Parveen Shakir ShayariHindi Now2017

⧭⧭Humain Khabar Hai, Hawaa Ka Mizaaj Rakhte Ho;
Magar Yeh Kya, Ke Zara Dair Ko Rukey Bhi Nahin⬉⬉⬉
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ko Us Raah Par Chalana Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ko Uss Raah Par Chalana Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ko Uss Raah Par Chalana Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Barish Hui To Phoolon Ke Tan Chaak Ho Gaye;
Mausam Ke Haath Bheeg Ke Saffak Ho Gaye;
Baadal Ko Kya Khabar Hai Ki Barish Ki Chaah Mein;
Kaise Buland-o-⬉⬉Baala Shajar Khaak Ho Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ko Ussh Raah Par Chalana Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujhse Juda Kar De!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Apni Tanhayi Mere Naam Pe Abaad Kare,
Kaun Ho Ga Jo Mujhe Uss Ki Tarah Yaad Kare,

Dil Ajab Sheher Ke Jis Pr Bhi Khula Dar Us Ka,
Woh Musaafir Isse Har Samt Se Barbaad Kare,

Apne Qaatil Ki Zehaanat Se Pareshaan Hoon Main,
Roz Ik Maut Naye Tarzz Ki Ijaad Kare,

Itna Hairaan Ho Meri Be-Talabbi Ke Aagey,
Waa Qaffass Main Koi Dar Khud Mera Sayaad Kare,

Salb-E-Binaayi Ke Ehkaam Mile Hain Jo Kabhi,
Roshni Chhuune Ki Khawhish Koi Shab-Zaad Kare,

Soch Rakhnaa Bhi Jaraayem Main Hai Shaamil Ab To,
Wohi Maasoom Hai Har Baat Pe Jo Saad Kare,

Jab Lahuu Bol Parre Us Ke Gavaahon Ke Khilaaf,
Qaazi-E-Sheher Kuch Is Baab Main Irshaad Kare,

⧭⧭Uss Ki Muthi Main Bohat Roz Raha Mera Wajood,
Mere Saahir Se Kaho Ab Mujhe Aazaad Kare!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kuch Fainsla To Ho Ki Kidhar Jana Chahiye;
Pani Ko Ab To Sar Se Guzar Jana Chahiye;

Har Baar Aidiyon ⬈⬈⬈Pe Gira Hai Mera Lahoo;
Maqtal Mein Ab B-Tarz-E-Digar Jana Chahiye;

Kya Chal Sakenge Jin Ka Faqat Masla Yeh Hai;
Jaane Se Pehle Rakht-E-Safar Jana Chahiye;

Sara Jvar-Bhata Mere Dil Mein Hai Magar;
Ilzam Ye Bhi Chaand Ke Sar Jana Chahiye;

Jab Bhi Gaye Azaab-E-Dar-O-Baam Tha Wahi;
Aakhir Ko Kitni Der Se Ghar Jana Chahiye;

Tohmat Laga Ke Maa Pe Jo Dushman Se Daad Le;
Aise Sukhanfarosh Ko Mar Jana Chaahiye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Rukne Ka Samay Guzar Geya Hai;
Jana Tera Ab Thehar Geya Hai;

Rukhsat Kee Ghadi Khadi Hai Sar Par;
Dil Koi Do-Neem Kar Geya Hai;

Maatam Kee Fazaa Hai Shehar-e-Dil Mein;
Mujh Mein Koi Shakhs Mar Geya Hai;

Bujhne Ko Hai Phir Se Chashm-e-Nargis;
Phir Khwaab-e-Sabaa Bikhar Geya Hai;

Bas Ek Nigaah Kee Thi Us Ne;
Saraa Chehra Nikhar Geya Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Doobi Hain Meri Ungliyan Khud Apne Lahoo Mein;
Yeh Kaanch Ke Tukde Uthaane Kee Saza Hai!


Kuchh Faisala To ⧭⧭Ho Ki Kidhar Jana Chahiye;
Paani Ko Ab To Sar Se Guzar Jana Chahiye;

Har Baar Aidiyon Pe Gira Hai Mera Lahoo;
Maqtal Mein Ab Ba-Tarz-e-Digar Jana Chahiye;

Kya Chal Sakenge Jin ⧭⧭a Faqat Masla Ye Hai;
Jaane Se Pehle Rakht-e-Safar Jana Chahiye;

Sara Jvaar-Bhata Mere Dil Mein Hai Magar;
Ilzaam Ye Bhi Chaand Ke Sar Jana Chahiye;

Jab Bhi Gaye Azaab-e-Dar-o-Baam Tha Wahi;
Aakhir Ko Kitni Der Se Ghar Jana Chahiye;

Tohmat Laga Ke Maa Pe Jo Dushman Se Daad Le;
Aise Sukhanafarosh Ko Mar Jan Chahiye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~  
Barish Hui to Phoolon Ke Tan Chaak Ho Gaye;
Mausam Ke Haath Bheeg Ke Saffak Ho Gaye;

Baadal Ko Kya Khabar Hai Ki Barish Kee Chaah Mein;
Kaise Buland-o-Baala Shajar Khaak Ho Gaye;

Jugnu Ko Din Ke Waqt Parakhne Kee Zidd Karein;
Bachhe Hamare Ahad Ke Chalaak Ho Gaye;

Lehra Rahi Hai Barf Kee Chaadar Hata Ke Ghaas;
Suraj Kee Sheh Pe Tinke Bhi Bebaak Ho Gaye;

Basti Mein Jitne Aab-Gazida The Sab Ke Sab;
Dariya Ke Rukh Badalte Hi Tairaak Ho Gaye;

⧭⧭Suraj Dimag Log Bhi Ablaagh-e-Fikar Mein;
Zulf-e-Shab-e-Firaaq Ke Pechaak Ho Gaye;

Jab Bhi Gharib-e-Shehar Se Kuch Guftguu Hui;
Lahje Hawa-e-⧭⧭Shaam Ke Namnaak Ho Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ashk Aankh Mein Phir

Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai;
Kankar Sa Koi Khatak Raha Hai;

Main Us Ke Khyaal Se Gurezaan;
Wo Meri Sada Jhatak Raha Hai;

Tahreer Usi Kee Hai Magara Dil;
Khat Padhte Hue Atak Raha Hai;

Hain Phone Pe Kis Ke Saath Baatein;
Aur Zehn Kahaan Bhatak Raha Hai;

Sadiyon Se Safar Mein Hai Samandar;
Saahil Pe Thakaan Tapak Raha Hai;

Ek Chaand Saleeb-E-Shaakh-E-Gul Par;
Baali Kee Tarah Latak Raha Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Teri Khushbu Ka Pata Karti Hai;
Mujh Pe Ehsaan Hawa Karti Hai;

Shab Kee Tanhai Mein Ab To Aksar;
Guftagu Tujh Se Raha Karti Hai;

Dil Ko Us Raah Pe Chalna Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujh Se Juda Karti Hai;

Zindagi Meri Thi Lekin Ab To;
Tere Kehne Mein Raha Karti Hai;

Us Ne Dekha Hi Nahi Warna Ye Aankh;
Dil Ka Ehaval Kaha Karti Hai;

Sham Padte Hi Kisi Shakhs Kee Yaad;
Kucha-e-Jaan Mein Sada Karti Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Barish Hui To Phulon Ke Tan Chaak Ho Gaye;
Mausam Ke Haath Bheeg Ke Saffak Ho Gaye;
Badal Ko Kya Khabar Hai Ki Barish Kee Chaah Mein;
Kaise Buland-o-⧭⧭Baala Shajar Khaak Ho Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

⧭⧭Waqt Ke Sath Anaasar Bhi Rahe Sazish Mein;
Jal Gaye Pair Kabhi Dhoop Kabhi Barish Mein;

Woh To Ik Saada-o-Kam Shauq Ka Talib Nikla;
Hum Ne Naahiq Hi Ganwaya Use Aarayesh Mein;

Zindagi Ki Koi Mehrumi Nahi Yaad Aayi;
Jab Talak Hu Mathe Tere Qurb Ki Asaayesh Mein;

Ek Duniya Ka Qaseeda Tha Agarche Mere Naam;
Lutf Aata Tha Kisi Shakhs Kee Fehmayesh Mein;

Us Kee Aankhen Bhi Meri Tarah Se Girdi Kahi Aur;
Khwab Ka Karz Barh Jata Hai Ik Khwahish Mein!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai;
Kankar Sa Koi Khatak Raha Hai;

Main Uss Ke Khayaal Se Gurezaan;
Wo Meri Sadaa Jhatak Raha Hai;

Tehreer Ussi Ki Hai, Magar Dil;
Khat Padhte Hue Atak Raha Hai;

⬀⧭Hain Phone Pe Kis Ke Saath Baatein;
Aur Zehen Kahan Bhatak Raha Hai;

Sadiyon Se Safar Mein Hai Samandar;
Sahil Pe Thakan Tapak Raha Hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Justaju Khoye Hue Kee Umar Bhar Karte Rahe;
Chaand Ke Humraah Hum Har Shab Safar Karte Rahe;
Raaston Ka Ilm Tha Na Hum Ko Simton Kee Khabar;
Shehar-e-Na-Maaloom Kee Chahat Magar Karte Rahe!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sab Rutein Aakar Chali Jati Hain;
Mausam-e-Gham Bhi To Hijrat Karta!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Badal Dena Hai Raasta Ya Kahin Par Baith Jana Hai;
Ki Thaktaa Ja Raha Hai Humsafar Ahistaa Ahistaa!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Mein Utar Ke Dekh Lo;
Na Yaqeen Aaye To Phir Dil Badal Ke Dekh Lo;

Hum Ne Apni Har Saans Par Naam Tera Likh Diya;
Ek Tujhe Paane Ki Khatir Khud Ko Pagal Kar Diya;

Ishq Mein Tum Bhi Sanam Hadh Se Guzar Ke Dekh Lo;
Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Mein Utar Ke Dekh Lo;

Jaane Kyun Saare Jahaan Se Ho Gayi Bekhabar;
Jab Se Tum Ankhoon Mein Aaye Jaagti Hai Ye Nazar;

⧭Apni Ratoon Se Meri Ratein Badal Ke Dekh Lo;
Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Mein Utar Ke Dekh Lo!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere Paas Itne Sawaal Thay Meri Umar Se Na Simat Sake;
Tere Paas Jitne Jawaab Thay Teri Ek Nigaah Mein Aa Gaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Saza Ban Jati Hain Guzre Hue Waqt Ki Yaadein;
Najaane Kyun Chhod Jaane Ke Liye Meharban Hote Hain Log!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Rail Ki Seeti Mein Kaise Hijr Ki Tamheed Thi;
Us Ko Rukhsat Karke Ghar Laute To Andaaza Hua!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ko Us Raah Par Chalana Hi Nahi;
Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Labon Ki Sarsarahat Ke, Baad Choor Hone Tak;
Main Tujhko Is Tarah Chahun, Ke Meri Saans Ruk Jaye;

Khataon Par Khataein Hon, Na Ho Kuch Baat Kehne Ko;
Main Tujh Mein Yun Sama Jaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye;

Na Himmat Tujh Mein Ho Baqi, Na Himmat Mujh Mein Ho Baqi;
Magar Itna Qareeb Aaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye;

Tere Honthon Ko Jab Rakhon, Main Apne Honth Kuch Aise;
Yaa Teri Pyaas Bujh Jaye, Yaa Meri Saans Ruk Jaye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Rail Ki Seetti Mein Kese Hijr Ki Tamheed Thi;
Us Ko Rukhsat Karke Ghar Lotay To Andaaza Hua!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

⧭Sundar, Komal Sapnon Ki Baraat Guzar Gayi Jaana;
Dhoop Ankhon Tak Aa Pohanchi Hai, Raat Guzar Gayi Jana;

Bhanwar Samay Tak Jis Ne Humain Baaham Uljhaaye Rakha;
Woh Albeli Resham Aesi Baat Guzar Gayi Jaana;

Sadaa Ki Dekhi Raat Humain Is Baar Mili To Chupkay Se;
Khaali Hath Pe Rakh Ke Kya Soghaat Guzar Gayi Jaana;

⧭Kis Kompal Ki Aas Mein Ab Tak Wese Hi Sarsabz Ho Tum;
Ab To Dhoop Ka Mausam Hai, Barsaat Guzar Gayi Jaana!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Tamaam Raat Mere Ghar Ka Aik Dar Khulaa Raha;
Mein Raah Dekhti Rahi Woh Raasta Badal Geya! Tarah;
Ab Kisi Se Na Mohabbat Karna!

No comments :

Post a Comment