Hum Dard Likhte Rahe Aahe Bharte Rahe,
Woh Alfaaz Padhte Rahe aur Taarif Karte Rahe......$$$
******************************
Uske Dil k Dastavez Chahe Kisi k Bhi Naam Pe Ho,
Uspar Haq Toh Sirf Mera He Hoga......$$$
******************************
ikhtiyaar E Mohabbat Samajta hu mai,
Aap Bewajah bhi Karsakti Ho Muje Barbaad......$$$
******************************
woh Aankhe Jhuk gayi muje dekh kar,
Yakeenan usne kabhi mujhe chaha toh jaroor hoga......$$$
******************************
Jabse Tu Meri Zindagi Mai Aayi Hai,
Khuda Kasam Har Dosto Se Udhaari Uthaayi Hai .....$$$
******************************
Khatam Ho Toh Bhi Kaise Yeh Manzil ki Aarzoo,
Ye Raaste Hai ki Rukte Nahi, Aur Ek Ham Hai jo Jukte Nahi......$$$
******************************
Pareshaan To Tumhari he Tarah Ham Bhi Bahot hai,
Lekin Muskura Dene mai Kya Jaata hai......$$$
******************************
लफजों की बनावट मुझे नही आती,
बेहद प्यार है तुमसे बडी सीधी सी बात है.......$$$
******************************
इश्क की शकल मेँ आई थी तबाही मेरी,
वो करीब आते गए हम बर्बाद होते गए .......$$$
******************************
Aey Ishq suna tha k tu Andhaa hai,
phir Raasta mere Dil ka tujhe Batayaa kisne......$$$
******************************
Lafz Saare Feeke se They Shaayar k,
Shayari toh Dar-Asal Maashuqa ki Aankho Mai thi......$$$
******************************
Maloom Sabko hai Zindagi behaal hai,
phir bhi sab puchte hai “Kya Haal Hai....$$$
******************************
Dil Dhadak ta hai toh Darr sa laga rehta hai,
Koi sun na le meri Dhadkan mai Naam tera......$$$
******************************
Tere Bina toh Sirf Meri Saanse Chalti Hai,
Zindagi toh usey kehte hai Jab tum mere kareeb hote ho.......$$$
******************************
Bina Mausam Ke Bhi Baarish Hote Dekhi Hai Maine,
Kisi Aashiq ka Dil Tootne k Baad......$$$
No comments :
Post a Comment