Hindi Love Shayari Zindagi 2017


  1. Tum bin zindagi suni si lagti hai,
  2. Har pal adhur!i si lagti hai…
  3. Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
  4. Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…


  5. *************************************

  6. Gulab Ban Kar Mila Karo…
  7. Na Sawal Ban Kar Mila Karo
  8. Na Jawab !Ban Kar Mila Karo
  9. Meri Zindgi Mere khuwaab Hain
  10. Mujhe khuwab Ban Kar Mila Karo

  11. Mujhe Achhe Log Buhut Mile
  12. Main To Unke Qarz Se Bhar Gaya
  13. Jo Ho Sake To Kabhi kabhi
  14. To Kharab Ban Kar Mila Karo

  15. Abhi Sochna Hai To Soch Lo
  16. Abhi Chhodn!a Hai To Chhod Do
  17. Naye Mousmo Mein Milo Mujhe
  18. To Gulab Ban Kar Mila Karo


  19. *************************************



    1. Woh Hamare Nahi Toh Kya Ghum Hai
    2. Hum Toh Unhi Ke Hain Yeh Kya Kam Hai.
    3. Na Gum Kam Hain Na Aansu Kam Hain
    4. Dekhte Hain Rulane Wale Mein Kitna Dam Hai..
    5. `
    6. Matt intzar karwao hamse itna
    7. ki waqt ke fasle pe hamko bhi afsos ho jaye
    8. kal kya pata tum lot ke aao aur
    9. ham khamosh hokar hamesha ke liye so jaye…
    10. `
    11. Hum Ruthe To Kiske Bharose,
    12. Kaun Hai Jo Aayega Hume Manane Ke Liye,
    13. Ho Sakta Hai Tara!s Aa Bhi Jaye Aapko,
    14. Par Dil Kaha Se Laau Aapse Ruth Jane K Liye…
    15. `
    16. Naksh Kuch Mitte Rahe Kuch Sooratein Banti Rahee,
    17. Ranj Ki Beshi Kabhie Se Raahatein Banti Rahee,
    18. Mera Sarmaa!yaa Umeedon Ke Sivaa Kuch Bhi Na Thaa,
    19. Kuchh To Yaadein Ban Gayeen Kuch Hasratein Banti Rahee…


    20. *************************************

    21. Zindgi kis taraf chali hai tu
    22. Soch le har jagah !chhali hai tu

    23. Ashq behte rahe aankhon se
    24. Julm ki aag main jali hai tu

    25. Gardish-e-vaqt raund dalegi
    26. Badi najuk naram kali hai tu

    27. Sainkdon shakhsh aate jaate hain
    28. Aisi aawara ik gali hai tu…


    29. *************************************

    30. Ankho Ka Jaam !Jisne Nahi Piya,
    31. Usne Apni Zindagi Me Kiya To Kya Kiya,
    32. Vaise To Aksar Nashili Hoti Hai Ankhe,
    33. Ye Zeher Piye Bina Tu Jiya To Kya Jiya....
    34. `
    35. Burri balaa hai, ishq ka tu naam na le
    36. nashe me behek jaayega tu, haathon mein jaam na le
    37. hogi ruswaayi duniya !mein, lut jaayega tu
    38. ae dost, sar par apne itna bhaari ilzaam na le
    39. `
    40. Door chala d!uniya mera gham dekhkar…
    41. jaise lehrein jaati hain kinara dekhkar……
    42. tu kanda na dena mere janaze ko…
    43. zinda hone ki chahat na uthe tere sahara dekhkar…

    44. *************************************


    45. Jab hum is duniya mein aate hai
    46. Toh kitne rishtey saath laatey hai
    47. Duniya mein aane ne baad hum
    48. Kitne naye rishtey baanthe hai
    49. Magar in !rishto mein se sirf
    50. woh pyaar ka pawitr rishta hai
    51. Jo hum marte dum tak nibhaate hain…


    52. *************************************

    53. Rishtey aur raaste…
    54. Ek sikke ke do pehlu hote hai..
    55. Kabhi kab!hi rishtey nibhate nibhate
    56. Raaste kho jate hai,,,
    57. Aur kabhi kabhi raasto pe chalta chalte
    58. Rishtey ban jate hain…


    59. *************************************

    60. Ghadi ke kaante rukne se waqt theherta nahi,
    61. Dil ke tutne se insaan marta nahi,
    62. Waqt ke saath !saath insaan apna safar aage badhata hai,
    63. Aur reh jaati hain sirf yaadein…
    64. `
    65. Koi vada nahi phir b!hi tera intezar hai
    66. Judai ke baad bhi tujhse pyaar hai
    67. Tere chere ki udassi de rahi hai gawahi
    68. Mujhse milne k liye tu bhi bekrar hai…
    69. `
    70. Tamannao ki bheed me aur ek tamanna dil ne ki hai
    71. yeh khwahish hai ki tu jiski hai us se nata jod le
    72. tamnna yeh hai ki !aaj tu fir se mujhe tanha chhod de
    73. tamanna yeh hai ki kaash maut aajaye tere aane se pehle
    74. yehi arzoo mere dil ne aaj fir se ki hai…
    75. `
    76. Hame maut par bhi hai yaqeen
    77. pyaar par bhi aitabaar hai
    78. dekhte hai pahle kaun aa ta hai
    79. Hme do!no ka intzaar hai…
    80. `
    81. Mana ki tum jeete ho zamane k lye,
    82. ek bar jee k to dekho hamare liye.
    83. dil ki kya aukaat apke samne,
    84. hum to jaan bhi de denge apko pane ke liye…


    85. *************************************

    86. Har taraf har jagah beshumar admi,
    87. Phir bhi tanhaiyon ka shikaar admi,
    88. Subah se shaa!m tak bojh dhota admi,
    89. Apni hi laash ka khud mazaar admi,
    90. Roz jita hua roz marta hua,
    91. Har naye din naya intzaar admi,
    92. Zindagi ka mukaddar safar dar safar,
    93. Akhri saans tak bekraar admi…


    94. *************************************

    95. Kyun?
    96. Ek anjaane se itni umeedein kyun
    97. Aur ek musa!fir ko milne ki aas kyun
    98. Ek aur ko apna banaane ki zid kyun
    99. Aur zindagi ko haseen na banaaye kyun?



    100. Gujri Hui Jindagi Ko Kabi Yaad Na Kar,
    101. Likha Hai J!o Naseeb Mei Wo Fariyaad Na Kar,
    102. Jo Hona Hoga So Wo Hokar Hi Rahega
    103. Isi Fikr Mei Tu Kimti Hasi Ko Barbaad Na Kar….


    104. *************************************

    105. Kitabon Ke Panne Palat Ke Sochte Hai
    106. Yu Palat Jaye Zindagi To Kya Baat Hai . . . !
    107. Kuch Log Matlab Ke Liye Dhundte Hai Mujhe
    108. Bin Matlab Koi Aye To Kya Baat Hai . . . !
    109. Katal Kar Ke To! Sab Le Jayenge Dil Mera
    110. Koi Baaton Se Le Jaye To Kya Baat Hai . . . !
    111. Zinda Rehne Tak To Khushi Denge Sabko
    112. Kisiko Hamari Maut Pe Khushi Mil Jaye To Kya Baat Hai . . . !


    113. *************************************
    114. Mere aankho ke samane
    115. mere sapanoka tajamahal gir gaya
    116. aur mai dekhata raha bebas lachar
    117. mere taj ke tuka!dose mere pairose khun bah raha hai
    118. par unihi jakhmi pairose unhi tukado par mai bhag raha hu
    119. naye sapanoke pichhe naye tajmahal ki khoj me
    120. kya isika nam jindagi hai…


    121. *************************************

    122. Main mar jaaun toh mera jism jala dena
    123. par usme se !mera dil nikal dena
    124. mujhe parwa nahi apne dil ki jalne ki
    125. par parwa hai uss dil main rahene walon ki…


    126. *************************************

    127. Tufan me khasti ko kinare bhi milte hai
    128. jahan me logon !ko sahare bhi milte hai
    129. Duniya me sabse pyari hai zindagi
    130. kuch log zindagi se bhi pyare milte hai…
    131. *************************************


    132. Kaate nahi kat te hain lamhe intezaar ke
    133. Nazarein jama! ke baithe hain raste pe yaar ke
    134. Dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke
    135. Layaa hai koun inko, phalak se utaar ke …


    136. *************************************

    137. Zindgi ka safar tanha hai
    138. humsafar ka na kuch pata hai
    139. chale ha!i hum yeh kaisi dagar par
    140. jahan manzil ka koi thikana hai
    141. par phir bhi muskurane ki purani aadat hai
    142. yeh to waqt waqt ka takaza hai …


    143. *************************************

    144. Tanhayi ne tanhayi se kuch kaha
    145. Aur hume tumhare kareeb laya
    146. Har rah par tumhara haat thamaya
    147. Na jaane zindagi me ye kaise mod aaya
    148. Humne apne aap! ko akela paaya
    149. Shayad usi zakhm ne hume jeena sikaya
    150. Aur har raha par apna haat thamaya …


    151. *************************************

    152. Zindagi gar phool, toh tum khushbu ho
    153. Zindagi gar k!hwaab, toh tum aarzoo ho
    154. Zindagi gar jeena, toh tum meri zaroorat ho
    155. Gar Mar jaana, toh haaton mei tera haath ho…


    156. *************************************

    157. Janay Kab Phir Milay Tere Mere Rastay
    158. Saath Tootay Nahi, Yaad Itna Rahay
    159. Raat Dhalni Hai,
    160. Ujalay Anay Tou Hain
    161. Khawab Udhuray Sahi
    162. Khawab Saharay Tou Hain …


    163. *************************************
    164. Zindagi se zindagi kam hoti dikh rahi hai
    165. Har puraana jazbaa ek tamaasha lagtaa hai
    166. Jin hothon pe izeha!ar ke mehekte nagmey they
    167. Aaj duwayen unse tol-maap ke nikal rahi hai

    168. Dil hamaara hai, par bas unka chaltaa hai
    169. Baat unki hai, !par dil hamaara rota hai
    170. Kya kabhi aisi bhi adaalat hoti hai jahan
    171. Har kaydey ka mujrim ek hi hota hai

    172. Peheley aashiq, phir dilrubaa, phir diwaana hai
    173. Kya aisa sh!akhs tumney pehley kahi dekha hai
    174. Mumkin kuch bhi hai ?Satish? is duniya mey jahan
    175. Baadal ko bhi bhoolney wale dariye maujood hai…


    176. *************************************
    177. Ankhoo ki aawaz kuch aur hoti hai,
    178. Aansoo ki aag kuch aur hoti hai …
    179. Kaun chahta !hai bichhadna apno se,
    180. Par kismat ki baat kuch aur hoti hai …


    181. *************************************
    182. Dosti SMS

    183. Bhuji hui shama phir se jal sakti hai
    184. Tufano me ghiri kashti kinare lag sakti hai
    185. Mayus na hona kabhi jindgi mein
    186. Yeh kismat kabhi bhi badal sakti hai…


    187. *************************************

    188. Duniya me gum ka kya hai.
    189. jaha dekhn! waha gum hai.
    190. gam k sath hi sahi, lekin zindgi ji lo yar.
    191. zindgi me bada dum hai…


    192. *************************************

    193. Uthati Lehron ko saahil ki darkaar nahin hoti
    194. hauslon ke aage koi deewar nahin hoti
    195. jalte h!uye ik chiraag ne aandhiyon se kaha
    196. himmat hai to bujha ke dikha
    197. jalne ke liye mujhe kono ki darkaar nahi hoti..

    198. *************************************

    199. Yeh Bahein Humein jab
    200. apni Panahon mein bulathi hein,
    201. Humein apni Kasam hum
    202. har Sahara bhool jatey hain…


    203. *************************************

    204. Aap apnay qareeb aanay nahin daitay,
    205. Khud ko seenay! say laganay nahin daitay,

    206. Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay,
    207. magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay,

    208. aap ki yaadon ko !rook pana hay mushkil,
    209. Rooth’tay hain to phir mananay nahin daitay…


    210. *************************************

    211. Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain,
    212. Aansuoo! Ko Bhi Pasine Aaye Hain,
    213. Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum,
    214. Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai…


    215. *************************************

    216. Dard jitna hai meri nigaho me,
    217. paoge na utna kisi ki raho me,
    218. bitani chahte the zindagi jiski bahon me,
    219. maut b na mil payi unki panaho me…


    220. *************************************

    221. ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,
    222. IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai,
    223. HAI agar ishq t!o aankho mein dekho,
    224. ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..


    225. Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum,
    226. Aaj Tak Nahin Kaha Aapse
    227. To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum,
    228. Ho Na Jao Aa!p Door Humse
    229. Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum…


    230. *************************************

    231. Pyar ki kismat koi na jane,
    232. mar mitne ko taiyar hai diwane,
    233. duniya dekhe tamasha aur
    234. kahe, jal gaye pyar mae parwane…


    235. *************************************

    236. Khamosh se rehne lage ho,
    237. intezar kisika karne lage ho,
    238. yakinan kisise hui hai mohabbat,
    239. tabhi bina baat muskurane lage ho…


    240. *************************************

    241. Baray hi sarfrosh hua kartay hain,
    242. Haqiqaton ki aaghosh !huwa karty hain,
    243. Meri chup se naraz na hua karo,
    244. Gehray samunder hamesha khamosh howa kartay hain…


    245. *************************************

    246. Koi hay jo dua kia kerta hay,
    247. Apnon mai!n mujhey bhi gina kerta hay,
    248. Bohut khush naseeb samajhtay hain khud ko hum,
    249. Door reh ker bhi koi yaad kiya kerta hay…

    250. *************************************
    251. Zindagi me her dum hastey raho,
    252. Hasna zindagi ki zarorut hai,
    253. Zindagi ko is andaz mei jiyo k,
    254. Aap ko dekh ker log kahen “wo dekho”
    255. zindagi kitni khubsoorut hai…


    256. *************************************

    257. Aaj hum kal humari baatain hongien,
    258. Jab hum naa hougay tab h!umari baatain hongien,
    259. Jab kabhi palto gay zindagi k panno ko,
    260. To aap ki in aankhon me barsaatain hongi…


    261. *************************************
    262. Hindi Shayari SMS

    263. Duniya mein sab begane hain,
    264. Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
    265. Guzre kal ki yahi kahani hain,
    266. Kuch khud bara!ad hue kuch unki meharbaani hain….


    267. *************************************

    268. Jab zindagi samaj aaye toh zindagi se dur the hum,
    269. marna c!hahte the par jeene ko majbur the hum,
    270. har saza kabhul ki humne sar jhukakar kasur itna tha ke bekasur the hum….


    271. *************************************

    272. Shayari kisi pichhle janam ki saugaat nahi,
    273. sadiyon tak dil me rahe, woh jazbaat nahi,
    274. ek baar kisi qayaamat se ishq karke to dekho,
    275. shayari mein itni badi bhi koi baat nahi…
    276. *************************************

    277. Zindagi Mein Agar Tum Akele Ho To Pyaar Karna Sikhlo,
    278. Aur Pyaar Kar Liya Hain To Izhaar Karne Bhi Sikhlo.
    279. Agar Izhaar Karna Nah!i Sikha To,
    280. Zindagi Bhar Pyaar Ke Yaadon Mein Rona Sikhlo….

    281. *************************************

    282. Hamare liye ap!ke dil me koi chahat na thi,
    283. kisi khusi me koi dawat na thi,
    284. hamne dil apke kadmo me rakh diya,
    285. par zami per dekhne ki apki aadat na thi……


    286. *************************************
    287. !
    288. Kya faida kisiko chahne ka,
    289. kya faida kisiki yadome ansu bahane ka,
    290. jo samje n kisike dil me base pyar ko,
    291. kya faida uske pyar me qurban ho jane ka..?


    292. *************************************
    293. Hasne walo ko rulaya nahi jata…
    294. lehro ko hataya !nahi jata…
    295. hone wala khud hi apna ho jata hai…
    296. kisi ko kehkar apna banaya nahi jata…


    297. *************************************

    298. Hum Roothe To Kiske Bharose,
    299. Kaun Hai !Jo Aayega Hume Manane Ke Liye,
    300. Ho Sakta Hai Taras Aa Bhi Jaye Aapko,
    301. Par Dil Kahan Se Laaun Aapse Ruth Jane Ke Liye…
    302. *************************************

    303. Leke hum dusro ki hasi kya kare,
    304. Jo apni nahi w!oh khushi kya kare,
    305. Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
    306. Jab saath tum nahi toh zindagi jikar kya kare…


    307. *************************************

    308. Tanhai me jab jab teri yaadon se mila hoon.
    309. Mahsoos hua hai ki tujhe dekh raha hoon.
    310. Aisa bhi nahi hai ki tujhe yaad karon main.
    311. Aisa bhi nahi hai ki tujhe bhool gaya hoon…


    312. *************************************

    313. KHUDA Ek Baar Usy Mera Bana De !!
    314. Kitna Chahti Hoon Usy Koi Bata De !!

    315. Bohut Naz Hai Hu!mhe Apni Mohabbat Per !!
    316. Ho Jaye Wo Mera Aisa Mojeza dikha De !!

    317. Agar Wo Mer!a Naseeb Ban Nahi Sakta !!
    318. Us Ke Kadmo ki Khak Mujhe Bana De !!

    319. Her Pal dekhon Sirf Sapne Usi Ke !!
    320. Na Jagon Mujhe Aisi Neend Sula De…


    321. *************************************

    322. Kuch To Jeete Hain Jannat Ki Tamanna Lekar,
    323. Kuch Ta!mannaye Jina Shikha Deti Hain,
    324. Hum Kis Tamanna Ke Sahare Jiye,
    325. Yeh Zindagi Har Tamanna Thukra Deti Hain..


    326. *************************************
    327. Koshish Karo Ke Koi Aap Se Ruthe
    328. Jindgi Mein Apno Ka Saath Na Chhute
    329. Riste Koi Bhi Ho !Use Aise Nibhao Ki
    330. Ushki Dor Jindgi Bhar Na Tute…
    331. *************************************

    332. Mere humnashin ko mulaqaat ki fursat nhi,
    333. unhone aaj khat mein kal milne ko likh diya…..
    334. wo jo kahte hai! ki hume hal_e_dil bayaan karna nhi aata,
    335. koi to unhe batlaade ke humne apne haal ko gazlo mein likh diya….

    336. *************************************

    337. Woh toh aawaara hawa ka jhoka tha
    338. Tujhe c!hhu ke yun hi guzar gaya tha
    339. Woh toh muh mod ke sambhal gaya tha
    340. Phir tujhe hi kyun bikharna tha….


    341. *************************************

    342. Mohbbat K Naam Pe Humse Khela Gya,
    343. Arman Bhare Khwab Saja ke Toda Gya.
    344. Kyu Na Hanse Duniya Sari Hum Pe,
    345. Jabki Dil Ko Mere Khilone Se Behlaya Gaya…


    346. *************************************

    347. Fark hota hai khuda aur peer mein,
    348. Fark hota hai ki!smat aur taqdeer mein,
    349. Agar kabhi kuch chaho aur wo na mile to,
    350. Samajh lena ki kuch aur achcha likha hai taqdeer mein..!!


    351. *************************************

    352. Pyar ka anjam kaun sochta hai,
    353. chahne se !pahle niyat kaun dekhta hai.
    354. Mohabbat hai ek khubsoorat ehsas,
    355. karte hain sabhi par mukam kaun janta hai…
    356. *************************************

    357. Dil Me Gar Thehre Hue Jazbaat Nahi Hote
    358. Keh Dete Unko Gar Aise Halat Nahi Hote
    359. Dil To Nadan Hai Kabhi Bahek Jaata Hai
    360. Dil Churane Ke Unpe Gar Ilzamaat Nahi Hote…


    361. *************************************

    362. Pyar se pyari koi majoori nahi hoti
    363. Kami apno ki ka!bhi puri nahi hoti
    364. Dilon ka juda hona ek alag baat hai
    365. nazron se door hona koi duri nahi hoti…

    366. *************************************

    367. Pyar naam h sukh dukh ki kahani ka,
    368. pyar raaz h sda muskurane ka.
    369. ye koi pal bh!ar ki pechaan nahi,
    370. pyar saath hai umar bhar nibhane ka…


    371. *************************************
    372. Aye khuda teri shaan dekh raha hun
    373. Bina sa!toon kay khara asmaan dekh raha hun
    374. Teri jalwa giri hai jaga jaga
    375. Teri ibadat say gafil yah jahan dekh raha hun..


    376. *************************************

    377. Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
    378. Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
    379. Na sikwa raha !na shikayt kisi se,
    380. Agar hai to ek mohbbat,
    381. Jo in tanhayion se ho gayi hai….
    382. *************************************

    383. Intezaar to! bahut tha hamein,
    384. Lekin aaye na woh kabhi.
    385. Ham to bin bulaaye hi aa jate,
    386. Agar hota unhe bhi intezaar kabhi…

    387. *************************************

    388. Dur rahkar un dooriyo ko badaya nahi karte,
    389. Apne dost ko is tarah sataya nahi karte,
    390. Jise har v!akt khyaal ho aapka,
    391. Apni aawaaz ke liye use is tarah tarsaya nahi karate..


    392. *************************************
    393. Gulab to toot kar bikhar jaata hai,
    394. Par khusbu hawa me barkarar rehti hai,
    395. Jaane wale to chod ke chale jaate hain,
    396. Par ehsaas to dilon me barkarar rehte hain…


    397. *************************************
    398. Log to Marne ke Baad Jannat Jate hai…
    399. Ham toh Bachp!an se hi Vahi Rahte hai…
    400. Mujhe Koi or Jannat ka Nahi Pata…
    401. Kyunki Hum Maa ke Kadmo ko hi Jannat Kahate hai…


    402. *************************************

    403. Jo ho Gaya Usse Socha Nahi Karte,
    404. Jo Mil Gaya U!sse Khoya Nahi Karte,
    405. Hasil Unhe Hoti hai Safalta,
    406. Jo Vaqt or Halat par Roya nahi Karte…

    407. *************************************

    408. Zindagi me abhi to bahut chalna baki hain
    409. Abhi to kai Imtehano se gujarna baki hain
    410. Hume Ladn!a h zindagi ki sabhi muskilo se
    411. Humne toh mutti bhar zameen naapi hain
    412. Abhi to hume sara jahan naapna baki hain …


    413. *************************************
    414. Zindgi Me Kabi Kabhi Aisa Bi Hota Hai,
    415. Kuch Soch! ke Karna Mushkil Hota Hai,
    416. ek Juth Jo Muskaan Lata Hai Chehre Pe,
    417. Ya Who Ik Sach Jo Aankhon Mein Pani Lata Hai..


    418. *************************************
    419. Insano ke kandon pe insaan jarahe hai,
    420. kafan me lipte kuc!h armaan ja rahe hai,
    421. jinhe mili mohhobat mein bewafai,
    422. wafa ki talaash mein woh kabrasthan ja rahe the..


    423. *************************************
    424. Kuch aansoo hote hain jo behte nahi,
    425. log apne pyaar ke bina duniya mein rehte nahi,
    426. hum jaante hain! aapko bhi aati hai humaari yaad,
    427. par jaane kyon aap humse kehte nahi…


    428. *************************************

    429. Jeevan Main Zakhm Bade Nahi Hote Hain…
    430. Unko !Bharne Wale Bade Hote Hain…!!
    431. Rishtey Bade Nahi Hote Hain…
    432. Lekin Rishton Ko Nibhane Wale Bade Hote Hain.
    433. *************************************

    434. Zindagi Haseen Hai Isse Pyar Karo…
    435. Har Raat Ki Nai Subha Ka Intjaar Karo
    436. Wo Paal Bhi Aayega, Jiska Aapko Intjaar Hai
    437. Bas Apne Rab Par Bharosa Aur Waqt par Aitbaar Karna…


    438. *************************************

    439. Darta huin kahin main pagal na ban gaoin,
    440. teekhi nazar aur sunahre roop ka kayal na ban gaoin,
    441. ab bas bhi kar zalim kuch to raham kha mujhe per,
    442. chali ja meri nazro se! door kahin main shayar na ban jaoin…


    443. *************************************

    444. Muddat se door the hum tum,
    445. ek zamane ke !baad milna acha laga.
    446. sagar se gehra laga aapka pyar,
    447. tairna to aata tha par doobna acha laga….


    448. *************************************

    449. Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
    450. Zindagi aks!ar kuch paane ke liye nahi hoti,
    451. Yaad aksar aati hai aapki,
    452. Par har yaad jatane ke liye nahi hoti…


    453. *************************************

    454. Nigaho mein manzil thi.
    455. gire aur gir kar sambhalte rahe.
    456. hawao ne bahut koshish ki.
    457. magar chirag aandhiyo mein bhi jalte rahe…

    458. *************************************
    459. Ruthane Ka Hak Aap Rakhte Hain
    460. Manane Ki Chahat! Ham Rakhte Hain,
    461. Aapke Hoton Pe Muskurahat Yoon Hi Bani Rahe
    462. Yahi Dua Rab Se Hum Roz Karte Hai…


    463. *************************************

    464. Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
    465. kaun jane k hum kidhar jayenge….
    466. Hum apki parchayi !hain yaad rakhna,
    467. jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge…


    468. *************************************

    469. Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
    470. Paas Bhi U!nhe Hum Kabhi Pa Na Sake
    471. Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se
    472. Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake…


    473. *************************************

    474. Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
    475. Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti,
    476. Yaad a!ksar aati hai aapki,
    477. Par har yaad jatane ke liye nahi hoti.


    478. *************************************

    479. Koi chand se mahobbat karta hai
    480. Koi suraj se maho!bbat karta hai,
    481. Hum unse mahobbat karte hai
    482. Jo hum se mahobbat karte hai…
    483. *************************************

    484. Ye shayari likhna unka kaam nahi,
    485. Jinke dil aankho!n mein basa karte hai.
    486. Shayari toh voh sakhas likhte hai,
    487. Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai…


    488. *************************************

    489. Kehete hai pyar karne wale pagal hote hai
    490. Aur jinka di!l gehere pyar mein dooba hota hai
    491. Aur jo bhi kuch bol dete hai
    492. Wo khud ba khud shayari ban jati hai…


    493. *************************************

    494. Waqt Hai Jhonka Haw!a Ka Aur Hum Peeley Pattay
    495. Kon Jaane Agle Lamhe Tum Kahan Aur Hum Kahan……!!
    496. `
    497. Humne bhi sadke lu!taaye they jee jaan se un par..
    498. Kya maloom tha ae dost, ghame tanhaai ka yahi aagaaz hota hai……….
    499. `
    500. Mat kar khaak k p!utley pe gharoor-0-beniazi itni…
    501. Khud ko khudi mein jhaank kr dekh tujh mein rakha kya hai!
    502. `
    503. Jo fursat mile to chand se Mere dard ki kahani poch lena,
    504. Ek wohi to hai hamraaz mera tere so jany k baad.
    505. `
    506. Hum se bewafai ki inteha kya pochtey ho???
    507. woh hum se pyar seekti rahi kisi 0r k liye.
    508. `
    509. Har waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de ,,
    510. Tanhayii ke lamhon mein kabhi ro bhi liya kar,,
    511. `
    512. Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon,
    513. Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta…
    514. `
    515. Meri Yaadon Se Bach Ni!kley To Vaada Hai Mera Tujhse,
    516. Main Khud Duniya Se Keh Donga Kami Meri Wafa Main Thi.
    517. `
    518. Us K Hath Par Apna Naam Dekha To Main Boht Khush Hua,
    519. Wo Bare Masoom Se Lehjey Me Boli Tery Hum Naam oR Bhi Hain..!!!
    520. `
    521. Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy..
    522. Aaj Har Baat Pey Hansty Hue daikha Usko…!
    523. `
    524. Tumharey ba!ad baqi to Sab theek hai lakin,
    525. Jahan dil tha kabhi .. Pehley ….wahan ab dard rehta hai..


    526. *************************************
    527. Bharam Rakho Mohabbat Ka Wafa Ki “Shaan” Ban Jao
    528. Kissi Pe “JAAN!” De Do Ya Kissi Ki “Jaan” Ban Jao
    529. Tumhare “Naam” Se Mujko Pukarain Ye “Jahan” Walay
    530. Main Ban Jaon “Afsaana” Aur Tum “Unwaan” Ban Jao…
    531. `
    532. Ye Shayari Likhna Unka Kam Nahi
    533. Jo Dil Or Ankho Me Basa Karte Hain
    534. Shayari To Wo S!haqs Likhte Hain
    535. Jo Sharab Se Nahi Kalam Se Nasha Karte Hain…
    536. `
    537. Akhash Ke Taron Main Khoya He Jahan Sara
    538. Lagta He Pyaara Ek Ek Tara
    539. In Taron Mai!n Sabse Pyaara He Ek Sitara
    540. Jo Is Waqat Padh Raha He SMS Hamara…
    541. `
    542. Chehre Ki Hasi Se Har Gam Ko Chupao
    543. Bahut Kuch Bolo Par Kuch Na Batao
    544. Khud Na Rutho Kabhi Par Sabko Manao
    545. Yahi Raaz Hai Zindgi Ka Bas Jeete Chale Jao…
    546. `
    547. Yahan Log!on Ke Andaz Badalte Rehte Hein
    548. Yahan Din Tu Kia Rat Badalte Rehte Hein
    549. Inn Husan Waloon Ka Kia Aatbar Karein
    550. Yeh Tu Dolat Ki Khatir Yarr Badalte Rehte Hein…


    551. *************************************
    552. Kuch Is Tarah Se Dekha Ke…
    553. Usne Mujhe Kuch Is Tarah Se Dekha Ke Me Use
    554. Mohobbat Karne Pe Majboor Ho Gaya,
    555. Uske Ek Ishare Pe Duniya Tabha Karne Pe Majboor Ho Gaya,
    556. Uske Is Nazari!ye Ko Me Pyaar Samajh Betha,
    557. Isiliye Aaj Use Bewafa Kehne Pe Majboor Ho Gaya….

    No comments :

    Post a Comment