Romantic shayari lovely collection


  1. Meri Mohab!bat Ki Wo Had Puchte He,
  2. Hamare Liye Dil Me Kitni Jagah He Ye Puchte He,
  3. Chahte He Hum Unhi Ko Itna Kyu,
  4. Iski Bhi Wo Hamse Wajah Puchte He.

  5. **********************************************
  6. Dil se roye magar honto se muskura baithe,
  7. Yuhi ham tumha!re se dil laga baithe,
  8. Wo hame apna ek lamha bhi naa de sake,
  9. Jinke liye ham apna sara sukun gawa baithe.

  10. **********************************************
  11. Dil mere seene se chura raha hai koi,
  12. Dur hokar b!hi yaad aa raha hai koi,
  13. Ae khuda mujhe usse ek baar milaade,
  14. Intezaar mere liye kar raha hai koi.

  15. **********************************************
  16. Woh jab dur the to kitne paas lagte the,
  17. Kaisa mitha sa woh ek ahesaas tha,
  18. Aaj vo p!aas hokar bhi kitna dur lagta hai,
  19. Shayad kismat ko ab yahi manzur lagta hai.

  20. **********************************************
  21. Uski Chahat Se Ikrar Na Karte,
  22. Uski Ka!smo Ka Aitbar Na Karte,
  23. Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak Hain Unke Liye,
  24. Kasam Se, Jaan De Dete, Par Pyar Na Karte……
  25. **********************************************

  • Kaun Si Had Tak Jaana He Ye Kaun Jaanta He,
    1. Kis Raaste Ko Paana He Ye Kaun Jaanta He,
    2. Mohabbat Ke H!aseen Pal Jee Bar Ke Jee Lo,
    3. Kab Juda Ho Jaana He Ye Kaun Jaanta He.

    4. **********************************************
    5. AE ‘suraj’ mere apno ko pegam dena
    6. Khushi ka din hanshi ki sham dena,
    7. Jab wo p!ade pyaar se mera pegam
    8. To unke chehre par pyaari si ‘muskan’ dena..

    9. **********************************************
    10. Bichadte Huwe Yaad De Jayege,
    11. Khud! Sone Se Pehle Ek Khawab De Jayege,
    12. Aapko Gila Hai Ki Hum Baat Nahi Karte,
    13. Sansoo Ke Rukne Se Pehle Har Jawab De Jayege.

    14. **********************************************
    15. Kitna Kuch adhoora Sa lagta hain,
    16. Jab badal ho par barish naa ho,
    17. Jab Zindagi ho, par Pyar naa ho,
    18. Jab aankhe ho par Khawab na ho,
    19. Aur Jab koi apna ho, par Sath na ho.

    20. **********************************************
    21. Meri koi bhi bhul pe tum kabhi naraz na hona,
    22. Tumhari yeh p!yari si muskan kabhi khone na dena,
    23. Khush rehte hai hum, dekh ke tumhari yeh muskan,
    24. Muje chahe kuch bhi ho jaye, lekin tum kabhi mat rona.

    25. **********************************************
    26. Aapki nayi subah itni sayaani ho jaaye,
    27. Dukhon ki! saari batein aapki puraani ho jaaye,
    28. De jaaye itni khushiya ye din,
    29. Ki khushi bhi aapki hasi ki deewani ho jaaye.

    30. **********************************************
    31. Khush nasib hote hain badal,
    32. Jo dur rehkar bhi zameen par baraste hain,
    33. Aur !ek badnasib hum hain,
    34. Jo ek hi duniya mei rehkar bhi,
    35. Milne ko taraste hain.

    36. **********************************************
    37. Pyar Zindagi Ko Sajane Ke Liye Hai,
    38. Zindagi Dard Badhane Ke Liye Hai,
    39. Kash Koi !Toh Padh Pata Meri Udaasi Ko,
    40. Yeh Haasta Huwa Chehra Toh Sirf Dikhane Ke Liye Hai.

    41. **********************************************
    42. Hamara Dil Unke Liye He Mahekta He,
    43. Thokar kha!ta He,Dard Saheta He Aur Sambhalta He,
    44. Kisi Ne Is Tarah Se Hamare Dil Pe Kaabu Kar Liya Ke,
    45. Dil To Hamara He Par Dhadkta Unke Liye He.

    46. **********************************************
    47. Paas apke duniya ka har sitara ho,
    48. Dur apse gam ka har kinara ho,
    49. Jab bh!i aap palken khule, Samne wohi ho jo
    50. Apko duniya mein sabse pyaara ho..

    51. **********************************************
    52. Jab Bhi Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hai,
    53. Tab Dil Ke Dard Aansoo Banke Beh Jate Hai,
    54. Joh Ke!hte Ki Hum Sirf Aur Sirf Aapke Hain,
    55. Na Jaane Kyun Alvida Keh Jate Hain.

    56. **********************************************
    57. Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi
    58. Jab Unki !Nigahe Humari Nigaho Ke Saath Hogi
    59. Baithe Hai Hum Uss Raat Ke Intezaar Me
    60. Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Humare Hontho Ke Saath Hogi

    61. **********************************************
    62. Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the,
    63. Kisi pey m!ar mitne wale hum na thay,
    64. Aadat si par gayi tumhe yaad karne ki,
    65. Warna kisi ko yaad karne wale hum na thay…

    66. **********************************************
    67. Naraaz hona aapse galti kehlayegi,
    68. Aap hue naraaz toh yeh saase tham jayengi,
    69. Aap haste ra!he uhi zindagi bhar,
    70. Aapki hasi se hamari zindagi sawar jayengi.

    71. **********************************************
    72. Har Kisi Ko Apni Khubi Ka Tarjuba Nahi Hota,
    73. Aaps!e Zindagi Me Milna Koi Itfaak Nahi Hota,
    74. Kuch To Aacha Kiya Hoga Hamne Zarur,
    75. Varna Aapka Saath Mile Ye Yakeen Nahi Hota.

    76. **********************************************
    77. Dekho awaz dekar paas apne paoge,
    78. Aaoge tanha !magar tanha na jaoge,
    79. Door rahkr bhi tumhi par najare hai meri,
    80. Thaam lenge hath jab bhi thokar khaoge..

    81.  
    82. **********************************************
    83. Paas apke duniya ka har sitara ho,
    84. Dur apse !gam ka har kinara ho,
    85. Jab bhi aap palken khule, Samne wohi ho jo
    86. Apko duniya mein sabse pyaara ho..!!

    87. **********************************************
    88. Saase Tham Si Jati Hain Par Jaan Nai Jati
    89. Dard Hota Hain Par Aawaz Nahi Aati
    90. Ajeeb Se Log Hain Es Duniya Mein,
    91. Koi Bhul Nai Pata, To Kisi Ko Yad Nahi Aati.

    92. **********************************************
    93. Chand Ko Har Ek Saksh Chahta He Ye Aam Baat He,
    94. Magar Chand Kisko Chahta He Ye Khaas Baat He,
    95. Zindagi Me Jine !Ke Liye Kya Zaruri He Ye Aam Baat He,
    96. Magar Jee Rahe Ho Kiske Liye Ye Khaas Baat He.

    97. **********************************************
    98. Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
    99. Zindagi ki !shuruvat pyar se hoti hai,
    100. Pyar ki shuruvat apno se hoti hai
    101. Aur apno ki shuruvat aapse hoti hai.

    102. **********************************************
    103. Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
    104. Dil ki dun!iya mein kabhi shaam naa hone denge,
    105. Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
    106. Par dost hum tumhe badnaam na hone denge...

    107. **********************************************
    108. Dhire Se Yaad Aa Gaya Koi,
    109. Meri Har Ek! Saans Ko Mehka Gaya Koi,
    110. Kaise Sukriya Karu Us Ajnabi Ka,
    111. Is Nachiz Ko Ishq Karna Sikha Gaya Koi.

    112. **********************************************
    113. Aapki dosti n!e hame gam me hasna sikha diya,
    114. Meri tanha zindagi ko jeena sikha diya,
    115. Kaise kahu ke kya kimat he tere saath ki,
    116. Tere saath ne meri aankho ko muskurana sikha diya.

    117. **********************************************
    118. Dard he par shikayat nahi karte,
    119. Kaun kaheta he ki ham wafa nahi karte,
    120. Aakhir k!yu hamara naseeb nahi badalta,
    121. Kya mere chahne wale mere liye dua nahi karte.

    122. **********************************************
    123. Dard teri judaai ka sabse chupae rakhungi,
    124. Me tuje hamensha aapna banaye rakhungi,
    125. Tuje lag!e naa yaar buri nazar kisi ki,
    126. Mai tuje har pal dil me basaake rakhungi.

    127. **********************************************
    128. Rain is not only drops of water,
    129. It is th Love of sky for earth,
    130. They never meet each other,
    131. But send love this way,
    132. Enjoy th love of nature.

    133. **********************************************
    134. Duniyawalo Ka Ye Dastoor Kaisa,
    135. Mohabbat Ko Pana Ye Kasoor Kaisa,
    136. Agar Mohabbat Ek Saza Jaisi He To,
    137. Phir Insaan Ko Mohabbat Sikhanewala Rab Bekasoor Kaisa.

    138. **********************************************
    139. Sapno ko todkar hame gam ka raah mila,
    140. Jo aag lag!ai tune to mera ghar bhi jal gaya,
    141. Na jaane kab tak milega gam ka sil sila,
    142. Haar gaye zindagi se par pyaar nahi mila.

    143. **********************************************
    144. Likhne wale ek eshaan likh de,
    145. Mere yaa!r ki takdir me uska pyaar likh de,
    146. Na mile kabhi dard use mohabbat me,
    147. Tu chahe to meri takdir me gam hazaar likh de.

    148. **********************************************
    149. Agar kiya he ishq to dhoka kabhi nahi denge,
    150. Aapko aanshu k!a tohfa kabhi nahi denge,
    151. Aap kabhi dil se roye hame yaad karte karte,
    152. Aisa mauka ham aapko kabhi nahi denge.

    153. **********************************************
    154. A zindagi bata! ke tu meri kya lagti he,
    155. Kabhi khush to kabhi khafa lagti he,
    156. Itna dard chupa rakha he hamne sine me ki,
    157. Saans bhi leta hu to zakhmo ko hava lagti he.

    158. **********************************************
    159. Aapko paane !ki aarzu he jine se jyada,
    160. Aapko khone ka dar he mar jaane se jyada,
    161. Aapse juda hone ka dard he dard se jyada,
    162. Kyu ki hame aapse mohabbat he khud se jyada.

    163. **********************************************
    164. Tohfe me mera dil !de du,ya du chaand taare,
    165. Janamdin par aapko kya du ye puche mujko saare,
    166. Jeevan aapke naam karu to bhi kuch kam nahi,
    167. Daaman me bhar du tumhare zindagi ki har khushi.

    168. **********************************************
    169. Hindi Love Images Wallpaper Download
    170. Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
    171. Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
    172. Pyaar ki rahon! par mil jaye sacha hamsafar,
    173. To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai.

    174. **********************************************
    175. Mere Humsafar Ka Yeh Hukm Tha,
    176. Ke Main K!alam Uss Se Kam Karoon,
    177. Mere Hont Aise Siley Ki Phir,
    178. Meri Chupne Uss Ko Rula Diya.
    179. **********************************************

    180. Apni bebasi par aaj rona sa aaya,
    181. Doosron k!o nahi maine apno ko azmaaya,
    182. Har dost ki tanhaayi door ki..
    183. Lekin khud ko har morh par tanha hi paya!

    184. **********************************************
    185. Rab Hame Mohabbat Ki Koi Aisi Kitaab De,
    186. Jo Mohabbat !Ke Saare Savalo Ke Javaab De,
    187. Muje Agar Kuch Dena He To Sirf,
    188. Mere Sanam Ka Aaj Raat Ek Khawab Dede.

    189. **********************************************
    190. Itni mohabbat mat karna ki bigad jaaye ham,
    191. Thodi taqle!ef dena ki sudhar jaaye ham,
    192. Zaraa galti ho jaaye to naaraz bhi ho jaana,
    193. magar itni bhi na hona ke mar jaaye ham.

    194. **********************************************
    195. Nikalta chand sabko pasand aata hai
    196. Doobta suraj! kaun dekhna chahta hai
    197. Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
    198. Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai

    199. **********************************************
    200. Sab Kuch Hai Mere Pass,Par Dil Ki Dawa Nhi,
    201. Door Wo !Mujhse Hai,Par Main Khafa Nhi,
    202. Malum Hai Ab Bhi Chahti Hai Woh Mujhe,
    203. Thodi Si Ziddi Hai Par Wo Bewafa Nhi…
    204. **********************************************

    205. Jeeney Ki Ek Naye Ada Di Hai
    206. Khush Rehney Ki usne Dua Di Hai
    207. Ae Khuda u!sey Sara Jahan Dena Jisne Apne
    208. Dil Me Hamein Jagah Di Hai

    209. **********************************************
    210. Dil se teri yaad ko juda to nhi kia!
    211. Rakha jo t!ujhay yaad bura to nhi kia!
    212. Hum se log hain naraz kis lie?
    213. Hum ne kabhi jaan kar kisi ko khafa to nhi kia!

    214. **********************************************
    215. Door Jane! Ke Baad Bhi Hum Aapse Door Nahi Ja Payenge,
    216. Kitna Bhi Aap Royege Hum Bata Nahi Payenge,
    217. Dard Is Baat Ka Nahi Ke Aapse Mil Nahi Payenge,
    218. Gam To Is Baat Ka He Ke Hum Aapko Bhula Nahi Payenge.

    219. **********************************************
    220. Lubha Le Aapko Woh Andaaz Kaha Se Laye..
    221. Aapke Nagmo Ke Liye Hum Saaz Kahan Se Laye
    222. Chand Ki Ta!rif To Kar Sakte Hain Hum..
    223. Magar Aapki Tarif Ke Liye Alfaz Kahan Se Laye…

    224. **********************************************
    225. Zindagi Mauhtaj Nahin Manzilon Ki,
    226. W!aqt Har Manzil Dikha Deta Hai,
    227. Koun Marta Hai Kisi Ke Liya,
    228. Waqt Sab Ko Jeena Sikha Deta Hai.

    229. **********************************************
    230. Rahe wafa me thokare kha raha hu me,
    231. Phir bhi rasme wafa ko nibha raha hu.
    232. Yahi dastur !e isqh he yaad rakhna deewane,
    233. Is liye to zakhm khakar bhi muskura raha hu.

    234. **********************************************
    235. Kehte hai !pyaar ki seema nahi hoti
    236. Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai
    237. Pyaar ki seema honi chaiye
    238. Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye….

    239. **********************************************
    240. Ye Aarju Nahi Ki Kisi Ko Bhulaye Hum
    241. Na !Tamanna Ki Kisi Ko Rulaye Hum
    242. Par Dua Hai Us Rab Se Jisko Jitna
    243. Yaad Karte Hai Usko Utna Yaad Aaye HUM

    244. **********************************************
    245. Tum dil se hamein yon pukara na karo,
    246. Yon tum hamein ishara na karo,
    247. Door ha!in tumse ye majburi hai hamari,
    248. Tum tanhaiyon mein yun tadpaya na karo …

    249. **********************************************
    250. Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
    251. Lafzon mein m!ohabat bayaan nahi hoti.
    252. Mile jo pyar to kadar karna
    253. Kismat har kisi par maherban nahi hoti…
    254. **********************************************
    255. Agar Kiya He Ishq To Dhokha Kabhi Nahi Denge,
    256. Aapko !Aanshu Ka Tohfa Kabhi Nahi Denge,
    257. Aap Kabhi Dil Se Roye Hame Yaad Karte Karte,
    258. Aisa Mauka Ham Aapko Kabhi Nahi Denge.

    259. **********************************************
    260. Jeevan Ke Ye Haseen Pal Zarur Guzar Jayenge,
    261. Zindagi Me Kuch Khokar Bhi Kuch Payenge,
    262. Aaj Yaha H!e Kal Dur Chale Jayenge,
    263. Par Ye Vaada He Ke Aap Ke Inbox Me Zarur Ham Milenge.

    264. **********************************************
    265. Kuch Pal Mein Zindagi Ki Tasveer Ban Jaati Hai,
    266. Aur Kuch Pal Se Zindagi Ki Tasveer Badal Jaati Hai …
    267. Agar Tumne kisi s!e Mohabbat ki hai,
    268. To usey kabhie khona math,
    269. Kyunki Ek Judai Se Zindagi Bikhar Jaati Hai !!!

    270. **********************************************
    271. Kaanch Ka Tohfa Na Dena Kabhi
    272. Ruth Ker Log Tod Diya Kartey Hain
    273. Jo Bahut Ac!he Ho Unse Pyar Mat Karna
    274. Aksar Achey Log Hi Dil Tod Diya Kartey Hain

    275. **********************************************
    276. Door Hokar Huve Bhi Aapke Paas Rahete He,
    277. Aapki Baato Ko Yaad Karke Jiya Karte He,
    278. Aapse Koi Shikayat Aur Na Koi Gam Karte He,
    279. Aap Hamesha Khush Raho Yahi Dua Karte He.

    280. **********************************************
    281. Unse door jaane ka irada naa tha
    282. Sada saath re!hne ka wada bhi naa tha
    283. Vo yaad nahi karega jante the hum
    284. Par itni jaldi bhool jayega ye andaaza naa tha

    285. **********************************************
    286. Love shayari sms with two hands
    287. Kya m!aangu khuda se tumhe paane ke baad
    288. Kiska karu intzaar tere aane ke baad
    289. kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log
    290. Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad

    291. **********************************************
    292. Jab Ham Is Duniya Se Chale Jayenge,
    293. Mat Sochna Ke Ham Aapko Bhul Jaayenge,
    294. Sirf Ek Ba!ar Aasmaan Ki Aur Nazar Kar Lena,
    295. Mere Aanshu Baarish Banke Baras Jaayenge.

    296. **********************************************
    297. Ishq ne hame benaam kar diya
    298. har khushi se! hame anjaan kar diya
    299. hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho
    300. Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya.

    301. **********************************************
    302. Aankhon ki zubhan wo samajh nahi pate,
    303. Hoth magar kuch keh nahi pate,
    304. Apni bebasi kis tarah kahe,
    305. Koi hai !jiske bina hum reh nahi pate
    306. **********************************************

    307. Dosti ki hai, Nibhani to padegi,
    308. Aapki taklif! hume baatni to padegi,
    309. Aapki taklif na jaan sake to dosti kis kaam ki,
    310. Aapke liye mar na sake to zindagi kis kam ki.

    311. **********************************************
    312. Dil hona chahiye, Jigar hona chahiye Ashiqui ke liye
    313. hunar hona c!haihye Nazar se nazar milne
    314. par ishq nahi hota Nazar ke
    315. us paar bhi ek asar hona chahiye.

    316. **********************************************
    317. Jaane kya mujhs!e zamana chahta hai,
    318. Mera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai,
    319. Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre se,
    320. Har shaks mujhe aajmana chahta hai

    321. **********************************************
    322. Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai!
    323. Aasu bade a!nmol hai, Inhe khona fizul hai,
    324. Ro to unke liye jo tumpar nissar hai,
    325. Unke liye kya rona jinke aashiq hazar hai .

    326. **********************************************
    327. Bhar Aayi Aankhen Jo Uska Naam Aaya,
    328. Ishq Nakaa!m Sahi phir Bhi Bohat Kaam Aaya,
    329. Humne Ishq Me Aisi Bhi Guzaari Hain Raaten,
    330. Jab Tak Aansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aya…

    331. **********************************************
    332. Meri Cha!hat ne Use Khushi De di
    333. Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di
    334. Khuda Se Dua Mangi Marne Ki Lekin
    335. Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di …

    336. **********************************************
    337. Nika!lta chand sabko pasand aata hai
    338. Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
    339. Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
    340. Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai

    341. **********************************************
    342. Ye Aarju Nahi Ki Kisi Ko Bhulaye Hum
    343. Na Tam!anna Ki Kisi Ko Rulaye Hum
    344. Par Dua Hai Us Rab Se Jisko Jitna
    345. Yaad Karte Hai Usko Utna Yaad Aaye HUM

    346. **********************************************
    347. Tumhare Aur Mere Rishto Ko Kya Naam Du,
    348. Ye Naam Du Aur Wo Naam De Du,
    349. Is Duniy!a Ki Bhid Me Naam Ho Jaata He Badnaam,
    350. Phir Kyu Na Is Rishte Ko Badnaam He Rahene Du

    351. **********************************************
    352. Sapno ki duniya mein khotey chale gaye,
    353. Hosh m!ein the fir bhi madhosh hote chale gaye,
    354. Jaaane kya baat thi us Ajnabi mein,
    355. Na chahte huey bhi uske hote chale gaye …

    356. **********************************************
    357. Parwah karne waale aksar RuLa jaate hain,
    358. Apna ke!h kar paraya kar jaate hai,,
    359. Wafa jitni bhi karo koi fark nahi padhta..
    360. MUJHE MAT CHHORNA keh kar khud chhor jate hai…

    361. **********************************************
    362. Hum Wo Nahi He Jo Aapko Dard Me Chhod De,
    363. Hum Wo Nahi Jo Aapse Door Chale Jaaye,
    364. Hum !To Wo He, Ke Jis Din Aapki Saans Ruk Jaaye,
    365. To Usme Me Hamari Saans Jod De.

    366. **********************************************
    367. Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
    368. Bin tere! kya rakha hai jeene mein,
    369. Hum to zinda hain tera saath paane ko,
    370. Warna dair kitni lagti hai zaher peene me.

    371. **********************************************
    372. Wo naa aaye unki yaade aakar wafa kar gayi,
    373. Unse milne ki tamanna sukoon tabaah kar gayi.
    374. Aahat huy!i aisi ki socha dua asar kar gayi
    375. Khol darwaja dekha to majaak humse hawa kar gayi.

    376. **********************************************
    377. Aapke waste gunaah hi sahi,
    378. Ham piye to sabaab banti he,
    379. Bahot !gamo ko nichodne ke baad,
    380. Ek katra sharab banti he.

    381. **********************************************
    382. ham tod lete agar wo ek gulaab hoti,
    383. Ham javab! bante agar wo ek savaal hoti,
    384. Sab ko pata he ki ham nasha nahi karte,
    385. Phir bhi pee leter agar wo sharaab hoti.

    386. **********************************************
    387. Khud Pi!te He Sanam Mere,
    388. Hame Pilaane Se Inkaar Karte Hai,
    389. Nigaaho Me Chipaaya He Maikhana,
    390. Do Ghut Pilaane Se Inkaar Karte He.

    391. **********************************************
    392. Khafa hone se pahele khata bata dena,
    393. Rulaane se pahele hasna sikha dena,
    394. Agar jaan!a ho kabhi ham se door aap ko,
    395. To pahele bina saans liye jeena sikha dena.

    396. **********************************************
    397. Ek tamanna thi jho hasrat ban gayi,
    398. Kabhi do!sti thi ab mohabbat ban gayi.
    399. Kuch is tarha shamil huve tum zindagi main,
    400. K tujhe sochte rehna meri aadat ban gayi.

    401. **********************************************
    402. Kitna pyaar karte hum unse,
    403. Kaash u!nhe bhi ye ehsaas ho jaaye,
    404. Kahi aisa naa ho ki woh hosh main,
    405. tab aaye jab ham kisi aur ke ho jaaye.
    406. **********************************************

    407. Aag dil !me lagi jab wo khafa huve,
    408. Mehsoos hova tab, jab wo juda huve.
    409. Kar ke wafa kuch de na sake wo,
    410. Par bahut kuch de gaye jab wo bewafa huve.

    411. **********************************************
    412. Sathi aisa !mila jo saath na de saka,
    413. Nigaahe aisi mili jo ro bhi na saki,
    414. Hasna to chahte ther ham har dum par kya kare,
    415. Muskan hi aisi mili jo honto pe naa aa saki.

    416. **********************************************
    417. Tuta ho dil to dard hota hai,
    418. Kar ke mohabbat kisi se ye dil rota he,
    419. Dard ka! ahesaas to tab hota hai,
    420. Jab mohabbat paane ke baad koi rishta tod deta hai.

    421. **********************************************
    422. Nadi se kinaare chut jaate he,
    423. Aasmaa!n se tare tut jaate he,
    424. Zindagi ki raah me akshar aisa hota he,
    425. Jise ham dil se chahe wohi ruth jaata he.

    426. **********************************************
    427. Mat roko iss bahete dard ko,
    428. Ye to sa!za hai kisi ke intezaar ki,
    429. Log inhe aanshu kahe ya deewangi,
    430. Par ye toh nishani hai kisi ke pyaar ki.
    431. **********************************************

    432. Majburi main jab koi juda hota hai,
    433. Zaruri nahi ki wo bewafa hota he,
    434. De kar wo aapki aankho me aansu,
    435. Akele me aapsebhi zyada rota he.

    436. **********************************************
    437. Log apna bana ke chor dete hain,
    438. Apno se !rishta tod ke gairo se jod dete he,
    439. Ham to ek phool na tod saktey,
    440. Na jaane log dil kaise tod dete he.

    441. **********************************************
    442. Kis kadar khoob hai dillagi aapki,
    443. Dil me hamesha rahegi yaade aapki,
    444. Jabhi fu!rsad ke lamhe milte hai hame,
    445. Unhe lamho mai aake rula deti hai yaade aapki.

    446. **********************************************
    447. Yaad karte rahene se kisi ka deedar nahi hota,
    448. Yuhi kisi se mohabbat karna jurm nahi hota.
    449. Yaado me ki!si ke ham bhi aahe barte he,
    450. Bas ham se kabhi dard ka izhaar nahi hota.

    451. **********************************************
    452. Kabhi ye dhadkan aapse jo bhi kahe,
    453. Phir saanso k!o bhi uski khabar na ho,
    454. bahot gahera he hamaari dosti ka ye rishta,
    455. dua karo kisi ko iski kabhi nazar na lage.

    456. **********************************************
    457. Unki khawhish to meri zindagi ka khawab he,
    458. Zindagi ki manz!il to he par raasta kharab he,
    459. Hasi se mere dard ka andaza na nikaalo yaaro.
    460. Is dil ka har panna dard ki kitaab he.

    461. **********************************************
    462. Aapki dosti ne hame gam me hasna sikha diya,
    463. Meri tanha! zindagi ko jeena sikha diya,
    464. Kaise kahu ke kya kimat he tere saath ki,
    465. Tere saath ne meri aankho ko muskurana sikha diya.

    466. **********************************************
    467. Tumhara du!kh ham seh nahi sakte,
    468. Bhari mehfil me kuch keh nahi sakte.
    469. Hamaare girte hue aansuo ko pad kar dekho,
    470. Wo bhi kehte hai ke hum aapke bin reh nahi sakte.

    471. **********************************************
    472. Door hokar huve bhi aapke paas rahete he,
    473. Aapki baato !ko yaad karke jiya karte he,
    474. Aapse koi shikayat aur na koi gam karte he,
    475. Aap hamesha khush raho yahi dua karte he.

    476. **********************************************
    477. Lif!e time saath aapko ham denge,
    478. Jab gir jaoge tab haath ham denge.
    479. Hamare rishto ko yuhi bekaar mat samajna,
    480. Isko banaane ke liye har imtehaan ham denge.
    481. **********************************************

    482. Zindagi raah hain to raaz rahene do,
    483. Agar hain koi aitraaz to aitraaz rahene do,
    484. Par aga!r aapka dil kahe hame yaad karne ko,
    485. To dil ko ye mat kahena ki aaj rahene do.

    486. **********************************************
    487. Chahe to hame dil se mita dena,
    488. Chahe to hame dil se bhula dena,
    489. Magar aaye! jo kabhi meri yaad,
    490. Aye jaan, rona mat sirf muskrua dena.

    491. **********************************************
    492. Hamari kami ka ahesaas kijiyega,
    493. Fursat mile! to yaad kijiyega,
    494. Aadat ho gayi hai aapko yaad karne ki,
    495. Agar hichki aaye to maaf kijiyege.

    496. **********************************************
    497. Akel!a sa mehsus karo jab tanhai me,
    498. Yaad meri aaye jab judai me,
    499. Mehsus karna tumhare hi paas hoon main,
    500. Jab chahe muje dekh lena apni parchai me.

    501. **********************************************
    502. Har kisi ke liye yun ham wish nahi karte,
    503. Har kisi ke liye yun ham wish nahi karte,
    504. Agar hamara msg naa aaye to ye mat sochna ke,
    505. Ham aapko miss nahi karte.

    506. **********************************************
    507. Is duniya me tum bahut khubsurat ho,
    508. tumse bhi khu!bsurat hai tumhare andaaz,
    509. Log kehte hai chaand ka tukda ho tum,
    510. Ham Kahete hai chaand tukda hai tumhara.

    511. **********************************************
    512. Gulshan me bhanwron ka fera ho gaya,
    513. Purab me !suraj ka dera ho gaya,
    514. Muskaan ke saath aankhe khol pyaare,
    515. Ek baar phir se pyaara savera ho gaya.

    516. **********************************************
    517. Kabhi Kisi Ko Ishq Me Tadapta Mat Rakhna,
    518. Ye So!chkar Ke Uske !Paas Kuch Nahi Tume Dene Ko,
    519. Par Ye Soch Uska Saath Nibhate Rahena Ki,
    520. Uske Paas Kuch Nahi Tumhare Siva Khone Ko.
    521. ————————————————-
    522. Na Hame Zindagi Milti He Na Maut Milti He,
    523. Zindagi Ke Raasto Pe Sirf Bebasi Milti He,
    524. Rula Hi Det!e He Na jaane Kyo Ye Duniyawalo,
    525. Jab Bhi Hame Koi Khushi Milti He.
    526. ————————————————-
    527. Muje agar mila waqt to zulfain teri suljha dunga,
    528. Par aaj ulj!ha hoon thoda waqt ko sulajhne me.
    529. Yu to sulajh jatee he uljhee zulfain,
    530. Par umar bit jati he waqt ko sulajhne me.
    531. ————————————————-
    532. Duniya ka sabse best sms,,,
    533. Tu karta wo he jo tu chahta he,
    534. Per hota wo he jo me chahta hu,
    535. Tu wo kar! jo me chahta hu,
    536. Phir wo hoga jo tu chahta he..
    537. Live life happy and peaceful…
    538. ————————————————-
    539. Zindagi Ne Mere Savalat Badal Daale,
    540. Waqt Ne Mere Haal!at Badal Daale,
    541. Me To Aaj Bhi Wohi Tha Jo Me Kal Tha,
    542. Bas Mere Liye Apno Ne Apne Khayalat Badal Dale.
    543. ————————————————-
    544. Taras te milne ko hamse khabi,
    545. Aaj vo kyu mere saye se katrate hai,
    546. Hum bhi vahi hai dil bhi vahi hai,
    547. Na jane k!yo log itna badal jate hai.
    548. ————————————————-
    549. Har kisi ko hum nahi satate,
    550. Har kisi ko! hum nahi Manate.
    551. Satate hai to sirf aap jaise yaroo ko,
    552. Jisko basa ke rakha hai hamne dil mei hamare.
    553. ————————————————-
    554. Sabki zindgi me aisa waqt baar-baar nahi aata,
    555. Dil ke riste ka ko!i naam nahi hota.
    556. Nibhaya hai humne aapse dosti ka rista aapne dil se,
    557. Kyo ki sabki zindgi me aap jaisa dost nahi aata.


    558. **********************************************
    559. Aasma Me Hokar Bhi Aapko Kabhi Na Bhul Payenge,
    560. Jab Bhi A!ap Karoge yaad Hame Ek Pal Ke Liye To,
    561. Bankar Barsaat Aapke Ke Kadmo Me Bikhar Jaayenge.
    562. ————————————————
    563. Jabse Mohabbat Me Dhoka Khaya He,
    564. Tabse Har Ek Aashiq Se Darr Lagta He,
    565. Andhero Ki! Hame Aadat Hi Nahi Thi Kabhi,
    566. Par Ab To Ujaalo Se Bhi Darr Lagta He.
    567. ————————————————
    568. Kaise kahe ke aap kitne khubsurat ho,
    569. Kaise kahe ki! hum aap pe marte hai.
    570. Yeh to sirf mera dil hi janta hai,
    571. Ki hum aap ko kitna pyar karte hai.
    572. ————————————————
    573. Tamanna thi ki aapke hath se jam piye,
    574. Lakin Jama!ne ne aisi zanjir pehna de ki,
    575. Zindgi me aapse milna to dur,
    576. Aapki tasvir ke didar se bhi tarsa diya.
    577. ————————————————
    578. Is do pal k!i zindgi me tanhaiya kyu hoti he,
    579. Sab logo ko ham se he shikayat kyu hoti he,
    580. Is duniya me to bahot se log he,
    581. To phir mere saat meri he parchai kyu he.
    582. ————————————————
    583. Meri zindgi me ye kaisa tufaan aaya,
    584. De gaya meri dehliz pe jala kar intezar ki sama.
    585. Ab me kah!a jao, na koi manzil he na koi saahil,
    586. Le gaya meri khusiya aur de gaya udasi ka sama.
    587. ————————————————
    588. Wo Jawani Ke Din Nashile Ho Gaye,
    589. Husn Ke Teer Bhi Nokile Ab Ho Gaye,
    590. Hamne Izaa!r kane Me Waqt Bita Diya,
    591. Utne Me Unke Haath Bhi Peele Ho Gaye.
    592. ————————————————

    593. **********************************************
    594. वफ़ा पर हम घर लुटाना था लकिन,
    595. पर वफ़ा लौट गयी लुटाने से पहेले,
    596. चिराग तमन्ना! का जला तो दिया था,
    597. मगर बुज गया जगमगाने से पहेले.
    598. —————————————
    599. सब कुछ मेरे पास हे पर दिल कि दवा नहीं हे,
    600. दूर वो हमसे! हे पर बेवफा नहीं हे.
    601. मालुम हे अब भी प्यार करते हे वो हमसे,
    602. वो थोड़े ज़िद्दी हे पर बेवफा नहीं हे.
    603. —————————————
    604. दिल तड़पता रहा और वो जाने लगे
    605. संग गुज़रे हर लम्हे याद आने लगे
    606. खामोश नजरो! से देखा जो उसने मुड कर
    607. तो भीगी पलकों से हम बी मुस्कराने लगे.
    608. —————————————
    609. कभी हम पर वो जान दिया करते थे
    610. जो हम कहते थे मान लिया करते थे
    611. अब पास से अनजान बनकर गुज़र जाते हैं
    612. जो कभी दूर से ही हमे पहचान लिया करते थे.
    613. —————————————
    614. कितनी मोहब्बत है उनसे हमसे बताया न गया
    615. वो समझ न सके हमसे समझाया न गया
    616. उन्होंने करीब होने की कोशिश न की
    617. और हमसे हाथ बढाया न गया.
    618. —————————————
    619. फूल बनकर हम महकना जानते हे,
    620. मुस्कुरा के! हम गम भूलना जानते हे,
    621. लोग खुश होते हे हमसे क्यों कि,
    622. बिना मिले ही हम रिश्ते निभाना जानते हे.
    623. —————————————
    624. ज़िन्दगी चा!हत का सिलसिला हे ,
    625. कोई मिल जाता हे तो कोई बिछड़ जाता हे,
    626. जिसे मांगते हे हम अपनी दुआ में,
    627. वो किसी और को बिना मांगे ही मिल जाता हे.
    628. —————————————
    629. वादे पे वो ऐतबार नहीं करते,
    630. हम ज़िक्र इ! मोहब्बत सारे बाज़ार नहीं करते,
    631. डरता हे दिल उसकी रुसवाई से,
    632. और वो सोचते हे कि हम उनसे प्यार नहीं करते.


    633. हँसी कि राह् में गम मिलें तो क्या करे,
    634. वफ़ा के नाम पर बेवफ़ा मिलें तो क्या करे.
    635. कैसे बचे! ज़िंदगी में धोके बाजो से,
    636. कोई हँस के धोखा दे तो हम क्या करे.
    637. —————————————-
    638. अपने जज्बात को नाहक ही सजा देती हूँ
    639. होते ही शाम चरागों को बुझा देती हूँ
    640. जब राहत का !मिलता ना बहाना कोई लिखती हूँ
    641. हथेली पे नाम तेरा, लिख के मिटा देती हूँ.
    642. —————————————-
    643. जाने अनजाने में कुछ रिश्ते ऐसे हो जाते हे,
    644. पल भर में कोई! अजनबी अपने हो जाते हे,
    645. मिलते हे पल भर के लिए ज़िन्दगी में और,
    646. ज़िन्दगी भर के लिए दिल में समां जाते हे.
    647. —————————————-
    648. तारो भरी चां!दनी में बरसात बुरी लगती हे,
    649. हसने कि न हो तो वो हर बात बुरी लगती हे,
    650. ज़िन्दगी में सब कुछ नज़र के सामने हो फिर भी,
    651. दिलबर न हो पास तो हर चीज़ बुरी लगती हे.
    652. —————————————-
    653. ज़ख्म बन जाने कि आदत हे उन्हें,
    654. रुलाकर मुस्कुराने कि आदत हे उन्हें,
    655. जब मिलेंगे तब बहोत रुलाएंगे उन्हें,
    656. सुना हे रोते हुवे लिपट जाने कि आदत हे उन्हें.
    657. —————————————-
    658. बरसो से दूर हो गए थे हम,
    659. पर आपसे मि!लना हमें प्यारा लगा,
    660. सागर से भी गहरी लगी आपकी मोहब्बत,
    661. उसमे तैरना तो आता था पर डूबना प्यारा लगा.
    662. —————————————-
    663. हमारी दिल कि गहराई को कोई समज पाया नहीं,
    664. कितने तनहा! थे हम ये कोई जान पाया ही नहीं,
    665. किसी को हमारी कमी महसूस ना हो,
    666. ऐसा खुदा ने हमारे लिए कोई बनाया ही नहीं.
    667. —————————————-
    668. दो प्रेमी के प्यार से जलते हे लोग,
    669. तरह तरह कि बाते करते हे लोग,
    670. आज जब चाँद! और सूरज का हो रहा हे मिलन,
    671. तो उसे भी ग्रहण केह रहे हे लोग.

    672. **********************************************
    673. चाँद भी सूरज कि ही किरण से चमकता हे,
    674. और फूल खिलने के बाद हे महेकता हे,
    675. प्यार करने वाले कहते नहीं,
    676. पर उनकी आँखों से प्यार छलकता हे.
    677. —————————————-
    678. तेरे मिलने कि आस न होती,
    679. तो ज़िन्दगी आज यु उदास न होती,
    680. मिल जाती !कभी तस्वीर जो तेरी,
    681. तो हमको आज तेरी तलाश न होती.
    682. —————————————-
    683. दिल कि दीवारो पे नाम तेरा लिखते हे,
    684. कभी फुर्स!द में तो कभी काम के बाद.
    685. मेरे मरने के बाद भी लोग तुजे पुकारेंगे,
    686. कभी मेरे नाम से पहेले तो कभी मेरे नाम के बाद.
    687. —————————————-
    688. तेरी बेरुखी को भी रुतबा दिया हमने,
    689. तेरे प्यार का! हर क़र्ज़ अदा किया हमने.
    690. मत सोच के हम भूल गए है तुझे,
    691. आज भी खुदा से पहले याद किया है तुझे.
    692. —————————————-
    693. काश वो !नगमे हमें सुनाये न होते,
    694. आज उनको सुनके आंशु आये न होते,
    695. अगर इस तरह हमें भूल ही जाना था,
    696. तो इतनी गहराई से दिल में समाये न होते.
    697. —————————————-
    698. यादो कि कीमत वो क्या जाने,
    699. जो खुद !यादो को मिटा दिया करते हे,
    700. यादो कि कीमत तो उनसे पूछो,
    701. जो यादो के सहारे ज़िन्दगी बिता दिया करते हे.
    702. —————————————-
    703. शाम कि शमा में एक तस्वीर नज़र आती हे,
    704. तब ही लबो से ये बात निकल आती हे.
    705. कब होगी आ!पसे दिल लगाकर बाते,
    706. यही सोचकर ये रात गुज़र जाती हे.
    707. —————————————-
    708. उदास ना होना हम आपके साथ हे,
    709. निगाहो से दूर हे पर दिल से बहोत पास हे.
    710. पलखो से बं!द करके सच्चे दिल से याद करना.
    711. हम हर पल आपके लिए कुछ ख़ास हे.


    712. **********************************************
    713. Aapke aane se jeevan bahot rangeen he,
    714. Dil me basi he wo aapki ek tasveer he,
    715. Door na ho jaan!a hamse kabhi jeevan me,
    716. Hame har manzil pe aapki zarurat he.

    717. **********************************************
    718. Unki yaad aaye toh dil kya kare,
    719. Yaad dil !se naa jaaye toh dil kya kare,
    720. Socha tha sapno me mulaqaat hogi magar,
    721. Neend hi naa aaye to dil hi kya kare.

    722. **********************************************
    723. Sabhi nagme saaz main gaaye nahi jaate,
    724. Sabhi log me!hfil me bulaaye nahi jaate,
    725. Kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
    726. Kuch door reh kar bhi bhulaaye nahi jaate.

    727. **********************************************
    728. Wo mere liye kuch khaas hai yaaro,
    729. Jinke laut !aane ki na koi aas he yaaro,
    730. Wo nazro se door hai to kya huva,
    731. Banke dil ki dhadkan mere paas to hai yaaro.

    732. **********************************************
    733. Usko mere waado par aitbaar tha,
    734. Dil me uske bhi bahut pyar tha,
    735. Par beech saf!ar me chor diya usne mera haath,
    736. Shayad usko kinaare pe kisi or ka intezar tha.

    737. **********************************************
    738. Hamaari kami ka ahesaas kijiyega,
    739. Fursat mile to yaad kijiyege,
    740. Aadat ho gayi! hai aapko yaad karne ki,
    741. Agar hichkiya aaye to maaf kijiyega.

    742. **********************************************
    743. Juda hokar bhi unki hasrat naa gayi,
    744. Uski judaai par bhi usse mohabbat naa gayi,
    745. WO chale !gaye kisi or ke saath,
    746. Phir bhi in aankho ko uske intezaar ki aadat naa gayi.

    747. **********************************************
    748. Sitaara aasmaan se na jaane kab toot jaaye,
    749. Na jaane kab in aankhon se aanshoo choot jaaye.
    750. Kar lo pal do pal !baatein pyar ki naa jaane
    751. Kab jism se ye jaan rooth jaaye.



    No comments :

    Post a Comment