motivational shayari hindi hindi

  • Kyun Tut jata hain aaina surat teri dekhkar,
  • sarma jati hain chandni nazare teri dekhkar,
  • Tu ek pal ke liye muskura ke to dekh idhar,
  • Tere chahane walon ki bheed hain is kadar..
  • ------------------------------------------------------------
  •  
  • Chehre ki hansi se har gam chhupao,
  • Bahut kuch bolo par kuch na batao,
  • Khud na rootho kabhi par sabko manaao,
  • Raaz hai ye zindgi ka bas jeete chale jao..
  •  ------------------------------------------------------------
  • Ek halki si hawan ne mujhe is kadar chhuaa,
  • Na jane kayon laga jaise ki mujhe kuch huaa,
  • Palko pe bane sapno ka saya kaise door huaa,
  • Socha tha jise apna wo iss kadar door huaa !
  •  ------------------------------------------------------------
  • Kya hai zindgi,
  • Dekho to khwab hai zindgi,
  • Padho to kitab hai zindgi,
  • Suno to gyan hai zindgi,
  • Par haste raho to aasan hai zindgi…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Mushkile dilo ke iraade azmayegi
  • Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
  • Girkar tujhe hai smabhalna
  • Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi…

  • Duriyan he dilon ko nazdik lati hain
  • Duriyan he ek duje ki yaad dilati hain,
  • Dur hokar bhi koi kareeb hai kitna
  • Duriyan he is bat ka ehsas dilati hain…

  • Hum hawa nahi jo kho jayenge,
  • Waqt nahi jo guzar jayenge,
  • Hum mausam nahi jo badal jayenge,
  • Hum to aansu hai jo khushi aur ghum dono me saath nibhaenge.

  • Jindagi ki asli udaan abhi baaki hai
  • Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
  • Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
  • Abhi to sara aasman baaki hai…

  • Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  • Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  • Jahan chot khana wahan muskurana
  • Magar is ada se ke roye sara zamana…

  • Hoke maayus na yu shaam ki tarah dhalte rahiye
  • Jindgi ek bhor hai suraj ki tarah nikalte rahiye
  • Tharoge ek paav par to thak jaaoge
  • Dheere dheere hi sahi magar raah par chalte rahiye..

  • Taaron mein akela chaad jagmagata hai.
  • mushquilo mein akela insaan dagmagata hai.
  • kaate se ghabrana mat mere dost.
  • kyoki kaaton mein hi akela gulab muskurata hai.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Soch ko badlo, sitare badal jayenge
  • Najar ko badlo, nazare badal jayenge
  • Kashtiya badalne ki jarurat nahi
  • Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge
  •  ------------------------------------------------------------
  • Hoke maayus na yu shaam ki tarah dhalte rahiye
  • Jindgi ek bhor hai suraj ki tarah nikalte rahiye
  • Tharoge ek paav par to thak jaaoge
  • Dheere dheere hi sahi magar raah par chalte rahiye..
  •  ------------------------------------------------------------
  • aankhon mein manzilein thi.
  • gire aur sambhalte rahe.
  • aandhiyon mein kya dum tha.
  • chiraag hawa mein bhi jalte rahe.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Jindagi ki asli udaan abhi baaki hai
  • Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
  • Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
  • Abhi to sara aasman baaki hai…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Taalim nahi di jaati
  • parindo ko udaano ki.
  • woh to khud hi samajh
  • jaate hain ucchai aasmano ki.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  • Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  • Jahan chot khana wahan muskurana
  • Magar is ada se ke roye sara zamana…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Rehne de aasmaan, zameen ki talaash kar
  • Sab kuchh yahin hai, kahin aur na talaash kar
  • Har aarzoo puri ho, to jeene ka kya mazaa
  • Jeene ke liye bas ek khubsurat wajah ki talash kar
  •  ------------------------------------------------------------
  • Use kehna ke palko pe na taane khwaab ki chaadar
  • samundar ke kinare ghar bana ke kuch nahi milta
  • mujhe aksar sitaron se yahi awaaz aati hai
  • kisi ke ishq mein neendein ganwa kar kuch nahi milta
  • Jigar ho jayega chalni ye aankhe khoon royengi
  • yahaan be faiz logon se nibha ke kuch nahi milta
  •  ------------------------------------------------------------
  • Manzil mil hi jaayegi
  • Bhatakte hue hi sahi
  • Gumraah to wo hain
  • jo ghar se nikle hi nahi
  •  ------------------------------------------------------------
  • Sawaar ho jaaye jab junoon sar par
  • ki kuch paanaa hai
  • reh jaayega phir kya duniyaa mein
  • jo haath nahi aanaa hai
  •  ------------------------------------------------------------
  • Mushkile dilo ke iraade azmayegi
  • Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
  • Girkar tujhe hai smabhalna
  • Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Duriyan he dilon ko nazdik lati hain
  • Duriyan he ek duje ki yaad dilati hain,
  • Dur hokar bhi koi kareeb hai kitna
  • Duriyan he is bat ka ehsas dilati hain…
  •  
  • ------------------------------------------------------------
  • Mushkile dilo ke iraade azmayegi
  • Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
  • Girkar tujhe hai smabhalna
  • Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi…
  •  ------------------------------------------------------------
  • aankhon mein manzilein thi………
  • gire aur sambhalte rahe……….
  • aandhiyon mein kya dum tha……….
  • chiraag hawa mein bhi jalte rahe………
  •  ------------------------------------------------------------
  • Taalim nahi di jaati
  • parindo ko udaano ki……..
  • woh to khud hi samajh
  • jaate hain ucchai aasmano ki……
  •  ------------------------------------------------------------
  • Jindagi ki asli udaan abhi baaki hai
  • Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
  • Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
  • Abhi to sara aasman baaki hai…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  • Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  • Jahan chot khana wahan muskurana
  • Magar is ada se ke roye sara zamana…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Soch ko badlo, sitare badal jayenge……….
  • Najar ko badlo, nazare badal jayenge………..
  • Kashtiya badalne ki jarurat nahi…………….
  • Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge…………..
  •  ------------------------------------------------------------
  • Hum hawa nahi jo kho jayenge,
  • Waqt nahi jo guzar jayenge,
  • Hum mausam nahi jo badal jayenge,
  • Hum to aansu hai jo khushi aur ghum dono me saath nibhaenge.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Gham na kar Zindagi bahut badi hai,
  • Chahat ki mehfil tere liye saji hai,
  • Bas ek baar muskura kar tho dekh,
  • Taqdeer khud tujhse milne bahar khadi hai…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Hoke maayus na yu shaam ki tarah dhalte rahiye
  • Jindgi ek bhor hai suraj ki tarah nikalte rahiye
  • Tharoge ek paav par to thak jaaoge
  • Dheere dheere hi sahi magar raah par chalte rahiye..
  •  ------------------------------------------------------------
  • Apne hathon ki lakeeron
  • ko kya dekhta ho?
  • Kismat to unki bhi hoti hai
  • jinke haath nahi hote……..
  •  
  • ------------------------------------------------------------
  • Hoke maayus na yu shaam ki tarah dhalte rahiye
  • Jindgi ek bhor hai suraj ki tarah nikalte rahiye
  • Tharoge ek paav par to thak jaaoge
  • Dheere dheere hi sahi magar raah par chalte rahiye..
  •  ------------------------------------------------------------
  • Mushkile dilo ke iraade azmayegi
  • Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
  • Girkar tujhe hai smabhalna
  • Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi…
  •  ------------------------------------------------------------
  • No one will manufacture a lock without a key.
  • Similarly, God wont give problems without solutions.
  • So defeat your problems with great confidence.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Mushkile dilo ke iraade azmayegi
  • Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
  • Girkar tujhe hai smabhalna
  • Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi
  •  ------------------------------------------------------------
  • Jindagi ki asli udaan abhi baaki hai
  • Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
  • Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
  • Abhi to sara aasman baaki hai…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  • Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  • Jahan chot khana wahan muskurana
  • Magar is ada se ke roye sara zamana…
  •  ------------------------------------------------------------
  • Maine DUSHMANO ke GUROR ko toda hain.
  • Maine RANJ_o_GHUM ki har ZANJEER ko toda hain.
  • Mili KHUSHI har bar MUJHE.
  • Jab koi FAISLA maine KHUDA par choda hain!.
  •  ------------------------------------------------------------
  • Jindagi ki asli udaan abhi baaki hai
  • Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
  • Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
  • Abhi to sara aasman baaki hai
  •  ------------------------------------------------------------
  • Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  • Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  • Jahan chot khana wahan muskurana
  • Magar is ada se ke roye sara zamana
  •  ------------------------------------------------------------
  • Hoke maayus na yu shaam ki tarah dhalte rahiye
  • Jindgi ek bhor hai suraj ki tarah nikalte rahiye
  • Tharoge ek paav par to thak jaaoge
  • Dheere dheere hi sahi magar raah par chalte rahiye
  •  ------------------------------------------------------------
  • ------------------------------------------------------------
  • parindon ko manzil milengi yakeenan
  • yeh faile hue unke par bolte hai
  •  
  • Yahi hai zindagi apni, yahi hai bandagi apni
  • ke unka naam aaya aur gardan jhuk gayi apni.
  •  
  •  
  • Humko mita sake ye zamane mein dam nahi,
  • Hamse zamana khud hain, zamane se hum nahi

  • Jo beet gayi so beet gayi,
  • Jo beet gayi so beet gayi,
  • Jo chal rahi hai wo batate hain,
  • Ab to jahan bhi chale jate hain
  • Wahan jaa kar chaa jate hain.

  • Bhujhi shamaa bhi jal sakti hai,
  • Toophaan se kashti bhi nikal sakti hai,
  • Hoke maayus yoon na apne iraade badal,
  • Teri kismat kabhi bhi badal sakti hai.

  • wohi log rehte hai khaamosh aksar
  • zamaane mein jinke hunar bolte hai……

  • Apni zameen, apna naya aasman paida kar,
  • Mangane se zindagi kab milti hai E dost,
  • Khud hi apna naya itihaas paida kar.

  • Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe,
  • Kitnon ko raste pe lana hai tumhe,
  • Apne haath ki lakiron ko mat dekho,
  • In lakiron se aage jana hai tumhe.

  • Tere Liye Jo Rab Ne Sajaya Hai
  • Gulsitaan Nahi Sari Bahaar Hai
  • Tujhe Ek Gul Ki Talaash Hai Aur
  • Gulshan Ko Tera Intezaar Hai
  • Na Ho Tu Udaas Yaqeen Rakh
  • Zara Apne Sapne Sanwaar Le
  • Na Tu Dil Ko Apne BeQaraar Kar
  • Tu Kai Diloon Ka Qaraar Hai.

  • koshishon ke bawajood….
  • ho jaati hai kabhi haar…
  • hoke niraash mat baithna…
  • mann ko apne maar…
  • badte rahna aage sada…
  • ho jaisa bhi mousam…
  • paa leti manzil chinti bhi…
  • gir gir ke har baar…

  • tufaan ki kami nahi jeevan mein
  • ladte hue safar karna hoga
  • jo milenge zakhm safar-e-rahon mein
  • unhe hi zindagi ka tajurba kehna hoga
  • laakh zakhm khaane par bhi
  • har zakhm naya hoga
  • tajurba kitna hi kyu na ho
  • har safar naya hoga

  • Zindagi mein kai mushkilein aati hain,
  • Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,
  • Na jaane kaise hazaaron kaanton ke beech,
  • Reh kar bhi ek phool muskurata hai.

  • Sar Jhukaogay to pathar bhi dewtaa ho jayega,
  • Itna na chaho ussay, woh bewafa ho jayega.
  • Hum bhi dariya hain, humein apna hunar maloom hai,
  • Jis taraf chal padey raasta ho jayega.

No comments :

Post a Comment