- Tere Jaane Ke Baad Koi Sahara Bhi To Nahi,
- Tujhe Kabhi Tanhai Mein Pukara Bhi Toh Nahi,
- Bewafa Tujhe Hum Aaj Bhi Chahte Hai,
- Magar Phir Bhi Tu Hmara To Nahi.
- ======================================
- Badalte Zamane Ne Sab Ko Badal Dala,
- Khawab Aur Khayalo Ko Bhi Badal Dala,
- Par Us Bewafa Ko Na Badal Saka Mera Pyar Bhi,
- Jiske Liye Humne Apne Aap Ko Badal Dala.
- ======================================
- जो लगा है इल्जाम उसपर मिटायेगी अब कैसे,
- जब होश में ही नही है तो बतायेगी अब कैसे,
- दर्द दिल से तो निकला मगर आँखों तक न पहुँचा,
- ऐसे दर्द को भला वो अबला भुलायेगी अब कैसे।
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- Nigaahe bacha kar jo raah se gujre the,
- kabhi wo hamare dildar hua karte the,
- Jo ho gaye hai aaj mehboob se ajnabi,
- kabhi wo sang jeene-marne ke waade krte the.
- ======================================
- Seh Liya Har Dard maine Haste-Haste,
- Ujhad Gaya Ghar Mera Yaaro Baste-Baste,
- Ab Wafa Kare to Kis Se Kare Yaaro,
- Wafa Karne Gaye to Bewafai Mili haste-haste.
- ======================================
- Iss dil ki gehrayi ko na koi maap paya,
- Iss dil me chupa raaz na koi jaan paya,
- kaise kahe hum apna aapko,
- jo apna hokar bhi apna na ho paya.
- ======================================
- Lamha-lamha ye waqt gujar jayega,
- Pal do pal mein ye safar yuhi kat jayega,
- Abhi waqt hai to do chaar baatein kar lo,
- Kaun jaane kab zindagi mein koi aur aa jayega.
- ======================================
- ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
- Dosre Hi Pal Khawab Bankar Ud Jate Ho Tum,
- Jante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyo se,
- Phir Bhi Baar-Baar Tanha Chod jaate ho Tum.
- ======================================
- Hath se hath chudane lage ho,
- Mujhko pathar ka banane lage ho,
- Zara thehro mein yakeen to kar loon,
- Tum mujhe chod ke jaane lage ho.
- ======================================
- Use kehna maje mein hai hum,
- Bas zara yaade satati hai,
- Uski doori ka gum nahi mujhe,
- Bus zara aankhie bheeg jati hai.
- ======================================
- बड़ी वफा से चाहा था जिसको,
- आज उस मोहब्बत ने हमको ठुकरा दिया,
- क्या अंजाम होगा मेरी चाहत का,
- जिसपर किया भरोसा उसी ने गुमराह किया.
- उसके तसुव्वर में रहते थे हर वक़्त हम.
- बस इतना सा हमने गुनाह किया.
- दुआ करते थे जिसके आबाद होने की,
- उसी ने आज हमको बर्बाद किया.
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- Wo Kisi Ki Dil Lagi Ko Saza Samjhne Lage,
- Do Pal Ruth Ke Guzare, To Jafa Samjhne Lage,
- Wo Kya Jaane Ke Hum Kitna Roye Unke Bagair,
- Wo to bas yuhi Mujhe Bewafa Samjhne Lage.
- ======================================
- Hum ne to jaan luta di pyar mein,
- Mehboob ne hi dhokha de diya hume,
- Hum ne to khushiyan maangi thi,
- Usne zindagi bhar kaa gham de diya.
- ======================================
- Yeh kya naam du iss deewangi ko,
- Dil ki bechainiya tadapane lagi hai,
- Bata kya kahu iss rawanagi se,
- Jo pal-pal mujhe bulane lagi hai.
- ======================================
- Zanaza mera uth raha tha,
- fir be takleef thi unko aane mein,
- Bewafa ghar mein baithe puch rahe the,
- Or kitni dair hai use dafnane mein.
- ======================================
- Tanhai Jad Kismat Che Likhi Hai,
- Teh Ki Shikayat Apne To Begane Nu,
- Asi Mit Gaye Jinna Di Chah Wich,
- Oh Baaz Nahi Aande Sanu Ajmaun che.
- ======================================
- Bahut Samjhaya Tha Dil Ne mujhe,
- Ye Haseena Kisi Ki Talabgar Nahi Hoti,
- Nahi Hota Inka Vasta Wafa Se kabhi,
- Ye Kisi Ki Chahat Ki Haqdaar Nahi Hoti.
- ======================================
- जलता हुआ अंगारा कोई दिलपर रख गया,
- मेरी मोहब्बत को कोई बेवफ़ा बनकर डस गया.
- मैं मस्त था इश्क़ की बद्नाम गलियों में,
- दिल भी मेरा टूटा दाग भी मुझपर लग गया.
- अब दाग छुपाऊँ या दिल जोड़ मुश्किल में हूँ,
- इस कदर मोहब्बत से मेरा विश्वास उठ गया.
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- मेरे महबूब की डोली उठने लगी है,
- मोहब्बत की दुनिया लुटने लगी है.
- साथ ली थी जो कभी हमने साँसे,
- एक एक करके वो सब घुटने लगी हैं.
- देखी है मैंने मुस्कान उसके रुख पर,
- मेरी अब धड़कन रुकने लगी है.
- बसायेगी घर वो जाकर किसी गैर का,
- मेरी तो दुनिया ही उजड़ने लगी है.
- ले चलो अब मुझको दूर यहाँ से,
- कानों में शेहनाई चुभने लगी है.
- मयखाना कहाँ है कोई तो बता दो,
- दिल में मेरे आग जलने लगी है.
- कर लो तैयारी मेरे मरने की लोगो,
- जिस्म से मेरे जान निकलने लगी है.
- सूर्ख जोड़े में वो सुहागिन बनी है,
- इधर मेरी अर्थी जलने लगी है.
- उसको तुम खुशियाँ लेने दो यारों,
- ‘प्रवेश’ की हस्ती मिटने लगी है.
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- Chand ne ki hogi suraj se mohhabat,
- isliye to chand main daag hai,
- mumkin hai chand se hui hogi bewafai,
- isliye to suraj main itni aag hai.
- ======================================
- गैर जो ले बोसा तुम्हारा तो तुम्हे बुरा नहीं लगता,
- हमसे गले मिलने में भी तुम्हे तकलीफ होती है,
- दिल के पन्नों पर तेरे नाम लिखे थे मैंने,
- जबसे की है तूने बेवफाई तबसे मेरी तहरीर रोती है.
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- Ek Pal Bhi Dekhna hame Gawara Nahi Use,
- Zara Bhi Ehsaas Hamara raha Nahi Use,
- Wo Sahil Se Dekhta Raha Doobna Mera,
- Hum Bhi Doobte Rahe Par Pukaara Nahi Use.
- ======================================
- रंगे है हाथ मेरे, मेरे ही खून से,
- कर गया क़त्ल अपना ही जूनून में.
- बेवफाई के पत्थरों ने जख्मी किया,
- रहना चाहता था वफ़ा के संग सुकून से,
- जान से भी ज्यादा प्यार है जिनसे मुझे,
- वो अब रहते हैं प्यासे मेरे खून के.
- कातिलों की बस्ती में आ गया खुद ही,
- क्या कर गया मैं इश्क़ की धुन में.
- अपने खून से माँग भरने की ख्वाहिश थी जिनकी,
- देख लेना एक दिन नहायेंगे वो मेरे खून में.
- प्रवेश कुमार “पीके”
- ======================================
- जब अपने अपनों से खार रखते हैं,
- दिलो की आग से अपने ही घर जलते हैं.
- जो तोड़ चुके हैं दिल मेरा,
- उन्ही से हम अब भी प्यार करते हैं.
- बरसे हैं मेरे आँगन में अंगारे,
- उनपर पैर रखकर हम रस्ता पार करते हैं.
- पड़ गए हैं तलवों में छाले अब,
- हम उनको भी प्यार में शुमार करते हैं.
- कोई इल्जाम ना लगाये बेवफाई का उसपर,
- इसलिए सनम बेवफ़ा से भी हम प्यार करते हैं.
- Chahte the jinhe unke dil badal gaye,
- Samundar to wohi the par sahil badal gaye,
- Qatal aisa hua kissto mein main mera,
- Kabhi badle khanjar to kabhi Qaatil badal gaye.
- ======================================
- दर्द ने मेरे मुझे कैसा सिला दिया,
- किया बर्बाद मुझे ख़ाक में मिला दिया.
- खुशियों के ख्वाब बुनता था मैं,
- मुझे गम के सागर में डूबो दिया.
- वफ़ा को ही अंजाम समझा था मैंने,
- क्या खता हुई जो मुझको दगा दिया.
- आरजू क्या क्या दिल में सजा राखी थी,
- मुझे मेरी गरीबी का एहसास दिला दिया.
- ‘प्रवेश’ गुनाह हो गया है अब मोहब्बत करना,
- ये हक़ भी सिर्फ अमीरों को दिया गया.
- प्रवेश कुमार । “पीके”
- ======================================
- खुद को कुछ इस तरह तबाह किया,
- इश्क़ किया क्या ख़ूबसूरत गुनाह किया.
- जब मुहब्बत में न थे तब खुश थे हम,
- दिल का सौदा किया बेवजह ह किया.
- वो बेवफाई करके गम दे गयी,
- हम करते रहे वफ़ा खुद से दगा किया,
- भुलायेंगे हम भी उसको सोच लिया है,
- मोहब्बत में शायद पहला सही फैसला किया.
- प्रवेश कुमार । “पीके”
- ======================================
- हमें अपने प्यार पर बहूत गुमाँ था,
- जिसे हमने प्यार किया अजब इंसा था.
- आया दौर जब बनवाई का हमपर,
- जो हमनफ़स था वो भी जुदा जुदा था.
- अजनबी हो गया जो आशना था कभी,
- ऐ ख़ुदा मेरी तकदीर में ये क्या लिख्खा था.
- कब्र भी न सुखी थी अब तलक मेरी,
- उसने अपना आशियाना फूलों से सजा रख्खा था.
- वो आई थी कब्र पर मेरी, अपनी माँग भरकर,
- मगर सिंदूर पर नाम किसी और का लिख्खा था.
- प्रवेश कुमार । “पीके”
- ======================================
- मैं रहा ना मैं तुम रहे न तुम,
- क्यूँ हुए अलग गर बेवफ़ा नहीं हम.
- है रीत वही, है हर मौसम भी वही ,
- क्यूँ रहे ना वो लोग ना रहे वो सनम .
- मैं हो रहा बर्बाद ये तकदीर मेरी है,
- तू मुझे ना सोचना तुझको मेरी कसम.
- लैला मजनूं, हीर राँझा नसीब की बातें हैं,
- तुझे मिली डोली मुझे मिला जाम,
- मयखाने में आ गए हम, ऐ साकी,
- वो मेय पिला वफ़ा हो जिसका नाम.
- प्रवेश कुमार । “पीके”
- ======================================
- गरीबी से बढ़कर कोई मज़बूरी नहीं है,
- अब मेरी मौजूदगी यहाँ ज़रूरी नहीं है.
- हलाल हूआ हूँ बेवफाई के खंज़र से ,
- अब मौत से मेरी ज्यादा दूरी नहीं है .
- नासूर बन गए हैं जख्म मेरे अब ,
- मुझे मारने की कोशिश उसकी अधूरी नहीं है .
- मेरा भी कसूर है मैंने प्यार किया उससे,
- मत देना सज़ा उसको वो कातिल पूरी नहीं है.
- मैंने सोचा था संवर जाएगी ज़िन्दगी प्यार से मेरी ,
- पर जीने के लिए प्यार करना ज़रूरी नहीं है
- प्रवेश कुमार। “पीके”
- ======================================
- Pathaar ki pooja kar baithe hum naada the,
- Teri aadat teri fitrat se anjaan the,
- Waqt ne hame khilona bana diya yaaro,
- warna hum bhi kabhi mehfilon ki jaan the.
- ======================================
- Sab Kuch Mila Bus Khudai Ke Siwa,
- Zindagi Bahut Pasand Aayi Ruswai Ke Siwa,
- Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga,
- Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafai Ke Siwa.
- ======================================
- Aye mera janaza uthane waalo,
- Dekhna koi bewafa mere paas na ho,
- Agar ho to usse kehna, ki
- Aaj to khushi ka mauka hai yu udaas na ho.
- ======================================
- Duniya mein jeene ki chahat na hoti,
- Agar khuda ne mohabbat banayi na hoti,
- Log marne ki aarzoo na karte,
- Agar mohabbat me bewafai na hoti.
- ======================================
- Chaha tha jise use bhulaya na gaya,
- Zakhm dil ka logo se chupaya na gaya,
- Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hai dil unse,
- Ki bewafai ka ilzaam bhi uss par lagaya na gaya.
- ======================================
- Tumhe’n chahne ki saza hamne paayi,
- Tumse dil lagane ki daga hamne khayi,
- Agar karni thi humse yun hi bewafai,
- To fir kyun iss dil mein apni jagah banayi.
- ======================================
- meri wafa ke qabil nahi ho tum,
- pyaar mile aise insaan nahi ho tum,
- dil kya tum par aitbaar karega ,
- pyaar me dhoka diya aise bewafa ho tum.
- ======================================
- Pathar ki pooja kar baithe hum nadan the,
- uski aadat, uski Fitarat se anjaan the,
- waqt ne hamko khilona bana diya yaro,
- warna hum bhi kabhi kisi ki jaan the.
- ======================================
- Pyaar Kar Ke Use Dil Se Mitana Muskil Tha,
- Wo Tufaan Palko Mein Rok Pana Muskil Tha,
- Asaan Laga Use Yaad Kar Ke Mar Jana,
- Kyuki Bhool Ke Use jee Pana Muskil Tha.
- ======================================
- Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad,
- Aaj phir se Wo Bewafa Ho Gaye Shayad,
- Jab Neend Khuli To Palko Mein tha Paani,
- Mere Khawab Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad.
- ======================================
- Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
- Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
- Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
- Chod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.
- ======================================
- Najre Mile ab Ek Zamana Ho Gaya,
- Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gaya,
- Wo To Chale Gaye Humse bewafa karke,
- Mushqil Iss dil Ko ab Samjhana Ho Gaya.
- ======================================
- Bohat Udhas Hai Koi Shaqs Tere Jaane Se,
- Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se,
- Tu Laakh Khafa Sahi Magar ek Baar To Dekh,
- Koi Toot sa Gaya Hai Tere Rooth Jaane Se.
- ======================================
- Meri gali se wo jab bhi gujarta hoga,
- Mod pe jaake kuch der theharta hoga,
- Bhool jana mujko itna asaan to n hoga,
- Dil mein kuch toot ke to bikharta hoga.
- ======================================
- Mila Ke Nazar, Nazar Loot Lenge,
- Yeh Bewafa Jalwe Jigar Loot Lenge,
- Hasino Pe Hargiz Bharosa Mat Karna Dost,
- Maa Kasam Ghar Ke sukoon-e-chain Loot Lenge.
- ======================================
- Ashqon Se Nahi Bujhte Shole Dard-e-Pyaar ke,
- Maut Bhali Aise itne Lambe Intezaar Se,
- Marte Hai Roz ham Bina Dedar-e-Yaar Ke,
- Tanhai Acche Thi Uss bewafa Ke Pyaar Se.
- ======================================
- Mujhe Miti Ke Ghar Banane Ka Shok Tha,
- Use Aashiyane Girane Ka Shok Tha,
- Wo Bewafa Tha Is Mein Hairat Ki Baat Kya Hai,
- Mujhe Bhi Bewafa Logo Se Dil Lagane Ka Shok tha.
- ======================================
- Tere Janam-Din Par Tujhe Kya Pesh Karu,
- Tajmahal Du Tujhe Ya Chanda mama Pesh Karu,
- Aur To Kuch Nahi Mere Pass Aye Mere Sanam,
- Sochta Hu Bas Tujhe Apni wafa ko Pesh Karu.
- ======================================
- Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi,
- Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi,
- Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use din-raat,
- Bas Yahi To ek Mujh Se ab Khata Ho Gayi.
- ======================================
- Mohabbat ne aaj humko rula diya,
- Jis par marte rahe usi ne bhula diya,
- Hum to unki yaad me aanhsu peete gaye,
- ek din usne anhsuo me bhi zeher mila diya.
- ======================================
- Wo Hans Kar Mile Ham Pyar Samjh Baithe,
- Faqat Ulfat Ko Hi Izhaar Samjh Baithe,
- Itni Aache to Na thi kismat Humari,
- Khud Ko Unn Ki Chahat Ka Haqdar Samjh Baithe.
- ======================================
- Ek Khushi ki chaah mein har khushi se door hue hum,
- Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur hue hum,
- Na aayi unhe nibhaani pyar mein wafa,
- Aur zamane ki najar mein bewafa ke naam se mashur hue hum.
- ======================================
- Bin unke zindagi mein koi Khusi Nahi,
- wo nahi to aaj labo par Hansi Nahi,
- Na samjha wo agar to hum kya kare,
- Iss Dil me unke siwa kisi or ki jagah Nahi.
- ======================================
- Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat,
- To Bhula Ke Tujhko Sambhlna Mujhe Bhi Aata Hai,
- Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat,
- Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.
- ======================================
- Ajeeb shaqs tha kaisa mizaj rakhta tha,
- Sath reh kar bhi ikhtilaf rakhta tha,
- Mohabbat to use thi kisi aur se shayad,
- Hum se to yuhi hansi mazak rakhta tha.
- ======================================
- Fareb tha hasi mein hum aashiqi samajh baithe,
- Maut ko bhi apni hum zindagi samajh baihe,
- Waqt kar raha tha mazak ya thi ye badnasibi meri,
- Unki do baato ko ham apni chahat samaj bathe.
- ======================================
- Pyaar Karne Waale aashiq kabhi Darte Nahi,
- Log Majnu Kehte Hai Par Wo kabhi Chidte Nahi,
- Hamare Pyaar Ki Mashuriya Koi to Dekhe,
- ab to ham unhe bhi bewafa ke sakte nahi.
- ======================================
- Kya Gila Kare Ham Unse Bewafai Ka,
- Ham Khud Hi Laye The Mausam Tanhai Ka,
- Wo To Milo Door chale gaye The Hamse,
- Ham Hi Picha Karte Rahe Unki Parchayi Ka.
- ======================================
- Tu kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha,
- Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha Hi Na Tha,
- Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere,
- Wahi ghazal Ruswa Honge Socha Hi Na Tha.
- ======================================
- Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti,
- Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti,
- Kaash Unke Dil Mein Zara Si jo Wafa Hoti,
- To Iss Tarah Mere Sath aaj Bewafai Na Hoti.
- ======================================
- Naam likh ke uss ne mera mitaya hoga,
- Soo baar usko meri yaadon ne rulaya hoga,
- Uss ke chehre pe mera naam likha hai yaaro,
- Uss ne kis kis se ye mera naam chupaya hoga.
- ======================================
- Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye they,
- teri kasam tujhe apna ham banane aaye they,
- kis baat ki saza di tune ham ko aye sanam,
- bewafa hum to tere dard ko apnane aaye they.
- ======================================
- Hamare ansoo ki pyali hi jaam ho gayi,
- Izzat bhi hamari ab to neelam ho gayi,
- Kyu use bewafa ki raah takti hai ye nazar,
- Ab to nazar bhi gairo ki gulam ho gayi.
- ======================================
- Sab Kuch Mila Bas ek Khudai Ke Siwa
- Zindagi Bohat Pasand Aayi Ruswayi Ke Siwa,
- Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga use,
- Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafayi Ke Siwa.
- ======================================
- Ek Dil Mere Dil Ko gehra Zakham De Gaya,
- Zindagi Bhar jeene ki Kasam De Gaya,
- Lakho Phulon Mein Se Phool Chuna Hamne,
- Jo Kanto Se Gehri bhi Chubhan De Gaya.
- ======================================
- Dilo’n ko saudagar hazar mil jayenge,
- Tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge,
- Milega na tum ko hum jaisa koi hamsafar,
- Milne ko to dost yaha hazaar mil jayenge.
- ======================================
- Wo pyaar mein hamara imtehan kya legi,
- milegi najar se najare to najar zukha legi,
- Use meri mayyat pe diya jalane ko na kehna,
- wo nadan hai dosto apne haath jaala legi.
- ======================================
- Na-jaane kyu khayal aata hai mujhe,
- Jaise aaj se pehle kahi dekha hai tujhe,
- bus kuch palo’n ki hi baat ho jaise,
- tanha Chod ke chal diya tha tu mujhe.
- ======================================
- Dard ab aur na de aye khuda main ab seh nahi sakta,
- Tu sunta nahi aur main kisi aur se keh bhi nahi sakta,
- Wo zakham aise de gaya jo jaate nahi sahe mujhse,
- maut aati nahi aur main zinda rehne ki bhik maang nhi sakta.
- ======================================
- दर्द अब और ना दे ए खुदा मैं अब सह नहीं सकता,
- तू सुनता नहीं और मैं किसी और से कह भी नहीं सकता,
- वो ज़ख्म ऐसे दे गया जो जाते नहीं सहे मुझसे,
- मौत आती नहीं और मैं जिंदा रहने की भीख मांग नहीं सकता
- ======================================
- eshaan kiya usne mujhe pyaar sikhakar,
- kya hoti hai chahat ye mujh ko batakar,
- judai hota hai pyaar ka asli matlab,
- chod diya mera sath bas itna batakar.
- ======================================
- kyu Naseeb mera mujh se khafa ho jata hai,
- mano jisko Bhi Apna wo bewafa ho jata hai,
- shiqayat kyu na ho meri nazro ko raat se,
- pura hota nahi Sapna mera or savera ho jata hai.
- ======================================
- Mujhe Uske Pehlu mein Ashiyana Na Mila,
- Uski Zulfo Ki Chaon Mein kahi Thikana Na Mila,
- Keh Diya Usne mujhko hi Bewafa,
- Jab Chodne Ka mujhe Koi Bahana Na Mila.
- ======================================
- Hota gham unhe Kaise Hamari Ruswayi Ka,
- Jab Farq Pada Hi Nahi Unhe Hamse Judai Ka,
- Khamoshi Se Seh liya Hamne Jab Har Gham,
- To Ilzaam Laga Diya Hum Par bhi Bewafai Ka.
- ======================================
- Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye the,
- Teri kasam tujhe apna banane aaye the,
- Kis baat ki saza di tune mujh ko bewafa,
- Hum to tere dard ko apna banane aaye the.
- ======================================
- Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
- saare khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
- Koi nikal kar paadh na le kahi unhe,
- esliye pani mein bhi aag lagake aaye hai.
- ======================================
- Kaam Na aa Saki Unki Wafa To Kya Kare,
- Bewafa sanam Ko Bhul Na Jaye To Kya Kare,
- Dil kehta raha Ki Unko Bhula Kar Hi Dekh Lo,
- Par Baar-Baar Yaad Wo Jo Aaye To Kya Kare.
- ======================================
- Meri wafa’o ne tujhe bewafa bana diya,
- na-jaane kyu tumne mujhe bhula diya,
- wafa na ki hoti to iss saja ke haqdar na hote,
- kal raat teri yaado ne mujhe fir se rula diya.
- ======================================
- Toote Hue Paimane Mein Jaam Nahi Aata,
- Ishq ke maare hue Ko Aaram Nahi Aata,
- Dil Todne Wale bewafa jara ye to socha hota,
- Ki Toota Hua Dil Kisi aur Ke Kaam Nahi Aata.
- ======================================
- Din bhar soch mein doobo raaton ko chain nahi,
- Kaise keh doon dil mein ab tere liye pyaar nahi,
- Door beshak ho aap par mohabbat wahi hai,
- Duniya kaise samjhe bewafa ho aap hum nahi.
- ======================================
- Bade Ajeeb hai Yeh Zindagi ke Raste,
- Anjane raah par Kuch Log Dost Ban Jate hai,
- Milne ki Khushi wo chahe de ya na de,
- par Bichadne ka Gam wo Jarur de Jate hai.
- ======================================
- Mat zikar karo tum apni iss adaa ke baare mein,
- bohat kuch jante hai ham wafa ke baare mein,
- suna hai wo bhi mohabat ka shoq rakhne lagi hai,
- jo janti kuch bhi nahi hai wafa ke baare mein.
- ======================================
- Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye they,
- teri kasam sanam tujhe apna banane aaye they,
- kis baat ki saza di tune hamko aye Bewafa,
- hum to tere dard ko bhi apna banane aaye they.
- ======================================
- Mujhe Uske Pehlu Ka Aashiyana Na Mila,
- Uski Zulfo Ki Chaon Mein Thikana Na Mila,
- Keh Diya Usne Bewafa Mujhko sar-e-aam Hi,
- Jab Chodne Ka usko koi Bahana hi Na Mila.
- ======================================
- Kash Aisa Koi Tum Bhi Kaam Kardo,
- Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Fanna Kardo,
- Ya To Wafaon Ko Tum Bhi Seekh Lo,
- Ya fir Apni Tarah Mujhe Bhi Bewafa Kardo.
- ======================================
- Jaane Meri Aankhon Se Kitne Aansu Beh Gaye,
- Insaano Ki Bheed Mein Bhi Dekho ham Tanha Reh Gaye,
- Karte The Jo Kabhi khul kar Apni Wafa Ki Baatein,
- Aaj Wohi Sanam mehfil mein Mujhe Bewafa Keh Gaye.
- ======================================
- Bewafa Nahi Hai Woh Yeh janta Hu Main,
- Woh Bhi Chahte Hai mujhe Yeh Janta Hu Main,
- Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hu Main,
- Unki Badli Hui Najrein ko Pehchanta Hu Main.
- ======================================
- Kitni Aasani Se Wo Thukra Gaye Mujhe,
- Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe,
- Kaisa hai Ye Pyaar, Kaisa ye Fareb Tha,
- Manzil Dekha ke Jo Raah Se Bhatka Gaye Mujhe.
- ======================================
- Iss dil se tumhara pyaar kam hoga nahi,
- Tum agar bewafa hue to kya hua aur ek gam sahi,
- Aapke karam hai iss zindagi mein jo faisala karenge,
- Sab kuch mil jayega aapko magar honge kareeb hum nahi.
- ======================================
- Meri Aankho Se na-jane Kitne Aansu Beh Gaye,
- main Insaano Ki Bheed Mein Bhi Tanha Reh Gaya,
- Karte The Jo Kabhi Apni Wafa-e-pyaar Ki Baatein,
- ek sham ko wo shaqs hi hame Bewafa Keh Gaya.
- ======================================
- Yeh Kitabon Ke Kisse, Fasaano Ki Baatein,
- Nigahon Ki Jhilmil Judai Ki Raatein,
- Mohabbat Ki Kasmein, Nibhane Ke Waade,
- Yeh Dhoka Wafa Ka Yeh Jhoote Iraade.
- Yeh Baatein Kitabi,Yeh Nazmein Purani,
- Na Inn Ki Haqiqat Na Inn Ki Kahani.
- Na Likhna Inhein, Na Hi Mehfooz Karna,
- Yeh Jazbe Hai Bas Inn Ko Mehsoos Karna.
- ======================================
- Aaj hum unhe Bewafa bata kar aaye hai,
- Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
- Koi nikal kar paadh na le unke khato ko,
- eIsliye pani mein bhi aag lagake aaye hai.
- ======================================
- Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
- Gam Ka khud-b-khud dil ka Rasta Band Ho Gaya,
- Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya hai,
- Uska bewafa ka naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.
- ======================================
- Mohabbat Mein Kya Mila Mujhe Dil Laga Kar,
- Pachta Raha Hoon Main dil par Chot Kha Kar,
- Apni Zindagi Hi Bojh Lagne Lagi hai Ab Mujhe,
- Uss bewafa ke Diye Ghamon Ko Dil Mein Basa Kar.
- ======================================
- Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye the,
- Teri kasam tujhe apna banane aaye the.
- Kis baat ki saza dee tune ham ko,
- Bewafa hum to tere dard ko apnane aaye the.
- ======================================
- Dard se khelna ab to seekh liya humne,
- bewafai ke sang jeena seekh liya humne,
- kis kadar toot jata hai dil kya batayein,
- marne se pehle kafan odhna seekh liya humne.
- ======================================
- Unhe nafrat thi hamse to izhaar kyu kiya,
- Dena hi tha zeher to phir pyar kyu kiya,
- De kar zeher kehte hai peena hoga,
- Aur jab pee liya to kehte hai jeena hoga.
- ======================================
- Jise Maine Mohabbat Ki Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki,
- Dhadkan Mere Dil Ki Aur Sansein Kisi Aur Ki,
- Badal Gayi Ye Dunia Wo Dunia Hi Kuch Aur Thi,
- Wo Bas Ek Sapna Tha Mera Haqiqat Thi Kisi Aur Ki.
- ======================================
- Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
- Hum Bawafa Ki yaad ke Saath Jeena Seekh Gaye,
- Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
- Maut Se Pehle, Kafan odh Kar Sona Seekh Gaye.
- ======================================
- Zindagi Guzar Gayi Dil Ko Samjhane Mein,
- Pyar Ke Unn Kisse-kahaniyo Ko Bhulane mein,
- Samjh Baithe the Jise Hum Zindagi Apni,
- Wo bhi The Meri Barbadi Ka Jashn Manane mein.
- ======================================
- Uski Yaad Mein Hum saaloon tak Rote Rahe,
- Bewafa Woh Nikale Badnaam Hum Hote Rahe,
- Pyar Mein Madhoshi Ka Aalam Toh Dekhiye,
- Dhool Chehre Pe Thi Hum Aaina Saaf Karte Rahe.
- ======================================
- Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aa jaate Hai,
- Khawab Ban ke Aankho Me bas Jaate Hai,
- Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
- Fir Na Jaane Kyu bich zindagi mein Badal Jaate Hai.
- ======================================
- Maut mangte hai to zindagi khafa ho jati hai,
- Zehar lete hai to wo bhi dawa ho jati hai,
- Tu hi bata aye dost kya karo,
- jisko bhi chahte hai to wo bewafa ho jati hai.
- ======================================
- Begano se pyar ki gunjaish nahi hoti,
- maut ke baad baaki koi khawish nahi hoti,
- shayd koi pyar bhara dil toota hoga warna,
- itni tej dhoop mein kabhi barish nahi hoti.
- ======================================
- Wo bewafa mera imtihan kya legi,
- Milegi nazare to nazare jhuka legi,
- Meri kabar par use diya mat jalane dena,
- yaaro Wo nadaan hai apna hath jala legi.
- ======================================
Images Shayari,whatsapp Hindi Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Dosti Shayari, Best Shayari, New Shayari, Latest Shayari,hindi font inspirational zindagi shayari friendship,good night images,good morning shayari download images,shayari on life Shayari 2018.
New Best Sad Shayari In Hindi
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment