Hamari yaad sataye shayari
- Kahin Door Gam Ke Bulane Se Pahle
- Ma!i Jata Hun Khud Ko Rulane Se Pahle
- Hai Apne Safar Ki Yahi Dastan Bas
- Juban Kho Chuka Hun Sunane Se Pahle
- Ay Muskan T!umko Kahan Se Mai Laun
- Ki Aansu Gire Muskurane Se Pahle
- Nahi Hai Sukoon Par Itna Sukoon Hai
- Ye Ishq Kiya Jaan Jane Se Pahle
- ——————————————–
- Ye arzoo thi ki aisa bhi kuch hua hota,
- Meri kami! ne tujhe bhi rula diya hota,
- Main laut aata tere paas ek lamhe me,
- Tere laboan ne mera naam to liya hota…
- ——————————————–
- Unke Bina Pal Bitana Muskil Hua…
- Chaha Bahut Par Unhe Btana Muskil Hua
- Ho Gaye !Wo Is Kadar Apne
- Ki Unki Galti Par Rooth JanaBhi Muskil Hua ..
- ——————————————–
- Jazbaat-e-Ishq Sab Ko Bataaya Nahi Jata,
- Lag Jata Hai Dil Lagaya Nahi Jata..
- Jannat K!i Baat Ho Ya Ho Gulistaan Ke Rang,
- Dil Mein Lagi Aag Ko Bujhaaya Nahi Jata …!
- ——————————————–
Chhalakte Dard Ko Hothon Se Bataun Kaise
- Ye Khamosh Gazal Main Tumko Sunaun Kaise
- Dard Gahra Ho To Aawaz Kho Jaati Hai
- Jakhm! Se Tees Uthe To Tumko Pukarun Kaise
- Mere Jazbaton Ko Meri In Aankho Me Padho
- Ab Tere Saa!mne Main Aansoo Bhi Bahaun Kaise
- Ishq Tumse Kiya, Jamane Ka Sitam Bhi Saha
- Phir Bhi Tum Door Ho Hamse, Ye Jataaun Kaise
- ——————————————–
- Utray jo zind!agi teri gehraiyon mein hum.
- Mehfil mein reh ke bhi rahe tanhaaiyon mein hum.
- Deewangi nahi to aur kya kahen?
- Insaan dhundhte rahe parchhaiyon mein hum.
- ——————————————–
- ****************************************
- Abhi to baaz ki asali udaan baaki hai,
- Abhi to aapka imtihan baaki hai,
- Abhi tak! to aapne zamin dekhi hai,
- Abhi to pura aasmaan baaki hai.
- ——————————————–
- Unki jahan se nirali hai ada,
- Andaz unke hai yaaron sabse juda,
- Khafa ho jayen !to qaatil se kam nahi,
- Meharbaan ho jayen to lagne lagte hain khuda.
- ——————————————–
- Is kadar na har baat yaron se pucho,
- Jo baat raaz ki! ho isharon se puchho,
- Leharo se khelna to samandar ka shauk hai,
- Lagti hai chot kaisi kinaron se puchho.
- ——————————————–
- TADAP KAR DEKHO KISI KI CHAHAT ME
- PTA CHLE!GA INTZAR KYA HOTA H
- YU HI MIL JATA BINA T!ADPE KOI KISIKO
- TO KESE PTA CHLTA KI PYAR KYA HOTI Hai
- ——————————————–
- Aazad Parindon Ke Pankhon Ka Bayan Sun Le
- Pinzre Ki! Hakikat Kya, Ye Meri Zuban Sun Le
- Pinzre Me Milti Thi Har Ek Khushi Lekin
- Us Chand Ko! Choone Ki Himmat Thi Kahan Pahle
- Jab Chahe Jahan Chal De, Jab Chahe Jahan Ruk Ja
- Pinzre Se Jo Bahar Ho, Jab Chahe Jahan Ud Le
- Dunia To Sikhayegi Pankhon Ko Katarna Hi
- Na Seekh Tu Ye Dilbar, E!k Raah Tu Khud Chun Le
- ——————————————–
- Is dubi huyi nao ka kinara ho tum
- Meri zindegi ka woh anjaam ho tum
- Youn to har muskil ko paar karne ki himmat hai mujh me
- Bas tumko khonese darte hai hum.
- ——————————————–
- Muskan Ban Jata Hai Koi,
- Dil Ki Dhadkan Ban Jata Hai Koi,
- Kaise Jiye Ek Pal Bh!i Un Ke Bin,
- Jab Zindgi Jeene Ki Wajah Ban Jata Hai Koi,
- ****************************************
- Lehron ko s!haant dekh kar yeh mat samjhna
- Ki samandar mein ravani nahi hai,
- Jab bi uthenge too!fan ban kar uthenge,
- Abhi uthne ki thani nahi hai.
- ———————————————
- Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,
- Jisko jee b!har pyar kar sake wo insaan nahi milta,
- Aasma ke sitaron !ki tarah hamare armaan bhi b!ikharte rehte hain,
- Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta.
- ———————————————
- Chehre ki hasi se har gam chupao,
- Bahut ku!chh bolo par kuchh na batao.
- Khud na rutho ka!bhi par sabko manao,
- Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.
- ———————————————
- Kah!ne Se Koi Samajhta Nahi Hai
- Jab Tak Tajurba Hota Nahi Hai
- B!aaten Hi Karta Rahta Hai Aksar
- Khamoshiyon Ko Jo Padhta Nahi Hai
- Thokar! Wo Kha Le, Magar Rahon Se
- Patthar Kabhi Bhi HataTa Nahi Hai
- Dunia Me Marne Se Bachn!e Ke Khatir
- Dil Ko Wo Zinda Rakhta Nahi Hai
- ———————————————
- Jeene Ka Maza Usi Ne Hai Di
- Marne Ki Saza Usi Ne Hai Di
- Uske S!iwa Kya Pane Ko Tha
- Khone Ki Duaa U!si Ne Hai Di
- Khayalon Se Uthte Huye Dard Ko
- Badhne Ki Dawa Usi Ne Hai Di
- Dekhkar Jise Mai Ibadat Karun
- Ankhon Me Khuda Usi! Ne Hai Di
- ———————————————
- G!ile shikwe na dil se laga lena,
- Kabhi maan jan!a to kabhi manaa lena,
- Kal ka kya pata hum ho na ho,
- Jab mauka mile thoda has lena aur hasaa dena.
- ****************************************
- Yeh s!heeshe yeh sapne yeh dhage,
- Kise kya khabar hai k!ahan toot jaye.
- Mohhabat ke dariya main tinke waffa ke,
- Na jane yeh kiss mod par doob jaye.
- ——————————————-
- Yaad aane wale yaad aaye ja rahe hain
- Meri !khayalon ki duniya par chhaye ja rahe hain
- Hum kuch kehna chah rahe! hain un se ,
- Par wo chup hain bas sms padh ke muskuraye ja rahe hain.
- ——————————————-
- Is!hq Hata Doge Seene Se, Aakhir Kya Rah Jayega
- Tab To Tera Jism Salona, BuT Jaisa Rah Jayega
- Is Muradon Ki Dunia Me, Meri Chahat Kuchh Bhi Nahi
- Tu Mujhe Mil Na Saki, Bas Ye Gam Rah Jayega
- Meri Mano! To Dharti Pe Do Hi Chizen Apni Hain
- Dil Ka Dard Aur Khara Aansu, Aa!khir Me Rah Jayega
- Shab Se Nata Hai Purana, Sahar Se Kabhi Mil Na Sake
- Din Me Dil To So Lega, Rat Me Tanha Rah !Jayega
- ——————————————-
- Dil Bujh Gayaa Raat Jalte-Jalte
- Ho !Gayi Subah Tujhe Yaad Karte-Karte
- Bahaar Hothon Par Aur Sawan Ankho Me
- Ishq H!ansta Raha YuN Hi Rote-Rote
- Ek Dil Hai Aur Ek Tum Ho
- Dono Dard Huye Seene Me Rahte-Rahte
- Tum Jane Kahan Kho Gaye Ho Ajanabi
- Ham Jeete Rahe !Yaadon Me Marte-Marte
- ——————————————-
- Aa Jao Ab Mausam Bhi Mast Ho chalaa
- Khada Hai Te!ri Raah Me Dekho Ek Diljalaa
- Aankho Ki Roshni Se Ek Chand Banayen
- Aashiyan Me Taaron! Sa Ham Jayen Jhilmila
- Aa Tujhe Bahon Me Bharke Pyar KaruN Main
- Mit Jaye Dono Ki Tanhai Ka Silsila
- Is Raat Ke Aalam Me M!era Ishq Janeja
- Tere Husn Ke Aagosh Me Khone K!o Hai Chalaa
- ****************************************
- Teri Justju Me Ye Halat Huyi Hai
- Khayalon Me Jeene Ki Aadat Huyi Hai
- Hame C!hand Pane Ki Khwahish Nahi Hai
- Fakat Ek Jugnu Ki Chahat Rahi Hai
- Dil Ki Ye Aahe!n Tere Naam Kar Di
- Tere Gam Me Aankhon Se Nadia Bahi Hai
- Tumse Bichhad Ke Khafa Dil Hai Phir Bhi
- Tujhe Bhul Jaaun, Y!e Hasrat Nahi Hai
- ——————————————-
- Kya Hua Hosh Me Na Aaya To
- Teri Nazron Me Jab Samaya To
- Nahi Aa S!akta Mai Tere Ghar Me
- Tune Chhat Me Mujhe Bulaya To
- Lo Utha Dard Bh!i Mere Seene Me
- Abhi Seene Se Tujhe Lagaya To
- Mai Bhatakta Ja Raha Tha Kahin
- Tune Manzil Mujhe D!ikhya To
- ——————————————-
- Mai Kyun Bhatak Raha Hun, Ye Kiski Talash Hai
- Teri Tal!ash Hai Ya Mujhe Khud Ki Talash Hai
- Shahar Ke Jangal Me Bache Mahlon Ke Bargad
- Beghar Huye Panchhi Ko Shakh Ki Talash Hai
- Har Insaan Ke Andar !Ek Mukammal Jahan Hai
- Mujko Us M!ukaam Ke Raah Ki Talash hai
- Teri Gali Me Ghoomta Aashiq Hun Besahara
- Sadiyon Se Ishq Ko Husn Ki Talash Hai
- ——————————————-
- Murradon ki manzil ke sapno main khoye,
- Mohabbat ki r!aho pe hum chal pade they.
- Zara dur chal ke jab aankh khuli to,
- Kadi dhoop mein hum akele khade they.
- ——————————————-
- Jab bhi dill mein !koi vichar aata hai ,
- Mera dill khamosh hokar rah jata hai.
- Koi sab kuch keh kar pyar jatata hai,
- Aur koi kuch na keh kar bhi sabh kuch keh jata hai.
- ****************************************
- Ham Sitaron Ki Tarah Ek Din Bikhar Jayenge
- Chand Na !Pa Sake To Tootkar Mar Jayenge
- Ishq Mera Badnam Huaa Hai Is Dunia Me
- Ab To Har Rasm Ke Bandhan Ko Tod Jayenge
- Mai Gunahon Ke Aa!ine Me Hi Jee Leta Hun
- Ham Masiha Nahi Jo Sooli Pe Chadh Jayenge
- Mere Aansoo !Muzrim Hain, Riha Hone Do
- Kaid Mujhme Raha To Nas Nas Me Bhar Jayenge
- ——————————————-
- Duniya ka h!ar shauk pala nahi jata,
- Kaanch ke khilono ko uchhala nahi jata,
- Mehnat karne se mushkilein ho jati hai aasan,
- Kyon ki har kaam taqdeeron par tala nahi jata.
- ——————————————-
- Kabhi Hanste Ho, Kabhi Rooth Jate Ho
- Tum In Adaon Se Mera Dil Churate Ho
- Bujh Gayi Mai Bandhnon Me Jeete-Jeete
- Ek T!um Hi To Ho Jo Mujhko Jalate Ho
- Ek Jawan Pyas Mili Hai Tumko Pakar
- Khwab Ka D!aria Registan Me Bahate Ho
- Barha Tere Hi Paas Mai Chali Aati Hun
- Apne Sitam Se Aisa Asar Chhor Jate Ho
- ——————————————-
- Aazad Parindon Ke Pankhon Ka Bayan Sun Le
- Pinzre Ki Hak!ikat Kya, Ye Meri Zuban Sun Le
- Pinzre Me Milti Thi Har Ek Khushi Lekin
- Us Chand Ko Choone Ki Himmat Thi Kahan Pahle
- Jab Chahe Jahan Chal De, !Jab Chahe Jahan Ruk Ja
- Pinzre Se Jo Bahar Ho, Jab Chahe Jahan Ud Le
- Dunia To Sikhayegi P!ankhon Ko Katarna Hi
- Na Seekh Tu Ye Dilbar, Ek Raah Tu Khud Chun Le
- ——————————————-
- Ye Karwaton Ke Silsile Kabhi Khatm Ho Na Payenge
- Tere Bin H!am Diljale Kabhi Chain Nahi Payenge
- Ay Chand Fasla Badha, Itni Ki Tum Kho Jao
- Teri Hasin Chandni M!e Unhe Ham Bhul Nahi Payenge
- Barsat Ke Mausam Me Sharaben To Pi Li Hamne
- Kya Khabar Thi BheegKar Nashe Me Rah Nahi Payenge
- Aakhir Kisi Mukaam Par Me!re Manzil Ka Nishan Hoga
- Teri Ungali Thame Bina Wahan Tak Chal Nahi Payenge
- ****************************************
- Har Pal Tera Intezaar Rahta Hai,
- Tere Liye Eh Sanam Yeh Dil Bekaraar Rahta Hai,
- Na Tu Ka!bhi Aaya Hai , Na Tu Kabhi Aayega,
- Phir Bhi Kyon Tera Intezaar Rahta Hai…
- —————————————–
- Jab Se Mujhe Yeh Ishq Mila Hai,
- Har Koi Daga!baaj Yaar Mila Hai,
- Mujhe Na Samjhna Gunahgar Sanam,
- Apna Har Saathi Gaddar Mila Hai…
- —————————————–
- Kya Haal Sunaye Tumhein Hum Ishq Ke Sataye Hain,
- Jaane Mere Is Dil Ne Kitne Aansu Bahaye Hain,
- Tumhein Kya Bh!ala Gunahgar Batayein Sanam,
- Hum Toh Khud Apni Najron Se Girte Aaye Hain…
- —————————————–
- Intezaar to bahut tha hamein,
- Lekin a!aye na woh kabhi.
- Ham to bin bulaaye hi aa jate,
- Agar hota unhe bhi intezaar kabhi.
- —————————————–
- Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye Hai
- Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai
- Tumhari Har !Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai
- Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezar Ke Liye Hai.
- —————————————–
- Na roothna tum hum se kabhi,
- Ki humen to!h manaana bhi nahi aata..
- Chahat kitni hai tumhare liye dil mein,
- Tum ko ye bataana bhi nahi aata..
- Badi kathin hai ye !raah-e-muhabbat,
- Iss mein koi safar suhana nahi aata..
- Bas khwaab hi bunte rah jaate hain,
- Ki haqeekat mein toh koi fasaana bhi nahi aata..
- Intezaar karte! hain tum se kab milen,
- Par tum se milne ka koi bahaana bhi nahi aata …
- —————————————–
- Bhula Kar Mujhe Agar Tum Ab Bhi Ho Salamat;
- To Bhula Kar Tumhein Sambhalna Mujhe Bhi Aata Hai;
- Meri Fitrat Mei!n Nahi Hai Bas Ye Aadat Varna;
- Teri Tarah Yun Badalna Mujhe Bhi Aata Hai!
- ****************************************
- Bujhe Huye Armano Ka Itna Hi Kahna Hai,
- Humko Toh Har Pal Ishq Mein Rahna Hai,
- Chahe Sitamg!ar Kitne Bhi Teer Chalaye,
- Har Teer Ka Jakham Pyar Se Sahna Hai…
- ———————————————–
- Jeena Bahut Aasaan Tha Ik Shakhs Ka Ehsaan Tha
- Humko Bhi Ik !Armaan Tha Jo Khwab Ka Saman Tha
- Ab Khwab Hain Na Aarzoo Armaan Hai Na Justaju
- Yoon Bhi Chalo Khush Hain Magar Main Aur Meri Aawaragi…
- ———————————————–
- Parchhaiyon Ko Kya Maalum Gham Kya Hota Hai,
- Bewafaon Ko Kya! Maalum Sanam Kya Hota Hai,
- Har Daur Se Gujar Kar Dekha Hai Maine Ishq Mein,
- Koi Kya Jaane Pyar Ka Dam Kya Hota Hai…
- ———————————————–
- Tere Pyar Ke Liye Marna Bhi Ganwara Karte Hain,
- Yun Toh Har Raat Hum Ro-Ro Kar Guzara Karte Hain,
- Khawab Mein H!i Aa Jaao Eh Sanam,
- Hum Tumhara Naam Lekar Tujhe Pukara Karte Hain…
- ———————————————–
- Jism Aur Jaan Juda Ho Gaye Aaj,
- Vo Mehendi Ke Rang Mein Kho Gaye Aaj,
- Hamne Chaha Jise Siddhat Se,
- Vo Umar Bhar Kisi Aur Ke Ho Gaye Aaj…
- ———————————————–
- Kab Woh Zahir Hoga Aur Hairan Kar Dega Mujhe;
- Jitni Bhi Mushkil Mein Hun Aasan Kar Dega Mujhe;
- Roo-b-Roo Kar K!e Kabhi Apne Mehakte Surkh Honth;
- Ek Do Pal Ke Liye Guldaan Kar Dega Mujhe!
- ———————————————–
- Pehli Mohabbat Thi Hamari, Hum Jaan Na Sake;
- Pyaar Hota Hai Kya Hum !Pehchan Na Sake;
- Humne Unhe Dil Mein Basaya Hai Iss Kadar Ki;
- Chah Kar Bhi Hum Unhe Apne Dil Se Nikaal Na Sake!
- ———————————————–
- Kyun Daaman Ko Dagdar Karte Ho,
- Kyun Bewaf!a Se Mohabbat Karte Ho,
- Jo Poojta Hai Tumhein Khuda Ki Tarha,
- Kyun Uski Mohabbat Ko Badnaam Karte Ho…
- ———————————————–
- ****************************************
- Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain..
- Raaton Mai!n Wo Hum Ko Jagaatay Bahut Hain..
- Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise..
- In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain.
- ———————————————–
- Khushi itni ho ki aap dikha sako,
- Gham bas itna ho ki aap chhipa sako,
- Zindagi mein ek dost aisa rakhna,
- Jiske liye aap dukh mein bhi muskura sako.
- ———————————————–
- Deewana hu tera inkaar nahi,
- Kaise keh du !ke pyar nahi,
- Kuch shararat to teri nazaron main bhi thi,
- Main akela hi gunaahgar nahi.
- ———————————————–
- Bharosa R!akho Kabhi Aap Ka Bharosa Na Todenge
- Chahe Jo Ho Jaaye Aapka Saath Na Chhodenge
- Chahe Jo Haalat Ho Aapse Muh Na Modenge
- Tod Denge Sanson Ki Dor,
- Magar Aapka Dil Na Todenge.
- ———————————————–
- Kaha Sirf Usne Itna K,
- Mujhe K!hamoshi Hai Pasand,
- Itna Suna Tha Ke Shor Machati Hui,
- Apni Dharkan Rok Baithe.
- ———————————————–
- CHAND SE JAB MULAKAT HOTI H
- Aapke Bareme Unse Kuch Baat Hoti H
- Wo Kehte H Mere! Pas Khubsurat Sitara H
- Hum Kehte H Usse Bhi Dilkash Dost Hamara Hai.
- ———————————————–
- Khud ki Talash Me Khud hi Bhtkte Rhe
- Apno ki !talas me gair ko Takte rhe
- Ham jan pate ki kaun Hai Apna ya praya
- Es jhan ne Hme hi praya kr Diya.
- ———————————————–
- Kuch Waqt Do Ke Sambhl Sakun
- Kuch Waqt Do Ke Tumhe Samajh Sakun
- Kuch Waqt !Do Ke Khud Se Keh Sakun
- Ki Tum Hi Ho Vahi Jise Chaha Tha Kabhi…
- ———————————————–
- Dastaan Ujde Dil Ki Sunane Aaye Hain,
- Ujde Dil Ko Hum Basane Aaye Hain,
- Barbaad Hain !Mohabbbat Ki Raah Mein,
- Lekin Fir Bhi Yeh Ishq Aajmane Aaye Hain…
- ****************************************
- Faasla itna badhane ki Zarorat kya thi
- Tujhe mujhse ro!oth jane ki zaroorat kya thi
- Ab jo m!ujhse rooth k udaas rehte ho
- Apna haath Mujhse churhane
- ki zaroorat kyaa thi Duniya kab kisi ke gam ko
- apna gam samajhti hai Tujhe apna gam duniya ko
- dikhan!e ki zaroorat kya thi
- Main aaj tak i!s baat ko samajh nahi paaya
- Jab main saath tumhare tha,
- to tumhe zamane ki zaroorat kya thi.
- ————————————————
- Waqt Se Lad Kar Jo Apna Nasib Badal De,
- Insan Wahi Jo Ap!ni Taqdir Badal De,
- Kal Kya! Hoga Kabhi Na Socho,
- Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Tasveer Badal de.
- ————————————————
- Socha na!hi acha bura dekha suna kuch bhi nahi
- manga khuda se ra!at din tere siva kuch bhi nahi
- dekha tujhe socha tujhe chaha tujhe puja tujhe
- meri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahi
- jis par hamari aankh ne moti bichaye raat bhar
- bheja wahi kagaz use hum ne likha kuch bhi nahi
- ik sham ke d!ahaliz par baithe rahe wo der tak
- aankhon se ke baten bahut muh se kaha kuch bhi nahi
- do char din ke baat hai dil khak mein so jayega
- jab aag par kagaz! rakha baki bacha kuch bhi nahi
- ahasas ke khushbu kahan, aavaz ke jugnu kahan
- khamosh yadon ke siva, ghar mein raha kuch bhi nahi
- ————————————————
- Chahat Hai Ki Rab Mila De Aapse,
- Ye Aarz!u Hai Ki Dor Bandhi Rahe Aapse,
- Bas 1 Baat Ki Umeed Hai Aapse,
- Dil Se Dur Na Karna Agar,
- Ham Dur Bhi Rahe Aapse.
- Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiyega
- Zara Soch! Samaj Kar Faisla Kijiyega
- Agar Jee Sakte Hai Aap Mere Bina
- To Beshak Meri Maut Ki Dua Kijiyega
- ——————————————
- Meri Nigah E Kamal Ka Intikhab Hu Tum
- Husan K P!hoolo May Haseen Gulab Hu Tum
- Log Kehtay Hain Dosto May Wafa Nahi Hoti
- Logon K Sab Sawalon Ka Jawab Hu Tum
- ——————————————
- Waqt se jyada zindagi mein,
- Koi bhi apna! aur paraya nahi hota.
- Agar waqt apna h to sabhi apne hote hai,
- Aur agar waqt hi paraya ho to,
- Apne bhi paraye ho jate hain.
- ——————————————
- Unka bharosa mat karo,
- Jinka khayal! waqt ke sath badal jaye,
- Bharosa unka karo jinka khayal waise hi rahe,
- Jab aapka waqt badal jaye…!!
- ——————————————
- Ya to mit jaiye ya mita dijiye
- kijiye ja!b bhi sauda khara kijiye
- ab jafa kijiye ya wafa kijiye
- aakhari waqt hai bas dua kijiye
- apne chehare se zulfen hata dijiye
- aur phir c!hand ka samana kijiye
- har taraf phul hi phul khil jayenge
- aap aise hi hanste raha kijiye
- aap ke ye hansi jaise! ghungaru baje
- aur qayamat hai kya ye bata dijiye
- ——————————————
- Pal Pal Tera Saath Nibhaayenge Hum
- Tere Ek I!shaare Pe Duniya Chhod Jaayenge Hum
- Samundar Me Pahockar Fareeb Na Karna Eh Dost
- Tu Kahe Toh Kinaare Pe Duub Jaayenge Hum
- ——————————————
- Pyar ka to dushman zamana hai,
- Har aashi!q ke pyar ka apna hi fasana hai,
- Sabko pata hai Aansu hi milte hai,
- Pyar me fir Bina jane kyu har koi pyar me Deewana hai.
- ****************************************
- Tu Shaq Na Kar Mere Jazbato Pe,
- Tere Sath Hi Zin!dagi Meri Khubsurat Hai,
- Jitni Ehmiyat Hai Pani Ki Marte Insan Ke Liye,
- bus Utni Hi Muje Teri Zarurat Hai.
- ———————————————–
- “Ho Sake To !Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana”
- “Meri Pyasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana”
- “Badi Hasrath Thi, Tumhare Bahon Me Bitau Kuch Pal”
- “Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana.
- ———————————————–
- Sab se chupa kar dard, jo woh muskura diya
- Uski ha!nsi ne to aaj mujhe rula diya..
- Jaane kya usko !logo se thi shikayatein
- Tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya..
- Khud bhi woh hum se bichad kar adhura sa ho gaya
- Mujh ko bh!i itne logo mein tanha bana diya..
- ———————————————–
- wafa ke shi!sh mahal mein saja liya main ne
- wo ek dil jise pathar bana liya main ne
- ye soch kar ki na ho tak mein khushi koi
- gamon ki ot mein khud ko chupa liya main ne
- kabhi na khat!m kiya main ne roshani ka muhaz
- agar chirag bujha, dil jala liya main ne
- kamal ye h!ai ki jo dushman pe chalana tha
- wo tir apne kaleje pe kha liya main ne
- ‘qateel’ jisaki adavat mein ek pyar bhi tha
- us aadmi ko gale se laga liya main ne
- ———————————————–
- Na Woh Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho
- Mujhey Tal!ash Hai Uski Jo Merey Jaisa Ho
- Merey Kholos Ko Pehchanta Ho Bus Kafi Hai
- Woh Koi Bhi Ho Kahin Bhi Ho Kesa Bhi Ho
- ****************************************
- Ruthi si zindagi ko manana toh aata hai
- Logon k!o hasana bhi toh aata hai
- Kya hua jo na bas sake kisi ke dil mein
- Logon ko apne dil mein basana toh aata hai
- —————————————–
- Jaane uss shaks ko kaisa yeh hunar aata hai
- Raat hote hi aankhon mein utar jaata hai
- Main uski y!aad se niklun toh kahan jaun
- Woh meri soch ki har dehleez pe nazar aata hai
- —————————————–
- Yu Nazar Ki Baat Ki Aur Dil Chura Gaye..
- Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye..
- Hum To S!amjhe THe Ajnabi Aapko …
- Par Aap To Humein bhi Apna Bana Gaye..
- —————————————–
- Roz kaha!n se laoon ek naya dil
- Todhne walon ne toh mazak bana rakha hai
- —————————————–
- Bhulaya toh usse jata hai jise yaad karne ki zarurat ho
- Duur usse k!iya jata hai jise nazdeek lane ki zarurat nahi
- Wo yaadein hi kya jinhe mitana padhe
- Wo saansein hi kya jinme tera ahsaas nahi
- —————————————–
- Zindagi se sabhi ko mohabbat hai
- Par zindagi kisi ki mohabbat nahi banti
- Tamanna l!eke jeete hain sab log
- Magar har tamanna taqdeer nahi banti
- —————————————–
- Kaun kehta hai ishq mein bas ikrar hota hai
- Kaun kehta hai ishq mein bas inkar hota hai
- Tanhayi ko! tum bebasi ka naam na do
- Kyunki ishq ka dusra naam hi intezar hota hai
- —————————————–
- Din ho bhale hi raat ho,
- Bas yaa!d teri hi aati hai.
- Kaise kahun ke main thik hoon,
- Yeh hardam mujhko rulati hai.
- Ab toh yaaro khud se bhi,
- Mujhko wafa ki umeed nahi.
- Mohabb!at aisi shay hai yaaro,
- Jise sakte kabhi kharid nahi.
- ****************************************
- HEART TOUCHING STORY♥♥
- Ek Ladke Ne Apne Class Ki Ek LadkiKo PrOpose Kiya
- Aur Wo maan Gai. Ladka Aksar Kaha Karta Tha Ki Me Bina Dil Ke Ji
- Raha !Hu Kyu Ki Mera Dil Tere PaasHai..
- Kuchh Dino Baad Ladke Ne Apna Irada Change Kar
- Diya Aur Ladki Se Kaha Ki Me Tumse Shadi Nahi Kar
- Sakta Mere Parents Ki
- Khushi Hi Me!ri Khushi Hai..
- Ladke Ne Kaha Hum Hamesha Dost Hi
- Rahenge Aur Ladki Maan Gai…
- Kuchh Dino Baad Ladke Ki Shadi Hui To
- Us Ladki Ne Use”GIFT”Bheja. ¬ .
- Ladke Ne Gift Kholte Hi Rona Chalu Kar Diya…
- Kyu Ki”Gift !Me Ladki Ka Dil Tha,WoBhi Khun Se
- Latpat”
- Aur Ladki Ne Likha Tha: Arey PagalTumhara Dil To Mere Paas Tha Use
- Bhijva Rahi Hu, Apni Wife Ko Kya Doge?
- ———————————————–
- Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay
- Maine Kaha .. Ruk Jao Abhi Raat Bohut Hai,
- Aansu Mere Thum Jayein ..To Phir Shoukh Se chaley Jana …
- Aise Mein Kahan J!aogi .. Barsaath Tez Hai,
- Wo Kehne Lagi .. Jana Mera Bohut Zaroori Hai,
- Nahi Chahti Dil Todhun main Tera .. Par Majboori Hai ..
- Agar Hui Ho Koi Khata .. To Maaf Kardena,
- Maine K!aha Ho jao Chup .. Itni Kahi Baat Bohut Hai ..
- Samajh Gaya Hoon Sab .!. Aur Kuch Kehna Zaroori Nahi …
- Bas !Aaj Ki Raat Ruk Jao .. Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hai ..
- Phir Kabhi N!a Aaunga Tumhari Zindagi Mein Laut Ke,
- SaaRi ZiNdaGi TanHaYi Ke LiYe .. Aaj Ki RaaT BOHuT Hai ..
- ———————————————–
- Suna hai woh ab kisi aur ka hona chahta hai
- Mera dil tod!h diya ab ek aur khilona chahta hai
- Chheen ke mujhse meri neend raaton ki
- Ab kisi aur ki baahon mein sona chahta hai
- Na jaane koun woh badnaseeb hai hamare jaisa
- Jo apni !kashti ko uske haathon dubona chahta hai
- Hume toh maar diya uss bewafa ne jeete jee
- Jaane kiske khoon se ab woh haath dhona chahta hai
- ****************************************
- Jafa Jo Ishq Main Hoti Hai To Jafa
- Hi Nahi, ,
- Sitam Na Ho To Muhabbat Main
- Kuch Maza Hi Nahi,
- ————————————–
- Meri Palkon Pe Khwab Sajane Wale, ,
- Khush Raho Hamen Tanha Chor
- Kar! Jane Wale, ,
- Main Usay Bhool Kar ZInda Rahon
- Ye Mumkin Hai?
- Kya Kahenge Ye Bedard Zamane Wale, ,
- Hansta Chehra Dekh Kar Tu Khush
- Na H!owa Kar, ,
- Dil Main Rakhte Hain Dard
- Muskurane Wale, ,
- Usay To Khud Se Hi Fursat Nahi Milti, ,
- AIk Hum Bhi Thai Kabhi Uske CHahne Wale, ,
- Mujhe Ye Jaan Kar Aaj Bohat Dukh Pohancha, ,
- Afsarda! Rehte Hain Hum Se
- Daaman Churane Wale, ,
- Kuch Yadain Hoti Hain Dil Se Lagane Wali, ,
- Kuch Log Hote Nahi Dil Se Bhulane Wale.
- ————————————–
- Shaam se pehle ek diya jalana chahta hoon.,
- Main! aaj apni mohabbat ko aazmana chahta hoon..
- Ye anaa-parast log hain andar se tootehuye.,
- Main ye baat duniya ko batana chahta hoon..
- Cheen lo !sahaare mujhse, apne-paraaye sare mujhse.,
- Bas do hosla mujhe main khud ko manwaana chahta hoon..
- Poocha jo yaaro ne muskurahat ka sabab to kehne laga.,
- Main hansi ke parde me dard apna chupana chahta hoon.
- Main aaj a!pni mohabbat ko aazmana chahta hoon..
- Ye anaa-parast log hain andar se toote huye.,
- Main ye baat duniya ko batana chahta hoon..
- Cheen lo sahaare mujhse, apne-paraaye sare mujhse.,
- Bas do hosla mujhe main khud ko manwaana chahta hoon..
- Poocha jo! yaaro ne muskurahat ka sababto kehne laga.,
- Main hansi ke parde me dard apna chupana chahta hoon…
- Zindgi Me Do Chizein Hamesha Tutne
- Ke Liye hi Hoti Hain…!!!
- Saans or Saath…!!!
- Saans Tutne Se toh
- Insan 1 !Hi Baar Marta Hai…!!!
- Par kisi ka saath Tutne Se,
- Insan Pal Pal Marta Hai….!!
- ————————————
- Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai,
- Bayaan !Karney Ka Andaz Judaa Hota hai;
- Kuch Log Aansu Se Dard Bataa Dete Hai;
- Aur Kisi ka Dard Hasi Mein Chupa Hota Hai.
- ————————————
- Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum
- Pyaar! Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
- Seene Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
- Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum
- ————————————
- Khud hi Roye aur Ro kar Chup ho gaye,
- Bas yehi Soch kar ki..
- Aaj agar Koi Aapna hota to Rone nahi Detaa.
- ————————————
- ‘Kitne Aansoo Baha Diye Hain is 4 Din Ki
- Mohabbat Main GHALIB
- Kaash, Sajde Main Bahate to Gunahgaar Na Rehte’
- ————————————
- Main “Kisi Se” Behtar Karoon, Kya Farq Padta
- Hai..!
- Main “Kisi Ka” Behtar Karoon, Bahot Farq Padta
- Hai !!
- ————————————
- Rehne walon Se Nahi, Jaane walon Se Puchho.
- Ki Zindgi! Kya Cheez Hoti Hai……
- Paane walon Se Nahi, Khone walon se Puchho,,
- Ki Izzat Kya Cheez Hoti hai…..
- Amiron Ko Kya Dekthe Ho, Zara Garibon Se Puchho
- Ki Daulat Kya Cheez Hoti Hai……
- Are Jis Ne! Dil Diya Hai Us se Nahi,
- Jiska Dil Toota Hai Us se Puchho
- Ki Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai.
- ————————————
- Iss behte Dard ko mat roko,
- Ye to! saza hai kisi ke intezaar ki;
- Log inhe Aansu kahe ya deewangi,
- Par ye to nishani hai kisi ke Pyaar ki…!!
- ****************************************
- Aansuon ko Palkon Pe Laaya na kijiye.
- DiL ki! Baatein har kisi ko Bataya na kijiye…!!
- Log Mutthi mein Namak Liye firte hain.
- Apne har Jakhhm kisi Begane ko Dikhaya na kijiye..!!
- ——————————————-
- Tere dil ko sajayenge apne armaan dekar,
- Tere chehre ko hasayenge apni muskan dekar,
- Teri dosti ki! kasam tujhe kafan se utha lenge,
- Tere jism me apni jaan dekar.
- ——————————————-
- Dard-E-Dil Me uska Ehsas Nahi Hota Rota Hai Dil
- Jab Wo Pas Nahi Hota
- Barbad !Ho Gaye Hum Unki Mohabbat Me
- Aur wo Kehta Hai Is Tarah Se Pyar Nahi Hota.
- ——————————————-
- Pani Se Tasveer Kaha Banti Hai
- Khwab!o Se Takdir Kaha Banti Hai
- Kisi Se Pyar Karo To Sacche Dil Se,
- Kyuki Ye Zindagi Phir Kaha Milti Hai
- ——————————————-
- Pyar Karna Aasan Hota Hai, Pyar Nibhana Nahi~!!
- Aansu Bahana! Aasan Hota Hai, Gam Chupana Nahi~!!
- Kaash Bhool Sakte Hum Unhe, Per Jaante Hain~!!
- Kisi Se Dil Lagana Aasan Hota Hai, Unse Dur Jana Nahi~!!
- ——————————————-
- Ye Ishq walo ki kismat buri hoti hai,,
- Har mul!akat judai se judi hoti hai,,
- Kahi bhi dekh lena Azmakar,,
- Sacche pyar ko judai hi naseeb hoti hai….?
- ——————————————-
- Khusboo Ki Tarha Meri Har Saans Mein
- Pyar Apna! Basane Ka Waada Karo
- Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hain
- Mere Dil Mein Sajane Ka Waada Karo
- Hai Tumhari Wafaon Pe Mujhko Yaqeen
- Phir Bhi Dil Chata Hai Mere Dil Nasheen
- Yunhi Meri Tasalli Ki Khatir Zara
- Mujhko Apn!a Banane Ka Waada Karo
- Jab Mohabbat Ka Iqrar Karte Ho Tum
- Dharkano Mein Naya Rang Bharte Ho Tum
- Magar Aaj Phir
- Mujhko !Apna Banane Ka Waada Karo
- Sirf Lafzon Se Iqraar Hota Nahin
- Ik Janib Se Hi Pyar Hota Hai
- ****************************************
- Hamari yaad sataye to phir chale ana,
- Kahin qarar na aye t!o phir chale ana,
- Har shaks hai duniya me pyar ke qabil,
- Kisi pe p!yar na aye to chale ana,
- Tera waqar rahega hamari nazro me sada,
- Nazar se koi giraye to chale ana,
- Khuda kare ke baharo me zindagi guzre tumhari,
- Kahin ka khouf sataye to phir chale ana,
- Sham dard ki h!alat me bhi duniya ji hansane wale,
- Agar tujhe duniya rulaye to phir chale ana…
- ————————————-
- Main DiL Se Baatein Karti Thi
- DiL Mujh Se Baatein Karta Tha
- Mai Usk!i Sunti Rehti Thi
- Woh Meri Sunta Rehta Tha
- Hum Dono Apni Baatein Karte The
- Aur Ek Dooje Ki Baaton Par
- Hum Dheere se Hanste Rehte The
- Main DiL Ka Dost Hi Achi Thi
- DiL Mera !Dost BHi Acha Tha
- Woh Mere Dard Ko Sunta Tha
- Main Uske Dard Ko Sehti Thi
- Phir DiL! Ne ik ChaaL ChaLi
- Woh Teri Raah Par ChaL NikLa
- Ab Mai bhi Tanha Rehti hun
- 0r Dil Bhi Toota Rehta hai !!
- ————————————-
- Nafarat bhi hai Tumse, Mohabbat bhi Hai tumse
- Par Meri Mohabbat Nafrat P!e Haavi Ho jati hai
- Tumse doo!r Jaane ki Meri Har Mukammal Koshish
- Mujhe Jaane Kyun Tere Aur Kareeb Le aati haI..!!!
- ————————————-
- Kisi Ko Paane K Liye Humari Saari
- Khubiya Bhi Kam Hoti Hai
- Par Ye !Bhi Sach Hai Ki Kisi ko Khone K Liye
- Humari Ek Kami Hi Kafi Hoti.
- Bahut Baar D!ekhi Iss Duniya Ko Gaur Se
- Fir Mai Puchhi Ye Kisi Or Se
- Kyu Keh!te Hain Log Ye Bade Shor Se
- Mahobbat Karte H Hum Bade Zor Se
- Fir Kyu Ye Z!afa Ke Nagme Gaate H
- Kyu Ye Bewafai Ke Sadme Uthate H
- Such To Ye H Unse Mahobbat Karni Nhi Aati
- Cheez Kya H Mahobbat Inse Pehchani Nhi Jati
- Jis Din Inhe Mahobbat Ka Matlab Samajh
- Aayega
- Us Din Inki Duniya Ka Rang Badal Jayega
- Mahobbat Ka!bhi Kisi Ka Bura Nhi Chahti
- Sachchi Mahobbat Logo Ko Nuksan Nhi Pahuchati
- Mahobbat Si!rf Junoon Nhi Ek Pakiza Ehsas Hota Hai
- Jisme Jiya Hua Har Lamha Khaas Hota Hai
- Mahobbat Ka Matlab Sirf Pana Nhi Hota
- Is Ehsas Se Kisi Ka Dil Dukhana Nhi Hota
- Sachchi !Mahobbat Kabhi Karke Dekhna
- Do Jismo Ko Ek Jaan Karke Dekhna
- Mahobbat To Bahut Pakiza Hoti Hai
- Jo Dikhawe Se Nhi Dil Se Hoti Hai
- —————————————
- Agar Khush Hai Woh Dekh Kar Aansu
- Meri Ankhon Me,To Khuda Ki Kasam
- Hum Muskurana Hi Chhod Denge,
- Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko,
- Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chhod Denge,
- Wo Manzil H!i Kya Meri Jo Dukh De Us Ko,
- Khuda Ki Kasam Us Manzil Pe Hum
- Jana Hi Chhod Denge…
- ————————————–
- Jab Hum Chote The Toh Sone Ke Liye
- Rone Ka! Natak Karte The,
- “Par Aaj” Hum Jab Bade Ho Gaye Hain
- Toh Rone Ke Liye Sone Ka Natak
- Karte Hain…..Agree ??
- ****************************************
- Chahti t!o hun tujhe,par kuch keh nahi sakti
- Maangi tujhe hi har dua mein,par haasil kar nahi sakti
- Tujhe chahna meri aadat nahi,ibadat hai
- Tu hi dil ka sukoon tu hi raahat hai
- Tu hi mera khuda,tu hi mera rab hai..
- Ab tu hi bata..t!ere saamne meri kya hasrat hai ..?
- Jo Bana Ho !Mere Liye
- Jis Ke Liye Mai Jee Rahi Hoon
- Jo Kahe H!um Saath hain Tere
- Jise Dekhne Ke Liye Tadap Rahi hoon
- Ek Aisa Hi Dildaar Chahiye
- Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
- Aane Se Jis Ke Phool Bhi Sharma Jaye
- Chalne Se Jis K!e Hawa Bhi Tham Jaye
- Wo Har Waqt Rahe Saath Me Mere
- Chahe Saari Duniya Mujh Se Rooth Jaye
- Aisa Hi Kisi !Ka Aitbaar Chahiye
- Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
- Jis Ki Ek Hansi Ke Liye
- Mar Jane !Ko Dil Kare
- !
- Jo Kehde Ek Baar To
- Phir Jeene Ko Dil Kare
- Aisa H!i Ek Humsafar Chahiye
- Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
- Ek baar Mila Tha Mujhe Wo
- Par Pata Nahi Kaha Kho Gaya
- Ab Agar Mill Jaye To
- Use Kahi !Jane Na Doon
- Wohi Khoya Yaar Chahiye
- Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
No comments :
Post a Comment