Dil hona chahiye shayari
- Dil ki baato ko chupana hamari aadat nahi,
- Kisi ko dard dene ki hamaari aadat nahi.
- Aap sochte he ham aapko bhul gaye,
- Par itne pyare! dost ko bhulana hamari aadat nahi.
- *****************************************
- Dosti ek misaal he jaha koi sarhad nahi hoti,
- Ye wo shaher! he jaha imarate nahi hoti,
- Yaha to sab raashte ek dusre ke dil se nikalte he,
- Ye wo adalat he jaha koi shikayat nahi hoti.
- *****************************************
- Kuch badla huva naseeb nazar aata he,
- Dur dur t!ak yaado ki lakeer nazar aati he,
- Ham padhe to kya padhe mere dost,
- Muje har keetab me teri tasveer nazar aati he.
- *****************************************
- Dosti ki yaad hame bahot tadpaati he,
- Wo bite huve pal aur wo masti bahot yaad aati he,
- Ham !to phir se jeena chahte he wo bite huve pal ke saath,
- Par wo khubsurat zindgai phir se kaha laut ke aati he.
- *****************************************
Dost ho aap !hamare ye baat batana chahti hu,
- Dosti ka ahesaas aap ko dikhana chahti hu.
- Aap to hamaare liye ek chaand jaise ho,
- Jise har raat sone se pahele dekhna chahti hu.
- *****************************************
- Apne dil ko aakhir dhukana he,
- Aur bahaaro me ghar sajaana he,
- To mohab!abt akshar bewafa o se karo,
- Agar zindagi me mohabbat ko aajmana he.
- *****************************************
- Hamaare gunhaa ab to hamari jaan lete he,
- Mohabbat ho g!ayi tumse kabhi jab maan lete he,
- Kaha jaao me raato me tumhaare khawab se bachkar,
- teri parchai se to din me chipkar bhag lete he.
- *****************************************
- Kabhi ham tute to kabhi khwab tute,
- Naa jaane kit!ne tukdo me armaan tute,
- Har tukda aaina he zindagi ka,
- Har aaine ke saath laakho jazbaat tute.
- *****************************************
- Pyaar ek khubsurat dhoka he,
- Jaha dhoke! ka ahesaas bhi nahi hota he,
- Aur jab tak ahesaas hota he,
- Tab tak pyaar ho chuka hota he.
- *****************************************
- Tum meri soch ho tumhe koi soche kyu,
- tum meri! chahat ho tumhe koi chahe kyu,
- Tum mera aaina ho tumhe koi dekhe kyu,
- tum meri dua ho tumhe koi maange kyu.
- *****************************************
- Jidhar bhi jaao nazar me us ka chahera raheta he,
- Wo mere dyaan! ke sabhi raasto me raheta he,
- Bichad kar us se paresaan me to hu,
- Par suna he wo bhi ulzano me raheta he.
- *****************************************
- Phool bankar ham mahekna jaante he,
- Muskura k!e ham gam bhulana jaante he,
- Log khush hote he hamse kyo ki,
- Bina mile hi ham rishte nibhaana jaante he.
- *****************************************
- Kisi ki yaado ne pagal bana rakha hai,
- Kahi mar na jau kafan sila rakha hai,
- Jalne se pahle d!il nikal lena..
- Kahi wo na jal jaae jise mene dil me chupa rakha hai.
- ——————————————-
- Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaz,
- Aansoo ke behne ka nahi hota hai andaz,
- Gum ka ka!bhi bhi ho sakta hai aagaz,
- Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsaas.
- ——————————————-
- Kudarat ke karishme mein agar raat na hoti,
- To khawabo !mein yun mulakaat na hoti,
- har rishte ki wajah ye dil hi hai,
- Agar ye dil na hota to koi baat hi na hoti.
- ——————————————-
- Dil ka dard palko ke kinaro mein kaid hai,
- Ehsas unka hawa ke isharo mein kaid hai,
- Unko! bhulaye bhi to kaise,
- jinko pane ki har arzu,
- tute sitaro mein qaid hai..
- ——————————————-
- Sirf do kadam dur har kinara hoga,
- socho kitn!a khubsurat ye najara hoga,
- bas dil jo kahe use dil se karna,
- fir dekhna jo sochoge wo aapka hoga.
- ——————————————-
- Intezaar rehta har shaam tera,
- yaatein !katati hain le-le kar naam tera,
- Muddat se baithe hain yeh aas paale,
- Ki aaj aayega koi paigaam tera.
- ——————————————-
- Zindagi itni jiyo jiski koi had na ho,
- Bharosa i!tna karo ki koi shaq na ho,
- Intazar aisa karo k koi waqt na ho,
- aur Pyar aisa karo ki na mile to bhi nafrat na ho.
- ——————————————-
- Pyar kabhi na karna pardesi se,
- Rote-Rote n!aina thak jayenge,
- Pyar karna ho to karo hamesha padosi se,
- Roz balcony se darshan to ho jayenge..
- ——————————————-
- Ek tasveer jo k!hwabo mein aa jati hai,
- Aur soye huye jazbaat jaga jaati hai,
- Aaj bhi unki yaade akele mein,
- Muskaan ban kar khil jati hai.
- *****************************************
- Kuchh Is Tarah Se Thukraya Zindgi Ne Hume,
- Ab Har Khushi Se Jaise Nafrat See Ho Gayi,
- Dil Se Unhe H!umne Kab Ka Nikal Diya Hain,
- Ab In Saanso Mein Unaki Khusbu See Rah Gayi.
- ————————————————–
- Tumse Vaada Kiye Bina Bhi Tumhara Intzaar Karte Hain,
- Tumhari Judai Se Badhkar Bhi Tujhe Pyar Hum Karte Hain,
- Tumhare C!!hahre Ki Udasi Ab Bhi Hume Bata Rahi Hain,
- Mujhse Milne Ke Liye Tumhare Bhi Dil Beqarar Karte Hain.
- ————————————————–
- Us DIL se PYAR karo, jo tumhhai dard de
- Par us DI!L ko kabhi DARD na do, jo tumhe PYAR kare
- Kyunki
- TUM duniya ke liye koi 1 ho, Par kisi 1 ke liye DUNIYA.
- ————————————————–
- kadam yuhi dagmaga gaye raste mein warna,
- sambhalna hum bhi jante the,
- thokar bhi lagi to kis us pathar
- se jisse hum apna mante the!!
- ————————————————–
- Har hira chamakdar nahi hota,
- Har smudra gehra nahi hota,
- Dosto jr!a sambhal kar pyar karna,
- Har khubsurat chehra vafadar nahi hota.
- ————————————————–
- Ye hawa aap ki hasi ki khbar deti hai,
- Mere dil ko khushi se bhar deti hai,
- Khuda salamat! rakhe aap ki hasi ko,
- Kyu ki aap ki khushi humain jindgi deti hai.
- ————————————————–
- Aakar dekh mera kya haal hai,
- Saans chal rahi hai jina behal hai,
- Mere dil m!ein sirf tera hi khyal hai,
- Teri ek nazar ki baat hai meri zindgi ka sawal hai.
- ————————————————–
- Mohabbat sabko mil jaye zaroori to nahi,
- Wo bhi !humen chane zaroori to nahi,
- kuch log bahut yaad aate hain dil ko,
- hum bhi unki yaad ban jaye zaroori to nahi.
- *****************************************
- Dil ki awaz koi pehchanta nahi,
- Kisko kya d!ard hai koi janta nahi,
- Hum bhi nahi chahte aapko pareshan karna,
- Magar kya kare.. dil hai ki manta nahi!
- ————————————————
- Pahali Mohbbat Thi Meri Hum Jaan Na Sake,
- Pyar Kya Ho!ta Hain Wo Pehchan Na Sake,
- Humne Unhe Dil Mein Basaya Hain Iss Kadar Ki,
- Jab Bhi Chaha Dil Se Hum Usse Nikal Na Sake.
- ————————————————
- Jiske talash hai use pata he nahi,
- Meri !chahat ko unhone smjha he nahi,
- Hum puchte rahe ke humse pyar hai,
- Wo kahte hain ke hamein kuch pata hi nahi.
- ————————————————
- Dhoka diya tha jab usne mujhe,
- Jindgi !se main naraz tha,
- Phir socha usse dil se nikal du,
- Dekha to kambkth dil vi uske pas tha.
- ————————————————
- Zindgi mein jisse pyar ho aur wo mil
- jaye to ansuo ki koi kimat nahi hoti..
- Par jo mila! ho usi se pyar karlo to
- shayd kabhi ansuo ki jrurat hi nahi hoti.
- ————————————————
- Kisi ki y!ad sataye to kya kare,
- usse milne ko dil chahe to kya kare,
- log kehte hai sapno mein hoti hai mulaqat,
- lekin nind hi na aaye to kya kare?
- ————————————————
- Waqt ke sath har cheez badal jati hai,
- Yaado pa!r dhool chad jati hai,
- Lekin aap ki tasvir dil ke us kone mein rakhi hai,
- Jaha saans bhi puch kar jati hai.
- ————————————————
- Masoom hote hai jo mahobbat se !anjan hote hai,
- pal do pal mahobbat wale aksar be-iman hote hai,
- jo najro s!e kuch keh jaye wo mahobbat ke salaam hote hai,
- jinki mahobbat masoom ho wo sachi mahobbat ke insaan hote hai.
- *****************************************
- Wo muje chahti hai par apna nahi sakti,
- muje bhulan!e ka sadma utha nahi sakti,
- ajeeb hai uski mohabbat ka andaz,
- khafa to karti hai par mana nahi sakti.
- ————————————————-
- Khamosh na raho kuch to kaho na,
- zindagi mein! apni thodi si jagah do na,
- bas yahi guzarish hai aapse meri,
- ek baar mere dil ki awaaz suno na.
- ————————————————-
- Koi naraz hai hum se ke hum kuch likhte nahi,
- kaha se l!aye lafz jab wo milte nahi,
- dard ki zuban hoti to bata dete,
- wo zakhm kese bataye jo dikhte nahi.
- ————————————————-
- Dost wo jo Apke jazbat ko samjhe,
- mohabat wo jo apke ahsas ko samjhe,
- mil to jate hai !dunia mein sab apne kehne wale,
- par apna wo jo bina khe apki har baat ko samjhe
- ————————————————-
- Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kerte,
- hum apni m!ohabbat ko yun ruswa nahi kerte,
- jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain,
- jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertey!
- ————————————————-
- Toota J!o Dil To Dukh Hota Hai,
- Kar Ke Use Pyar Dil Ab Bhi Rota Hai,
- Dard Ka Ehshas Hota Hai Ushi Ko,
- Jo Mohabat Pane Ke Baad Khota Hai..
- ————————————————-
- Tanhai mein muskrana ishq hai,
- Har baa!t sabse chupana ishq hai,
- Yu to neend bhi nahi aati raat bhar,
- Magar aa jaye to sote sote jag jana ishq hai.
- ————————————————-
- Zindagi raaz hai to raaz rehne do!
- Agar hai koi aitraz to aitraz rehne do!
- Par agar apk!a dil kahe hame yaad karne ko!
- To dil ko ye mat kehna ki aaj rehne do..
- *****************************************
- Wo seth hi ky!a jo karz na de,
- Wo mausam hi kya jo sard na de,
- Wo insan hi kya jo farz na de,
- aur wo pyar hi kya jo dard na de.
- ————————————————
- Suhana mausam tha hawa mein nami thi.
- ansuo ki behti nadi abhi-abhi thami thi.
- mile wo hum!!se khwab mein magar,
- humare pas labzo ki aur unke pas waqt ki kami thi.
- ————————————————
- Saans t!ham jati hai par jaan nahi jati,
- dard hota hai par aawaz nahi aati,
- ajib log hai is zamane mein,
- koi bhul nahi pata aur kisi ko yaad nahi aati.
- ————————————————
- Ishq ne insaan ko kya se kya bana diya,
- kisi ko ka! ka bozh na utha sakti thi MUMTAZ,
- aur SHAHJAHAN ne uspe TAZ MAHAL bana diya.
- ————————————————
- Badi hseen thi zindgi..
- Jab na! kisise muhabbt na kisi se nafrat thi!
- Zindgi mein ek mod aisa aaya muhabbat usse hui
- Aur Nafrat sari dunia se ho gayi.
- ————————————————
- Raat ko tohfe mein raat nahi dete,
- mohabbat ke tohfe mein jazbaat nahi dete,
- dene ko to hum tumhai chaand bhi de de,
- par chaand ko tohfe mein chaand nahi dete.
- ————————————————
- Tum bin ag!ar guzara humara hota,
- to yu na aaj tumko pukara hota,
- humare dil me sirf tum hi tum ho,
- kaash tumare dil pe bhi haq humara hota.
- ————————————————
- Mohabbat ko majburi ka naam mat dena,
- haqiqt k!o haadso ka naam mat dena,
- agar dil mein ho pyar kisi ke liye to,
- use kabhi dosti ka naam mat dena.
- *****************************************
- Tu has de to mujhe bhi hasi aati hai,
- tu hi to hai jo mujh ko bhati hai,
- rota hai dil tujhse milne ko..
- kaise bata!un tu kitna yaad aati hai.
- ————————————————
- Bikta hai gam husn ke bazar mein,
- Lakho dard chupe hote hai ek chote se inkar mein,
- Wo kya smjh!enge pyar ki kashish ko,
- Jinhone fark hi nahi samjha pasand aur pyar mein.
- ————————————————
- Asman mein mat dhundna apne sapno ko,
- Sapno ke liye to j!ami ki jrurat hoti hai,
- Sab kuch mile to jine ka kya maja,
- Jine ke liye kam se kam 1 kami ki jarurat hoti hai.
- ————————————————
- Dil Lagane wa!le Lakho milenge,
- Pyar karne! wale hazaaro milenge,
- Milne wale roz milenge,
- Par Yaad karne wale hum.. Jaise kahin nahin milenge.
- ————————————————
- Her sawal pe haq ho tumhara,
- her baat mein sath ho tumhara,
- pyar itna hi! karte ho hum se to batao,
- phir yakin kyun nahi karte ho humara.
- ————————————————
- Wada kar lete hai nibhana bhul jaate hai,
- Lagakar! aag bhujana bhul jaate hai,
- Ye to adat ho gayi ab unki roz ki,
- Rulate hai roz aur manana bhul jaate hai.
- ————————————————
- Kash hamari bhi parwah kisi ne ki hoti,
- to ye duniya hamse ruswa na hoti,
- agar aata !aap jaise bhi muskurana humain,
- to hum se bhi mohabbat kisi ne ki hoti.
- ————————————————
- Woh karte hai baat ishq ki,
- Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
- Ishq woh chan!d hai jo dikhta hai sab ko,
- Par usse pana sab ke bas ki baat nahi,
- ————————————————
- Kewal tum hi h!o zindagi main par main tumhe pa nahi sakta,
- Rahega dukh hamesha tumhe na pane ka.
- Par apni khushi ke liye tumhe rula nahi sakta.
- *****************************************
- Ye Ishq To Iqraar Na Inkaar Hai Ay Dost
- Kabhi Aa!ina Jo Bole To Use Tod Bhi Dete
- Phir Raat Dhal Rahi Hai Aashiayan Me Tere ‘Raj’
- Unki Yaad Na Aaye To Jeena Chhod Bhi Dete
- ——————————————-
- Dil Jo Rota Hai To Aawaz Nahi Aati Hai
- Ishq Jo Hota Hai To Har Cheez Kho Jati Hai
- Haal Aisa Hai Ki Tumse Bhi Kah Na Sakoon
- Kya Ka!hun Tu Mujhe Patthar Si Nazar Aati Hai
- Magar Ek Dard! Hai Jo Dil Se Jata Nahi
- Yahi Wajah Hai Ki Hame Teri Yaad Aati Hai
- Lo Subah Aa Gayi Tu RatBhar Mujhe Rulati Rahi
- Bekhudi Me Hi Ye Raat Kat Jati Hai
- ——————————————-
- Sine Ki Gahraiyon Me Muhabbat Zinda Dafan Hai
- Uspe B!ichha Mere Jism Ka Sada Kafan Hai
- Ye Maut Jindgi Ke Karib Le Aayi Hai
- Aur Jindgi Me Tu Hi Tu Samayi Hai
- Apna Hi Saya Hai Ye Raat Ka Andhera Bhi
- Apna Hi Aks! Hai Ye Chand Ka Chehra Bhi
- Aaj Jahan Bhi Rahoon, Jami Aasma Badalti Nahi
- Shahar Ki Raunak Se Meri Tabiyat Bahalti Nahi
- Ghar Shahar Desh Ki Sarhaden Main Nahi Janta
- Main Janta Hun Bas Teri Dard E Muhabbat Ko
- Aur Aansu Ke Un Sachche Katron Ko
- Jise Maine !Teri Pyasi Udais Me Dekha Hai
- Tere Ujde Huye Baal Aur Marta Sa Badan
- Mujhe Yaad Hai Bas Ek Jogan Jo Tere Jaisi Hai
- ——————————————-
- *****************************************
- Kal fursat na mili to kya hoga,
- Itni mohlat! na mili to kya hoga,
- Roz kehte ho kal milenge, kal milenge,
- Kal meri aakhen na khuli to kya hoga.
- ———————————————–
- Yeh khuda ke liye Qatl-e-Khudai chhoro,
- Nasl-e-!Aadam mein tabahi ka chalan dekh raha hoon.
- Roshni walon andheron mein bhi jeena seekho,
- Mein aaftaab ke kadmon mein thakan dekh raha hoon.
- ———————————————–
- Meri Tanhai Ko Gam Se Aabad Kar Gaya
- Tera I!shq Jo Mujko Barbad Kar Gaya
- Gherti Hain Mujhko Jo Teri Hasin Julfen
- Andheron Me Dil Tera Ahsas Kar Gaya
- Ay Ajnabi Kis Or !Le Chali Ho Mujhe
- Ye Aawargi To Mujhko Kharab Kar Gaya
- Tere Chehre Ko Khwabon Me Niharta Hun Mai
- Mujhe Chain Se Mehroom Ye Shabaab Kar Gaya
- ———————————————–
- Dil hona chahiye, Jigar hona chahiye,
- Ashiqui ke liy!e hunar hona chaihye,
- Nazar se nazar milne par ishq nahi hota,
- Nazar ke us paar bhi ek asar hona chahiye.
- ———————————————–
- Do Kadam S!ath Chale Tum Is Dunia Me
- Muddaton Dard Sahe Ham Is Dunia Me
- Hamne Aanchal Jise Samjha, Kafan Nikla
- Kitne Dhokhe Hain Ya Rab, Is Dunia Me
- Jurm Tera !Nahi Hai O JaneJaN Meri
- Meri Kismat Hi Muzrim Hai Is Dunia Me
- Maut Khwabon Me Aakar Bhi Nahi Aati Hai
- Yun Hi Marta Hai Aashiq Is Dunia Me
- ———————————————–
- Yadein hoti hain satane ke liye,
- Koi roothta hai phir maan jane ke liye,
- Rishte ban!ana koi mushkil to nahi,
- Jaan bhi chali hai nibhane ke liye.
No comments :
Post a Comment