Love SMS In Hindi Message shayari


  1. In aakho ki saza tab tak he, jab tak didar na ho.
  2. Dil ki saza tab! tak he, jab tak yaar na ho.
  3. Ye zindgi bhi ek saza he, Jab tak kisi se pyar na ho.
  4. ************************************
  5. Pyar jab Milta Nhi To Hota Q Hai
  6. Agr Khwabo !Me Wo Aye To Insan Sota Q Hai
  7. Jb yehi Pyar Ankho K Samne Kisi Or Ka Ho Jaye
  8. To Dil Itna Rota Q Hai.
  9. ************************************
  10. Saza na do mujhe beqasur hun mai,
  11. Tham l!o mjh ko ghamo se chur hun mai,
  12. Teri duri ne kar !diya pagal sa mujhe,
  13. Aur logon ka kahna h k maghrur hun mai.
  14. ************************************

  15. Ajab Sa Ek Shor Barpa Hai Kahin,
  16. Koi Khaamosh Ho Gaya Hai Kahin,
  17. Hai Kuch Aisa Ki! Jaise Ye Sab Kuch,
  18. Ab Se Pehle Bhi Ho Chuka Hai Kahin,
  19. Jo Ya!han Se Kahin Na Jaata Tha,
  20. Wo Yahan Se Chala Gaya Hai Kahin,
  21. Tujh Ko Kya Ho Gaya Ki Cheezon Ko,
  22. Kahin Rakhta Hai, Dhundhta Hai Kahin,
  23. Tu Mujhe Dhoondh, Main Tujhe Dhundhun,
  24. Koi Hum Mein !Se Reh Gaya Hai Kahin,
  25. Isi Kamre Se Ho Ke Koi Wida,
  26. Isi Kamre Mein Chhup Gaya Hai Kahin.

  27. ************************************
  28. Agar aap gairo ki baat karte ho to,
  29. Hamne to apno ko bhi aajma liya he.
  30. Log kaanto !se bachkar chalte he,
  31. Par hamne to phulo se zakhm khaya he.
  32. ************************************

  • Tum Jao Humse Door To Bas Ek Kaam Kar Jana,
    1. Kuch W!aqt Apna Hamare Naam Kar Jana,
    2. Agar Aa Jaye Maut Humein Tere Aane Se Pehle,
    3. To Aakar Mere Janaze Ka Ehtram Kar Jana,
    4. Na Rona Is Qadar Ke Takleef Ho Humein,
    5. Maut Ko Bhi Mazak Samajh Kar Anjaan Ban Jana,
    6. Mujhe Ek Din So Jana Hai Sada Ke Liye,
    7. Phir Mujhe B!ewafa Keh Badnaam Kar Jana,
    8. Jo Guzro Meri Kabar Se To Nazrein Na Pherna,
    9. Mehmaan Hi Bankar Sahi, Par Mulaqaat Kar Jana.
    10. ************************************
    11. Ek Umar Tak Main Khud Ko UsS Ki
    12. Zinda!gi Ka HisSa Samjhta Raha..
    13. Phir You Hua Ki..!!
    14. Yaqeen Toota..!
    15. Eitbaar Toota..!
    16. Dil Toota..!
    17. Aur Main Bhi Too’ta Chala Gaya..

    18. ************************************
    19. Bina baadal ke barsaat nahi hoti he,
    20. Suraj !ke dube bina raat nahi hoti he,
    21. To pyar me kabhi kisi ka dil na todna,
    22. Kyu ki dil tutne ki kabhi aavaz nahi hoti.

    23. Tumhari Aankhein Kehti Hain Hisaar-E-Zaat Se Niklo,
    24. Tammana Meri Ban Jaao, Shab-E-Barbaad Se Niklo,
    25. Kinara Thaam Lo Dil Ka, Bhula Do Sab Gile-Shikwe,
    26. Kabhi Sacc!hi Hansi Hans Do, Puraani Yaad Se Niklo,
    27. Khyaal-E-Yaar Accha Hai Magar Jisne Wafa Na Ki,
    28. Palat Kar Phir Sada Na Do, Dar-E-Fariyaad Se Niklo,
    29. Aaj Ki Raat Ka P!ehlu Achaanak Hum Se Kehta Hai,
    30. Saja Lo Aankh Mein Sapne, Udaas Raat Se Niklo,
    31. Nahi Tum Ko Ganwara Ab Humara Qarb To Keh Do,
    32. Humare Qarb Ki Chhodo Tum Iss Azaab Se Niklo.
    33. ************************************
    34. Isey Zindagi ka kanoon kahiye,
    35. Ya is waqt ko Be-Reham kahiye,
    36. jo kho g!ya hai bas wohi hai apna,,
    37. Jo bacha hai usey faqt weham kahiye.

    38. ************************************
    39. Hame na saza mili aur na wafa mili,
    40. Na jane kyu har khushi hamse khafa mili,
    41. Juthi muskan sajate rahe aur apne gam chupate rahe,
    42. Saccha pyar karne ki bhi hame kya saza mili?
    43. ************************************
    44. Aaj waqt kitna badal chuka hai,Sab kuch badal gaya hai,
    45. Main badal gaya hu uske liye ,par
    46. nahi badla to uske liye mera
    47. pyaar i love her ,Lekin main usse
    48. kabhi kahunga nahi , isiliye jab bhi
    49. uske samne aaunga toh usse apna
    50. Sacha! pyaar nahi sirf apni jhooti
    51. nafrat dikhaunga, pyaar paana kabhi
    52. meri kismat me tha hi nahi , main
    53. apne pyaar Ko kabhi samne nahi
    54. aane dunga, u!sme hi jeeta rahuga,
    55. usme jalta rahunga! Lekin kabhi
    56. jataunga nahi , mera pyar ek Tarfa hi
    57. Sahi par yeh mera pyaar hai , aur
    58. issi pyaar Ki wajah se mai intezaar bhi karrunga..
    59. ************************************
    60. Is pyar me !bewfai ka zarokha nahi hota
    61. har rista itna anokha nahi hota
    62. fanna kardo zindgi apne maa-baap ke kadmo pe
    63. kyonki yahi wo pyar he jismd dhoka nahi hota
    64. ————————————————
    65. Hamary baad nahi aay ga Tumhain chahat ka aesa Maza,
    66. Tum logon sy khud kehtay phiro gay mujay chaho us ki Trah….
    67. ————————————————
    68. Hamary baad nahi aay ga Tumhain chahat ka aesa Maza,
    69. Tum logon sy khud kehtay phiro gay mujay chaho us ki Trah…
    70. ————————————————
    71. Zindagi Me Bar~Bar
    72. Sahara Nahi Milta~!!
    73. Bar~Bar Koi Pyar Se
    74. Pyara Nahi Milta~!!
    75. Hai Jo P!aas Use
    76. Sambhal Ke Rakhna~!!
    77. Khoya Hua “pyaar” Phir Kabhi
    78. Dobara Nahi Milta~!


    79. ************************************
    80. Aakho se aashu bahata hu jane kyu,
    81. Me uski har !jafa ke liye,
    82. Sochta hu kyu har pal me deewana,
    83. Uss jalim bewafa ke liye.

    84. Khud Ki Fitrat Ko Badla Hai Tujhe
    85. Apna Banane ke liye,
    86. Karoge yaad sadiyon Tak’ Kisi Ne
    87. Dil Lagaya Tha..

    88. Har Kisi Ko Kisi Ki Kami Nahi Hoti,
    89. Ishq Mein Duniya Ki Kami Nahi Hoti,
    90. Wo Aankh!ein Bhi Kya Aankhein Hongi,
    91. Jin Mein Ishq Ki Nami Nahi Hoti,
    92. Main Laakh Chhupana Chahu Mere Ghumon Ko,
    93. Muskurahat Ke Peechhe Ghum Ki Kami Nahi Hoti,
    94. Teri Toheen, Te!ri Nafrat, Teri Bad-Gumai Sab Seh Lete,
    95. Agar Tere Pyaar Mein Kami Nahi Hoti,
    96. Ek Main Hun Jo Ab Tak Tha Tanha,
    97. Warna Aasma Mein Taaron Ki Kami Nahi Hoti,
    98. Tera Daaman To Bhara Hai Aaj Khushiyon Se,
    99. Tujhe Kya Pata Kh!ushiyon Ki Keemat Nahi Hoti,
    100. Jo Ho Kabhi Koi Takleef Koi Dard Tuhje,
    101. Bula Lena Mere Aasuon Mein Kami Nahi Hoti.
    102. ************************************


    103. Ek din bewafa tumko sab log kahege,
    104. Tab bhi ham aapko apna rab kahege.
    105. ————————————————-
    106. Kabhi Socha Na Tha Gair Ki Hogi,
    107. Mohabbat Karo!gi Aur Bewafa Hogi,
    108. Bahut Fakhr Tha Jis Par Is Dil Ko,
    109. Wo Sej Kisi Aur Par Hi Saji Hogi.
    110. ————————————————-
    111. Nazrein Takraayi Thi, Mera Haal To Puchha Hota,
    112. Zara Sa Ruk Ke Ek Sawal To Puchha Hota,
    113. Tere Bin Jeena Ek Roz Bhi Mumkin Na Tha,
    114. Kaise Guzra Te!re Bin Ye Saal To Puchha Hota,
    115. Jo Reh Gaya Tha Ek Roz Kamre Mein Mere,
    116. Kahan Rakkha Hai Wo Rumaal To Puchha Hota,
    117. Jiss Wafa Ka Tum Roz Kiya Karte The Daava,
    118. Uske Bare Mein Mera Khay!al To Puchha Hota,
    119. Bhale Hi Tune Na Puncha Ki “Gyan” Kaise Ho,
    120. Zara Sambhalke Maine Tera Haal To Puchha Hota.
    121. ————————————————-
    122. Sadiyo Se Jagi Ankho Ko Ek Bar Sulane Aa jao,
    123. Mana Ke Tum Ko Pyaar Nahi Nafrat He Jatane Aa jao.
    124. ————————————————-
    125. Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar Karenge,
    126. Har Dhadkan Par Apni Wafa Ka Ikraar Karenge.
    127. Jaha Bhi Jaoge !Har Kadam Hume Hi Paaoge,
    128. Ishq Ke Har Mod Par Tera Intezaar Karenge.
    129. ————————————————-
    130. Socha tha jisko woh samjhenge hamare jazbaton ko
    131. Nahi jante the ke !woh yun khafa hojayenge humse
    132. ————————————————-
    133. Ashq Ka Q!atra Aankhon Se Beh Gaya,
    134. Behte-Behte Dil Ka Khissa Keh Gaya,
    135. Bahut Mushkil Se Sambhala Tha Khud Ko,
    136. Tujhe Dekha Toh Bas Dekhta Reh Gaya ..
    137. ————————————————-
    138. Wo Ek Insan Jo Soya Hi Nhi Barson Se Raaton Ko,
    139. Agar Uski Wajah Tum Ho ? Tu Kya Zalim Nhi Ho Tum.

    140. ************************************
    141. Wo nikal gaye mere raaste se is kadar ke,
    142. Jaise ke woh muje pahechante he nahi.
    143. Kitne zakhma kh!aye he mere is dil ne,
    144. Phir bhi hum uss ko bewafa mante nahi.
    145. ************************************
    146. Khabar Bhi Hai Tujhe Tu Kitna Khoobsurat Hai,
    147. Kisi Ko Ho Na Ho Hamko Teri Zarurat Hai,
    148. Pyaar Ha!i Tujhse Hi Aur Jaan Tujh Pe Dete Hain,
    149. Bas Tere Dil Mein, Iss Ehsas Ki Zarurat Hai,
    150. Tere Deedar Ki Khwahish To Kab Ki Chodh Chuke,
    151. Bas Ek Rasm-E-Mulaqaat Ki Zarurat Hai,
    152. Tu Sama Jaye Meri Nee!ndon Mein Dua Hai Yahi,
    153. Khule Na Aankh Aise Khwab Ki Zarurat Hai,
    154. Jan-O-Dil Hamne To Qurban Kiye Hain Tujh Par,
    155. Yakeen Ho Tumhein Is Baa!t Ki Zarurat Hai,
    156. Rukhe Rausahn Pe Tabassum Rahe Sada “Nuzhat”,
    157. Main Janti Hun Tujhe Pyaar Ki Zarurat Hai,

    158. Teri Nazar Mein Itni Kashish Na Thi Ke Mujh Ko Gira Deti,
    159. Ye To Ehtram-E-Mohabbat Tha Ke Khud Ko Jhuka Diya.

    160. ************************************
    161. Yaha log ajeeb he jo dusro ko tabaah karte he,
    162. Bhulakar apno ko jo dusro se nikah karte he.
    163. Khuda kya! aise bewaf!ao ko maaf karega,
    164. Jo juthi kasme khane ka ye gunaah karte he.

    165. Aapki Aankh Se Gehra Hai Meri Rooh Ka Zakhm,
    166. Aap Kya Soch Sakenge Meri Tanhai Ko,
    167. Main To Dum Todh Raha Tha Magar Afsurda-Hayaat,
    168. Khud Cha!li Aayi Meri Housla-Afzaai Ko,
    169. Lazzat-E-Ghum Ke Siwa T!eri Nighahon Ke Bagair,
    170. Kon Samjha Hai Mere Zakhm Ki Gehrai Ko,
    171. Main Badhaunga Teri Shohrat-E-Khushbu Ka Nikhaar,
    172. Tu Dua De !Mere Afsaana-E-Ruswaai Ko,
    173. Wo To Yun Kahiye Ki Ek Qaus-E-Quzah Phail Gayi,
    174. Warna Main Bhool Gaya Tha Teri Angdai Ko.

    175. Isey Zindagi ka kanoon kahiye,
    176. Ya is waqt ko Be-Reham kahiye,
    177. jo kho gya hai bas wohi hai apna,,
    178. Jo bacha hai use!y faqt weham kahiye.

    179. ************************************
    180. Ab hamne mana ke sanam aap bewafa ho gaye he,
    181. Bin sarab ke he wo nasha ho gaye he.
    182. Pahele wo gairo ko dekhte he nahi the,
    183. Aaj gair un!ke liye khuda ho gaye he

    184. Zindgi ke is mod par kaisa waqt aaya hai….
    185. Tham si gayi hai saanse aur dil bhi ghabraya
    186. hai….
    187. Har kisi ka akelapan door kiya hai humne….
    188. Aur aaj khud ko akela paya hai.

    189. Zindagi Mein Do Minute Koi Mere Paas Na Betha,
    190. Aaj Sab Mere Paas Baithe Ja Rahe The,
    191. Koi To!hfa Na Mila Aaj Tak Mujhe,
    192. Aur Aaj Phool! Hi Phool Diye Ja Rahe The,
    193. Taras Gaye Hum Kisi Ke Ek Haath Ke Liye,
    194. Or Aaj Kandhe Pe Kandhe Diye Ja Rahe The,
    195. Do Kadam Sath Na Chalne Ko Taiyar Tha Koi,
    196. Aur Aaj Kaafila Ban Sath Chale Ja Rahe The,
    197. Aaj Pata Chala !Ke Maut Kitni Haseen Hoti Hai,
    198. Hum To Yun Hi Zindagi Jiye Jaa Rahe The.

    199. ************************************
    200. Hum ne to saza pai he teri dagai ki,
    201. Yaad aati he harpal teri bewafai ki,
    202. Badi beshami! se gairo ka daman tune tham liya,
    203. Ye to bata ke mere pyar me burai kya thi.
    204. ************************************
    205. Tujhe Chahna Aur Tujhe Poojna,
    206. Nahi Iske Siwa Mujhe Kaam Koi,
    207. Tu Hai To !Roshan Mera Jahaan,
    208. Nahi To Jaan Bina Jism Jaise Koi.
    209. ************************************
    210. Kabhi Jo Mujhse Mera Yaar Khafa Ho Jaye,
    211. Dard-O-Ghum Apn!a To Kuch Aur Siwa Ho Jaye,
    212. Koi Khushi Nahi Mumkin Hai Ab To Uske Bina,
    213. Agar Wo Chahta Hai, Mujhse Juda Ho Jaye,
    214. Jiski Talib Hun, Hamesha W!o Mere Sath Rahe,
    215. Kaash Itni! Si Apni Poori Dua Ho Jaye,
    216. Wafa Ke Rang Mein Aise Main Bhigo Dun Usko,
    217. Khuda Kar!e Ki Uska Dil Bhi Mera Ho Jaye,
    218. Haseen Nazron Se Teri, Sawera Roshan Ho,
    219. Main Sochun Baat Koi, Aur Wo Dua Ho Jaye.

    No comments :

    Post a Comment