Hindi Friendship Shayari Hindi


  1. Yah safar dosti ka kabhi khatm na hoga,
  2. Doston se pyaar kab!hi kam na hoga,
  3. Door rah kar bhi jab rahegi mahak iski,
  4. Humen kabhi bichadne ka gum na hoga …

  5.  
  6. ***************************************

  7. Dosti hoti hai dilke raaz batane ke liye,
  8. hum apni hasti mitade aapko hasaneke ilye,
  9. milneki aap!ko fursat hi nahi,
  10. to hum sms karte hai tumhe apni yaad dilane ke liye …

  11. ***************************************

  12. Chand se jab mulakat hoti hai
  13. apke baare me unse kuchh baat hoti hai
  14. wo kehte hai !mere pass KhubSurat Sitare hai
  15. hum kehte hai unse bhi KhubSurat Dost humare hai…

  16.  
  17. ***************************************


  • Dilse Dilki Baat Nahi Chupti
    1. Tanhai Me Ansuo Ki Barsat Nahi Rukti
    2. Lamha Ho !Intzar Ka To Mayus Na Hona,
    3. Sachi Ho Dosti To Ankh Nahi Jhukti…

    4.  
    5. ***************************************


    6. Dosti Ki Galiyon Me Kabhi Gam Na Ho
    7. Hamari Dosti Kabhi Kam Na Ho
    8. Aapko Mile Har Roj Nayi Girlfrend
    9. Jinki Umar 100 Saal Se Kam Na Ho…

    10. ***************************************
    11. Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
    12. Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge
    13. Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
    14. Mar Bhi Ra!he Honge To Mohlat Lekar Aayenge…

    15.  
    16. ***************************************

    17. Dil Se Dil Judaa Nahi Hote,
    18. Yoon Hi! Kisi Pe Fida Nahi Hote,
    19. Pyar Se Badkar To Dosti Ka Rishta Hai,
    20. Kyunki Dost Kabhi Bewafa Nahi Hote…

    21.  
    22. ***************************************
    23. Koi kaheta he Dosti dua ban jati he,
    24. Koi kaheta he Dosti saaz ban jati he,
    25. Par Dosti ho !agar sacchi, to
    26. To Dosti humare jine ka maksad ban jati he. ..

    27.  
    28. ***************************************

    29. Dosti me dooriyan to aati rehti hain,
    30. Phir bhi Dost!i Dilo ko mila deti hai,
    31. Wo Dost hi kya jo naraz na ho,
    32. Per sachchi Dosti Dosto ko mana hi leti hai…

    33.  
    34. ***************************************

    35. Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
    36. Dil mein chup!i aag ko bujahaya nahi jata,
    37. Kitni bhi duri ho dosti mein,
    38. Aap jaise dos

    39. ***************************************
    40. Dosti gazal hai gane ke liye,
    41. Dosti nagma hai sunane ke liye,
    42. Yeh woh jajba !hai jo sabko milta nahi,
    43. Kyun ki aap jaisa dost chahiye nibhane ke liye..!

    44.  
    45. ***************************************

    46. Dosti mein itna pyaar lao
    47. Ke dekhna wa!la dang ho jaye!
    48. Dushman bhi aake tumse pouche,
    49. Kya hum bhi tumhare dost baan jaye…

    50.  
    51. ***************************************

    52. Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
    53. Kuch Manzar !Dil Mein Utar Jate Hain,
    54. Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
    55. Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.

    56. Happy Teddy Bear Day!!!…

    57.  
    58. ***************************************
    59. Dost dost se khafa nahi hota,
    60. Pyaar pyaar se juda nahi hota,
    61. Bhula dena m!eri kuch kamiyon ko,
    62. Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota…

    63.  
    64. ***************************************

    65. Zindagi ke ra!ho mein bahut se dost milenge,
    66. Ham kya ham se bhi achhe hazar milenge,
    67. En aacho ki bhid mein hame na bhula dena,
    68. Ham kaha tumhe bar bar milenge…

    69. ***************************************

    70. Dil ki galiyon mein koi gam naho,
    71. Hamari yeh !dosti kabhi kam na ho,
    72. Bas yahi hai dua ki tum khush raho,
    73. Kya pata hum “kal ho na ho”

    74.  
    75. ***************************************
    76. Yaad aaye toh aankhe bandh na karna,
    77. Hum chale bhi jaye toh ghum na karna,
    78. Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho,
    79. Par dosti ka e!hsaas dil se kabhi kam na karna.

    80.  
    81. ***************************************

    82. Dil Ko Dil Se Churaya Hai Aapne
    83. Door Hote H!uve Apna Banaya Hai Apne
    84. Kabhi Bhi Bhul Nahi Payenge Aapko Dost
    85. Kyun Ke Dosti Karna Sikhaya Hai Aapne..
    86. ***************************************
    87. Doston Ka To Aana Jana Hai,
    88. Par Yeh Dost Tera Purana Hai,
    89. Iss Dost Ko Bhula Na Dena Kabhi Mere Yaar,
    90. Kyun Ki Yeh Dost Teri Dosti Ka Deewana Hai…
    91. ***************************************
    92. Aap Ki Dosti Ko Ahsaan Maante Hain,
    93. Jawab Dena Im!aan Mante Hain,
    94. Woh Aur Honge Jo Dosti Mein Jaan Dete Hain,
    95. Hum To Dost Ko Hi Apni Jaan Mante Hain…
    96. ***************************************
    97. Teri Dosti Ne Bohat Kuch Sikha Diya,
    98. Meri Murjhayi Duniya Ko Phool Jaisey Khila Diya,
    99. Karzdar Hon M!ein Us Khuda Ka ,
    100. Jisney Mujhe Tum Jaisa Dost Mila Diya…
    101. ***************************************
    102. Kaho Usise Jo Na Kahe Kisise,
    103. Maango Usise Jo Dede Khushi Se,
    104. Chaho Use Jo !Tumhe Mile Kismat Se,
    105. Dosti Karo Usise Jo Hamesa Nibhaye Hasi Se…

    106.  
    107. ***************************************

    108. Har Koi Thumsa Khaas Nahi Hota.
    109. Jo Khaas Hota Hai Woh Kabhie Paas Nahi Hota.
    110. Yakien Na Aa!ye Tho Chandh Ko Hi Dekho
    111. Jiske Dur Hote Hue Bhi Duri Ka Ehsaas Nahi Hota..

    112.  
    113. ***************************************

    114. Dil Armano Se Housefull Hai
    115. Pure Honge Ya Nahi Yeh Doutfull Hai
    116. Is Duniya Me Har Chiz Wonderfull Hai
    117. Par Zindagi Tumhare Jaise Dosto Se Hi Beautifull Hai…
    118. ***************************************

    119. Humne Jab Kabhi Khushi Mehsoos Kee
    120. Her Kadam Par Apke Kami Mehsoos Kee,
    121. Door Rehkar B!ee Apki Dosti Kam Na Hui,
    122. Ye Baat Humne Dil Se Mehsoos Kee…

    123.  
    124. ***************************************

    125. Aisa dost chahiye,
    126. Jo hume apn!a maan sake,
    127. Humare har dukh ko jaan sake,
    128. Chal rahe hai hum tej barish mein,
    129. Phir bhi pani mein se aansuon ko pehchan sake …

    130.  
    131. ***************************************
    132. Apani dosti phoolo ki tarah na ho
    133. jo ek bar khile aur phir murjha jaye
    134. balki kaa!to ki tarah ho
    135. jo ek bar chubhe to bar bar yaad aaye…

    136.  
    137. ***************************************

    138. Khushiyon par fizaon ka pehra tha,
    139. Na jane kis umeed pe dil thehra tha,
    140. Teri ankhon se j!halakte dard ki kasam,
    141. Yeh dosti ka rishta pyar se gehra tha…

    142.  
    143. ***************************************

    144. Har koi Pyar Ke Liye Rota hai,
    145. Har koi Pyar !Ke Liye Tadapta hai,
    146. Mere Pyar Ko Galat Mat Samajhna
    147. Pyar To Dosti Mein bhi Hota Hai…

    148. ***************************************
    149. Dosto ki ulfat se mujhe inkar nahi,
    150. Kon kehta hai k mujhe dosto se pyar nahi,
    151. Dosto se !wada he sath nibhane ka,
    152. Per mujhe apni sanso pe aitbar nahi…
    153. ***************************************
    154. Kon Kehta Hai Dost Tumse Humari Judaai Hogi,
    155. Yeh Afwaah Zaroor Kisi Dushman Ne Uraayi Hogi,
    156. Shaan Se Rahen Ge Tumhare Dil Me Hum,
    157. Itne Din Me! Kuch To Jaga Banai Hogi…
    158. ***************************************
    159. If You Angry with your Loveable Friend,
    160. Just Put aside you Egos.
    161. .
    162. .
    163. Just Hug Each Other and Say:
    164. .
    165. .
    166. I Need You !Idiot, at least to Fight With Me..

    167.  
    168. ***************************************

    169. Jab chla chor k batlane ki zehmat bhi na ki,
    170. Khob th!a dosti ek arsa nibhanay wala,
    171. Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
    172. Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala…

    173.  
    174. ***************************************

    175. Kehte hai dil ki baat har kisi ko kahi nahi jati.
    176. Apno ko bhi b!atayi nahi jati.
    177. Par DOST to ayina hote hai
    178. Aur ayine se koi baat chuppai nahi jati…

    179.  
    180. ***************************************

    181. Zindgi mein kuch na pa sake to kya gam hai
    182. tere jaisa dost paya yeh kya kam hai
    183. ek choti si jagah! pai hai jo apke dil mein
    184. vo kya kisi “Taj Mahal” se kam hai…

    185. ***************************************

    186. Zindagi mein baar baar ye mukaam aaye
    187. Tum hamare – hum tumhare kaam aaye
    188. Bas itni he dua khuda se ki agle janm me
    189. tumhare dosto me hamaara naam aaye…
    190. ***************************************

    191. Dosti Mausam Nahi
    192. Apni Mudat Pori Kare Aur Rukhsat Ho Jaye

    193. Dosti Sawan Nahi
    194. Toot !K Barse Aur Tham Jaye

    195. Dosti Aag Nahi
    196. Sulge Bharke Aur Rakh Ho Jaye

    197. Dosti Aftab Nahi
    198. Chamke Aur Dob Jaye

    199. Dosti P!hool Nahi
    200. Khile Aur Murjha Jay

    201. Dosti To Saans Hai
    202. Jo Chale To Sab Kuch Hai
    203. Jo
    204. Toot Jaye To Kuch Bhi Nahi…

    205.  
    206. ***************************************
    207. Wo Nahi Hoti
    208. Jo”JAAN”Deti Hai Dosti
    209. Wo Nahi
    210. Jo “MUSKAN” Deti Hai
    211. Asli Dosti To Woh Hoti Hai
    212. Jo Pani Me Gire
    213. “AANSU”
    214. Bhi !Pahechan Leti He…

    215.  
    216. ***************************************
    217. Kaho To Aik Lafz
    218. Mango To Bandagi
    219. Socho To Gehra Asar
    220. Dubo To Zindagi
    221. Kar!o To Aasan
    222. Nibhaoo To Mushkil
    223. Bikhre To Sara Zamana
    224. Simte To Sirf Tum …
    225. ***************************************
    226.  
    227. T

    228. Dosto Se Hai Hamari Zindagi,
    229. Inke Bagair 2 Pal Bhi Gavara Hai,
    230. Inke Kar!an Hi Hai Is Chehre Par Muskurahat,
    231. Aise Dost Kinko Milte Dobara Hai…
    232. ***************************************
    233. Inke Bina Toh Khushi Bhi Mayusi Ka Hai Alam,
    234. Inke Sath Se Mushkile Bhi Jasn-Bahara Hai,
    235. Kon Ha!i Is Duniya Mein Apna Dosto,
    236. Ek Tumara Hi Toh ab Raha Sahara Hai…

    237.  ***************************************

    238. Aye dost dosti aisi nibhao ke sari duniya dekhti reh jaye,
    239. Are duniyawale to kya khud khuda bhi aakar tumse puchhe
    240. Mujhse Dosti Karoge ?
    241. ***************************************
    242. Kismat par etabar kisko hain
    243. Mil jaye khusi inkar kisko hain
    244. Kuch maj!booriya hain mere dost
    245. Warana judai se pyar kisko hain”
    246. ***************************************
    247. Kal na phir ye samaa hoga,
    248. Hum mein se kaun najaane kahaan hoga..?
    249. Murjhaaye p!hool to mil jaenge kitaabon mein,
    250. Par bicchde Doston ka shayad hi koi pataa hoga….
    251. ***************************************
    252. Kya zamaana tha,hum roz mila karte the;
    253. Raat bhar chaand ke humraaz fira karte the..
    254. Dekh kar jo! chupchaap guzar jaate hain,
    255. Kabhi us shakhs ko apna Dost kaha karte the….
    256. ***************************************
    257. Rishton ki kitaab ka cover hai dosti,
    258. Dosti se bani !hton ki baat aap karte hain,
    259. Hamare liye to zindagi hai aap ki dosti.
    260. ***************************************
    261. Dost dost se khafa nahi hota,
    262. Pyaar pyaar se juda nahi hota.
    263. Bhula dena meri kamiyon ko,
    264. Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota…
    265. ***************************************
    266. Ye safar Dosti ka kabhi khatm na hoga,
    267. Doston se pyaar kabhi kam na hoga.
    268. Door rehkar !bhi jab rahegi mehek iski,
    269. Hamein kabhi bicchadne ka gham na hoga…
    270. ***************************************
    271. Hum wo nahi jo tujhe gham mein chhod denge,
    272. Hum wo nahi jo tujhse naata tod denge…
    273. Hum to tere wo Dost hain,
    274. Jo agar teri !saasein band ho,
    275. to apni saasein jod denge…..
    276. ***************************************
    277. Karni Khuda se kuch fariyaad baaki hai,
    278. Hamein un!se kehni kuch baat baaki hai…
    279. Maut aegi to kehna ruk,abhi apne Dost se
    280. Mulaakaat baaki hai….
    281. ***************************************
    282. Wada to nahi karte dosti nibhaynge,
    283. Koshish yahi rahegi apko nahi satayenge,
    284. Zarurat pade to dilse pukarna,
    285. Marte bhi honge to mohlat lekar aayenge..
    286. ***************************************

    287. Dosti Ghazal Hai Gun Gunane Ke Liye
    288. Dosti Naghm!a Hai Sunane Ke Liye
    289. Yeh Woh Jazba Hai Jo Sab Ko Nahin Milta
    290. Kion Ki Hosla Chahiye Dosti Nibhane Ke Liye
    291. ***************************************
    292. Sau bewafaai kubool hain ek vafaai ke liye,
    293. Sau aansu k!ubool hain ek hasi ke liya,
    294. hum tho mohtaj hain aapke pyar ke…
    295. Sau dushmani kubool hain aapki dosti ke liye…
    296. ***************************************
    297. Phool khilte rahein zindagi ki rah mei,
    298. Hasi chamakti !rahi aap ki nigaah mei,
    299. Kadam kadam par mile khusi ki bhaar aapko,
    300. Dil deta hai yehi dua baar baar aaapko….
    301. ***************************************
    302. Kuch nasha to aapki baat ka hai,
    303. kuch n!asha to dheemi barsaat ka hai,
    304. humein aap yun hi sharabi na kahiye,
    305. is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
    306. ***************************************
    307. Zarurat hi nahi alfaz ki,
    308. Dosti to bas cheeze hai ahsas ki,
    309. Pass hote to kya manzar hota,
    310. Door se hi kabar hai hame apki har sas ki..

    311. ***************************************

    312. Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum
    313. waqt-be!waqt aaye vo fever ho tum
    314. Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum
    315. Mere jeevan mein ab to forever ho tum
    316. ***************************************
    317. Kisi Ko Apni Khoobion Ka Ehsaas Nahin Hota
    318. Aap Jaisa !Dostoon Ka Milna Itifaaq Nahin Hota
    319. Achha Kuch Kia HoGa Hum Ne
    320. Warna Aap Ho Sath Humaray Yeh Yaqeen Nahin Hota
    321. ***************************************
    322. Pyar se pyari koi majboori nahi hoti,
    323. kami apno ki kabhi puri nahi hoti,
    324. dilon ka juda ho!na alag baat hai
    325. nazron se door hona koi doori nahi hoti.
    326. ***************************************
    327. Dosti toh s!irf ek ittefaaq hai,
    328. Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
    329. Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
    330. Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !!

    331.  
    332. ***************************************


    333. Tujhe apna muqaddar batate hain hum,
    334. Khuda ke baad tere aage sar jhukate hai hum….
    335. Dosti ka ri!shta tod mat dena,
    336. Is rishte ke dum par muskurate hain hum….
    337. ***************************************
    338. Khuda mehfus rakhna mere us dost ko jisne bhula diya mujh badnaseeb ko,
    339. usse kah!na intezar karta hai koi..
    340. is duniya me usse bahut pyar karta hai koi..
    341. ***************************************
    342. Phulon se khoobsurat koi nahi.
    343. Sagar se g!ahara koi nahi.
    344. Ab aapki kya tarif karu… Dost me aap jaisa… Nalayak koi nahi!
    345. ***************************************
    346. Tum milo na milo koi gam nahi,
    347. SMS karo yeh milne se kam nahi..
    348. Dosti me !dhoka de woh Hum nahi,
    349. Hamari Dosti bhi Bunty Aur Babli se kam nahi…
    350. ***************************************
    351. Har waqt muskurana fitrat hai hamaari.
    352. Aap yuhi khush rahe hasrat hai hamaari.
    353. Aap ko hum yaad aaye na aaye…
    354. Aapko !yaad karna aadat hai hamaari…

    355.  
    356. ***************************************


    357. Musibat ka syrup ho tum…
    358. Tension ka capsule ho tum…
    359. Aafat ka tablet ho tum…
    360. Par kya kare,
    361. sehna p!adta hai kyunki…..
    362. Dosti ka injection ho tum!

    363. ***************************************

    364. Yun to DO!N Mazak kia nhi karta,
    365. Gun tu kia Bulet b diya nhi karta,
    366. ye to baat ap jese Dost ki hai,
    367. Warna SMS to kya!
    368. DON kisi ko apna Number b dia nhi krta.
    369. ***************************************
    370. Agar ho udas to gao koi gana,
    371. agar lagi hai bhok to khao tum khana,
    372. agar ho bimar to karo aik sms rawana,
    373. kyunkeh.
    374. aik sms rozana,rakhy tandrust Or tawana.
    375. ***************************************
    376. Wo ishk to karti hai par janon nahi karti. Wo katal to karti hai par khon nahi karti . Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali Mis call to karti hai phon nahi karta
    377. ***************************************
    378. Kabhi aap bhi hu!mse baat kar liya karo, milne ki faryad kar liya karo,ek hum hai jo her baar shuruat karte hai,kabhi ap bi hume humse pehle yaad kar liya karo.
    379. ***************************************
    380. SMS Ki Umeed Laga Rakhi HE,
    381. Nazar Mobile Pe Tika Rakhi HE,
    382. Battery B Full !Charge Kar Rakhi HE,
    383. Per SMS Aaenge kese?
    384. Dosti KANJUS?N Se Jo Bana Rakhi HE.

    385.  ***************************************

    386. Na Hawa Na Maya Hai,
    387. Ehsaas Tumhara Aaya Hai,
    388. Humain Bh!i MSG Kar K Dekh Lo DOST,
    389. COMPANY Ne Yeh MOBILE Sirf Tumhary RISTEYDARON K Liye Nahi Banaya Hai!!!
    390. ***************************************
    391. Lub Pe Aati Hi Dua Bun K Tmana Meri
    392. Sim Bnd Ho Jaey Allah Kare Teri
    393. Har Jaga Mer!e Chmakne Se Ujala Ho Jaye
    394. Agar ap Mujhe Sms Na Kare
    395. Apka Rung
    396. Kala HoJay;-)
    397. ***************************************
    398. “Chhoti -chhoti” baatoon se takraar na kiya karo
    399. Hamare har mazak ko dil pe na liya karo
    400. Kya pata saath hai aur kitne din ka
    401. Tab tak to p!yar bhare SMS kiya karo…
    402. ***************************************
    403. Aap ki dosti main gazab ki mithaas hai us se zyada aap k sms jhakkas hain mere cell ko aap k sms ki talaash hai q k aap k sms k saamne saare sms khallas hain…
    404. ***************************************
    405. Dosti Karo To Hamesha Muskra K
    406. Kisi Ko Dho!ab Tak Hum Zinda Hain
    407. Phir Mat Kehna Chale Gaye Dil Mein Yadein Basa K… :->
    408. ***************************************
    409. Pyaar k lai mohabbat.
    410. Aur mohab!bat k lai pyar .
    411. Do?no aik dosray k lai .
    412. Lekin message k lai sirf tum…

    413.  
    414. ***************************************

    415. God apun se pucha,
    416. Kidhar jana mangta ?
    417. SWARG YA NARAK ?
    418. Apun bola NARAK !
    419. Apun ko !malum,
    420. Tum sala dost log udharich milega,
    421. Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!
    422. ***************************************
    423. Saathi sirf woh nahi hota jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mei!n bhi jeevan bhar ka saath de jaaye.
    424. ***************************************
    425. Teri dosti da ma!in satkar kitta, teri har nazar nu main pyar kitta, kasam rabb di na bhula devin es dosti nu, main apne to vi jyada is rishte te aitbaar kitta..
    426. ***************************************
    427. Akhan di benuri changi nahin hundi,
    428. Dostan ton duri changi nahin hundi,
    429. Kade kad!e milya vi kar yaara,
    430. Har vele SMS naal gal puri nahin hundi.
    431. ***************************************
    432. Mitha intazar te intazar nalo yaar mitha,
    433. Mitha y!ar te yar nalo pyar mitha,
    434. Mitha pyar te pyar nalo mithi sadi yaari,
    435. Es to mitha kuj na milna lab layi duniya sari…
    436. ***************************************

    437. Kinaro pe sagar ke khazane nahi aate,
    438. Fir jeevan mein dost purane nahi aate,
    439. Jee lo in palo ko hass ke janab,
    440. Fir laut ke dosti ke zamane nahi aate.
    441. `
    442. Duri ho to ehsaas hota hai,
    443. Dost k bina jiwan kitna udaas hota hai,
    444. Umar ho! apki sitaro jitni lambi,
    445. Aisa dost kahan har kisik paas hota hai.
    446. `
    447. Har karz dosti ka ada kaun karega
    448. Jab hum n!a rahe to dosti kon karga
    449. a khuda mere dosto ko salmat rakhna
    450. warna meri shaadi me dance kaun karega?
    451. `
    452. Teri pyari si umeed kaise tod jaaun
    453. tu khwab dekhe aur main nazar na aaun
    454. kuch to baat hai dosti me apni
    455. kya tere ka!dam nahi kahte ek baar mil aaun ?

    456. ***************************************
    457. Ay Dost Kabhi Ziker-E-Judai Na Karna,
    458. Mere Barose Ko Ruswa Na Karna,
    459. Dil Mai Tere Koi Aur Bas Jaye Tu Bata Dena,
    460. Mere Dil Mai Reh Kar Bewafai Na Karna.

    461. Dost dost se khafa nahi hota,
    462. Pyaar pyaar se juda nahi hota,
    463. Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
    464. Kyunki ins!aan kabhi Khuda nahi hota.

    465. Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jaata,
    466. Dil me lagi !aag ko bujhaya nahi jaata,
    467. Kitni bhi duri ho dosti me,
    468. Aap jaise dost ko bhulaya nahi jaata.

    469. Khud ko khud ki khabar na lage,
    470. Koi accha b!hi is kadar na lage
    471. Aap ko dekha hai bas uss nazar se,
    472. Jis nazar se aap ko nazar na lage….

    473. Milna Bicharna Sb Qismat Ka Khel Hai,
    474. Kahin N!afrat Kahin Dilon Ka Mail Hai,
    475. Bik Jata He Hr Rishta Duniya Me,
    476. Sirf Dost Hi Yahan “NOT for SALE” Hai…

    477. Dosti dil hai dimaag nahin.
    478. Dosti soch hai, awaaz nahin.
    479. Koi aankhon se nahin dekh sakta Dosti ke jazbe ko… Kyonki
    480. Dosti ehsaas hai, andaaz nahin….

    481. Fiza mein mehekthi shaam ho tum,
    482. Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,
    483. Tumhe dil !mein chupayee phirte hain
    484. Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum.

    485. Mera bus chale to teri yaden kharid loon
    486. Apne jeene k waste teri baten kharid loon
    487. Kar saken jo !har waqt deedar tera
    488. Sub kuch luta kr wo ankhen kharid loon.

    489. muhabbat! mith nahi sakti nakar kushish methat ney ko..
    490. mere dil key tamana hey tojey apna bana ney ko….

    491. mujey is ka gham nahi key badal giya zamana…..
    492. mera jan yey jis ney lika hey kahi tum badal na jana…

    493. hum to app ki yaadoo mey rehtey hey….
    494. kiya karo key !app hamary parwahi nahi karti..

    495. Yeh hamari kismat hai ki aap hame dhost kahete hai
    496. dur hokar b!hi yaad karte hai
    497. waqut aane pur hum bhi dikha denge
    498. ke dosti ka hakk kaise ada karte hai

    499. Jindagi kisi ki amanat nahi hoti,
    500. Amanat main kabhi kayamat nahi hoti,
    501. Dil ko sam!bhal kar rakhna,
    502. Meri dosti ki kaid main jamanat nahi hoti.

    503.  
    504. ***************************************

    505. Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge,
    506. Aapke! dil me apni nishani chhod jayenge.
    507. Kabhi royouge to kabhi muskuraoge,
    508. Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge.
    509. `
    510. Dil ki jarurat har jaan ko hoti hai,
    511. Taron ki jarurat har aasman ko hoti hai.
    512. Hamari tamn!na hai salamat raho tum,
    513. Kyon ki achchhe dost ki jarurat har insane ko hoti hai.
    514. `
    515. Us nazar ki taraf mat dekho,
    516. Jo aapko de!khne se inkar karti ho.
    517. Duniya ki bheed me us nazar ko dekho,
    518. Jo shirf aapka hi intezaar karti ho.
    519. `
    520. Kisi se shirf utna hi door hona,
    521. K use aap!ki ahmiyat ka ehsaas ho jaye.
    522. Lekin kabhi itna bhi door mat hona,
    523. K vo aapke bina jeena seekh jaye.
    524. `
    525. Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
    526. Dost sachche gar sath ho to roya nahi karte.
    527. Jo ho je!ene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
    528. Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte.
    529. `
    530. Din beet jate hai suhani yaaden banker,
    531. Baaten rah jati hai kahani banker.
    532. Par dost to h!amesha dil ke karib rahenge,
    533. Kabhi muskan to kabhi aankhon ka pani banker.


    No comments :

    Post a Comment