⧭⧭Aaj unki dosti me kuchh kami dekhi,
Chand ki chandni me kuch nami dekhi
Udaas ho ke lout aye hum apne ghar,
Unki mehfil jab auron se jami dekhi⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧬⧬Toofaan mein ham bikhrate chale gaye,
Tanhai ki gehrai mein utarte chale gaye,
Jannat thi hr subah sham jin dosto to k sath
Ek-ek krke wo sab dost bichhadte chale gye⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Tumse dosti karne ka hisab na aaya
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aaya.
Hm to jagte rhe tumhari hi khayalo me
Or tumhe sokr b hmara khwab na aaya⬀⬀
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Dosti ne har gham sehna shika diya,
Muskurati hui ankho ko behna shika diya
Aksar mehfilo mein gunjti thi awaaj meri
Ab ye waqt h ki chup rehna shika diya⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Aap hame rula do hame koi gam nahi
Aap hame bhula do hame koi gam nahi
Jis din hamne aap ko bhula diya
Samajh lena es duniya me ham nahi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Waqt badlata hai zindagi ke sath,
Zindagi badlati hai waqt ke sath.
Waqt nahi badlata doston ke sath,
Bas dost badal jate hai waqt ke sath.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Bade ajeeb hain yeh zindagi ke raaste,
Anjane mod pr kuch log dost bn jate h
Milne ki khushi de ya na de
Bichhadne ka gam zarur de jaate hain.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭किसी रोज़ याद न कर पाऊं तो खुदगर्ज़ न समझ लेना दोस्तों
दरसल छोटी सी इस उम्र में परेशानिया बहुत हैं,
मैं भूला नहीं हूँ किसी को मेरे बहुत अच्छे दोस्त हैं ज़माने में,
बस थोड़ी ज़िन्दगी उलझ पड़ी है दो वक़्त की रोटी कमाने में⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪⧪Aap se door ho kar hum jayenge kaha,
Aap jaisa dost hum payenge kaha,
Dil ko kaise bhi sambhal lenge,
Pr aankho k aansu hm chupayege kaha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭In ankho se sapne churaya na karo
Humari dosti ko azmaya na karo,
Tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
Unhe yu na ansuo mein gavaya karo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Tanha rehna seekh liya hum ne
Par khush kabhi na reh payenge
Teri doori sehna seekh liya hmne
Ar teri dosti k bina jee na payenge⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪⧪Taraste the jo dost hamse milne ko kbhi
Na jane q aaj mere saye se b wo ktrate h
Ham bhi wahi hain; dil bhi wahi hai
Na jaane kyu log badal jate hain⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
Dilon main chupi dolat nahi dekhi
Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti
Usne shayad hamari dosti nhi daikhi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⬀⬀Mehfil main kuch to sunana padta hai
Gham chupakar muskurana padta hai
Kabhi un ke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hain⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kabhi yaad aye to ek baar kehna
⬀⬀Kbhi aansu bn k ankho se na behna
Dost na sahi to ajnabi hi rehna.
Per kabhi alvida na kehna…!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⬀⬀⬀Krni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai
Hame unse kehni kuch baat baki hai
Maut aayegi to keh denge zara ruk
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kya pata kab maut ka paigaam aa jaye
Na jane kb zindagi ki aakhiri sham aa jaye
Main to intezar krta hu kisi aise samay ka
Ki meri zindagi kisi dost ke kaam aa jaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Phulo se bhi kya dosti karni
Kuch pal baad murja jate hai,
Dosti karo to kanto se karo
Chubne ke baad bhi yaad aate h⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Gum juda jab se najare ho gaye
Gardish me hamare sitare ho gaye
Nibhayi hai kuch yaro ne dosti aisi
Ki dushman b dost se pyare ho gye⧪⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Gam wo hote hain jo aansu la sake,
Khushi wo hoti hain jo gam bhula sake,
Humen to chaiye bas tumhari itni si dosti,
Jo mere jane k bad tumko thoda sa rula ske⧬⧬
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Teri palkon pe khwab rakh gya koi
Teri sason peh naam likh gya koi
Chalo wada rha tumsey
Bhool jana hamey agar humsey
Acha dost tumhey mil gya koi⤶⤶⤶⤶
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kuch yu khatam krte ja rhe ho
Rasam-e-dosti hum se dost
Jaisy hum tumhein yaad hi na
Aayein gay phir kabhi⧬⧬⧬
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Jab paas hon toh rukh se nigahe na modna
Jab door hon to mera tasavvur na chodna,
Aey dost dil lagane se pehle ye soch lein,
Muskil bahut hai rishto ki zanjire na todna.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kuch badli hui taqdeer nazar aati hai,
Dur tak yaaadon ki zanjeer nazar aati hai,
Main padhu to kya padhu dost,
Har panhe par teri tasveer nazar aathi hai.⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Ek din dosti par ek kitab likhenge,
Dosto ke sath gujri har baat likhenge,
Jab batana ho ke dost kaise hote hain,
Tumhe soch-soch kar har baat likhenge⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Kuch uljhe hue sawalo se darta h dil
Na jane q tanhai me bikharta h dil,
Kisiko pana koi badi baat nahi,
Bas dosto ko khone se darta hain dil⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Har dost ki dosti zaroori hoti hai
Uske bina zindagi jese adhuri hoti hai
Agar todh bhi de vo rishta apna to
Uske piche uski koi majburi hoti hai⧪⧪⧪
Chand ki chandni me kuch nami dekhi
Udaas ho ke lout aye hum apne ghar,
Unki mehfil jab auron se jami dekhi⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧬⧬Toofaan mein ham bikhrate chale gaye,
Tanhai ki gehrai mein utarte chale gaye,
Jannat thi hr subah sham jin dosto to k sath
Ek-ek krke wo sab dost bichhadte chale gye⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Tumse dosti karne ka hisab na aaya
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aaya.
Hm to jagte rhe tumhari hi khayalo me
Or tumhe sokr b hmara khwab na aaya⬀⬀
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Dosti ne har gham sehna shika diya,
Muskurati hui ankho ko behna shika diya
Aksar mehfilo mein gunjti thi awaaj meri
Ab ye waqt h ki chup rehna shika diya⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Aap hame rula do hame koi gam nahi
Aap hame bhula do hame koi gam nahi
Jis din hamne aap ko bhula diya
Samajh lena es duniya me ham nahi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Waqt badlata hai zindagi ke sath,
Zindagi badlati hai waqt ke sath.
Waqt nahi badlata doston ke sath,
Bas dost badal jate hai waqt ke sath.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Bade ajeeb hain yeh zindagi ke raaste,
Anjane mod pr kuch log dost bn jate h
Milne ki khushi de ya na de
Bichhadne ka gam zarur de jaate hain.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭किसी रोज़ याद न कर पाऊं तो खुदगर्ज़ न समझ लेना दोस्तों
दरसल छोटी सी इस उम्र में परेशानिया बहुत हैं,
मैं भूला नहीं हूँ किसी को मेरे बहुत अच्छे दोस्त हैं ज़माने में,
बस थोड़ी ज़िन्दगी उलझ पड़ी है दो वक़्त की रोटी कमाने में⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪⧪Aap se door ho kar hum jayenge kaha,
Aap jaisa dost hum payenge kaha,
Dil ko kaise bhi sambhal lenge,
Pr aankho k aansu hm chupayege kaha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭In ankho se sapne churaya na karo
Humari dosti ko azmaya na karo,
Tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
Unhe yu na ansuo mein gavaya karo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Tanha rehna seekh liya hum ne
Par khush kabhi na reh payenge
Teri doori sehna seekh liya hmne
Ar teri dosti k bina jee na payenge⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪⧪Taraste the jo dost hamse milne ko kbhi
Na jane q aaj mere saye se b wo ktrate h
Ham bhi wahi hain; dil bhi wahi hai
Na jaane kyu log badal jate hain⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
Dilon main chupi dolat nahi dekhi
Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti
Usne shayad hamari dosti nhi daikhi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⬀⬀Mehfil main kuch to sunana padta hai
Gham chupakar muskurana padta hai
Kabhi un ke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hain⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kabhi yaad aye to ek baar kehna
⬀⬀Kbhi aansu bn k ankho se na behna
Dost na sahi to ajnabi hi rehna.
Per kabhi alvida na kehna…!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⬀⬀⬀Krni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai
Hame unse kehni kuch baat baki hai
Maut aayegi to keh denge zara ruk
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kya pata kab maut ka paigaam aa jaye
Na jane kb zindagi ki aakhiri sham aa jaye
Main to intezar krta hu kisi aise samay ka
Ki meri zindagi kisi dost ke kaam aa jaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Phulo se bhi kya dosti karni
Kuch pal baad murja jate hai,
Dosti karo to kanto se karo
Chubne ke baad bhi yaad aate h⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Gum juda jab se najare ho gaye
Gardish me hamare sitare ho gaye
Nibhayi hai kuch yaro ne dosti aisi
Ki dushman b dost se pyare ho gye⧪⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Gam wo hote hain jo aansu la sake,
Khushi wo hoti hain jo gam bhula sake,
Humen to chaiye bas tumhari itni si dosti,
Jo mere jane k bad tumko thoda sa rula ske⧬⧬
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Teri palkon pe khwab rakh gya koi
Teri sason peh naam likh gya koi
Chalo wada rha tumsey
Bhool jana hamey agar humsey
Acha dost tumhey mil gya koi⤶⤶⤶⤶
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kuch yu khatam krte ja rhe ho
Rasam-e-dosti hum se dost
Jaisy hum tumhein yaad hi na
Aayein gay phir kabhi⧬⧬⧬
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Jab paas hon toh rukh se nigahe na modna
Jab door hon to mera tasavvur na chodna,
Aey dost dil lagane se pehle ye soch lein,
Muskil bahut hai rishto ki zanjire na todna.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧪Kuch badli hui taqdeer nazar aati hai,
Dur tak yaaadon ki zanjeer nazar aati hai,
Main padhu to kya padhu dost,
Har panhe par teri tasveer nazar aathi hai.⧪⧪
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Ek din dosti par ek kitab likhenge,
Dosto ke sath gujri har baat likhenge,
Jab batana ho ke dost kaise hote hain,
Tumhe soch-soch kar har baat likhenge⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭⧭Kuch uljhe hue sawalo se darta h dil
Na jane q tanhai me bikharta h dil,
Kisiko pana koi badi baat nahi,
Bas dosto ko khone se darta hain dil⧭⧭⧭
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
⧭Har dost ki dosti zaroori hoti hai
Uske bina zindagi jese adhuri hoti hai
Agar todh bhi de vo rishta apna to
Uske piche uski koi majburi hoti hai⧪⧪⧪
No comments :
Post a Comment