collection of hindi love sms best


  1. Taare hai anek par aaj hai chand ki baari,
  2. Phool hai kai par woh toh gulab hai humari,
  3. Unki ek musk!aan pe kurbaan hai zindagi saari,
  4. Aur unki palko ki chhaon mein jannat hai humari.

  5. =====================================
  6. Kab tak yun khud ko rok paoge,
  7. Bina mere aap! na rah paoge.
  8. Hum bas jayenge dil me aapke is tarah ki,
  9. Doosron ko yaad karna bhool jaoge.

  10. =====================================
  11. Pyar Ki Anokhi Murat Ho Tum,
  12. Zindagi Ki Ek Zaruat Ho Tum,
  13. Phool To !Khoobsurat Hote Hi Hai,
  14. Par Phoolo Se Bhi Khoobsurat Ho Tum.

  15. =====================================

  16. Nazro Ko Tere Pyar Se Inkar Nhi Hai
  17. Ab Muje KisiKa Intzar Nhi Hai
  18. Khamosh Agar Hu To Ye Andaz Hai Mera
  19. Tum Ye N Samjhna K TumSe Pyar Nhi Hai.

  20. =====================================
  21. Afsos na kar zindagi bahut badi hai,
  22. Mohabbat ki mehfil tere liye he bani hai.
  23. Bas ek baar hans kar tho dekh,
  24. Taqdeer khud tujhse milne bekarar ho gaye hai.

  25. =====================================
  26. एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी,
  27. जीत जाओ तो !कई अपने पीछे छूट जाते हैं,
  28. और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।.

  29. =====================================
  30. ज़िन्दगी में ना ज़ाने कौनसी बात
  31. “आख़री!” होगी,
  32. ना ज़ाने कौनसी रात “आख़री” होगी..
  33. मिलते, जुलते, बातें करते रहो यार एक दूसरे से,
  34. ना जाने कौनसी “मुलाक़ात” आख़री होगी.
  35. =====================================
  36. Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega
  37. Dur Hote! Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega
  38. Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse
  39. Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega

  40. =====================================
  41. Bus Ke Conductor Jaisi Ho Gaiye Hai Zindagi,
  42. Safar Bhi Roz Ka Hai Aur Jaana Bhi Kahin Nahi.

  43. =====================================
  44. Kishti Umme!edon Ki Agar Saahil Tak Na Paaye,
  45. To Khud Doob Jaane Ki Koshish Naa Karna …
  46. Kadam Kadam Pe Andheraa Karegii Yeh Duniya,
  47. Kahin Dil Jalaane Ki Koshish Naa Karna….

  48. =====================================
  49. Mour Naachte Hue Bhi Rota H,
  50. Aur Hans Mar!e Hue Bhi Gaata H.
  51. Yehi Zindgi Ka Funda H dosto,
  52. Dukho Wali Raat Nind Nhi Aati,
  53. or Khusi Wali Raat Kon Sota hai.

  54. =====================================
  55. Kal na hm hoge na koi gila hoga
  56. Sirf sim!i hui yado ka silsila hoga
  57. Jo lamhe hai chalo hans kr bita le
  58. Na jane zindgi ka kal kya faisla hoga.

  59. =====================================
  60. Haste rahen aap hazaron ke beech mein,
  61. Jaise haste hein phool baharon ke beech mein,
  62. Roshan ho aap duniya mein iss tarah,
  63. Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein.

  64. =====================================
  65. Har sagar ke kuch kinare hote hain
  66. kuch log zindagi mein jaan se bhi pyare hote hain
  67. ye zaruri nahi h!ar koi aapke paas ho
  68. kyonki zindagi mein yadon ke bhi sahare hote hain.

  69. =====================================
  70. Sajde dil ke tarane bahut hai
  71. Zindigi jeene ke bahane bahut hai
  72. Aap sada muskurate rehna
  73. Aapki !muskurahat ke deewane bahut hai.

  74. =====================================
  75. Phulo se k!hubsurat koi nahi,
  76. sagar se gahra koi nahi,
  77. Aab aapki tarif kya karu,
  78. Dosto me aap jaisa koi nahi.

  79. =====================================
  80. Wo Kehti Thi Tumhari Muskurahat
  81. Bohat Hase!en Hai,
  82. Isi Liye to Apne sath Mujhe nahi,
  83. Meri Muskurahat le gayi.

  84. =====================================
  85. Door Humse Jaoge Kaise,
  86. Humein D!il Se Bhulaoge Kaise,
  87. Hum Toh Mahaz Khushboo Hain,
  88. Jo Basti Hai Aapki Saanso Mein,
  89. Apni Saanso Ke Bina Reh Paoge Kaise.

  90. =====================================
  91. Palko ko! humne jab bhi jhukaya hai,
  92. Bas ek hi khayal aaya hai,
  93. Jis khuda ne tumhe banaya hai,
  94. Tumhe dharti pe bhejke bhala wo kaise jee paaya hai.

  95. =====================================
  96. Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
  97. mein jitn!a paas jau utna door jate hai kyu
  98. kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
  99. mujhe aise har !pal sataate hai kyu.
  100. =====================================

  101. Har labz ko! kagaz par utara nahi jata,
  102. Har naam ko sar-e aam pukara nahi jata,
  103. Hoti hai pyar me kuch raaz ki bate,
  104. Yuhi is khel me hara nahi jata.

  105. =====================================
  106. Woh Kehke Chale Itni Mulakat Bahut Hai,
  107. Maine Ka!ha Ruk Jao Abhi Raat Bahut Hai
  108. Aasoon Mere Tham Jaye To Phir Shauk Se Jana
  109. Aise Me Kahan Jaoge Barsaat Bahut Hai.

  110. =====================================
  111. Na Peeche Mudd Ke Dekho, Na Awaz Do Mujhko,
  112. Badi Mushk!il Se Seekha Hai Maine Alvida Kehna.

  113. =====================================
  114. Pyar Usko !Milta Hai Jiski Taqdeer Hoti Hai..
  115. Bahut Kam Hatho Me Ye Laqeer Hoti Hai..
  116. Kabhi Judaa Naa Ho Pyaar Kisi Ka..
  117. Kasam Khuda Ki Bahut Taklif Hoti Hai..!!

  118. =====================================
  119. Sapna Kab!hi,Funandlike.com
  120. Sapna kabhi sakaar nahi hota,
  121. Mohabbat ka koi aakar nahi hota.
  122. Sab kuchh ho jata hai duniya mein,
  123. Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota.

  124. =====================================
  125. Mujse Pucho Ke Kya Hota Har Pal Bitana,
  126. Badi Tafleeq !Hoti He Is Dil Ko Samjana,
  127. Dost Zindagi To Aisi He Guzar Jayegi,
  128. Par Bahot Muskil Hota He Kuch Log Ko Bhul Pana.

  129. =====================================
  130. Sapno ki duniya mein khotey chale gaye,
  131. Hosh mein the fir bhi madhosh hote chale gaye,
  132. Jaaane kya baat !thi us Ajnabi mein,
  133. Na chahte huey bhi uske hote chale gaye.

  134. =====================================
  135. Ek Pyari Muskaan Tu Hame Ek Baar Dede,
  136. Sapno Me! He Sahi Par Ek Baar Deedar Dede,
  137. Sirf Ek Baar Kar Le Tu Hamse Milne Ka Vaada,
  138. Phir Zindagibhar Ke Liye Chahe Intezaar Dede.

  139. =====================================
  140. Meri Mohabbat Ki Wo Had Puchte He,
  141. Hamare Liye Dil Me Kitni Jagah He Ye Puchte He,
  142. Chahte !He Hum Unhi Ko Itna Kyu,
  143. Iski Bhi Wo Hamse Wajah Puchte He.

  144. =====================================
  145. भारतीय होने पे करीये गर्व,
  146. मिलके मनाये लोकतंत्र का पर्व,
  147. देश के दुश्मनो को मिलके हराओ,
  148. हर घर पे! तिरंगा लहराओ.
  149. हेप्पी रिपब्लिक डे.

  150. =====================================
  151. आज के दिन का मेरा पहला मेसेज पढ़ो और भेजो..
  152. सारे जहा से अच्छा हिंदुस्तान हमारा,
  153. आओ मि!लके कसम ले झंडा उचा रहे हमारा.”
  154. हेपी रिपब्लिक डे..

  155. =====================================
  156. Daag Gu!lami Ka Dhoya Hai Jaan Luta Kar,
  157. Deep Jalaye Hai Kitne Deep Bhujha Kar,
  158. Mili Hai Jab Yeh Azadi To Fir Is Azadi Ko..
  159. Rakhna Hoga Har Dushman Se Aaj Bachakar.
  160. Happy Republic Day…

  161. =====================================
  162. चलो फिर से हम खुद को जगाते हे,
  163. अनुसा!सन का डंडा फिर से घुमाते हे,
  164. सुनहरा रंग हे गणतंत्र का, शहीदो के लहू से,
  165. ऐसे शहीदो को हम सब सर जुख़ाते हे.
  166. ** हैप्पी रिपब्लिक डे**
  167. =====================================
  168. आज में आप से अपने दिल की बात कहना चाहते हे,
  169. हां वही अलफ़ाज़ जो आप सुनना चाहते हे,
  170. हां वही ती!न अलफ़ाज़ जो आपके दिल को छू ले,
  171. ** हैप्पी रिपब्लिक डे**

  172. =====================================
  173. Sab Kuch Hai Mere Pass,Par Dil Ki Dawa Nhi,
  174. Door Wo Mujhse Hai,Par Main Khafa Nhi,
  175. Malum Hai !Ab Bhi Chahti Hai Woh Mujhe,
  176. Thodi Si Ziddi Hai Par Wo Bewafa Nhi.
  177. =====================================

  178. Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
  179. Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
  180. Pyaar ki rahon pa!r mil jaye sacha hamsafar,
  181. To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai.

  182. =====================================
  183. Guzri hui Zindagi ko Kabhi yaad na kar,
  184. Taqdir mein jo Nhi likha Uski fariyad na kar,
  185. Jo hoga wo to ho!kar hi rahega,
  186. Tu uski fikr mein apni aaj ki hansi barbaad na kar.

  187. =====================================
  188. Har dhadkan me ek raaz hota hai,
  189. har baat ko batane ka !ek andaaz hota hai,
  190. Jab tak thokar na lage bewafai ki,
  191. Har kisi ko aapne pyar pe naaz hota hai.

  192. =====================================
  193. Hum aapki nafrat ko bhi pyaar samajh lenge,
  194. Kyunki nafrat wahi karti hai jo pyaar karti hai,
  195. Mante ha!in ki hum bewafa hi sahi,
  196. Par bewafa hoke bhi aapse hi pyaar karte hain.

  197. =====================================
  198. Waqt ki raftaar ruk gayi hoti,
  199. Sharam se aankhein jhuk gayi hoti,
  200. Agar dard janti !shamma parwaane ka,
  201. To jalne se pehle hi woh bujh gayi hoti.




No comments :

Post a Comment