Raat ke khayalo me shayari


  1. Raat ke khayalo me to wo sahjadi nazar aati he,
  2. Par hakikat me to woh barbadi nazar aati he.
  3. Kitne andhe! ho gaye hun unke pyar me,
  4. Ke tabahi me bhi hame apni aabadi nazar aati he.
  5. **********************************************
  6. Toote Tare Ko Dekha To Socha
  7. Mang Lu Aaj Fariyad Koi,
  8. Jab Manga !Kuch To Dil Se Aawaz Aayi,
  9. Jo Khud Toot Raha Hai Wo Kaise
  10. Pure Krega Arman Koi.
  11. **********************************************
  12. Apna To Ye Soch Kar Waqt Guzar Jata Hai,
  13. Kyon Door Jane! Ke Liye Koi Kareeb Aata Hai?
  14. Wo Jaane Kaise Apne Dil Se Mujhe Bhula Baitha,
  15. Main Agar Bhoolna Chahun To Bhoola Bhi Yaad Aata Hai.
  16. Tab Nikharti Hai Kahin Zindagi Ki Asli Soorat,
  17. Ashq Jab Aap !Ke Daaman Pe Bikhar Jata Hai.
  18. Tadap-Tadap Ke Tujhe Ta’umar Yaad Karta Rahun,
  19. Kuchh Aur De Na Z!Bhi Tujh Par Tawajoh Nahi Deta,
  20. Mera Zehan Hai Ki Har Baar Udhar Jata Hai.
  21. Beshaq Bahaar Sooni-Sooni Si Lagti Hai,
  22. Bulbul Ke Chale Jane Se Kya Baagh Ujad Jata Hai.

  23. **********************************************
  24. Hamare ansoo ki pyali jaam ho gayi,
  25. Izzat bhi hamari neelam ho gayi.
  26. Kyo use be!wafa ki raah tak ti he ye nazar,
  27. Ab to nazar bhi gairo ki gulam ho gayi.
  28. **********************************************

  29. Tu hosh !mein thi phir bhi hume
  30. pehchaan na paai,
  31. Ek hum hai ki pee kar bhi tera naam
  32. lete rehte hai
  33. **********************************************
  34. Wo Jiske Saamne Humne Ye Sar Jhukaya Hai,
  35. Khuda Nahi Hai, Par Usko Khuda Banaya Hai,
  36. Wafa Hai Usmein, Magar Bewafa Sa Lagta Hai,
  37. Ajab Tarah Ka Hi Usne Mizaaj Paya Hai,
  38. Nigah Apni Ta!-Aaqqub Mein Uske Rehti Hai,
  39. Aur Ek Wo Hai, Ki Usne Humein Bhulaya Hai,
  40. Ghumaan Tha Ye Ki Shayad Wo Hum Pe Marta Hai,
  41. Khabar Thi Kya, !Ki Koi Aur Dil Pe Chhaya Hai,
  42. Zamane Baad Usne Di Hai Yun Sada Humko,
  43. Aisa Lagta Hai Use Mujh Pe Pyaar Aaya Hai.
  44. **********************************************
  45. Jab Kiya Hum Ne Sawal-e-Wafa To Wo
  46. Muskara K Bole,
  47. Hum Ne Mohabat Kab Ki Thi Jo Tum Se
  48. Wafa Karte..

  49. **********************************************
  50. Kismat tu muje batade ke unka gunaah maaf hoga k nahi,
  51. Jo unke daaman me daag he wo saaf hoga ke nahi.
  52. Khuda hum teri zind!gi ki he saza pa rahe he,
  53. Bus tu muje itna batade ke mere saat insaf hoga k nahi.
  54. **********************************************
  55. Kisi Ki Yaad Me Itna Udaas Na Hua Kar mere dost,
  56. Log Naseeb Se Milte Hain Udaasiyon Se Nahi.
  57. **********************************************
  58. Jheel Si Jism Ko odhkar,
  59. Khilte Gulab Ki Kushbu Ko Saanson Mein Samakar,
  60. Aankhon! Mein Sitaron Ka Jahaan Liye,
  61. Titliyon Si Babli Adaayein,
  62. Ishq Se Bhukaar Kar Dene Wali Baatein,
  63. Mausam Ko Bhi Aashiq Bane De Jo, Muskurahat Liye,
  64. Mili Thi Hu!mein Ek Pariyon Ki Rani,
  65. Jinhe Pane Ki To Thi Khwahish Hamari,
  66. Aur Jab Karna Chaha Pyaar Unse,
  67. Pata Humein Chala, Ki Wo To Lot Chuki Hai,
  68. Paristaan Dil Hamara Chura Kar.
  69. **********************************************
  70. Unki Nazro Mein Farq Ab Bhi Nahi,
  71. Pehle Mud! Ke Dekhte The,
  72. Aur Ab Dekh Ke Mud Jaate Hai.

  73. **********************************************
  74. Meri zindgi ka raasta na jane kis taraf le jayega,
  75. Mere is zakhma ko dekhar to bhagwan bhi tadap jayega.
  76. Is tarah se he! jo hasino ke katlaam chalte rahe,
  77. To phir koi bhi deewana zamin par nahi jayega.
  78. **********************************************
  79. Mai ab bhi waisa hu jaisa tum mujhe chod gayi thi……
  80. Bas!
  81. kuch aanke laal ho gayi hai tera intezaar karte karte
  82. **********************************************
  83. Wo Ladki Shayad Pagal Thi,
  84. Din Raat Hi Gum-Sum Rehti Thi,
  85. Kuch Sharm-O-Haya Ka Paikar Thi,
  86. Kuch Narm Mizaaz Rakhti Thi,
  87. Ankhon! Mein Neem Nasha Sa Tha,
  88. Baaton Se Deewani Lagti Thi,
  89. Humraz Na Tha Uska Koi,
  90. Bas Khu!da Se Baatein Karti Thi,
  91. Ik Shaam Ke Anchal Mein Aksar,
  92. Jazbat Chhupaye Rakhti Thi,
  93. Darti Thi Juda Ho Jane Se,
  94. Ya Pyaar Se Shayad Darti Thi,
  95. Kya Sabar Tha Us Deewani Ka,
  96. Kya Zabt-E-Mohabbat Rakhti Thi,
  97. Hai Rash!k Mujhe Us Pagal Pe,
  98. Kya Khoob Mohabbat Karti Thi,
  99. Wo Ladki Shayad Pagal Thi,
  100. Kya Khoob Mohabbat Karti Thi.
  101. **********************************************
  102. Aapki Yaadon Ko Lekar Is Dunia Se
  103. Chale Jayenge..!
  104. Aasmaan Me Rehkar Bhi Aapko
  105. Na Bhulayenge..!
  106. Karoge Yaad Jo Ek Pal Bhi Hume
  107. To
  108. Bankar Baarish Aapke Kadmo Me
  109. Bikhar Jayenge..!
  110. **********************************************
  111. Yeh kis ne keh diya Tum se Ke Bazi Haar Bethe Hum?
  112. Mohabba!t me Lutaane ko abhi to Jaan bhi baqi hai..

  113. Aksar Mitha Bolne Wale Insan
  114. Matlabi !Hote He.
  115. Kam Nikal Jane Par
  116. Dhokha Jarur Dete He.

  117. **********************************************
  118. Muje pahele teri mehfil ne badnaam kiya,
  119. Aur fir t!eri mohabbat ne badnaam kiya,
  120. Baki bacha tha jo kuch naam mera,
  121. To wo teri bewfaai ne badnaam kiya.
  122. **********************************************
  123. Badalne ko toh inn aankhon ke manzar kam nahi badle
  124. Tumhare yaad ke mausam humare gham nahi badle
  125. Tum agle jana!m mein humse milogi tab toh manogi
  126. Zamane aur sadi ke iss baadal mein hum nahi badle
  127. **********************************************
  128. Meri Nazar Mein Tu Gulaab Hai,
  129. Rakhe Dil Mein Kitne Saraab Hai,
  130. Teri Zhulfo!n Mein Ulajh Na Jaaun,
  131. Ye Aadat Meri Badhi Kharaab Hai,
  132. Kabhi Dekha Tanhai Mein Chaand Ko,
  133. Yaad Aai Teri Soorat Be-Hisaab Hai,
  134. Pyaar Mein Ye Batana Zaroori Nahi,
  135. Be-Karari Mein Bhi Apne Aadaab Hai,
  136. Jab Aati Hai Aashikana Libaas Mein,
  137. Lage Mujhe! Hai Tu Hi Mehtaab Hai,
  138. Yun Sapne Puchh Kar Nahi Aate “Naresh”,
  139. Agar Tu Aaye To Khwaab-Khwaab Hai.

  140. **********************************************

  141. Zindgi ka woh pal aakhari hoga mere liye,
  142. Jis din to meri zindgi se juda hoga,
  143. Karar tuje !bhi main na aane dunga,
  144. Agar is daur me jo tu bewafa hoga.
  145. **********************************************
  146. Umar Ki Saari Thakan Odh Ke Ghar Jata Hun,
  147. Raat Bister Pe Main Sota Nahi Marr Jata Hun,
  148. Aksar Auq!aat Bhare Shehar Ke Sannate Mein,
  149. Iss Qadar Zor Se Hansta Hun Ki Darr Jata Hun,
  150. Mere Aane Ki Khabar Sirf Diya Rakhta Hai,
  151. Main Hawaaon Ki Tarah Aa Ke Guzar Jata Hun.
  152. **********************************************
  153. Ek Aangan Mein Do Aangan Ho Jaate Hain,
  154. Mat Puchha Kar Kis Kaaran Ho Jaate Hain,
  155. Husn Ki! Daulat Mat Baanta Kar Logon Mein,
  156. Aise W!aise Log Mahaajan Ho Jaate Hain,
  157. Khush-Haali Mein Sab Hote Hain Unchi Zaat,
  158. Bhookhe Nange! Log Harijan Ho Jaate Hain,
  159. Raam Ki Basti Mein Jab Danga Hota Hai,
  160. Hindu-Muslim Sab Raavan Ho Jaate Hain.

  161. **********************************************
  162. Roti hue aanko me bhi kabhi intezar hota he,
  163. Kai bar na c!hahte hue bhi pyar hota he,
  164. Hum kyu dekte he wo sapne ke jinke tutne par bhi,
  165. Unke sach hone ka humko intezar rehta he.
  166. **********************************************
  167. Begana Humne Tu Nahi Kiya Kisi Ko Apne Se,
  168. Jisko ko!i dusra Milta Gaya Wo Chhodta Gaya.
  169. **********************************************
  170. Use jhut se thi mohabat Aur sach se karta
  171. tha w!o Nafrat,
  172. To batao yaro kaise keh dete hum ki ho
  173. gayi hai mujhko tujh se mohabat.
  174. **********************************************
  175. Kaati Kahin Pe Raat, To Kaati Sehar Kahin,
  176. Raah-E-Wafa Mein Chain Na Paya Magar Kahin,
  177. Wo Su!n Rahe Hain Yun Tera Afsaana-E-Hayaat,
  178. Dil Hai Kahin, Khayal Kahin, Aur Nazar Kahin,
  179. Manzil Kareeb Aaye To Aaye, Dost Kis Tarah?
  180. Raahi Kahin Hai, Raah Kahin, Rehber Kahin,
  181. Dil Main Pan!ap Rahi Hai Yahi Ik Arzoo,
  182. “Betaab” Hum Ko Koi Mile Humsafar Kahin.

  183. **********************************************
  184. Dard diya jo aapne wo mere jine ke kabil he nahi,
  185. Tuta he mera jigar ko who sine ke kabil nahi.

  186. Pyar ki raho me to aap nikli he naadan,
  187. Meri zindgi me aakar aap to saitan se nikle.

  188. Koi tumse sike kaise hoti he bewafaai,
  189. Sacche aas!hiq se takrana koi tum se sikhe.

  190. Jo dard diya he wo mere pine ke kabil nahi,
  191. Tuta he mera jigar ko who sine ke kabil nahi.
  192. **********************************************
  193. Khoob Nibhegi Hum Dono Mein, Mere Jaisa Tu Bhi Hai
  194. Thoda Jhootha Main Bhi Thehra, Thoda Jhootha Tu Bhi Hai,
  195. Ek Muddat Se Faasla Qaayam Sirf Humaare Beech Hi Kyon?
  196. Sab Se Milta Rehta Hun Main, Sab Se Milta Tu Bhi Hai,
  197. Apne Apn!e Dil Ke Andar Simte Hue Hain Hum Dono,
  198. Gumsum-Gumsum Main Bhi Hun Aur Khoya-Khoya Tu Bhi Hai.

  199. **********************************************
  200. Meri har saaso me tumhara naam aaj bhi he,
  201. Dhalti he ter!e intezar me meri saam aaj bhi he,
  202. Tumse juda huye to bahot saal ho gaye,
  203. Par mere naam se hoti he teri pahechan aaj bhi he.
  204. **********************************************
  205. Kyun Kahte Ho Ki Kuch Behtar Nahi Hota,
  206. Sach To Ye Hai,
  207. Jaisa Chah!o Waisa Nahi Hota,
  208. Koi Tumhara Sath Na De To Gum Na Karo,
  209. Khud Se Bada Duniya Main Koi Humsafar Nahi Hota.
  210. **********************************************
  211. Zakhm Kya-Kya Na Zindagi Se Mile,
  212. Khwaab Palkon Se Berukhi Se Mile,
  213. Aap Ko Mil Gaye Hain Qismat Se,
  214. Hum Zamaane Mein Kab Kisi Ko Mile?
  215. Aise Khush!bu Se Mil Raha Hai Gulaab,
  216. Jiss Tarah Raat, Roshani Se Mile,
  217. Hum Faqeeron Se Dosti Hai Magar,
  218. Uss Se Keh!na Ki Saadagi Se Mile,
  219. Dil Mein Rakhte Hain Ehtiyaat Se Hum,
  220. Zakhm Jo-Jo Bhi Jis Kisi Se Mile,
  221. Zindagi Se Gale Mile To Laga,
  222. Ajnabi ! Seene Mein Dil Nahi Tha “Batool”.
  223. Hum Ne Socha Tha Aadmi Se Mile.

  224. **********************************************
  225. Tum hi kaho ki dil se teri vo kasmo ko bhulau kaise,
  226. Dil se tumhari vo yadoo ko nikalu kaise,
  227. Sabhi yadoo jud!i hai hamari har ek sansh se,
  228. Us sansh se tumhari yadoo ko juda karu bhi to kaise.
  229. **********************************************
  230. Har Lamha Pyaar Ka Tere Sang Jeena Chahta Hun,
  231. Marr Kar Bhi Main Tujhe Na Bhoolna Chahta Hun,
  232. Mere Baad Kisi Aur! Ki Kabhi Na Ho Jaana Sanam,
  233. Tera Haath Apn!e Haath Le Ye Wada Chahta Hun.
  234. **********************************************
  235. Koi Nahi Samajhta Is Dil Ki Be-Basi Ko,
  236. Sabko Hal-E-Dil Sunaya Na Karo,
  237. Der Se !Aana Teri Aadat Hai Sanam,
  238. Aakar Mere Pehlo Mein Jaya Na Karo,
  239. Rokne Se Bhi Nahi Rukta Dil Ka Sailab,
  240. Is Sailab Ko Palk!on Par Sajaya Na Karo,
  241. Dekh Ker Tere Jalwe Madhosh Hua Hun,
  242. Mujhe Tum Diwana Bataya Na Karo,
  243. Teri Ek Khushi Ke Liye Jaan Nisar Hai,
  244. Ishq Mein “Shakir” Ko Aajmaya Na Karo,
  245. **********************************************

  • Mere Pehle pyer ka muje aaj bhi intezar hai,
    1. Vo bewafa ke liye aaj! bhi mere dil me pyar hai,
    2. Usne hame bhula diya to kya hua mere khuda,
    3. Aap hi mila do muje unse yahi dua aapse hai.
    4. **********************************************
    5. Moum ki t!arah jal gaya mein Teri
    6. Mohabbat mein,
    7. fir bhi mein Bewafa hu,
    8. To teri Wafa ko Salaam.
    9. **********************************************
    10. Lafz Toote Lab-E Izhaar Tak Aate-Aate,
    11. Marr Gaye Hum Tere Mayaar Tak Aate-Aate,
    12. Hum !Samajhte The Ki Kuchh Waqt Lagega Shaayad,
    13. Ek Inkaar Ko Iqraar Tak Aate-Aate,
    14. Haath Rakhna Pada Seene Pe Humein Bhi Aakhir,
    15. Dil Kahan Rehta Hai Dildaar Tak Aate-Aate,
    16. Ek Lamhe Ki Mu!saafat Bhi Badi Hoti Hai,
    17. Hum Ko To Umar Lagi Yaar Tak Aate-Aate.
    18. **********************************************
    19. Ek Sacha Chahne Wala Aapse
    20. Har Tarah Ki Baatein Share
    21. Karta! Hai . .
    22. Par Dhokha Dene Wala Aapko
    23. Acchi Lagne Wali Baatein Hi
    24. Karta Hai..!!
    25. **********************************************
    26. Itna Betaab Na Ho Mujh Se BiCharney Key Liye…
    27. Tujh Ko An!khu Se Nahi, Dil Se Juda Kerna Hai.

    28. Tumhari Be Rukhi Par Bhi Luta Di Zindagi Hum ne…
    29. Agar Tum Meherban Hoty To Socho Hum Kya Kerty

    30. Ek Tamanna Si Hai Iss Maayoos Dil Ki Kash…
    31. Aaj Aansoo K Sath Har Khwaab Bhi Beh Jaye

    32. Koi Mil Jaye Tum Jaisa Ye Toh Namumkin Hai…
    33. Magar
    34. Tum Dhundh Lo Hum Jaisa Itna Aasan Ye Bhi Nahi…

    35. Nahi Kuch Tum Se Shikayat’ Bas Itni Si Ilteja Hai…!!
    36. Jo Haal Kar Gaye Ho,Kabhi Aaa K Dekh Jaana…!!

    37. **********************************************
    38. Aati hai yaa!d tumhari hame jab bhi to,
    39. Rote hai hum baith ke aakle mei,
    40. Aur sochte hai ki chaha tha humne kabhi,
    41. Ek bewafa ko zindgi me aapni.
    42. **********************************************
    43. Manzil Mil Hi Jayeg!i Kuch Door Hi Sahi,
    44. Haare To Wo Hain Jo Ghar Se Nikle Hi Nahi.

    45. Mashur bahut hai shayari mere lafzo ki,
    46. magar ek shaks hai rutha hua, jo mujhse manaya nahi jata.
    47. **********************************************
    48. Chandani Ki Raat Mein Ek Noor Aaya Hai,
    49. Ualjhi-Ualjhi Latton Mein Wo Chehara Chhaya Hai,
    50. Shehar Mein Roshan Ho Gaya Har Diya,
    51. Baa-Khuda Aaj Wo Be-Pardaa Aaya Hai,
    52. Sirkat Kart!e Bhi To Kaise Karte,
    53. Aaj To Pairon Mein Bhi Na Jaane Kon Sa Dard Aaya Hai,
    54. Roshan-Roshan Hua Jo Har Jarra-Jarra,
    55. Gali Mein Jaise Chaand Utar Aaya Hai,
    56. Dheere-Dheere Wo! Chale Chhan-Chhan Karte,
    57. Wo Pairon Mein Paayal Bhi Saath Laya Hai,
    58. Mere Ghar Jahan-Jahan Bhi Kadam Pade Unke,
    59. Wo Zameen, Wo Patthar, Wo !Kann Bhi Khubsurat Nikal Aaya Hai.

    60. **********************************************
    61. Teri bewafai ki hame koi fariyad nahi,
    62. Kya hua jo tu muje mili nahi.
    63. Phir bhi hamari yahi !dua hai ki,pyar mei,
    64. Jo dard mila hai hame, vo tumko mile nahi.
    65. **********************************************
    66. Apni Takleef Mei!n Mujhe Ummeed Samajhna,
    67. Koi Ghum Aaye To Nazdeek Samajhna,
    68. De Saku Muskurahat Aansu Ke Badle,
    69. To Hazaron Doston Mein Thoda Kareeb Samajhna.
    70. **********************************************
    71. Wada Kiya Hai To Nibhana Bhi Hoga,
    72. Mohabbat Mein Sitam Uthana Bhi Hoga,
    73. Pyaar Mein! Imtiham Ki Hadd Nahi Hoti,
    74. Har Kadam Duniya Ko Dikhana Hi Hoga,
    75. Kaise Kahun Tere Khwaab Nahi Aate,
    76. Haqeeqat Mein Tujhe Paana Bhi Hoga,
    77. Tujhse Kiya Koi Wada Adhura Na Rahe,
    78. Saanson Sang Ye Wada Karna Hi Hoga,
    79. Kasam Khayi Hai Umar Sath Basar Karne Ki,
    80. Tujh Ko Apni Dulhan Ab Banana Hi Hoga.
    81. **********************************************
    82. Kese Kahon Main K Apna Bana LoO Mujhe,
    83. BaahOn! Me Apni Tum Saama LoO Mujhe,
    84. Bin Tumhary Ek Pal Bhi Ab Kat-ta Nahi Mera,
    85. Bas Tum Aa Ker Mujh Hi Se Chura LoO Mujhe,
    86. Zindagi To Wo Hai Sang Tumhary Jo Guzrey,
    87. Duniya K GhamOn Se Ab To Chura lo Mujhe,
    88. Meri Sab Se Gehri !Khuwahish Ho Jaye Puri,
    89. Tum JoO Agar Pass Apnay Bula LoO Mujhe,
    90. Ye Kesa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai Mujhe,
    91. Agar Tumhara HoOn Main To SambhaloO Mujhe,
    92. Najanay Phir kesy Guzrey Gi Ye Zindagani
    93. Agar Apnay Dil Se Kabhi Tum Jo NikaloO Mujhe,

    94. **********************************************
    95. Ummid nahi hai aapke aane ki phir bhi jite hai,
    96. Udas dil mei ek aerman liye baithe hai,
    97. Ek din to jarur! aayonge milne hame,
    98. Yahi ummid se zindgi jiye jee rahe hai.
    99. **********************************************
    100. Toofan Mein Taash Ka Ghar Nahi Banta,
    101. Rone Se Bigda Muqaddar Nahi Banta,
    102. Duniya Ko Jitne Ka Honsla Rakho,
    103. Ek Haar Se Koi Fakeer Aur Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Banta.
    104. **********************************************
    105. Dil Hai To Dhadkega,
    106. Pyaar !Paane Ko Tarsega,
    107. Koi Ho Jaaye Humsafar,
    108. Har Dhadkan Mein Sochega,
    109. Jidd Hogi Khwaab Dekhne Ki,
    110. Koi To T!asweer Sanjoyega,
    111. Man-Mandir Basa Murat,
    112. Kisi Ko To Poojega,
    113. Ishaara Paa Ek Husn Ka,
    114. Pyaar Ka Ijhaar Karega.

    115. **********************************************
    116. Karoge Yaad Ek Din es Pyar Ke Zamane Ko,
    117. Chale! Jayenge Jab Hum Kabhi Na vapas aane ko,
    118. Karenga mehfil mein Jab zikr Hamara Koi,
    119. To Tum Bhi Tanhai dhundoge aansu bahane Ko.
    120. **********************************************
    121. Sagar Ki Lehron Sa Itraya Na Karo,
    122. Rukhsar Ko! Parde Mein Chhipaya Na Karo,
    123. Dekh To Le Ek Baar Nazrein Mila Ke,
    124. Nazrein Mila Kar Nazrein Churaya Na Karo,
    125. **********************************************
    126. Jaane Kyun Log Milte Hi Tera Naam Lete Hain,
    127. Shayad Is Chehre Pe Likha Pehchaan Lete Hain,
    128. Bahu!t Chaha Humne Ki Dil-E-Dard Zubaan Par Na Aaye,
    129. Tamaam Koshishon Baad Bhi Hum Naqam Hote Hain,
    130. Zindagi Ab Jaise Bhi Kate Bus Guzar Hi Jaayegi,
    131. Phir Bhi Mere Subha-Shaam Tere Naam Hote Hain,
    132. Kahan Ho, Kaise !Ho Khabar Nahi Zara Bhi Humein
    133. Kya Kahun Unko Jo Unka Pataa Maang Lete Hain,
    134. Juda Hote Palkon Mein Ek Tasweer Chhod Gaye The,
    135. Sajaya Use Man-Mandir Mein Roz Pooj Lete Hain,
    136. **********************************************


    137. Mohabbat ne aaj humko rula diya,
    138. Jis par marte rahe usi ne bhula diya,
    139. Hum to u!nki yaad me aanhsu pite gaye,
    140. Unhone ek din aanhsuo me bhi zeher mila diya.
    141. **********************************************
    142. Naha Gaya Tha Main Kal Jugnuon Ki Baarish Mein,
    143. Wo Mere Kandhe Par Sar Rakh Kar Khoob Royi Thi.
    144. **********************************************
    145. Humne Usko Salaam Bheja Hai,
    146. Pyaar Aur Ehteram Bheja Hai,
    147. Dard Apna Piro Ke Lafzon Mein,
    148. Dil Ka Apne Kalaam Bheja Hai,
    149. Wo Bhi Shayad Tadap Ke Bol Uthe,
    150. Zakhmi Dil Ka Payaam Bheja Hai,
    151. Kufr Tha Haal Poochhna Uska,
    152. Khushi Ka Ek Jaam Bheja Hai,
    153. Usne Dil Par! Likha Hua Apne,
    154. Humko Koi Aur Naam Bheja Hai,
    155. Chhodh Usne Diya Humein “Nuzhat”,
    156. Kar Ke Qissa Tamaam Bheja Hai
    157. **********************************************
    158. Main Mohabbat Hun Mohabbat Karke Dekh
    159. Main Mohabbat Na Dun To Kehnaa
    160. Main Muskurahat Hun Mujhe Hansa Kerr Dekh
    161. Na Sajun Tere Honton Per To Kehna
    162. Main Khushbu Hun Mujhe Mehsus Karke Dekh
    163. Na Mehkun Teri Zindagi Main To Kehnaa
    164. Main Dil !Hun Mujhe Sun Kerr Dekh
    165. Na Dharkun Tere Dil Main To Kehnaa
    166. Main Phool Hun Mujhe Lagaa Kerr Dekh
    167. Na Mehkun Din Raat To Kehnaa
    168. Main Mohabbat Hun Mujhe Apna Karke Dekh
    169. Na Banu Main Tera To Kehnaa..!!
    170. **********************************************
    171. Zindagi Ko Aap Ki Zarurat Ho Gayi,
    172. Uff! YeH Kaisi Mohabbat Ho Gayi..!!
    173. Zor Chalta Nahi Ab Mera Khud Pe,
    174. Dil Par Aa!p Ki Hukumat Ho Gayi..!!
    175. Kuch Aur Nahi Chahat Aap Ke Siwa,
    176. Aap Ki Aarzoo Meri Ibadat Ho Gayi..!!
    177. Aap Se Door Ho J!aayeN ToH Lage,
    178. Har Saans Jaise Qayamat Ho Gayi..!!
    179. Mil JaaoN Aap Se Jis Jagah MaiN,
    180. WoH Zameen Meri Jannat Ho Gayi..!!

    181. **********************************************
    182. Aagar aap de sahara to hame kisika dar nahi,
    183. Kitni bejuba hoti zindgi aagar aapko chahte nahi,
    184. Aakhri lamha pyar ko tujko yaad kar raha hai,
    185. Aa jao j!ivan me jata aakele yeh safar nahi.
    186. **********************************************
    187. Hum jiyenge ya mar jaaye hame kuch pata nahi,
    188. Aapse pyar k!iya hai bas itni si hai khata,
    189. Koi bhi gam aapke na karib aaye,
    190. Yeh hi fariyad karti hai meri tadpti wafa.
    191. **********************************************
    192. Mujhe Apni Mohabbat Par Bohat Naaz Tha,,
    193. Lagi Thokar Aisi B!ewafai Ki K Mohabbat Se Nafrat Ho Gayi.
    194. **********************************************
    195. Yun Chup Rehna Theek Nahi Koi Meethi Baat Karo,
    196. Mor, Chakore, Papeeha, Koyal Sab Ko Maat Karo,
    197. Saawan !To Mann Bagiya Se Bin Barse Beet Gaya,
    198. Rass Mein Doobe Nagme Ki Ab Tum Barsaat Karo,
    199. Hijar Ki Ek Lambi Manzil Ko Jane Wala Hun,
    200. Apni Yaadon Ke Kuchh Saaye Mere Saath Karo,
    201. Main Kirnon Ki Kaliya!n Chun Kar Sejj Bana Lunga,
    202. Tum Mukhde Ka Chaand Jalao, Roshan Raat Karo,
    203. Pyaar Buri Shayy Nahi Hai Lekin Phir Bhi Qateel
    204. Gali Gali Taqseem Na Tum Apne Jazbaat Karo.

    205. **********************************************
    206. Kaise tumko mohabbat karta hai ye dil,
    207. Kaise teri a!adao pe marta hai ye dil,
    208. Sina mera chir kar dekh le tu jalim,
    209. Kitne zakhm lekar dhadkta hai ye dil.
    210. **********************************************
    211. Lamhon Ki Nahi Hafton Ki Nahi Yugon Ki Nahi,
    212. Janam-O-Janam Ki Mo!habbat Hi To Chaahi Thi,
    213. Ae Mere Moula Kyun De Diya Jeeti Saanson Mein Dard,
    214. Dhadkan Mein Mehboob Ki Wafa Hi To Chaahi Thi.
    215. **********************************************
    216. Kaash Tune Mujhe Jo Itna Na Chaaha Hota,
    217. To Maine Badi Asaani Se Tujhe Bhulaya Hota,
    218. Tere See!ne Mein Dil Ki Jagha Dhadkta Hun,
    219. Kaash Tune Na Mujhe Seene Mein Basaya Hota,
    220. Zindagi Aur Bhi Ha!seen Ho Sakti Thi Teri,
    221. Kaash Tune Na Mujhe Humsafar Banaya Hota,
    222. Teri Chaahat Hi Meri Jeene Ki Wajah Hai,
    223. Kaash Bewafa Ho Mujhe Mout Se Milaya Hota,
    224. Kaash Ye Na Ho, Wo Na Ho Yun Hi Zindagi Guzri,
    225. Kaash Khuda Ne Ye K!aash Hi Na Banaya Hota.
    226. **********************************************
    227. “Nigahon k Tasadum se ajab takraar karta hai…”
    228. “Yaqin kaamil nah!i Lekin gumaan hai Pyar karta hai…”
    229. “Laraz jati hun Mein ye soch k kafir na ho jaon…”
    230. “Tabiyat Us ki pooja pe bara israar karti hai…”
    231. “Usay maloom hai shayad mera Dil hai nishanay par…”
    232. “Labon se kuch nahi kehta nazar se waar karta hai…”
    233. “Mein Us se p!ochti hun khuwab mein,”
    234. “Mujh se Mohabbat hai..?”
    235. “Phir aankhain khol deti hun wo jab izhaar karta hai.. ..!!
    236. **********************************************
    237. Teri Muskurahat Ko Kis Say Tashbeeh Do, Samjh Nhe Aata..
    238. Gulshan Mein Bahar L!ikhun, Yan Be-Misaal Qarar Doon..!!

    239. **********************************************
    240. Manzil ye pyar ki jane kis taraf le jayengi,
    241. Aani hai barbadi to muskura kar aayengi,
    242. Husn par itna guru!r accha nahi sanam,
    243. Dakhte hi dakhte ye jawani yu dhal jayengi.
    244. **********************************************
    245. Marne Ke Ba!ad Ek Or Gunah Karunga,
    246. Log Paidal Chalenge Or Main Unke Kandho Par Chalunga.
    247. **********************************************
    248. Shatranj Ke Khiladi Agli Chaar Chaalein Soch Lete Hain,
    249. Nadan Hain W!o Jo Aankh Meech Kar Hi Kood Lete Hain,
    250. Duniya Ke Iss Jungal Mein Shikaariyo Ke Fande Lage Hain,
    251. Zinda Wahi Hain Jo Shikariyon Ka Shikaar Kar Lete Hain.
    252. **********************************************
    253. Kadam Kadam Tujh Sang Mohabbat Ki,
    254. Jaise Zindagi Sang Maine Bagawat Ki,
    255. Bahut Naa!z Tha Mujhe Teri Wafa Par,
    256. Bar-Bar Mujh Sang Kyun Dil lagi Ki,
    257. Kitni Hasrat Se Khawab Sambhale The,
    258. Gair Sej Sang Tune Phir Bhi Dosti Ki,
    259. Teri Khaatir Na Iqraar Kisi Iqraar Ka,
    260. Tujhe Chaha Aur Mohabbat Beshumaar Ki,
    261. Pyaas Dil Ki Bhujhane Bata Jaaun Kahan,
    262. Kyun “Sagar” Ki Har Khwahish Adhuri Ki.

    263. **********************************************
    264. Jo fareb khaye maine tuje aapna samazkar,
    265. Unhe kaise bhul jau ek dastan samazkar,
    266. Muje gau!r se na dekho me vo namurad dil hu,
    267. Jise tune tod dala ek bejuban samazkar.
    268. **********************************************
    269. Har Naye Din Hazaron Se Milte Hain Hum,
    270. Magar Dil Hi Dil Mein Kisi Ko Yaad Karte Hai Hum,
    271. Tashreef Laaiyega Mohabbat Hamare Dil Mein Bhi Kabhi,
    272. Yahi Aarzoo Dil Mein Liye Har Pal Jeete Hai Hum.
    273. **********************************************
    274. Samne Manzil Thi,
    275. Peechhe Thi Aawaz Uski,
    276. Ru!kte To Safar Chhut Jata,
    277. Chalte To Usse Bhichad Jate,
    278. Manzil Ki Bhi Hasrat Thi,
    279. Aur Usse M!ohabbat Bhi,
    280. Ae Dil Ye Bata Mujh Ko,
    281. Us Waqt Main Kahan Jata,
    282. Muddat Ka Safar Bhi Tha,
    283. Aur Barson Ki Chahat Bhi Thi,
    284. Rukte To Bikhar Jate,
    285. Chalte To Dil Toot Jata,
    286. Yun Samajh Lo Ke,
    287. Lagi !Pyaas Gazab Ki Thi,
    288. Aur Pani Mein Bhi Zehar Tha,
    289. Peete To Mart Jate,
    290. Aur Na Peete To Bhi Mar Jate.
    291. **********************************************

    292. Hum dil me wafa ka aarman liye baithe hai,
    293. Darde mohabbat dil me daba diye baithe hai,
    294. Madhosh hai hum u!nki mohabbat ke aashar me,
    295. Aur Log samaz te hai ke hi hum jaam liye baithe hai.
    296. **********************************************
    297. Karte Hain Tujhe Pyaar Aur Karte Hi Rahenge,
    298. Dil Ban Ke Tere Dil Mein Dhadakte Hi Rahenge,
    299. Jeena Hai Ab To Naam Tera Le Ke Umar Bhar,
    300. Aur Naam Tera Le Ke Hi Marte Bhi Rahenge,
    301. Pho!olon Ki Zindagi Ka Hai Kuch Haal Hi Aisa,
    302. Honthon Pe Hansi Aur Kabhi Shabnam Ki Nami Hai,
    303. Chalta Hi Rahega Sada Ab Yun Hi Silsila,
    304. Guzre Hain Ye Din Aur Guzarte Hi Rahenge,
    305. Yun Tujhko Bhool Jaun Ye Mumkin Nahi Hai Ab,
    306. Dil Hai Tumha!re Paas Main Chahe Kahin Rahun,
    307. Dhala Hai Khud Ko Pyar Mein Tere Ab Is Tarah,
    308. Teri Hi Dhun Mein Bante Sanwarte Hi Rahenge.
    309. **********************************************
    310. Aaina Rahta Wahi, Log Badal Jate Hai,
    311. Chahte Rahti Wahi, Naam Badal Jate Hai,
    312. Pyar, Mohabbat, Ishq, Wahi Rahta Hai,
    313. Fark Itna Hai H!alat Badal Jate Hai,
    314. Sacchi Chahat Ke Liye, Aaj Tadapti Duniya,
    315. Jisko Mil Jaye, Wo Kyu Na Samjh Pate Hai.
    316. **********************************************
    317. Beetay Huwe Dino Ko Bhulaya Nahi Jata
    318. Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata…
    319. Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai Lekin
    320. Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata…
    321. Apno Aur Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin
    322. Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata.
    323. **********************************************
    324. Woh Dil Nahi Rahe Wo Jajbe Nahi Rahe
    325. Apne Bhi Is Daur Me Apne Nahi Rahe
    326. Halte E zinda!gi Par Gaur Kiya To Jana
    327. Rishte Zuban Ke Rahe Magar Dil Ke Nahi Rahe

    328. **********************************************
    329. Palko me gir kar ke aanshu sikwa yeh kar rahe hai,
    330. Tukde mere jigar ke khud aapne hi kar rahe hai.

    331. Kis-kis ko batau !ghayal jigar yeh aapna,
    332. Masti bhare ye dusman mera dil jala rahe hai.

    333. Aey mere dil ki tamanna tu kaha le jayengi,
    334. Meri manzil maut hai es se aage na jayengi.

    335. **********************************************

    336. Wahan Tak Saath Chalte Hain, Jahan Tak Saath Mumkin Hai,
    337. Jahan Halaat Badlenge, Wahan Tum Bhi Badal Jana.

    338. Sharaab Pee Ke Jo Bhul Sakta To Roz Peeta Main,
    339. Teri Yaad Mein Pal-Pal, Kyun Roz Marta Main,
    340. Tere Bagair! Zamane Mein Koi Aur Khushi Nahi,
    341. Sahara Hota Jo Kisi Aur Ka, Roz Hansta Main,
    342. Badalte Waqt Mein Khud Ko Main Badal Sakta Nahi,
    343. Dil Apna Paas Hota To, Surat Roz Badalta Main,
    344. Mumkin Nahi Tu!jhe Chaah Kar Bhi Ab Mil Sakun Main,
    345. Hoti Agar Khwahish Puri Mil!ne Ki, Dua Roz Karta Main,
    346. Tujhe Chahta Hun Bata Aur Kitne Imtihan Dun Main,
    347. Kyu Raaton Ko Tadapta Aur Zustzoo Roz Karta Main.

    348. **********************************************
    349. Yu pyar kisi ka thukraya nahi karte,
    350. Mohabbat ka chirag bujaya nahi karte,
    351. Yaad rakhna pach!taonge baad me tum mere liye,
    352. Gujre lamhe laut ke aaya nahi karte.
    353. **********************************************
    354. Jashn-E-Jannat Ki Nayaab Nazaakat Hai Ye,
    355. Har Naacheez Ki Dua Mein Shaamil Jo Wo Haseen Inaayat Hai Ye,
    356. Moti-E-Dariya-E!-Ehsaas Keh Sake Jise Duniya,
    357. Ajee, Dilon Ko Jodta Wahi Mohataram, Mohabbat Hai Ye.
    358. **********************************************
    359. Koi To Hoti Hogi Wajah,
    360. Yun Hi Koi Bewafa Nahi Hota,
    361. Mohabbat Karne Wala Dil,
    362. Yun Hi Kabhi Khafa Nahi Hota,
    363. Shiqwa Ho Kisse Aur Shiqayat Kaisi,
    364. Ulfat Mein Koi Dushman Nahi Hota,
    365. Waqt Pe Aana! Ho Intezar Ki Beqarari,
    366. Pyaar Mein Koi Farmaan Nahi Hota,
    367. Gair Ki Bahon Mein Kaun Hona Chaahe,
    368. Yaar Pehlu Bin Qaraar Nahi Milta,
    369. Aitbar Di!l Ka Ulfat Mein Hai Jaruri,
    370. Yakeen Na Ho Jahan, Pyaar Nahi Hota.



    No comments :

    Post a Comment