- Din beet jate h kahani banker,
- Bate reh j!ati h suhani bankar,
- Lekin dost hamesha dil me rehte h,
- Kabhi hotho ki hasi to kabhi aankho ka pani banker.
- ********************************************
- Phulo se khubsurat koi nahi,
- sagar se gahra koi nahi,
- Aab a!apki tarif kya karu,
- Dosto me aap jaisa koi nahi.
- ********************************************
- Kal raat khuda ne puchha ,tu itna
- dosto mein kyun khoya hai,
- tab andar !se ye awaaz aayi,
- dosto ne hi to di hai khushiyan,
- pyar karke to hamesha ye dil roya hai.
- ********************************************
- Zindgi har pal khas nahi hoti,
- phool ki kh!ushbu hamesha paas nahi hoti,
- milna to hamare taqdir me likha tha,
- varna itni pyaari DOSTI itefaq nahi hoti..!
- ********************************************
- Dil na lagana kisi se dard hi paoge,
- Beeti b!aaton ko yaad karke rote hi jaoge,
- Nibhaoge dosti ka rishta agar,
- Hamesha ummeed se jyada paoge.
- ********************************************
- Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka
- Dosti raaz hai !sada muskura ne ka
- Ye koi pal bhar ki pehchan nahi
- Dosti naam hai umar bhar sath nibhane ka
- ********************************************
- Zindagi aisi ho jo jine ko majboor kare,
- Rahein aisi ho jo chalne ko majboor kare,
- Khus!hboo kabhi dosti ki kam na ho,
- Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare.
- ********************************************
- Jab tak ye zindagani rahegi,
- jab ki hamari !aap ki kahani rhegi,
- Chamakte rahenge flak per dosti ke sitare.
- Agar aapki meharbaani rahegi.
- ********************************************
- Koi dost naya ya purana nahi hota,
- Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
- Juda hona! kismat ki baat hai,
- Door hone ka matlab bhulana nahi hota.
- ********************************************
- Kuch Time Pehle Rabb Ke Ghar Se
- Kuchh! Farishtay Frar Ho Gye
- Kuchh Laut Gaye Vaapis,
- Or Kucch Mere Yaar Ho Gye.
- ********************************************
- Kash phir milaney ki wo wajah mil jaye,
- Saath jitna bhi bitaya wo pal mil jaye,
- Chalo apni apni aankhey band kar le,
- Kya pta k!hwabo m gujra hua kal mil Jaye.
- Happy Friendship Day..
- ********************************************
- Kuch log zindagi me es kadar shamil ho jate he,
- Unhe bhulna chaho to aur b jyada yaad aate he,
- Bas jate hain w!o dilo mein es kadar,
- Aankhe band bhi karo toh samne najar aate he.
- ********************************************
- ज़िक्र हुआ जब खुदा की रहमतों का,
- हमने खुद !को खुशनसीब पाया,
- तमन्ना थी एक प्यारे से दोस्त की,
- खुदा खुद दोस्त बनकर चला आया.
- ********************************************
- अच्छा दोस्त तकिये के जैसा होता है,
- मुश्किल में सीने से लगा सकते हैं,
- दुःख में उसपे रो सकते हैं,
- खुशी में! गले लगा सकते हैं और
- गुस्से में लात भी मार सकते हैं.
- ********************************************
- दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
- तुफानो में! साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
- यूँ तो मिल जाता है हर कोई!
- मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं!
- ********************************************
- जिन्गदी नहीँ हमेँ दोस्तोँ से प्यारी
- दोस्तोँ पे है हाज़र जान हमारी
- आँखोँ में! ह!मारे आँसू हो तो क्याँ
- जान से भी प्यारी है मुस्कान तुम्हारी!
- ********************************************
- खुदा से कोई बात अंजान नहीं होती,
- इन्सान की बंदगी बेईमान नहीं होती.
- कही तो !माँगा! होगा हमने भी एक प्यारा सा दोस्त
- वर्ना यूंही हमारी आपसे पहचान न होती.
- ********************************************
- Hamari !dosti ki umar hum se bhi zyada hogi,
- Tumhari har aawaz hamare liye wada hogi
- Tum bhi sun lo kaan khol key,
- Jisne dosti pehle tori! uski pitai b sbse zyada hogi
- ********************************************
- Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai,
- Waise Sache Dosti Ke Sath
- Vishvas H!ai,
- Dil Ki Naz!ron Se Dekhoge Agar,
- Hum Har Waqkt Aapke Pass Hai.
- ********************************************
- Tu Nahi To Zindagi Mein KYa Reh Jayega,
- Door Ta!k Tanhaiy!o KA SIlsila Reh Jayega,
- Har Kadam Pe Sath Chalna Ae Dost,
- Warna Tera Ye Dost Tanha Reh Jayega.
- *******************************************
- जैसे प्यारे तारो के साथ पूरा आकाश हे,
- उस तरह सच्चे दोस्तों के साथ विश्वास हे.
- जब भी क!भी दिल के नज़रो से देखोगे,
- तब हम हर पल आपके पास रहेंगे.
- *******************************************
- My Friendship means
- A little heart that never hates,
- A cute sm!ile that never fades,
- A smooth touch that never shakes &
- A strong relationship that never breaks
- *******************************************
- जैसे प्यारे तारो के साथ पूरा आकाश हे,
- उस तरह सच्चे दोस्तों के साथ विश्वास हे.
- जब भी कभी !दिल के नज़रो से देखोगे,
- तब हम हर पल आपके पास रहेंगे.
- *******************************************
- एक रात रब ने मेरे दिल मुझसे पूछा,
- तू दोस्ती में! इतना क्यों खोया हे,
- तब दिल बोला दोस्तों ने ही दी हे सारी खुशिया,
- वरना प्यार करके तो दिल हमेशा रोया हे.
- *******************************************
- साथ दो हमारा जीना हम सिखायेंगे,
- मंज़िल तुम पाओ रास्ता हम बताएँगे,
- खुश तुम रहो खुशिया हम दिलाएंगे,
- आप बस दो!स्त बने रहो दोस्ती हम निभाएंगे.
- *******************************************
- दोस्ती दर्द नहीं खुशियो की सौगात हे,
- किसी अपने का ज़िन्दगी भर का साथ हे,
- ये तो दिलो का !वो खूबसूरत अहसास हे,
- जिसके दम से रोशन ये सारी कायनाथ हे.
- *******************************************
- Ae likhne wale ek farman likh de,
- Mere dost ki takdeer me uska har arman likh de,
- Na mile kab!hi use dard zindagi me,
- Tu chahe meri zindagi me gum tamam liKh de.
- *******************************************
- Dosti k bazaar me chah nahi hoti
- Dard hota hai magar aah nahi hoti
- Dil se kiya gaya ho koi sauda
- to chukaai gayi kimat ki parwah nahi
- *******************************************
- Teri taqdeer se meri taqdeer bana de
- Mere hathon mein tu apni lakeer bana de,
- Main rahun na rahun tere paas
- Bas apne dil ki mere dil mein ek tasveer bana de.
- *******************************************
- Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
- Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
- Par man jana m!anane se,
- Warna yeh bhigi palkein le ke hum kaha jayenge…
- *******************************************
- दोस्ती एक मिसाल हे जहा सरहद नहीं होती,
- ये वो शहर हे !जहा इमारते नहीं होती,
- यहाँ तो सब रास्ते एक दूसरे के दिल से निकलते हे,
- ये वो अदालत हे जहा कोई शिकायत नहीं होती.
- हैप्पी फ्रेंडशिप डे…
- *******************************************
- Kami He Is Duniya Me Aise Logo Ki
- Jo Kisi Aur Ki !Bhi Fikar Kiya Karte He
- Ye EhSaan He Apka Mujh Par Jo
- Aap Mere dosti Ki Qadar Kiya Krte He
- *******************************************
- ना तुम दूर जाना हमारी ज़िन्दगी से,
- ना हम दूर जायेगे आपको ज़िन्दगी से,
- बहोत अच्छी ल!गती हे ज़िन्दगी में दोस्ती आप से,
- ऐसे ही निभाते रहेंगे हम ये रिश्ता दिल से.
- *******************************************
- Dosti Gazal hai Gungunane k liye,
- Dosti nagma he sunane k liye,
- Ye wo Jujb!a hai jo kisi ko milta nahi,
- Kyun ki Housla chahiye ise nibhane k liye…
- *******************************************
- Dost dost ka pyar hota he,
- Dost dost ka khuda hota he,
- Ahsas to tab hota he jab,
- Dost dost se juda hota he.
- *******************************************
- Har kadam-kadam pe taqlife hoti hai zindgi me,
- Ek pal bhi aaram na hota hai kabhi zindgi me.
- Lekin Hame koi bhi fariyad nahi hai zindgi se,
- Kyo ki aap jaisa yaar bhi to diya hai zindgi ne.
- *******************************************
- Hamari zindgi hai Dosto ki amanat,
- rakhna mer!e khuda sada unko salamat,
- dena unhe khushiya saare jahan ki,
- ban jaye vo tareef har ek zuban ki.
- Happy Friendship Day…
- *******************************************
- Samandar Ki Khamoshi Uski Gahrai batati hai
- Dosto Ki Kami A!pni Tanhai Batati hai
- Waise to Dost Hamesha Pyare hote hai
- Par Unki Kimat Unki Judai batati hai.
- *******************************************
- Shaam !ki tanhai me doob na jana,
- Kisi ki dosti me humse ruth na jana,
- Dua karte hai aapko aapki manzil mile,
- Par us manzil ko pakar hame bhul na jana.
- *******************************************
- Bekar Ki Zindgi Hum Jia Ni Krte
- EXPIRE H!one Wali Dosti Hm Kia Ni Krte
- Hmari Dosti LIFETIME Prepaid He
- VALIDITY Ki Chinta Hum Kia Ni Krte
- *******************************************
- Yado me ane vale tera sukriya
- Dil ko bahela!ne vale tera sukriya
- Q krta h aj k zamane me kisise dosti itani
- Hme dost kahene vale tera sukriya.
- *******************************************
- Saadgi Kabhi Khubsurati Se kam Nahi Hoti,
- Chingari K!abhi Aag Se Kam Nahi Hoti,
- Fark Sirf Logo Ki Soch Me Hota He,
- Warna Dosti Bhi Mohabbat Se Kam Nahi Hoti.
- *******************************************
- Kadmo ki duri se dilo ke fasle nahi badte,
- Dur hone se dosti ka ahsas nahi marte,
- Kuch kadmo !ka fasla hi sahi hamre bech,
- par koi pal nahi jab aapko hum yaad nahi karte.
- *******************************************
- Jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
- hum ko bhi koi shaks yaad ayega,
- tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko,
- jab AAp ke s!aath guzra waqt yaad ayega.
- *******************************************
- Dil Ki Likhi Baat Dil Ko Chhu Jati Hai,
- Ye Aksar Ankahi Baat Keh Jati Hai,
- Kuchh Log Dosti Ke Mayne Badal Dete Hain,
- Aur Kuchh Logon Ki Dosti Se Duniya Badal Jati Hai!…
- *******************************************
- Vo dosto ki m!hfil vo muskurate pal,
- Dil se juda hai aapna bita hua kal,
- Kabhi gujarti thi zindagi waqt bitane me,
- Aaj waqt gujar jata hai vo yando ko jutane me.
- *******************************************
- Apki Yaad Meri Jaan Hai Shayad,
- Is Haqeeqat Se Ap Anjaan Hai,
- Mujhe Khud !Nahi Pata Ki Mera Wajud Kya Hai,
- Shayad Apki Dosti Hi Meri Pehchan Hai.
- *******************************************
- Pyar Karnewalon ki kismat kharaab hoti hai
- Har waqt inteha ki ghadi saath hoti hai
- Waqt mile to rishto ki kitaab khol ke dekh lena
- Dosti har rishtey se lajawab hoti hai
- *******************************************
- Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai,
- Waise Sache Dosti Ke Sath Vishvas Hai,
- Dil Ki Nazr!on Se Dekhoge Agar,
- Hum Har Waqkt Aapke Pass Hai.
- *******************************************
- Rishto me Pyar ki Mithas rahe
- Na Mitne wala hamesha Ehsas rahe
- Kehne ko to ch!oti si hai ye
- Zindagi Lambi ho jaye agar ap ka sath rahe
- *******************************************
- Dil Tut !Jata Hai Par Khanak Nahi Hoti,
- Har Dhadkan Roti Hai Par Palak Nahi Roti,
- Mohabbat Naam Hai Khuda Ki Bandagi Ka,
- Jo Sharto Par Mile Wo Mohabbat Nahi.
- *******************************************
- Tamanna karte ho jin khushiyon ki,
- Dua hai woh khushiya aapke kadmo mai ho,
- Khuda aapk!o woh sab haqiqat mai de,
- Jo kuch aapke sapno mei ho.
- *******************************************
- Zindgi har pal khas nahi hoti,
- phool ki khu!hbu hamesha paas nahi hoti,
- milna to hamare taqdir me likha tha,
- varna itni pyaari DOSTI itefaq nahi hoti..!
- *******************************************
- Duaoon main teri khushi mangtay hain
- Khabo!on main teri hansi mangtay hain
- Sochtay hain hum tum say kia mangain
- Chalo umer bher ki DOSTI mangtay hain
- *******************************************
- Awesome Dosti Shayari In Hindi
- Ham Kabhi Dosto Ko Bhulaate Nahi He,
- Magar Ye B!aat Kabhi Bhi Jataate Nahi He,
- Dosto Ko Har Pal Yaad Rakhte He,
- Ham Bhulane Ke Liye Dost Banate Nahi He.
- *******************************************
- Duniya Me S!abhi Dost Ek jaise Nahi Hote,
- Kuch Apne To Kuch Apne Nahi Hote,
- Aapse Dosti Nibhai Tab Ye Ahesaas Huva,
- Ke Kaun Kaheta He Ki Taare Zameen Pe Nahi Hote.
- *******************************************
- Yaad ae kabhe too ankhen band na karna…!
- Hum chale b!he jaen too gham na karna…..!
- Yeh zarori nahi k har rishte ka naam ho..!
- Par dosti ka ehsas dil se kam na karna…!
- *******************************************
- Pani Ka Ek Katra Aankh Se Gira Abhi Abhi,
- Kya T!um Ne Mujhko Yaad Kiya Abhi Abhi,
- Tujh Se Mile Zamana Hua Magar,
- Youn Laga Koi Mujhse Mil Ke Gaiya Abhi Abhi.
- *******************************************
- Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
- Dil ki duniya mei!n kabhi shaam naa hone denge,
- Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
- Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !!!!!
Images Shayari,whatsapp Hindi Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Dosti Shayari, Best Shayari, New Shayari, Latest Shayari,hindi font inspirational zindagi shayari friendship,good night images,good morning shayari download images,shayari on life Shayari 2018.
Friendship SMS Message New
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment