Sad But True Love SMS Shayari Dard


  1. Har Ek Zakhm Unki Thokar Ki Maherbaani He,
  2. Meri Zindagi Bhi Ek Dardbhari Kahaani He.
  3. Bhula Det!e Is Dard Ko Sine Se,
  4. Par Kya Kare Ye Dard Hi Unki Aakhari Nisaani He.

  5. Sab Logo Ke Hone Phir Bhi Tanhaai Milti He,
  6. Yaado Me Bhi Dard Ki Parchai Milti He.
  7. Jitni Bhi K!oshish Karte He Pyar Ko Paanke Ki,
  8. Utni Hi Jyada Unse Bewafaai Milti He.

  9. Mere sabher ka na le imtehaan tu
  10. Meri khamoshiyon ko sada na de
  11. Jo tere bagair na jee sake
  12. Usse jeen!e ki dua na de
  13. Tu aziz di o nazar se hai
  14. Tu qareeb rago jaan se hai
  15. Mere jism o jaan ka ye fasla
  16. Kahin waq!t aur barha na de
  17. Tujhe bhool ke bhi na bhoola sakon
  18. Tujhe chah ke bhi na pa sakon
  19. Meri hasraton ko shumar de
  20. Meri chahaton ka sila na de
  21. Woh tada!p jo shola e jaan mein thi
  22. Mere tan badan se lipat gai
  23. Jo bujha sake to bujha isse
  24. Na bujha sake to hawa na de.

  25. ************************************************

  26. Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
  27. Dil Khamosh Raheta He Aur Muje Rone Nahi Deta,
  28. Ham Unke He Y!e Baat Ki Unko Khabar He,
  29. Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

  30. Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
  31. Yaad Aa Jaa!yenge Hum Tute Patto Ki Tarah.
  32. Jab Bhi Kabhi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
  33. Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

  34. HonTo Ki Hansi Ko Na Samajh HaQeeQaT-e- ZinDaGi ,
  35. Dil Mein Utar Kar DeKh Hum KiTne Udas Hain.

  36. Jaise guzra ho! abhi tu mere darwaaze se,
  37. Ab hawaa bhi teri payal ki khannak lagti hai.

  38. Unhe shaq! hai ki hum unke liye jaan nahi de sakte,
  39. Mujhe khauf hai ki royenge woh bahut humein aazmaane ke baad.

  40. Ek Pakeeza Muhabbat ke Talabgar the Hum,
  41. Aazma ke to dekhte bahot Wafadar the Hum.

  42. Zindagi Se Koi Dushmani Nahi Meri,
  43. Ek Zid Hai Ki Bus Tere Bina Nahi Jeena.

  44. ************************************************
  45. Ye Duniya Bh!i Bahot Haseen Hoti He,
  46. Sacche Dil Se Har Dua Kabul Hoti He,
  47. Vaise To S!ab Kuch He Mere Paas,
  48. Par Koi A!isa Bhi Mile Jo Kahe Ke,
  49. Tere Dard Se Hame Taqleef Hoti He.

  50. Jab Kabhi Sochnege Hame Chahnewalo Ki Tarah,
  51. Yaad Aa !Jaayenge Hum Tute Patto Ki Tarah.
  52. Jab Bhi Kab!hi Raat Ke Andhero Me Darr Jaaya Karoge,
  53. Tab Meri Yaad Fel Jaayegi Ujaalo Ki Tarah.

  54. Use Kehn!a Yeh Sham Ki Udasiaan Humen Achi Nahi Lagti,
  55. Ager Ho S!ake To Yeh Judai Thori Mukhtasar Kar De.

  56. Chalo ek aur duniya me tumhare sath chalte hain
  57. jhan halat kuch bh!i ho magar ham sath rahte hon

  58. Ye Nahi Hai Ke Ab Muskarate Nahi Us Ke Lab,
  59. Haan Magar Ankhon Ke Kinare Bheege Dikhayi Dete Hain.

  60. ************************************************

  • Ek Khamosh Dard Muje Jine Nahi Deta,
    1. Dil Khamosh Raheta He Aur Muje Rone Nahi Deta,
    2. Ham Unke He Ye Baat Ki Unko Khabar He,
    3. Par Wo Kiske He Ye Savaal Muje Sone Nahi Deta.

    4. Kyu Me Meri Kalam Me Shahi Rakhu,
    5. Jab Dil! Me Koi Khawhish Rahi Nahi.
    6. Maalum Nahi Kyu Log Shaq Karte He Muj Pe,
    7. Jab Koi Sukha Gulab Meri Keetab Me Mila Hi Nahi.

    8. Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera
    9. Jahan Dekhti Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai.

    10. Kahin Ye Tark-e-Muhabbat Ki Ibtda To Nahin,
    11. Wo Mujh Ko Yaad Kabi Iss Kaddr Nahin Aaey.

    12. Raat ke aaghosh me aa jaye agar Khayal us ka,
    13. Subah bister se bhi phoolon ki mehak aati.

    14. Kisi Aur !Tareekey Se Bhi Mil Jaati Hai Kya Mohabbat ,
    15. Mujhe To Duaao’n Se Aage Kuch Nahi Aaaata.

    16. Cheen Loon tujhe Dunia se Ye mere Ikhteyar mein nahi,
    17. Magar mere DiL se koi tujhe nikaal de ye kisi k bas ki baat nahi.

    18. ************************************************
    19. Ye Aanshu Ko Zami Pe Girne Ki Aadat Nahi Hoti,
    20. Dil Ke Tutne Ki Kabhi Aawaz Nahi Hoti,
    21. Agar Hota Khuda Ko Kabhi Ye Ahesaas Dard Ka,
    22. To Use Bhi Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti.

    23. Har Ek Zakhm Uske Bewafaai Ki Meharbani He,
    24. Meri Zindagi To Sirf Ek Guzri Kahaani He.
    25. Bhula Dete Sanam Ke Us Dard Ko Apne Sine Se,
    26. Per Ye Dard Hi To Unki Ek Aakhri Nisaani He.

    27. Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Saken,
    28. Tera Naam Bhi Unhin Khuwahishon Mein Hai.

    29. Meine Bhi Badal Diye Hein Asool-e-Zindagi
    30. Aab Jo Yaad Karega, Sirf Wohi Yaad Rahega

    31. Ho Jo Mumkin To Apna Bana Lo Tum,
    32. Meri Tanhai Gawah Hai, Mera Apna koi Nahi.

    33. Mujh Ko Kyun Dete Ho Pyaar Ka Ilzam,
    34. Kabhi Khud Se Bhi To Pocho Itne Pyare Kyu Ho?

    35. Na Jane itni Muhabbat kahan se Aa Gai us k Liye,
    36. Ki Mera Dil Bhi us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai.


    37. Intezaar Ki Khawahish Ab To Kho Chuki He,
    38. Khamoshiyo Ki Aadat Bhi Ab Ho Gayi He,
    39. Na Koi Gila He Aur Na Koi Shikva Rahi He,
    40. Agar Baki He To Sirf Mohabbat,
    41. Jo Ki is Tanhayion Se Ho Gayi He.

    42. Zindagi Me Aapki Hasi Koi Chura Na Sake,
    43. Aapko Kabhi Koi Dard Dila Na Sake.
    44. Khushiyo Ki Roshni Aise Jale Aapki ZIndagi Me,
    45. Ki Koi Tufaan Bhi Use Bhuja Na Paaye.

    46. Meri Rooh Tarasti Hai Teri Khushbu Ko,
    47. Tum Kahin Our Jo Mehko To Bura Lagta Hai.

    48. Main Agar Chahon B!hi Toh Shayad Naa Likh Sakhon Un Lafzoon Ko.
    49. Jinhe Parh Kar Tum Samjh Sako Ke Mujhe Tum Se Kitni Mohabbat Hain.

    50. Dil Toor kar Jaane Waale Zara Itna Tu Bata De,
    51. Ye Saza Piyaar karne Ki Hai , Ya Wafa Karne Ki.

    52. Na Kisi Ki Kasam Se Jeeta Hai Koi..!
    53. Na Kisi Ke G!ham Se Marta Hai Koi..!
    54. Aksar Mohobbat Mein Chhor Jata Hai Wohi..!
    55. Jisse Be-Panah Mohobbat Krta Hai Koi…!!

    56. ************************************************
    57. Unki Yaado Me Ham Har Pal Rote Rahe,
    58. Bewafa!a Wo Nikle Aur Badnaam Ham Hote Rahe,
    59. Mohabbat Me Madhoshi Ka Aalam To Dekho,
    60. Dhul Chahere Pe Thi Aur ham Aaina Dhote Rahe.

    61. Har Pal Har Lamho Ke Rishte Ka Vaada He Aapse,
    62. Apna Pan Kuch Is Tarah Se Raha He Aapse,
    63. Na Sochne Ko Bhul Paayenge Aapko,
    64. Jeevanbhar Mohabbat Karenge Ye Waada He Aapse.

    65. Ye Jhoot hai Ke Muhabbat,
    66. kisi Ka Dil! todti hai,
    67. Log Khud hi Toot Jate hain,
    68. Muhabbat Karte Karte.

    69. Dil Ka Dard Palko Mein Kaid Hai,
    70. Ehsas Uska Hawa Ke Isharo Mein Kaid Hai.
    71. Usko Bhulayei!n Bhi To Kaise,
    72. Jinko Paane Ki Aarzu Tute Sitaro Mein Kaid Hai.

    73. Zindgi Me Mujhe Gham Mile To Mile,
    74. Pyar Uska! Mujhe Na Kam Mile.
    75. Mere Khuda Bas Ek Guzarish Hai Meri,
    76. Main Jise Chahta Hoon Use Kabhi Gham Na Mile.

    77. Teri ye s!aase sirf meri ho,
    78. mera dil sirf tere liye dhadke..
    79. Ho jae bus hum ek dooje ke,
    80. na ho koi humme shikwe..
    81. Tere pyaar ka ehessas sirf mere liye ho,
    82. kuch pal guzar jae kadve
    83. bus meethe kal humare liye ho

    84. ************************************************
    85. Na Meri Khushiya Saath He Na Mohabbat Pas He,
    86. Mere Jeevan Ke Har Din Ko Tanhaai Raas He,
    87. Shikva Bhi Kinse Kare Ham Zindagi Me,
    88. Wohi Hame Nahi Samajta Jo Sab Se Khaas He.

    89. Tum na samjho ge dil e nadan ki hasratein shayad,
    90. Jane kyun ye chahta hai tumhare paas paas rehna.

    91. Udas Chehra Aankhon Main Aansoo Aur Geela Takiya,
    92. Yehi Har Raat Ka Manzr Hota Hai Ishq Karne Walon ka.

    93. Mohbbat karni! hai toh had main reh kar karo,
    94. Be inteha chahoge toh meri tarha toot jaoge.

    95. Kash Ye Muhabat Khwab Si Hoti,
    96. Bus Phir Ankh Khulti Or Kisa Khatam.

    97. Kal Ra!at Maine Apne Dil Se Tera Rishta Pucha,
    98. Kambakht Kehta Hai….
    99. Jitna Main Uska Hoon Utna Tera Bhi Nahi.

    100. Dil ne kaha bhi tha mat chah use youn pagalon ki tara,
    101. Wo maghror ho jaega teri muhabbat ki inteha daikh kar.

    102. ************************************************
    103. Suraj Se Kahena Ki Apni Kiran Dena Band Kar De,
    104. Sitaaro Se Kahena Ki Zagmagana Band kar De,
    105. Agar Aap Nahi Aa Sakte Yaha To,
    106. Apni Yaado Se Kahena Ki Hame Tadpana Band Kar De.
    107. ————————————————-
    108. Har ansu mein koi bat hogi,
    109. Har dard! ke piche kisi ki yaade hogi,
    110. Aap hame yaad rakho ya bhul jao,
    111. Lekin aap ki har kushi ke piche hamari dua hogi
    112. ————————————————-
    113. Tera diwana teri yaad mein aahein bharta hai,
    114. wo aaj bhi tujhe pe dil-o-jaan se marta hai,
    115. uski diw!angi ki to had hi ho chuki,
    116. wo tera naam zamee pe likh ke sajde karta hai.
    117. ————————————————-
    118. Dono aan!kho mein ashq liya karte hain,
    119. Hum apni neend mein tera naam liya karte hain.
    120. Jab bhi aaye Hichkiyaan tumhe,
    121. Samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hain.
    122. ————————————————-
    123. Raat kya hui Roshni ko Bhool gaye,
    124. Chand kya nikla suraj ko bhool gaye,
    125. Maana! kuch der hum ne aap ko sms nahi kiya,
    126. To kya aap hamein yaad karna bhool gaye!
    127. ————————————————-
    128. Aankho se armaan jiya karte hain,
    129. Saanso se insaan jiya karte hain,
    130. Jab jab tumhari palke jhapakti hai,
    131. Soch lena hum tumhe yaad kiya karte hain..!!
    132. ————————————————-
    133. Phool khushboo ke liye,
    134. Pyar nibhany ke liye,
    135. Aankhain d!il churane ke liye,
    136. Aur yeh msg aap ko meri yaad dilane ke liye.
    137. ————————————————-
    138. Jab jab aap humain yaad aate ho,
    139. Sachme bahut rula jate ho,
    140. Rote isl!ie nahi ki aap yaad, aaye..
    141. Gum iska hai ki aap khud kyu nahi chale aate ho..!!
    142. ————————————————-
    143. Har Kh!ushi mein aapki baat karte hai,
    144. Aap Slamat Rahe yahi fariyad karte hai,
    145. Ab ek sms se kya btayein,
    146. Ki Hum Aapko Kitna yaad karte hai..!

    147. ************************************************
    148. Har Ek Nakamyabi Ka Matlab Haar Nahi Hota,
    149. Har Ek Naa Ka Matlab Inkaar Nahi Hota,
    150. Kya H!uva Jo Ham Unko Paa Na Sake Zindagi Me,
    151. Kyu Ki Sirf Paane Ka Matlab Pyar Nahi Hota.
    152. ————————————————
    153. Aap khud nahi jante ho ki aap kitni pyari ho,
    154. jaan tp hamari! ho or jaan se bhi pyari ho,
    155. dur hone se koi fark nahi padhta kyu ki,
    156. kal bhi hamari thi or aaj bhi hamari ho.
    157. ————————————————
    158. Kitaabon mei!n kehte hai phool todna mana hai,
    159. Baagon mein kehte hai phool todna mana hai,
    160. Phoolon se keemti cheez hai dil..
    161. Koi nahi kehta dil todna mana hai!
    162. ————————————————
    163. Kaas yeh sapna bhi pura ho jaye,
    164. hum bhi kisike sapno me aa jaye,
    165. ho hamar!a bhi jikra unke labo par,
    166. hum bhi unke dil me bas jaye.
    167. ————————————————
    168. Tanha rehna to sikh liya humne,
    169. per khush na kabhi reh payenge,
    170. teri duri to !pir bhi seh leta hai ye dil,
    171. per teri mohabbat ke bin na jee payenge.
    172. ————————————————
    173. Tamanna bas itni hai uska pyar mile,
    174. Izhar kare h!um to uska ikrar mile,
    175. Bas wo keh de ki soch kar btayenge,
    176. Fir chahe hume zindgi bhar intezar mile…
    177. ————————————————
    178. Wo likhte hain hamara naam mitti mein,
    179. Aur m!ita dete hain,
    180. Unke liye to ye khel hoga magar,
    181. Hamein to wo mitti mein mila dete hain.
    182. ————————————————
    183. Husn Pe Jab Masti Chhaati Hai,
    184. Shayari Par Bahaar Aati Hai,
    185. Pee Ke Mehboob Ke Badan Ki Saraab,
    186. Jindagi Jhoom-jhoom Jaati Hai.
    187. ————————————————
    188. Saath agar doge muskrayenge zarur,
    189. Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
    190. Raah me kitne kante q na ho,
    191. Awaz agar dil se doge to aayenge zarur.

    192. ************************************************
    193. Hamare Liye Unke Dil Me Ki Chahat Na Thi,
    194. Kisi Ajanbee Me Khushi Ke Liye Koi Daawat Na Thi,
    195. Hamne Dil Unke P!airo Pe Rakh Diya,
    196. Par Use Kabhi Zameen Pe Dekhne Ki Aadat Na Thi.
    197. ————————————————
    198. Ye raat itni tanha kyun hoti hai
    199. kismat itni bewafa kyun hoti hai
    200. bas itni hi shikayat hai rab se
    201. jise pana !ho mushkil
    202. usi se mohabbat kyo hoti hai.
    203. ————————————————
    204. Deti hai kyun ye dard bas mujhko?
    205. kya s!amjegi tu in ankho ki nami ko?
    206. yu honge lakho diwane is chand ke,
    207. chand kya mehsus krega 1 tare ki kami ko.
    208. ————————————————
    209. Aitbaar nahi karta main kisi par,
    210. har shaqs yahaan farebi hain..
    211. Yakin hain mujhe apni tanhai par,
    212. jisne mujhe kabhi tanha nahi chhoda..!!
    213. ————————————————
    214. Koi mila humein chand ki chandni ban kar,
    215. koi mila pariyo ki kahani ban kar,
    216. par jis kisi ko palko mein basaya hum ne,
    217. wo nikal gaya aakh se pani ban kar.
    218. ————————————————
    219. Unki chahat mein dil majbur ho gaya,
    220. bewfai unka dastur ho gaya,
    221. kasur unka nahi mera tha
    222. mene chaha hi itna tha ki unko gurur ho gaya.
    223. ————————————————
    224. Pyar ki gadi mein kabhi petrol nahi hota,
    225. pyar ke saf!ar mein kabhi panchar nahi hota,
    226. Pyar jivan ki aisi gadi hai jis mein
    227. 2 se jayada passenger nahi hota.
    228. ————————————————
    229. Duao pe hamara aitbar rakhna,
    230. Dil me apne na koi sawal rakhna,
    231. Dena chaht!e ho agar khushiya humain,
    232. To bas aap khush rahna aur apna khayal rakhna.
    233. ————————————————
    234. Nigahe bhacha kar jo chalte hai mujhse,
    235. kabhi unk!o mujhse mohobat hue the,
    236. Jo mehbob se ajnabi ho gaye hai,
    237. kabhi unko mujhse mohobat hue the.


    238. ************************************************
    239. हर कोई दिल का बुरा नहीं होता,
    240. हर कोई दिल से दुआ नहीं देता,
    241. टूट जाते हे रिश्ते अपनी ही गलती ओ से,
    242. उसमे किसी का कोई कसूर नहीं होता.

    243. ************************************************
    244. Zindagi Me Khamoshi Ko Kabhi Baya Mat Karna,
    245. Dil Ko Kabhi B!eqaraar Mat Karna,
    246. Zindgi Me Khush Rahene Ki Khawhish Ho To,
    247. Dosto,Mar Jaan Par Kabhi Mohabbat Mat Karna.
    248. ————————————————
    249. Lamhe judai k!e bekarar karte hain,
    250. haalat mere mujhe laachar karte hain,
    251. aankhe meri pad lo kabhi,
    252. ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte hain.
    253. ————————————————
    254. Ek din aye!ga qayamat hogi,
    255. tujhe baaho mein bhar lenge agar ijazat hogi,
    256. jab jab nazar ayegi meri shayri,
    257. har pal tujhe mujhse mohabbt hogi.
    258. ————————————————
    259. Pyar mein milna zaruri nahi,
    260. pyar mein izhaar bhi zaruri nahi,
    261. zaruri sirf ehsaas hai jo zindagi sawarde,
    262. unhe pana ya na pana zaruri nahi.
    263. ————————————————
    264. Sukun milta hai jab unse baat hoti hai,
    265. hazar raa!to mein wo ek raat hoti hai,
    266. nigah utha ke jb wo dekhti hai meri traf,
    267. wo 1nigah meri puri kaynaat hoti hai.
    268. ————————————————
    269. Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna,
    270. kyon h!ua hum pe itna sitam kabhi sochna,
    271. pyar to hum dono ne kiya tha,
    272. lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
    273. ————————————————
    274. Khuda ek bar use ye ehsas dela de,
    275. kitna intjar hai zara use bata de,
    276. har pal dehkte hai rasta usi ka,
    277. na intjar kar!na pade
    278. mujhe aisi neend sula de.
    279. ————————————————
    280. Use bhul kar jiya to kya jiya,
    281. Dam hai to use Pakar Dikha,
    282. Likh Patthro par apne Prem ki kahani,
    283. Aur sagar ko bol- Dam hai to ise mita kar dikha.!!
    284. ————————————————
    285. Jis ke liye sab kuch luta diya humne,
    286. wo kehte hai unko bhula diya humne,
    287. gaye the hum unke aansu pochne,
    288. ilzam de diya ki unko rula diya humne..!!


    289. ************************************************
    290. Kabhi Wo Paas Aate To Ham Baate Kar Lete,
    291. Kabhi Raaste Me Saath Dete To Mohabbat Kar Lete,
    292. Kya Majburi Rahi Ki Wo Door Chale Gaye,
    293. Khata Batai Ho!ti To Ham Intezaar Kar Lete.
    294. ————————————————-
    295. Khamoshi uski mujh pe brasti hai,
    296. meri har aah! uska dard samajhti hai,
    297. maloom he ki majboor hai wo,
    298. fir bhi meri nazar uske didar ko tarasti hai.
    299. ————————————————-
    300. Jaha sar juk jaye wahi khuda ka ghar hai,
    301. jaha! har nadi mil jaye wahi samandar hai,
    302. is zindgi mein dard to sab dete hai,
    303. jo har dard ko samaj sake wo hi hamdard hai.
    304. ————————————————-
    305. Ansu na! hote to ankhe itni khubsurt na hoti,
    306. dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
    307. agar mil jata koi chahne se
    308. to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
    309. ————————————————-
    310. Pyar se pyar karna bhi ek nasha hai,
    311. dil leke dil dena bhi ek nasha hai,
    312. dilo mein dard to hota hi hai dosto,
    313. magar us dard ko peena bhi ek nasha hai.
    314. ————————————————-
    315. Khuda ki rehmat sare sansar par barse,
    316. mere hise ki rahmt mere yaar par barse,
    317. ae khuda muje kar dena pani
    318. agar mera yaar kabhi pyaas ko tarse..
    319. ————————————————-
    320. Guzar jayege aapke pas se hawa bankar,
    321. beh jayege ankho se aansu bankar,
    322. aaj to a!apke pas fursat nahi,
    323. yaad karoge jab reh jayege dil ki yaad bankar.
    324. ————————————————-
    325. Kanch k!o chahat thi pathhar pane ki,
    326. Ek pal mein fir tut kar bikher jane ki,
    327. Chahat bas itni thi us Diwane ki,
    328. Apne Hazar tukdo mein uski Hazar tasvir sajane ki.


    329. ************************************************
    330. Sab Log Honge Duniya Me Par Ham Na Honge,
    331. Hamare N!a Hone Se Log Kam Na Honge,
    332. Vaise To Hazaro Milenge Mohabbat Karne Ko,
    333. Ham Jaise Bhi Milenge Par Wo Ham Na Honge.
    334. ———————————————–
    335. Uske pya!r mein do pal ki zindgi bahut hai,
    336. ek pal ki hasi aur ek pal ki kushi bahut hai,
    337. ye dunia muje jane ya na jane,
    338. uski ankhe muje pehchan le yahi mere liye bahut hai.
    339. ———————————————–
    340. Ye kaisa chahto ka silsila hai,
    341. na unse koi shikayat na koi gila hai,
    342. zindgi kis mod pr le aayi hai hume,
    343. na unko pane ki himmat hai na khone ka hosla hai.
    344. ———————————————–
    345. Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
    346. har pa!l dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
    347. mit jao beshaq tanha ji kar,
    348. par kisi ke sath ka intzaar na karo.
    349. ———————————————–
    350. Sukun milta hai jab unse baat hoti hai,
    351. hazar raat!o mein wo ek raat hoti hai,
    352. nigah utha ke jab wo dekhti hai meri traf,
    353. wo ek nigah meri puri kaynaat hoti hai.
    354. ———————————————–
    355. Tere liye khudko majboor kar liya,
    356. zakhmo ko !apne nasoor kar liya,
    357. mere dil mein kya tha ye jaane bina
    358. tune khudko humse kitna door liya.
    359. ———————————————–
    360. Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
    361. jise c!hahta hai tu use nazdik lau kaise,
    362. yuto har tamanna har ehsas hai wo mera,
    363. mgar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise.
    364. ———————————————–
    365. Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
    366. Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
    367. plz aaj wah wa!h na kehna,
    368. kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai




    No comments :

    Post a Comment