⬈⬈Agar samajh jate wo samjhane se,
Man jate wo manane se,
To kiyu dil tanha hota kiyu kadam behak jate,
Laut aate agar wo Harsh ke bulane se⬈⬈⬈
⬈⬈Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..
⬈⬈Duriyaa Aasani Se Mitati Hai “SHARAAB”,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai “SHARAAB”….
Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam ME,
Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai “SHARAAB”…..
Thake Chuke Hai Jo Is Duniya Ke Sitamo Se,
Unhe Do Pal Ki Rahat Dilati Hai “SHARAAB”…..
Pankh Laga Ke Aasmaan Me Ud Jaate Hai Jo Panchi,
Do Ghoot Me Unhe Baho Me La Sakti Hai “SHARAAB”…..
Jiss Ka Hath Sari Duniya Chod Deti Hai,
Unke Hatho Me Aksar Paayi Jati Hai “SHARAAB”….
Kabhi Bhi Apne Gumon Ko Bhulna Ho To Keh Dena,
Kitne Bhi Bade Gum ⬈⬈Me Kisiko Bhi Hasati Hai “SHARAAB”
⬈⬈Bandar ki Beti Apne Baap se Boli
Papa Papa Mujhe Shadi Karni Hai
Beta thoda intezar karo kyonki
Dulha Abhi SMS Read Kar Rahi hai⬈⬈
Khushion se naraz hai meri zindagi,
Pyar ki mohtaz hai meri zindagi,
Has leta hoon logon ko dikhane ke liye,
Varna dard ki kitaab hai meri zindagi
Wo likhte hain hamara naam mitti mein,
Aur mita dete hain,
Unke liye to ye khel hoga magar,
Hamein to wo mitti mein mila dete hain…
⧭⧭Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota⧭⧭
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota
Tere intezaar..meh yeh nazreeh jhuki hai,
tere cehree kii jhalak koh paneeh ke caah jagee hai..
na janu tera naam na…tera .pata ..
par dil meh anjanii seeh behchaini jagee hai…
Duniya ko is ka chehrah dhikhana padha mujhe,
pardah jo darmiyaan tha haathana padha mujhe,
ruswaiyon ka khauf se mehfil mein aaj,
phir is bewafa se haath milana padha mujhe..
Dosti karo to dhokha mat dena,
Doston ko bewafai ka tofa mat dena,
Koi tumhe rahe yaad kar ke
Aisa kabhi mauka mat dena…
⬈⬈Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata⬈⬈
Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jaoo,
Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jaoo,
Na behne du kabhi in aakho se aansu,
Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.
Hasta hua rakhu tere labo ko hamesha,
Chumkar jinhe woh pyaari muskaan de jaoo,
Seene se laga ke rakhu tumhe,
mann to karta hai tujhme sama jau.
Sunti hi rahu tumhari dhadkano ko,
aur apne dil ki har baat kah jau,
gum ko kabhi kareeb na aane du,
aur tumhe zindage ki khushiya tamaam de jaoo
Meri jaan se bhi pyare ho tum,
mere tamam hasraton ki manzil ho tum,
mere dil ki har khushi ho tum,
barson tarsi jis pyar ko me,
us pyar ka arman ho tum,
meri jaan se bhi pyare ho tum
⬉⬉Ek shamma andhere mein jalaye rakhna,
Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna,
Kaun jane wo kiss gali se guzre,
Har gali ko phoolo se sajaye rakhna⬉⬉⬉
`
Har Koi jo keh sake ye wo ehsas nahi
Pyaar karte hain apse iska aur koi naam nahi
Mumkin hai baatein hamari alag ho zamane se
Khayal apka hai unme is baat se hame inkaar nahi
`
Ishq koi cheez nahi dil parchaan di
ishq ta kala hai dil lgaan di
ishq da soda kade keeta nahi janda
eh oh jaam hai jo peeta nahi janda
ki samjhava main oos bedard nu
ishq ho janda hai kade keeta nahi janda
`
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai
Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai
Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo
Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai
`
⬉⬉pyar ka rang holi se bhi gehra hota hai
do pyar karne walon ka joda sabse nyara hota hai
jo pyar ka dhaga ek baar toot jaye⬉⬉
to unka dubara judna namumkin hota hai
`
Na hum khafa hen tum se meri jaan
Na koi faryad karte hai
Hum Sms bheje ya na bheje
Ye jan lo tum Hum tumhen har pal YAAD karte hai
`
Choti Si Dosti,
Anjaani Mulakaatein;
Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,
Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;
Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
`
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
`
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye
`
Likhne se Pehle salam karte hai
Dard-e-dil se paigam karte hai
Ye mat samajhna ki hum bhul gaye hai tumhe
Yaad to tumhe hum subha-sham karte hai
⬉⬉Zindagi hamesha kuchh naya dikhayegi
Kabhi hasengi to kabhi rulayegi
Is par bharosa mat karna⬉⬉
Ye zindagi hai na jane kis mod pe akela chhod jayegi.
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate
kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate
kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate
aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chodo nahi jaate.
⬉⬉Jawaab teri shayari ka….
Denge hum shayari mein….
Naam tera likh baithe hain….
Apne dil ki diary mein⬉⬉
⧭Baat Rakhi Dil Ma, Baat Kahi Na Sakyaa
Yaad Karya Emne Ne Shwash Lai Na Sakyaa
Koike Puchyu Aa Dil Ne Kee Te Prit Kari Kone
Janva Chata Pan Naam Emnu Ame Lai Na Sakya…
`
Koini Vaato Na Ame Diwaana Bani Gaya,
Koina Prem Na Aansoo Thi Ame Bhinjai Gaya,
Emne Kadar Kya Che Amari?
Ame To Bas Emni Yaado Sathe Ramta Rahi Gaya..
`
Door Rahishu To Pan Dil Ma Rahishu..
Samay Na Sathvare Fari Malta Rahisu..
Aam To Hu Chandra Nathi, Chatay Karso Yaad..
To Amas Ma Pan Malta Rahisu..
`
Tara Mukhda Thee Maari Raat Ujyaari Thay Chhe
Chaand Pan Tare Saame Joyee Ne Sharmaaye Chhe
Tu Jyare Malkhaye Chhe Tou Mari Jaan Jaaye Chhe
Tu Nathi Janti Baku,Tu Mane Ketli Tadfaaye Chhe…
`
Zindagi Malvi Ae Naseeb Ni Vaat Che
Maut Malvu Ae Samay Ni Vaat Che
Pan Maut Pachi Pan Koi Na Dil Ma Jivta Rehvu
Ae Zindagi Ma Karela Karm Ni Vaat Che.
⧬⧬Chup kar kahi kisi or se dosti nahi ki,
mene kiya tha pyar⧬⧬⧬pyar ka karja chuka diya,
logo ne poochha jab udasi ka sabab……
to kore kagaj par toota hua dil bana diya
Zindagi Kitni Khubsurat hoti,
Agar teri chahat adhoori na hoti,
Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak,
Magar pyar mein itni dooriyan na hoti
Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai
karti to hai mujhse pyaar wo bhi
par us saawan ke mausam ka ikrar nahi hai
chhod diya ghar chhod di duniya chhod diye dost
aur aaj chhod raha hun zindagi bhi
kaun kehta hai mujhe usse pyaar nahi hai
⧭⧭Teri Baho Me Simatne Ki Chahat Hai,
Tere Sath Lipatne Ki Chahat Hai⧬⧬
Khuda Ko Ek Nazar Dekhne ke Baad,
Tujh Par Mar Mitne Ki Chahat Hai,
Tere Sath Guzara Har Lamha,
Apne Har Pal Tere Sath Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,
Tum Pyar Bhari Ek Nazar Daalo Mujh Par,
In Aankho Ke Sagar Me Doobne Ki Chahat Hai…
⧬⧬Khoye The Sapno Me Jga Diya Usne
Hamko Diwana Bna Diya Usne
Ijhar Kiya Jab Unse To Apni
Shadi Ka Card Thma Diya Usne⧬⧬
⧭⧭Zindagi lambi hai dost banate raho⧭⧭
⧭Dil mile na mile haath milate raho,
⧭⧭Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga,
⧭Par har gali mai ek Mumtaz banate raho
Mohabbat se wo dekhte hain sabhi ko
bas hum par ye inayat nahi hoti
main to sheesha hun tutna meri fitrat hai
isliye mujhe pattharo se koi sikayat nahi hoti
Do kadam to sab chal lete hai,
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata.
Ham apne pyaar ko samjhate bhi to kaise samjhate,
ham apne is jajbaat ko samjhate bhi to kaise samjhate…..
theher jaatin hain meri jubaan unke deedar k saath hi,
ab ye baat ham unhe samjhate bhi to kaise samjhate
Deep To Andhi Mei Bhi Jala Karte Hain,
Phool To Kanton Mei Bhi Khila Karte Hain,
Kitne Khusnaseeb Hota Hain Wo Jinhe
Aap Jaise Pyare Dost Mila Karte Hain…
Teri zindagi mein kabhi ghum na ho
Teri aankhe kabhi gam na ho
Meri dua hai ke mile tujhe ek smart si dulhan
Jiska wieght 150 Kg. se Kam na ho
Khuda Ne Jab Tujhe Banaya Hoga,
Ek Suroor Sa Uske Dil Mai Aaya Hoga,
Socha Hoga Kya Dunga Tohfe Mai Tujhe,
Tab Jake Usne Mujhe Banaya Hoga…
Aap Hume Bhool Jao Hume Koi Gum Nahi,
Aap Hume Bhool Jao Hume Koi Gum Nahi,
Jis Din Humne Aapko Bhuladiya,
Samajh Lijiyega, is duniya me hum nahi…
Na Jagte Huve Khwab Dekha Karo,
Na Chaho Use Jise Pa Na Sako,
Pyaar Kaha Kisika Pura Hota Hai,
Pyaar Ka Pehla Akshar Adhura Hota Hai
He said I'm cheater,I remained Quit..
He said I've no heart,I remained Quit..
He said I,ve ego prblm,I remained Quit..
He said itz all over now,I remained Quit..
As he was leaving,I noticed sumthng but I remained Quit..
His eyes were full of tears..
I hugged him but remained quit.
⧭⧭Hamare Profile Pe Aate Hain Woh….
Hamare Profile Pe Aate Hain Woh…………
aur ek scrap bhi nahi chod jate hai woh….
Itna Bhi Nahi Maloom Zalim ko….
Recent visiters main Dikh Jaate Hain woh
⧬⧬Unhe ye shikaayat hai hamse
ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain
nasamajh hain wo kya jaane
hame to har chehre me wahi nazar aate hain
Talk 2 me when i’m bored,
kiss me when i’m sad,
hug me when i cry,
care 4 me when i die,
love me when i’m still alive.
Dil ki dhadkanon me naam hai aapka,
meri saanson k saaj me awaaj hai aapka.
Aap mujhe chaho na chaho,
par aapki har chah se chahat hai mujhko
Waqt Be Waqt Aati Hai..
Ik Jagah Thehar Si Jaati Hai..
Bin Ansu Ankh Ro Si Paati Hai..
Kambakhat Teri Yaad Sanam..
“Hamko0o” Ko Bada Satati Hai.
Banane wale ne DIL kanch ke banae hota…
todne wale ke haath me…zakham to aaya hota…
jab bhi dekhta vo apne haatho ki taraf..
kam se kam use hamara khyal to aaya hota
⧭⧭Dil ka kya kare saheeb⧭⧭
Wo kisi pe marta hai,
Par zindagi ne is kadar dhokha diya kyoki,
Dil jis pe marta hai wo kisi aur se pyar krta hai
⧪⧪Zindagi ek saza si lagne lagi,
Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi,
Galti hamari bhi thi ki hamne pyar ka izhar ni kiya,
Aur wo kisi aur se pyar krne lagi.
⧪⧪Ye Ehsaas Kiyo.n Ghutan Si Ho Rahe Hain…
Pal Pal Sab Kuch Apna Hum Kho Rahe Hain…
Ab Ye Mohabbat Phir Kiyo.n Saza De Gayee…
Roye The Rone Ik Aur Wazah De Gayee…
Mana Ke Dewaangi Mein Saans Baaki Hai “Dhanwant”…
Hum Zakhamo.n Ko Ansuo.n Se Dho Rahe Hain
⧪⧪Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai
Mere kuch jazbaat hai kahin khoye hue se,
Kaise kahun tumse woh jaise hai sharmaye hue se,
Parr din aaaj hai mohabbat ka,ab naa chup rahun,
Ye tera hi pyar hai,jaise harr baag chaman khile hue se !!
Be My Valentine !!!!
⧪⧪Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi⧪⧪
Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?
๐๐Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti⧪⧪
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
๐๐Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera.
๐Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate๐๐
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate…
๐๐Har pal ne kaha ek pal se…
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao…
pal bhar ka saath kuch aisa ho…
ki har pal tum hi yaad aao๐๐
๐๐Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majburi ban jaye,
chaho kisi ko itna aapka pyaar uske liye jaruri ban jaye!!
๐๐Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai
Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai
Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo
Koi isi muskan ke liye jita hai๐๐
๐๐Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai๐๐
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
๐๐Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..!!
๐๐Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai
๐๐Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage,
Koi Achha B Is Kadar Na Lage,
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Se,
Jis Nazar Se Aap Ko Nazar Na Lage๐๐
๐๐Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki,
lamhe to apne aap mil jayenge,
waqt hona chahiye kisi ko milne ka,
bahane to apne aap hee mil jayenge๐๐
๐๐Zarurat hi nai alfaaz ki๐๐
pyaar to cheez hai bas ehsaas ki,
paas hote to manzar hi kya hota,
dur se hi khabar hai hume aapki har saans ki…
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah
Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
๐๐Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai,
Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi,
Hume har kadam per aapki zarurat hai๐๐
⧪⧪Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise⧪⧪⧪
⧫⧫Hamari chetna me ab wo rawani nahi, Jo fanna hoti thi desh pe ab wo jawani nahi!
Aaj sab lage hai is desh ko lutne me, ye hakikat hai koi kahani nahi!
Desh drohiyo ka jamghat laga hai har gali me aaj, ek sachha hindustani na mile to isame koi hairani nahi⧪⧪
Abhi bhi waqt hai kuchh kar ke dikhane ka, rago me rakt hai koi bahta pani nahi!
Ye mat socho pahle koun agaz karega, tum suru to karo koi na koi anzam karega!
Jo dar gaya mout-e-anzam ko sochkar, wo kafir hai sachha hindustani nahi!
Ek kadam badha kar to dekho watan ke liye, kuchh katra baha kar to dekho chaman ke liye!
Sara jaha jhuk jayega tere kadmo ke aage, akhir tu hindustani hai koi pakistani hai...
⧪⧪Dil me dhadkan aur aankhon mein aansu tham jate hai,
⧪⧪ jab kabhi ham aap ke is ashiyane me aate hai...
⧪⧪thaam to lete hai adharo ki kapkapahat do ghadi...
⧪⧪par in aansuo ka kya kare jo pal bhar me bikhar jate hai
⧬⧬Veeraan hai mehfil meri jab se tum gaye ho
Bujh gayi hai saari roshni jab se tum gaye ho
Andheron ke saaye mein hai rooh meri
Roshni ne chhora daaman jab se tum gaye ho.
⧭⧭
Dil ki duniya khali hai tab se,jab se tum gaye ho
Sab aane se darte hain yahan,jab se tum gaye ho
Sheeshe mein dekhta hoon chehra apna to ro deta hoon
Kissi ne na poonche aansoo jab se tum gaye ho.
⧭⧭
Khamosh ho chuki hai zubaan jab se tum gaye ho
Meri aankhon mein toote hue sapne kuch de gaye ho
Unhi sapno mein ab zindagi ki guzzar karta hoon
Us khawab ko toda nahin jab se tum gaye ho.
⧭⧭
Dour jab tum mujh se ho to yeh khyal aata hai
Kya meri tarah tum bhi aahein bhar rahe ho
Phir jab aati hain mujhe hichkiyan
Yeh sochta hoon keh tum mujhe yaad kar rahe ho.
⧭⧭
Zinda hoon main yahan to teri hi khatir
Ke maut bhi aati nahin hai jab se tum gaye ho
Akelapan hai bas ab mere saath
Khushiyan to tum se thien,tum unko le gaye ho
⧭Teray sheher teri soch say nikal jaon ga,
kisi udaas shaam mein dhal jaon ga⧭⧭
Tu jo mukar gaya hai her baat say apni,
dekh lena aik din mein bhi badal jaon ga,
Mat dikha mujh ko apna pasheman chehra,
jab ke tu jaanta hai mein pighal jaon ga,
Chahay laakh tarpoon tere intizaar mein,
mat lout ke aanaa mein sambhal jaaon ga,
Tera hona itna zaroori to nahi hai Sahil,
⧭Me to yaadon ke khilonay se behel jaon ga
๐Zindagi ki tapti dhoop mai ek thanda saya paya hai mai ne,
Jab kholi aankh to apni maa ko muskorata howa paya hai mai ne..
Jab bhi maa ka naam liya,
Os ka beshomaar pyar paya hai mai ne..
Jab koi dard mehsoos howa, jab koi mushkil aayi,
Apne pehlo mai apni maa ko paya hai mai ne..
Jaagti rahi who raat bhar mere liye,
Jaane kitni raatein, osay jagaya hai mai ne..
Zindagi ke har moadh(mor) par, jab howi gumrah mai,
Iski hidaayat par, pakarli seedhi raah mai ne..
Jis ki dua se har moseebat loat jaye,
Aisa farishta paya hai mai ne..
Meri har fiker ko janne wali,
Mere jazbaaton ko pehcanne wali,
Aisi hasti payi hai mai ne..
Meri zindagi sirf meri maa hai๐๐
Isi ke liye to๐๐๐
Is zindagi ki shama jala rakkhi hai mai ne
๐๐Tere gum mein tadap ke mar jayenge,
Mar gaye toh tera naam le jayenge,
Rub ko rishwat deke tujhe bhi bulayenge…
Jab tum uper aaoge toh๐๐saath beth ke KURKURE khayenge
๐๐Pakar tumhe sapne sach lagne lage
ajnabi se the jo kabhi aaj apne lagne lage
hota nahin yakin khud ki kismat par
dhadkane hote bhi woh jaan lagne lage…
`
๐๐Taras gaye apke deedar ko
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai
jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
`
๐Saja kar apni hi aankh hazaar chehron pe
kiya hai maine sada aitbaar chehron pe
main teri bazm me kis – kis se dushmani leta
likha tha naam tera be-shumaar chehron pe…
`
๐Thi woh koi ladki ya thi woh koi bala
dil uski khoobsoorti mein toh hai bas dhala
kuch lamho ke deedar ke aage na ye dil chala
jaise hua koi jadoo ya dikhayi kisi ne kala…
`
๐๐Apke aane se khil gaya hai aangan
aapke saath se jhoom untha hai gagan๐๐
aap ho isiliye khush hai sara chaman
aur aapse pyar karne ko hum lenge hazaron janam
๐๐Dil Ki Baat Chhupana Aata Nhi,
Kisi Ka Dil Dukhana Aata Nhi,
Aap Sochte He Hum Bhul Gaye Apko,
Par Kuchh Achhe Dosto Ko Bhulana Humko Aata Nahi
๐๐Deep To Andhi Mei Bhi Jala Karte Hain,
Phool To Kanton Mei Bhi Khila Karte Hain,
Kitne Khusnaseeb Hota Hain Wo Jinhe
Aap Jaise Pyare Dost Mila Karte Hain
๐๐Haatho.n Se Ret Nikalti Ja Rahi Hain…
Main Kya Karu.n Meri Dhadakne Thamti Ja Rahi Hain…
Chahati Hoon Sari Umar Uske Saath Betana…
Par Ghadi Ki Ye Suiya.n Chalti Ja Rahi Hain…
Dil Ki Ye Dhadkane Thamne Lagi Hain…
Aur Main Pal Pal Marti Ja Rahi Hoon…
Akhiri Tamana Hai Use Dekhne Ki Use Paane Ki…
Par Kya Karu.n Ye Saansein Rukti Ja Rahi Hain…
Nahi Chahati Use Rota Dekhu.n…
Par Use Pyar Karne Ki Hadd Badti Ja Rahi Hai…
Humein Izzazat Do Dosto Is Duniya.n Se Jane Ki…
Kiyonki Uss Se Door Jakar Meri Jaan Jism Se Nikalti Ja Rahi Hai..
๐๐Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye,
hamse koi rusva na ho jaye๐๐
badi mushkil se koi apna lagne laga hai,
darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye
⧪⧪Ishq ki baat karte karte kahan se kahan aa gaye ham,
Unki tasveer ka deedar karte karte kahan se kahan aa gaye ham….
Wo to shayad hamare the hi nahi kabhi,
aur unhi ki raah dekhte dekhte aaj๐ ye kahan aa gaye ham
⧬⧬Sheeshe ka ye dil toot raha tha,
ham unhe na dhoondhte to kya karte.
Ehsaas hua jab hamein unse door hone ka,
ham ro kar apni aankh na sujate to kya karte…
⧬⧬Humein Aansu Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata
Milti Hai Khushi To Use Khona Nahi Aata
Seh Lete Hai Har Ghum Hans Ke
Log Kehte Hai Humein Rona Nahi Aata
⧪⧪Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena⧪⧪
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge
⧬Kyu chupke se wo log utar jate hai dil me
Jinse kabhi kismat ke sitare nahi milte
pyar ke bhawar me ye keh ke chhod diya
ki kabhi nadiyo ke dono kinare nahi milte
⬈Sari Raat Na Soye Hum,
Raato Ko Uth Ke Kitna Roye Hum,
Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De Rabba,
Itna Pyaar Karke Bhi Kyon Naa Kisi Ke Hue Hum
⧭Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
me us se baat karu itna hosla bhi nahi.
wo mangta hai sitaron ki roshni.
mere pas to miti ka ek diya bhi nahi⬈
⧭Who aate to hain magar tan se nahi
who bhethe to hain magar man se nahi
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte
karte to hain magar humse nahi⧬
⧭Who aate to hain magar tan se nahi
who bhethe to hain magar man se nahi
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte
karte to hain magar humse nahi⧭

No comments :
Post a Comment