zindagi me tanha shayari in hindi


  1. Dil ko uski hasrat se khaffa kaise karu,
  2. Apne !rab ko bhul jaane ki khata kaise karu.
  3. Lahu bankar rag rag me bas gaye he wo,
  4. Lahu ko is jism se juda kaise karu.

  5. ************************************************

  6. Ham gilla nahi karte,
  7. Jo na h!o kismat mein wo mila nahi karte,
  8. zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe hamne,
  9. yeh itne gahere hai ke kabhi silla nahi karte.

  10. ************************************************
  11. Har dil fariyaad nahi karta,
  12. Har koi k!isi ko yaad nahi karta,
  13. Ham bhule tumhe ek palke liye,
  14. Is baat pe dil aitbaar nahi karta.

  15. ************************************************
  16. Kisi ko mohabbat ki aachai ne maar daala,
  17. Kisi ko m!ohabbat ki gaherai ne maar daala.
  18. bach na saka hai mohabbat me koi,
  19. Jo bach gaya use zindagi ki tanhaai ne maar daala.

  20. ************************************************
  21. Wo raat to dard aur sitam ki raat hogi,
  22. Jis raat ru!ksat unki doli uthegi,
  23. Neend tut jaati he hamaari ye sochkar,
  24. Ki ek gair ki baaho me meri puri kaaynaath hogi.
  25. ************************************************


  26. Wo hame zindagi me tanha chor gaye,
  27. Khud na! ruk paaye to unki yaade chor gaye,
  28. Gam to is baat ka nahi par dard to is baat ka he,
  29. Aankho se kiya huva waada wo honto se tod gaye.

  30. ************************************************
  31. Juda he to kya huva dil se door nahi,
  32. Baat na ho aisi koi mazburi to nahi.
  33. Nazar nahi aa!te ho aap to kya huva,
  34. Aankho me tasveer aapki adhuri to nahi.

  35. ************************************************
  36. Sapno ko todkar hame gam ka raah mila,
  37. Jo aag lagai tune to mera ghar bhi jal gaya,
  38. Na jaane ka!b tak milega gam ka sil sila,
  39. har gaye zindagi se par pyar nahi mila.

  40. ************************************************
  41. Har ek zakh!m unki thokar ki maherbaani he,
  42. Meri zindagi bhi ek dardbhari kahaani he,
  43. Bhula dete is dard ko sine se,
  44. Par kya kare ye dard hi unki aakhari nisaani he.

  45. ************************************************
  46. Unki khawhish to meri zindagi ka khawab he,
  47. Zindagi ki manzil to he par raasta kharab he,
  48. Hasi se mere d!ard ka andaza na nikaalo yaaro.
  49. Is dil ka har panna dard ki kitaab he.
  50. ************************************************

  51. Dard teri! judaai ka sabse chupae rakhungi,
  52. Me tuje hamesa apnaa banaye rakhungi,
  53. Tuje lage na yaar buri nazar kisi ki,
  54. Mai tuje har pal dil me basaake rakhungi.

  55. ************************************************
  56. Aasmaan ke taare har pal puchte he hamse,
  57. Kya tumhe! aaj bhi uske aane ka intezaar he,
  58. Aur ye dil hamesha muskurakar ye kehta he,
  59. Hame to ab tak yakeen nahi huva uske jaane ka.

  60. ************************************************
  61. Mujhe udaas dekh kar zamanay ne sawaal kiya,
  62. wo kon h!ai jisne tera ye haal kiya,
  63. Main ne kaha mohabbat hay jo meri unke saath hai,
  64. Wohi nahi saath mere bas itne si baat hai.

  65. ************************************************
  66. Nikalta chaand sabko pasand aata hai,
  67. Doobta suraj kaun dekhna chahta hai.
  68. toot ta hua taare sabki dua isliye poori karta hai,
  69. Kyuki use tootne ka dard maalum hota he.

  70. ************************************************
  71. Kab unki palko se izhaar hoga,
  72. Dil ke kisi kon!e me hamaare liye bhi pyaar hoga,
  73. Guzar rahi hai raate unki yaade me,
  74. Kabhi to unko hamara intezaar hoga.

  75. ************************************************
  76. Dil se roye magar hontho se muskura baithe,
  77. Yuhi ham tu!mse dil laga baithe,
  78. Woh hame ek lamha na de paaye,
  79. Jinke liye ham apna saara sukun gawa baithe.

  80. ************************************************
  81. Chahe to hame dil se mita dena,
  82. Chahe to ha!me dil se bhula dena,
  83. Magar aaye jo kabhi meri yaad,
  84. Aye jaan, rona mat sirf muskrua dena.

  85. ************************************************
  86. Tu beshak apni mehfeel me muje badnaam karti he,
  87. Meri kham!oshi meri jubaan ka kaam karti he,
  88. Isi baat se laga lena meri shohrat ka andajaa,
  89. Wo muje salaam karte he, jinhe tu salaam karti he.

  90. ************************************************
  91. Aapko waqt aane par maalum hoga,
  92. Har pal ham!aari kami ko sehna hoga,
  93. Pyar karne waalo to bahut milenge,
  94. Lekin ham jaise dilwala koi na hoga.

  95. ************************************************
  96. Kaha wafa ka! sila dete hain log,
  97. Ab to mohabbat ki saza dete hain log,
  98. Pahele sajaate hai dilo me chahto ke khawab,
  99. Phir aitbaar koaag laga dete he log.

  100. ************************************************
  101. Humain unse koi ranj ya koi shikayat nahi,
  102. Shayad h!amaari kismat main chahat hi nahi.
  103. Hamaari taqdeer likhkar mujar gaye wo rabb bhi,
  104. Pucha to usne bhi jawab diya, yeh meri likhawat nahi.

  105. ************************************************
  106. Yaad me tere aankhe bharta hai koi,
  107. Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
  108. Maut hi !aise cheez hai jisko aana hi hai,
  109. Lakin teri judaai main har roz marta hai koi.

  110. ************************************************
  111. Jo nahi aata us ka intezaar kyu hota hai,
  112. Kisi ke liy!e apna ye haal kyun hota hai.
  113. Waise to is dunya main kafi cheezen pyari hai,
  114. Jo nahi milta usi se pyar kyu hota hai.

  115. ************************************************
  116. Sookhe patton se pyaar kar lenge,
  117. Ham to tum par! aitbaar kar lenge,
  118. Tum ye to kaho, tum hamaare ho sanam,
  119. Ham zindagi bhar intezaar kar lenge.

  120. ************************************************
  121. Yaad me tere aankhe bharta hai koi,
  122. Har saans ke s!aath tujhe yaad karta he koi,
  123. Maut hi aise cheez hai jisko aan hi hai,
  124. Lakin teri judai main har roz marta hai koi.

  125. ************************************************
  126. Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
  127. Yaad meri aa!ye jab judaai me mehsus karna,
  128. Tumhare hi paas hoon main jab chahe,
  129. Mujhe dekh lena apni parchai main.

  130. ************************************************
  131. Samet rakhkhi hain apny dil main uski yaade,
  132. Kabhi tan!ha hota hu to bada sukoon deti hain.

  133. ************************************************
  134. Tarjube ne! ek baat sikhayi he,
  135. Ek naya dard hi puraane dard ki davaai he.
  136. ************************************************
  137. Uske dil main tho!di si jagah mangi thi musafiron ki tarah,
  138. Usne tanhaiyon ka shahar hi mere naam kar diya.

  139. ************************************************
  140. Kudrat ke in hasi n!azaaro ka ham kya kare,
  141. Jab tum nahi to in chaand sitaaro ka kya kare.

  142. ************************************************
  143. Kaun kahta! musafir zakhmi nahi hote,
  144. Raaste gavaah bas kambakt gavaahi nahi dete.

  145. ************************************************
  146. Dushmano se mohabbat hone lagi hai mujhe,
  147. Jaise jaise doston ko aazmaata ja raha hoon main.

  148. ************************************************
  149. Ye husn e pyaar ka anjaam bahot bura hota he,
  150. Pyaar !ke deewano ka har kaam bura hota he.

  151. ************************************************

  • Kaha wafa ka sila dete he log,
    1. Ab to mohabbat ki sazaa dete he log,
    2. Pahele sajaate he dilo me chahato ka khawab,
    3. Phir aitbaar ko aag laga dete he log.

    4. ************************************************
    5. Tanhaai se is kadar mohabbat ho gayi hame ki,
    6. Apna saaya bhi saath ho to bheed si lagti he.

    7. ************************************************
    8. Koi jeeta raha aur koi marta raha,
    9. Ishq apna apna kaam karta raha,
    10. Dhadkan dil ki sab kuch keh gayi,
    11. Aur dil ko khamosh karta chala gaya.

    12. ************************************************
    13. Teri chahat ke diye ham jalaaye jaate he,
    14. Gam me dariya me khud ko dubaaye jaate he.

    15. ************************************************
    16. Naseeb saath na de tab ishq nafrat me badal jaata he,
    17. Akshar kaanta lagne ke baad log phool ko phek diya karte he.

    18. ************************************************
    19. Aur bhi banti lakeer dard ki shayad kai,
    20. Sukra he tara khuda jo haath chota sa diya,
    21. Tune jo bakshi hame bas chaar din ki zindagi,
    22. Ya khuda aacha kiya jo saath chota sa diya.

    23. ************************************************
    24. Har dil me dard chupa hota he,
    25. Baya karne ka andaaz juda hota he,
    26. Koi ashko se baha deta he aur,
    27. Kisi ki hasi me bhi dard chupa hota he.

    28. ************************************************
    29. Mat karo itna ishq hamse a dil,
    30. Ishq ka dard aap seh nahi paaoge,
    31. Jab tootega kisi apno ke he haatho se,
    32. Tab kisne toda ye bhi kisi se keh nahi paaoge.

    33. ************************************************
    34. E mere dil ki tamanna tu kahaa le jaayegi,
    35. Meri manzil maut he is se aage nahi jaayegi.

    36. ************************************************
    37. Chahte the jisko ham uske dil badal gaye,
    38. Samundar to wohi tha lakin saahil badal gaye,
    39. Katl aisa huva har baar kisto me mera,
    40. Kabhi khanjar badal gaye to kabhi kaatil badal gaye.

    41. ************************************************
    42. Beet jaate hai din yaade suhani banker,
    43. Reh jaati hai zindagi bus ek kahani banker,
    44. Par dil me aap Ki Tasveer hamesha rahegi,
    45. Kabhi tadap kar to kabhi aankhon ka paani bankar.

    46. ************************************************
    47. Khilona samajkar tum mera dil tod jaate ho,
    48. Hame is haal me kis ke sahaare chor jaate ho.

    49. ************************************************
    50. Kabhi ham par wo jaan diya karte the,
    51. Jo ham kahete the maan liya karte the,
    52. Ab paas se anjaan bankar guzar jaate he,
    53. Jo kabhi door se hi hame pahechan liya karte the.

    54. ************************************************
    55. Wo milte he par dil se nahi,
    56. Wo baat karte he par man se nahi,
    57. Kaun kahta he wo pyaar nahi karte,
    58. Wo pyaar to karte he par hamse nahi.

    59. ************************************************
    60. Is duniya me mohabbat ki taqdeer badalti he,
    61. Shisha to wohi raheta he par tasveer badalti he.

    62. ************************************************
    63. Kitni ajeeb hai is shehar ki tanhai bhi,
    64. Hazaaro log hai magar phir bhi koi us jaisa nahi.

    65. ************************************************
    66. Nigahe Mile Jaaye To Ishq Ho Jaata He,
    67. Palkhe Uthe To Izhaar Ho Jaata He,
    68. Na Jaane Kya Nasha He Mohabbat Me,
    69. Ke Koi Anjaan Bhi Zindagi Ka Haqdaar Ho Jaata He.
    70. ************************************************

    71. Yaad harpal teri hame bekarar karti he,
    72. Tuje har pal talaash meri nazar karti he,
    73. Shikva nahi he jo tum mujse door ho gaye,
    74. Kyo ki teri judaai bhi hamse pyaar karti he.

    75. ************************************************
    76. jisne hame chaha use ham chaah na sake,
    77. Jisko hamne chaha hamne use ham paa na sake,
    78. ye samaj lo dil tutne ka ye khel he,
    79. Kisi ka toda aur apna bacha na sake.

    80. ************************************************
    81. Ye duniya ke ishq me kadam thoda soch samajkar rakhna,
    82. Yaha utrnewalo ko kabhi kinara nahi milta.

    83. ************************************************
    84. Wo tha khafa hamse ya ham the khafa unse,
    85. bas isi kashmakash me dooriyan badhti rahi.

    86. ************************************************
    87. Tadapte rahete phirnge unko dekhne ke liye,
    88. Par unki taraf nazaare uthana chor denge,
    89. Wo rashtaa hi kya jo aapko dard de,
    90. Khuda ki kasam wo raashte pe jaana chor denge.

    91. ************************************************

    92. Inkaar karte karte ikraar kar baithe,
    93. ham to ek bewafa se pyaar kar baithe.

    94. ************************************************
    95. Wo apni saari nafratein mujh pe lutata raha,
    96. Mera dil jis se sada mohabbtain sikhta raha…..!!

    97. Us ki aadat ka zara yeh pehlo toh dekho,
    98. Mujh se kiye wadey woh kisi aur se nibhata raha…..!!

    99. Kuch khaber nahi woh shaks kaya chata tha,
    100. K taluq toor kar bhi mujh ko aazmata raha….!!

    101. Tootey huye taaluq main bhi kitni mazbooti hain,
    102. Main Jitna bhulata raha woh utna hi yaad aata raha…..!!
    103. ************************************************
    104. Tum Se Kitna Pyar hai Dil Me
    105. Utar Ke Dekh Lo..!!••~
    106. Na Yaqeen Aaye To Phir Dil
    107. Badal Ke Dekh Lo…!!••~
    108. Hum Ne Apni Har Saans Par
    109. Tera Nam Likh Dia..!!••~
    110. Ek Tujhe Paane Ki Khatir Khud
    111. Ko Pagal kar Dia…!!••~
    112. Ishq Me Tum Bhi Sanam Hadh Se
    113. Guzar ke Dekh Lo..!!••~
    114. Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Me
    115. Utar Ke Dekh Lo…!!••~
    116. Jaane Kyun Saare Jahaan Se Ho
    117. Gayi Bekhaber….!!••~
    118. Jab Se Tum Ankho Me Aaye Jaagti
    119. Hai Ye Nazar….!!••~
    120. Apne Raaton Se Meri Raaten
    121. Badal ke Dekh Lo…!!••~
    122. Tum Sa Kitna Pyar Hai Dil Me
    123. Utar Ke Dekh Lo…!!••~
    124. ************************************************
    125. Kya kahu kya ho tum…..??
    126. Mere liye meri duniya ho tum,
    127. Chhu ke jo gujre wo hawa ho tum,
    128. Mene jo mangi wo duaa ho tum,
    129. Kiya mene wo ahsaas ho tum,
    130. Meri najar ki talash ho tum,
    131. Meri zindgi ka karar ho tum,
    132. Mene jo chaha wo pyar ho tum,
    133. Mere intzaar ki rahat ho tum,
    134. Mere dil ki chahat ho tum,
    135. Tum ho to duniya he meri,
    136. Kese Kahu ki sirf pyar nahi. ‘Saara jaha’ ho
    137. meri……..!!

    138. ******************************************
    139. Ab Main Hoon Kisi Aur Ki Yeh Mujhe Bata Kar Royi.
    140. Pehle Kehti Thi Ke Nahi Ji Sakhti Tere Bin,
    141. Aaj Phir Se Woh Baat Dohra Kar Royi.
    142. Kaise Kar Loon Uski Mohabbat Pe Shak Yaaro!
    143. Woh Bhari Mehfil Mein Mujhe Gale Laga Kar Royi.

    144. Muhabbat seekha kar judda ho gaya..
    145. Na socha na samjha khaffa ho gaya..

    146. Jab tum kisiko khuda se mango 0r
    147. wo tum ko na mile to samajh jao k
    148. tumhe khuda se koi 0r maang chuka hy…

    149. Bhool Jane Ka Tujhe Koi Irada Na Tha
    150. Tere Siva Kisi Se Kiya koi Wada Na Tha
    151. Nikaal Dete Dil Se Shayad Tumhare Khayal
    152. Par Is Kambakht Dil Me Koi Darwaja Na Tha!!

    153. Zindagi Ke Har Mor Par
    154. Hum Ne Dhoka Kha Rakha Hai
    155. Loog Samajhte Hain
    156. Hum Ne Duniya Ko Hansa Rakha Hai
    157. Laiken In Ko Kia Maloom!!
    158. Keh Hum Ne
    159. Apne Ghar Ke Aik Kamre Mein
    160. Aik Choota Sa Apni Hasraton Ka
    161. Qabristan Bana Rakha Hai
    162. Mout Bhi Karti Hai Hum Se Be Wafaye
    163. Aur Ghumon Ne Humein
    164. Sanam Khana Bana Rakha Hai

    165. Humhe Ab Arzoo Hi Nahi Uss Gulab Ki,…
    166. Joh Khushboo Se Zaida Zakham Deta hai….

    167. Suno….!!
    168. Mohabbat Yoon Nahi Hoti….!!
    169. Kisi Ka Naam Lene Se
    170. Kisi Ko Thaam Lene Se
    171. Kisi Ke Paas Jaane Se
    172. Kisi Ke Door Jane Se….!!
    173. Mohabbat Ka Janam Nahi Hota….!!
    174. Jab Tak Dilo’n Ka Milan Nahi Hota…..!!
    175. Suno…..!!

    176. Mohabbat kisi aise shaks ki talash
    177. nahi karti jiske
    178. sath raha jaye….
    179. mohabbat to aise shaks ki talash
    180. karti he jiske
    181. begair na raha jaye

    182. Ye Kaisa Silsila Hai Tere Aur Mere Darmiyaan..
    183. Aye Sanam !
    184. Faasle Bhi Bahut Hain
    185. Aur
    186. Mohabbat Bhi..

    187. ******************************************
    188. Badi umid thi tmko apna banana ki
    189. tamanna thi tmhara ho jane ki
    190. kya pta tha jiske hm hona chahte the
    191. usko aadat he ni thi kisiko apna banane ki..
    192. ******************************************
    193. Tujhe Inkar Hai MujseMujhe Ikrar Hai Tujhse……
    194. Tu Khafa Hai Mujse ….Mujhe Chahat Hai Tujhse…
    195. Tu Mayoos Hai MujhseMujhe Khushi Hai Tujhse…….
    196. Tujhe Nafrat Hai MujhseAur Mujhe Pyar Hai Tujhse..
    197. ******************************************
    198. meri aakhon me jhak kar dekho,
    199. kya fareb dikhayi deta hai.
    200. hai khuda bhi dekhne vala upar,
    201. jo sabse hisaab leta hai.
    202. mujh par eljaam lagaane se pahale meri ak bat suno.
    203. mera naam vafa hai,bewafa ke naam se
    204. mujhe na badnaam karo.
    205. ******************************************
    206. dhokha na dena tujh par aitbaar bahut hai.
    207. ye dil teri chaahaton ka talab gaar bahut hai.
    208. teri soorat na dekhun to dikhayi kuchh nahi deta.
    209. mai kya karu?tujhse hame pyar bahut hai
    210. ******************************************
    211. na jane kyu hame aansu bahaana nahi aata.
    212. na jane kyu hame hal-e-dil btana nahi aata.
    213. kyon sathi mil kar bichhad jate hain hamesha hamse.
    214. shayad hame hi pyar nibhana nahi aata.
    215. ******************************************
    216. badlna aata nahi hamko mausam ki tarah.
    217. har ak roop me tera intjar karte hain.
    218. na tum samet sakogi jise kyaamat tak.
    219. kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain
    220. ******************************************
    221. milate hain sab door jane ke liye.
    222. door jaakar bhool jane ke liye.
    223. par ham mile they wo yaden bnanae ke liye.
    224. jo kafi hai jindgi bitane ke liye
    225. ******************************************
    226. Wapis louta nahii karty hum un be-
    227. wafaon k paas..
    228. Jo dilL kisi k sath lagaty hain..or
    229. duniya kisi aur k sath basaaty hain..
    230. ******************************************
    231. ******************************************
    232. कभी नाम तेरा लबों पर जो आया
    233. खुदा जाने मैं क्यों जरा मुस्कुराया
    234. घर से मैं नजरें झुकाए चला था
    235. तेरी गली में ही ये सर था उठाया
    236. कली न खिली थी कभी मेरे दिल में
    237. गुलाबों को तूने ही मुझमें खिलाया
    238. मुहब्बत का पैगाम मुझको मिला था
    239. तेरे खत ने हमको इतना पढ़ाया

    240. जैसे कोई राह आसान चाहिए –
    241. जैसे ही हमें कोई पहचान चाहिए-
    242. एक ही चीज मागते है हम भगवान से-
    243. आपनो के चेहरे पर हर पल एक-
    244. प्यारी सी मुस्कान चाहिए-

    245. ग़लतियो से जुदा तु भी नही, मैं भी नही…!
    246. दोनो इंसान है खुदा तु भी नही, मैं भी नही…!
    247. तु मुझे और मैं तुझे इलजाम देते हैं मगर,…
    248. अपने अंदर झांकता तु भी नही,और मैं भी नही…!
    249. ग़लत फहमियो ने कर दी दोनो मे दुरियां पैदा…!
    250. वरना फितरत का बुरा तु भी नही और मैं भी नही…!

    251. “सुख दुख मन का अफसाना है.
    252. वैसे अकेले ही आये है और अकेले ही जाना है,
    253. कैसा भी हो बंधन एक दिन तो टूट जाना है,
    254. कोई कितना भी रहे पास या कितना भी रहे दूर,
    255. सुख दुख का जलवा अपने ही मन का अफसाना है”

    256. पत्थर की दुनियां जज्बात नही समझती
    257. दिल में वो बात नही समझती
    258. तन्हा तो चांद भी सितारों के बीच में है
    259. पर चांद की दर्द वो रात नही समझती

    260. धीरे धीरे वो जिंदगी में आते है-
    261. मीठी मीठी बातों से दिल में उतर जाते है-
    262. बच के रहना इन हुसन वालो से यारों-
    263. इनकी आग में कई आशिक जल जाते हैं

    264. किसी भी रिश्ते को तोड़ने से पहले
    265. एक बार अपने आप से पूछ
    266. जरुर लीजियगा की
    267. आज तक उस रिस्ते
    268. को निभा क्यो रहे रहे थे


    269. Main Wohi Hoon Jise Tum apna Kaha Karte The,.
    270. Din Mein Sau Baar Mera Naam Liya Karte The,.
    271. Aaj Kya Baat Hai Kyun Mujhse Khafa Rethy Ho?
    272. Kya Kisi Aur Ko Tum apna Bana Bethy Ho?
    273. Faasle Itne To Pehle Na Huwa Karte The,.
    274. Main Wohi Hoon Jise Tum apna Kaha Karte The,.
    275. Tere Haaton Mein Ab Apna Haath Nahi,.
    276. Tum Agar Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahi,.
    277. Zakhm To Pehle Bhi Is DiL Pe Laga Karte The,.
    278. Main Wohi Hoon Jise Tum “APNA” Kaha Karte The…

    279. Dil Dhadakta Hai Toh Darr Sa Laga Rehta Hai,…
    280. Koi Sunn Na Lai Meri Dhadkan Mein Naam Tera…!!!!

    281. Main Kaisay Shikwa Karon WOH Nadan Hai Bohat,,
    282. Udaas Kar K Mujhy Khud Bhi Pareshan Rahta hai…!

    283. likha bhi to khoob likha
    284. ijhaar bhi kiya to payase ishq ka
    285. tere bin yeh sawan kya sab mausam be rang nikle
    286. tera mere pass na hona mujhe na gawara gujra

    287. Mohabbat Bojh Nahi Hoti!!
    288. Kambakht Phir Bhi Jhuka Deti Hai!!

    289. Kadam kadam pe baharon nesaath chhoda,
    290. zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
    291. vaada kiya sitaron ne saathdene ka,
    292. subah hone par sitaron ne bhi saath choda.

    293. Ab Aansoun Ko Aankhon Main Sajaana Hoga
    294. Chiraagh Bhuj Gaye To KhudKo Jalaana Hoga
    295. Ye Na Samajhna Ke Tum Se Bichar Ke Khush Hain Hum
    296. Humein Laugon Ki Khaatir Muskurana Hoga
    297. Phir Shaam Dhal Gayi Tum Aayi Na Aaj Bhi
    298. Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga
    299. Vaada Khilaafi Kar Ke Muskurati Ho Tum
    300. Dekhna Ek Din Sanam Tum Ko Pachtana Hoga
    301. Lahoo Se Apne Kafan Par Tera Naam Likh Jaaoun Ga
    302. Thaam Ke Haath Main Phool Tum Ko Aana Hoga
    303. Tere Intezar Main Ik Umar Guzri Hai Sanam
    304. Ab To Aaa Gaya Hai Waqt AbTo Hum Ko Jaana Hoga..

    305. ******************************************
    306. Mana Ki Aaj Hum Akele Reh Gaye,
    307. Judai K Aasu Ankhon Se BehGaye,
    308. Rote Hue Ko Kaun Chup Karaega,
    309. Jo Chup Karaate The Wo Hi Rone Ko Keh Gaye..
    310. ———————————————
    311. Juda Hokar B unki Hasrat NaGyi
    312. Uski judai Par B Usse Mohbt Na Gyi
    313. Wo chale Gaye KISI or ke sath
    314. Fir bi Anko ko Uske Intzar kiAdat Na Gyi..
    315. ———————————————
    316. Aisi Bhi Mohabbat Ki Saza Deti Hai Dunya
    317. Marjain To Jene Ki Dua Deti Hai Dunya
    318. Hum Konse Momin The Jo Ilzam Na Sehte
    319. Pather Ko Baghwan Bana Deti Hai Dunya
    320. Yeh Zakham Mohabbat Ka Dikhanana Kis Ko
    321. La K Sare Bazar Saja Deti Hai Dunya
    322. Itna Bhi Karo Naz Na Kismat Pe Faqiro
    323. Hathon Ki Lakeron Ko Mita Deti Hai Dunya
    324. Marne K Liye Karti Hai Majbor To Lekin
    325. Jene K Tarike Bhi Sikha Deti Hai Dunya
    326. Aisi Bhi Mohabbat Ki Saza Deti Hai Dunya
    327. ———————————————
    328. Mukkammal Is Jahan Ki Har Cheez Mili Hum Ko,
    329. Jo Ki Aarzoo Wo Har Khushi Mili Hum Ko,
    330. Ek Na Mil Saka To Wo Tera Pyar Tha,
    331. Baki To Sari Zindagi Mili HumKo.
    332. ———————————————
    333. Usko mere wado par atbar tha,
    334. Dil me uske b bahut pyar tha.
    335. Par beech safar me chhor diya usne mera hath,
    336. Shayad usko kinare par kisior ka intzar tha.
    337. ———————————————
    338. Khuda Jane Mohbbt Me Kya Dastur Hai,
    339. Humne JisKo Chaha Wo Humse Dur Hai.
    340. Husn Walo Me Mohbbt Ki Kami Hoti Hai,
    341. Ya Fir
    342. Chahne Walo Ki Takdir Buri Hoti Hai…!!
    343. ———————————————
    344. Dard Ke Baad Dua Na Ho Jaana,
    345. Dekh Lena, Saza Na Ho Jaana,
    346. Mushkile To Beshumar Aayengi,
    347. Thak Na Jaana, Juda Na Ho Jaana,
    348. Ishq Ki Intiha Nahi Hoti,
    349. Ishq Ki Intiha Na Ho Jaana,
    350. Zindagi Dard Se Ibarat Hai,
    351. Zindagi Se Khafa Na Ho Jaana,
    352. Ek Tumhi Ko Khuda Se Manga Hai
    353. Tum Kahi Bewafa Na Ho Jaana.


    354. ******************************************
    355. Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch,
    356. Dil Se Nikli Hui Honthon Mein Dabi Baat Na Pooch,
    357. Main Jiske Waste Lad Jaoon Is Khudai Se,
    358. Mujhe Khud Se Hai Pyari Yeh Kiski Zaat Na Pooch,
    359. Wo Kis Ada Se Mere Samne Se Ghuzri Hai Abhi,
    360. Kis Tarha Maine Sambhale Mere Jazbat Na Pooch,

    361. Khuda Se Kitna Mangu Pyar Par Milta Nahi,
    362. Zindagi Se Zitna Mangu Maut Par Milti Nahi,
    363. Waqt Se Kitna Mangu Mohlat Par Milti Nahi,
    364. AAKHIR KAB TAK.

    365. Yeh Chamakte Sitare Kis Kaam Ke,
    366. Yeh Haseen Nazare Kis Kaam Ke,
    367. Jise Toofan Se Takrana Acha Lage,
    368. Uske Liye Kinare Kis Kaam Ke!

    369. Jab Lage Zakhm 2 Qatil Ko Dua Di Jaye,
    370. He Ye Rasm 2 Utha Di Jaye,
    371. Hum Se Puchho Shayari Kya Hai,
    372. Chaar Lafzo Me Aah Chupa Di Jay.

    373. Jab Lage Zakhm 2 Qatil Ko Dua Di Jaye,
    374. He Ye Rasm 2 Utha Di Jaye,
    375. Hum Se Puchho Shayari Kya Hai,
    376. Chaar Lafzo Me Aah Chupa Di Jay.

    377. Jab Lage Zakhm 2 Qatil Ko Dua Di Jaye,
    378. He Ye Rasm 2 Utha Di Jaye,
    379. Hum Se Puchho Shayari Kya Hai,
    380. Chaar Lafzo Me Aah Chupa Di Jay.

    381. Bite Hue Kal Me Phir Se Jane Ka Dil Karta Hai,
    382. Phir Se Hasne Aur Hasane Ka Dil Karta Hai,
    383. Jo Kuch Pal Saath Bitai Thi Humne,
    384. Wo Lamha Phir Se Ji Jaane Ka Dil Karta Hai.

    385. Muskurane Ki Koshish To Ki Thi Magar,,
    386. Phir Bhi Palko Pe Thodi Si Nami Reh Gayi.
    387. Dard Mujhse Milkar Rota Raha,
    388. Aur Khushi Thode Faasle Se Dekhti Reh Gayi.

    389. ******************************************
    390. Pyar Me Marne Jeene Ki Kasme Khati Thi Wo,
    391. Mere Sath Hi Apna Saara Waqt Bitati Thi Wo,
    392. Jaane Kya Khata Hui Thi Mujhse Mere Dosto,
    393. Na Jaane Kyu Raah Chalte,
    394. Mujhse Muh Chupati Hai Ab Wo.
    395. ——————————————–
    396. Chah Ke Bhi Kavi Na Tumko Bhula Payenge Hum,
    397. Krte Hai Wada Ye Nibha Payenge Hum,
    398. Khud Ko Fanna Kar Denge Is Jahan Se Hum,
    399. Par Haan Tera Naam Na Dil Se Mita Payenge Hum.
    400. ——————————————–
    401. Bewafa To Woh Khud Thi,
    402. Par Ilzaam Kisi Aur Ko Deti Hai.
    403. Pehle Naam Tha Mera Uske Hothon Par,
    404. Ab Woh Naam Kisi Aur Ka Leti Hai.
    405. ——————————————–
    406. Hamari Kami Ka Ahesas Kijiyega,
    407. Fursat Mile To Yaad Kijiyega,
    408. Aadat Ho Gayi Hai Aapko Yaad Karne Ki,
    409. Agar Hichki Aaye To Maaf Kijiiyega.
    410. ——————————————–
    411. Us Ko To Bichadne Ka Tarika Bhi Nahi Aata,
    412. Jate Jate Khud Ko Mere Dil Me Chhod Gayi..!!
    413. ——————————————–
    414. Rone Ki Saza Na Rulane Ki
    415. Saza Hai, Ye Dard Mohabat Ko
    416. Nibhane Ki Saza Hai, Haste
    417. Hai To Aankhon Se Nikal
    418. Aate Hai Aansu, Ye Us Shaks
    419. Se Dil Lagane Ki Saza Hai.
    420. ——————————————–
    421. Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha kar
    422. Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Batakar.
    423. Judayi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab
    424. Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.
    425. ——————————————–
    426. Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha kar
    427. Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Batakar.
    428. Judayi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab
    429. Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.
    430. ——————————————–
    431. Uska WadaA Bhi Bara Ajeeb Tha K Zindagi
    432. Bhar
    433. Saath Nibhaungi, , ,
    434. Maine Y!e Bhi Nahi Poocha K Mohabbat K
    435. Saath? Ya
    436. Bewafaai K Saath?
    437. ——————————————–
    438. Her Mulaqat Per Waqt Ka Takaza Hua,
    439. Her Yaa!d Per Dil Ka Dard Taja Hua,
    440. Suni Thi Sirf Ghazalo Me Judai Ki
    441. Baaten,
    442. Jab Khud Per Biti To Haqiqat Ka Andaza Hua.


    443. ******************************************
    444. Dard Ke Dariya Me Aanshu Ko Baha Na Sake,
    445. Jab Khushi Mili To Muskura Na Sake.
    446. Meri Zindagi Ka Bhi Ye He Andaaz He,
    447. Ki Jise Ma!anga Unko Haasil Na Kar Sake,
    448. Aur Itna Chaha Ki Aaj Bhi Bhula Na Sake.

    449. Kisi Ko Had Se Jyada Kabhi Yaad Mat Karna,
    450. Kisi Pe! Apne Anshu Kabhi Barbaad Mat Karna.
    451. Jo Kabhi Samaj Na Sake Aapki Mohabbat Ko,
    452. Un Pe Kabhi Saari Zindagi Barbaad Mat Karna.

    453. Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari,
    454. Agar Ijazat Ho To Yadoon Me Basa Lu TumKo.

    455. Zaleel Kar Ke Jise Tu Ne Kar Diya Rukhsat,
    456. Wo Bheek Lene Nahi Tujh Ko Dekhne Aaya Tha.

    457. TumSe! Nahi Waqt Se Naraz Hun Main,
    458. Jo Kabhi Bhi Tum Ko Mere Liye Nahi Milta.

    459. Kahan Kahan Se Aalag Kar Sako Ge Tum Mujh Ko Apni Zindagi Se,
    460. Juda Huwa Hun Tum Se Lakhon Silsilon se Main.

    461. Dil Dukhaya Karo Ijazat Hai,
    462. Bhool Jane Ki Baat Mat Karna.


    463. Dard Dene Ka Aalam Kuch Aisa He,
    464. Dard De!kar Kahete He Kaisa Haal He Janaab Ka,
    465. Kis Kis Se Ye Shikayat Kare Ham,
    466. Jab Ki Saari Duniya Ka Mizaaz Ek Jaisa He.

    467. Ye Sach Baat He kahi Wo Sapna To Nahi,
    468. Koi Hame Y!aad kare Aisi Koi Baat To Nahi.
    469. Na Jaane Kyu Phir Dil Ko Aisa Laga Ki,
    470. Jisne Yaad Kiya He Kahi Wo Aap To Nahi.

    471. Jahan rishty hawaon ki tarah chalne ke aadi ho jayein,
    472. Wahan apne to hoty hain per apnapan nahi hota.

    473. Jitni Mohabbat mili Sari bant Di Duniya Waloon Mein,
    474. Jab ham! ne Jholi Phailai To Dard K Siwa Kuch na Diya.

    475. Dil ki khamoshi se , saanson ke theher jane tak,
    476. Yaad aaye ga mujhe woh shaks mar jane tak.

    477. Teri Yaadain Hi Baqi Reh Gai Hain,
    478. Ye Qarza Bhi , Utar Jaye Ga Sir Se.

    479. ******************************************
    480. Wo Raat To Dard Aur Sitam Ke Raat Hogi,
    481. Jis Raat Ruksat Unki Doli Uthegi,
    482. Neend Tut Jaati He Hamari Ye Sochkar,
    483. Ki Ek Gair Ki Baaho Me Meri Puri Kaynath Hogi.

    484. Is Tarah Se Hamari Mohabbat Ka Imthaan Na Lijiye,
    485. Kyu Ho Gaye Ho Naaraz Jara Baya To Kijiye.
    486. Kar Dena Hame Maaf Agar Ho Gayi Galti Hamse,
    487. Yu Yaad Nahi Karke Hame Saza To Mat Dijiye.

    488. Naqaab Uthaye Jab Bhi Woh Chaman Se Guzarti Hai,
    489. Samajh Kar Phool Us Ke Lab Par Titli Baith Jati Hai.

    490. Khoi hoon t!eri yaad mein kuchh is tarah,
    491. Jaise koi bacha magan ho apne khel mein.

    492. Ek Tera Hi! Naam Tha Jise Hazaar Baar Tha Likha,
    493. Jise Khush Hue The Likhkar Use Mita Mitake Roye.

    494. Kaash Mein Zehar Choosta Huwa Jogi Hota,
    495. Aur koi Saanp Dass Jata Aap Ke Honton Per.

    496. Aansu Ut!ha Lete Hain Mere Ghamon Ka Bojh,
    497. Yeh Woh Dost Hain Jo Ehsaan Jataya Nahi Karte.

    498. ******************************************
    499. Wo Hame Zindagi Me Tanha Chor Gaye,
    500. Khud Na Ruk Paaye To Unki Yaade Chor Gaye.
    501. Gam To Is Baat Ka Nahi Per Dard To Is Baat Ka He,
    502. Aankho Se Karke Wada Wo Honto Se Tod Gaye.

    503. Kisi Ki Yaad Rukti Nahi He Rok Paane Se,
    504. Dil Maanta Nahi He Kisi Ke Samjaane Se.
    505. Ruk Si J!aati He Dhadkan Aapko Bhul Jaane Se,
    506. Isliye Aapko Yaad Karte He Jeene Ke Bahaane Se.

    507. Meri Neend Abb mere Sath Nhi Rethi,
    508. Teri yadon Ne Iese Cheen liya hai Mujhse.

    509. Zaroori To Nahi K Mohabbat Ko Lafzon Mein Bayaan Karu,
    510. Idhar Dekho Kya Meri Aankhein Tum Se Kuch Nahi Kehti.

    511. Wo Jis Ke Liye Apni Sari Hadain Bhola Di,
    512. Aaj Os Ne Bhi Keh Diya, Ke Apni Hadd Mai Raha Karo.

    513. Ab Ke Aao To Kisi Baagh Me Milne Aana,
    514. Phir Se Ek B!aar Gulabon Ka Dil Jalana Hai.

    515. Jin ki qismat me likha ho rona aslam
    516. Woh muskura bhi de to aansu nikal aate hain

    517. ******************************************
    518. Tajmahaal To Ek Dard Ki Imaarat He,
    519. Jiske Niche Dafan Kisi Ki Mohabbat He.
    520. Khuda Se Sirf Ek He Guzaarish Karna,
    521. Kisi Ki Mohabbat Patthar Me Na Dafan Karna.

    522. Kar Ke Naaraz Hamko Wo Hame Manana Bhul Jaata He,
    523. Udaas Shaamo Me Wo Vaapas Aana Bhul Jaata He.
    524. !
    525. Hame Mat Pucho Mohabbat Me Bewafaai Unki,
    526. De Ke Dard Hame Wo Marham Lagana Bhul Jaata He.

    527. Kitna Khubsurat Tha Unki Yaado Ka Ye Shamaa,
    528. Wo Jab Bhi! Yaad Aate He, Tab Zamana Bhul Jaata He.

    529. Charh Jay!e To Utarta Hi Nahi,
    530. Yeh Ishq Bhi Ghareeb Ke Qarz Jaisa Hai.

    531. Sang-e-MarMar Se Tarasha Khuda Ne Tere Badan Ko,
    532. Baqi Jo Pathar Bacha Us Se Tera Dil Bana Diya.

    533. Ab Tum Yaad Bhi Aao To Chup Rehte Hain,
    534. Ki Aankhon! Ko Khabar Hui To Bars Jayengi.

    535. ******************************************
    536. Yaad Karte Rahene Se Kisi Ka Deedar Nahi Hota,
    537. Yuhi Kisi Se Mohabbat Karna Jurm Nahi Hota.
    538. Yaado Me Kisi Ke Ham Bhi Aahe Bharte He,
    539. Bas Ham Se Kabhi Dard Ka Izhaar Nahi Hota.

    540. Yaad Kisi Ki Rukti Nahi He Rok Paane Se,
    541. Dil Kabhi Samajta Nahi He Kisi Ke Samjane Se.
    542. Tham Jaati !He Dhadkan Aapko Bhul Jaane Se,
    543. Isliye To Aapko Yaad Karte He Jeene Ke Bahane Se.

    544. Suno Main Yahi Pouchti Rahti Hun Zamane Bhar Se,
    545. Ki Jis Ki T!aqdeer Bigar Jaye Wo Kya Karte Hain.

    546. Na Jane Ki!yu Aaj Bohut Udaas Hai Humara Dil,
    547. Lagta Hai Hume Bhool Jaane Ka irada Hai Kisi Ka.

    548. Khuda Aap k Sare Gham Rait par Likh De Taki Hawa se hi Mit Jayen,
    549. Aur!
    550. Khushiya Pathar Par Likh De Taki Hawa to Kya Barish Bhi Na Mita Sake.


    551. Har Ek Zakhm Unki Thokar Ki Maherbaani He,
    552. Meri Zindagi Bhi Ek Dardbhari Kahaani He.
    553. Bhula !Dete Is Dard Ko Sine Se,
    554. Par Kya Kare Ye Dard Hi Unki Aakhari Nisaani He.

    555. Sab Logo Ke Hone Phir Bhi Tanhaai Milti He,
    556. Yaado Me Bhi Dard Ki Parchai Milti He.
    557. Jitni Bhi Koshish! Karte He Pyar Ko Paanke Ki,
    558. Utni Hi Jyada Unse Bewafaai Milti He.

    559. Mere sabher ka na le imtehaan tu
    560. Meri khamoshiyon ko sada na de
    561. Jo tere bagair na jee sake
    562. Usse !jeene ki dua na de
    563. Tu aziz di o nazar se hai
    564. Tu qareeb rago jaan se hai
    565. Mere jism o jaan ka ye fasla
    566. Kahin waqt aur barha na de
    567. Tujhe! bhool ke bhi na bhoola sakon
    568. Tujhe chah ke bhi na pa sakon
    569. Meri hasraton ko shumar de
    570. Meri chahaton ka sila na de
    571. Woh tadap jo shola e jaan mein thi
    572. Mere ta!n badan se lipat gai
    573. Jo bujha sake to bujha isse
    574. Na bujha sake to hawa na de.

    575. ******************************************
    576. Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
    577. Dil Khamosh Raheta He Aur Muje Rone Nahi Deta,
    578. Ham Unke He Ye Baat Ki Unko Khabar He,
    579. Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

    580. Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
    581. Yaad Aa Jaaye!nge Hum Tute Patto Ki Tarah.
    582. Jab Bhi Kabhi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
    583. Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

    584. HonTo Ki H!ansi Ko Na Samajh HaQeeQaT-e- ZinDaGi ,
    585. Dil Mein Utar Kar DeKh Hum KiTne Udas Hain.

    586. Jaise guzra ho abhi tu mere darwaaze se,
    587. Ab hawaa bhi teri payal ki khannak lagti hai.

    588. Unhe shaq hai ki hum unke liye jaan nahi de sakte,
    589. Mujhe! khauf hai ki royenge woh bahut humein aazmaane ke baad.

    590. Ek Pakeeza Muhabbat ke Talabgar the Hum,
    591. Aazma ke to dekhte bahot Wafadar the Hum.

    592. Zindagi Se Koi Dushmani Nahi Meri,
    593. Ek Zid Hai Ki Bus Tere Bina Nahi Jeena.

    594. ******************************************
    595. Ye Duniya Bhi Bahot Haseen Hoti He,
    596. Sacche Dil Se Har Dua Kabul Hoti He,
    597. Vaise To! Sab Kuch He Mere Paas,
    598. Par Koi Aisa Bhi Mile Jo Kahe Ke,
    599. Tere Dard Se Hame Taqleef Hoti He.

    600. Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
    601. Yaad Aa J!aayenge Hum Tute Patto Ki Tarah.
    602. Jab Bhi Kabhi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
    603. Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

    604. Use Kehna Yeh Sham Ki Udasiaan Humen Achi Nahi Lagti,
    605. Ager Ho Sake To Yeh Judai Thori Mukhtasar Kar De.

    606. Chalo ek aur duniya me tumhare sath chalte hain
    607. jhan halat kuch bhi ho magar ham sath rahte hon

    608. Ye Nahi Hai Ke Ab Muskarate Nahi Us Ke Lab,
    609. Haan Magar Ankhon Ke Kinare Bheege Dikhayi Dete Hain.

    610. ******************************************
    611. Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
    612. Dil Khamosh Raheta He Aur Muje Rone Nahi Deta,
    613. Ham Unke He Ye Baat Ki Unko Khabar He,
    614. Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

    615. Kyu Me Meri Kalam Me Shahi Rakhu,
    616. Jab Dil Me Koi Khawhish Rahi Nahi.
    617. Maalum Nahi Kyu Log Shaq Karte He Muj Pe,
    618. Jab Koi Sukha Gulab Meri Keetab Me Mila Hi Nahi.

    619. Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera
    620. Jahan Dekhti Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai.

    621. Kahin Ye Tark-e-Muhabbat Ki Ibtda To Nahin,
    622. Wo Mujh Ko! Yaad Kabi Iss Kaddr Nahin Aaey.

    623. Raat ke aaghosh me aa jaye agar Khayal us ka,
    624. Subah bister se bhi phoolon ki mehak aati.

    625. Kisi Aur Tareekey Se Bhi Mil Jaati Hai Kya Mohabbat ,
    626. Mujhe To Duaao’n Se Aage Kuch Nahi Aaaata.

    627. Cheen Loon tujhe Dunia se Ye mere Ikhteyar mein nahi,
    628. Magar mere DiL! se koi tujhe nikaal de ye kisi k bas ki baat nahi.


    629. Ye Aanshu Ko Zami Pe Girne Ki Aadat Nahi Hoti,
    630. Dil Ke Tutne Ki K!abhi Aawaz Nahi Hoti,
    631. Agar Hota Khuda Ko Kabhi Ye Ahesaas Dard Ka,
    632. To Use Bhi Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti.

    633. Har Ek Zakhm Uske Bewafaai Ki Meharbani He,
    634. Meri Zindagi To !Sirf Ek Guzri Kahaani He.
    635. Bhula Dete Sanam Ke Us Dard Ko Apne Sine Se,
    636. Per Ye Dard Hi To Unki Ek Aakhri Nisaani He.

    637. Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Saken,
    638. Tera Naam Bhi Unhin Khuwahishon Mein Hai.

    639. Meine Bhi Badal Diye Hein Asool-e-Zindagi
    640. Aab Jo Yaad Karega, Sirf Wohi Yaad Rahega

    641. Ho Jo Mumkin To Apna Bana Lo Tum,
    642. Meri Tanhai Ga!wah Hai, Mera Apna koi Nahi.

    643. Mujh Ko Kyun Dete Ho Pyaar Ka Ilzam,
    644. Kabhi Khud Se Bhi To Pocho Itne Pyare Kyu Ho?

    645. Na Jane itni Muhabbat kahan se Aa Gai us k Liye,
    646. Ki Mera Dil Bhi us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai.

    No comments :

    Post a Comment