Sad Heart Broken Hindi Shayari 2017


  1. Koi Aisa Pal bhi Hua Kare
  2. Main Kahon Tou Wo Bas Suna Kare
  3. Meri Fusatai’n Mere Mashghale
  4. Sabhi Apne Na!am Likha Kare
  5. Koi Baat Ho Kisi Shaam Ki
  6. Koi Zikr Ho Kisi Raat Ka
  7. Jo Sunane Bethon Usay Kabhi
  8. Wo Suney Tou Sun K Hansa Kare
  9. Jo Main kaho!on Chalo Us
  10. Nagar Jahan Jughuo’n Ka Hujoom Ho
  11. Wo Palat Ker Dekhe Meri Taraf
  12. Aur Mujh Ko Pagal Kaha Kare …

  13.  
  14. *************************************

  15. Duniya main reh kar hum kuch naa kar sake ,
  16. tumhein tha paana , Par tumko bhi naa paa sake ,
  17. Ke har mushkil se muh chupaate reh gaye ,
  18. har gum chup ch!aap seh gaye ,
  19. tere baare main sochta hun saa!ra din,
  20. jaanta hun main ke kaisa rehta hun tere bin,
  21. mann wo khaaab panapte hi reh gaye ,
  22. aakhir kaar hum bhi shayar ban ke reh gaye ….

  23.  
  24. *************************************


  25. Tera saath na shute bass dua he itni
  26. Tera kheyal na shute bass dua he itni
  27. Ruthe chahe rab mera mujhse
  28. Mera peyar na ruthe bass dua he itni

  29.  
  30. *************************************

  • Maut pe mujhe yakeen hai,
    1. Aur tum par bhi aitbar hai.
    2. Dekhna hai pehle kaun aata hai,
    3. humein to dono ka intezar hai…

    4.  
    5. *************************************

    6. Aapki Is Dillagi Se Hum Apana Dil Jala Baithe,
    7. Jispe Bharosa Tha Usise D!okha Kha Baithe,
    8. Pyar To Suna Tha Ki Pagal Kar Deta Hain,
    9. Par Is Tarah Hua Ki Hum Apana Hosh Kho Baithe…
    10. *************************************

    11. Paane se khone ka maza hi kuch aur hai,
    12. Bandh aankhon se rone ka maza hi kuch aur hai.
    13. Aansoo bane lafz aur lafz bane gazal,
    14. aur us gazal m!e tere hone ka maza hi kuch aur hai…

    15.  
    16. *************************************

    17. Unhe ye shikaayat hai hamse
    18. ki hum har kis!i ko dekh kar mushkurate hain
    19. nasamajh hain wo kya jaane
    20. hame to har chehre me wahi nazar aate hain…

    21.  
    22. *************************************

    23. Ye raat syahi si kuch nazar nhi aata
    24. Din ke ujaale me bhi hame kuch nhi bhaata…

    25. Tum iss tarah mujhko satane lage ho Jaana
    26. Nhi aati hai neen humko or chain nhi aata…

    27. Bata do ek baar kh!ta mere wafao ka tum
    28. Iss tarah se chahane waalo ka tadpaya nhi jaata…

    29.  
    30. *************************************

    31. Wo Shayad Pagal Thi ..
    32. Din Rat Hi Gum-Sum Rehti Thi

    33. Aankho’n Me Neem Nasha Sa Tha
    34. Baton Se Deewani Lagti Thi

    35. Hamraz Na Tha Uska Koi Tha,
    36. Bus Khud! Se Batein Karti Thi

    37. Ek Sharam Ke Aanchal Me Aksar Jazbat Chupaye Rakhti Thi
    38. Darti Thi Juda Ho Jane Se Ya Pyar Se Shayad Darti Thi

    39. Kya Sabar Tha, Us Deewani Ka
    40. Kya Zabt-E-Mohabbat Rakhti Thi

    41. Hai Rashk Mujhe Us ‘Pagli’ Pe,
    42. Kya Khoob Mohabbat Karti Thi…

    43. Wo Shayad Pagal Thi ..
    44. Din Rat Hi Gum-Sum Rehti Thi…

    45.  
    46. *************************************

    47. Chupkse fariyad kiya karte hai.
    48. Har pal apko !yad kiya karte hai
    49. ye ham nahi ghar me sab kehte hai k
    50. hum nind me bhi apka nam liya karte Hain…


    51. Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon,
    52. waqt ko rok k!ar waqt se ek din chura loon,
    53. tum paas ho to is raat se ek raat chura loon,
    54. tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon.

    55.  
    56. *************************************

    57. Yun to!h yaad purani nahi hoti
    58. har kisi ko paana sab ki kismat nahi hoti
    59. hum dil rakh aaye they unki kadamo main
    60. … yeh jaante hue bhi ki unki nazre zamin par nahi hoti

    61.  
    62. *************************************

    63. Jab Saa!wan Main Tanha Bheegogay,
    64. Jab Aangan Khaali Paaogay,
    65. Jab Sahil Se Takrati Leheron Main,
    66. Tum Door Kahin Kho Jaaogay,
    67. Jab Khud Se Baatein Karte Karte,
    68. Tum Apni Tanhai Main Kho Jaaogay,
    69. Aur Dil Ki !Baat Chupane Ko,
    70. Humse Nazar Tum Churaogay,
    71. Jab Raat Ke Tanha Daaman Main,
    72. Tum Chaand Ko Aadha Paaaogay,
    73. Main Tumse Mohabbat Karta Hun,
    74. Har Baaar Ye Sunna Chahogay,
    75. Un Sab Lamhon Main Jaan Lena,
    76. Ki Tum Tum Nahi, Hum Ban Jaaogay……!!!!

    77.  
    78. *************************************
    79. Meri kashti ko jiski talaash thi tu wo he kinara hoga …….
    80. sapne me bhi na socha tha ki tu hamara hoga …….
    81. khoobiyan toh t!ujme pehle bhi thi …….
    82. lekin pata na tha ki tu itna pyaara hoga …….

    83. Tere kandhe pe sar rakh ke rona mumkin na tha …….
    84. par kisne socha tha ki tu he ek din mera sahara hoga …….
    85. koi kisi ko itn!ar tujhe pukara hoga …….

    86.  
    87. *************************************

    88. Kash Yaado ka matlab wo samajhte,
    89. Kash khwab!o ka matlab wo samajhte,
    90. Nazar milti hai hazaar nazro se,
    91. Kash hamari nazar ka matlab wo samajhte….


    92. Yeh yaad hai tumhari ya yaadon mein tum ho…
    93. yeh khwab !hai tumhare ya khwabon mein tum ho…
    94. hum nahi jaante..hume bas itna bata do…
    95. hum jaan hai tumhaari ya humaari jaan tum ho…

    96.  
    97. *************************************

    98. Jitne door hai aap se utne hi paas hai hum
    99. saamne hi hai par nazar na aayenge hum
    100. saari wafaon ko chod ne taiyar hai hum
    101. aap ki dosti ki khatir marne ko bhi …….
    102. afsos is baat ka hai ki aap ne kabhi dawat hi na dee…

    103.  
    104. *************************************
    105. Dekthe hei hum dil se…mujhe aashiq muth samajhna
    106. Likhthe hei hum Khoon se…mujhe kaathil muth samajhna
    107. Kehthe hei hum darr se…m!ujhe kaayar muth samajhna
    108. abhe!! sochne ki kya baat hei…Mujhe shaayar hee samajhna …

    109.  
    110. *************************************

    111. Yakin har rishte ki buniyaad hota hain ,
    112. tut jaaye agar to judna mushkil hota hain ,
    113. kehna aasan! hain humain yakin nahi hain tumpe,
    114. lekin dard is cheez ka be-panah hota hain. ..

    115.  
    116. *************************************

    117. Hichkiyon se ek baat ka ehsaas hai ki
    118. shayad koi hame yaad to karta hai
    119. beshak milne na aaya par
    120. chand shayari hum pe barbaad to karta hai …


    121. Naraaz Mat Ho Hum Tumhe Pyar Karenge,
    122. Zindagi Bhar Tera Intezaar Karenge.
    123. Tu Na Aaye To !Mar Jayenge,
    124. Dil To Tujhe Diya Hai Jaan Bhi Tere Naam Karenge….

    125.  
    126. *************************************
    127. Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai,
    128. Kaanon me !o to apnapan hai,
    129. Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.

    130.  
    131. *************************************

    132. Yaad aata hai wo guzra hua waqt,
    133. sochta hoon bewafa; main hoon yaa wo!

    134. tod di thi humne duniya ki rasmein,
    135. lekin… ek rah par chal naa paye; main yaa wo!

    136. wo pyar hi tha naa jo humne kiya,
    137. lekin… jhoota to koi hai; main yaa wo!

    138. hum bichhad to gaye hain lekin,
    139. hai udas kuan; main yaa wo!

    140. humne jeene marn!e ki saath khayi thi qasmein,
    141. lekin… jee raha hai kuan; main yaa wo!!!

    142.  
    143. *************************************
    144. Maut Ki Godi Main Jab Sona Hoga,
    145. Na Koi Takiya Na !Hi Koi Bichona Hoga,
    146. Hum Honge Bus Hamari Tanhayi Hogi ,
    147. Aur Kabristan Ka Ek Chota Sa Kona Haga.

    148.  
    149. *************************************
    150. Ishq main sab shayari karne lagte hain yeh sach hai
    151. Har lafz ki gahrayee ko pehchane ki koshish woh karta hai
    152. Kehta ki p!yar ke samander mein tairne lage hain
    153. Par kya sach mein aap kisi se pyar karne lage hain ….

    154.  
    155. *************************************

    156. Jab bhi kisi ko kareeb paya hai,
    157. kasam khuda ki wa!hin dhokha khaya hai.
    158. Kyon dosh dete hein hum kanto ko…
    159. Zakham to humne phulo se paaya hai. ..

    160.  
    161. *************************************
    162. Pyaar kya hota hai?
    163. Pyaar kya hota hai hum nahi jaante,
    164. Zindagi !ko apna hum nahi maante,
    165. Gam itne mile hain ke ab ehsas nahi hota,
    166. Pyaar kare koi to vishwas nahi hota.

    167.  
    168. *************************************
    169. Nanhe se dil me armaan koi rakhna,
    170. Duniya ki bhid main pehchan koi rakhna.
    171. Ache nahi lagte jab rahte ho udas,
    172. In hoto pe sada muskaan vahi rakhna …

    173.  
    174. *************************************

    175. Duriyon ki na parwa kijiye
    176. Dil jabhi puk!are bula lijiye
    177. Hum zyada dur nahi aapse
    178. Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!

    179.  
    180. *************************************

    181. Uske Aane Ki Khushi Mein…
    182. Dil mein teri yaa!d ke diye jalaaye phirte hai
    183. hum iss zamane se begaane hue phirte hai
    184. aaraha hai koi barso baad humse milne
    185. uske aane ki khushi mein galli galli pagal hue phirte hai ….

    186. *************************************
    187. chalte chalte zindagi me rukna nahi
    188. Haste reh!na kabhi roona nahi
    189. Ayengi rahoon mein musibatein toh pheche hatna nahi
    190. Iisi ka naam zindagi tum kabhi isse muh modna nahi
    191. Tum mein woh jasba hai ussey kabhi khona nahi
    192. Rehna isi tarah kabhi badal na nahi
    193. And hey my love i m always wid u
    194. yeh kabhi bhoolna nahi …

    195.  
    196. *************************************

    197. Ek Sawal?? 
    198. Aata hai yeh sawal mann mein kai baar
    199. kyun karte h!ai har mod pe A tera intezaar
    200. jaane kabse tum iss dil mein chuppe beithe ho
    201. tumhi ho meri har khushi tu ho mera pehla pyar…

    202.  
    203. *************************************

    204. Salam arz hai.
    205. Jawab karz hai.
    206. Dena! farz hai.
    207. Nadena marz hai.
    208. Na koi karz hai.
    209. Bas etna arz hai…
    210. Kaisay hai Aap???

    211.  
    212. *************************************

    213. Jo Hadse Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kya.
    214. Jo Pyar Karnepe Majbur Na Karde Wo Ikrar Hi Kya.
    215. Intezar To Sab! Karte He,
    216. Saanse Tutne Tak Jo Sath Na De Wo Yaar Hi Kya!!

    217.  
    218. *************************************

    219. Har darwaza teri dastak ka intezar
    220. Har aahat tere aane ki umeed
    221. Har mu!sqarahat teri yaad
    222. Har aansoo teri judai
    223. Har khwaish teri tamaana
    224. Har saans tere naam
    225. Meri jaane jigar
    226. Mera har pal teri zindagi ki khatir…

    227. *************************************
    228. Udaan le rahi hain tamanaye meri
    229. Inhe bhi hai k!isi se pyar
    230. Thehraav sa aa gaya zindagi mein
    231. Aaj hai kisi ka intezaar hame

    232. Jana hai jabsei unhe
    233. Chahaat meri badti rahin
    234. Shaayad na!zare meri sharma jaye
    235. Saamne who jo aajaye kabhi

    236. Mujhe bhi unse pyar hai
    237. Maine yeh! baat unse kahi nahin
    238. Neeyat un per kharaab hai
    239. Yeh allam bhi kuch thik nahin

    240. Kaise woh! mujhe pehachanege
    241. Kaise main unhe pehachanugi
    242. Shayad dil hi dil ko pukar le
    243. Aur manzil taak pahuncha de mujhe…

    244.  
    245. *************************************
    246. Ae khuda,is bande ki,
    247. dua zaroor kabul karna.!!
    248. Yeh diwana jise chahta hain
    249. us gudiya ko hamesha khush rakhna.
    250. Chahte hain jise is kadar,
    251. yeh shayari us paagal ko padhne dena. !!!

    252.  
    253. *************************************

    254. Yeh duniya waale bhi bade ajeeb hai
    255. kabhi hamse door to kabhi kareeb hai
    256. dard na bataye !to hume kaayar kehte hai
    257. aur dard bata de to shayar kehte hai..

    258.  
    259. *************************************

    260. Har sagar ke kuch kinare hote hain
    261. kuch log zindagi mein jaan se bhi pyare hote hain
    262. ye zaruri na!hi har koi aapke paas ho
    263. kyonki zindagi mein yadon ke bhi sahare hote hain…

    264.  
    265. *************************************

    266. Hakikat jaan lo bichhad jaane se pehle
    267. meri sun lo apni sunaane se pehle
    268. ye soch len!a bhulaane se pehle
    269. bahut royi hain ye ankhein muskurane se pehle…



    No comments :

    Post a Comment