shikwa shayari hindi new


  1. Ai Dost Humne Tark-E-!!Mohabbat Ke Bawajud,
  2. Mehsoos Ki Hai Teri Zarurat Kabhi Kabhi!
  3. ===================================

  4. Tujhe Dekhu To Sara Jahaan Rangeen Nazar Aata Hai,
  5. Tere Bina Dil Ko C!!hain Kahan Aata Hai,
  6. Tum Hi Ho Mere Dil Kee Dhadkan,
  7. Tere Bina Ye Sansar Suna Suna Nazar Aata Hai!
  8. ===================================
  9. Mat Dekho Humein Tum Yun Is Tarah,
  10. Pyaar Tumehin Hoga!! Aur Ilzaam Hum Par Lagega!
  11. ===================================
  12. Yaadon Kee Dhund Mei!!n Aapki Parchai Si Lagti Hai,
  13. Kaano Mein Goonjti Shehnai Si Lagti Hai,
  14. Aap Kareeb Ho To Apnapan Hai,
  15. Varna Seene Mein Saanse Bhi Parai Si Lagti Hain!
  16. ===================================
  17. Dushman Kee Dosti Hai Ab Ahale Vatan Ke Saath,
  18. Hai Ab Khijaan Chaman Mein Naye Pairahan Ke Saath;

  19. Sar Par Hawaye Zulm Chale Sau Yatan Ke Saath,
  20. Apni Kulaah Kaj Hai Usi Baankpan Ke Saath;

  21. Kisne Kaha Ki Toot G!!eya Khanzare Phirang,
  22. Seene Pe Zakhme Nau Bhi Hai Daage Kuhan Ke Saath;

  23. Jhonke Jo Lag Rahe !!Hain Naseeme Bahaar Ke,
  24. Jumbish Mein Hai Kafas Bhi Aseere Chaman Ke Saath;

  25. Majrooh Kaafale Ki Mere Daastaan Ye Hai,
  26. Rehbar Ne Mil Ke !!Loot Liya Raahajan Ke Saath!
  27. ===================================
  28. Assi Kise De Kujh !!Nahi Lagde, Na Koi Saada Dardi;
  29. Vich Raahan De Chadd Ke Tur Gaye, Wah Maula Teri Marzi!
  30. ===================================
  31. Khamosh Chehre Par Hazaron Pehre Hote Hain;
  32. Hansti Aankhon Mein Bhi Zakham Gehre Hote Hain;
  33. Jinse Aksar Rooth Jaate Hain Hum;
  34. Asal Mein Unse Hi Rishte Gehre Hote Hain!
  35. ===================================
  36. Laga Kar Aag Seeney Mein Chale Ho Tum Kahan;
  37. Abhi To Raakh Udne Do Tamasha Aur Bhi Hoga!
  38. ===================================
  39. Ab Kaun Se Mausam Se Koi Aas Lagaye;
  40. Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aaye!

  41. ===================================

  42. Ab Kaun Se Mausam Se Koi Aas Lagaye;
  43. Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aaye!
  44. ===================================
  45. Meri Saari Zindagi!! Ko Be'samar Iss Ne Kiya;
  46. Umar Meri Thi Magar,Isko Basar Iss Ne Kiya;

  47. Main Bahut Kamzor Tha Iss Mulq Mein Hijrat Ke Baad;
  48. Par Mujhe Iss Mulq Mein Kamzor'tar Iss Ne Kiya;

  49. Rehbar Mera Bana !!Gumraah Karne Ke Liye;
  50. Mujhko Seedhe Raaste Se Darbadar Iss Ne Kiya;

  51. Shehar Mein Woh Moatbir Meri Gawahi Se Hua;
  52. Phir Mujhe Iss Shehar Mein Na'moatbir Iss Ne Kiya;

  53. Shehar Ko Barbaad Kar Ke Rakh Diya Iss Ne 'Munir';
  54. Shehar Per Yeh Zulm Mere Naam Par Iss Ne Kiya!
  55. ===================================
  56. Kahan Ka Vasl Tanhai Ne Shayad Bhes Badla Hai;
  57. Tere Dam Bhar Ke Mi!!l Jaane Ko Hum Bhi Kya Samajhte Hain!
  58. ===================================
  59. Itni Lambi Umar Kee Dua Mat Maang Mere Liye;
  60. Aisa Na Ho Ke Tu Bhi Chhod De Aur Maut Bhi Na Aaye!
  61. ===================================
  62. Udasiyon Ki Vajah!!! To Bahut Hai Zindagi Mein,
  63. Lekin Bevajah Khush Rehne Ka Maza Hi Kuch Aur Hai!
  64. ===================================
  65. Mana Ki Kismat P!!e Mera Jor Nahi,
  66. Par Meri Mohhabat Bhi Kamzor Nahi,
  67. Mana Ki Uske Dil!!!-o-Dimag Mein Koi Aur Hai,
  68. Par Meri Saanso Mein Uske Siwa Koi Aur Nahi!
  69. ===================================
  70. Ye Aarzoo Thi Tujhe Gul Ke Rubaru Karte,
  71. Hum Aur Bulbul-e-Betaab Guftagu Karte;

  72. Payaam Bar Na Mayassar Hua To Khoob Hua, 
  73. Zubaan-e-Gair Se Kya Shar Kee Aarzoo Karte;

  74. Meri Tarah Se Maah-o-Mahar Bhi Hain Aawara, 
  75. Kisi Habeeb Ko Ye Bhi Hain Justaju Karte;

  76. Jo Dekhte Teri Za!!njeer-e-Zulf Ka Aalam, 
  77. Aseer Hone Ke Aazaad Aarzoo Karte; 

  78. Na Puch Aalam-e-Bargashta Tali-e-"Aatish", 
  79. Barasati Aag !!Mein Jo Baaraan Kee Aarzoo Karte!
  80. ===================================  
  81. Maloom Jo Hota Humein Anzaam-e-Mohabbat,
  82. Lete Na Kabhi Bhool Ke Hum Naam-e-Mohabaat!
  83. ===================================
  84. Itna Yaad Na Aaya Kar Ki Raat Bhar Na So Sake Hum,
  85. Subah Ko Surk!!h Aankhon Ka Sabab Puchte Hain Log!
  86. ===================================
  87. Usne Aashiyana Bana Rakha Hai Dil Ko Mere,
  88. Lekin Na Wo Khud Rehta Hai Na Main Kisi Aur Ko Basa Sakta Hun!


  89. ===================================

  90. Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi;
  91. Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi;
  92. Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
  93. Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!
  94. ===================================  
  95. Dhoop Bahut Hai Mausam Jal-Thal Bhejo Na,
  96. Baba Mere Naam Ka Baadal Bhejo Na;

  97. Molsari Kee Shaakhon Par Bhi Diye Jalen,
  98. Shaakhon Ka Kesaraya Aanchal Bhejo Na;

  99. Nanhi Munni Sab Chehkarein Kahaan Gayi,
  100. Moron Ke Pairon Kee Payaal Bhejo Na;

  101. Basti Basti Dehshat Kisne Bo Di Hai,
  102. Galiyon Bazaaron Kee Hulchal Bhejo Na;

  103. Saare Mausam Ek Umas Ke Aadi Hain,
  104. Chhaanv Kee !Khushbu, Dhoop Ka Sandal Bhejo Na;

  105. Main Basti Mein Aakhir Kis Se Baat Karun,
  106. Mere Jaisa Koi Paagal Bhejo Na!
  107. =================================== 
  108. Ab To Khud!! Apni Zaroorat Bhi Nahi Hai Hum Ko,
  109. Wo Bhi Din The Ki Kabhi Teri Zaroorat Hum The!
  110. ===================================
  111. Ibadat Rabb Di Te Chehra Yaar Da Hove,
  112. Sajda Khudaa Da Te Rasam Pyaar Di Hove,
  113. Pyaar Di Gall Ki Dasiye,
  114. Zikar Rabb Da Te Gall Dildaar Di Hove!
  115. ===================================
  116. Sach Maano Main Kisi Ko Kuch Nahi Kehta,
  117. Log Khud Hi Tumh!!ara Pata Laga Lete Hain Meri Aankhon Jhaank Kar!
  118. DARD ===================================  
  119. Koi Batayega Ka!!ise Dafnaate Hain Unko,
  120. Wo Khwab Jo Dil Mein Hi Mar Jaate Hain!
  121. DARD===================================   
  122. Ek Pal Mein Ek !!Sadi Ka Maza Humse Puchiye,
  123. Do Din Kee Zindagi Ka Maza Humase Puchiye;

  124. Bhoole Hai Rafta!!a-Raftaa Unhe Muddaton Mein Hum,
  125. Kishto Mein Khudkushi Ka Maza Humse Puchiye; 

  126. Aagaaz-e-A!!ashiqui Ka Maza Aap Jaaniye,
  127. Anzaam-e-Aashiqui Ka Maza Humse Puchiye;

  128. Jalte Diyo Mein Jalte Gharon Jaisi Lau Kahan,
  129. Sarkaar Roshani Ka Maza Humase Puchiye;

  130. Wo Jaan Hi G!!aye Ki Humein Unse Pyaar Hai,
  131. Aankhon Kee Mukhbari Ka Maza Humse Puchiye;

  132. Hansne Ka Shaunk Humko Bhi Tha Aap Kee Tarah!
  133. ===================================
  134. Sau Jaan Se!!! Ho Jaunga Raazi Main Saza Par,
  135. Pehle Wo Mujhe Apna Gunahgar To Kar Le!
  136. ===================================  
  137. Shikayatein Tujhse Nahi Kismat Se Hai,
  138. Jo Chah!!a Wo Khoya!
  139. DARD ===================================  
  140. Hum !!Unke Dil Par Raaj Karte The,
  141. Mera Dil Jinka Ghulam Aaj Bhi Hai!

  142. ===================================


  143. Aadat Thi Tu Meri,
  144. Ab To Ba!!s Khwahish Ban Kar Reh Gayi!
  145. DARD===================================
  146. Kahaan !!Tak Aankh Roegi Kahaan Tak Kiska Gham Hoga,
  147. Mere Jaisa Yahan Koi Na Koi Roz Kam Hoga;

  148. Tujhe Pa!!ane Kee Koshish Mein Kuch Itna Ro Chuka Hun Main,
  149. Ki Tu Mil Bhi Agar Jaye To Ab Milne Ka Gham Hoga;

  150. Saman!!dar Kee Galatfehmi Se Koi Puch To Leta,
  151. Zameen Ka Haunsala Kya Aise Toofaano Se Kam Hoga;

  152. Mohabbat Naapne Ka Koi Paimana Nahi Hota,
  153. Kahin !!Tu Badh Bhi Sakta Hai, Kahin Tu Mujh Se Kam Hoga!
  154. =======!============================
  155. Yaad Nahi Kya Kya Dekha Tha Sare Manzar Bhool Gaye;
  156. Ush Ke G!!aliyon!! Se Jab Laute Apna Bhi Ghar Bhool Gaye;
  157. Khub Gaye Pardes Ki Apne Deewar-o-Dar Bhool Gaye;
  158. Sheesh-Mahal Ne Aisa Ghera Matti Ke Ghar Bhool Gaye!
  159. ===================================
  160. Tu Koi Mere Gham Ka Mudaava Kar De,
  161. Tera Gham Hai Tere Kehne Se Chala Jayega!
  162. ===================================
  163. Jheel Ach!!hi, Kanwal Achha Ki Jaam Achha Hai,
  164. Teri Aakhon Ke Liye Kaun Sa Naam Achha Hai!
  165. ===================================
  166. Zindagi D!!ene Wale Marta Chhod Gaye,
  167. Apnapan Jatane Wale Tanha Chhod Gaye,
  168. Jab Padi !!Zaroorat Humein Apne Humsafar Kee,
  169. Wo Jo Saath Chalne Wale The Sab Raasta Mod Gaye!
  170. ===================================
  171. Yaad M!!ein Apne Yaar-e-Jaani Kee,
  172. Hum Ne Mar Mar Ke Zindagani Kee;

  173. Dosto Ko Adu Kiya Hum Ne,
  174. Kar Ke Taarif Yaar-e-Jaani Kee;

  175. Kyon Na Ruswaa Kare Zamaane Mein,
  176. Ye Kahani Gham-e-Nahani Kee;

  177. Rooh Ho!!yegi Hashar Mein Sahab,
  178. Ek Nishani Sara-e-Faani Kee;

  179. Khaak-!!Saari Se Badh Geya Insaan,
  180. Arz Par Sair Aasmaani Kee;

  181. Zard S!!urat Pe Hijr Mein Na Hanso,
  182. Sharah Hai Rang-e-Zaafaraani Kee;

  183. Aaj Kal L!!akhnow Mein Ai 'Akhtar',
  184. Dhoom Hai Teri Khush-Bayaani Kee!
  185. ===================================
  186. Kahin Sher-o-Nagma Ban Ke Kahin Aansuon Mein Dhal Ke,
  187. Wo Muj!!he Mile To Lekin Kai Surtein Badal Ke!
  188. ===================================
  189. Tarsate The Jo Milne Ko Humse Kabhi,
  190. Aaj Wo Kyon Mere Saaye Se Katraate Hain;
  191. Hum !!Bhi Wahi Hain Dil Bhi Wahi Hai,
  192. Naa Jane Kyon Log Badal Jaate Hain!
  193. ===================================
  194. Wafa Ke Badle Bewafayi Na Diya Karo,
  195. Meri Umeed T!!hukra Ke Inkaar Na Kiya Karo,
  196. Teri Mohabbat Mein Hum Sab Kuch Kho Baithe,
  197. Jaan Chali Jayegi Yun Imtihaan Na Liya Karo!

No comments :

Post a Comment