Intezaar Ki Khawahish Mohabbat Shayari


  • Dard Dene Ka Aalam Kuch Aisa He,
  • Dard Dekar Kahete He Kaisa Haal He Janaab Ka,
  • Kis Kis Se Ye! Shikayat Kare Ham,
  • Jab Ki Saari Duniya Ka Mizaaz Ek Jaisa He.

  • Ye Sach Baat He kahi Wo Sapna To Nahi,
  • Koi Hame Ya!ad kare Aisi Koi Baat To Nahi.
  • Na Jaane Kyu Phir Dil Ko Aisa Laga Ki,
  • Jisne Yaad Kiya He Kahi Wo Aap To Nahi.

  • Jahan rishty ha!waon ki tarah chalne ke aadi ho jayein,
  • Wahan apne to hoty hain per apnapan nahi hota.

  • Jitni Mohabbat mili Sari bant Di Duniya Waloon Mein,
  • Jab ham ne Jholi Phailai To Dard K Siwa Kuch na Diya.

  • Dil ki khamoshi se , saanson ke theher jane tak,
  • Yaad aaye g!a mujhe woh shaks mar jane tak.

  • Teri Yaadain Hi Baqi Reh Gai Hain,
  • Ye Qarza Bhi , Utar Jaye Ga Sir Se.

  • *************************************

  • Tanhai Meri Sirf Mere Pe Barasti He,
  • Meri Har Aah Tera Dard Samajti He.
  • Hame Pata He Ki Majbur He Tu,
  • Phir Bhi Meri Nigaahe Tere Deedar Ko Tarasti He.
  • *************************************
  • Kabhi Aap B!hi Hamse Baate Kar Liya Karo,
  • Dil Se Hamse Milne Ki Chahat Bhi Kar Liya Karo.
  • Sirf Ham He Jo Aap Se Har Pal Shuruat Karte He,
  • Kabhi Aap Bhi Hamse Pahele Yaad Kar Liya Karo.
  • *************************************
  • Tanhayi mere dil mein samati chali gayi,
  • Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi,
  • Mehakti fiza ki khusbu me jo dekha pyar ko,
  • Bas yaa!d unki aayi aur rulati chali gayi.
  • *************************************
  • Badi Mushkil Se Bani Hun,
  • Toot Jane Ke Baad..
  • Mai Aaj Bhi Roo Deti Hun,
  • Muskuran!e Ke Baad..
  • Tujhse Mohabbat Thi Mujhe Be’intiha
  • Lekin Aksar Yeh Mehsus Hua Tere Jane Ke Baad..
  • Ab Tak Dhundh Rahi Hun Apne Andar Ke Uss Shakhs Ko,
  • Jo Nazar Se Kho Gaya Hai Nazar Aane Ke Baad.
  • *************************************
  • Nikli mohabbat ki baat to tum yaad aa gaye,
  • Uthey Dil me wo zazbat to tum yaad aa gaye…
  • Garmi ne sukha diya tha teri yaadon ko,
  • Hui jab pyar !ki barsat to tum yaad aa gaye…
  • Yun to dil mera bebas na rehta tha,
  • Badle jab halaat to tum yaad aa gaye…
  • Sone-chandi se sazi rehti thi kalai meri,
  • Khali dekhe jab apne hath to tum yaad aa gaye…
  • ………………………………………..
  • Kisi Ki Yaad D!il Me Aaj Bhi Hai,
  • Bhul Gaye Wo Par Pyar Aaj Bhi Hai,
  • Hum Khush Rahne Ka Dawa To Karte Hai Par,
  • Unki Yaad Me Behte Aansu Aaj Bhi Hai.

  • *************************************
  • Itni Mohabbat Mat Karna Ki Bigad Jaaye Hum,
  • Thodi Ta!qleef Dena Ki Sudhar Jaaye Hum.
  • Zara Galti Ho Jaaye To Naaraz Bhi Ho Jaana,
  • Magar Itna Bhi Na Hona Ke Mar Jaaye Hum.

  • Ye Aanshu Ko Kabhi Tum Ponchte Jaaoge,
  • Yaado Me Meri Kabhi Tum Dubte Jaaoge.
  • Bhulakar Bhi Na Bhula Paaoge Tasveer Hamari,
  • In Aankho Me Basi Tadap Se Tadap Jaaoge.

  • Ruthe Jo Hum To Bas Jaan Le Jaayenge,
  • Door Jo Gaye! To Sara Jahaan Le Jaayenge,
  • Haath Aa Kar Bhi Jo Haath Na Aaye Kabhi,
  • Labon Se Tere Wo Muskaan Le Jaayenge,
  • Tum Baaghbaan Bhale Apni Bagiya Ke,
  • Jo Ruthe Hum! Saara Gulistaan Le Jaayenge,
  • Gumaan Bada Tumhe Apni Kaamraani Pe,
  • Chale Jo Hum Dekh Saara Irfaan Le Jaayenge,
  • Likh-Likh Kar Mitaate Rahoge Khud Shabd Apne,
  • Sang Apne Hum Yu Saare Armaan Le Jaayenge,
  • Nishaan-E-Baazi Pe Apni Jaane Kyon Hai Naaz Itna,
  • Naino Mein Apne Saare Teer-Kamaan Le Jaayenge,
  • Paas Honge Bas Harf, Harf Par Hogi Na Kahaani Koi,
  • Badhte Kadamo Mein Saari Daastaan Le Jaayenge,
  • Dil Pe Siqaal!at Aur Labon Pe Saji Khaamoshi Hogi,
  • Jaate-Jaate Saath Apne Teri Zubaan Le Jaayenge,
  • Haath Uthaaye Dua Mein To Dil Mein Imaan Na Hoga,
  • Dil Se Yazdaan Haathon Se Geeta-Quraan Le Jaayenge.
  • *********************************



  • Baarish Ki Har Bund Me Samaaye Ho Tum,
  • Dil Me Ek Ajeeb!o Hamdard Ki Kami Nahi He,
  • Lakin Na Jaane Kyu Bahot Yaad Aaye Ho Tum.
  • *********************************
  • Ajeeb Si Mehsus Hoti He Ye Shaam Kabhi Kabhi,
  • Zindagi La!gti He Jaise Baijaan kabhi Kabhi.
  • Jab Kabhi Samaj Me Aaye To Hame Batana,
  • Kyu Taqleef Deti He Yaade Kabhi Kabhi.
  • *********************************
  • Kab Tak Reh Paoge Aakhir Yun Door Hum Se,
  • Milna Padega A!akhir Kabhi Zaroor Hum Se,
  • Nazrein Churane Wale Ye Berukhi Hai Kaisi,
  • Keh Do Agar Hua Hai Koi Kasoor Hum Se.
  • *********************************
  • Ye choti si yaadein bada sila dengi,
  • Gulab ki t!arah aapko khila dengi,
  • Mat bhulna kabhi humari yaadon ko,
  • Ye khud aapko humse mila dengi.
  • *********************************
  • Koi Chala Gaya Door To Kya Karein,
  • Koi Mita Gaya Sab Nishan To Kya Karein,
  • Yaad Aati Ha!i Ab Bhi Unki Hume Had Se Jyada,
  • Wo Yaad Na Kare To Kaya Kare.
  • *********************************
  • Raat palkein jhapki to ek haseen khwaab aa gaya,
  • Apke pyar ka mehekta gulab aa gaya,
  • Do pal aap bh!i yaad kar liya karo humein,
  • Aankhe khule to aapki yaad mein aansuo ka sailab aa gaya…
  • *********************************
  • Kabhi Ek Lamha Aisa bhi Aata Hai,
  • Jisme beeta Hua kal Nazar ata Hai,
  • Bas Yaadein !Reh Jati Hai Yaad krne K Liye,
  • Aur Waqt Sab Kuch Leke Guzar Jata Hai !!
  • *********************************
  • Yaad karte hain tumhe tanhai mein,
  • Dil dooba hai gamo ki gehrai mein,
  • Hume mat !dhoondna duniya ki bheed mein,
  • Hum milenge tumhe tumhari parchai mein


  • *********************************
  • Wo Raat To Dard Aur Sitam Ke Raat Hogi,
  • Jis Raat! Ruksat Unki Doli Uthegi,
  • Neend Tut Jaati He Hamari Ye Sochkar,
  • Ki Ek Gair Ki Baaho Me Meri Puri Kaynath Hogi.

  • Is Tarah Se Hamari Mohabbat Ka Imthaan Na Lijiye,
  • Kyu Ho Gaye Ho Naaraz Jara Baya To Kijiye.
  • Kar Dena Hame Maaf Agar Ho Gayi Galti Hamse,
  • Yu Yaad Nahi Karke Hame Saza To Mat Dijiye.

  • Naqaab Uthaye Jab Bhi Woh Chaman Se Guzarti Hai,
  • Samajh Kar Phool Us Ke Lab Par Titli Baith Jati Hai.

  • Khoi hoon teri yaad mein kuchh is tarah,
  • Jaise koi bacha magan ho apne khel mein.

  • Ek Tera Hi Naam Tha Jise Hazaar Baar Tha Likha,
  • Jise Khush Hue The Likhkar Use Mita Mitake Roye.

  • Kaash Mein Zehar Choosta Huwa Jogi Hota,
  • Aur koi Saanp Dass Jata Aap Ke Honton Per.

  • Aansu Utha Lete Hain Mere Ghamon Ka Bojh,
  • Yeh Woh Dost Hai!n Jo Ehsaan Jataya Nahi Karte.

  • *********************************
  • Wo Hame Zindagi Me Tanha Chor Gaye,
  • Khud Na Ruk Paa!ye To Unki Yaade Chor Gaye.
  • Gam To Is Baat Ka Nahi Per Dard To Is Baat Ka He,
  • Aankho Se Karke Wada Wo Honto Se Tod Gaye.

  • Kisi Ki Yaad Rukti Nahi He Rok Paane Se,
  • Dil Maanta Nahi He Kisi Ke Samjaane Se.
  • Ruk Si Jaati He !Dhadkan Aapko Bhul Jaane Se,
  • Isliye Aapko Yaad Karte He Jeene Ke Bahaane Se.

  • Meri Neend Abb mere Sath Nhi Rethi,
  • Teri yadon Ne Iese Cheen liya hai Mujhse.

  • Zaroori To Nahi K Mohabbat Ko Lafzon Mein Bayaan Karu,
  • Idhar Dekho Kya Meri Aankhein Tum Se Kuch Nahi Kehti.

  • Wo Jis Ke Liye Apni Sari Hadain Bhola Di,
  • Aaj Os Ne Bhi Keh Diya, Ke Apni Hadd Mai Raha Karo.

  • Ab Ke Aao To Kisi Baagh Me Milne Aana,
  • Phir Se Ek Baar Gulabon Ka Dil Jalana Hai.

  • Jin ki qismat me likha ho rona aslam
  • Woh muskura bhi de to aansu nikal aate hain

  • *********************************
  • Aapki Dosti Ne Hame Gam Me Hasna Sikha Diya,
  • Meri Tanha Zindagi Ko Jeena Sikha Diya,
  • Kaise Kahu Ke Kya Kimat He Tere Saath Ki,
  • Tere Saath Ne Meri Aankho Ko Muskurana Sikha Diya.

  • Aapki Yaado Ki Khusbu In Havaao Me He,
  • Mohabbat Hi Mohabbat In Fizaao Me He.
  • Aisa Na Ho Ki Kabhi Faasle Dard Ban Jaaye,
  • Ab To Saajan Ka Intezaar In Nigaaho Me He.

  • Doston Ke Saath Wo Mastiyan, Badmashiyan,
  • Phir Kahan, Phir Kahan,
  • History Ka Wo Class Bunk Karna,
  • Chemistry Ke Period Mein Sona,
  • Phir Kahan, Phir Kahan,
  • Teacher Ke Question Puchne Par Chup Chup Khade Hona,
  • Teacher Ke Absent Hone Par Jyada Khush Hona,
  • Phir Kahan, Phir Kahan,
  • Jee Le Iss Pal Ko Jee Bhar Ke,
  • Ye Sab Phir Kahan, Phir Kahan.

  • *********************************
  • Dard Ke Kaagaz Pe Fariyaad Likha Karte He,
  • Raat Ki Tanhai Yo Ko Aabaad Kiya Karte He.
  • O Khuda Unhe Hamesha Khush Rakhna,
  • Jise Ham Tumhare Baad Sabse Jyada Yaad Kiya Karte He.
  • *********************************
  • Jab Bhi Kuch Karta Hu Sirf Teri Yaad Aati He,
  • Sochte Sochte Aankhe Meri Namm Ho Jaati He.
  • Dil Ko Dard Mehsus Hota He Par Tu Nahi Aati He,
  • Sirf Teri Yaad He Jo Muje Har Pal Rulaati He.
  • *********************************
  • Wo hume bhulane ki baat karte hain,
  • Zara pucho hume kitna Yaad karte hain,
  • Chehre pe hans!i ka dikhawa hai,
  • Magar Tanhai me Aansuo se fariyad karte hain.
  • *********************************
  • Uski chahat ne rulaaya bahot hai,
  • Uski yaadon! ne tadpaya bahut hai,
  • Hum unse bahut pyar karte hai,
  • Iss majburi ko usne aazmaya bahut hai.
  • *********************************
  • Kadmo Ki Doori Se Dilo Ke Fasle Nahi Badhte,
  • Door Hone Se Ehsaas Nahi Marte,
  • Kuch Kadmo !Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech,
  • Lekin Aisa Koi Pal Nahi Jab Hum Aapko Yaad Nahi Karte.
  • *********************************
  • Tumhari yaad aati hai to aankhe bhig jaati hain,
  • Tumhari !yaad aati hai to raat beet jaati hain,
  • Bhulana to bahut chaha magar yaadein to yaadein hain,
  • Kabhi hum haar jaate hai kabhi ye jeet jaati hai.
  • *********************************
  • Kash Aapka Chehra Itna Pyara Na Hota,
  • Kash Aapse Mulakaat Ka Irada Na Hota,
  • Sapno Mein Hi D!e!kh Leta Mein Aapko,
  • Toh Aaj Milne Ko Itna Bekarar Na Hota.
  • *********************************
  • Door hain aapse toh koi gam nahin,
  • Door rehke b!hool!ne wale hum nahin,
  • Roz mulaqat na ho toh kya hua,
  • Aapki yaad aapki mulaqat se kam nahin.


  • *********************************
  • Aapko Paane Ki Aarzu He Jine Se Jyada,
  • Aapko Khone Ka! Dar He Mar Jaane Se Jyada.
  • Aapse Juda Hone Ka Dard He Dard Se Jyada,
  • Kyu Ki Hame Aapse Mohabbat He Khud Se Jyada.

  • Biti Yaado Ko Yaad Karne Me Kya Rakha He,
  • Sapno Me Unko Yaad Kiya To Kya Kiya.
  • Har Pal Har La!mha Tanha Sa Lagta He,
  • Jab Hamsafar Na Ho To Safar Me Kya Rakha He.

  • Pyaar koi cheez nhi ,
  • Jise mehnat se hasil kiya jaa sake,
  • Pyaar koi mukadar nhi jise taqdeer pe chhoda jaa sake,
  • Pyaar ek !yaqeen hai
  • bharosa hai,
  • Lekin ye itna aasaan nhi,
  • ki kisi se bhi kiya jaa sake..

  • wqt ne aisa bdl dia humko…
  • k kbi mohabbat se mohabbat toh hme b thi…
  • pr aaj ye w!qt hi aisa hai…
  • k aaj utni hi nfrt b hai khud se..
  • kl jitni mohabbat thi unse..

  • Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
  • Yadaon me usk!i yeh Dil tadpta raha ..
  • Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
  • Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.

  • Pyar Itna Mat Karna K Dil Reh Na Sake,
  • Dur Itna Mat Rehna K Hum Seh Na Sake,
  • Karte Hum B!He Apse Utna Hi Pyar..
  • Jitna Tum Bhi aaj Tak Humse Kar Na Sake..

  • Nazar chahti hai didaar karna,
  • dil chahta h!ai pyaar karna,
  • kya batayein is dil ka aalam,
  • naseeb mein likha hai intezar karna…

  • *********************************
  • Tajmahaal To Ek Dard Ki Imaarat He,
  • Jiske Niche Da!fan Kisi Ki Mohabbat He.
  • Khuda Se Sirf Ek He Guzaarish Karna,
  • Kisi Ki Mohabbat Patthar Me Na Dafan Karna.

  • Kar Ke Naaraz H!amko Wo Hame Manana Bhul Jaata He,
  • Udaas Shaamo Me Wo Vaapas Aana Bhul Jaata He.

  • Hame Mat Pucho Mohabbat Me Bewafaai Unki,
  • De Ke Dard Hame Wo Marham Lagana Bhul Jaata He.

  • Kitna Khubsura!t Tha Unki Yaado Ka Ye Shamaa,
  • Wo Jab Bhi Yaad Aate He, Tab Zamana Bhul Jaata He.

  • Charh Jaye To Utarta Hi Nahi,
  • Yeh Ishq Bhi Ghareeb Ke Qarz Jaisa Hai.

  • Sang-e-MarMar Se Tarasha Khuda Ne Tere Badan Ko,
  • Baqi Jo Pathar Bach!a Us Se Tera Dil Bana Diya.

  • Ab Tum Yaad Bhi Aao To Chup Rehte Hain,
  • Ki Aankhon Ko Khabar Hui To Bars Jayengi.

  • *********************************
  • Har Baat Me Ek Arth Hota He,
  • Har Arth Me Ek F!ark Hota He.
  • Log Kahete He Ki Ham Bahot Haste He,
  • Lakin Hasnewalo Ke Dil Me Bhi Dard Hota He.

  • Mohobbat ki saja bemishal di usne,
  • Udas rehne !ki adat dal di usne,
  • Meine jab bhi bataana chaaha usko,
  • Baato-Baato me baat hi taal di usne…

  • Ye Zindagi Dard Aur Gamo Ka Ek Parinda He,
  • Jaha Khushiya Aaj! He Kal Chuninda He,
  • Zindagi Me Kabhi Yaad Bhi Karo Ye Deewane Ko,
  • Ham Thode Bure Bhi He Par Abhi Zinda Bhi He.

  • Pyar ka to dushman zamana hai,
  • har ashiq k p!yar ka apna hi fasana hai,
  • Sabko pata hai Aansu hi milte hai pyar me,
  • Phir Bina jane kyu har koi pyar me Deewana hai…

  • *********************************
  • Aapki Yaado Ki Khusbu In Havaao Me He,
  • Pyar He Pyar Bikhra In Fizaao Me He.
  • Aisa Na Ho Ki Duriya Dard Ban Jaaye,
  • Aapka Hi Intazaar In Nigaaho Me He.

  • Kabhi Chaho To Dil Se Hame Bhula Dena,
  • Kabhi Chaho To Ha!mse Naaraz Ho Jaana,
  • Par Ye Waada Karo Ki Jab Bhi Aaye Yaad Hamari,
  • Tab Rona Nahi Hame Yaad Karke Muskura Dena.

  • Humne bhi kabhi pyar kiya tha,
  • thoda nai besumar kiya tha,
  • dil tut kar! reh gaya,
  • jab usne kaha,aree Maine to Majak kiya tha.

  • Jab Apko Pasand Krta Hai
  • To Apki Burai Bhool Jata Hai..
  • Aur Jab Aapse Nafrat Krta Hai Toh
  • Aapki Acchaai Bhool jata Hai..

  • Ab Raatein Bhi Humse Ittefaaq Rakhti Hain,
  • Ki Hum Jaage Bh!i To Khyaal Rakhti Hain,
  • Ye Kaisi Zidd Hai Teri Judai Ki “Kadir”,
  • Ab To Parchhai Bhi Humse Sawaal Karti Hain.

  • Zindgi Me Khud Ko
  • Kabhi Kisi Insaan Ka Aadi
  • Mat Banana..!!

  • Kyunki Insaan
  • Bohot Khudgarz Hai..!!


  • Dard Ne Kis!i Ko Aise Tadpaya Na Hota,
  • Ye Aankho Ne Kisi ko Itna Rulaaya Na Hota.
  • Pyar Hi Pyar Hota Har Koi Ke Paas,
  • Agar Khuda Ne Is Mohabbat Ko Banaya Na Hota.

  • Tanhaiyo K Saher Me 1Ghar Bana Liya,
  • Ruswaiyo Ko A!pna Mukaddr Bna Liya,
  • Dekha H Yaha Pathar Ko Pujte H Log
  • Bas Isliye Apne Dil ko Pathar Bana liya..

  • Kuch rishte khuda banate hain,
  • kuch rishte log banate hain,
  • kuch log b!ina rishte ke hi rishta nibhate hain,
  • shayad wahi dost kahlate hain

  • Tere naam ko honto pe sajaya he mene.
  • tere ruh ko! apne dil me basaya he mene.
  • dunya tumhen dhondte dhondte ho jaye gi pagal.
  • Dil ke aise kone me chupaya he mene

  • Yaadon Ki Keemat Wo Kya Jaane,
  • Jo Khud Yaadon Me Mita Diya Karte Hain,
  • Yaadon Ka !Matlab to Unse Pucho,
  • Jo Yaadon Ke Sahare Jiye Karte Hain…

  • Kitna Gurur Tha Unko Apni Khubsurati Pe,
  • Jab Bhi Chaha Yaad Kar Liya, Jab Chaha Bhula Diya,
  • Unko Pata He H!ame Samjaane Ke Tariqee,
  • Jab Chaha Hame Hasa Liya, Jab Chaha Rula Diya.

  • Koi Kitna Bhi Aapko Sata Dega,
  • Koi Kitna Bhi Aapko Rula Dega,
  • Aap Dil Se Hu!me Yaad Karke Dekhna..
  • Meri Yaad Ka Har Lamha Aapko Hasa Dega

  • tum jab aao gi to khoya hua pao gi mujhe
  • meri tanha!i mein khwabon k siwa kuch bhi nahi
  • mere kamrey ko sajaney ki tamanna hai tujhe
  • mere kamrey mein kitabon k siwa kuch bhi nahi

  • *********************************
  • Is Dil Ki Aarzu Ko Naam Kya Du,
  • Mohabbat Ka Unk!o Paigaam Kya Du.
  • Is Dil Me Dard Nahi Yaade He Unki,
  • Ab Yaade Hi Dard Bane To Ilzaam Kya Du?

  • Na Hame Hasne Ko Jee Chahta He,
  • Aur Na Aanshu! Bahane Ko Jee Chahta He.
  • Ham Likhe To Bhi Kya Likhe Aapki Yaad Me,
  • Sirf Aapke Paas Vaapas Aane Ko Jee Chahta He.

  • Aankhon !Ki Chamak, In Palkon Ki Shaan Ho Tum,
  • Chehre Ki Hansi, Mere Labon Ki Muskaan Ho Tum,
  • Dhadakta Hai Ye Dil Sirf Tumhari Aarzoo Mein,
  • Phir Ka!ise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum,
  • Dekha Nahi Ab Tak Jisse Wo Anjaan Ho Tum,
  • Ehsaason Mein Base Hue Mere Armaan Ho Tum,
  • Hota Nahi Raabta Aaise Hi Dil Kisi Se Duniya Mein,
  • Phir Kaise Na Kah!u, Ke Meri Jaan Ho Tum,
  • Mere Kalam Ki Zubaan, Meri Pehchaan Ho Tum,
  • Dil Par Jo Likh Diya Hai, Wo Nishaan Ho Tum,
  • Saansein Nahi Yaar Mangte Hai Muqaddar Mein,
  • Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum,
  • Meri Jeene Ki Wajah, Dhadkano Ki Aan Ho Tum,
  • Saaya Ban Kar C!hale Jo, Mere Aasmaan Ho Tum,
  • Udasiyon Ki Zindagi Se Mujhe Nikala Hai Tumne,
  • Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum.

  • *********************************
  • Kaise Nikalta He Koi Dil Me Bas Jaane Ke Baad,
  • Dard Bhi Kitna Hota He Bichad Jaane Ke Baad.
  • Jab Koi Paas Hot!a He Tab Unki Kadar Nahi Hoti,
  • Kami To Mehsus Hoti He Dur Jaane Ke Baad.

  • Har Pal Har Din Ek Naam Yaad Aata He,
  • Kabhi Har Din Har Raat Yaad Aata He.
  • Kabhi Socht!a Hu Ki Karlu Dosri Mohabbat,
  • Magar Tab Paheli Mohabbat Ka Anjaam Yaad Aata He.

  • Shauk pura kar lene do unhe gairon ki mehfil ka yaaro,
  • itni chahat ke baad jab wo humare na hue, to kisi aur ke kya honge..

  • Shauk pura kar lene do unhe gairon ki mehfil ka yaaro,
  • itni chahat ke baad jab wo humara nahi hua to kisi aur ka kya hoga…

  • Jis aankh ne de!kha hay tujhe,
  • Uss aankh say dekhon main tujhe,
  • Is ka siwa hay koi surat?
  • Ka main dekhon tujaaa.

  • Tu Mile Ya Na Mile,
  • Koi Shiqw!a Nahi Mujhe Ab Zindagi Se,
  • Bahut Guzar Gayi Hai,
  • Baaki Bhi Guzar Jaayegi Tere Khayalon Mein.


  • Saanse Ruk Jaati He lakin Jaan Nahi Jaati,
  • Dard Nikalta He Lakin Aawaz Nahi Aati.
  • Gazab !Ke Log He Zamaane Me Yaha,
  • Ham Bhul Nahi Paate Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati.
  • —————————————–
  • Yaad Aa Jaata He Hame Wo Mohabbat Aapki,
  • Yaad Aa Jaate He! Hame Wo Bahaane Aapke.
  • Yaado Ki Ye Bijliya Ham Pe Kehar Barsaane Lagi,
  • Tab Yaad Aata He Hame Wo Gungunana Aapka.
  • —————————————–
  • Rishte Banaye Hai to Nibaye Jao,
  • Har pal Apno ko Hasaye Jao,
  • Pata nahi kisi !ko fursat Hai ya nahi Hame yaad krne ki,
  • Khud Hi tang kar-kar ke Apni yaad dilaye Jao.
  • —————————————–
  • Kash phir milne ki wo wajah mil jaye,
  • Saath jitna b!hi bitaya wo pal mil jaye,
  • Chalo apni apni ankhein band kar lein,
  • Kya pata khwabo main gujra hua kal mil jaye.
  • —————————————–
  • Lafzon ki tarah mujhe kitaabon mein milna,
  • Tu banke mahek mujhe gulaabon mein milna,
  • Jab bhi muj!he teri yaad aaye,
  • To banke aansu meri aankhon mein milna.
  • —————————————–
  • Laut Aa Sanam Bhul Kar Meri Sab Khatayein,
  • Bula Rahi Hai Tumko Meri Bikhri Wafayein,
  • Ab Is Ummid !Par Hi Chal Rahi Hai Saansein,
  • Ki Marne Se Pahle Tujhko Dekhe Ye Nigahein.
  • —————————————–
  • Subah Hote Hi Tere Sehar Se Jana Hai Mujhe,
  • Aaj Ki Rat Z!ara Mujh Ko Mana Kar Sona,
  • Koi Na Sunega Mere Bad Dukh Tumhare,
  • Mujhe Apna Har Dukh Suna Kar Sona,
  • Chale Jayenge To Roya Karoge Yaad Kar Ke,
  • Sirf Aaj Ki Rat Mujhe Apna Bana Kar Sona,
  • Hum To Toot Ke Chahte The Tumhein,
  • Kyun Chaha Nahi Tum Ne Yeh Bata Kar Sona,
  • Shayed Mere Aa!nsu Tujhe Khareed Lein,
  • Qeemat Mere Aansoun Ki Laga Kar Sona.
  • —————————————–

  • *********************************
  • Mohabbat To Zindagi Ko Sajaane Ke Liye He,
  • Par Zindagi T!o Sirf Dard Bahaane Ke Liye He.
  • Meri Khamoshi Kaash Koi Samaj Paaye,
  • Ye Hasta Chahere To Zamaane Ke Liye He.

  • A Waqt Tu Kisi Bahane Se Ruk Ja,
  • Hame Yaad Kisi Ko Karne De,

  • Hame Mohabb!at He Ek paagal Dil Se,
  • Jab Kabhi Baat Hame Na Karne De,

  • Na Unko Mere Paas Aane De,
  • Aur Na Kabhi Kisi Ka Ho Jaane de,

  • Har Din Ha!me Wo Yaad Karte He,
  • Na Chain Se Jeene De Aur Na Marne De.

  • kyun banate ho tum Ret ke yeh mahal,
  • jinko ek roj khud hi mitaoge tum,
  • Aaj kehte ho m!ujh se pyar hai tumhe,
  • kal mera Naam tak bhul jaoge tum.

  • Bus itna sa! fasana hai meri mohabbat ka
  • Wo inkar karti rahi main izhar karta raha.

  • Bade ajeeb se aaj kal ki is duniya ke mele hai,
  • Dikhti to bheed hai par chalte sab akele hai.

  • Jub M!aa zuban par Aya hoga
  • Awaz ko us na dhoriya hoga
  • Sida koi suna na paya hoga
  • Jub Maa zuban par Aya hoga

  • *********************************
  • Yaad Karte Rahene Se Kisi Ka Deedar Nahi Hota,
  • Yuhi Kisi Se Mohabbat Karna Jurm Nahi Hota.
  • Yaado Me Kisi Ke !Ham Bhi Aahe Bharte He,
  • Bas Ham Se Kabhi Dard Ka Izhaar Nahi Hota.

  • Yaad Kisi Ki Rukti Nahi He Rok Paane Se,
  • Dil Kabhi Samajta N!ahi He Kisi Ke Samjane Se.
  • Tham Jaati He Dhadkan Aapko Bhul Jaane Se,
  • Isliye To Aapko Yaad Karte He Jeene Ke Bahane Se.

  • Suno Main Yahi Pouchti Rahti Hun Zamane Bhar Se,
  • Ki Jis Ki Taqdeer Big!ar Jaye Wo Kya Karte Hain.

  • Na Jane Kiyu Aaj B!ohut Udaas Hai Humara Dil,
  • Lagta Hai Hume Bhool Jaane Ka irada Hai Kisi Ka.

  • Khuda Aap k Sar!e Gham Rait par Likh De Taki Hawa se hi Mit Jayen,
  • Aur
  • Khushiya Pathar Par Likh De Taki Hawa to Kya Barish Bhi Na Mita Sake.

  • *********************************
  • Har Ek Zakhm Unki Thokar Ki Maherbaani He,
  • Meri Zindagi Bhi Ek Dardbhari Kahaani He.
  • Bhula Dete !Is Dard Ko Sine Se,
  • Par Kya Kare Ye Dard Hi Unki Aakhari Nisaani He.

  • Sab Logo Ke Hone Phir Bhi Tanhaai Milti He,
  • Yaado Me Bhi Dard Ki Parchai Milti He.
  • Jitni Bhi Koshis!h Karte He Pyar Ko Paanke Ki,
  • Utni Hi Jyada Unse Bewafaai Milti He.

  • Mere sabher ka na le imtehaan tu
  • Meri khamoshiyon ko sada na de
  • Jo tere bagair na jee sake
  • Usse jeene ki! dua na de
  • Tu aziz di o nazar se hai
  • Tu qareeb rago jaan se hai
  • Mere jism o jaan ka ye fasla
  • Kahin waqt aur barha na de
  • Tujhe bhool ke bhi na bhoola sakon
  • Tujhe chah ke bhi na pa sakon
  • Meri hasrato!n ko shumar de
  • Meri chahaton ka sila na de
  • Woh tadap jo shola e jaan mein thi
  • Mere tan badan se lipat gai
  • Jo bujha sake to bujha isse
  • Na bujha sake to hawa na de.

  • *********************************
  • Dil Me Dard He Par Ahesaas Nahi Hota,
  • Zakhmi He Dil P!ar Wo Paas Nahi Hota.
  • Ghayal Ho Gaye Ham Unke Pyar Me,
  • Aur Wo Keh Gaye Is Tarah Pyar Nahi Hota.

  • Meri Har Ek Saan!s Me Samaya He Tumko,
  • O Meri Jaan Bahot Yaad Kiya he Tumko.
  • Tumhare Siva Kuch Bhi Nahi He Zindagi Me Meri,
  • Kyu Ki Zindagi Se Bhi Jyada Chaha He Tumko.

  • Zindgi sunder par mujhe jeena nhi aata,
  • Har cheej me nasha hai par mujhe
  • pina nhi aata,
  • sab mere bina !ji skte hain,
  • Sirf mujhe hi kisi ke bina jina nhi aata.

  • Chor di hai ma!ine hamesha ke liye teri arzoo,
  • jisko mohabbat ki qadar na ho, usko duao mein kya mangna.

  • Humne kab manga hai tum se apni wafao ka sila?
  • Bas dard dete raha karo, ,mohabbat badti jayegi…

  • Kamal ka shaks th!a jisne meri zindagi tabah kar di,
  • raaz ki baat to ye hai ki, dil usse khafa ab bhi nahi hai.


  • Ye Aanshu Ko Zami Pe Girne Ki Aadat Nahi Hoti,
  • Dil Ke Tutne Ki !Kabhi Aawaz Nahi Hoti,
  • Agar Hota Khuda Ko Kabhi Ye Ahesaas Dard Ka,
  • To Use Bhi Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti.

  • Ajnabi Duniya Mein Akela Khawab Hoon Mein!
  • Sawalo Se Ghir!a Ek Jawab Hoon Mein!
  • Joh Na Samajh Sake Unke Liye Koun?
  • Joh Samajhe Unke Liye Ek Kitaab Hoon Mein.

  • Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte Thai,
  • Ujale Mein Bhi !Shor Machaya Karte Thai,
  • Usse Diye Ne Jala Diya Mere Haathoon Ko,
  • Jis Diye Ko Hum Hawa Se Bachaya Karte Thai.

  • Thukra Ke Usne Mujhko; Kaha Ki Muskuraao!
  • Maine Hass Diya; Aakhir Sawal Uski Khushi Ka Tha,
  • Maine Khoya W!oh Joh Mera Tha Hi Nahi,
  • Usne Khoya Woh Joh Sirf Uss Ka Tha.

  • Saza Laboon Se Apne Sunayi Toh Hoti,
  • Rooth Jaan!e Ki Wajah Batayi Toh Hoti,
  • Beech Deta Main Khud Ko Tumhare Liye,
  • Kabhi Kharidne Ki Chahat Jatayi Toh Hoti.

  • Tujhe Chahne Ka Jurm Hi Toh Kiya Tha Jaana!
  • Tu Ne Pal Pal Marne Ki Mujhe Saza De Di.

  • Kuch Iss Tarha Se Usse Pyar Karna Padta Hai,
  • Ki Apne! Pyar Se Inkaar Karna Padta Hai.
  • Kabhi Kabhi Toh Woh Itna Qareeb Hota Hai,
  • Ke Apne Aap Ko Dewaar Karna Padta Hai.
  • Khuda Ne Uss Ko Atta Ki Hai Maseehaai,
  • Ki Khud Ko !Jaan Ke Beemar Karna Padta Hai.
  • Wafa Ki Raah Mein Dushwariyaan Toh Aati Hain,
  • Wafa Ki Raah Ko Hum-Waar Karna Padta Hai.
  • Woh Haath Rakh Ke Mere Dil Par Jab Bhi Poochta Hai,
  • Toh Mujh Ko Dard S!e Inkaar Karna Parta Hai.

  • *********************************
  • Har Baat Me Ek Matlab Hota He,
  • Har !Matlab Me Ek Raaz Hota He,
  • Log Kahete He Ki Ham H!aste Bahot He,
  • Lakin Hasnewalo Ke Dil Me Dard Hota He.

  • Kabhi armaano ki lehro mein tufaan aata hain,
  • to kabhi m!ajburio ke bojh tale icchaaye dab jaati hain,
  • kabhi thandi hawa ke jhoke apne saath khushiya le aate hain,
  • to kabhi zindagi tapti raet pa!r leti hui nazar aati hain.
  • Jeena bohot mushkil hain, aur jeena kisi ko nahi aata,
  • par yeh zindagi har kisi ko sab kuch sikha deti hain.
  • Haan, yeh zin!dagi hi sab kuch sikha deti hain,
  • Kabhi thok mein dard aur kishto mein dawa deti hain,
  • kabhi maangti hain arz to kabhi khusi se raza deti hain,
  • kabhi dikhaati hain aasmaan kabhi sapno ko daba deti hain,
  • kabhi karti hain maaf kabhi kadi saza deti hain.
  • Kaun yaha mujrim hain? Jurm karna kise aata hain?
  • Par yeh zindagi! hi sab kuch sikha deti hain.
  • Kabhi hogi meri humraaz, to kabhi mujh hi ko daga degi,
  • kabhi jo banana chahu nek, toh raaste mita degi,
  • kabhi jo karu bhakti, to paap kara degi,
  • kabhi haraegi mujko, to kabhi khudko jeeta degi.
  • Aaj main kuch! bhi nahi, na main kuch banana chahta hu,
  • par yeh zindagi zarur kuch na kuch sikha degi.

  • *********************************
  • Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
  • Dil Khamosh Rahet!a He Aur Muje Rone Nahi Deta,
  • Ham Unke He Ye Baat Ki Unko Khabar He,
  • Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

  • Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
  • Yaad Aa Jaayenge !Hum Tute Patto Ki Tarah.
  • Jab Bhi Kabhi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
  • Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

  • HonTo Ki Hansi !Ko Na Samajh HaQeeQaT-e- ZinDaGi ,
  • Dil Mein Utar Kar DeKh Hum KiTne Udas Hain.

  • Jaise guzra ho abhi tu mere darwaaze se,
  • Ab hawaa bhi teri payal ki khannak lagti hai.

  • Unhe shaq hai ki hum unke liye jaan nahi de sakte,
  • Mujhe khauf hai ki royenge woh bahut humein aazmaane ke baad.

  • Ek Pakeeza Muhabbat ke Talabgar the Hum,
  • Aazma ke to d!ekhte bahot Wafadar the Hum.

  • Zindagi Se Koi Dushmani Nahi Meri,
  • Ek Zid Hai Ki Bus Tere Bina Nahi Jeena.

  • *********************************
  • Ye Duniya Bhi Bahot Haseen Hoti He,
  • Sacche Dil Se Har Dua Kabul Hoti He,
  • Vaise To Sab Kuch! He Mere Paas,
  • Par Koi Aisa Bhi Mile Jo Kahe Ke,
  • Tere Dard Se Hame Taqleef Hoti He.

  • Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
  • Yaad Aa Jaayeng!e Hum Tute Patto Ki Tarah.
  • Jab Bhi Kabhi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
  • Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

  • Use Kehna Yeh Sham Ki Udasiaan Humen Achi Nahi Lagti,
  • Ager Ho Sake To Yeh Judai Thori Mukhtasar Kar De.

  • Chalo ek aur duniya me tumhare sath chalte hain
  • jhan halat kuch bhi ho magar ham sath rahte hon

  • Ye Nahi Hai Ke Ab Muskarate Nahi Us Ke Lab,
  • Haan Magar Ank!hon Ke Kinare Bheege Dikhayi Dete Hain.

  • *********************************
  • Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
  • Dil Khamosh R!aheta He Aur Muje Rone Nahi Deta,
  • Ham Unke He Ye Baat Ki Unko Khabar He,
  • Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

  • Kyu Me Meri Kalam Me Shahi Rakhu,
  • Jab Dil Me Koi K!hawhish Rahi Nahi.
  • Maalum Nahi Kyu Log Shaq Karte He Muj Pe,
  • Jab Koi Sukha Gulab Meri Keetab Me Mila Hi Nahi.

  • Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera
  • Jahan Dekhti !Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai.

  • Kahin Ye Tark-e-Muhabbat Ki Ibtda To Nahin,
  • Wo Mujh Ko Yaad Kabi Iss Kaddr Nahin Aaey.

  • Raat ke aaghosh me aa jaye agar Khayal us ka,
  • Subah bister se bhi phoolon ki mehak aati.

  • Kisi Aur Taree!key Se Bhi Mil Jaati Hai Kya Mohabbat ,
  • Mujhe To Duaao’n Se Aage Kuch Nahi Aaaata.

  • Cheen Loon tujhe Dunia se Ye mere Ikhteyar mein nahi,
  • Magar mere DiL se koi tujhe nikaal de ye kisi k bas ki baat nahi.

  • Ye Aanshu Ko Zami Pe Girne Ki Aadat Nahi Hoti,
  • Dil Ke Tutne Ki Kabhi Aawaz Nahi Hoti,
  • Agar Hota Khud!a Ko Kabhi Ye Ahesaas Dard Ka,
  • To Use Bhi Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti.

  • Har Ek Zakhm Uske Bewafaai Ki Meharbani He,
  • Meri Zindagi To Sirf Ek Guzri Kahaani He.
  • Bhula Dete Sa!nam Ke Us Dard Ko Apne Sine Se,
  • Per Ye Dard Hi To Unki Ek Aakhri Nisaani He.

  • Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Saken,
  • Tera Naam Bhi Unhin Khuwahishon Mein Hai.

  • Meine Bhi Badal Diye Hein Asool-e-Zindagi
  • Aab Jo Yaad Karega, Sirf Wohi Yaad Rahega

  • Ho Jo Mumkin To Apna Bana Lo Tum,
  • Meri Tanhai Gawah Hai, Mera Apna koi Nahi.

  • Mujh Ko Kyun D!ete Ho Pyaar Ka Ilzam,
  • Kabhi Khud Se Bhi To Pocho Itne Pyare Kyu Ho?

  • Na Jane itni Mu!habbat kahan se Aa Gai us k Liye,
  • Ki Mera Dil Bhi us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai.

  • *********************************
  • Ye Shayari Ki Duniya Bhi Kitni Ajeeb He,
  • Yaha Aanshu K!a Bhi Jaam Banaya Jaata He.
  • Agar Sunaate Apni Dard Ki Dastaan Mehfil Me,
  • Phir Bhi Yaha Wah Wah Pukaara Jaata He.

  • Mohabbat Ki Har Ek Rasam Nibhai Thi Maine,
  • Tumhara Pyar Pa!ane Ke Liye Sab Kashti Dubai Thi Maine.
  • Par Aapne Na Kadar Ki Meri Wafaai Ki Yaha,
  • Tumhari Mohabbat Me Har Khushi Lutaai Thi Maine.

  • Phool khilte ra!hein zindgi ki raah mein
  • hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
  • kadam kadam par mile khushi ki bhaaraapko
  • dil deta hai yehi dua baar-baar aapko…

  • Ek din jana to tha magar
  • Aise mera dil !thodkar to nahin
  • Thumhare bina main jee loongi magar
  • In yaadon se tum jaate kyun nahin?

  • Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai…
  • wafa ke naam! par marna sikha deta hai…
  • ishq nahi kiya to karke dekho…
  • zalim har dard sehna sikha deta hai…

  • Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
  • me us se baat k!aru itna hosla bhi nahi.
  • wo mangta hai sitaron ki roshni.
  • mere pas to miti ka ek diya bhi nahi.

  • Teri Muhabbat Se Mujhe Inkar Nahi
  • Kaun Kehta !Hai Jaan Mujhe Tujse Pyar Nahi
  • Tujse Wadaa Hai Sath Nibane Ka
  • Par Mujhe Apni Sanso Pe Aitebar Nahi..

  • Kisi Sham Mujhe Toot Kar Bikharta Dekho
  • Meri Ragon Mein Zeher Judai Ka Utarta Dekho
  • Kis-Kis Ada Se Unh!e Maanga Tha Rab Se
  • Aao Kabhi Mujhe Duaon Mein Siskta Dekho

  • *********************************
  • Nigaaho Ne Nigaaho Se Mulaqaat Kar Le,
  • Chup Dono Rahe Phir Bhi Baate Kar Le,
  • Khushiyo Ka !Kuch Is Tarah Asar Huva Ki,
  • In Aankho Ne Ro-Ro Ke Barsaat Kar Le.

  • Khayal Apne Dil Ka !Hamne Kho Diya,
  • Khud Ko Dard Ke Gaherai Me Hamne Dubo Diya.
  • Jo Thi Kabhi Meri Muskuraane Ki Vagah,
  • Aaj Unki Kami Ne Meri Nigaaho Ko Bhiga Diya.

  • Tum Wada karo A!khri Deedar Karne Aoge,,
  • Hum Maut Ko Bhi Intezar Karwayenge Tere Liye.

  • Wohi main hoo!n, wohi hai tere gham ki kar’farmaayi,
  • kabhi tanhaai mein mehfil, kabhi mehfil mein tanhaayi

  • Udne Lage Wa!ood K Reze Hawa K Sath,
  • Me Is Qadar Khaloos Se Bikhra Kabhi Na Tha.

  • Tum hanso to din, Chup raho to raatain hain,
  • Kis ka gham, kahan ka gham, sab fazool batain hain.

  • Mili Hai Shamaa Se Yeh Rasam-e-Aashiqui Hum Ko,
  • Gunaah Haaat!h Pe Le Kar Gunah-gaar Phirta Hain.

  • *********************************
  • Aankho Me Aanshu AUr Dil Me Dard Chupa He,
  • Hansnewalo Ko !Kya Khabar Ki Ronewala Kaise Roya He,
  • Meri Zindagi Ka Aalam Sirf Unko Hi Maalum He,
  • Jisne Zindagi Me Kisi Ko Paane Se Pahele Khoya He.

  • Mar Jaana Chahta Hu Par Ye Dard Seh Nahi Paaunga,
  • Tumko Diye Da!rd Ko Me Kabhi Maaf Karna Paaunga.
  • Khuda Se Sirf Itni Si Fariyaad He Meri,
  • Unko Haseen Zindagi Beshaq DeAur Muje Maut Ki Panaah Me Aane De.

  • Wafaa main ab yeh hunar iktiyaar karna hai,
  • Woh sach kahe na kahe aitbaar karna hai.

  • Andhairay Main Th!ay Jab Talak Zamaana Saaz Gaar Tha,
  • Charagh Kya Jala Diya Hawa Hi Aur Ho Gayi.

  • Dil mein ane ka rasta to hota hai,
  • lekin jaane ka nahi!, isliye jab koi dil se jata hai,
  • to dil tod ke jata hai.

  • Meri kismat likh !kar toh upar wala bi mukar gya tha,
  • Aur puchne pe bola yeh toh meri likhawat hi nahi.

  • Rulaye Ga”K!HUDA” Unhain Bhi Ek Din Zaroor,
  • Riwaj Bana Rakha Hai Jinhone Duniya
  • Mein Dil Todne ka..

  • *********************************
  • Unki Mohabbat Se Ikraar Nahi Karte,
  • Unki Kasm!o Ka Kabhi Aitbaar Na Karte,
  • Agar Maalum Hota Ke Sirf Mazaak He Unke Liye,
  • Kasam Se Jaan De Dete Par Mohabbat Nahi Karte.

  • Is Duniya Me Har Chiz paheli Baar Hoti He,
  • Kahi Kisi Se M!ohabbat To Kahi Takrar Hoti He,
  • Kya Huva Ke Ham Ajnabee He Tumhare Liye,
  • Dosti Ajnabeeo Se Hi Paheli Baar Hoti He.

  • Na jhakhm bh!are na sharaab sahara hui,
  • Na wo wapas lota na muhabbat dobara hui.

  • Teri Judayi! Ne Mujhe Shayar Bana Diya,
  • Haal-e-Dil Alfaazon Mein Likhna Sikha Diya,
  • Shochta Hun Likh Dun Daastan-E-Mohabbat Meri,
  • Par Phir Teri Ruswa!i Ke Darr Ne Ruka Diya.
  • Teri Judayi Ne Mujhe Shayar Bana Diya.

  • Mohabbat Ka Karz Utarna Hoga,
  • Zindagi Se !Ab Jaana Hoga,
  • Gair Hai Tu Ab Meri Nahi,
  • Hakeekat Ko Ab Anana Hoga.


  • Intezaar Ki Khawahish Ab To Kho Chuki He,
  • Khamoshiyo Ki A!adat Bhi Ab Ho Gayi He,
  • Na Koi Gila He Aur Na Koi Shikva Rahi He,
  • Agar Baki He To Sirf Mohabbat,
  • Jo Ki is Tanhayion Se Ho Gayi He.

  • Zindagi Me Aapki Hasi Koi Chura Na Sake,
  • Aapko Kabhi Koi D!ard Dila Na Sake.
  • Khushiyo Ki Roshni Aise Jale Aapki ZIndagi Me,
  • Ki Koi Tufaan Bhi Use Bhuja Na Paaye.

  • Meri Rooh Tarasti Hai Teri Khushbu Ko,
  • Tum Kahin O!ur Jo Mehko To Bura Lagta Hai.

  • Main Agar Chahon Bhi Toh Shayad Naa Likh Sakhon Un Lafzoon Ko.
  • Jinhe Parh Kar T!um Samjh Sako Ke Mujhe Tum Se Kitni Mohabbat Hain.

  • Dil Toor kar Jaane Waale Zara Itna Tu Bata De,
  • Ye Saza Piyaar karne Ki Hai , Ya Wafa Karne Ki.

  • Na Kisi Ki Kasam Se Jeeta Hai Koi..!
  • Na Kisi Ke Gh!am Se Marta Hai Koi..!
  • Aksar Mohobbat Mein Chhor Jata Hai Wohi..!
  • Jisse Be-Panah Mohobbat Krta Hai Koi…!!

  • *********************************
  • Zindagi Me Hame Bar Bar Sahaara Nahi Milta,
  • Har Pal Koi Hame Jaan Se Pyaara Nahi Milta,
  • Jo Bhi He P!aas Usko Sambhal Ke Rakhna,
  • Kho Ke Wo Phir Kabhi Dubaara Nahi Milta.
  • ———————————————-
  • Khubsurat Sapno Ko Ankho Me Sajaaya maine,
  • Apne Hi Aanshu Ko Phir Se Khawab Ko Mitaya Maine,
  • Raaste Ke Jis M!od Pe Badal Chuki Thi Manzil Meri,
  • Aaj Phir Us Raaste Pe Kadamo Ko Uthaya Maine.
  • ———————————————-
  • Zindagi me sabse aasan hai..
  • ”Kisi ko bhul kr kbhi-kbhi use yad krna.
  • ”Lekin sabse m!ushkil hai..kisi ki pal-pal
  • ane wali yaad ko hr pal bhulne ki koshish krna….”
  • ———————————————-
  • Kyun koi c!haah kar mohabbat nibha nahi paata,
  • Kyun koi chaah kar rishta bana nahi paata,
  • Kyun leti hai zindagi aise imtehaan,
  • Ki koi chaah kar bhi mohabbat jata nahi paata.
  • ———————————————-
  • Apne gam ki Numaish na kar,
  • Apne nasib ki Aazmaish na kar,
  • Jo tera hai tere Paas khud aayega,
  • Har roz usse paane Ki khwaish na kar.!!
  • Chhu le tu !asman zamin ki talaash na kar,
  • Jee le zindagi tu khushi ki talaash na kar,
  • Taqdir badal jayegi apne aap hi aey dost,
  • Muskrana sikh le wajah ki talaash na kar.
  • ———————————————-
  • Jo Gujaare Hain Pal Humne Saath Unke,
  • Hum Un Palon Ko Hi Dil Mein Utar Lenge,
  • Bas Aap !Khus Raho Yeh Dua Hai Hamari,
  • Hamara Kya Hai Hum Zindagi Yun Hi Gujar Lenge…
  • ———————————————-
  • Naraaz Naa Ho Humse Hum Na Reh Payenge..,
  • Itna Bada Sadm!a Na Seh Payenge..,
  • Deti Hai Gum Zindagi Pal Pal humein ..,
  • Tune Diya To Jeene Se Pehle Hi Mar Jayenge…!

  • *********************************
  • Unki Yaado Me Ham Har Pal Rote Rahe,
  • Bewafaa Wo N!ikle Aur Badnaam Ham Hote Rahe,
  • Mohabbat Me Madhoshi Ka Aalam To Dekho,
  • Dhul Chahere Pe Thi Aur ham Aaina Dhote Rahe.

  • Har Pal Har Lamho Ke Rishte Ka Vaada He Aapse,
  • Apna Pan Ku!ch Is Tarah Se Raha He Aapse,
  • Na Sochne Ko Bhul Paayenge Aapko,
  • Jeevanbhar Mohabbat Karenge Ye Waada He Aapse.

  • Ye Jhoot hai Ke Muhabbat,
  • kisi Ka Dil! todti hai,
  • Log Khud hi Toot Jate hain,
  • Muhabbat Karte Karte.

  • Dil Ka Dard Palko Mein Kaid Hai,
  • Ehsas Uska Hawa Ke Isharo Mein Kaid Hai.
  • Usko Bhulayein !Bhi To Kaise,
  • Jinko Paane Ki Aarzu Tute Sitaro Mein Kaid Hai.

  • Zindgi Me Mujhe Gham Mile To Mile,
  • Pyar Uska Muj!he Na Kam Mile.
  • Mere Khuda Bas Ek Guzarish Hai Meri,
  • Main Jise Chahta Hoon Use Kabhi Gham Na Mile.

  • Teri ye saase sirf meri ho,
  • mera dil s!irf tere liye dhadke..
  • Ho jae bus hum ek dooje ke,
  • na ho koi humme shikwe..
  • Tere pyaar ka ehessas sirf mere liye ho,
  • kuch pal g!uzar jae kadve
  • bus meethe kal humare liye ho

  • *********************************
  • Khamosh Mohabbat Ka Jaruri Ek Ahesaas He Wo,
  • Mere Dil Ki Khawhish Aur Mere Jazbaaz He Wo,
  • Har Pal Dil !Me Ye Khayal Aata He Ki,
  • Meri Paheli Khoj Aur Aakhri Talaash He Wo.

  • Un Pe Yakeen Nahi Karna,
  • Jinki Soch Waqt Ke Saath Badal Jaaye,
  • Yakeen Unp!e Karo Jinki Soch Waise Rahe,
  • Jab Aapka Waqt Badal Jaaye.

  • Tumse dur jane ka irada na tha ,
  • sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
  • Tum yaad na kr!oge ye jante the hum,
  • Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha…

  • Soch Len!a Chahiye
  • Bichadne Se Zara Pehle
  • Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
  • Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
  • Ke Yun C!hahat Ko Thukraya Nahi Karte
  • Ke Yun Anjaan Ban Kar Chain Se Jeena Humare Waste
  • Mumkin Nahi Hoga
  • Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha
  • Ke Wo Batein Jo Hum ek Dosre Se Kar Chuke Hain
  • Ab Kabhi Wapas Na AayenGi
  • Ke Har Lamhe Jo Hum Ek Dusre Me Ji Chuke Hain
  • Phir Kabhi !Zinda Nahi HonGe
  • Bichadne Se Zara Pehle
  • Tumhe Bhi Soch Lena Chahiye Tha.

  • *********************************
  • Jaise Pyaare Taaro Ke Saath Pura Aakash He,
  • Us Tarah Sacch!e Dosto Ke Saath Vishwas He,
  • Jab Bhi Kabhi Dil Ki Nazro Se Dekhoge,
  • Tab Ham Har Pal Aapke Paas He.

  • Waqt Badal !Gaya Aur Sirf Badli Kahaani He,
  • Saath Mere Ye Khubsurat Lamho Ki Yaade Puraani He.
  • Mat Lagaao Mere Y!e Dard Bhare Zakhm Pe Marham,
  • Mere Paas Sirf Unki Bas Yahi Ek Nishaani He.

  • Nafratein Lakh Sahi Us Ko Mere naam Se Magar
  • Mere Ziqr Pe Uska! Dil To Dhadkta Hoga

  • Samandar ka pani mujhe teri yaad dila gya…!
  • Jo dekhne me!in toh bhut khoobsurat tha ,,
  • par peene k bilkul bi layak nahi.

  • Na Mili mohabbat Zindagi Mein To
  • Zindagi SevKya Gilla,
  • Gilla To U!n Se Karen Jiss Ne
  • Hamari mohabbat KovTamasha Bana Diya.

  • Ager koi insan bepanah mohbbat kar sakta hai,
  • To nafrat bhi ker sakta hai,
  • Qki ek khub!surat shisha jab tutata hai,
  • To khaternak hathiyar ban sakta hai.


No comments :

Post a Comment