Dard Bhari Shayari Hindi New


  1. Patthar se dil lagane se pahele dekh lete,
  2. Ki w!o dhadak raha he ke nahi.
  3. Unpar aitbaar na karte hum agar,
  4. To zindgi me thokar na khate hum kabhi.
  5. ************************************
  6. Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota
  7. Har nakamy!abi ka matlab haar nahi hota
  8. Toh kya hua agar hum tume na paa sake
  9. Sirf paane ka matlab pyar nahi hota
  10. ************************************
  11. Kabhi !Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi.
  12. Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi.
  13. Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai.
  14. Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi.
  15. ************************************

  16. Karoge ek din hum se milne ki aarzoo magar,,
  17. Paouge hum ko bus kabhi khayalon, mein, kabhi sawalon mein..
  18. ************************************
  19. Jab Kaanch Uthaana Pad Jaaye,
  20. Tum! Haath Hamara Le Jana,
  21. Jab Samjho Ki Koi Saath Nahi,
  22. Tum Saath Hamara Le Jana,
  23. Jab Dekho Ki Tum Tanha Ho,
  24. Aur Raast!e Hain Dushwar Bahut,
  25. Tab Hum Ko Apna Keh Dena,
  26. Bebaak Sahara Le Jana.
  27. Jo Baazi Bhi Tum Jeetoge,
  28. Jo Manzil Bhi Tum Paaoge,
  29. Hum Paa!s Tumhare Ho Na Ho,
  30. Ehshaas Hamara Le Jana.
  31. Jab Yaad Hamari Aayegi,
  32. Tum Paas Hamare Aa Jana,
  33. Ek Muskurahat De Jana,
  34. Tum Jaan Hamari Le Jana.

  35. ************************************
  36. Jabse wo gairo se mohabbat karne lage,
  37. O khuda teri duniya se hum darne lage,
  38. Teri duniya! me koi bhi nahi hum jaisa,
  39. Pyar karke hum gum ke saagar me dubne lage.
  40. ************************************
  41. Achanak Teri Yaad Ne Rula Diya.
  42. Kya Karoo! Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya.
  43. Na Karte mhbt To Na Milti Ye Saza
  44. Meri Wafaon Ne jana Tujhe Bewafa Bana diya.
  45. ************************************
  46. Bars Jate Hain Badal Zami Ko Chune Ke Liye,
  47. Har Koi !Kuch Khota Hai Kuch Pane Ke Liye,
  48. Khone Ka Dard Bhi Kam Pad Jata Hai,
  49. Jab Koi Roota Hai Kisi Ko Apna Banane Ke Liye.
  50. ************************************
  51. Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
  52. Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
  53. Khud se badhkar chahta hai,
  54. Uski pa!snd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
  55. Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
  56. Kyu aksar adhura reh jata hai.
  57. ************************************
  58. Yun To Sadmo !Mein Bhi Hans Leti Thi Main,
  59. Aaj Kyu Bewajah Rone Lagi Hun Main,
  60. Barson Se H!atheliyan Khali Hi Rahi Meri,
  61. Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Lagi Hun Main.

  62. ************************************
  63. Usne khun kiya phir bhi bedaag bachte rahe,
  64. Meri barbaadi ki wo kaise saajish rach gaye,
  65. Unki !aada o se ham dil kya laga baithe,
  66. Apne banaye jaal me khud ko he fansa baithe.
  67. ************************************
  68. Wo Tera Muskurana, Wo Bahon Mein Mere Aana,
  69. Wo Pal-!Pal Mein Aana, Wo Har Waqt Mujhe Satana,
  70. Wo Lamha Yaad Aaya Ek Lamhe Ke Liye,
  71. Wo Ter!a Baat-Baat Par Rooth Jana,
  72. Wo Tujh! Ko Baaton-Baaton Mein Manana,
  73. Wo Tera Pyaar Karna, Wo Raaton Ko Intezar Karna,
  74. Wo Lamha Yaad Aaya Ek Lamhe Ke Liye,
  75. Wo Chhup-Chhup Kar Tera Milna,
  76. Wo Meri Becha!niyon Ko Badhana,
  77. Wo Har Lamh!e Mein Khushiyan Talash Karna,
  78. Wo Khushiyon Ko Samet Kar Daaman Mein Bharna,
  79. Wo Lamha Yaad Aaya Ek Lamein Ke Liye,
  80. Wo Tera Yun Hi Chale Jaana,
  81. Wo Har Kasam !Ko Todh Mujhe Chodh Jaana,
  82. Wo Mere Aksh! Se Bhi Door Na Jaana,
  83. Wo Chodh Kar Mujh Ko Mere Se Door Jaana,
  84. Wo Lamha Yaad Aaya Ek Lamhe Ke Liye.

  85. ************************************
  86. Aati he yaad harpal, rote he raato me,
  87. Ek bewafa ko hamne, chaha tha hazaro me.
  88. ************************************
  89. Mere bina wo bhi yun tanha ho jaaye
  90. Jaise manzil ke bina zindagi bewajah ho jaaye
  91. Khuda bh!i !kare uske saath mazak aisa
  92. Ke meri maut ke baad usse muhabbat mujhse bepanah ho jaaye.
  93. ************************************
  94. Yoon Toh Sadmo Mein Bhi Hass Leta Tha Main
  95. Aaj Kyo!n Bevajah Rone Laga Hoon Main.
  96. Hath Toh Khali Hain Sadiyon Se Mere
  97. Fir Aaj Kyon Laga Sub Kuchh Khone Laga Hoon Main!
  98. Dard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se
  99. Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se.
  100. Aakar Mere! Dil Ke Tukde Samet Lo Tum
  101. Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane Se!
  102. Bhoolana Tujhe Chaha Par Bhulaa Na Paaye
  103. Jitna Bhi Bhulana Chaha Tum Aur Yaad Aaye.
  104. Pyar Bhi Karte H!ain Tujhi Se Hum
  105. Teri Yaad Bhi Tadpaaye.

  106. ************************************
  107. Teri aankho se bad!kar aur kaha maikhana he,
  108. In aankho ka nasha sirf hamne he pehchana he,
  109. Mere paas to !ek he jam he sanam,
  110. Tere paas to bemisaal hoto ka paimana he.
  111. ************************************
  112. Ab Waqt-Ae Judayi Hai Mujhe Ab Alwida Kah Do,
  113. Ab Fir Wo Tanhayi !Hai Mujhe Ab Alwida Kah Do,
  114. Mere Aashu To M!ere Hai Me!ri Khushiya Tumhari Hai,
  115. Mub!arak Tumko Ye Khusiya Mujhe Ab Alwida Kah Do,
  116. Mere Jane Pe Na Rona, Mujh!e Tum Yaad Mat Karna,
  117. Mai Tanha Thi Mai Tanha Hu Mujhe Ab alvida Kah Do,
  118. Mujhe Afsos To Hog!a TumSe Dur Jane Ka ,
  119. Par Mai Tumhari Yaado Me Basti Hu Mujhe Ab Alvida Kah Do
  120. ************************************
  121. Duniya aik ajab saraye-faani* dekhi
  122. Har cheez yahan ki !aani jaani dekhi.
  123. Jo aaka!y na jaaye woh burhapa dekhaa.
  124. Jo jakay na aaye ..woh jawaani dekhi.
  125. ************************************
  126. saaz hai magar, gaana nahi aata.
  127. Botal hai m!!agar, sharab nahi aata.
  128. Dard hai magar, rona nahi aata
  129. ************************************
  130. Har dard ki ek alag pahchan hoti hain
  131. khusi chand lamho ki mehmaan hoti hain.
  132. Wahi ba!dalt!e hain rukh hawao ka,
  133. Jinke iraado mein aksar jaan hoti hain.
  134. ************************************
  135. Pyar Mein Log Jinda Dafnaye Jatein Hein,
  136. Pyar Mein Log J!inda Dafnaye Jatein Hein,
  137. Kabar khood Ke Dekhon Intezaar Mein Paaye Jatte Hein.
  138. ************************************
  139. Jise Tum !sacche Dil Se Pyar Karo Use Kabhi Mat
  140. Aazmana,
  141. Kyo Ki Agar Woh Gunhegaar Bhi Hua Toh Dil
  142. Tumhara Hi! Tutega…!
  143. ************************************
  144. Kitni !Raatoon Ka Lahoo Pee Ke Nikharti Hai
  145. Ghazal,
  146. Kese Likhte Hain Hum Ashaar Tujhe Kya
  147. Maloom….!
  148. **************!************************
  149. Kar diya zakhmi dil ko adaye dikha kar,
  150. Khub badla diya !bewafa tune muje tadpakar.
  151. **************************************
  152. Agar Mujse Mo!habat Nahi To Rote Q Ho
  153. Tanhai Me Mere Bare Me Sochte Q Ho
  154. Agar Manzil Judai He To Jane Do Muje
  155. Lot K Kab Aoge Puchte Q Ho…
  156. **************************************
  157. Shikwa Uski yado se Kuch is Traha Kiya Hamne
  158. Hasti hui Shama Ko rula diya humne
  159. Ek Lamha Diya Tha usne Jine k liye
  160. Or Usi me Zindagi Ko Bita diya.
  161. **************************************
  162. Socha Pyaar Ko Utarun Alfazon Mein,
  163. Shabd Nazar Nahi Aaye Kitaabon Mein,
  164. Kabhi Lagta Hai Moazzam Har Mukaam Pyaar Ka,
  165. Kabhi Lagta Hai Noor Hi Noor Hai Iski Baaton Mein,
  166. Bepanah Khushi Ek Ajeeb Si Muskan Aati Hai Chehre Pe,
  167. Gunjne Lagti Hai Awaazein Dhadkano Ki Pighli Si Sanson Mein,
  168. Shuru Hota Hai Jis Shaks Pe Ye Asar Chadna,
  169. Na Ja!ne Kaise-Kaise Afsane Banata Hai Khwabon Mein,
  170. Chha Jata Hai Ajab Sa Khumaar Ashiqui Ka,
  171. Na Din Mein Chain Milta Hai Na Neend Aati Hai Raton Mein,
  172. Kabhi Iski Tas!eer Lagti Hai Mukammal Har Adhuri Aazmayish Mein,
  173. Ek Ajeeb Sa Sukoon Aata Hai Har Poori Hoti Iski Farmayish Mein,
  174. Badal Jata Hai Har Shaks Jo Bhi Aata Hai Iske Sohbat Mein,
  175. Har Dhadkan Bay!an Karti Hai Kya Mazaa Hai Iss Masoom Si Khwahish Mein,
  176. Pyaar Ek Adaa Hai, Ek Saza Hai, Ek Haya Hai, Ek Dua Hai,
  177. Na Jane Kaise-Kaise Tarane Hai Iski Numayish Mein,
  178. Har Kisi Ki Aaz Hai Iss Ehsas Ka Idarak Kare,
  179. Dekha Hai Ye Khuda Se Uthti Har Kisi Ki Guzarish Mein,
  180. Ghar Kar Leti Hai! Ek Roshni Bikhar Jati Hai Mehki Hawa,
  181. Failti Hai Jab Bhi Iski Khusbhu Jab Dil Ke Paimayish Mein,
  182. Kaise-Kaisi Kis-Kis Kin-Kin Kalamon Se Isko Hum Navazein,
  183. Iski To Baat Hi Alag Hai Ye To Faila Hai Har Aaraaish Mein Har Zebayish Mein.

  184. **************************************
  185. Mat dekho nazar ke issaro ko, nazar dhoka deti he,
  186. Mohabbat wo chiz he mere dost, jo apna kar dhoka deti he.
  187. **************************************
  188. Ab Ke Yun Dil Ko Saza Di Humne,
  189. Uski Har Baat Bhula Di Humne.
  190. Ek-Ek Phool Bahut Yaad Aaya,
  191. Shakh-E-Gu!l Jab Wo Jala Di Humne.
  192. Aaj Tak Jis Pe Wo Sharmaate Hain,
  193. Baat Wo Kab K!i Bhula Di Humne.
  194. Shehar-E-Jahan Raakh Se Aabaad Hua,
  195. Aag Jab Dil Ki Bujha Di Humne.
  196. Aaj Phir Yaa!d Bahut Aaya Wo,
  197. Aaj Phir Uss Ko Dua Di Humne.
  198. Koi To Baat Hai Uss Mein “Faiz”.
  199. Har Khushi Jiss Pe Luta Di Humne.
  200. **************************************
  201. Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein
  202. Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein..
  203. ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai..
  204. iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein

  205. **************************************
  206. Jab sham ke saaye dhalte he, Tab chalti he pagal purvaai,
  207. Aise me lipat k!e rote he, Ek main aur meri tanhai.
  208. **************************************
  209. Wafa Ki Jung Mat Ladna Ye Bekar Jati Hai
  210. Zamana Jeet Jata Ha!i Mohabbat Haar Jati Hai
  211. Humara Tazkira Chodo Hum Aise Log Hai Jin Ko
  212. Zamana Kuch Nahi Kehta Judai Maar Jati Hai
  213. **************************************
  214. Tere jaane k b!aad kuch nahi badla.
  215. Aj bhi sooraj nikalta hai.
  216. Aj bhi taare chamakte hain.
  217. Aj bhi shaam hoti hai.
  218. Aj bhi baarish hoti hai.
  219. Aj bhi saans chalti hai.
  220. Bas jis Jagah dil tha wahan dard hota hai.
  221. **************************************
  222. Tamaam Zindagi ham Zindagi se dur rahe,
  223. Teri khusi ke liye ha!r khusi se dur rahe,
  224. is se bhi badhkar kya wafa hogi
  225. Ham tere hote huwe bhi tujse dur rahe

  226. **************************************
  227. Phir koi naam te!re dil pe likha jayega,
  228. Yani kisto me muje mar diya jayega,
  229. Hoke guzregi mere dil se solo ki lakeere,
  230. Jab teri mang me kisi aur ka sindoor bhara jayega.
  231. **************************************
  232. Hansi ke peeche hazaaron aansoo chhupate chale
  233. Dil main ghum! ka dariya sambhaalte huey
  234. Na koi raasta, Na koi manzil
  235. Hogaya kitna paraya apna hi dil
  236. **************************************
  237. Samandar Ki Khamoshi Uski Gahrai batati hai
  238. Dosto Ki Kami Apni Tanhai Batati hai
  239. Waise to Do!st Hamesha Pyare hote hai
  240. Par Unki Kimat Unki Judai batati hai.
  241. **************************************
  242. Kabhi dekha hai andhe ko kisi ka hath pakad kar chalte hue,
  243. maine mohabbat mein tujh par kuch yuhi bharosa kiya tha.

  244. **************************************
  245. Ek hi aarzu thi jiske mit jane baad,
  246. Dil me koi na aay!a tere aane ke baad.
  247. Yaad aaoge bahot tumko hamare chahat ke geet,
  248. Ek din pachataoge mujko thukra ne ke baad.
  249. **************************************
  250. Kash Humari Bhi Parwah Kisi Ne Ki Hoti,
  251. To Ye Duniya Humse Ruswa Na Hoti,
  252. Agar Aata Aap Ja!isa Muskurana Humein,
  253. To Humse Bhi Kisi Ne Mohbbat Ki Hoti.
  254. **************************************
  255. Agar Bhigne ka itna hi shoq hai baarish me
  256. To Dekho na meri aankhon me
  257. Baarish to har ek ke liye hoti hai
  258. Lekin ye aankhein sirf tumhare liye barasti hain
  259. **************************************
  260. Teri Yaad Mein Har Pal Khoya Hu Main;
  261. Tujhe Mehsus Kar Akele Roya Hu Main;
  262. Na Jaane Kab Tera Deedar Ho;
  263. Iss Intzaar Mein Khuli Aankho Se Soya Hu Main!

  264. **************************************

  265. Hum aanshu palko pe sajate rahe,
  266. Aapke khayalo me tasveer banate rahe.
  267. Raat bhar likhe dil ke lahu ke khat,
  268. Subah apne he haato se jalate rahe.
  269. **************************************
  270. Ro Ro kar dhunda karoge ek roj mere jesa
  271. chahne wala
  272. Chale jayenge ek din kisi khubsurat kafan ka
  273. naseeb ban kar.
  274. **************************************
  275. Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
  276. Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye,
  277. Rishte nibhana koi muskil to nahi,
  278. Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye.
  279. **************************************
  280. Mohabbat har Insan ko ajmati hai,
  281. Kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai,
  282. Mohabat khel hi aisa hai,
  283. Kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jati hai

  284. **************************************
  285. Bhul gaye dil se wo aaj humko,
  286. Jo kabh!i sine se apne wo lagate the.
  287. Kabhi khuda ki parwaah kiye bina,
  288. Hame he aapna khuda banate the.
  289. **************************************
  290. Ye she!shon k sapnay,ye dhagon k rishtay
  291. Kise hai khabr kahan toot jayein
  292. Mohabat k darya mein tinkay wfa k
  293. Kise hai khabr kahan doob jayein
  294. Lgayein hain hum ne b khushiyon k poudhe
  295. Mgr kya bhro!sa yahan barishon ka,,
  296. Ye mumkin hai poday kahin sookh jayein
  297. Jinhein dil se chaha,jinhein dil se pooja
  298. Nazr Aa rahay hain wohi ajnabi se
  299. Suno! Apna dil de k mazbut rehna
  300. Kya khabr lene walay kahan bhool jayein.
  301. **************************************
  302. Be nishan manzilo ke safar par nikloge to jan jaoge,
  303. dilo ke musafir kyu ghar ka rasta bhul jate hai…

  304. Tujh Se Milti Hoon To Yeh Soch Me!n Par Jati Hoon K,
  305. WaQt K Paaon Me!n Zanjeer Ma!n Dalon to dalon Kaisay …

  306. Qareeb Tum !Jo Aaty Ho, Tou Dil Machal Jata Hai
  307. Kya Hoga Haal Humara, Jab Niyyat Tumhari Bigray Gi…

  308. Thama Jo Hath Unka, Tou Rukh Mor Ky Sharma Diye..
  309. Mohabbat Bhari Adaao’n Ka Andaza..Lga Lejiye..!!

  310. Ujala Ban Ke Aa Jao Mery Tareek Lmhon Mai…
  311. K Tery Bin Sabhi Khushiyan Mujhy Ghamgeen Lagti Hai…!!

  312. Mujh Se K!ahta Hai Ki Saaye Ki Tarah Saath Hain Hum,
  313. Yun Na Milne Ka Nikaala Hai, Bahaana Kaisa?

  314. Kitne Asan LafzoN Main Keh Gay Mujh Se WOh…
  315. Sirf Dil He To Tora Hai Kon Si Jaan Le Li Hai…..!

  316. **************************************
  317. Mere shisha e dil par aaj,
  318. Uski bewafai ke gard padi he.
  319. Par wo jay!egi kaise muje choddkar,
  320. Rahe isqh me meri wafa khadi he.
  321. **************************************
  322. Kya Hota Hai Ye Dard Batayenge Ek Din,
  323. Pyaari Si Ghazal Tujhko Sunayenge Ek Din,
  324. Thi Unki !Ye Zidd Unko Manaun Main Pyaar Se,
  325. Mujhko Ye Guman Tha Wo Bulayenge Ek din,
  326. Socha Nahi Tha Aisa Ki Ho Jayega Yun Bhi,
  327. Aise Wo Mere Dil Ko Dukhayenge Ek Din,
  328. Puchha Hai Apne Aap Se Har Roz Hi Yahi,
  329. Kya Rukh Pe Tabassum Wo Sajayenge Ek Din
  330. Itna Yakeen Ha!i Hamko Jo Door Ho Chale Hain,
  331. Wapas Hamare Paas Hi Aayenge Ek Din.
  332. **************************************
  333. Ab To Khushiyon Ke Lamhe Bade Kum Milte Hain,
  334. Har Lamhon M!ein Laakh Sitam Milte Hain,
  335. Hum To Dhundhte Hain Ek Haseen Hamsafar Zindagi Mein,
  336. Magar Har Modh Par Naye Be-Reham Milte Hain.

  337. **************************************
  338. Jis gulshan ko maine lahu se sajaya tha,
  339. Har phul ko maine khun e jigar pilaya tha.
  340. Usse viraan! kar diya teri bewafai ne,
  341. Aur maine tujko wafa ki devi banaya tha.
  342. **************************************
  343. Us Dilkash Pari Jaisi Ladki Ne Apni Khidki Se,
  344. Muskurate Hue Us Ada Mein, Sharmate Hue Is Kadar,
  345. Kuch In Nazron Se Dekha Tha Mujhe,
  346. Na Hosh Mujh Mein, Na Main Hosh Mein Raha,
  347. Na Mera Dil Kaabu Mein, Na Dil Mere Kaabu Mein Raha,
  348. Tab Se Sirf Uska Naam Hai Zindagi Mein,
  349. Meri Ye Zindagi Ka Naam Bhi To Wo Hai,
  350. Uski Muskurahatein Ab Meri Yaadein Hain,
  351. Meri Yaadon Mein Bhi To Wo Muskurati Hai,
  352. Maine Use Tootkar Chaha Hai,
  353. Use Ch!ah Kar Bhi To Main Toota Hun,
  354. Lekin Kuch To Baat Thi Us Pari Jaisi Ladki Mein,
  355. Ki Pariyon Mein Bhi To Us Ladki Jaisi Baat Nahi,
  356. Wo Kare Na Kare, Use Ishq Main Karta Rahunga Zindagi Bhar,
  357. Zindagi Rahe Na Rahe, Ishq Mein Marta Rahunga Us Par,
  358. Main !Dil Se Mit Jaunga Shayad,
  359. Par Uska Naam Na Mitaunga Kabhi Iss Dil Se.

  360. **************************************
  361. Pattharo ke saher me aaina talaash na kar,
  362. Tu kisi bewafai ka ahesaan na kar.
  363. Dushmano ki !aankho me ek kasak to milengi,
  364. Tu Dosti ki aankho me wafa talaash na kar.
  365. **************************************
  366. Unke Liye Ajnabi Hum Ho Gaye
  367. Dosti Ke !Kuch Silsile Kam Ho Gaye
  368. Ab Khushiyon Se Zyada Gham Hain Zindagi Mein
  369. Kya Pata Bewafa Waqt Hua Ya Badnaseeb Hum Ho Gaye.
  370. **************************************
  371. Phoolon Se Kya Dosti Karni,
  372. Phool To Murjha Jaate Hain,
  373. Agar Dosti Karni Hai To Kaanton Se Karo,
  374. Kyun Ki Wo Chubh Kar Bhi Yaad Aate Hain.
  375. **************************************
  376. Meri Muflisi Mera Zurm Hai,
  377. Koi A!ur Meri Khata Nahi,
  378. Yahan Chaahton Ka Sila Nahi,
  379. Yahan Dosti Ka Maza Nahi,
  380. Yahan Jaa!ne Kaisi Hawa Chali,
  381. Rahi Doston Mein Wafa Nahi,
  382. Yahan Jal Gaya Mera Aashiyana,
  383. Abhi Baadlon Ko Pata Nahi,
  384. Main Raahi Hun Raah-E-Umeed Ka,
  385. Mujhe Manzilon Ka Pata Nahi,
  386. Mere Saath Hi !Aisa Kyu Hua?
  387. Kya Mera Koi Khuda Nahi?

  388. **************************************
  389. Woh to apne dard ro ro ke sunate rahe,
  390. Hamari ta!nhayion se aankh churate rahe.
  391. Aur hame bewafa ka naam mila,
  392. Kyunki hum har dard ko muskura kar chipate rahe.
  393. **************************************
  394. Fursat Ho Tujhe To Aa Jana,
  395. Janaaze Par Ashq Baha Jana,
  396. Kiya Tha Ishq Is Garib Se,
  397. Duniy!a Ko Yaad Kara Jana,
  398. Hoti Hai Mohabbat Ek Baar Hi,
  399. Zamane Ko Ye Samajha Jana,
  400. Hothon Pe Kask, Aankhon Mein Nami,
  401. Bheegi Palkon Se Vida Kara Jana,
  402. Ek Raat !Ka Khwaab Samajh,
  403. Yaadon Ko Yahin Dafna Jana.
  404. **************************************
  405. Mohabbat ki daastan sunane aaye hain,
  406. Tabaah kr!ne k bad wo pyar jatane aye hai
  407. Aansu pochh liye the hamnein kab ke
  408. Magar wo fir se aaj hume rulane aaye hai.
  409. **************************************
  410. Zara Za!ra Si Bat Pe Roth Jana Acha Nahi . . .
  411. Itna Bhi Kisi Ko Stana Acha Nhi . . .
  412. Bichar Gay To Bohat Pachtao Gy Tum . . .
  413. Yohi Geron Ki Baton Men Ana Acha Nahi . . .
  414. Yeh Dil To Pe!hly Hi Tere Ghum Se Chor Hy
  415. Ab Isy Aur Trpana Acha Nahi . . .
  416. Kahin Aisa Na Ho K Tum Akely Hi Reh Jao . . .
  417. Kisi Ki Mohabat Ko itna Azmana Acha nahi . . . . .
  418. **************************************
  419. Is Muhabbat Mein Dard K Siwaa Kuchh Bhi Nahi,,
  420. Aur Is Dard Ki Dawa Teri Nazar K Siwa Kuch Bhi Nahi ..

  421. Apne Hath0n Mein Duaon Ki Tarah Utha L0on Tum K0…
  422. Jo Mil Jao To Kisi Khazanae Ke Tarah Sambhalo0 Tum K0

  423. Wahan Tak Sath Chalty Hain Jahan Tak Sath Mumkin Hai
  424. Jahan Halaat Badl!ein Gy Wahan Tum Bhi Badal Jana. .

  425. Jhoot Kehte Hain Log K Mohabbat Sab Kuch Cheen Leti Hai..
  426. Main Ne To Mohabbat Kar K Khushiyon Ka Khazana Paa Liya..!!

  427. **************************************
  428. Hame ummido ka Deepak jalana pasand he,
  429. Par kisi ka in!tezar karna pasand nahi.
  430. Are ab hame yu he aag me jalna pasand he,
  431. Magar kisi ke pyar me marna nahi.
  432. **************************************
  433. barbad kar deti hai mohabbat har
  434. mohabbat karne wale ko kyuki
  435. Ishq har ni maanta
  436. or dil bat! ni maanta.
  437. **************************************
  438. Tujhe Chahun Mein Kyunkar Bata Mujhe Dilbar,
  439. Jo Tera Hai !Wo Kabhi Mera Ho Nahi Sakta,
  440. Kinhin Aankhon Ka Ab Tu Noor Hai Jaanam,
  441. Kyun Dekhun Khwaab Jo Haqeeqat Ho Nahi Sakta,
  442. Mere Aangan Ka Mehakta Phool Thi Tu Kabhi,
  443. Kisi Gair M!ala Mein Tujhe! Sajta Dekh Nahi Sakta,
  444. Tu Gair Ki Hui Ismein Meri Bhi Khata Hai Shaamil,
  445. Kyun Nahi Socha Aage Bad Rok Nahi Sakta,
  446. Main “Sagar” Hun Par Pyasa Rahunga Jeewan Bhar,
  447. Tere Hathon Se Marte-Dum Tak Pee Nahi Sakta.

  448. **************************************
  449. Teri chaahat ke diye ham jalaye jate he,
  450. Gam ke dariya me khud ko dubo e jate he.
  451. **************************************
  452. Wo Ik Muskurahat Se Humein Qatal Kar Gaye,
  453. Hum Kahan Mare The Wo Zinda Hi Dafan Kar Gaye.
  454. Apni Har Adaa Se Hum Ko Wo Kaayal Kar Gaye,
  455. Mere Har Khayalon Mein Apni Yaad Bhar Gaye,
  456. Bewafa Na The Unse Wafa Ki Kab Thi Ummeed ,
  457. Meri Ankhon Mein Wo Chaand Sitare Bhar Gaye,
  458. Apni !Ek Judayi Se Wo Humein Ghayal Kar Gaye,
  459. Apne Deewane Ko Wo Bewajah Pagal Kar Gaye,
  460. Hai Diwanagi Ki Hadd Na Jeeta Hun Na Marta Hun,
  461. Bas Yaadon Ke Sahare Chodh Kar Vo Tanha Kar Gaye.
  462. Mere Man!n Mandir Mein Basi Hai Ek Saanwali Soorat,
  463. Us Pyaar Ki Moorat Ko Bas Mere Hawale Kar Gaye.
  464. **************************************
  465. Kyun baar baar woh satata hai –
  466. Kuwaabon main aakar rulata hai?
  467. Bhulanaa us ko chahein hum,
  468. Par kis tarah bhulaayein hum?
  469. Woh! mann main har dum rahta hai,
  470. Dharkan ki tarah dharkta hai.
  471. Hain iss!i ehsaas se zindaa hum,
  472. Hain ek-duje ke dil o jaan hum.
  473. Ek duje ke dil main rahte hain –
  474. Kya pyaar issi ko kahte hain?
  475. **************************************
  476. Khud ko kar buland itnaa..
  477. Ke’ Himaala!y ki choti pe jaa pahunche..
  478. Aur khuda tumse puche..
  479. ‘Abe gadhe… ab utrega kaise ‘
  480. **************************************
  481. Tumha!ara intezaar karte karte, main so gaya
  482. Yeh dekho mera connection, time out ho gaya

  483. Yaro mere marne ke bad aasu na bahana,
  484. Agar meri yaad aaye to upar chale aana

  485. **************************************
  486. Husn waale ko apne rang rup be naaz hota he,
  487. Par jab dil ka tara tute to wo beawaaz hota he.
  488. **************************************
  489. Aisa Kaisa Rishta Hai Ye Tere Mere Pyaar Ka,
  490. Toot Ta Judta Rehta Hai Ye Rishta Apne Pyaar Ka,
  491. Tujhe Kais!e Chhod Jaun Main Akele Is Jahaan Mein,
  492. Kitna Gehra Rishta Hai Ye Tere Mere Pyaar Ka,
  493. Aate-Jaate Khushiyan Hain Aate-Jaate Ghum Bhi Hain,
  494. Iske Dum Pe Bandha Hai Ye Rishta Apne Pyaar Ka,
  495. Tujhse Karte Jab Bhi Baatein Hu!mse Tum Ruswa Hote,
  496. Phir Bhi Sach!a Rishta Hai Ye Tere Mere Pyaar Ka,
  497. Main Na Rahun Agar Kal Gardish Mein Ho Jaun Tujhse Juda,
  498. Par Bhula Na Sakega Aalam Rishta Apne Pyaar Ka.
  499. **************************************
  500. Aye Mahobbat Tu Meri Mahobbat Ka Khyal Rakhna
  501. Me Rahu Na Rahu Tu Usay Sambhal Rakhna
  502. Bahut Nadan Hai Wo Meri Jaan – Ae – Wafa
  503. Tu Us ki Hasi Ko Hamesha Bar-Karar Rakhna
  504. Na Gire Aansu Ki Ek Bund Bhi Uski Aankho Se
  505. Tu Motiyon Ki Tarah Uske Aa!nsu Ko Sambhal Rakhna
  506. Jab Bhi Wo Ro!ye Meri Yaad Mein To Usse Itna Kehna
  507. Ki Me Laut Aaunga Bas Mujpe Thorra Aitbaar Rakhna
  508. Aur Jab Tak Me Laut Na Aau Tab Tak Aye Mahobbat
  509. Tu Meri Mahobbat Ka Khyal Rakhna..!!
  510. **************************************
  511. Mere Wajod Me Kash Tu utar Jaye
  512. Mai Dekhu A!aina Or Tu Nazar Aye
  513. Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye
  514. Ye Zindagi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye…!!

  515. **************************************
  516. Hans le jee bar ke hum pe tu jamaane,
  517. Phir bhi hum to wafa he nibhayenge.
  518. Dava he ut!hne ke baad arthi meri,
  519. Aanshu nahi balki katre lahu ke wo bahayenge.
  520. **************************************
  521. Qaatil T!eri Adaaon Ne Loota Hai,
  522. Mujhe Teri Jafaaon Ne Loota Hai,
  523. Shounk Nahi Tha Mujhe Mar-Mitne Ka,
  524. Saaki Nashi!li Nigaahon Ne Loota Hai,
  525. Bikhri Hai Khushbu Teri Sanson Ki,
  526. Mujh Ko To In Hawaaon Ne Loota Hai,
  527. Chain Se Bhala Kaise So Sakta Hun,
  528. Raaton Ko Te!re Khawabon Ne Loota Hai,
  529. Bahut Khoob Hai Tere Husn Ki Adaa,
  530. Chaandni Ko Tune Chanda Se Loota Hai.
  531. **************************************
  532. Reh Ka!r Bewafai Ke Mohalle Mein,
  533. Hum Na Seekh Paye Abhyaas Bewafai Ka,
  534. Dil Dara, Sahi Bewafai Humne,
  535. Magar Ab Tak Na Seekh Paaye Abhyaas Bewafai Ka.
  536. **************************************

  537. Hame ummido ko dipak ko jalana pasand he,
  538. Par kisi ka yu intezaar karna nahi.
  539. Ab hame y!u he aag me jalna pasand he,
  540. Par kisi ke pyar me marna kubul nahi he.
  541. **************************************
  542. Safed Poshi Tera Aitbaar Jaata Hai,
  543. Agar Chiragh Hawaaon Se Haar Jata Hai,
  544. Kadam !Badhane Mein Khatra Hai Maut Ka Lekin,
  545. Main Laut’ta Hun To Sara Waqaar Jata Hai,
  546. Karein Naseeb Se Shikwa Ya Mausamon Ka Gila,
  547. Badal Ke R!aasta Abr-E-Bahaar Jata Hai,
  548. Main Apna Lehza To Tabdeel Kar Nahi Sakta,
  549. Balaa Se Jaaye Agar Karobaar Jata Hai.
  550. **************************************
  551. Mat Kar pyar Mujhse Aye Ajnabi,
  552. Sab Ko Pata! Hai Mai Zamane me Badnaam Hu,
  553. Tere Samne Zindagi Padi Hain Guzaarne Ke liye
  554. Mai To Likh Kar Mitaya Hua Ek Naam Hu

  555. **************************************
  556. Duniya me hasino ne haseen banker gunaah kiya,
  557. Auro ko to thik hame bhi barbaad kar diya.
  558. Jab unki bewaf!aai ko gazalo me utar diya,
  559. Tab auro ne to thik par unhone bhi wah wah kiya.
  560. **************************************
  561. Jab Bhi Milt!i Hun Tumse, Bus Ye Sochti Hun,
  562. Ye Kon Hai Jo Mere Jaisa Nahi Hai,
  563. Phir Kyun Mere Jaisa Lagta Hai,
  564. Sochta Hai Meri Tarah, Mere Jaisi Baatein Karta Hai,
  565. Meri Khamoshi Ko Zubaan Dekar, Meri Jaisi Baatein Kahta Hai,
  566. Ye Kon Hai Jo! Dil Ki Gehraayi Mein Utar Aaya Hai,
  567. Or Inmei!n Chhupi Udaasi Ke Moti Dhoond Laaya Hai,
  568. Ab Palkon Ke Saaye Mein Har Pal Wahi Rahta Hai,
  569. Lekin Aaj Tumhare Saamne Baith Kar,
  570. Dil Ko Ye Mehsoos Hua Ki Tum Ek Aaina Ho.
  571. **************************************
  572. Wo Jo Kehta Tha Tujh Se Bichar
  573. Kar veeran Ho Jayenge,
  574. Jab Us !Ke Shehar Gaye To Sab Se
  575. Roshan Ghar Usi Ka tha.

  576. **************************************
  577. Is duniya ke kisi raah pe kabhi to phir tum milenge,
  578. Agar na mil saki kabhi to bas yahi dua hum karenge.
  579. Tere hothon pe sada muskan bahi rahe,
  580. Ek aisi he tamanna ke sath duniya ko alvida kah denge.
  581. **************************************
  582. Guftgu Karna Kisi Ke Baare Mein Buri Baat Nahi Hai,
  583. Magar H!umse Naam Jodoge Tumhari Aukaat Nahi Hai,
  584. Maana Ki Humein Khwaabon Mein Tum Roz Dekhte Ho,
  585. Are Nadaani Chhodo, Ye Koi Mulakaat Nahi Hai,
  586. Aankhein Kholo, Dekho, Jaraa Gaur Karo,
  587. Ye Din Hai !Koi Raat Nahi Hai,
  588. Abhi To Hamaari Jindagi Mein Bahaaron Ka Hai Mausam,
  589. Kyun Khauffjadaa Rahun, Koi Yaas-E-Halaat Nahi Hai,
  590. Palkein Kholo, Jaago Hosh Mein Aa Jaao,
  591. Umar Choubis Ki Hai Teri Koi Saatth Nahi Hai,
  592. Ladakpan Me!in Ho Tum, Isliye Bakhsta Hun Jao,
  593. Maaf Kiya Is Baar, Chhodo Koi Baat Nahi Hai.
  594. **************************************
  595. Mujhe Khud Nahi Maloom Meri Khamoshiyon Ka Raaz ,
  596. Na jane Kyun Log Mujhe Maghroor Samajhte Hain.

  597. **************************************
  598. Wo samajte ke hum patthar he,
  599. Aisa samaj ke hame thokar maar jayange.
  600. Par e bewaf!a ek baar tu mujse keh de k nafrat he mujse,
  601. Phir teri kasam patthar to kya,
  602. Phul banker bhi teri raah me nahi aaunga.
  603. **************************************
  604. Zindagi phir kabhi na Muskurai , bachpan ki tarha…
  605. mein ne! mitti bhi jama ki, khilone bhi le ke dekhe…

  606. Mai Tere Honth k Jis Til Ko Bohat Chuma Karta tha
  607. Ab Wo Khwabon Me Chamakta Hai Sitaron ki Tarah.
  608. **************************************
  609. Main Bhi Kora Hun, Tum Bhi Saade Ho,
  610. Main Tera, Tum Mere Sahaare Ho,
  611. Khaar Ho, Khaaq Ho, Khala Koi Tum,
  612. Apni M!aa Ke Magar Dulaare Ho,
  613. Hum Mein Bas Tum Ho, Tum Mein Hum Na Hue,
  614. Hum Diwaane Hain, Tum Sayaane Ho,
  615. Lab Ko !Tum Ho Mithaas Zindagi Ki,
  616. Chasm Kehti Hai Tum To Khaare Ho,
  617. Dil Shikasta Tumhein Pata Nahi Hai,
  618. Kab Mohabbat Mein Tum Bhi Haare Ho,
  619. Zindagi Ne Kaha Mohabbat Se,
  620. Is Riyaasat Mein Tum To Pyaade Ho,
  621. Waqt Bh!ar Dega Ghum Tumhare Sabhi,
  622. Kaisi Khushfehmi Tum Bhi Paale Ho.

  623. **************************************
  624. Khayal ko kisi aahat ki aas rehti he,
  625. Is ni!gaah ko kisi surat ki pyas rehti he.
  626. Tere bina kisi c!hiz ke kami to nahi he,
  627. Par tere bina meri zindgi udaas rehti he.
  628. **************************************
  629. Wada hai mera tu laut aa…
  630. Ki ab tujhe na jane dunga….
  631. Basa lu!nga tujhe apni sanso me Kuch is tarah.
  632. Aye jaan.
  633. Ki tu fir laut k meri bahon me toot kar bikharna chahegi.
  634. **************************************
  635. Ye sheshon k sapnay,ye dhagon k rishtay
  636. Kise hai khabr kahan toot jayein
  637. Mohabat k !darya mein tinkay wfa k
  638. Kise hai khabr kahan doob jayein
  639. Lgayein hain hum ne b khushiyon k poudhe
  640. Mgr kya bhrosa yahan barishon ka,,
  641. Ye mumkin hai poday kahin sookh jayein
  642. Jinhein d!il se chaha,jinhein dil se pooja
  643. Nazr Aa rahay hain wohi ajnabi se
  644. Suno! Apna dil de k mazbut rehna
  645. Kya khabr lene walay kahan bhool jayein.

No comments :

Post a Comment