Dhoka Shayari In Hindi


  1. Har aag bujhti hai barsat mei,
  2. Magar dil ki aag buj na saki,
  3. Aannkho me aanshu ki barsaat hoti rahi,
  4. Phir bhi dil me dard ki aag jalti rahi.
  5. ========================================
  6. Me Apni Chahato”n ka Hisaab Lene jo Bethh Jaau,
  7. Tum Toh Sirf Mera Yaad Krna Bhi Na Lauta Sakoge.
  8. ========================================
  9. Kisey maloom tha ishq is qadar lachaar karta hai,
  10. Dil usey janta hai bewafa, magar pyar karta hai..
  11. ========================================
  12. Meray Sajdon Mein Kami To Na Thi Aye KHUDA,
  13. Kya Mujh Se Bhi Barh K Kisi Ne Manga Tha Use.
  14. ========================================
  15. Chalo kuch aesa krte hain ki dil behal jaye ,
  16. Agar phir bhi na sanbhla to kya TUM laut aao ge ?
  17. ========================================

  18. Mana ki tere pyar ke Kabil nhi hum.
  19. Use Jake puch jise Hasil nahi hm.
  20. Mat dar dekh ke mere Hato pe Lahu.
  21. Naam Likha he tera KATIL nhi h hum.
  22. ========================================
  23. Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
  24. Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
  25. Jahan chot khana wahan muskurana
  26. Magar is ada se ke roye sara zamana…

  27. ========================================
  28. Kyo khat likhti ho to ab chahat kaisi,
  29. Jab juda ho gayi to mohabbat kaisi,
  30. Muje to tumhari vafao par bada naz tha,
  31. Tu bewafa nikli to tujse sikayat kaisi.
  32. ========================================
  33. Na Zindagi Mili Na Wafa Mili,
  34. Najaane Har Khushi Humse Khafa Mili,
  35. Jhoothi M!uskaan Liye Apne Gham Chhupaate Hain,
  36. Sachi Mohabbat Karne Ki Bhi KiyaKhoob Saza Mili…
  37. ========================================
  38. Tere lot Aany ka “INTIZAR” karti hon
  39. Dekh main tum se kitna “PIYAR” karti hon
  40. Main banati hon kagaz pe teri taswerein
  41. Phir un se batein “HAZAAR” karti hon
  42. Tere Dukh bhi k!huloos-E-Niyat se
  43. Apne dukhon mein “SHUMAR” karti hon
  44. Sach samjhti hon jhoot bhi tera
  45. Youn main tera “AITBAR” karti hon
  46. Aj bhi sochti hon to meri ankhen bheg jati hein
  47. A jaan E Jaana main tum se itna “PYAR” karti Hon……!!.
  48. ========================================
  49. Humne Use Moh!abbat Me Chahne Ki Inteha Kardi…
  50. Apni Har Khusi Har Tamanna Us Par Fida Kardi..
  51. Kuch Is Andaz Se Usne Luta Mujhko Ki…
  52. Meri Hi Zindagi Mere Liye Saza Kardi…!!
  53. ========================================
  54. Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate tumhe
  55. Itna kareeb na aay!!e hote to bhool jate tumhe.,
  56. Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koyi,
  57. Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate tumhe
  58. ========================================
  59. Yaadon Ke Dhund !Me Teri Parchhayi Si Lagti Hai,
  60. Sannate Me Gunjti Koi Shehnaayi Si Lagti Hai,
  61. Tu Hai Dil Me To Apnapan Sa Lagta Hai,
  62. Warna Seene Me Saanse Bhi Praayi Si Lagti Hai….!
  63. ========================================
  64. Ban Ke, Par Apni Yadon Se Ek
  65. Din Zaroor Tum ko Rula Denge.
  66. =======!=================================
  67. Jis Dil Main basa tha pyar Tera,
  68. Uss dil ko ka!bhi kaa tod diya,,,
  69. Badnaam naa hone denge tujhe,
  70. Tera naam hi lenaa chodh diya.

  • ========================================
    1. Ek aag lagai sine me mere,
    2. Aur uska maaza bhi lete rahe,
    3. Sholo ka tamasha bhi dekha usne,
    4. Aur aanchal se hava bhi dete rahe.
    5. ========================================
    6. Na Jeene Ki Kh!ushi Na Marne Ka Gam
    7. Hme Sirf Hai Unse Na Milne Ka Gam
    8. Jeete Hain Isliye Ki Hmare Kehlayenge Vo
    9. Marte Nhi Isliye Ki Akele Reh Jayenge Vo
    10. ========================================
    11. Naaz !Karte the Jo Apni Wafaon Par
    12. Unhi Ko Bewafayi Karte Dekha Humne…..
    13. Kaise Saja Lein Sapne Apni Udaas Aankhon Mein,
    14. Har Khwab Ko Toot Kar Bikharte Dekha Humne…..
    15. Karte The Jo !Wada Hamesha SaathChalne Ka,
    16. Phir Unhi Ko Raasta Ba!alte Dekha Humne….
    17. Aitbaar Nahi Raha Kisi Par Bhi Kya Karein,
    18. Is Aitbaar Ko Kayi Baar Marte Dekha Humne….
    19. ========================================
    20. Apne Haathon Ki Hatheli Par Us Ka Naam To Likh Diya,
    21. Par Ye Na Socha Ki Taqdeer To Khuda Likhta Hai.

    22. Us K Ilawa Main Keya Maangun Us Khuda Se,
    23. Aur Kisi Cheez Ka Talabgaar Wo B Nahi Main B Nahi .

    24. ========================================
    25. Broken Love Hindi SMS Image
    26. Tuta !hua phool khusbu de jata hai,
    27. Bita hua pal yaaden de jata hai,
    28. Har shakhs k!a apna andaz hota hai,
    29. Koi zindgi me Pyar,
    30. To, Koi Pyar Me zindgi de jata hai.

    31. ========================================
    32. Tute hue glass me jam nahi aata,
    33. Isqk ke mariz !ko aaram nahi aata,
    34. Dila todne se pahle socha to hota,
    35. Tuta hua dil kisi ke kam nahi aata.
    36. ========================================
    37. Sacha Pyaar Hamesha Galat Insaan Se Hota Hai,
    38. Or Jab Ache Insaan Se Hota Hai Tab Galat Waqt Pay Hota Hai.

    39. Kaise guzarti hai meri har ek shaam tere baghair,
    40. Agar tu dekh le to kabhi akela na chorre mujhko.

    41. Pichle baras tha khauf tujhe kho na doon kahin,
    42. Ab ke baras ye dua hai tera saamna na ho.

    43. Ye Zamana Jal Jaaye Ga Kisi Shole Ki Tarah,
    44. Jab Uske Haath Mein Khanke Ga Mere Naam Ka Kangan.

    45. Woh Chup Rehtaa Tha Magar Nigaahain Bolti Thien,
    46. Kuch Loog Khamoosh Reh Kar Bhi Dill Jeet Laitay Hain.

    47. Meri Moat Ka Us Ko Batana Lekin En Alfaz’on Mein,
    48. Tumhara Sadiyon Se Jo Arman Tha Wo Pura Ho Gaya.

    49. Sukhe Gulab Ki Tarah Hum Shayad,
    50. Gir Chukke Hain Teri Kitaab Se.

    51. Na Do Kisi Ko A!pni Zindagi Ka Itna Haq,
    52. Ki Kuch Na Rahe Baqi Us Ke Rooth Jane Ke Bad.


    53. ========================================


    54. Inkar ko ikr!ar kahte hai,
    55. Khamoshi ko izhar kahte hai,
    56. Na jane kyo dastur hai is duniya ka,
    57. Ek dokha jise log pyar kahte hai.

    58. Sadiyo Se Jagi Ankho Ko Ek Bar Sulane Aa jao,
    59. Mana Ke Tum Ko Pya!ar Nahi Nafrat He Jatane Aa jao.

    60. Chalo Acha Kiya Hai Ki Toad Diya Dil Ye Mera,
    61. Ye Bhi Bahot Magroor Ho Gaya Tha Teri Tarah.

    62. Beshaq Logo Ki !nazro Main Humara Koi Wajud Na Ho,
    63. Lekin Koi To Aisa Hoga Jo Hume Pa kar Khud Par Naaz Karega.

    64. Buzdil Hain Wo Log Jo Muhabbat Nahin Karte,
    65. Bohat Honsla Chahiye Barbad Hone Ke Liye.

    66. Suna hai sab kuch mil jata hai duwa se
    67. Milte ho khud ya mangu khuda se.

    68. Yunhi Bhula Dete Ho Had Karte Ho,
    69. Insan Hun Tumhari Kitabon Ka Sabaq To Nahi.

    70. ========================================
    71. Bhig jati hai palke tanhai se,
    72. Darte hai koi jan na le,
    73. Pasand karte hai tezz barsat me chalna,
    74. Taki kahi rote hue koi pahchan na le.

    75. Kya Yehi Hai Kam!al Ishq o Mohabbat Karne Ka?
    76. Umr Jeene Ki Hai Aur Shaok Marne Ka.

    77. Jis Ki Kismat Main Likha Ho Roona Faraz,
    78. Agar Woh Hans Bhi Dain Toh Aansoo Nikal Aate Hai.

    79. Pad gya parda Mehfi!l par teri awaz ka,
    80. Ek aahat kitne hangaamon par haavi ho gayi.

    81. Parhi Hai Yun To Kitabein Hazaron Magar,
    82. Haqeeqat Mein Sabaq Jo Mujh Ko Mila Apni Zindagi Se Mila.

    83. Naseeb Achche Na Hon To Khubsurti Ka Koi Faida Nahi,
    84. Dilon Ke Badshah Aksar Faqeer Hote Hain.

    85. Jhooti Mohabbat,Wafa Ke Waa!de,Iqrar Ki Qasmein,
    86. Kitna Kuch Karte Hain Log Kisi Ko Barbad Karne Ke liye.

    87. Wo Jawab Talab Hai Mujhse! Ki Bhool To Na Jao Ge Mujhy,
    88. Jawab Main Kaise Dun Usko Jab Sawal Hi Paida Nahi Hota.

    89. ========================================
    90. Aarju thi ki teti banho me, dam nikle,
    91. Lekin bewfa tum n!ahi,badnasib hum nikle.

    92. Maine Yeh Sochkar Uski Saari Baato ko Sach Maan Liya,
    93. Ki Itne khoobsurat Lab Bhala Jhoot kaise Bolenge.

    94. Kyun sharminda karte ho haal hamara pooch kar,
    95. Haal hamara wohi hai jo tumne bana rakha hai.

    96. Har Waqt Meri Khoj Me Rehti Hai Teri Yaad,
    97. Tune To Mere Wajood Ki Tanhai Cheen Li.

    98. Maine Yeh Sochkar Uski Saari Baato ko Sach Maan Liya,
    99. Ki Itne khoobsurat Lab Bhala Jhoot kaise Bolenge.

    100. Kyun sharminda karte ho haal hamara pooch kar,
    101. Haal hamara wohi hai jo tumne bana rakha hai.

    102. Har Waqt Meri Khoj M!e Rehti Hai Teri Yaad,
    103. Tune To Mere Wajood Ki Tanhai Cheen Li.

    104. Dill Ki Har baat Kehna Zuban Sey Zaroori Tu Nahi,
    105. Kissi Ki Yaad Mei’n chup Rehna… Bhi Mohabat Hai

    106. Tanhaiyoun Ke Dard Se Khoob Waqif Tha Woh,
    107. Phir Bhi Duniya Main Mujhe Tanha Banaya Usne.

    108. Aey Neend Aa Bhi Ja Ki Mulaqat Ho sake,
    109. Kafi Dinon Se Khawab Mein Dekha Nahi use.

    110. Afsos hota hai jab Apni Pasand koi aur Chura leta hai,
    111. Khawab Ham Dekhte hai aur Hakikat koi aur bana leta hai.

    112. ========================================
    113. Aesi kismat likha k!ar aaye hai,
    114. Ki dur talak gardiso ke saye hai,
    115. Zakham dena to gairo ki fitrat hai yaha,
    116. Par hamne to apno se hi zakham khaye hai.

    117. Mila tha ek dil jo tum ko de Diya,
    118. Hazaron bhi hote to Tere liye hote.

    119. Aya tha ik shakhs mere dard ko bantne,
    120. Rukhsat huwa to ap!na bhi gham de gya mujhe.

    121. Dil Ne Socha Tha Use Toot Ke Chahein Ge,
    122. Sach Maano … Toote Bhi Bohat Aur Chaha Bhi Bohat.

    123. Wo ShaKhs Jis Se Ab Koi Rishta Nahi Hai Mera,
    124. Mere Har Dard,Har Soch Main Wo Shamil Kyu Rehta Hai.

    125. Kaash Ki Ab Ki Baar Wo Yeh Keh De Mujhe,
    126. Aao Ki Main Ta!nha Hoon,Teri Tarh,Tere Liye.

    127. Mat Pocha Karo Mujh Se Ki Tum Mere Keya Lagte Ho,
    128. Dil Ke Liye Dharkan Zarori Hai Aur Mere Liye Tum.

    129. ========================================
    130. Kisi ne hame aashiq kaha to kisi ne deewana,
    131. Is aankho me aanshu tab aaye hamari,
    132. Jab unho ne hame begaana kaha.

    133. Kabhi Mang Kar Daikho Tumhare Liye To Jaan Bhi De Dege,
    134. Hum Dil Walon Ki Kadar Dil Se Nahi Apni Jaan Se Karte Hai.

    135. Us k Seene Se L!ag K Bas Yehi Ehsaas Hota Hai,
    136. Ki Jaise Meri Duniya Simat Gayi Ho In Baaho’n Main.

    137. Na Raha Karo Udaas Kisi BeWafa Ki Yaad Mein,
    138. Wo Khush Hai Apni Duniya Mein Teri Duniya Ko Ujaar Kar.

    139. Kehna Zaroori Nahi Hota Yeh Samajhne Ki Baat Hai.
    140. Hum Mohabbat Mein Khaamosh Zaroor Hai Magar bewafa nahi.

    141. Ro Ro Ke Sunaaya Tha Jin ko Apna Haal e D!L,
    142. Hans Hans !Ke Meri Wafa Ki wo toheen Kar Gaye.

    143. Dunia K Sabhi Gham Mere Sang Na Kia Kar,
    144. Aaye Raat Soney De Youn Tang Na Kia Kar.
    145. ========================================
    146. Meri zindgi me gum aur badh gaye,
    147. Unki bewafa!ai ke sitam aur badh gaye,
    148. Ab zindgi kare kisse aur shikayat,
    149. Unke gairo par karam aur badh gaye.
    150. ========================================
    151. Chahate to Hai Lekin Haqeeqat Nahi Hai …
    152. Aaj Kal Kisi Ko Kisi Se Sachi Mohabbat Nahi Hai …
    153. Jo Tumhe B!hula De Tum Us Ko Bhula Do …
    154. Is Se Behter Ab Koi Nasihat Nahi Hai …
    155. ========================================
    156. Lagte Hai Jin K Dil Pe Woh Aankhon Se Nahi Rotay
    157. Jo Apno K He Na Ho Paye Wo Kisi K Nahi Hotay.

    158. Main Jahan Rahoo,Main Kahin Bhi Hoo,
    159. Teri Yaad Saath Hai,
    160. Kisi Se Kahoo Ke Nahi Kahoo,
    161. Yeh Jo Dil! Ki Baat Hai,
    162. Kahne Ko Saath Apne Ek Duniya Chalti Hai,
    163. Par Chupke Tanhai Palti Hai,
    164. Baas Yaad Saath Hai ,
    165. Teri Yaad !Saath Hai…
    166. Kahene Ko Saath Apne Ek Duniya Chalti Hai,
    167. Par Chupke Tanhai Palti Hai,
    168. Baas Yaad Saath Hai ,
    169. Teri Yaad Saath Hai…

    170. Bas Aik Maafi, Hamari Touba,Kabhi Jo Ab Ham Satayen Tumko,
    171. Lo Haath Jore, Lo Kaan Pakkren Ab Aur Kaise Manayen Tumko ?

    172. Doob Jane Ka Bhi Apna Hi Maza Hai Sahib….,
    173. Ishq Karna Hai To Mojon Se Kinara Na Karo.!!!
    174. Doob Jane Ka! Bhi Apna Hi Maza Hai Sahib….,
    175. Ishq Karna Hai To Mojon Se Kinara Na Karo.!!!
    176. ========================================
    177. Mere Wajood Me Kash Tu utar Jaye
    178. Mai Dekhu! Aaina Or Tu Nazar Aye
    179. Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye
    180. Ye Zindagi Tujhe! Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye.
    181. ========================================
    182. Mein Bharlo Tujhe Baaho’n Mein Mohabbat Se…
    183. Ae Sanam Itna Haq To Meri Chahto Ko dey…

    184. ========================================
    185. Apne pyar me wo hame badnaam samajte he,
    186. Unpar hum fida huve to hame apna gulaam samajte he.
    187. Mann ke pujaa!ri ki unko k!uch bhi kadar nahi he,
    188. Tan ke pujari ko wo apna bhagwan samajte he.
    189. ========================================
    190. Tujhe Roz jee Bhar ke Dekhta Hoga,
    191. Tere Ghar ke Aaine ki kiya Baat Hai.

    192. Hum ne dekha tha faqat shok-e-nazar ki khatir,
    193. Ye na socha tha ki tum dil main uter jao ge.

    194. Jhooti Muhabbat, Wafa K Waade, Iqraar Ki kasmain,
    195. Kitna Kuch Karte Hai Log, Kisi Ko Barbad Karne Ke liye.

    196. Akele Hai to kya Hu!wa Ye Ziandgi Bhi Guzar Jaye g¡,
    197. Hum Apni Tanhai Mitane ke liye kis¡ ko Majbor Nahi Karte.

    198. Main Hans Ke Jhel Leti Hoon Judai Ki Sabhi Rasmein,
    199. Gale Jab Uske Lagti Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain.

    200. Itni Dooriyan Na Ba!daon Thora Sa Yaad Kar Hi Liya Karo,
    201. Kahin Aisa Na Ho Ki Tum Bin Jeene Ki Aadat Si Ho Jaye.

    202. ========================================
    203. Gutkar jina gutka!r marna, aur gutkar he gum uthana he,
    204. Kismat se ab kya karenge hum, jab likha he thokar khana he.

    205. Kisi Ko Kya Haasil Hoga Mujhe Yaad Karne Se,
    206. Mein to Aam Si Insaan Hoon Yahan to Sab Ko Khaas Ki Talaash Hai.

    207. Mohabbat Ka SabaQ Baarish Se Seekho.
    208. Jo PhooLon Ke Saath Saath Kanton Par Bhi Barasti Hai.
    209. ========================================
    210. Zindagi Se Nafrat Kise Hoti Hai,
    211. Aur Marne Ki Ch!aahat Kise Hoti Hai
    212. Peyaar Bhi Ek Ittefaaq Se Hi Hota Hai,
    213. Warna Aasuoon Se Mohabat Kisee Hoti Hai.
    214. ========================================
    215. Kuch aise haadse bhi hote hai zindagi me…
    216. Ki insaan b!ach to jata hai magar zinda nahi rehta…

    217. Ab wo dil me base
    218. in dhadkano ka kya kare
    219. har saans me wo chale aate hai

    220. Kash koi hota jo hamare aansu ka khayal rakhta
    221. Yaha to har shakhs ne hame rulane ki qasam kha rakhi hai.

    222. Juda hokar bh!i dono ji rhe hain ek muddat se
    223. Kbhi dono hi kahte the ki aesa ho nhi sakta

    224. ========================================
    225. Isqh ke daaman se lipta gam he hota he,
    226. Tanhai ki aanc!h se pyar kam nahi hota he.
    227. Khuda bhi afsos karta he aasma pe,
    228. Jab bhi zameen par koi aashiq rota he.
    229. ========================================
    230. Jane Woh Kai!se Log The Jin Kay Pyar Ko Pyar Mila
    231. Humne To Jab Kaliyaan Maangi Kantoon Ka Haar Mila
    232. ========================================
    233. Ban Jaun Agar Tum Sa Kaisa Lagega
    234. Ha!r Pal Rahu Tumse Khafa Kaisa Lagega
    235. Khud Se Bhi Zada Ho Yaqeen Tumhe Kisi Par
    236. Agar Vahi De Jaye Dhokha Kaisa Lagega .
    237. ========================================
    238. Ye na samajh k bichda hun to bhul gya hun tujhe..
    239. tere py!ar ki khushbu mere hathon me aj bhi hai
    240. tu woh hai jo barson ki talash hasil hai
    241. tumhe sochna! meri yadon me aj bhi hai..
    242. ye or baat k majbooriyon ne nibhane na di Muhabbat
    243. warna sachai meri wafaon me aj bhi hai..
    244. mera her sher meri chahton ki gawahi dega
    245. chahton ki! khushboo in lafzo me aj bhi hai
    246. har lamha zindagi me mohabatein naseeb ho tujhe,
    247. shamil tu meri duaon me aj bhi hai..!!

    248. ========================================
    249. Khuda teri duniya se hum paresan ho gaye,
    250. Hame zinda dekh kar duahman mere hairaan ho gaye,
    251. Tumhare pa!as aane ka mere paas waqt na raha,
    252. Bewaafa ke pyar me hum itna barbaad ho gaye.
    253. ========================================
    254. Jab achanak unki yad ati hi,
    255. dil me dhime! se dhadkan ruk jati hi,
    256. itni kubsurat hi unki ankhe,
    257. ki usse najar milte hi hamari najar jhuk jati hi.
    258. ========================================
    259. Hansne ke b!aad kyu rulati hai duniya,
    260. Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
    261. Zindagi me kya kuch kasar baaki thi,
    262. Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya.
    263. ========================================
    264. Khoon ke napaak ye dhabbe
    265. Khuda se kaise chhipaoge?
    266. Masoo!mo ki qabr par chadhkar
    267. Kaunsi jannat jaaoge?
    268. ========================================
    269. Kabhi toh ki hogi Suraj ne Chand se muhabbat,
    270. tabhi toh Chand mein daag hai.
    271. Mumkin hai ki Chand ne ki hogi Bewafaai,
    272. tabhi toh Su!raj mein Aaghai.

    No comments :

    Post a Comment