Magar pyar mein itni dooriyan shayari


  1. Dil me ho aap toh koi aur khaas kaise hoga,
  2. Yaadon mei aapke !iva koi paas kaise hoga,
  3. Hichkiyna kehti hain aap yaad karte ho,
  4. Par bologe nai toh hume ehsaas kaise hoga.
  5. ********************************************
  6. Give laugh to all but smile to one,
  7. Give cheeks t!o all but lips to one,
  8. Give love to all but Heart to one,
  9. Let everybody love you But you love one.
  10. ********************************************
  11. Aap jo so gaye toh khwab hamara aayega
  12. Ek pyari si muskaan aapke chehre par layega
  13. Khidki darwaje! dil ke khol kar sona
  14. Warna aap hi batao hamara khwab kahan se aayega.
  15. Good Night…
  16. ********************************************

  17. Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye..
  18. Hum Bhi Kis!ike Sapno Me Aa Jaye..
  19. Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par..
  20. Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye…

  21. ********************************************
  22. Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega
  23. Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega
  24. Maaf Karna Mi!l Nahi Pate Aapse Magar
  25. Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega
  26. I Wish You Happy Holidays
  27. ********************************************

  • Na Dil Me Utarkar Bhulaya Karte He,
    1. Na Hasi Ha!si Me Rulaya Karte He,
    2. Kabhi Akele Me Mehsus Kar Ke To Dekho,
    3. Ham Jaise To Dil Se Rishta Nibhaya Karte He

    4. ********************************************
    5. Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad
    6. Kiska karu int!zaar tere aane ke baad
    7. kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log
    8. Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad.

    9. ********************************************
    10. Bhul Jao Bite Hue Kal Ko,
    11. DiL Me Bsalo Aane Wale Kal Ko,
    12. Muskurao Chah!e Jo Bi Ho Pal,
    13. Khushiya Lekr Ayega Aane Wala Kal.

    14. ********************************************
    15. Patti patti gulab kya hogi,
    16. Har kali me!harkhwab kya hogi,
    17. Jisne dekhe ho lakho haseen,
    18. Uski neeyat kharab kya hogi.

    19. ********************************************
    20. Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai,
    21. na kisi se marham ki na duaon ki umid kiya karte hai,
    22. kai chehre liye yah!a log jiya krte hai,
    23. or hum in ansuo ko ek chehre ke liye piya karte hai….

    24. ********************************************
    25. Kadmo ki duri se dilo ke fasle nahi badte,
    26. Dur hone se dosti ka ahsas nahi marte,
    27. Kuch kadmo ka! fasla hi sahi hamre bech,
    28. par koi pal nahi jab aapko hum yaad nahi karte.

    29. ********************************************
    30. Palko Se Aankho Ki Hifazat Hoti Hai
    31. Dhadkan !Dil Ki Amanat Hoti Hai
    32. Hamara Rishta Bhi Bada Pyara Hai
    33. Kabhi Chahat To Kabhi Shikayat Hoti Hai…

    34. ********************************************
    35. Ye mana ki bade hi badnam hai hum,
    36. Kar jate hai shararat kyuki insaan hai hum,
    37. Lagaya na kariye hamari bato ko dil se,
    38. Aapko to pata! hai kitane nadaan hai hum.

    39. ********************************************
    40. Agar Bhigne ka itna hi shoq hai
    41. baarish me To Dekho na meri aankhon me
    42. Baarish to har !ek ke liye hoti hai
    43. Lekin ye aankhein sirf tumhare liye barasti hain


    44. ********************************************
    45. Nazrein Meri Kahin Thak Na Jaayein,
    46. Bewafa Tera !Intezaar Karte Karte,
    47. Yeh Jaan Yun Hi Nikal Na Jaaye,
    48. Tum Se Ishq Ka Izhaar Karte Karte…

    49. ********************************************
    50. Har baat sam!zane ke liye nahi hoti,
    51. Zindagi akshar kuch pane ke liye nahi hoti,
    52. Yaad akshar aati hai aapki,
    53. Par har yaad jatane ke liye nahi hoti

    54. ********************************************
    55. Kisi ki khatir mohabbat ki inteha kardo,
    56. Par itna bhi nahi ki us ko khuda kardo.
    57. Mat chaho !kisi ko toot kar itna bhi,
    58. Ki apni hi wafaon se us ko bewafa kardo

    59. ********************************************
    60. Samajh Saka Na Koi Mere Dil Ko
    61. Ye Dil Yun Hi !Nadaan Reh Gaya
    62. Mujhe Koi Gham Nahi Is Baat Ka Afsos Hai
    63. Ke Mera Yaar Bhi Mujhse Anjaan Reh Gaya…

    64. ********************************************
    65. Zindagi Kitni Khubsurat hoti,
    66. Agar teri chaha!t adhoori na hoti,
    67. Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak,
    68. Magar pyar mein itni dooriyan na hoti…
    69. ********************************************

    70. Ek Pyari Muskaan tu hame ek baar dede,
    71. Sapno me h!i sahi par ek baar deedar dede,
    72. Sirf ek baar kar le tu hamse milne ka vaada,
    73. Phir zindagi bhar ke liye chahe intezaar dede.

    74. ********************************************
    75. Tere Bichadne Ka Dukh Hum Sah Nahi Sakte…!!
    76. Bhari Mahfil !Me Kuch Kah Nahi Sakte..!!
    77. Hamare Girte Ansu Pakad Ke Dekh…!!
    78. Wo Bhi Kahenge Hum Tere Bina Reh Nahi Sakte.

    79. ********************************************
    80. Zindagi me mohabbat ki judai hoti hai,
    81. Kabhi-!kabhi pyar mein bewafai hoti hai,
    82. Hamari taraf hath badakar to dekho,
    83. Dosti mein kitni sacchai hoti hai.

    84. ********************************************
    85. Teri Mohabat Main Ye Kaisa Ehsas Hai,
    86. K Tu !Dour Reh Kar B Mere Pass Hai,
    87. Main Teri Arzu Ko Dil Se Mitta Doon Kaise,
    88. Tu Sumandar Hai Aur Mujhe Teri Pyaas hai.

    89. ********************************************
    90. Hashna hamara kisi ko gawara nahi hota,
    91. Har musafir zindgi ka sahara nahi hota,
    92. Milte hai har l!og tanha zindgi mein,
    93. Par har koi aap sa pyara nahi hota.

    94. ********************************************
    95. Pyar naam hai sukh dukh ki kahani ka,
    96. Pyar naam hai! sada muskurany ka,
    97. Ye koi pal bhar ki pehchan nahi,
    98. Pyari naam hai sada sath nibhana ka…!

    99. ********************************************
    100. Sharabi ilzam sharab ko deta hai,
    101. aashiq ilza!m shabab ko deta hai…
    102. Koi nahi karta qabul apni bhul,
    103. kanta bhi ilzam gulab ko deta hai

    104. ********************************************
    105. Aap se mulaqat ki ek ajab nishani hai,
    106. Haste-haste aankhen bhar aati hai,
    107. Zindagi mei ho! chahe kitni pareshani,
    108. Aapke saaye mein har mushkil aashan nazar aati hai.

    109. ********************************************
    110. Chaand Ne Kiya He Khubsurat Taaro Ko Invite,
    111. Suraj Ne Pa!kad Lee He Morning Ki Flight,
    112. Rab Ko Yaad Karke Off Kar Do Lights,
    113. Hamari Aur Se Aapko Pyari Si Good Night.

    114. ********************************************
    115. Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti,
    116. Kaash Aap!se Mulakat Hamaari Na Hoti,
    117. Sapno Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko,
    118. To Aaj Milni Ki Itni Bekarari Na Hoti
    119. Good Morning

    120. ********************************************
    121. Teri khushbu ko zara mehsus karunga
    122. Teri baat ko za!ra gaur se sununga
    123. Agar tu meri har hasrat ko pura kare
    124. Toh dekhna zindagi bhar teri pooja karunga.
    125. Good Morning….

    126. ********************************************
    127. Jahan Zulf Bhikhregi Barsaat Hogi,
    128. Jahan Tum Ru!koge Wahin Raat Hogi,
    129. Tere Aage Peeche Badi Roshni Hai,
    130. Yakeenan Sitaron Ki Baraat Hogi.

    131. ********************************************
    132. pyar usse iss qadar karti chali jaaun,
    133. wo zakhm de au!r main bharti chali jaaun,
    134. usski zid hai ki vo mujhe maar hi dale,
    135. to meri v zid hai usspe marti chali jaaun..

    136. ********************************************

    137. Yaad mithi si dila kar chale gaye,
    138. Dil hamara saath uthakar chal gaye.
    139. Sab mehfil dekh!ti he rah gayi,
    140. Woh mast aankho se pilakar chale gaye.

    141. ********************************************
    142. Har Raat Ek Naam Yaad Aata Hai
    143. Kabhi Subah Kabh!i Sham Yaad Aata Hai
    144. Jab Sochte Hai Ki Karle Dusri Mohabbat
    145. Tab Pehli Mohabbat Ka Anjam Yaad Aata Hai



    No comments :

    Post a Comment