zindagi sad love gum shayari



  1. Hume Apni Mohbbat Par Itna To Yakeen Hai
  2. Aeh"Dosto Woh Hume Thukra To Sakti Hai
  3. Magar Bhula Nahi Sakti
  4. ........................................................
  5. Kasoor unka nahi jo dhokha dia unhone,
  6. aadat to hame hi h dhokhe khane ki.
  7. Tutega dil ek din, jante the hum.
  8. Fir bhi bhul ki unko chahne ki.
  9. ........................................................
  10. Kisi dard ko sambhal pana asan nahi.
  11. haste hue har pal bitana asan nahi,
  12. zindagi me har koi dil me bas nahi pata,
  13. aur jo bas jaye usko bhul jana asan nahi.
  14. ........................................................

  15. Halat a gam me beh gye jo aansu,
  16. Wo zindgi me fir kabhi na behne paye.
  17. Tukde apne wazud k roj jodta hu me.
  18. Usne mere dil ko aesa bikhera he
  19. ........................................................
  20. Wo guzar gaye hamare pass se. Ham ne kisi se koi shikwa na kiya,
  21. khuda ne hame zindagi to di lekin is zindagi ko sansey dene wala chin liya.
  22. ........................................................
  23. Ye jindagi bin tere bhi kat jayegi,
  24. Par kuchh kami to jarur rah jayegi.
  25. Kal ko tadpayegi to kabhi tarsayegi,
  26. Har lamha jab teri yaad aayegi.
  27. ........................................................
  28. Doobta hai to pani ko dosh deta hai Girta hai to Patthar ko dosh deta hai..
  29. Insaan bhi bada Ajeeb hai Kuch kr nhi pata hai to KISMAT ko dosh deta hai...
  30. ........................................................

  31. Dil tod k unko b rahat na milegi
  32. mujh jaisi kisi aur me chahat na milegi
  33. Barbad hoke b unka bura na chaha
  34. dil cheer k dekhlo kabi nafrat na milegi
  35. ........................................................
  36. Takdir Ko saath Liye Chalte h Hm
  37. Rona Bahut h Fir B Hanste He Hum
  38. Zakhm Dikhane Se Kbhi Nhi Mitate
  39. Usey Dil Me rakh Kr Masti Se Jeete H Hum
  40. ........................................................

  41.  wo to chand hai jise sab yaad karte hain,
  42. hamari kismat to taaron jaisi hai,
  43. yaad to dur log apni khwahish ke liye
  44. hamare tootne ki faryad karte hain...
  45. ........................................................
  46. Mai Hu Aur Meri Tanhai He
  47. Mene Ye Kesi Saja Pai He
  48. Koi To Ho Jo Hath ThAM Le Mera
  49. A Khuda Tune Ye Kaisi Zindgi Banai Hai
  50. ........................................................
  51. Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
  52. Aisa Kar Ya RaBB Meri Hasti Mita De?
  53. Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai,
  54. Kabhi Na Khulain Aankhein Tu Aisi Neend Sula De
  55. ........................................................
  56. Main Mar Jaun To Mujhe Jala Dena,
  57. Usse Pahle Mera Dil Ko Nikal Lena,
  58. Mujhe Parwah Nahi Is Dil Ki Jal Jane Ki,
  59. Mujhe Parwah Hai Is Dil Mein Rahne Wali Ki.

  60. ........................................................
  61. Kalam se dil ki awaaz likhta hu,
  62. Gum aur judai ke andaz-e-bayan likhta hu,
  63. Rukte nahin aankhon se aansu,
  64. Jab bhi uski yaad me alfaz likta hu........
  65. ........................................................
  66. Har zakhm kisi thokar ki meharbani hai...
  67. meri jindgi bus ak kahani hai...
  68. mita dete sanam k dard ko sine se...
  69. par ye dard hi uski akhri nishani hai.

  70. ........................................................

  71. Badi Udas Hai Zindgi Tere Bin
  72. Nahi H Kuch Mere Paas Tere Bin
  73. Andhera Ho Ya Ho Ujala..
  74. Aata Nahi Kuch B Raas Tere Bin

  75. ........................................................

  76. Kitab-E-Ishq Padh Rhe The.
  77. Mera B Nam Usme Juda Mila.
  78. Maine apne Nam Ka Panna Khola.
  79. Kismat Dekho Wahi Panna FATA Hua mila

  80. ........................................................
  81.  

  82. Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h,
  83. Apna jisko B mano bewafa ho jata h,
  84. Q na ho shikayat meri nazro ko raat se,
  85. Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..
  86. ........................................................
  87. Mujhe Udas dekh kar usne kaha Mere hote huye tumhe koi Dukh nahi de sakta,
  88. phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi ke hue
  89. ........................................................
  90. kaha koi aisa mila jis par dil luta dete ....
  91. har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,,
  92. hum apna gum dil me dabaye phirte hai,,,
  93. karte hai baya to mehfil ko rula dete hai...
  94. ........................................................
  95. Toot Jate hain Bikhar Jate hain
  96. Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne
  97. Ajnabi To Sada Pyar Se Milte Hain
  98. Bhool Jate Hain To Aksar Apne…
  99. ........................................................
  100. Udas na baitho fiza tang karegi,
  101. Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi,
  102. Kisi ko na lao dil ke itna karib,
  103. Q ki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi....
  104. ........................................................
  105. Ek dard chhupa rakha hai, barso se dil me..
  106. Dil karta hai aaj kah du bhari mehfil me..
  107. Kyun aisa lagta hai ki, mere raste mujhse juda hain.
  108. Aa vi kyun meri manzil mujhse khafa hai..
  109. ........................................................
  110. Har ek manzar pr udasi chhayi hai,
  111. Chand ki roshni me v kami aayi hai,
  112. Akale achhe the hm apne aashiane me,
  113. Jane Q toot kr aaj fir apki yaad aayi hai.
  114. ........................................................
  115. Sakoon ka aik lamha bhi muyassar nhi mjh ko aye zailm......
  116. Muhabbat ko sulata hun tu nafrat jaag uthti hai.............

  117. ........................................................

  118. Meri Mohabbat pe AITBAR to KIYA hota
  119. ae JAAN kisi AUR ke HONE se pehle
  120. MERA intezar to kiya hota
  121. ........................................................
  122. Jala di he aag mere seene me
  123. ab buzane se kya fayda
  124. Mar gaye hum tere pyar me
  125. ab kabar ke paas rone se kya fayda
  126. ........................................................
  127. Gum Hi Gum Hain Meri Zindagi Me.
  128. Pyaar Mere Paas Nahi.
  129. DiL Bhi Usko Diya
  130. Jiske MiLne Ki Aas Nahi
  131. ........................................................

  132. Koi sahara nahi dua k siwa,
  133. Koi sunta nahi khuda k siwa..
  134. Main ne bhi zindagi ko qareeb se dekha hai,
  135. Mushkilon mein koi saath deta nahi
  136. khuda k siwa.
  137. ........................................................
  138. Pyar Me Bewafai Mile To Gum Na Karna 
  139. Apni Aankhe Kisi Ke Liye Num Na Karna 
  140. Wo Chahe Laakh Nafrat Kare Tumse Par 
  141. Tum Apna Pyar Kabhi Uske Liye Kam Na Karna..
  142. ........................................................

  143.  wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi.
  144. unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,
  145. aahat hui socha asar duaa kar gayi,
  146. darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi..
  147. ........................................................
  148. Kaise Byaan Karu ALfaz Nahi Hai,
  149. Dard Ka Mere Tujhe Ehsaas Nahi Hai,
  150. Puchhte Ho Mujhse Kya Dard Hai.?
  151. Mujhe Dard Ye Hai Ke Tu Mere Pass Nahi Hai.
  152. ........................................................
  153. Jaane Kyun Log Kisi Ko Bhool Jaate H,
  154. Kuch Pal Sath Rehkar Door Chale Jaate H.
  155. Shayad Log Sach Hi Kehte H,
  156. Sagar Milne Ke Baad Aksar Baarish Ko Bhool Jaate H.
  157. ........................................................
  158. sanso ka pinjra kisi din tut jaega,
  159. fir ye dost raste me chhuut jaega,
  160. abhi waqt hai baat kr liya karo yaro,
  161. na jane kab jindgi ka dhaga tut jaega..
  162. ........................................................
  163. Socha na tha ki wo muh mod legi. lekin usne muh mod hi liya.
  164. socha na tha ki wo dil tod degi. lekin usne dil tod hi diya.
  165. Maine socha ki wo sath nibhayegi. lekin usne raste mai mujhe chhod hi diya.
  166. ........................................................

  167. Ishq Kar Deta Hai Bekrar,
  168. Bhar Deta Hai Pathar K Dil Mein Pyaar,
  169. Har 1 Ko Nahi Milti Zindagi Ki Ye Bahar,
  170. Kyunki Ishq Ka Dusra Naam Hai Intezar…

  171. ........................................................
  172. Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
  173. Wafa wo bhi nahi kerte, Wafa hum bhi nahi kerte
  174. Unhe ruswai ka dukh hai, hume tanhai ka dukh hai
  175. Gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte
  176. Gali k kisi mod pe aksar takrao ho hi jata hai
  177. Ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte.
  178. ........................................................

  179. kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
  180. kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
  181. Dil todne wale ke haath par zakhm to aaya hota….........
  182. ........................................................
  183.  

  184. Wo Muskura Rahe Hai Hume Tanha Chod Kar,
  185. Kiye Huye Saare Waado Ko Tod Kar. Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi,
  186. Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Kar
  187. ........................................................
  188. Mana Ki Aaj Hum Akele Reh Gaye,
  189. Judai Ke Aasu Akho se Beh Gaye,
  190. Rote Hue Ko Kon Chup Karayega,
  191. Jo Chup Karate The Wahi Rone Ko Keh Gaye
  192. ........................................................
  193. Bas ek Dil-e-Tamanna Rhi Use Paane Ki
  194. Har ek Koshish Bekar Rhi Use Bhulane Ki
  195. Meri Lash Se Lipat Kr Rone Dena Use Dosto
  196. Badi Hasrat Thi Use Seene Se Lgane Ki..
  197. ........................................................
  198. Kuch bhi nahi hai aaj kahne ko chand lafzon ke siva,
  199. na ankhon me hai koi jazbat chand ashkon ke siva,
  200. is qadar tod diya usne ki khud ko jod pana mushkil hai,
  201. Nahi raha baki kuch b mujhme, chand saanson ke siva...........
  202. ........................................................
  203. Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai
  204. ........................................................


  205. Ab hame bhi aadat ho gayi hai tere bin jeene ki....
  206. teri nafrat ne aisa bana diya hai ki ab to dhadkan bhi chalti hai bina saans k.....
  207. ........................................................
  208. Faqat Reh Jatey Hain Mohabbat K Bharm,
  209. Bhala Umar Bhar K Liye Bhi Koi Bana Hai Kisi ka....
  210. ........................................................

  211. Pyar mein humare sabar k Imtihaan ko dekho
  212. Wo meri baahon mein so gayi rote rote kisi or k liye..........
  213. ........................................................
  214. Apni wafa ka itna dawa na kar e dost..
  215. maine rooh ko jism se bewafai karte dekha hai...
  216. ........................................................
  217. Zindgi Bahut Kuch Sikhati Hai,
  218. Thoda Rulati Thoda Hasti Hai,
  219. Khud Se Jyada Kisi Par Bharosha Mat Karna,
  220. Kyoki Andhere Me Parchai Bhi Sath Chhod Jati Hai,
  221. ........................................................
  222. Khul k dilse milo to saza dete hain log,
  223. Sache jazbat b thukra dete hai log,
  224. dekh nahi sakta do insano ka milna,
  225. baithe huwe do parindo ko b uda dete hai log.

  226. ........................................................
  227.  
  228. Har ek muskurahat muskaan nahi hoti, 
  229. nafrat ho ya mohabbat asaan nahi hoti, 
  230. ansoo gham ke aur khushi ke ek jaise hote hai, 
  231. inki pehchan asaan nahi hoti…
  232. ........................................................
  233. Kisi k Dil Pe kya gujri koi anjan kya jane,
  234. pyar kise khte h koi nadan kya jane, 
  235. Uda k sath le gya Ghar Parindo ka,
  236. kaise banaya tha Ghosla ye tufan kya jane..
  237. ........................................................
  238. Unke Liye Ajnabi Hum Ho Gaye...
  239. Mohabbat Ke Kuch Sil-sile Kam Ho Gaye...
  240. Ab Khushiyon Se Zyada Gam Hain Zindagi Main..
  241. Kya Pata Be-wafa Waqt Huwa Ya Bad-naseeb Hum Ho Gaye..
  242. ........................................................

  243. ........................................................

  244. Meri Tanhayi Ko Mera Shaunq Na Samjhna;
  245. Bohat Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne
  246. ........................................................
  247. Wohi Kaarwaan, Wohi Raaste, Wohi Zindaagi;
  248. Magar Apne Makaam Par, Kabhi Tum Nahin Aur Kabhi Hum Nahin
  249. ........................................................
  250. Tufaan Mein Bikharte Chale Gaye;
  251. Tanhai Ki Gehrai Mein Utarte Chale Gaye;
  252. Jannat Thi Har Subah Shaam Jin Doston Ke Saath;
  253. Ek Ek Kar Ke Sabhi Bichhadte Chalye Gaye
  254. Miss you , my friend!
  255. .......................................................

  256. Teri gali se ham jo achanak gujar gaye,
  257. Jo jakhm bhar chale the fir se ubhar gaye...

  258. ........................................................
  259.  

  260. If D Person U Love Doesn't Love U Back
  261. Just Imagine That U R D Letter 'E'
  262. In D Word L O V E -
  263. U R There But Never Pronounced.
  264. ........................................................
  265. ajeeb lagta hai sham kabhi2 zindagi lagti hai bejaan kabhi
  266. samajh aaye to hame bhi batana kque karti hai yaddien paresa
  267. ........................................................
  268. Uni nigaho me gunhegar hai hum kasme wade todne ke kasur war hai hum
  269. ye hamari aakho ki nami hi janti hai k kis tarah ...
  270. ........................................................
  271. Intezaar kar raha hai koi,
  272. Dard se guzar raha hai koi,
  273. Tum se door rehkar bahut,
  274. Khud se bhikhar raha hai koi.
  275. ........................................................
  276. Pyar Ka Ajib Sila Dia Hai Usne,
  277. Meri Tanhaiyo Me Muji Ko Rula Dia Hai Usne,
  278. Kehta Tha Meri Jaan Hai ,
  279. Aaj Usi Jaan Ko Bhula Dia Hai Usne
  280. ........................................................
  281. kitni buri lagti hai zindagi jab
  282. hum tanha mehsus karte hain
  283. marne k baad milti hai chaar kandhe
  284. aur jeete jee hum ek ke liye taraste hain
  285. ........................................................
  286. Maza Barsaat Ka Chaho To In Aankhon Main Aa Betho
  287. Woh Berson Main Kabhi Bersey Yeh Berson Sey Barasti Hain
  288. ........................................................
  289. Teri wafa pe shak nehi, 
  290. Teri wafaon ko manti hoon main. 
  291. Magar tu kisi aur ki aarzoo hai, 
  292. Yeh haquikat bhi jaanti hoon main.

  293. ........................................................

  294. Kamray Sey Bahir ka Manzar, Badal, Barish or Hawa....
  295. Kamray Ke Andaar ka Manzar, Ankhen, Aansoo or Dard .....
  296. ........................................................
  297. Udasi per hi kayem hai nizam-e-zindagani bhi
  298. bichar jata hai sahil se galey mil mil ke paani bhi....
  299. ........................................................

  300. Tu Maan Ya Na Maan Ab Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai,
  301. Aj Ban Gaya Hoon Khud Sawal Kabhi har Sawal Ka Jawab Tha...

  302. ........................................................
  303. Mohabbat muqadar h koi khwab nhi
  304. Ye Wo ada hai jisme sab kamyab nhi
  305. Jinhe panah mili unhe ungliyo pe gin lo
  306. Jo barbad hue unka hisaab nhi

  307. ........................................................

  308. Sirf aik hi shakhs ki khatir mujhe barbaad na kar...
  309. Roz rotay hue ye kehti ha zindagi mujh se.....

Dard Shayari,Dard Bhari Shayari,best  Sad Dard Sms,latest Sad Shayaris, Meri Mohabbat,zindagi shayari life shayari zindagi in hindi,zindagi sad shayari 2 line,zindagi sad love gum shayari,Best Sad Shayari on Love & Life, Sad Love Sms.

No comments :

Post a Comment