ZINDAGI101



  1. Teri Berukhi A!ur Teri Meherbaani;
  2. Yehi Maut Hai Aur Yehi Zindgaani!
  3. ***************************************
  4. Kabhi Kitaabo!n Main Phool Rakhna;
  5. Kabhi Darakhton Pe Naam Likhna;
  6. Humein Bhi Hai Yaad Aaj Tak Woh;
  7. Nazar Sey Harf-e-Salaam Likhna!
  8. ***************************************
  9. Kamaal Ka! Hausla Diyaa Khuda Ne Hum Insaano Ko;
  10. Waqif Hum Agle Pal Se Nahi Hote;
  11. Aur Waade Hum Janmo Ke Kar Lete Hain!
  12. ***************************************
  13. Itna Anmol Tha Ke Khar!eed Na Saka Koi Hamko;
  14. Hairaan Hun Ke Tere Hathon Bika To Bika Kaise!
  15. *************!**************************
  16. Wo Zeher Dekar Ma!arte To Duniya Ki Nazron Mein Aa Jaate;
  17. Andaaz-e-Qatal To Dekho, Mohabbat Karke Chhod Diya!
  18. ***************************************
  19. Mujhe Bhi Yaad Rakh!na Jab Likho Tareekh-e-Wafa;
  20. Ke Maine Bhi Lutaya Hai Mohabbat Main Sakoon Apna!
  21. ***************************************
  22. Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon;
  23. Lout Ke Phir Teri !Mehfil Mein Nahi Aayunga;
  24. Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar;
  25. Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga!
  26. ***************************************
  27. Kahan Dhoondtey Ho Tum Ishq Ko Oh Bekhabar;
  28. Yeh Khud Hi Dhoond Leta Hai Jissey Barbaad Karna Ho!
  29. ***************************************
  30. Meri Majburiyon Ko Meri Badkismati Mat Samajhna;
  31. Qyunki Hum Unn R!ahon Par Se Bhi Guzre Hein;
  32. Jahan Kismat To Durr, Saaya Bhi Sath Nahi Deta!
  33. ***************************************
  34. Ajab Bandashain !Hain Mohabbat Ki;
  35. Na Uss Ne Qaid Mein Rakha, Na Hum Azaad Huwe!


  36. ***************************************


  37. Mujhe Chhorne Ka Faisla To Woh Har Roz Karta Hai;
  38. Magar Uska Bas Nahin Chalta, Meri Wafa Ke Saamne!
  39. ***************************************
  40. Nelaam Kuchh Iss Tarha Se Huay Bazar-e-Mohabbat Mein;
  41. Boli Lagane Wala Bhi Woh Tha, Jiss Ne Kabhi Jholi Faila Kar Manga Tha Mujhe!
  42. ***************************************
  43. Koi Shaam Aati Hai Tumhari Yaad Lekar;
  44. Koi Shaam Jaati Hai Tumahri Yaad Dekar;
  45. Mujhe Toh Uss Shaam Ka Intezaar Hai;
  46. Jo Aaye Tume Saath !Lekar!
  47. ***************************************
  48. Woh Bhool Gaye Unhe Hasaya Kisne Tha;
  49. Jab Woh Ruthte The To Unhe Manaya Kisne Tha;
  50. Woh Kehte Hain Ke !Woh Bahut Achhe Hain;
  51. Lekin Woh Bhool Gaye Ke Unhe Yeh Bataya Kisne Tha!
  52. ***************************************
  53. Hai Kismat Hamari Aasman Mein Chamakte Sitaare Jaisi;
  54. Log Apni Tamman!a Ke Liye Hamarey Tutne Ka Intezaar Karte Hain!
  55. ***************************************
  56. Taqderien Badal Jati Hain Jab Zindagi Ka Koi Maqsad Ho;
  57. Warna Zindagi Ka!t Jati Hai Taqdeer Ko Ilzaam Dete Dete!
  58. ***************************************
  59. Bahut Khoobsurat Unka Har Andaaz Hai;
  60. Haqiqat Hai Ya Khwaab! Hai;
  61. Khushnaseebon Ke Paas Rehte Hain Woh;
  62. Mere Paas To Bas Unki Meethi Si Yaad Hai!
  63. ***************************************
  64. Ye Sahil Per Bikhrey Huye Phool;
  65. Na Jane Aaj Phir Kiski Mohabbat Doob Gayi!
  66. ***************************************
  67. Aaj Unhone Ek Aur Dard Diya To Yaad Aaya;
  68. Hamne Hi To Maange The Unke Sare Dard Apni Duaao Mein!
  69. ***************************************
  70. Mere Lafzon Ki Pehchan Aggar Kar Laita Woh, Faraz;
  71. Ussey Mujhse Nahi !Khud Say Mohabbat Ho Jaati!





  72. ***************************************
  73. Aapki Yaad Dil Ko Bekarar Karti Hai;
  74. Nazar Talash Apk!o Bar Bar Karti Hai;
  75. Gila Nahi Jo Hum Hain Door Apse;
  76. Hamari To Judai Be Apse Pyar Karti Hai!
  77. ***************************************
  78. Dil Ne Ek Cheez Barri Beshumar Mangi Hai;
  79. Husn-e-Magroor Ki Fitrat Se Waffa Mangi Hai!
  80. ************!***************************
  81. Wapsi Ka Safar Aab Mumkin Na Hoga;
  82. Hum Toh Nikal Chuke Hain Aankh See Aansu Ki Tarhan!
  83. *************!**************************
  84. Hum To Jee Bhi Nahi Sakey Aik Saath;
  85. Hum Ko To Aik Saath Marna Tha!
  86. ***************************************
  87. Yeh Soach Kar Palkon !Mein Chuppa Lete Hein Aansu;
  88. Gir Ke Yeh Aankh Se Meri Tarhan, Tanha Na Ho Jayein!
  89. ***************************************
  90. Mere Dil Ki Khawaishen Reh Reh Kar Poochengee Ek Din Uss Se;
  91. Kis Ko Aabad Kiy!a Hai Mujh Ko Barbaad Kar Ke!
  92. ***************************************
  93. Tu Milke Bhi Na Milaa;
  94. Tujhe Pa Ke Bh!i Na Paya;
  95. Mein Adhuri Reh Gai;
  96. Jab Tera Saaya Mujhe Na Nazar Aya!
  97. ***************************************
  98. Toote Hain Sheesha! Dil Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard;
  99. Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Kar!
  100. ***************************************
  101. Woh Mujhse Door Hokar Khush Hein Toh Khush Hi Rehne Do;
  102. Mujhe Apni Chah!at Se Zyada, Unki Muskrahat Pasand Hai!
  103. ***************************************
  104. Tum Se Wabastgi Ka Ye Aalam Hai;
  105. Hum Woh Saans Nahi Lete Jisme Tumhari Yaad Na Ho!




  106. ***************************************

  107. Teri Dosti Ne Diy!a Sakun Itna;
  108. Ki Tere Baad Koi Bhi Accha Na Lage;
  109. Tujhe Karni Ho Bewafai To Iss Ada Se Karna;
  110. Ki Tere Baad Koi Bhi Be!wafa Na Lage!
  111. ***************************************
  112. Apne Dil Ki Sunn, Afwahon Se Kaam Na Le;
  113. Mujhe Yad Rakh, Be!shak Naam Na Le;
  114. Tera Veham Hai Ke Hum Bhool Gaye Tujhe;
  115. Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le!
  116. ***************************************
  117. Humne To Ek H!i Shaks Par Mohabbat Khatam Kardi;
  118. Ab Mohabbat Kis Ko Kehte Hain, Kuch Malum Nahi!
  119. ***************************************
  120. Usney Mujhe Apna Kaha Tu Kya Huwa;
  121. Log Jhooth Bhi To Bolte Hain!
  122. ***************************************
  123. Shayad Koi Tarash Kar Kismat Sawaar De:
  124. Yeh Soch Kar Hum Umar Bhar Pathar Baney Rahe!
  125. ***************************************
  126. Teri Yaad Ilaaj-e-Gham Hai;
  127. Soch, Tera Maqaam Kya Hoga!
  128. ***************************************
  129. Main Uss Ke Kheyal Se Jaoon To Kahan Jaoon;
  130. Woh Meri Sooch Ke Har Raste Pae Nazar Aata Hai!
  131. ***************************************
  132. Woh Mera Sab Kuchh !Hai Par Muqaddar Nahi;
  133. Kaash Woh Mera Kuchh Na Hota Par Muqaddar Hota!
  134. ***************************************
  135. Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai;
  136. Aankhen Hasti Hain Magar Dil Rota Hai;
  137. Mante Hain Hu!m Jisse Manzil Apni;
  138. Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai!
  139. ***************************************
  140. Main Apni Zaat Ki Tanhaiyo Mein Zinda Hoon;
  141. Magar Yeh Bhi Sach Hai Ke Mujhe Teri Zarorat Hain Bahut!

  142. ***************************************


  143. Hum To Hass !Lete Hain Dukh Mein Bhi, Teri Rehmat Se;
  144. Varna Log To Sukh Mein Bhi Pareshaan Rehtey Hain!
  145. ***************************************
  146. Apni Chhab Banaikay, Jo Main Pi Kay Paas Gayi;
  147. Chhab Dekhi Jab Piyu Ki So Apni Bhool Gayi!


  148. ***************************************
  149. Khusro Darya Prem Ka, Ulti Wa Ki Dhaar;
  150. Jo Utra So Doob Gaya, Jo Dooba So Paar!
  151. ***************************************
  152. Gam-e-Zindagi Ke Maare Hain;
  153. Har Baazi Jeet Ke Haare Hain;
  154. Yeh Jo Meri Jholi M!ein Pathar Hain;
  155. Sab Mere Chahne Walon Ne Marey Hain!
  156. ***************************************
  157. Pyaar Karne Ka Hunnar Hame Nahi Aata;
  158. Isliye Pyar Ki Baaz!i Ham Haar Gaye;
  159. Hamari Zindagi Se Unhe Buhut Pyaar Tha;
  160. Shayad Isiliye Woh Hame Zinda Hi Maar Gaye!
  161. ***************************************
  162. Akhir Zindagi Ne Bhi Aaj Puchh Liya Mujhse;
  163. Kahan Hai Wo S!haks Jo Tujhe Mujh Se Bhi Aziz Tha!
  164. ***************************************
  165. Meri Yaadon Ki Kashti Uss Samundar Mein Tairti Hai;
  166. Jiss Mein Paani Mer!i Apni Hi Palkon Ka Hota Hai!
  167. ***************************************
  168. Teri Mohabbat To Mera Muqadar Hai;
  169. Yeh Manzil Chahe Mile Ya Na Mile;
  170. Par Mujhe Rahaat Jarur Milti Hai;
  171. Ae Dost, Tujhe Yaad Karne Se!
  172. ***************************************
  173. Khusro Baazi Prem Ki, Main Khelun Pi Ke Sung;
  174. Jeet Gayi To Piya Moray, Haari, Pi Kay Sung!
  175. ***************************************
  176. Waqt Guzarta Raha Par Sansey Thammi Thi;
  177. Muskura Rahe The Hum Par Ankhon Mein Nami Thi;
  178. Saath Hamaare Yeh !Jahaan Tha Sara;
  179. Par Na Jaane Kyun Tumhari Kami Thi!



  180. ***************************************

  181. Kaash Unko Kabhi F!ursat Mein Yeh Khayal Aa Jaye;
  182. Ke Koi Yaad Karta Hai Unhey Zindagi Samajh Kar!
  183. ***************************************
  184. Chalte Rahte Hain Ki Chalna Hai Musafir Ka Naseeb;
  185. Sochte Rahte Hain Ki Kis! Raahaguzar Ke Hum Hain!
  186. ***************************************
  187. Itni Qasmein Na Uthao Ghabraa Ke;
  188. Jao, Hum AitBaar Karte Hein!
  189. ***************************************
  190. Wo Mujhse Door Ho K!ar Khush Hein To Khush Hi Rehne Do;
  191. Mujhe Apni Chahat Se Zyada, Uski Muskrahat Pasand Hai!
  192. ***************************************
  193. Uske Chale Jaane Ke Baad;
  194. Hum Mohabbat Nahi Karte Kisi Se;
  195. Ek Choti Si Zin!dagi Hai;
  196. Kis-Kis Ko Aazmate Rahenge!
  197. ***************************************
  198. Is Behte Dard Ko Mat Roko;
  199. Yeh To Sazza Hai Kisi Ke Intezaar Ki;
  200. Log Inhe Aansu K!ahen Ya Deewangi;
  201. Par Yeh To Nishani Hain Kissi Ke Pyaar Ki!
  202. ***************************************
  203. Maykhane Mein Kaise Bujhti Pyas Meri;
  204. Inn Hothon Ko Talab To Tere Hothon Ki Thi!
  205. SAAKI AUR SHA!RAAB  434
  206. Saray Raah Jo Unsay Nazar Mili;
  207. To Naksh Dil Kay Ub!har Gaye;
  208. Hum Nazar Mila Kar Jhijak Gaye;
  209. Woh Nazar Jhuka Kar Chale Gaye!
  210. ***************************************
  211. Apani Yaadon Ke Ujallo!n Ko Mere Pass Rahne Do;
  212. Baki Hayat-E-Safar Inki Roshni Mein Guzaar Leinge!
  213. ***************************************
  214. Hai Koi Janaaza Padne Wala;
  215. Main Apne Dil Ko Maar Betha Hun!



  216. ***************************************
  217. Apni Taqdeer Mein To Kuchh Aise Hi Silsile Likhe The, Ae Dosto;
  218. Kisi Ne Waqt Guzarne Ke Liye Pyaar Kar Liya;
  219. To Kisi Ne Pyaar Kar Ke Waqt Guzaar Liya!
  220. ***************************************
  221. Samundar Ke Safar Mein Iss Tarhan Awaaz Dain Humko;
  222. Hawaein Tez Ho Aur Kashtiyon Mein Shaam Ho Jai;
  223. Ujaley Apni Yadoon Ke Hamare Saath Rehne De;
  224. Najane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jai!
  225. ***************************************
  226. Uttar Chukki Hai Meri Rooh Mein Kisi Ki Nigah;
  227. Tarap Rahi Hai Meri Zindagi Kisi Ke Liye!
  228. ***************************************
  229. Iss Tarah Loot Liya 'Sheer-E-Tamanna' Ne Hume;
  230. Zindagi Bhi Chheen Li, Aur Jaan Se Maara Bhi Nahi!
  231. ***************************************
  232. Jaam Peene Sai Kya Faida;
  233. Sham Ko Pee Subah Utar Jayegi;
  234. Arre Do Boond Mohobbat Ke Peele Saqi;
  235. Zindagi Saari Nashe Mein Guzar Jayegi!
  236. ***************************************
  237. Ankhon Mein Haya Ho Toh Parda Dil Ka Hi Kafee Hai;
  238. Nahi To Naqaab Se Bhi Hote Hain, Ishaare Mohabbat Ke.
  239. ***************************************
  240. Khudkushi Ke Liye Thoda Sa Zaher Hi Kaafi Hai, Dosto;
  241. Magar Zinda Rehne Ke Liye, Kaafi Zaher Pina Padta Hai!
  242. ***************************************
  243. Meri Tanhayi Ko Mera Shaunq Na Samjhna;
  244. Bohat Pyaar Se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!
  245. ***************************************1
  246. Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai;
  247. Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai!
  248. ***************************************
  249. Wohi Kaarwaan, Wohi Raaste, Wohi Zindaagi, Wohi Marhalay;
  250. Magar Apne Makaam Par, Kabhi Tum Nahin Aur Kabhi Hum Nahin!


  251. ***************************************

  252. Kitni Jaldi Zindaagi Guzar Jaati Hai;
  253. Pyaas Bujtee Nahin Barsaat Chali Jaati Hai;
  254. Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hai;
  255. Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hai!
  256. ***************************************
  257. Hathoan Ki Lakiroan Pe Mat Jaa, Ai Ghalib;
  258. Naseeb Un Ke Bhi Hote Hain, Jin Ke Hath Nehin Hote!
  259. ***************************************  
  260. Kabhi Zarurat Pade To Awaaz De Dena;
  261. Mein Guzra Waqt Nahi Jo Wapis Na Aaun!
  262. ***************************************   
  263. Khuda Kare Zindagi Mein Yeh Makaam Aaye;
  264. Tujhe Bhulne Ki Dua Karun Aur Dua Mein Tera Naam Aaye!
  265. ***************************************  
  266. Sochte Hein Seekh Lein Hum Bhi Berukhi Karna;
  267. Mohobatt Nibhate Nibhate Aaj Humne Apni Hi Kadar Kho Di!
  268. *************************************** 
  269. Kaafir Ke Dil Se Aya Hon, Mein Yeh Dekh Kar;
  270. Khuda Maujood Hai Wahan, Par Usey Pata Nahin!
  271. ***************************************
  272. Tu Wo Zaalim Hai Jo Dil Mein Reh Kar Bhi Mera Na Ban Saka, Ghalib;
  273. Aur Dil Wo Kafir Jo Mujh Mein Reh Kar Bhi Tera Hogaya!
  274. ***************************************  
  275. Hum Ne Mohabbat Ke Nashe Mein Aa Kar Use Khuda Bana Dala;
  276. Hosh Tab Aaya Jab Us Ne Kaha Ke Khuda Kisi Ek Ka Nahi Hota!
  277. ***************************************
  278. Masjid Khuda Ka Ghar Hai, Peeney Ki Jagha Nahin;
  279. Kaafir Ke Dil Mein Ja, Wahan Khudaa Nahin!
  280. ***************************************
  281. Mere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Qalm, Faraz;
  282. Main Pyaar Likhon To Tera Naam Likha Jata Hai!


  283. ***************************************


  284. Hazaron Khwahishen Aise Ke Har Khawahish Pe Dum Nikle;
  285. Bahut Nikle Mere Armaan, Lekin Phir Bhe Kam Nikle!
  286. ***************************************
  287. Tum Ne Mohabbat Mein Ik Pal Khoya Hai;
  288. Meine Us Pal Mein Sari Zindagi Kho Di!
  289. ***************************************
  290. Kahan Talaash Karoge Tum, Mujh Jaisa Shakhs;
  291. Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare!
  292. ***************************************
  293. Kuchh Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hein, Faraz;
  294. Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti!
  295. ***************************************
  296. Ye Mohabaat Ka Bandhan Bhi Kitna Ajeeb Hota Hai;
  297. Mil Jaayein Toh Baatein Lambi, Bichhar Jaayein Toh Yaadein Lambi!
  298. ***************************************
  299. Itna Na Tarpao Ke Koi Gunaah Kar Loon Main;
  300. Phir Na Kehna Ke Kyun Barbaad Kiya Khud Ko, Meri Muhabbat Ke Liye!
  301. ***************************************
  302. Dil Se Roye, Magar Hothon Se Muskura Bathe;
  303. Yun Hi Hum Kissi Se Wafa Nibha Bathe;
  304. Woh Hume Ek Lamha Na De Paye Apne Pyar Ka;
  305. Aur Hum Un Ke Liye Zindagi Luta Bathe!
  306. ***************************************
  307. Bin Mangay Hi Mil Jati Hain Tabeerain Kisi Ko Faraz;
  308. Koi Khali Hath Reh Jata Hai, Hazaaron Duaoon Ke Baad!
  309. ***************************************
  310. Apnay Siwa Batao Tumhein Kuch Mila Hai Faraz;
  311. Hazar Bar Lee Hain Tumne Mere Dil Ki Talashiyaan!
  312. ***************************************
  313. Kisi Faqeer Ki Jholi Mein Jab Maine Ek Sikka Dala;
  314. Tab Yeh Jaana Ke Iss Mehangayi Ke Zamaane Mein;
  315. DUA'EN Aaj Bhi Kitni Sasti Hein!


  316. ***************************************




  317. Tum Mujhe Rooh Mein Basa Lo, Toh Achha Hai;
  318. Yeh Dil-O-Jaan Ke Rishte, Aksar Toot Jaya Karte Hein!
  319. ***************************************
  320. Tujhe Sochun Toh Pehlu Se Sarak Jata Ha Dil Mera;
  321. Mein Dil Pe Haath Rakhkar Dhadhkano Ko Thaam Leta Hun!
  322. ***************************************
  323. Buhat Chahenge Tumhe, Magar Bhula Na Sakenge;
  324. Khayalon Mein Kissi Aur Ko La Na Sakenge;
  325. Kissi Ko Dekh Kar Aansu To Ponch Lagein;
  326. Magar Kabhi Aapke Bina Muskura Na Sakenge!
  327. ***************************************
  328. Na Jane Itni Mohobbat Kahan Se Aa Gayi Uss Ajnabee Ke Liye;
  329. Ke Mera Dil Bhi Uski Khatir, Aksar Mujhse Hi Ruth Jaaya Karta Hai!
  330. ***************************************
  331. Shayed Khushi Ka Daur Bhi Aa Jaye Ek Din 'Faraz';
  332. Gham Bhi Toh Mil Geya Tha Tamanna Kiye Baghair!
  333. ***************************************
  334. Tanhai Toh Hai Saathi Apni, Zindagi Ke Har Ek Pal Ki 'Faraz';
  335. Chalo Yeh Shikwa Bhi Door Huwa, Ke Kisi Ne Saath Na Diya!
  336. ***************************************
  337. Na Murawat, Na Mohabbat, Na Khuloos Hain Faraz;
  338. Main Toh Sharminda Hun Iss Daur Ka Insaan Hokar!
  339. ***************************************
  340. Ajab Hunnar Hai Mere Hath Mein, Yeh Shair Likhne Ka;
  341. Mein Apni Barbadian Likhta Hun, Log Wah Wah Karte Hain!
  342. ***************************************
  343. Meri Chahat Ko Mere Halaat Ke Tarazu Mein Kabhi Mat Tolna, 'Faraz';
  344. Maine Woh Zakham Bhi Khaye Hain, Jo Meri Qismat Main Nahi The!
  345. ***************************************
  346. Mere Lafzon Ki Pehchan Aggar Kar Laita Woh, Faraz;
  347. Usy Mujhse Nahi Khud Sey Mohabbat Ho Jati!


  348. ***************************************


  349. Inn Baadlon Ka Mizaaj Bhi Mere Mehboob Jaisa Hai;
  350. Kabhi Toot Ke Barasta Hai, Kabhi Be-rukhi Se Guzar Jat Hai!
  351. ***************************************
  352. Ab Tak Dil-e-Khush Fehem Ko Tujh Se Hain Umeedain;
  353. Yeh Aakhri Shama Bhi Bhujane Ke Liye Aa!
  354. ***************************************
  355. Aye Waaiz-e-Naadaan, Karta Hai Tu Ek Qayaamat Ka Charcha;
  356. Yahaan Roz Nighaayein Milti Hain, Yahaan Roz Qayamat Hoti Hai!
  357. ***************************************
  358. Maine Hi Seekhaya Tha Usse Teer Chalana;
  359. Ab Mere Siwa, Uss Ka Koi Nishaana Bhi Nahi!
  360. ***************************************
  361. Jaane Uss Shakas Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
  362. Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
  363. Mein Uski Yaad Se Niklon, Toh Kahaan Jaun;
  364. Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai!
  365. ***************************************
  366. Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein;
  367. Agar Dard Mile To Samajh Lena, Mohabbat Abhi Baki Hai!
  368. ***************************************
  369. Us Ke Chehre Ne Humain Tanha Kardiya;
  370. Warna Hum To Apne Aap Main Hi Ek Mehfil Hua Karte Thay!
  371. ***************************************
  372. Abb Toh Jaan Hi Dene Ki Baari Hai 'Mohsin';
  373. Mein Kahan Tak Saabit Karun Ke Wafa Hai Mujh Mein!
  374. ***************************************
  375. Mere Jeene Ke Liye, Tera Armaan Hi Kaafi Hai;
  376. Dil Ke Qalam Se Likhi, Ye Dastaan Hi Kafi Hai;
  377. Teer-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorate Ai Nazneen;
  378. Qatl Karne Ke Liye, Teri Muskaan Hi Kafi Hai!
  379. ***************************************
  380. Khali Hai Abhi Jaam, Mein Kuchh Sochh Raha Hun;
  381. Aaye Gardishe Ayyam, Mein Kuchh Sochh Raha Hun;
  382. Saaqi, Saagar Ko Zarra Thaam, Mein Kuchh Sochh Raha Hun!


  383. ***************************************

  384. Kaise Bhula Doon Main Usko;
  385. Maut Insanon Ko Aati Hai, Yadon Ko Nahi!
  386. ***************************************
  387. Sazzaa Ban Jaati Hain, Guzree Huye Waqt Ki Yaadein;
  388. Jaane Kyun Matlab Ke Liye, Meharbaan Hote Hain Log!
  389. ***************************************
  390. Taaron Mein Akela Chaad Jagmagata Hai;
  391. Mushquilo Mein Akela Insaan Dagmagata Hai;
  392. Kaate Se Ghabrana Mat Mere Dost;
  393. Kyunki Kaaton Mein Hi Akela Gulab Muskurata Hai!
  394. ***************************************
  395. Teri Nazron Ki Nazakat Pe Hum Naaz Karte Hain;
  396. Ae Sanam Hum Teri Har Adaa Se, Pyaar Karte Hain!
  397. ***************************************
  398. Jagmagaate Shehar Ki Raanayion Mein Kya Naa Tha;
  399. Dhundne Nikla Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha!
  400. Hum Vahi, Tum Bhi, Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
  401. Faansle Badh Jaayenge Itne, Kabhi Socha Na Tha!
  402. ***************************************
  403. Yuhin Shaakh Se Patte Gira Nahi Karte;
  404. Bichad Ke Log Bhi Zyaada Jiya Nahi Karte!
  405. Jo Aane Waale Hain Mausam Unka Ehatraam Karo;
  406. Jo Din Guzar Gaye Unko Gina Nahi Karte!
  407. ***************************************
  408. Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai, Bekaraari Bekaraari Hai!
  409. Aapke Baad Har Ghadi Humnein, Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai!
  410. ***************************************
  411. Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki;
  412. Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki;
  413. Mere Gham Ko Koi Samajh Na Saka;
  414. Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki!
  415. ***************************************
  416. Takleef Jo Ho Kabhi, Mujhe Sochne Se Tumhe;
  417. Ek Lamha Bhi Na Lagana, Mujhe Bhool Jaana Tum!
  418. ***************************************
  419. Mery Sajdon Mein Kami To Na Thi, Mere Mola!
  420. Kya Mujh Se Bhi Barr Ke Kisi Ne Manga Tha Ussey?

  421. ***************************************

  422. Muddat Baad Ki Usne, Jo Lutf Ki Ik Nigaah;
  423. Dil To Khush Ho Gaya, Par Aansu Nikal Pade!
  424. ***************************************
  425. Kaun Kehta Hai Dost, Tumse Hamari Judaai Hogi;
  426. Yeh Khabar Kisi Aur Ne Uddaie Hogi;
  427. Shaan Se Rahenge Hum Aapke Dil Mein;
  428. Dosti Ke Iss Khel Mein Humne;
  429. Kuch Toh Jagah Banai Hogi!
  430. ***************************************
  431. Chorr Toh Diya Mujhe;
  432. Per Kabhi Ye Bhi Socha Tumne;
  433. Ke Kabhi Jhoot Jo Bologe;
  434. Toh Kasmein Kiski Khaoge!
  435. ***************************************
  436. Aapki Yaad Staye To Dil Kya Kare;
  437. Yaad Dil Se Na Jaye To Dil Kya Kare;
  438. Socha Tha Sapno Mein Mulaqat Hogi;
  439. Magar Neend Hi Na Aaye, To Hum Kya Kare!
  440. ***************************************
  441. Rehta hu maikhane mein to sharabi na samaj mujhe;
  442. Har wo shakhs jo masjid se nikle namazi nahi hota.
  443. ***************************************
  444. Wo aaj phir mile aankhein chaar hui;
  445. Dil se dil ki phir ek baar takraar hui.
  446. Kehne lage kahan hain mohabbat teri;
  447. Hmne kaha wahin dafan hai jahan apki duniya abaad hui.
  448. ***************************************
  449. Uski ankho me nazar ata tha sara jahan mujhko;
  450. Magar uski ankhon me khud ko kabhi dekha hi nahi.
  451. ***************************************
  452. Dekho meri aankhon mein khwab kiska hai;
  453. Dekho mare dil main tufaan kiska hai;
  454. Tum kehte ho mere dil ke raaste se koi nahi gujra;
  455. To fir yah pairon ke nishan kiske hai.
  456. ***************************************
  457. Kamaal ka shaqs tha jisney zindagi tabaah krdi;
  458. Raaz ki baat hai dil usse aj bi khafaa nahi.
  459. ***************************************
  460. Akhir zindigi ne bhi aaj puchh liya mujhse,
  461. Kahan hai wo shaks jo tujhe mujh se bhi aziz tha.


No comments :

Post a Comment