New missing you shayari yaad shayari for girlfriend


  1. Koi manzil nahi jachati safar accha nai lagta
  2. Agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta
  3. Karu kuch bhi me !ab duniya ko sab accha hi lagta hai
  4. Mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta 


  5. Wahan Na P!hool khilte hain Na hi Mosam Badalte hain
  6. Wahan to Kuch nahi hota jahan par TUM nahi hote
  7. Yahan wese to Her Sogaat asani se milti hai,
  8. Par Mera DIL Nahi lgta Jahan par TUM nahi hote… 

  9. Sard mausam ka !maza kitna alag sa hai,
  10. Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
  11. Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
  12. Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai 

  13. Saans Tham Jati Hai Par Jaan Nahi Jati
  14. Dard Hota! Hai Par Aawaz Nahi Aati
  15. Ajib Log Hai Is Zamane Mein
  16. Koi Bhul Nahi Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati 

  17. Taras ga!ye hain apke didar ko,
  18. Fir b dil aap ko  hi
  19. yaad karta hai,
  20. humse khusnsib to apke ghar ka aina hai,
  21. jo har roz apke husn ka didar to karta hai.  

  22. Tumhari yaad or baraf-bari ka mausam,
  23. sulagta raha dil ke andar akeley,
  24. Irada tha j!ee loon ga tujh se bichar ke,
  25. Magar guzarta nahi ab December akeley.. 

  26. Jaane Uss Shakhs Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
  27. Raat Hote H!e Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
  28. Mein Uski Yaad Se Nikloo, Toh Kahaan Jaun;
  29. Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai! 

  30. Jeene k lye dard ka samaan bohat hai,
  31. Kuch roz! se apna dil pareshan bohat hai,
  32. Milte hain shabo-roz sabhi log hum se,
  33. Aik tujh se mulakat ka arman bohat hai. 

  34. Dosti Ki Dastaan Jab Waqt Sunata Hai
  35. Hame Bhi Koi Yaad Aata Hai
  36. Bhool Jate H!ai Jindgi Ke Sare Gamoo Ko
  37. Jab Apke Saath Gujra Hua Pal Yaad Aata Hai. 

  38. Aye dil tu kyu rota hai use yaad karke,
  39. Wo to chale gaye tujhe barbaad karke,
  40. Ab wo tere na!hi kisi aur ke hai,
  41. Kya milega unke dar per baar-baar fariyad karke. 

  42. Yaad shayari in Hindi - Best collection
  43. Jis Par Naa!z Tha Mujhe Khuda Se bhi Zyada,
  44. Wo Mera Pyaar Aaj Afsana Sa Ho Gaya,
  45. Teri Yaadon Ko Is Tarah Kaid Kiya Khud Mein,
  46. Dil, mera Dil Nahi Raha Ek kaidkhana Sa Ho Gaya. 

  47. Teri aarz!o mein deewana ho gaye,
  48. Tujhe apna banate-banate begane ho gaye,
  49. Kar le ek baar yaad dil se mujhe,
  50. Tere dil ki awaaz sune zamane ho gaye. 

  51. Kuch log yaado ko dil ki tasveer banate hai,
  52. Dosto ki yaadon mein mehfil sajate hai,
  53. Hum thode alag kism ke insaan hai jo kisi ko,
  54. Yaad aane se pehle unko apni yaad dilate hai. 

  55. Riste nibhane ka andaz aana chahiye,
  56. Yaad karne ka koi bahana aana chahiye,
  57. Tum roj sms !kare na kare aapko,
  58. Par ek pyara sa sms aapki taraf se roj aana chahiye. 

  59. Soch kar uske baare mein muskarate hai ham,
  60. Khud ko !hi roz nayi kahani sunate hai ham,
  61. Jab bhi yaad karte hai usko,
  62. Saari duniya ko us waqt bhul jaate hai ham.

  63. Kitna adhura lagta hai…
  64. Jab badal ho aur barish na ho,
  65. Jab zinda!gi ho aur pyaar na ho,
  66. Jab aankhe ho aur khawab na ho,
  67. Jab koi apna ho aur pass na ho,

  68. Yaad Aa Rahe He Din Or Raat,
  69. Karte Th!e Jab Hum Aapki Baat.
  70. Khush Ho Lete The Gam Bantkar,
  71. Acha Lagta Tha Tab Tera Sath.

  72. Shikayat hai aapse dil ki hamari,
  73. Kya ab yaad nhi aati aapko hamari,
  74. Bhul hi gaye hamein shayad aap,
  75. Ya fir aap yaad !karte  the ye galatfaemi thi hamari. 

  76. Jab beete hue lamhon se mulaaqat hui.
  77. Kucch toote hue sapno se baat hui.
  78. Yaad jo karne ba!ithe un tamaam lamhon ko,
  79. To aapki yaadon se shuruaat hui. 

  80. Gamon Me Bhi Muskurana Chahta Hun Main,
  81. Tumhe Bhulakar Nayi Duniya Basana Chahta Hun Main,
  82. Magar Na Jane Q!ueen Nikal Aate Hai Aansu
  83. Jab Bhi TuMhe Bhulana Chahta Hoon Main… 

  84. Missing You Shayari In Hindi - Yaad Shayari- Sad Shayari
  85. Yaadon man teri yaad thi Kia yaad tha, kuch yaad nhi
  86. Teri yaad mai!n sab bhol gay Kia bhol gy kuch yaad nhi
  87. Yaad ho tm, bs yaad ho tm Q yaad ho tm, kuch yaad nhi 

  88. Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
  89. Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
  90. Use pana nahi! meri taqdeer mein shayad,
  91. Phir har mod pe usi ka intezaar kyon hai.! 

  92. Jaane Uss Saks Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
  93. Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
  94. Mein Uski Y!aad Se Nikloo, Toh Kahaan Jaun;
  95. Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai! 

  96. Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
  97. Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
  98. Apni yaado!n se keh do is tarah naa aaya kare,
  99. Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai. 

  100. Is raat ki tanhai se, Is dard ki gehrai se,
  101. Ye dil kuch! baat ker raha hai,
  102. Samjho in lafzon ki chuban ko,
  103. Koi dil se tumhe yaad ker raha hai. 

  104. Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai,
  105. Hawa ke rukh! se jinke ehsaas hote hai,
  106. Yeh dil ki kashish nahi toh aur kya hai,
  107. Door reh kar bhi woh dil ke kitne paas hote hai… 

  108. Hasin Palo ko Phir se aabad kar rahe the,
  109. Chand se Aapki baate kar rahe the
  110. Dil ko bada Sukun mila jankar
  111. Ki Aap bhi hame hi Yaad kar rahe the…!! 

  112. Hume Jeene Nahi D!eti Hai Ye Gujari Huyi yaadein
  113. Ham Se Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein
  114. Ab Kaise Kahein Ham Tum se Ye Dost Teri Baatein
  115. Hame Har Pal Yaad aati Hai Teri Chhoti chhoti Baatein. 

  116. Wafao me itna aasar to aaye.
  117. Jinhe dundti hai nigahe wo najar to aaye.
  118. Ham pahuc!h jayege palak jhapkne se
  119. pahle aapne yaad kiya hai ye khabar to aaye. 

  120. Kisi ke Deedar k liye Dil tarasta hai,
  121. Kisi k Intzar !mein Dil Tarapta hai,
  122. Kya kahein iss Dil-E-NADAN ko?
  123. Jo apna ho kar kisi aur k liye Dharakta hai… 

  124. I Miss you A Lot Shayari - Miss You Sher O Shayari - Miss You Poetry In Hindi
  125. Hone ko is s!hehr mein kya kya nhi hota
  126. Hairat hai k ik shakhs humara nahi hota
  127. Jab uski achcchi guzarti hai bin hamare,
  128. To kyon hamara uske bin guzara nahi hota 

  129. Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon?
  130. Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoon?
  131. Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tujhko…
  132. Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoon? 

  133. Aap se milne ka maan kar raha hai,
  134. Maan ko samjaya to dil keh raha hai,
  135. Dil ko bataya to ankhe ro padi,
  136. Unhe chup kar diya to saanse bol padi. 

  137. Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein,
  138. Kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein,
  139. Kyon itna chah!ane laga hoon tujhko main,
  140. Ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein 

  141. Tera khayal teri baat sath chalti hai,
  142. Yeh kaaynat mere sath sath chalti hai,
  143.  Tamaam umar !ka milna koi bhula bhi de,
  144. Magar woh pehli mulaqaat sath chalti hai,
  145.  Bichadne lagta hai jab akhri musafir bhi,
  146. To ek mauj-e-khayalat sath chalti hai,
  147.  Yeh kaisi raah pe dala hai waqt ne mujhko,
  148. Na koi din n!a koi raat sath chalti hai,
  149.  Bohat aziz hai ankhon ko aansuon ki jhadi,
  150. Koi bhi rut ho yeh barsaat saath chalti hai. 

  151. Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane se,
  152. Ho sake to! laut aa kisi bahaane se,
  153. Tu laakh khafa sahi magar ik baar to dekh,
  154. Koi toot gaya hai tere door jaane se 

  155. Apni Zat !Se Nikal Kr Tujhe Tanha Chahon,
  156. Malum Tujhe Bi Na Ho Tujhe Itna Chahon,
  157. Meri Har Saans Amanat Hai Teri,
  158. Ab Tu Hi Bata Or Tujhe Kitna Chahon 

  159. Yaad aati hai to zara kho jaate hai,
  160. AAnshu aankhon main utar aaye to zara ro lete hai,
  161. Neend to nahi aati aankhon main lekin,
  162. Wo khawabon main aayenge yahi soch kar so lete hai 

  163. Tumse doori ka ahsaas sataane laga,
  164. Tere saath gujara har lamha yaad aane laga,
  165. Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki ae dost,
  166. Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga 

  167. Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
  168. Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
  169. Meri kismat me judaai likhi thi,
  170. Warna har !kadam rakha tha
  171. Sambhaal-sambhaal kar 

  172. Missing You Poetry In Hindi, Remembering You Shayari In Hindi - Yaad Shayari
  173. Waqt guzar raha tha,
  174. Par saanse t!hami si thi,
  175. Muskura rahe they hum,
  176. Aankho mein nami si thi,
  177. Saath mere yeh jahaan tha saara,
  178. Par na jaane kyon kisiki kami si thi. 

  179. Ankhon Ki Zuba Ko Samajh Nahi Pate
  180. Hont Hain Magar Kuch Keh Nahi Pate..
  181. Apnay Dil Ki !Bebasi Kis Tarah Kahen Hum
  182. Koi Hey Jiske Bagher Hum Reh Nahi Pate..!! 

  183. Shikayat na !karta zamane se koi,
  184. Agar maan jata manane se koi,
  185. Kisi koh phir yaad na karta koi,
  186. Agar bhool jaate bhoolane se koi. 

  187. Yaadon ko teri hamne khone na diya,
  188. Ghamo ne bhi chup hone na diya,
  189. Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein,
  190. Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya. 

  191. Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
  192. Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai,
  193.  Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
  194. Dil ki har ek dharka! se awaz tumhari aati hai,
  195.  Jab tez hawayein chalti hai to jaan hamari jati hai,
  196. Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai. 

  197. Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
  198. Apki yadon ko s!eene se lagaya hai,
  199. Pata nahi yaad aapki hi kyon aati hai,
  200. Dost to hamne auron ko bhi banaya hai. 

  201. Logon Ki Bheed Mein Toh Maloom Nahi Hota,
  202. Magar Tanhai !Mujhe Bahut Sata Jaati Hai,
  203. Aap Toh Aate Nahi Ho Bulaane Par Bhi,
  204. Aapki Yaad Na Jaane Kyu Chali Aati Hai. 

  205. Aksar gumsu!m rehnewala nagma hu main,
  206. Aapki yaado me rehnewala lamha hu main,
  207. Aap meri jaa!n ho to ek baat batao,
  208. Aapke hote huye bhi kyu tanha hu main. 

  209. Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai,
  210. Aise hi Mohabbat ki shuruwat hoti hai,
  211. Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum,
  212. Pata nahi k!ab din kab raat hoti hai.

  213. Aapko bhul jaye wo nazar kaha se laye,
  214. Kisi aur !o chah le woh jigar kaha se laye,
  215. Nahi reh sakte aap ke bina,
  216. Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye..

No comments :

Post a Comment