New barsaat shayari in hindi


  1. Meri Rooh Mein Na Samati To Bhool Jata Tumhe,
  2. Tum Itna Paas Na Aati To Bhool Jata Tumhe,
  3. Yeh Kehte Hue Mera Talluq Nahi Tumse Koi,
  4. Aankhon Mein Aansu Na Aate To Bhool Jata Tumhe
  5.  

  6. ================================

  7.  



  8. Dil Ki Yaadon Mein Sawaru Tujhe,
  9. Tu Dikhe To Aankhon Mein Utaaru Tujhe,
  10. Tere Naam Ko Labo Par Aise Sajau,
  11. So Jau To Khwabo Mein Pukaru Tujhe
  12.  


  13.  

  14.  

  15. ===============================
  16.  

  17. Humse Nahi Rishta Bhi, Humse Nahi Milta Bhi,
  18. Hain Paas Vo Baitha Bhi, Dhokha Ho To Aisa Ho,
  19. Vo Bhi Raha Begana, Humne Bhi Na Pehchana,
  20. Haan Ye Dil-E-Diwaana, Apna Ho To Aisa Ho.
  21.  


  22.  
  23. ==================================

  24. Tumhe nazar na lage apne-begane Ki
  25. Zaroorat hai tumhe sabse chhipane Ki
  26. Aarzoo hai ki tum hamari ho jao
  27. Bahut hasrat hai tumhe sine se lagane ki…..
  28.  

  29. ==================================



  30. Tumhare Chand Se Chehre Pe Gum Achchhe Nahi Lagte,
  31. Hume Keh Do Chale Jao Jo Hum Achcche Nahi Lagte,
  32.  

  33. Hume Vo Zakhm Do Jana Jo Saari Umra Na Bhar Paye,
  34. Jo Jaldi Bhar Ke Mit Jaye vo Zakhm Achchhe Nahi Lagte.


  35. Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai,
  36. Ek Samandar Meri Aankhon Se Baha Karta Hai,
  37. Jab Khizan Aai Tu Laut Aaye Ga Woh Bhi Faraz,
  38. Woh Baharon Main Zara Kum Mila Karta Hai ..!!!

  39. Tumhari
  40. ankh ka aansu,
  41. Hamari ankh se niklaa,
  42. Shikayat ab bhi hai
  43. tumko,
  44. Mohabbat hum nahin kartey..
  45. ==================================
  46. इश्क वाले आँखों
  47. की बात समझ
  48. लेते हैं,
  49. सपनो में मिल
  50. जाये तो मुलाक़ात
  51. समझ लेते हैं.
  52. रोता तो असमान
  53. भी हैं अपने
  54. बिछड़े प्यार के लिए,
  55. पर लोग उसे
  56. बरसात समझ लेते
  57. हैं…!!!
  58. ==================================
  59. Jin aakho me tera pyaar basa hai
  60. Unhe aaj tere liye baraste dekha hai
  61. kabhi tere sath har pal guzara tha
  62. aaj khud ko tere liye taraste dekha hai.
  63. ==================================
  64. Aankhe Shayari Images, Nazron Par Shayari Pics
  65. Yeh jo nazron se dil ko nihaal karte ho,
  66. Karte to zulm ho magar kamaal karte ho…

  67. ==================================


  68. Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas Lagaye
  69. Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aye..

  70. =-=-=-=-=

  71. Mera Shahar To Baarishon Ka Ghar Thehra
  72. Yahan Ki Aankh Ho Ya Dil, Bahot Barasti Hain

  73. =-=-=-=-=

  74. Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna,
  75. Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!

  76. =-=-=-=-=

  77. Kabhi Shokh Hein
  78. Kabhi Gum Si Hein.. Ye Baarishen Bhi.. Tum Si Hein.

  79. =-=-=-=-=

  80. Rim jhim rim jhim baras rahi hai,
  81. Yaad tumhaari qatraa – qatraa

  82. =-=-=-=-=



  83. Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish,
  84. Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho.

  85. =-=-=-=-=

  86. Is barish k mausam me ajeeb si kashish h
  87. Na chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai.

  88. =-=-=-=-=

  89. Is dafa tow barishain rukti hi nahin Faraz !
  90. Hum ne kya aansu piye k saray mausam ro paray!

  91. =-=-=-=-=

  92. Main Tere hijar Ki Barsaat Main Kab Tak Bheegon …!!
  93. Aise Mosam Main To Deewarain Bhi Gir Jati Hain…!!!!

  94. =-=-=-=-=

  95. Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
  96. Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
  97. Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
  98. Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

  99. =-=-=-=-=



  100. Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain,
  101. Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain.
  102. Rota to asman bhi hain apne Bichde pyar ke liye,
  103. Par log use barsat samajh lete hain.

  104. =-=-=-=-=

  105. Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
  106. Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
  107. Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
  108. Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay

  109. =-=-=-=-=

  110. Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,
  111. To Dekho Meri Aankho Me,
  112. Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,
  113. Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..

  114. =-=-=-=-=

  115. Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
  116. Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
  117. Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
  118. Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

  119. =-=-=-=-=

  120. Aye barish zara tham ke baras,
  121. Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
  122. Pehle na baras ki woh aa na sake,
  123. Phir itna baras ki woh ja na sake.

  124. =-=-=-=-=



  125. Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
  126. Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.

  127. Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
  128. Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.

  129. =-=-=-=-=

  130. Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai
  131. Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai
  132. Humein Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye
  133. Is Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai.

  134. =-=-=-=-=

  135. Tumhe pehli barish psnd hai or mujhe barish me tum
  136. Tumhe hsna pasand hai mujhe hstey huye tum,
  137. Tumhe humse bat krna psnd h, mujhe bolte hue tum
  138. Tumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…

  139. =-=-=-=-=

  140. Mausam tha beqarar tumhein sochate rahe
  141. Kul raat bar bar tumhein sochate rahe
  142. Baarish hui to lag kar ghar ke dareeche se hum
  143. Chup chap beqarar tumhein sochate rahe.

  144. =-=-=-=-=

  145. Barish Ke Paani Ko Apne Haathon Mein Samet Lo.
  146. Jitna Aap Samet Paaye Utna Aap Humein Chahte Hai
  147. Aur Jitna Na Samet Paye Utna Hum Aap Ko Chahte Hai.

  148. =-=-=-=-=

  149. Dard Bhari Hindi Shayari With Pictures

  150. Ek Raat Hui Barsaat Bahut
  151. Main Roya Saari Raat Bahut
  152. Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin
  153. Main Tanha Tha Us Raat Bahut
  154. Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa
  155. Jab Sehar Hui To Khyal Aaya
  156. Woh Baadal Kitna Tanha Tha
  157. Jo Barsa Saari Raat Bahut

  158. =-=-=-=-=

  159. Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
  160. pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai,
  161. apni yadoon se kahoo yun na aaya karain
  162. neend aati bhi nahi raat guzar jati hai…!!!

  163. =-=-=-=-=

  164. Baarish Ki Bondon Mein Jhalakti Hai Us Ki Tasveer
  165. Aaj Phir Bheeg Bethe Usse Pane Ki Chahat Mein

  166. =-=-=-=-=

  167. Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhey Parh Na Sako Ge
  168. Barsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hon

  169. =-=-=-=-=

  170. Baarishain ho hi jaati hain mere shaher mein
  171. Faraz
  172. Kabhi badalon se to kabhi aankho se….!!

  173. =-=-=-=-=

  174. Barish Par Dard Bhari Sher O Shayari With Wallpapers

  175. Maza Barsat Ka Chaho To In Aankhon Mein Aa Baitho
  176. Wo Barson Mein Kabhi Barsen, Yeh Barson Se Barasti Hain

  177. =-=-=-=-=

  178. Bad-Naseebi Ka Main Qaa’il To Nahin Hoon, Lekin
  179. Main Ne Barsaat Mein Jalte Hue Ghar Dekhe Hain

  180. =-=-=-=-=

  181. Mere Hisse Ki Zameen Banjar Thi, Main Waaqif Na Thaa
  182. Be-Sabab Ilzaam Main Detaa Rahaa Barsaat Ko

  183. =-=-=-=-=

  184. Barsaat Mein Deewaar-O-Dar Ki Saari Tehreeren Mitin
  185. Mitata Nahin Dhoyaa Bahut Taqdeer Ka Likha Huwaa

  186. =-=-=-=-=

  187. Barish!
  188. Too Na aaya Ker
  189. Kay Tere Aanay Say
  190. Aur Janay Kay baad Bhi
  191. Koi
  192. Buhat Dair Tak udass rahtaa Hay!!!!

  193. =-=-=-=-=

  194. Latest Barsaat Shayari With Wallpapers

  195. Ye husn-e mosam, ye barish, ye hawayein,
  196. Lgta hai mohabbat ne aaj kisi ka sath diya hai

  197. =-=-=-=-=

  198. Rota Aasman, Mayoos Parinde or Teri Yadon Ke Silsily,
  199. Uff! Ye Barish Kabhi Tanha Kyun Nahi Aati…!

  200. =-=-=-=-=

  201. Theharta Ek Bhi Manzar Nahi Veeran Ankho Mein,
  202. Humare Shehar Se Badal Bhi Bin Barse Nikalta Hai…

  203. =-=-=-=-=

  204. Kai Rog Dey Gai Hai Naye Mausmon Ki Barish
  205. Mujhay Yaad Aa Rahay Hain Mujhay Bhool Janay Walay.

  206. =-=-=-=-=

  207. In barishon se adab-e-mohobbat seekho faraz,
  208. Agar yeh ruth bhi jayein to barasti bohot hain.

  209. =-=-=-=-=

  210. Romantic Love Hindi Poetry - Barish Shayari - Couple In Rain

  211. Kash meri zindegi mein aaye ek aisi barsaat
  212. Mere hath mein ho tera hath
  213. Bheegte rahein hum saari raat
  214. Honth rahe khamosh
  215. Bas aankhon se ho teri meri baat

  216. =-=-=-=-=

  217. Ab ke sawan main paani barsa bohat
  218. Paani ki har boond main woh aaye yaad bohat
  219. Is suhaane mausam main saath nahi tha koi
  220. Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bohat

  221. =-=-=-=-=

  222. Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh kar
  223. Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar
  224. Roye is qadar teri yaad me
  225. Kay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar

  226. =-=-=-=-=

  227. Barsat Ki Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhaani Yaad Aayi,
  228. Kuchh Apna Zamaana Yaad Aaya Kuchh Unki Jawaani Yaad Aayi,
  229. Hum Bhool Chuke They Jisne Hamein Duniya Mein Akela Chhor Diya,
  230. Jab Ghaur Kiya To Ek Soorat Jaani Pehchaani Yaad Aayi

  231. =-=-=-=-=

  232. Chandni Se Chamakti Is Raat Main,
  233. Ek Khushboo Si Hai Har Baat Main,
  234. Paas Aake Bhi Kyon Hain Duriya,
  235. Koi Pyasa Hai Kyon Barsat Main.

  236. =-=-=-=-=

  237. Heart Touching Barsaat Shayari With Image

  238. Saawan aaya’
  239. Baadal chhaye’
  240. Bulbul chehki’
  241. Phool khiley,
  242. .
  243. .
  244. Tum he nahi jab Barsaaton mein,
  245. Aag lagay Barsaton ko …

  246. =-=-=-=-=

  247. Kisne bheege hue baalon se ye jhatkaa pani,
  248. Jhoom ke aayi ghata toot ke barasa pani.

  249. Koi matawali ghata peeke jawani ki umang,
  250. Dil baha le gaya barsat ka pehala pani.

  251. =-=-=-=-=

  252. Aaj barish me tumhare sang nahana hai,
  253. Sapna ye mera kitna suhana hai,
  254. Barish ke katre jo tere honthon pe gire,
  255. Un katron ko apne honton se uthana hai.

  256. =-=-=-=-=

  257. Kahin Barish Baras Jaaye
  258. Kahin Darya Taras Jaaye
  259. Kahin Aa Kar Ghata Theray
  260. Tumhare Or Mere Darmiyaa
  261. Aaa Kar KHUDA Therey..
  262. Tou ………!!!
  263. Uss Lamhay Mere Jivan Main..
  264. Tum KHUDA Ke Baad Aatey Ho..
  265. Mujey Tum Yaad Aatey Ho

  266. =-=-=-=-=

  267. Jab Gulab Kahin Pe Khilta Hai,
  268. Jab Mausam Rang Badalta Hai,
  269. Jab Badal Khoob Barasta Hai,
  270. Jab Hawa Se Khushbu Aati Hai,
  271. Jab Chandni Bhi Sharmati Hai,
  272. Tab Yaad Tumhari Aati Hai.. !!

  273. =-=-=-=-=



  274. Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane Wale
  275. Baat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane Wali
  276. Ajkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta Hy
  277. Ho Gain Uski Nighein Bhi Zamane Wali
  278. Hum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab Tk
  279. Haye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane Wali
  280. Main Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam Lekin
  281. Rut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane Wali
  282. Tumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASI
  283. Khud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…

  284. =-=-=-=-=

  285. Kal halki halki barish thi,
  286. Kal sard hawa ka raqs bhi tha.

  287. Kal phool bhi nikhre nikhre the
  288. Kal un pe aap ka aks bhi tha..

  289. Kal badal kaley gehre the,
  290. Kal chand pay lakhon pahre the

  291. Kuch tukray aap ki yaad ke,
  292. Bari der se dil me thehre the..

  293. Kal yaadein uljhi uljhi thi,
  294. Aur kal tak yeh na suljhi thi..

  295. Kal yaad bohut tum aye the,
  296. Kal yaad bohut tum aye the..

  297. =-=-=-=-=

  298. Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi,
  299. Tu ne mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi.

  300. Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha,
  301. Yun laga jaise woh shab ko der tak soya nahi tha.

  302. =-=-=-=-=

  303. Yeh barishein bhi tum si hain,
  304. Jo baras gayi to bahar hain,
  305. Jo thehar gayi to qarar hain,
  306. Kabhie aa gayi yun hi besabab,
  307. Kabhie chha gayi yun hi Roz o Shab
  308. Kabhie shor hain, Kabhie chup si hain,
  309. Kissi Yaad mayn kissi Raat ko,
  310. Yeh barishein bhi tum si hain,
  311. Ek dabi hui si raakh ko,
  312. Kabhie yun huwa ka bujha dia,
  313. Kabhie khud se khud ko jala dia,
  314. Kahin boond boond mein gum si hain.

  315. Yeh barishein bhi tum si hain

  316. =-=-=-=-=

  317. Yaadein jaag jati hain,
  318. Barishon ke mausam mein.
  319. Har ghari satati hain
  320. Barishon ke mausam mein.
  321. Shaam bhi kisi surat,
  322. Chain se nahin kat-ti
  323. Subahein bhi satati hain
  324. Barishon ke mausam mein.
  325. Zehen ke jharokhe mein
  326. Jab koi sada ubhre.
  327. Aankhein bheeg jati hain
  328. Barishon ke mausam mein.




No comments :

Post a Comment