- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
- us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya
- lehje !se uth rahatha har ik dard ka dhuaan
- chehra bata raha tha k kuch ganwa diya
- aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi
- or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya
- jane kya us ko logon sey thein shikayatein
- tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya
- khud bhi woh hum sey! bichar kar adhura sa ho gaya
- mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya…
- **************************************
- Toota jo dil to dukh hota hai,
- Kar ke unse py!ar dill rotha hai,
- Dara ka ehsas hota hai usi ko,
- Jo mohabbat pane ke baad khota hai
- Har khushi ghum ka elaan hai,
- Har mulakat judai ka aalam hai,
- Na rakhna kisi se ummeed ,
- Har ummeed dil tutne ka farman hai
- Nazar se door rehne wale ne muje dilse door kardiya,
- Kabi vaada kiya tha muje! hamesha hasane ka,
- Aaj usi ki yaadon ne mujhe rone k liye majboor kar diya
- Dilon ki daastan use kahan kubool thi,
- Meri wafayein usjk!e liye fizool thi,
- Koi ass nahi lekin itna bata do maine chaha thi
- Use kya ye meri bhool thi ?
- Is dil me uske liye itna pyar rahega,
- Ke waqt bhi usk!a gawah rhaega,
- Uska pyar shayad kisi aur ke nasseb me ho,
- Par ye dil sirf uske yaadon ka haqdar rahega..
- Khush hain wo hame yaad na karke,
- Hans rahe ha!in wo hame ruswa karke,
- Ye hansi unke honto se kabhi na jaye,
- Khuda kare wo hamari maut par bhi muskuraye..
- **************************************
- Dard ko chupate hain hum,dard dikhane ki adat nahi
- khud ashk pee jate hain hum,dusron ke ashk bahane ki adat nahi.
- Humari dil ki awaz to puhach jati hai un ke dar pe,
- per shayad unhe dil tak puhchane ki adat nahi.
- Na kisi ki hamd!ardi na kisi ka pyar chahiye
- per yun nafrat main jal janey ki adat nahi.
- Ashk to aaj bhi un ki yaad main aate hain
- per kisi ke peechay par janey ki adat nahi.
- Rona to ab adat si hai humari
- per ansoon ke selab main doob janey ki adat nahi.
- Kash nafrat hum bhi dhar lete unki tarah
- per yun pat!har dil ban janey ki adat nahi.
- Bhulana to chahte hain hum bhi unhe
- per yun kisi ki yaden mitane ki adat nahi
- Dard ko chupate hain hum…
- **************************************
- Raat ki khamoshi raas nahi aati
- Meri parchayi bhi ab mere paas nahi aati
- Kuch aati hai toh bas teri yaad
- Jo aakar ek pal bhi mujhse door nahi jaati..
- Raat gujri phir me!hekti subah ayi,
- Dil dhadka phir tumhari yaad ayi,
- Aanko ne mehsoos kiya uss hawa ko ,
- Jo tumhe chhukar hamare pass ayi.
- Aankhon ki zub!an wo samaj nahi pate
- Honth magar kuch keh nahi pate
- Apni bebasi kis tarah kahen
- Koi hai jinke bina hum reh nahi pate
- Hum aapko in aankho mein,
- Yun basa liy!a karte hai,
- Ja sake jaha tak hamari ye nazar,
- Aapko har jagha paa liyaa karte hai.
- **************************************
- samazate hai ,
- aur unke !gum main bhi to saath nibhate hai,
- unki musibato ko khud zelate hai,
- aur fir bhi muskurate hai,
- fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,
- sare mard ek jaise hote hai,
- ………… ……… ……… …….
- Unke ha main main ha milana hamari majbori hoti hai,
- kyon ki koi galatfehmi na ho iske liye ye zaroori hoti hai,
- wo apne aapko hi sabkuch samazati hai,
- aur hame ap!ni ungaliyon pe nachati hai,
- hum nachate bhi hai,
- fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki.
- sare mard ek jaise hote hai,
- ………… ……… ……… ………
- Dhoka to wo bhi deti hai humko,
- magar fir bhi badnam hume hi karti hai,
- dil to w!o bhi dukhati hai humara,
- magar fir bhi ilzam humko hi deti hai,
- sub gile shikave bhulkar hum unko manate hai,
- fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,
- sare mard ek jaise hote hai,
- ………… ……… ……… ………
- Muze to ab aisa lagata hai,
- sari ladakiya yahi sochati hai,
- hum maise bhi kio accha ho sakata hai,
- kyo nahi wo! apne dil se dekhati hai,
- tumhare pyar ke khatir hum apna sab kuch lutate hai,
- fir bhi wo aisa kyo samazati hai ki,
- sare mard ek jaise hote hai,
- Dur tak tanhai bhara safar hai,
- koi sathi na ko!i humsafar hai,
- chale jate hain dil ke sahare teh soch kar,
- ki bas agle mod par khushiyon ka shehar hai.
- Ans By Me!!
- Muskurana Bhi ek kala hai , sada muskurate hain wo,
- kaun jaane , is muskurahat ke piche kya kya chupa le jate hain wo!!
- Sabko bataya jaye aisa mumkin nahi,
- koi mil jaye! to baat aur hai ,
- Shayad isiliye, Raaz dil ke dil mein chupate hai wo,
- Sabke saamne hamesha muskurate hain wo !!!!
- Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
- samne aate hi nazar jhukate hai woh!
- Baat karte nahi, ya hoti nahi,
- par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh!!
- Firozkhan
**************************************
- Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
- Meri par faqat i!tna ehsan kar do,
- Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
- Wo nadiya nahi aansu the humare,
- jinpar wo kashti chalate rahe,
- Manzil mile unh!e ye chahat thi humari,
- isiliye hum aansu bahate rahe..
- Chahat mein kisi ka imitihan na lena,
- Jo nibha naa !sako wo vada na dena,
- jise tum bin jine ki aadat hi na ho,
- Usse kabhi jine ki dua naa dena.
- Dosti insan ki zaroorat hai,
- dilon pe dosti ki huqumat hai,
- aap ke pyar ki wajah se zinda hain,
- warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
- Savera kya hua sitaron ko bhul gaye,
- suraj kya aaya chand ko bhul gaye,
- Kuch pal kya guzare humare bina,
- aap to hume hi bhul gaye..
- Is kadar hum yaar ko manane nikale,
- uski chahat k h!um diwane nikale,
- Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
- to uske hoton se waqt na hone k bahane nikale..
- Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
- Bhool aaye hum a!pni takdeeren kahin,
- Agar mile tumko kahin to utha lena,
- Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
- Kya Fayada Kisi ko chahane ka ?
- Kya Fayada Kis!i ki yadon me aansu bhane ka ?
- jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar..
- kya fayad uske pyaar meindil ko tadpane ka..
- Golden words
- kabhi “zindagee”
- me kisi k “pyar”
- mai mat “rona”
- Q k wo tumhare “ansuon”
- k “qabil” nahe hoga
- or “wo” jo is “qabil” hoga,
- wo tumhe kabhi “rone” nahi dega.
- Humne banaye r!ishte kaise ho gaye,
- Kabhi aapke dost the aaj aise waise ho gaye,
- Aate nahi aajkal SMS aapke,Lagta hai dost se pyare paise ho gaye..
- Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare,
- Kare to qayamat! tak judaa na kare.
- Ye maana ki koi marta nahi judaai mein,
- Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
**************************************
- Hum zindagi se aas kare bhi to kya kare,
- Jab tum nah!i ho paas, kare bhi to kya kare.
- Aansu piye, sharaab piye, zeher bhi to pi liya,
- Bujhti nahi hai pyaas, kare bhi to kya kare.
- Muskurate palko pe sanam chale aate hein,
- Aap kya jaano kahan se hamare ghum aate hein,
- Aaj bhi us mod par khade hein,
- Jaha kisi ne kaha tha ke theron hum abhi aate hein.
- Thukra ke usne mujhko,
- Kaha ki muskuraao!
- Maine has diya,
- Aakhir! sawal uski khushi ka tha.
- Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- Is jahan me mohabbat kash na hoti,
- To safar-e-zin!dagi me mithas na hoti!
- Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
- To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
**************************************
- Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
- Tera Mujrim Ho!on, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
- Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
- Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De
- Aarzoo jhooth hai,
- Aarzoo ka fareb khana nahi ..
- Khush jo! rahna ho zindagi me tumhe..
- Dil kabhi kisi se lagana nahi.
- Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
- Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
- Pyar kahti hai duniya jise,
- Ek rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi
- Asmaan bhi baras raha hai,
- Mere Ashko se takra raha hai,
- Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
- Barsaat !to phir bhi ruk jayegi,
- Mere Ashko ka koi anth nahi,
- Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
**************************************
- Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai,
- Na aansoo ba!hane ko jee Chahta hai,
- Likhu to kya likhu teri Yaad Mein,
- Bus tere pass laut aane ko jee chahta hai..
- **************************************
- Dil Ne Kaha Yaad Karte Rehna
- Mann Hi M!ann Baat Karte Rehna
- Wo Hamare Dard Ki Fariyad Sune Na Sune
- Apna To Farz Hai Unhe Pyar Karte Rehna!
- **************************************
- Is kadar wo yad karte hai hame
- Ankho hee ankho me baya karne wale
- Dete hai hai !muskrahat ka tohfa,
- Kal tak jo bhool baithe the hame
- Gaflat me hoo khawab hee lagata hai
- Unkaa fir aanaa! ek chahat see jagata hai
- Jee chata hai thaam loo daaman unka
- Par fir us toote hue dil ka khyal ataa hai
- Kis kadar wo chahte the hame
- Har pal pahloo me rahne wale
- Dawaa karte th!e marham bane ka jo
- Wahee jakhm gaharaa de gaye the hame
- Wo to bhoola b!aithe the iskadar hame
- Ham hai kee khawabo me unhe hee dekhte hai
- Aaj aye hai wo fir ek gujarish ke saath
- Kya toote hooe dil ko jod payenge wo..?
- **************************************
- Sunsan sarak k sookhay hue peepal ki tuti hui tehni k murjhaye hue
- pattey pay baithay hue bhoot k pair se nikaltay hue khoon par baithe
- hue beemaar bacteria ki kasam…….. I miss you
**************************************
- kuchh beete hue lamho se mulakat hui
- kuchh tute !hue sapno se baat hui
- yaad jo karne baithe un tamam yaado ko
- to aapki hi yaado se shuruat hui
- Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai…
- Yeh Aasman b!hi jaake kahin pe jhukta hai’
- Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
- Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai…
- Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…
- Wafa kar lo !chahe jitni Bewafai hi milegi…
- Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
- Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
- Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
- Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
- Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
- aur wo soc!hte hai dil hamara dukhta nahi.
- Apno ne Zehar ka jaam de diya,
- Gairon ne Bewafa naam de diya.
- Wo jo kehte they bhul na jana hume,
- Aaj unhone hi bhari MEHFIL
- me ANJAAN keh diya hain….
- Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyana banane ki,
- Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
- Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
- Saza mili hai humein muskurane ki !
- Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
- Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
- Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
- Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.
- “Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
- Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
- Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
- Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi”
- UNHE KISSA-E-GAM SUNATE SUNATE
- KATI RAATEIN AANSU BAHATE BAHATE
- KAHI BUJH NA JAYE CHIRAAG-E-TAMANNA
- CHIRAAG-E-MOHABBAT JALAATE JALAATE
- KISSI KO KHABA!R HI NAHI LUT GAYAA HU
- MOHABBAT KI DUNIYA BASATE BASAATE
- KEHDE KOI UNSE…..
- WO KHUD BA!AZ AAYE APNE SITAM SE
- HUM THAK GAYE HAIN MANATE MANATE.
**************************************
- Girls Collage mai Strike ho gai,Sabhi girls Nare Laga rahi hai,
- Girls k satth B!oys bhi unka satth de rahe hai,
- Girls ne Nare lagate huye “HAMARI MANGE….,
- Piche se Awaz aye,”SINDUR SE BHARO….”.
- ………… ……… ……… ……… ……..
- Wife : Ek baat bolu??
- Husband : Bolo
- Wife : Maaroge to nahi?
- Husbund : !Nahi to, kya baat hai?
- Wife : mai pregnant hun
- Husband : Hurray!!! Its gud news, dar kyu rahi thi??
- Wife : College ke dino mai papa ko bataya tha to badi maar padi thi.
- ………… ……… ……… ……… ……..
- Lalu Goes 2A Shop & Asks:
- A Bandarva Ka! Photu Kitne Ka He Re?
- Shopkepper: Woh Phutwa Nahin Sahib
- Wo To Seesa (Mirror) He!
………… ……… ……… ……… ……..
- Sweetest Proposal by a kg class Boy
- Boy:Kya tu mujhse shadi kalegi?
- Gal:Nahi
- Boy:K!alle na plz
- Gal:nahi mai nahi kalungi….. ..
- Boy:kall na didi plzzzz
- Kai baar jante hue bhi Dil toda uska
- Shayad ab woh faisla kar le juda hone ka
- per har baar woh paas aate gaye…
- **************************************
- Zindagi
- Zindagi socho aur musibat ka samandar hai.
- Insaan zindagi ke aadhe gam galat ummide bandh kar khud kharidta hai.
- Zindagi! aisa Pendolam hai jo gamo aur khushiyo ke bich jhulta hai.
- Mohabbat ke bagair b!kar hai Zindagi aur Bewajeh hai.
- Jab tak Zindagi baaki hai Mout se ladte raho, aur jab Maut aaye to Zindagi se izzazat mang lo.
- Zindagi sirf jine ka naam nahi, zindagi naam hai mohabbat ka, ibaadat ka aur insaniyat ki khidmat karne ka.
- Maut
- Maut aman aur sukun ka samndar hai.
- Maut saare gamo ka ilaaj hai.
- Maut !itni taklif deh nahi hoti jitni Zindagi.
- Maut ko hamesha yaad rakho magar uski aarzo na karo.
- Buzdil insaan Maut aane se pehele kai baar marta hai.
- Mayusi se badkar duniya mai koi chij buri nahi hai, mayusi Maut ka dusra naam hai.
- **************************************
- Dukh Fasana Nahin Ke Tujh Se Kahain
- Dil Bhi Mana N!ahin Ke Tujh Se Kahin
- Aaj Tak Apni Be Kuli Ka Sabab
- Khud Bhi Jana Nhain Ke Tujh Se Kahin
- Ek To Haf-e-aashna Tha Mager
- Ab Zaman!a Nahin Ke Tujh Se Kahin
- Aye Khuda Dard-e-dil Hay Bakhshish-e-dost
- Aab o dana Nahin ke Tujh Se Kahin
- **************************************
- Toote howe khawabon mein haqiqat dhundta hoon,
- Patha!r ke dilon mein mohabbat dhundta hoon.
- Naadan hoon mein ab tak yeh bhi nahin samjha,
- Bejaan buton mein ibaadat dhundta hoon.
- Mere jazbaaton ki keemat yahan kuch bhi nahin,
- Beimaani ke baazaron mein sharafat dhundta hoon.
- Is ajnabi dunia mein koi bhi apna nahin,
- Gairon ki aankhon mein apni surat dhundta hoon.
- Umeed ki thi py!ar ki bas yehi bhool thi meri,
- Girte hue ashkon mein apni hasrat dhundta hoon.
- **************************************
- dard ager kaajal hota
- aankhon main laga lete
- dard ager aanchal hota
- apne serr per sajaa lete
- dard ager s!amander hota
- dil ko hum sahil bana lete
- dard ager khushboo hota
- bana k sandul mehka lete
- our
- dard ager teri muhabbat hota
- us ko chahat e laa hasil bana lete
- Aap kee yaad Aapkee yaad ki khushboo se mahaktaa hai dil
- Aapke pyaar ke dam se hee bahaltaa hai dil
- DhoonDhte the kabhee jeene kaa bahaanaa ham to
- Zindagee aaj milee hai to machaltaa hai dil
- Thee bahaaron kee tam!annaa mere armaanon ko
- Aap aaye jo khayaalon men to gaataa hai dil
- Gham milaa hai to vo k!hushiyaan bhee kaheen door naheen
- Dee jo takdeer ne dastak to uchhaltaa hai dil
- Koyee saakee n!ahee koyee jaam yaa botal bhee naheen
- Aapko khwaab men dekhaa to bahaktaa hai dil
- **************************************
- Dard Ager Admi Hota
- To Grebaan Pakar Ke Kahty
- Es Tarah Rehty Hain
- Bechain Diloon Ke Ander
- Ess Ta!rah Kerty Hain
- Bemaroon Ke Saath
- Dil Main Rehna Hai To
- Theek Se Rehna Seekho
- Tum Tumhain! Sehty Hain
- Kuch Tum Bhi Sehna Seekho
- Ik Thori Sii Khushi Aye To
- Jal Jaty Hoo…
No comments :
Post a Comment