- Jab bhi aayi teri yaad, jaanam sham ke baad,
- kuch sanjida haalat hui, meri sham ke baad….
- yun to har lamha teri yaad ka bozal gujra,
- dil ko mehsoos hui teri kami, shaam ke baad…..
- yun to kuch s!ham se pahele bhi thi yaadein teri,
- ab to kuch aur badi dil ki lagi sham ke baad….
- seene mein teri yaad ka, tufaan ubhar aaya hai
- teri yaad mein tadap raha hoon, ye kaisa tufaan ubhar aaya hai…..
- meri tadap ka soch kar, kuch aur soch na payegi tu
- meri mohabbat mein !saj kar, kuch aur kar na payegi tu…..
- !
- dil se niklein hain ye labz-e-azeez, teri mohabbat mein
- sanwaar lena ihein dil mein, ye labz-e-azeez teri mohabbat ke….!!
- ***************************************
- Jahan mein pyar naam ki koi cheez nahi hoti,
- Log apna dil !behlane ke liye kisi ke saath khelte hain,
- Phir jee bhar jaane par unhe chod ke chale jaate hain,
- Itna hi nahi chodne ke alag alag bahane bhi banate hain..
- Galati se bhi is pyar ke chakkar mein mat padna,
- Apne doston ko bhi bachana is beemari se .
- ***************************************
- Aaj phir uski yaad ne rula diya,
- kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
- do lafj likhne! ka salika na tha,
- uske pyar ne mujhe shayar bana diya.
***************************************
- dur rah kar bhi jo karen dawa paas hone ka
- jala kar arma!an bhi unke ho na sake
- kyon kare pyar ko rusva, kyon aap pyar ke bhul kare
- na karo pyar ka ikraar yahan, na bahao en aansoo-on ko yahan
- yahan aanso-on ka mol nahi, bin baat bhi beh jaate hain ke inka koi dosh nahi..
- khayalon ke duniya se niklo, ki inka koi wajood nahi
- rehte hain ye dil mei ki, teil per paani ke boond hain ye,
- dhoondhli hai ye tasveer, esey dhoondhli he rahne do
- nahi hogi kabhi positive esey negative he rahne do
***************************************
- Hi people of this group, ek chhota sa shaer is naacheez ka ! ummeed
- hai aap logon ko pasand aayegaa !
- Teri aanknhon mein !aansun nahee dekh saktaa,
- ke mujhe khud se nafrat ho jaati hai !
- In ashkon se kaho ke thaher jaaye,
- Meree jeene ki! chaah mujhe chhode jaati hai !
- Ansoo to ek bahana hai , dard ko dikhane ka,
- jindagi to! ek fasana hai, khud ko samjane ka,
- khusi to ek tarana hai, har pal ko gane ka,
- hoth to ek khajana hai, harwaqt muskurane ka,
- jindagi ho gai hai las, na kasoor hai jamane ka….
- ***************************************
- Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
- Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
- Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
- Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya..
- ***************************************
- Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay
- zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay
- bhool-o-aflas ki is !maari hui dunya main
- ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay …
- ***************************************
- Who aate to hain magar tan se nahi,
- who bhethe to hain magar man se nahi,
- kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
- karte to hain m!agar humse nahi.
- ***************************************
- Saath Humara pal bhar ka sahi,
- par woh pal aise j!aise koi kal nahi
- rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
- par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.
- ***************************************
- Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
- Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
- Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar,
- Ke tere baad koi “!BEWAFA” na lagey.
- ***************************************
- Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
- Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
- Khamosh raheng!e to ghutan aur badhengi,
- apno se koi baat chupaya nahi karte…
- *************!**************************
- Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
- Na kisi se marh!am Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
- kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
- hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
***************************************
- Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
- Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
- Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
- Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
- Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
- Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya…
- Jab hua zikr zama!ane me mohabbat ka
- Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya…
***************************************
- Oh mere did key tukdey mere chand he kha
- Teri maa tad!haf rhi teri yad mei yahan
- Oh mere lal meri aankh ke tare
- Teri maa bhatak rhi hei tery yad ke share
- Aawaj deke mujh ko ek bar tu bula
- Oh mere lal tujhko dhundu me khan
- Ek bar mere bete aja tu lot kar
- Kar degi maf sari khatayi teri maa
- Aanchal mei apne tujh ko chu palegi tery maa
- Aaja mere bete bhatak ta hei tu kahan
- Dunia badi zalim he bch na sbhi se tu
- Maa jesa tujh ko pyar mile ga whan khan
- Meri dua ayi har pal tere sath sath hei
- Kar ke ankhei band p!ukare ga tu jha
- !
- Har sans meri tujh ko deti he ye duwa
- Dunia me tu jhan ho khushiya ho sab wahan…
- ***************************************
- 1. Dard se khelna sikh gaye,
- hum bew!afayi ko jhelna sikh gaye
- ham kya bataye hame zindagi ne
- Kis kadar saqth bana diya,
- k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!
- 2. Legayi sb kuch magar bus kafan rehne dia,
- Yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,
- Hum gaye they unko loutane k liye.
- Wo kha k raham rehne diya………
- 3. Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi,
- bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi,
- dosti samj b sako wo akal tumme nahi,
- kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi,
- hamari myyath pr tum Aao ye yakeen ab kisi ko nahi.
- 4. Meri mohabbat hai wo koyi mamuli ladki nahi,
- Koyi use chede ye muje bardash nahi,
- Cheer dhenge hu!m use agar
- Wo kehdhe kisi ka naam ek bar,
- Ye ek AshiQ ka wada hai koyi jhooti kasam nahi.
- 5. Kafan me lapti meri laash hai,
- naye gar se bus chalis kadam dur hai,
- intezar tho bus unka hai,
- sun k kabr meri jo behosh hai,
- un k ansu muje wazan hone lage,
- kandha de!ne wale b ab thakne lage,
- utaya jo meri dole ko tho uta na sake,
- dek k log sabi pareshan ho chuke,
- sirf unki ek muskuraht ki zarurath thi,
- alvidha sun le hum bus ye ek aakri hasrath thi.
- 6. “Apki Ankho Me Ansuo Ki Jagah Na Ho.
- Mere Pass apko Bhulane Ki Vajah Na Ho.
- Agar Bhul Jaun Kisi Tarah Se apko.
- To Khuda Kare Meri Zindgi Me Agli Subah Na ho.
- 7. Khuda ki mahobbat fanah kaun karega..
- Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega.
- Aye khuda bewaf!a sanam ko bachaye rakhna..
- Warna hamari Qabar pr chadar kaun chadayega…
***************************************
- Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
- Rahi zindagi to fir aaker milenge..
- Ager merga!ye to duwa karte rehna,
- Aansun bahane ki koshish na karna..
- A duniya badi bewafa hai samajhna,
- Kahin dil lagane ki koshish na karna.
- Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
- Kahin thaher jane ki koshish na karna.
- Danishon ki duniya hai sari,
- Alfazon ka my!dan hai sara.
- Zer aur zaber ko pehechan na pao,
- To mydan me aane ki koshish na karna.
- Kashti ummidon ki ger sahil na paye,
- To khud dub ja!ne ki koshish na karna.
- Kadam pe andhera karegi ye duniya,
- Kahin dil jalane ki koshish na karma.
- Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
- Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
- ek tera hi to naa!m tha jise hazar bar likha,
- Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.
- Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
- Yaad meri aye jab judai me,
- Mehsus! karna tumhare karib hu me,
- Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.
- Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
- Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
- Thokar bhi lagi tho us pathar se,
- Jise hum apna mante the.
- Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
- Tho yun hume!in ruswa na kiya hotha.
- Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
- Bas ek baar humein samaj-liya hotha?
- Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
- Koi majburi hogi to dil tod kar roye
- Mere samne ka!r diye mere tasveer ke tukde
- Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye
- Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
- Aapse dil! lagana hamara kasur tha
- Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
- Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
***************************************
- Mohabbat Hai Jo Hum Hansna Bhool Gaye…
- Posted by Rahul under Dard Shayari SMS
- [3] Comments
- Dard Mein Bhi Ab Hum Hasna Seekh Gaye
- Kaisi Mohabbat Hai Jo Hum Hasna Bhool Gaye
- Pehle Rulate! Ho Phir Hansate Ho Kis Liye
- Kaisi Mohabbat Hai Jo Hum Hasna Bhool Gaye
- Dard Badh Gaya Hai Jalan Bankar Humare Liye
- Kaisi Mohabbat Hai Jo Hum Hasna Bhool Gaye
- Ghamon !Ko Na Bhula Paaye Yeh Kaise Dard Mile
- Kuchh Haseen Palon Ko Yaad Karke Hasna Bhool Gaye
- Saamne Hote Ho Tum Phir Kuchh Na Kaho Mere Liye
- Har Pal Jo Khilta Tha Chehara Usse
- Hum Pahchan.Na Bhool Gaye
- Khwaabon Mein Aakar Jo Neend Chura Gaye
- Ab Mera Hosh Aur Meri Saason Ko Bhi Le Gaye
- Aur Kya Rakha Hai Ab Iss Zindagi Ke Liye
- Tum Bhi H!umen Dard Mein Hi Rukhsat Kar Gaye
- Zulm Na Ho Iss Zindagi Pe Ye Sandesh Le Aaye
- ***************************************
- Tujhe Yaad Na Meri Aayi…
- Posted by Rahul under Dard Shayari SMS
- No Comments
- Rabba Mere Ishq Kisiko Aise Na Tadpaye
- Dil Ki Baat! Rahe Is Dil Mein Hothon Tak Na Aaye
- Tujhe Yaad Na Meri Aayi
- Kisise Ab Kya Kehna
- Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayi
- Kisi Se Ab Kya Kehna…
- Tujhe Har Khushi Dedi, Labon Ki Hansi Dedi
- Zulfon Ki Ghata Lehrayi, Paigham Wafa Ke Layi
- Toone Achhi Preet Nibhayi
- Kisi Se Ab !Kya Kehna…
- Woh Chand Mere Ghar Aangan Ab To Aayega
- Tere Soone Is Aanchal Ko Woh Bhar Jayega
- Teri Kardi G!od Bharayi
- Kisi Se Ab Kya Kehna…
- Khata Ho Gayi Mujhse, Kaha Kuch Nahin Tumse
- Iqraar Jo Tum Kar Paate, To Door Kabhi Na Jaate
- Koi Samj!he Na Peer Parayi
- Kisi Se Ab Kya Kehna…
***************************************
- 1.Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum,
- Dur fizao!n me kahi kho jayenge hum.
- Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum,
- jab zameen ko odh ke so jayenge hum…
- 2.Meri barbadi par tu koi malal na karna,
- bhul jana mera khyal na karna,
- hum teri khus!i k liye kafan ODH lenge,
- pr tu meri laash se koi sawal na karna…
- 3.Nazron ko nazaron ki kami nahi hoti,
- phulon ko baharon ki kami nahi hoti,
- fir kyu hume y!ad karoge Aap,
- Aap toh Aasman Ho aur
- Asman Ko Sitaron ki kami Nahi Hoti.
- 4. Mana k kal hum akele reh gaye,
- judai k aan!su ankho se beh gaye,
- rothe hue ko koun chup karayega,
- jo chup karathe the wo hi aaj chup hogaye.!
- 5.Tamannao me Uljhaya Gaya hoon,
- khilone de k behlaya gaya hoon,
- Kafan me kyun na Jaun muh chupa k,
- Bhari mehfil me Utaya Gaya hoon…
- 6. Aaj kareeb se guzar kr gayi hai,
- Andaaz be nam kr gayi hai,
- Maiyat pe mer!i ruk kr anjaan ban gayi hai,
- poochthi hai logo se
- ye kis ki maiyat sajayi gayi hai,
- 7.Rulane wale akhir hume rula denge,
- zehar de k gehri neend sula denge,
- fir b koi gam na! hoga hume,
- dard tho tab hoga jab app hame
- sath chor ne ko kehenge…
- 8. Mouth k baad yaad aa raha hai koi,
- Meri kabr se mitti utha raha hai koi,
- Aye Kh!udha do pal ki zindagi aur dede,
- Meri kabr se udaas ja raha hai koi…
- 9.Nakaam mohabat ka bhi afsaana hoga,
- sache pyar ka b harzana hoga,
- apne aankho se dekh lena Zalim,
- teri “DOLI” se khubsurat mera “JANAZA” hoga….
- 10. Me duba tho kinare pe khadi thi dunia,
- Hasne walo me mera mukadar b shamil tha,
- Ro raha tho jo Janaze se lipat kar mere,
- kaise keh dhoo k wahi mera katil tha!
- 11. Wo ayenge gar pr mere,
- sun k mout ki kabr meri,
- yaro zara kafan hata dena,
- kamaskam deedar tho hoga myyat ko meri.
- Dek k agar wo ro dhe tho utha dena,
- agar kamosh rahe tho chera chupa dena,
- humse agar wo! krti hai mohabbt tho izhar wo karegi,
- agar na kare izar tho beshrm ko dak k mar k hakaal dena..
- Kabhi khushi se khushi ki taraf nahi drkha
- wo mera hai par usne meri taraf nahi dekha
- Zindagi se mila to hoon magar kuch is tarah
- Mane uski usne meri taraf nahi dekha
- Usko dekha tha ik baar badi sanjeedgi se
- Us se beh!tar koi doosra nahi dekha
- Wo mera ishq hai yaa ibaadat hai meri
- Us se jyaada to khuda ki taraf nahi dekha…
***************************************
- Dil to jale per dhuaan uthe na..
- Mann to roye per aankh bhare na…
- Pal Pal jinpe mitay rahe hum..
- unhe humara dard dikhe na.
- ***************************************
- Geele kagaz ki tarah hai zindagi humari
- koi likhta bhi n!ahi koi jalata bhi nahi
- is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
- koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.
- Zikr jab bhi aap Apno ka kiya karen…
- Naam hamara bhi unme liya karen..
- Tareef n!ahi to burayi hi sahi
- par apne Alfazon mein jagah
- hamein bhi diya karen
- KAGAZ PE HUMNE ZINDAGI LIKH DI,
- AANSUON SE SEENCH KAR HAR KHUSHI LIKH DI,
- DARD KO JAB HUMNE UBHARA LAFZO PE,
- LOGO NE KAHA WAH KYA GAZAL LIKH DI.
- Aaj bahut yaad aa rahe ho tum..
- Aankhen b!and hain phir bhi nazar aa rahe ho tum..
- Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar…
- Mujhe ab tak rula rahe ho tum.
- Woh mil jaate hai!n humein ek kahani bankar..
- Dil mein bas jaate hain ek nishaani bankar..
- Jinhen hum rakhte hain apni aankhon mein…
- Kyun nikal jaate hain in aankhon se woh pani bankar
- Pal beet j!aega waqt gujar jayega
- bus yaadon bhara ye safar reh jayega
- na woh log honge na unkibaatein
- yaad kerne ko buswoh lamha reh jayega
- Sometimes my eyes get jealous of my heart
- know why?
- guess wht it is
- simply bcoz a sweet person like you,
- is always close to my heart and far from my eyes
- Koi hasae to has lete hai
- dil me dard ho to ro lete hai
- nind wais!e bhi kam aati hai
- par sapno me tum aaoge
- yeh soch ke so lete hai
- Raat hogi to chand dikhai dega
- khwabon m!e tumhe woh chehrea dikhai dega
- mohabbat kabhi zara soch ke kerna
- ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega
- Dhoka diya tha jab tumne muijhe
- dil se m!e naraz thi
- phir socha ki dil se tumhe nikal du
- magar woh dil bhi tumhare pass tha
- Dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte
- hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte
- zakhm kitne gehre! kyon na ho
- hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …
***************************************
- Tute dile se phucho dard kya hota hai,
- Koi pass hokar bhi dur jab hota hai
- Hum nahi kehta ke us ka kusur hai
- Kasoor! apna tha Esliya dil majboor hota hai.
- Aakhen kholu to chehra tumhara ho,
- Band karu t!o sapna tumhara ho,
- Maar bhi jau to koi gham nahi,
- Agar kafan ke badle anchal tumhara ho.
- Tanhaai me jab beete lamho ki yaad aati hai,
- Kya kahen jism se jaan chali jaati hai,
- Yun to unki berukhi yaad hai humein,
- Per aankhe ba!nd kare to surat unki nazar aati hai.
- Dhalti raat ka khula ehsas hai,
- Mere dil me teri jagah kuch khas hai,
- Tum nahi ho y!ahan mujhe malum hai,
- Par dil kahta hai ki tu dil ke paas hai.
- Mere chehre se utha do kafan,
- Mujhe aadat hai muskurane ki.
- Meri laash abhi mat jalana,
- Mujhe um!eed hai unke aane ki.
- Baba Shan
***************************************
- “PATHAR KI YEH DUNIYA JAZBAT NAHI SAMAJHTI
- DIL ME HAI JO WOH BAT NAHI SAMAJHTI
- TANHA TOH CHAND BHI HAI SITARON KE BEECH
- MAGAR CHAND KA DARD BEWAFA RAAT NAHI SAMAJHTI ”
- Geele kag!az ki tarah hai zindagi humari
- koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi
- is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
- koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.
- Zikr jab bhi aap Apno ka kiya karen…
- Naam hamara bhi unme liya karen..
- Tareef nahi to! burayi hi sahi
- par apne Alfazon mein jagah
- hamein bhi diya karen
- KAGAZ PE HUMNE ZINDAGI LIKH DI,
- AANSUON SE SEENCH KAR HAR KHUSHI LIKH DI,
- DARD K!O JAB HUMNE UBHARA LAFZO PE,
- LOGO NE KAHA WAH KYA GAZAL LIKH DI.
- Aaj bahut yaad aa rahe ho tum..
- Aankhen band hain phir bhi nazar aa rahe ho tum..
- Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar…
- Mujhe ab tak rula rahe ho tum.
- Woh mil jaate hain humein ek kahani bankar..
- Dil mein bas jaate hain ek nishaani bankar..
- Jinhen hum rak!hte hain apni aankhon mein…
- Kyun nikal jaate hain in aankhon se woh pani bankar
- pal beet jaega waqt gujar jayega
- bus yaadon bhar!a ye safar reh jayega
- na woh log honge na unkibaatein
- yaad kerne ko buswoh lamha reh jayega
- sometimes my eyes get jealous of my heart
- know why?
- guess wh!t it is
- simply bcoz a sweet person like you,
- is always close to my heart and far from my eyes
- koi hasae to has lete hai
- dil me dard ho to ro lete hai
- nind w!aise bhi kam aati hai
- par sapno me tum aaoge
- yeh soch ke so lete hai
- raat hogi to chand dikhai dega
- khwabon me tumhe woh chehrea dikhai dega
- mohabbat k!abhi zara soch ke kerna
- ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega
- dhoka diya tha jab tumne muijhe
- dil se me !naraz thi
- phir socha ki dil se tumhe nikal du
- magar woh dil bhi tumhare pass tha
- dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte
- hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte
- zakhm kitne gehre k!yon na ho
- hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …
- Dard banke dil me chhupa kaun hai,
- reh-reh kar is!me chubhta kaun hai,
- ek taraf dil hai aur ek taraf aaina,
- dekhna hai is baar pehle tut-ta kaun hai
- Dard se dosti ho gayi yaaron,
- Zinda!gi bedard ho gayi yaaron.
- Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
- Door tak roshni to ho gayi yaaron.
- ***************************************
- Dard Ki Barish Sahi Maddham Zara Aahista Chal,
- Dil Ki !Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara Aashista Chal,
- Tere Milne Aur Phir Tere Bichhad Jane Ke Bich,
- Faasla Ruswai Ka Hai Zara Aahista Chal,
- Apne Dil Hi !Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad,
- Uski Aankhon Mein Bhi Hai Shabnam Zara Aahista Chal,
- Koi Hi Ho Humsafar Na Ho !Khush Is Qadar,
- Ab Ke Logon Mein Wafa Hai Kam Zara Aahista Chal….
- ***************************************
- Aag dil me hai lagi,
- ishe duniya mein laga doonga.
- agar teri doli uthi,
- to z!amana ko jala dalonga.
- ***************************************
- Teri yaad dil se jaany nahi dengy,
- Tere jaisa dost khone nahi dengy,
- Sharaafat se contact mein rehna,
- Varna kaan k!e neechy dengy
- Aur rony bhi nahi dengy.
- “tofiq_sonu”
***************************************
- Aaj Uski Yaad Ne Hume Tadpaya Bohut
- Aaj N!aa Chahte Hue Bhi Woh Yaad Aaya Bohut
- Uske Baad Toh Jaise Weshatoun Se Dosti hogayi
- Phir kyun Aaj Tanhaiyoun Ne Daraya Bohut
- Woh Mera Tha…. Mera Hi Rahega….
- Humne! Aise Qiyalo!un Se Qud Ko Behlaya Bohut
- Shamma Ke Jalne Par Hum Afsoos Karein Kyun
- Humne Bhi Manind Shamma Qud Ko Jalaya Bohut
- Humne Jis Kisi Ko Bhi Humda!rd Samjha Apna
- Woh Naa Jaane Kyun Humare Dukh Pe Muskuraya Bohut….
No comments :
Post a Comment