Broken shayari message sms


  1. Ishq Ka Ek Ajeeb Kaarobar Hamne Kiya,
  2. Wo Bewafa He Sahi Magar Pyar Hamne Kiya,
  3. Wo Chor Gaye Hamko To Mat Bura Unko Kaho,
  4. Kyu Ki,Ka!soor Unka Nahi He Aitbaar Hamne Kiya.

  5. heart broken images
  6. kisi ko pyar ki schhayi maar dalegi
  7. kisi ko da!rd ki gaharayi maar dalegi
  8. Bichhad ke koi jee nhi skata,
  9. jo bach gaya use tanhayi maar dalegi.

  10. ******************************************
  11. Bahut Udas Hai Koi Tere Jane Se,
  12. Ho Sake Toh L!aut Aa Kisi Bahane Se,
  13. Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar Toh Soch,
  14. K Koi Toot Gya Hai Tere Yun Chle Jane Se.

  15. Dhire Dhire Se Tumhare Mohabbat Ka Dard Kam Huva,
  16. Ab To Na Tere Aane Ki Khushi Na Chale Jane Ka Gam Huva,
  17. Jab Duniya Puchti He Hamari Mohabbat Ki Daastaan,
  18. Me Ke!hti Hu Ki Ek Fas!aana Tha Jo Ab khatam Huva.

  19. Me Apke Pyaar Me Kuch Aisa Kar Jaunga,
  20. Ban Ke Khushbu F!iza Me Bikhar Jaunga,
  21. Bhulna Chaho To Saanso Ko Rok Lena,
  22. Saans Loge To Main Dil Me Utar Jaunga!

  23. ******************************************


  24. Bikhre He !Aanshu Koi Saaz Nahi Deta,
  25. Khamosh He Sabhi Koi Aawaz Nahi Deta,
  26. Kal Ke Waade To Sabhi Karte He,
  27. Magar Kyu Saath Mera Koi Aaj Nahi Deta.

  28. Haqikat jaan lo juda hone se pahle,
  29. Meri sun lo apni suna ne se pahle.
  30. Ye soch lena bhulane se pahle,
  31. Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.

  32. tute huye paimaane me jaam nahin aata,,,
  33. ishk k mareez ko aaram nahin aata,,
  34. dil torne w!ale kamse kam ye to socha hota,,
  35. k tuta hua dil kisi k kaam nahin aata…

  36. ******************************************


  • Choti Si Zindagi Me Armaan Bahot He,

    1. Hamdard Koi Nahi Par Insaan Bahot He,
    2. Dil Ka Dard Sunaaye To Kis Ko Sunaaye,
    3. Jo Dil Ke K!areeb He Wo He Anjaan Bahot He.
    4. ———————————————-
    5. Choti si hai zindagi has ke jiyo,
    6. Bhula ke ga!m saare sar utha ke jiyo,
    7. Udaasi mein kya rakha hai muskura ke jiyo,
    8. Apne liye na sahi apno ke liye jiyo.
    9. ———————————————-
    10. Nasha moha!bbat ka ho ya sharab ka,
    11. hosh dono mein kho jate hai,
    12. fark sirf itna hai ke sharab sula deti hai,
    13. aur mohabbat rula deti hai.
    14. ———————————————-
    15. Rakh kar tere hoto par in hoto ko,
    16. dub jane de tere un gehri ankho mein
    17. itne pas aao k mit jaye sadiyo ki pyas,
    18. simat ke tere sine mein.
    19. ———————————————-
    20. Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,
    21. jaise amavas n!e har raat chand maanga,
    22. ruth gaya wo khuda bhi humse,
    23. jab humne apni har dua mein unka sath maanga.
    24. ———————————————-
    25. Mohabbat mein khud ko fana kon karega,
    26. ye haq mere siwa ada kon karega,
    27. mere hathon ki !lakiron ko zara ghaur se dekho,
    28. aur batao mujhse wafa kon karega.
    29. ———————————————-
    30. Chaha !ke ye Aasma humara hota,
    31. khwaisho ka koi kinara hota,
    32. ye soch kar na roka us musafir ko humne,
    33. dur jata hi kyu agar wo hamara hota.
    34. ———————————————-
    35. Na wo sapna dekho jo tut jaye,
    36. Na wo hath thamo jo chhut chhut jaye,
    37. Mat aane !do kisiko itna karib ke..
    38. Uske dur jane se insan khud se ruth jaye.
    39. ———————————————-
    40. Samjhte the!hum unki har baat,
    41. Wo har baar hume dhoka dete the,par
    42. Hum bhi dil ke haatho majbur the,
    43. Jo har baar unhe mauka dete the..!


    44. ******************************************
    45. Agar Saans Na Hoti To Hawa Ki Mulaqaat Na Hoti,
    46. Aadhera Na Hota To Roshni Ki Mulaqaat Na Hoti.
    47. Agar Mil Jaat!i Har Khushi Duniya Me,
    48. To Dil Ki Mulaqaat Kabhi Dard Se Na Hoti.

    49. Woh Musafir Woh Laal Kisi Ka,
    50. Kissi Ki God Ujadi Kissi Ka Daman,
    51. Qurbaani Ahle Madina Ki,
    52. Hui Surkh R!aaqh Karbala Ki,
    53. Kesi Sada-En Dafan Wanha Par,
    54. Phata Parcham Islam Ka Janhan Par,
    55. Hoga Yaad Tumhe Bhi Kuch,
    56. Kiya Thga Ek Waada Kissi Se Kuch,
    57. Lete Ho Shaha!dat To Tum Nam-E Muhammad,
    58. Karte Ho Qatl -O Gharat Phir Gharana Ussi Ka.

    59. Sir Na Phodenge Abb Deewaro Se Kabhi,
    60. Na Kuch Labon Se Kahenge Na Ishron Se Kabhi,
    61. Maut Ke God!h Mein Jayenge Shikwa Na Karenge,
    62. Bheekh Phoolo Ki Na Magenge Baharo Se Kabhi,
    63. Zindagi Gujar Di Hai Beech Bhawar Ke Sath,
    64. Rishta Kasti K!a Na Jodenge Kinaro Se Kabhi.

    65. Chup Rehte Hai Ke Koi Khafa Na Ho Jaye,
    66. Hamse Koi Rusva! Yun Hi Na Ho Jaye,
    67. Badi Mushkil Se Koi Apna Lagne Laga Hai,
    68. Darte Hai Ki Milne Se Pehle Hi Koi Juda Na Ho Jaye.


    69. Tujse Mohabbat Ki Raah Badalne Nahi Degi,
    70. Hampe La!gi Pabandi Is Raah Pe Chalne Nahi Degi,
    71. Khawaish To Ye He Ke Zindagi Ko Roshan Kardu,
    72. Par Rishto Ki Aandhi Shama Jalaane Nahi Deti.

    73. Wafa ke badle bewafai na diya karo
    74. meri ummid thukra kar inkar na kiya karo
    75. teri mohabat !me hum sab kuch kho baithe
    76. jaan chali jayegi imtehan na liya karo

    77. Zindagi Iss Kadar Hame Satati Rahi,
    78. Thode Shikve Gile Aur Shikayat Rahi,
    79. Maut Aati Nahi Bas Lubhati Rahi,
    80. Zindagi Iss Kadar Hamein Satati Rahi,
    81. Kaisi Hai Zindagi Sab Bahne Lage,
    82. Mere Apne Sab Bhi Sab Begane Lage,
    83. Jabse Unki Khushi Hamein Rulati Rahi,
    84. Zindagi Iss Kadar Hamein Satati Rahi.

    85. Saans Lene Se Teri Yaad Aati Hai,
    86. Na Lene Se Meri Jaan Jati Hai,
    87. Kase Keh Dun K!e Sirf Saans Se Zinda Hun,
    88. Yeh Saanse Bhi To Teri Yaad Ke Baad Aati Hai.

    89. ******************************************
    90. Wafa Ka Naam Na Liya Karo,
    91. Wafa Dil Ko Dukhati He,
    92. Hamse Wa!fa Ka Naam Lete He,
    93. Ek Bewafa Ki Yaad Aati He.
    94. ——————————————
    95. Tere Pyar Ka Sila Har Haal Mein Denge,
    96. Muat !Bhi Mange Yeh Dil To Taal Denge..!!
    97. Agar Dil Ne Kaha Tum Bewafa Ho ..?
    98. To Is Dil Ko Bhi Sine Se Nikal Denge
    99. ——————————————
    100. Kitni Mayoos Si Sada Hoti He.
    101. Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He.
    102. Wo Mujh!e Zindgi Ki Tarha Lagta He.
    103. Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti He.
    104. ——————————————
    105. Tum aksar socha karte the na,
    106. Ki ag!ar hum na mil paye to kya hoga ?
    107. Dekho phir! hum ab bhi jinda hain
    108. Abhi bhi chand taakte hain
    109. Abhi bh!i phool khilte hain
    110. Abhi bhi Dil k dariya me hajaro dard bahte hain
    111. Abhi bhi kuch nahi badla magar kami si hai,
    112. Tumhare jane k b!aad jana aankh me nami si hai.
    113. Majburi mein jab koi juda hota hai,
    114. Zaruri nahi ke wo bewafa hota hai.
    115. De kar wo aapki aankho me aansu,
    116. Akele me aapse bhi zyada rota hai.
    117. ——————————————
    118. Zaroori !nahi ki jeene ka koi sahara ho,
    119. Zaroori nahi ki jiske hum ho woh bhi humara ho,
    120. Kuch kashtiyan doob jaya karti hai,
    121. Zaroori nahi ke har kashti ke naseeb mein kinara ho.
    122. ——————————————
    123. Waqt toh ab hume bhula chuka hain,
    124. Mukaddar bhi kahi hume na bhula de,
    125. Dil se mohabbat hum esliye nahi karte,
    126. Kyunki darte hain kahi koi fir se hume na rula de.


    127. ******************************************
    128. Bite Pal Ki Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Kar,
    129. Naseeb Me Jo Likha He Uski Fariyaad Na Kar.
    130. Jo Hoga Wo Har Haal Me Hoke Rahega,
    131. Tu Kal Ki Fikar Me Aaj Ki Hasi Barbaad Na Kar.

    132. Bhool jane ka housla na hua.
    133. Door rah kar bhi wo juda na hua.
    134. Unse mil k!ar kisi aur se kya milte.
    135. Koi bhi dusra unkey jaisa na hua.

    136. Chahney waley !bhi baray naseeb se miltay hain ae dost
    137. Tum ye bat tasleem karo ge mujh se bicher janay k baad

    138. Nazre na hoti to nazara na hota,
    139. duniya main hasino ka guzara na hota,
    140. hamse yeh !mat kaho ke dil lagana chhor de,
    141. jaake khuda se kaho hasino ko banana chhor de

    142. Kal Raat tere Khyaal se Lipat Lipat kar Roye,
    143. Laga ke takiye !ko seene se tujhe mahsoos karke Roye,
    144. ponchhne Aansu shaayad Aa Jaye Tu Khwaab me,
    145. bas isi Ummeed ke sahare hum Jaane kaise Soye..

    146. ******************************************

    147. Aapko Shayad Hamare Rishte Ki Kadar Nahi,
    148. Ham To !Har Saans Ke Saath Aap Ko Yaad Karte He,
    149. Shayad Aapko He Hamari Saanso Ki Koi Fikar Nahi.

    150. Mulakat maut ki mehman ban gayi hai
    151. Nazar ki duniya veeran ban gayi hai
    152. Meri sa!ns bhi ab meri nahi rahi
    153. Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai..

    154. Dilon mein! aarzu ke diye jalte rahenge
    155. aakhon se aansu nikalte rahenge
    156. aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo
    157. hum to mom bankar pighalte rahenge.

    158. sabne chaha tha ki hum apko na mile,
    159. humne ch!aha ki apko gam na mile,
    160. agar khusi milti hai apko humse dur rahekar,
    161. to dua hai meri, ki apko hum na mile.

    162. yun to haathon me apne dam rakhte hai,
    163. our chehre pe m!uskurahat har dum rakhte hai,
    164. dekhne wale bhi yahi kehte isko koyi gham nahi,
    165. par unko kya pata ki hum bhi sine me dard-e-sitam rakhte hai.

    166. ******************************************
    167. Aapki Ek Aawaz Sun Ne Ko Tarasta He Dil,
    168. Har Pal Juda!ai Me Tadapta he Dil,
    169. Na Jaane Kab Nazar Ke Saamne Aayege Wo,
    170. Is Ummid Pe Har Pal DhadKata He Dil.

    171. Aane ka wada to kar lete ho,
    172. par Nibhana Hi bhool jate ho.
    173. Lagaaa! kar Aag Dil mein aap,
    174. Bujhana Hi Bhool jate ho.

    175. Karenge Pyaar Tumse Hum Apni Zindgi Se Bhar Kar
    176. Na B!ewafi Karbhi Hum Apne Pyaar Se Karenge
    177. Karlo Humara Tum Yaqeen Sanam
    178. Jeeyenge Tumhare Liye, Tere Liye Hi Marenge

    179. Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the
    180. Yaad unhe din-raat kiya karte the
    181. Ab un raahon se guzra nahi jaata
    182. Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the

    183. Chhupa Lu Iss Tarah Tujhe Apni Baahon Me
    184. Ke Hawaa B!hi Guzarne Ki Ijaazat Maangey
    185. Ho Jaun Itna Madhosh Tere Pyar Me,
    186. Ke Hosh Bhi Aane Ki Ijaazat Maange

    187. Tere Khamosh Honton Par Mohabbat Gun Gunati Hai,,
    188. Tu Meri Hai, !Mein Tera Hun, Bas Yehi Awaaz Ati Hai..


    189. Har Pal Ek Ma!njar Guzar Jaata He,
    190. Jab Apna Koi Begana Ban Jaata He,
    191. Yu To Shishe Tutne Ki Bahot Aavaz Aati He,
    192. Par Kabhi Aawaz Ke Bina Bahot Kuch Tute Jaata He.

    193. Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya,
    194. Ishq nakam sahi phir bhi bahut kaam aaya,
    195. Humne mo!habbat mai aisi bhi guzari raatein,
    196. Jab tak aansu na bahe dil ko na aaram aya.

    197. Patthar Jaisa Kisi Ka Dil Na Ho…
    198. Bikhare Huye Sapne Kisi Ki Taqdeer Me Na Ho…
    199. Koi Kisi Ko Chahe Toh Woh Usi Ka Ho Jaye…
    200. Warna Umar Bhar Ka Intezar Kisi Ke Nasib Me Na ho….

    201. Har Chamakta Khwab Har Kisi Ke Nasib Nahi Hota…
    202. Har Faisla Zi!ndagi Ka Apni Marzi Se Nahi Hota…
    203. Chahta To Har Koi Hai Har Kisi Ko Yahan…
    204. Par Har Chaha Hua Shaks Kabhi Apna Nahi Hota..

    205. Uske liye Sar!i duniya se bagawat ki thi
    206. Yaad aata hai maine bhi mohabbat ki thi
    207. Usko chod ke haste huye Ghar aakar
    208. Itna roye the ki Aankho ne bhi Shikayatki thi.

    209. Kisi Ki Chahat Mein Barbad Ho Gaye,
    210. Apni H!i Khushiyon Ke Khilaf Ho Gaye,
    211. Chale The Hum Sab Ko Khushiyan Dene,
    212. Aaj Khud Apni Khushi Ke Liye Mohtaj Ho Gaye…

    213. Choo le aasmaan zameen ki talaash na kar,
    214. Jee l!e zindagi khushi ki talaash na kar,
    215. Takdeer badal jaayegi khud hi mere dost,
    216. Muskurana seekh le wajah ki talaash na kar..

    217. ******************************************
    218. Bahot Mehnat Se Duniya Lutaai Hogi,
    219. Mohabbat Ki Kasti Bhi Mitaai Hogi,
    220. Aaja Tere Pairo Me !Marham Lagadu,
    221. Mere Dil Ko Thokar Marne Me Choot Aayi Hogi.

    222. Mene Bhi !Ek Shaks Ko Toot Kar Chaha Hai,
    223. Jis Ko Bhulana Mere Bus Mein Nahi,
    224. Aur Pana Mere Kismat Mein Nahi..

    225. Barh gai uljhany,rabta krne ke bad,
    226. Khud se b shikwa rha,
    227. us se gila krne ke bad,
    228. Is se barh kr or kya hum pr sitam hoga yahan
    229. Mashwra manga hy us ne faisla krny ke bad.

    230. Wo rooth jata hai aksar Shikwa kiye bagair,
    231. Hum bhi to seh jate hain Shikayat kiye bagair,
    232. Hum sochty rahe muhabbat be-los hoti hai,
    233. Ye yunhi ho jati hai Enayat kiye bagair,

    234. ******************************************
    235. Hame Ab Din Se Nahi Raat Se Darr Lagta He,
    236. Mera Ghar He Kaccha, Baarish Se Darr Lagta He,
    237. Hame To Tohfe Me Kisi Ne Khun Ke Aanshu Diye,
    238. Ab To Hame Tohfe Ki Saugaat Se Darr Lagta He.

    239. Apni Dhadkanu Se Kuch Aise Mera Naam Lo,
    240. Yeh Waqt Ruk Jaiye Iss Lamhe Ko Thaam Lo.
    241. Teri Aankhon Mein Jhalak Hai Asse Mere Pyar Ki,
    242. Saa!hil Pe Jaise Dhalti Haseen Shaam Ho.
    243. Lafzon Se Hota Nahi Izhaar Humse Pyar Ka,
    244. Bas Meri Aan!khon Mein Dekh Kar Khud Ko Pehchaan Lo.
    245. Jaise Tarasta Hein Sehra Shabnam Ke Choone Ko Wasi!
    246. Kabhi Waise Rabb Se Tum Bhi Mujhe Maang Lo.

    247. Ajeeb Ladka Hoon Khud Ko Jalana Chahta Hoon,
    248. Mai Khud Ko Rakh Kar Kahi Bhool Jaana Chahta Hoon.

    249. Aisa Nahi Ke Tujh Se Mohabbat Nahi Humain,
    250. Gham R!oz Roz Sehne Ki Aadat Nahi Humain.
    251. Tu Aietbaar Kar Le Tujhe Chahte Hain Hum,
    252. Tere Siwa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Humain.
    253. Hum Jante Hai Tu Bhi Hai Tanha Humare Bin,
    254. Auron Se Puc!hne Ki Zaroorat Nahi Humain.
    255. Kaise Rahain Ge Bin Tere Ab Baat Maan Le,
    256. Tere Baghair Rehne Ki Aadat Nahi Humain.

    257. Har Mehfil Har Shaqs Ka Dil Royega,
    258. Jahan Dubegi Meri Kashti Woh Sahil Bhi Royega,
    259. Itna Pyar Bikher Denge Zamane Mein Hum Ke,
    260. Qatl Karke Mera Qatil Khud Bhi Royega.

    261. Hazaar Cheh!ro Mein Hai,
    262. Teri Shabahatein Mili Mujh Ko,
    263. Par Dil Ki Marzi Hai Agar Tu,
    264. Nahin Toh Tujh Sa Bhi Nahin.

    265. ******************************************
    266. Aaram Apne Dil Ka Hamne Kho Diya,
    267. Apne Aapko Gaherai Ke Samundar Me Duba Diya,
    268. Kabhi Jo Thi Hamare Muskurane Ki Vagah,
    269. Aaj Uski K!ami Ne Hamari Palkho Ko Bhiga Diya.
    270. ———————————————–
    271. Chahat Hain Mout Ki Jo Paas Nai Aati,
    272. Tamanna Hai Jis Khushi Ki Wo Raas Nai Aati,
    273. Udhaas Ho Gaye Hain Zindagi Rote Rote,
    274. Kuch Yaade Hai Jo Tadpane Se Baaz Nai Aati.
    275. ———————————————–
    276. Tum kabhi na meri azmaaish kar sakoge,
    277. Jaan se zyaada kya farmaish kar sakoge,
    278. Pyaar karte hai itna jitna samundar mein paani,
    279. Kya sam!undar ke paani ki paimaish kar sakoge.
    280. ———————————————–
    281. Dil mein hasraton ko daba kar jeete hai,
    282. Apne gham ko dun!iya se chupaakar jeete hai,
    283. Kya lutega zamaana humari khushiyo ko,
    284. Hum to khud ko kisi pe luta kar jeete hai.
    285. ———————————————–
    286. Aandhiya Gum Ki Chali To Sanwar Jaunga,
    287. Main Tera Jul!f Nai Joh Bikhar Jaunga,
    288. Yaha Se Udunga Toh Ye Mat Pucho Kaha Jaunga,
    289. Mai Toh Dariya Hu Yaro Samundar Me Sama Jaunga.
    290. ———————————————–
    291. Tum mujhe chahoge ek din dekhna,
    292. Haan chale aaoge ek din dekhna,
    293. Yu karo! mat mere jazbon se mazak,
    294. WaRNa pachtaoge ek din dekhna,
    295. Soch lo ye b!erukhi achi nahi hai,
    296. Khud ko tarpaoge ek din dekhna,
    297. Mere chehre ki jhalak ke liye,
    298. Tum taras jaoge ek din dekhna
    299. ———————————————–
    300. Na pyaar karo !kisi se, dil kho doge,
    301. Unki ek galti pe tum ro doge,
    302. Sukh chain udaana ho to dil laga lena,
    303. Is gham se ubhar sako to humein bhi sikha dena.


    304. ******************************************
    305. मौत को देखा तो नहीं, पर शायद वो बहुत खूबसूरत होगी,
    306. कम्बख़त !जो भी उस से मिलता है, जीना छोड़ देता है..
    307. ग़ज़ब की एकता देखी लोगों की ज़माने में …….
    308. ज़िन्दों को गिराने में और मुर्दों को उठाने में ..
    309. ज़िन्दगी में ना ज़ा!ने कौनसी बात “आख़री” होगी,
    310. ना ज़ाने कौनसी रात “आख़री” होगी ।
    311. मिलते, जुलते, बातें करते रहो यार एक दूसरे से,
    312. ना जाने कौनसी “मुलाक़ात” आख़री होगी ..

    313. ये दिल आपको कितना याद करता है ।
    314. एक sms में !लिख पाना है मुश्किल ।

    315. गुलाब मुहब्ब!त का पैगाम नहीं होता,
    316. चाँद चांदनी का प्यार सरे आम नहीं होता,
    317. प्यार होता है मन की निर्मल भावनाओं से,
    318. वर्ना यूँ ही राधा-कृष्ण का नाम नहीं होता

    319. ऑंसुओ के गिरने की आहट नही होती
    320. दिलके टूटने की आवाज नही होती
    321. अगर होता खुदा को एहसास दर्द का
    322. तो ऊसे दर्द देने की आदत नही होती

    323. वक्त बदल जाता है इंसान बदल जाते हैं
    324. वक्त वक्त पे !रिश्तो के अंदाज बदल जाते हैं
    325. कभी कह दिया अपना तो कभी कर दिया पराया
    326. दिन और रात की तरह जिन्दगी के ऐहसास बदल जाते है

    327. कुछ लोग हमें तभी याद करते हैं जब उन्हें हमारी जरुरत होती है!
    328. इस बात का ह!में कभी बुरा नहीं मानना चाहिए, बल्कि खुश होना चाहिए,
    329. क्योंकि हम उस दीपक की तरह है,
    330. जिसे लोग अँधेरा महसूस होने पर उजाले के लिए याद करते हैं!

    331. बेशक थो!ड़ा इंतजार मिला हमको
    332. पर दुनिया का सबसे हसीं यार मिला हमको
    333. न रही तमन्ना अब किसी जन्नत की
    334. तेरी दोस्ती में वो प्यार मिला हमको


    335. Sacchai Jaan Lo Juda Hone Se Pahele,
    336. Hamari Sun Lo Aapki Sunane Se Pahele,
    337. Ye Yaad Rak!hna Hamse Bichad Ne Se Pahele,
    338. Bahot Roti He Ye Aankhe Muskurane Se Pahele.

    339. Chandni Raat Hai Aur Alam e Tanhaiye,
    340. Zindagi Yaad Ke Daman Mein Simat Aaye Hai.
    341. Maar Dale Na Kahin Dard e Judai Mujhko,
    342. Ab Toh Aaja K!e Meri Jaan Pe Bann Aaye Hai.
    343. Utre Utre Nazar Aate Hai Phooloon Ke Chehre,
    344. Tere Jaane Se Gulistan Par Khizan Chhaiye Hai.
    345. Jisne Barbaad Mo!habbat Mein Kiya Tha Kal Tak,
    346. Woh Aankhein Aaj Mere Haal Pe Sharmaiye Hai.
    347. Tere Maykhane Mein Jitni Bhi De De Saaki,
    348. Aaj Toh Maine Bhi Pee!ne Ki Kasam Khaiye Hai.
    349. Jis Jagah Kuch Nazar Nahi Aata Hai Jalwon Ke Siwa,
    350. Zindagi Us Modd Pe Mujhe Le Aaye Hai.

    351. Agar Qismat Main Sab Kuch Likh Diya Jaata,
    352. Toh Khuda Insaan Ko Dua Mangna Na Sikhata.

    353. Mera Mehboob Mujh Ko Khushi Se Saza De Gaiya,
    354. Haath Thaam Kar Mera Kisi Aur Ka Saath De Gaiya.

    355. Diloon Ko Todne!Ke Liye Zaroorat Nahi Patharoon Ki,
    356. Yeh Dil Toh Bikhar Jaate Hain Sirf Lafzoon Ki Choat Se.

    357. Pyar Gunaah Hai Toh Hone Na Dena,
    358. Pyar Khuda Hai Toh Khone Na Dena,
    359. Karte Ho Pyar !Jab Kisi Se Toh,
    360. Kabhi Uss Yaar Ko Rone Na Dena.

    361. Woh Aati Hai R!oz Meri Kabar Par Apne Humsafar Ke Saath,
    362. Kaun Kehta Hai Ki Dafnane Ke Baad Jalaya Nahi Jata?

    363. ******************************************
    364. Zindagi Ke Har Ek Lamho Me Unko Paa Lete He,
    365. Khud Ko Bhul!ate He Par Unko Yaad Rakhte He,
    366. Jaane Wo Kaun Si Baat He O Mere Khuda,
    367. Jitan Bhulana Chahte He Utna He Wo Yaad Aate He.
    368. ———————————————-
    369. Auron Pe Ho Rahi Hain Hazaaro Nawazishe,
    370. Afsos! Hum Yaad Ke Bhi Qaabil Nahi Rahe.
    371. ———————————————-
    372. Mujhe Yaad Koi Dua Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    373. Tu Meri Jabeen Pe Likha Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    374. Abhi Rasta Bhi Hai! Dhool Main Abhi Faida Bhi Hai Bhool Main,
    375. Abhi Mujh Ko Tujh Se Gila Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    376. Main Janam Janam Se Naraz Hoon Main Janam Janam Se Udaas Hoon,
    377. Main Khabi Bhi Khul Ke Hansa Nahin !Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    378. Tu Hai Khwab Khwab Pukarta Meri Ankh Main Nahin Ashk Bhi,
    379. Main Muddato!n Se Jiya Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    380. Tujhe Khushbuoon Ki Hai Arzoo Tujhe Roshni Ki Hai Justujo,
    381. Main Hawa Nahin Diyya Na!hin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    382. Tujhe Ansuoon Ka Pata Nahin Tujhe Ratjagon Ka Guman Nahin,
    383. Tujhe Es Se Agay Pata Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    384. Kahin Chhoot Sakta Hai Darmiaan Na Zameen Mile Gi Na Asmaan,
    385. Tujhe Rasta!y Ka Pata Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    386. Mujhe Dhoondta Hi Phire Ga Tu Na Jiye Ga Roz Maray Ga Tu,
    387. Main Kabhi Bhi Ghar Pe Mila Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,
    388. Kaho Lautna Hai Kise Yahan Merey Dard Sun Mere Meharban,
    389. Mere Paas Wa!qt Zara Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le
    390. ———————————————-
    391. Meri Har Saans Amanat Hy….Teri Yaadou’n Ki
    392. Toot Kar Is Sey Zaida Tujhey Chahou’n Kesey….
    393. ———————————————-
    394. Nahi hai kuch bhi mere Dil me siwa Uske
    395. Main usko B!hula don to Yaad Kya Rakhon.

    396. ******************************************
    397. Nikalke Unhi Ke Dil Se Ham Mehfil Me Aa baithe He,
    398. Hamari Mushkil Ye He Ki Badi Mushkil Me Aa Gaye He,
    399. Ladkhadane Lage He Pair Unki Bewafai Ki Chot Se,
    400. Par Log Kah!ete He Pee Ke Saari Mehfil Me Aa Gaye He.

    401. kisi Apne Ko Apne Se Itna Dur Na Karna K,
    402. wo Dil Se Hi Dur Ho Jaye,
    403. balki Us Apne Ko Apne Itne Pass Rakho K
    404. wo Kabhi Kisi K Pass Hi Na Jaye..

    405. Zinda rehne k liye !Sans lun ye Zarori to Nahi
    406. Dharkan Baan kar Tum Pass Raho itna kafi Hai

    407. Nahin hain hum !haseen itne k har kisi k dil men bas jayen…
    408. Par jis k sath chal paren zindgi usi k naam kar dety hain..

    409. Ansoun Ko Khabar Kaisay Huwi Teri Judai Ki Aye Jana…
    410. Shayed Yeh Khu!d Hi Nikal Pare Hain Teri Talash Main.

    411. Main Kaise Us Shaks Ko Rula Sakta Hun Ae Dil
    412. Jis Shaks Ko Maine Khud Ro Ro Kar Paya Hai.

    413. Mujhe neend nahi aati , koi aur wajah hogi,
    414. Ab har baat ke liye qasoor-waar ishq to nahi.

    415. Najane Ka!un Sa Dukh Zehar Ban Ke Phaila Hai
    416. Jisey Bhi Dekho Wohi Shakhs Udaas Hai Bohat

    417. Wo Apni Tanhai Ki Khatir Phir Aa mila Mujhse,
    418. Hum Nadaan Ye Samjhe Hamari Duaaon Mai Asar Hai..

    419. Aansoo Utha letay hain mere ghamon ka bojh,
    420. Yeh wo Dost hain jo kabhi khafa nahii hotay..

    421. Hum apni zindgi mein har kisi ko iss
    422. liye Ehmiyet dete hain…!!!
    423. Joh acha! hoga woh khushi dega, Joh
    424. bura hoga woh sabak dega…!!!

    425. ******************************************
    426. Kuch Ummide Unse Thi Jo Adhuri Hai..
    427. Shayad !Puri Bhi Na Ho Aisi Majburi Hai..
    428. Faraq Nhi Unhe Mere Hone Na Hone se..
    429. Par Unka Hona Mere Liye Sanso Se Bhi
    430. Zyada Zaruri Hai..

    431. Ek s!haam aati hai tumhari yaad lekar,
    432. Ek shaam jati hai tumhari yaad dekar,
    433. Par mujhe to uss shaam ki intezaar hai,
    434. Jo aaye tumhe saath lekar..!!

    435. Waqt NE sar!i kahani hi badal dali,
    436. Pyar ka naam Jo aata hai to Dar lagta hai,
    437. Zakha!m kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko,
    438. AB koi haath milata hai to Dar lagta hai,!!!

    439. Nafrten Lakh Mili Koi Mohbbt Na Mili,
    440. Zindagi Beet gai Per Rahat Nai Mili,
    441. Teri Mehfil Me Hr Shakhs Ko Hansta Dekha,
    442. Ek Hum Th!e Jinhe Hansne Ki Ijazat Na Mili…

    443. Gulaab To Tootkar Bikhar Jaata Hain
    444. Par Khushboo Hawa mein Barkaraar Rehti Hain
    445. Jaane Waale To Chodkar Chale Jaate hain
    446. Par Ehsaas To Dilon Mein Barkaraar rehte Hain.

    447. Ek khamosi bekarar kar jati he,
    448. Ek kham!osi inkar kar jati he,
    449. Pyar karo to khamos mat rehna,
    450. Sirf ek khamosi zindagi bhar ka intzar ban jati he!

    451. Zindagi mili !To Kya Mili
    452. Bankar Bewafa mili..
    453. Itne To Mere Gunaah Bhi Na The
    454. Jitni Mujhe Saza mili..

    455. Udasiyon Ki Wajah To Bahut Hai Zindagi Me,
    456. Ae Dost!..
    457. Par Bewajah Khush Rehne Ka Shayad Maja Hi
    458. Kuch Aur Hai.

    459. Usne fir milne ka wada kiya tha..
    460. ek sath !jine mrne ka irada kiya tha..
    461. Jo dur ho gye to koi mjburi hi hogi..
    462. vrna pyar to usne bhi had se zada hi kiya tha.. !!

    463. ******************************************
    464. Hum Apni Wafa Ka Yakin Tumko Dila Na Sake,
    465. Tumse Door Gaye Kya Phir Paas Aa Na Sake,
    466. Is Kadar Toot! Kar Pyar Kiya Tujhe Ke,
    467. Tere Jaane Ke Baad Hum Kisi Aur Ke Ho Na Sake.

    468. Kashtiyan Reh Jaati Hain, Tufaan
    469. Chale Jaate Hain…
    470. Yaad Reh Jaati Hain, Inssan Chale
    471. Jaate Hain…
    472. Pyar Kam Nahi Hota Hai, Kisi Ke
    473. Door C!hale Jaane Se…
    474. Bas Dard Sa Dil Me Hota Hai, Unki
    475. Yaadon Ke Aane Se…

    476. Bahut Kuch Sikha Jaati Hai Zindagi…
    477. Hansa Ke Rula Jaati Hai Zindagi…
    478. Jee Sako Jitn!a Utna Jee Lo Dosto…
    479. Kyu ki Bahut Kuch Baaki Rehta Hai
    480. Aur Khatam Ho Jaati Hai Zindagi..

    481. Dil k qareeb akar tum door ho gaye
    482. Sare sapn!e mare choor ho gaye
    483. Mujhe Wafa nibha kar badnamiyan mili
    484. Tum Bewafa ho kar bhi mashhor ho Gaye,

    485. Jo sath chalte! the kabhi wo jane kyu juda ho gay
    486. khwabo mai sath ji lete the unke ab khwab bhi ankho se khfa ho gay
    487. na tha wo kabhi meri zindgi ke liye
    488. wafa ki bohot thi usse par jane kyu wo bewafa ho gay

    489. Kitne Zali!m Hein Jo Yeh Kehte Hein
    490. Tor Lo Phool, Phool Choro Mat
    491. Bagban Hum To Is Khayal K Hein
    492. Deikh Lo Phool, Phool Toro Mat

    493. Meri tasveer banao to sab Rang
    494. bharna M!ohabbat k.
    495. Lakin jab Aankhain Bananao to
    496. Ansoo Rawan Dawan Rakhna

    No comments :

    Post a Comment