtaa Woh Nahi Jisme Jit Aur Haar Ho,
  66. Rishtaa !Woh Nahi Jisme Izhaar Aur Inkaar Ho,
  67. Rishtaa To Woh He Jisme Ek Ruthne Me Expert Ho,
  68. Toh Dusra Manaane Me Bhi perfect Ho.

  69. ***************************************
  70. Sapno Ki Duniya Me Ham Khote Chale Gaye,
  71. Hosh Me The Phir Bhi Madhost Hote Chale Gaye.
  72. Jaane Kyu Baat Thi Us Ajnabee Chahere Me,
  73. Na Chahte Huve Bhi Uske Hote Chale Gaye.
  74. ***************************************
  75. Kuch Rishte Iss Jahaan Me Khas Hote He,
  76. Hava Ke Rukh Se Jinke Ahesaas Hote He.
  77. Yeh Dil !Ki Khwahish Nahi Toh Aur Kya He,
  78. Door Reh Kar Bhi Woh Dil Ke Kitne Paas Hote He.

  79. ***************************************
  80. Jab Humne Ki Shikayat Unse,
  81. Wo Hampe Ye Hi Ilzaam Lagaane Lage.
  82. Jutha! Vastaa Diya Inse Wafa Ka,
  83. Wo Hame Raze-a-Wafa Samza Ne Lage.

  84. ***************************************
  85. Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jaata he,
  86. Sache dil se saath de to naseeb bhi badal jaata he.
  87. Pyaar ki ra!aho par mil jaaye saccha hamsafar,
  88. To kitna bhi gira huva insaan bhi sambhal jaata he.

  89. ***************************************
  90. Jo rahte hai dil me vo juda nahi hote,
  91. Kuch ahesaas labzo se baya nahi hote.
  92. Ek hasrat! hai ki unko manaaye kabhi,
  93. Ek wo hai jo kabhi naaraz hi nahi hote.

  94. ***************************************
  95. Kaash use chahne ka armaan na hota,
  96. Main hosh me rahete huye anjaan na hota,
  97. Na pya!ar hota kisi patthar dil se humko,
  98. Ya koi patthar dil insaan naa hota.
  99. ***************************************

  100. Aapki iss dil lagi main ham apna dil kho bethe,
  101. Kal tak use khuda kahte the aaj hum aapke ho bethe,
  102. Ishq suna toh tha ki apna deewana baba leta hai,
  103. Par aaj khud karke ham bhi apne hosh kho bethe hain.

  104. ***************************************
  105. Wo mulaqaate wo maza wo gurbat na rahi,
  106. Phir yu hu!va ke dard me koi siddat na rahi.
  107. Apni duniya me wo itne masroof ho gaye
  108. Ki hame yaad karne ki kabhi fursad naa rahi.

  109. ***************************************
  110. Suraj ki kiran se andhera dur hota he,
  111. Zindagi! me har ek majbur hota he,
  112. Tum, me ya aur koi ho yaha pe,
  113. Dard to sirf unko he milta he jo bekasoor hota he.

  114. ***************************************
  115. Hum! wo nahi he jo aapko dard me chor de,
  116. Hum wo nahi jo aapse door chale jaaye,
  117. Hum to wo he ki jis din aapki saans ruk jaaye,
  118. To usme me hamaari saans jod de.
  119. ***************************************
  120. Jaati nahi he ye nigaaho se surat teri,
  121. Na jaati he ye dil se yaade teri.
  122. Tere !jaane ke baad hame ahesaas huva,
  123. Ki hame aur bhi jyada he zarurat teri.

  124. ***************************************

  125. Bina Aanshu ke! aankhe itni haseen na hoti,
  126. Bina dard ke khushiyo ki itni kadar naa hoti,
  127. Bina maange agar puri hoti sabki muraade,
  128. To zindagi me ibaadat karne ki zarurat na hoti.

  129. ***************************************
  130. Aapse kya kahe kuch kaha nahi jaata,
  131. Dard he s!aamne par kuch saha nahi jaata.
  132. Ishq ho gaya he aapse is tarah ki,
  133. Bina yaad kare aapko raha nahi jaata.

  134. ***************************************
  135. Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the,
  136. Yaad unhe din raat kiya karte the,
  137. Ab un raahon se guzra nahi jaata,
  138. Jahan baith kar ham unka intezaar kiya karte the.

  139. ***************************************
  140. Ha mera har lamha chura liya aapne,
  141. Aankho k!o ek chaand dekha diya aapne,
  142. Hume zindagi de kisi aur ne,
  143. Par pyaar itna dekar jeena sikhaya aapne.

  144. ***************************************
  145. Aapki yaad meri jaan he,
  146. Shayad !is haqeeqat se aap anjaan he,
  147. Mujhe khud nahi paata ki mera wajood kya hai,
  148. Shayad aapka pyaar hi meri pahechaan he.

  149. ***************************************

  150. Door hoka!r huve bhi aapke paas rahete he,
  151. Aapki baato ko yaad karke jiya karte he,
  152. Aapse koi shikayat aur na koi gam karte he,
  153. Aap hamesha khush raho yahi dua karte he.

  154. ***************************************
  155. Hamari !kami ka ahesaas kijiyega,
  156. Fursat mile to yaad kijiyega,
  157. Aadat ho gayi hai aapko yaad karne ki,
  158. Agar hichki aaye to maaf kijiyege.

  159. ***************************************
  160. Ye zindagi ek mohabbat ka silsila he,
  161. Koi kisi ko milta he koi kisi se dur chala jaata he,
  162. Jinko ham! maangte he apni dua o me,
  163. Wo kisi aur ko bina maange hi mil jaata he.

  164. ***************************************

  165. Wo chand hai magar aap se pyara to nahi,
  166. Parvane !ka shama ke bin guzaara to nahi,
  167. Mere dil ne suni hai ek mithi si aawaz,
  168. Kya aapne mujhe pukaara toh nahi.

  169. ***************************************
  170. Dil he dil me dil ki baat ho jaayegi,
  171. Aaine me dekhiye hamse baat ho jaayegi,
  172. Shikve !naa karo ham se milke ke liye,
  173. Sirf aankhe band karna hamse mulaqaat ho jaayegi.
  174. ***************************************

  175. Dil ki gaherai se chaha he tumhe,
  176. Badi dua !o se paaya he tumhe,
  177. Tumhe bhulane ki sochu to kaise,
  178. Kyu ki kismat ki lakeero se churaya he tumhe.

  179. ***************************************
  180. Is duniya me hame na koi sahaara nazar aaya,
  181. Sirf ek! tu he zindagi me hamara nzar aaya.
  182. Tumhaari mohabbat me is tarah se behta gaya,
  183. Na tufaan nazar aaya aur na samundar nazar aaya.

  184. ***************************************
  185. True Love Thoughts With ImageIshq wohi hai jo ho ektarfa,
  186. Izhaar! e ishq to khwahish ban jaati he,
  187. Hai agar ishq to aankho me dekho,
  188. Zubaan kholne se ye numaish ban jaati he.

  189. ***************************************
  190. Na hame hasne ko jee chahta he,
  191. Aur !na aanshu bahaane ko jee chahta he,
  192. Ham likhe to bhi kya likhe aapki yaad me,
  193. Sirf aapke paas vaapas aane ko jee chahta he.

  194. ***************************************
  195. Har shaam se tera izhaar kiya karte he,
  196. Har !khwab me tera didar kiya karte he,
  197. Diwane hi to hai hum tere,
  198. Jo har waqt tere milne ka intezaar kiya karte he.

  199. ***************************************

  200. Kahte hai hatho ki lakire adhuri ho to,
  201. Kismat! mein mohabbat nahi hoti,
  202. Par sach to ye hai ki hatho main ho koi pyara haath,
  203. To lakiro ki bhi jarurat nahi hoti.

  204. ***************************************
  205. Dil me ku!ch nahi aaj dard ke siva,
  206. Aankhon me kuch nahi aaj teri yaad ke siva.
  207. Tum chorna mat kabhi saath mera,
  208. Kyu ki zindagi main kuch nahi tere saath siva.

  209. ***************************************
  210. Chand bhi suraj se hi chamakta hai,
  211. Phul khilne ke bad hi mehkata hai,
  212. Sanam py!ar karne vale kahte nahi,
  213. Unki aankho se pyar khud chalakta hai.
  214. Kabhi har pal,har ghadi sath raha karte the hum,
  215. Aaj intazar rehta hai khawab me aane ka.
  216. ***************************************
  217. Meri aankho me chahat ka jam bhara hai,
  218. Aur sanam dil me milan ki pyas hai,
  219. Sanam tum muje aapna bana lo,
  220. Bas ya!hi dil se mera ek aarman hai.
  221. ***************************************
  222. Is zindgi me har roz naye log milenge,
  223. Kahi jyada to kahi kam log milenge.
  224. Kisi pe aitbaar bahot soch ke karna,
  225. Zaruri to nahi ke har jagah tumhe hum milenge.
  226. ***************************************
  227. Kabhi kabhi sapne chori ho jate hai,
  228. Zindge se dost bhi dur ho jate hai,
  229. Par ye y!aad kambakt itna satati hai ki,
  230. Aapko yaad karne ko hum mazbur ho jate hai.
  231. ***************************************
  232. Zindagi har pal khas nahi hoti,
  233. Phulo ki khushbu humesa paas nahi hoti,
  234. Milna hamari taqdir me likha tha,
  235. Varna itn!i pyari dosti kabhi ittafaq se nahi hoti.
  236. ***************************************
  237. Duniya me nahi hum dilo me rahate hai,
  238. Hum ko lo!g nasib kahate hai,
  239. Jinse bhi humne dosti ki,
  240. Duniya wale unhe khushnasib kahate hai.
  241. ***************************************
  242. Jeevan Laher Tha Aur Ham Saahil Huve,
  243. Pata N!ahi Kaise Aap Mere Pyar Ke Kaabil Huve,
  244. Yaad Rakhege Jeevanbhar Us Haseen Pal Ko,
  245. Jab Kabhi Aap Meri Choti Si Zindagi Me Saamil Huve.
  246. ***************************************
  247. Mohabbat Kya He Ye Hame Nahi Pata,
  248. Jeevan Ko Ham Kabhi Apna Nahi Maante,
  249. Dard Ba!hot Mile He Ye Ahesaas Nahi Hota,
  250. Koi Mohabbat Kare Ye Ab Yakeen Nahi Hota.


  251. ***************************************
  252. Har Koi paane ki jid me he,
  253. Shayad muje koi aajmane ki jid me he,
  254. Jiski chahat he muje itni,
  255. Wohi m!uje bhul jaane ki jid me he.

  256. ***************************************
  257. Tumhari yaado ki mehak in hawaao me he,
  258. Pyar h!i pyar bikhra in Fizaao me he,
  259. Aisa na ho ki duriyaan dard ban jaaye,
  260. Ab to aa j!ao sanam ki intezaar in nigaaho me hai.

  261. ***************************************

  262. Teri nigaaho me hamne bahaaro ko dekha,
  263. tere cha!here me hamne sitaaro ko dekha,
  264. Nahi dekha tum se aacha koi in nigaaho ne,
  265. Jiske paane ke liye hamne hazaaro ke dekha.

  266. ***************************************
  267. Mohabbat ek naam he dard aur khushi ki kahaani ka,
  268. Mohabbat ek naam he har pal muskuraane ka,
  269. Ye koi lamh!e do lamhe ki pahechaan nahi he,
  270. Mohabbat ek naam he har pal saath nibhane ka.

  271. ***************************************
  272. !e husn e pyaar ka anjaam bahot bura hota he,
  273. Pyaar ke deewano ka har kaam bura hota he.

  274. ***************************************
  275. Ham koi aanshu nahi jo aankho se fisal jaayenge,
  276. Aapse door! hokar kaha chale jayenge,
  277. Jab dar denewalo ko kabhi nahi bhul paaye ham,
  278. To pyar dene walo ko kaise bhula paayenge.

  279. ***************************************
  280. Zindagi ke safar me aapka sahaara chahiye,
  281. Aanshu o me dubne ko ek kinaara chahiye.
  282. Har muski!lo ka haste huve saamna karenge,
  283. Bas pyaar bhara aapka ek isaara chahiye.




No comments :

Post a Comment