Dard Na Hota Agar shayari

  1. Abh Hum Kisi Ko Pyar Se Dekhna Se Bhi Darte Hain,
  2. Ro Dete Hai Jab Log Hume Deewana Kehte Hain,
  3. ---------------------------------------------
  4. Khuda Yeh Kaisi Teri Khudai, Kyu Tu Ne Bewafai Banayi,
  5. Are Hum Yuh Hi Kurban Ho Jate, Kyu Tu Ne Dil Mein Aag Lagayi,
  6. ---------------------------------------------
  7. Dard Na Hota Agar Ishq Mien Toh Shayad Mohabbat Ka Naam Bhi Na Hota,
  8. Dil Na Toot-te Agar Pyar Mein Toh Diljalo Ka Sailab Bhi Na Hota,
  9. ---------------------------------------------
  10. Unki yaad aakar dil jala deti hai,
  11. Jo karni ho baate wo baate bhula deti hai,
  12. Chocha na tha is tarah se chhod ke jayegi,
  13. Ek pal ko sab bhula deti hai..
  14. ---------------------------------------------
  15. Tod Kar Dil Mera Pachtaogi Bahot
  16. Yaad Me Hamaree Aashq Bahaogi Bahot
  17. Ham Wo Hai Jo Mudkar Nahi Dekha Karate
  18. Lautkar Naa Aayenge Vaise Bulaogi Bahot
  19. ---------------------------------------------
  20. Mujhe Dard Dekar Woh Chain Paata Hai
  21. Bina Aag Ke Hi Woh Mujhe Jala Deta Hai
  22. Dard Nahi Hota Mujhe Koi, Woh Jab
  23. Mujhe Aansu Dekar Muskura Deta Hai.
  24. ---------------------------------------------
  25. Chup kar kahi kisi or se dosti nahi ki,
  26. mene kiya tha pyar .. pyar ka karja chuka diya,
  27. logo ne poochha jab udasi ka sabab……
  28. to kore kagaj par toota hua dil bana diya…
  29. ---------------------------------------------
  30. Jo Beet Gaya Hai Wo Daur Ab Na Aayega
  31. Is Dil Mein Tere Siva Koi Aur Na Ayega
  32. Tu Sath Na De Mera, Chalna Mujhe Aata Hai
  33. Har Aag Se Waqif Hun Jalna Mujhe Aata Hai.
  34. ---------------------------------------------
  35. Adalat Husn Ki Hogi
  36. Mukadma Tere Ishq Ka Hoga,
  37. Gawhai Mere Dil Ki Hogi,
  38. Mujrim Tera Pyar Hoga,
  39. Aur Faisla
  40. Zindagi Aur Maut Ka Hoga….
  41. ---------------------------------------------
  42. Ashiqui ne mujhe diya kya hai,
  43. aye khuda isme majra kya hai.
  44. ---------------------------------------------
  45. saanse bhi chubti hai,
  46. or dil bhi rota hai,
  47. uss bewafaa pe ye deewana aaj bhi marta hai,
  48. duri uski mujhe aaj bhi sataati hai,
  49. uske diye jakhm ke nisaan aaj bhi baaki hai,
  50. ---------------------------------------------
  51. Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The
  52. Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The,
  53. Tab To Sirf Khilone Tuta Karte The,
  54. Wo Khushiyan Bi Na Jane Kaise Khushiyan Thi,
  55. Titli Ko Pakad Ke Uchhla Karte The,
  56. Paoon Maar Ke Khud Barish Ke Pani Mae,
  57. Apna Aap Bhigoya Karte The,
  58. Ab To Ek Aansu Bi Rusva Kar Jata Hai,
  59. Bachpan Mein To Dil Khol Ke Roya Karte The
  60. ---------------------------------------------
  61. Mera Afsurda Chehra Iss Liye Bhi Zard Rehta Hai
  62. Mujhe Apne Ilawa Bhi Kisi Ka Dard Rehta Hai
  63. Tumhare Dam Qadam Say Thi Ye Sab Mukam Ki Rangini
  64. Tumhare Bad Sara Saal M0usam Sard Rehta Hai
  65. Tumhare Bad Baqi Aur to Sab Theek Hai
  66. Lakin Jahan DIL Tha Kabhi Pehle Wahan Ab DARD Rehta Hai..
  67. ---------------------------------------------
  68. Suna tha ke pyaar ek hi baar karte hai hum,
  69. Magar ab jawaab milgaya hai, ke dil tutne ke baat, koi dusra nahi chahte hai hum..
  70. Aaj bhi hum aapko dosh nahi dete,
  71. Sirf guda se pyaar naa karne ka kasam lete hai hum….
  72. ---------------------------------------------
  73. Toote Huye Se Hain Mere Sapne
  74. Roothe Huye Se Hain Mere Apne
  75. Manzil Ki Talash Mei Is Kadar Door Chale Aaye Hain Hum
  76. Tanhai Ke Saaye Hain Na Jaane Kitne
  77. Thami Huyi Si Hai Zindagi
  78. Bikhri Huyi Hai Har Bandgi
  79. Chaahkar Bhi Mud Na Paaye Hum
  80. Bebas Hain Hum Kitne.
  81. ---------------------------------------------
  82. Abh Hum Kisi Ko Pyar Se Dekhna Se Bhi Darte Hain,
  83. Ro Dete Hai Jab Log Hume Deewana Kehte Hain,
  84. ---------------------------------------------
  85. Khuda Yeh Kaisi Teri Khudai, Kyu Tu Ne Bewafai Banayi,
  86. Are Hum Yuh Hi Kurban Ho Jate, Kyu Tu Ne Dil Mein Aag Lagayi,
  87. ---------------------------------------------
  88. Dard Na Hota Agar Ishq Mien Toh Shayad Mohabbat Ka Naam Bhi Na Hota,
  89. Dil Na Toot-te Agar Pyar Mein Toh Diljalo Ka Sailab Bhi Na Hota,
  90. ---------------------------------------------
  91. Unki yaad aakar dil jala deti hai,
  92. Jo karni ho baate wo baate bhula deti hai,
  93. Chocha na tha is tarah se chhod ke jayegi,
  94. Ek pal ko sab bhula deti hai..
  95. ---------------------------------------------
  96. Tod Kar Dil Mera Pachtaogi Bahot
  97. Yaad Me Hamaree Aashq Bahaogi Bahot
  98. Ham Wo Hai Jo Mudkar Nahi Dekha Karate
  99. Lautkar Naa Aayenge Vaise Bulaogi Bahot
  100. ---------------------------------------------
  101. Mujhe Dard Dekar Woh Chain Paata Hai
  102. Bina Aag Ke Hi Woh Mujhe Jala Deta Hai
  103. Dard Nahi Hota Mujhe Koi, Woh Jab
  104. Mujhe Aansu Dekar Muskura Deta Hai.
  105. ---------------------------------------------
  106. Chup kar kahi kisi or se dosti nahi ki,
  107. mene kiya tha pyar .. pyar ka karja chuka diya,
  108. logo ne poochha jab udasi ka sabab……
  109. to kore kagaj par toota hua dil bana diya…
  110. ---------------------------------------------
  111. Jo Beet Gaya Hai Wo Daur Ab Na Aayega
  112. Is Dil Mein Tere Siva Koi Aur Na Ayega
  113. Tu Sath Na De Mera, Chalna Mujhe Aata Hai
  114. Har Aag Se Waqif Hun Jalna Mujhe Aata Hai.
  115. ---------------------------------------------
  116. Adalat Husn Ki Hogi
  117. Mukadma Tere Ishq Ka Hoga,
  118. Gawhai Mere Dil Ki Hogi,
  119. Mujrim Tera Pyar Hoga,
  120. Aur Faisla
  121. Zindagi Aur Maut Ka Hoga….
  122. ---------------------------------------------
  123. Ashiqui ne mujhe diya kya hai,
  124. aye khuda isme majra kya hai.
  125. ---------------------------------------------
  126. saanse bhi chubti hai,
  127. or dil bhi rota hai,
  128. uss bewafaa pe ye deewana aaj bhi marta hai,
  129. duri uski mujhe aaj bhi sataati hai,
  130. uske diye jakhm ke nisaan aaj bhi baaki hai,
  131. ---------------------------------------------
  132. Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The
  133. Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The,
  134. Tab To Sirf Khilone Tuta Karte The,
  135. Wo Khushiyan Bi Na Jane Kaise Khushiyan Thi,
  136. Titli Ko Pakad Ke Uchhla Karte The,
  137. Paoon Maar Ke Khud Barish Ke Pani Mae,
  138. Apna Aap Bhigoya Karte The,
  139. Ab To Ek Aansu Bi Rusva Kar Jata Hai,
  140. Bachpan Mein To Dil Khol Ke Roya Karte The
  141. ---------------------------------------------
  142. Mera Afsurda Chehra Iss Liye Bhi Zard Rehta Hai
  143. Mujhe Apne Ilawa Bhi Kisi Ka Dard Rehta Hai
  144. Tumhare Dam Qadam Say Thi Ye Sab Mukam Ki Rangini
  145. Tumhare Bad Sara Saal M0usam Sard Rehta Hai
  146. Tumhare Bad Baqi Aur to Sab Theek Hai
  147. Lakin Jahan DIL Tha Kabhi Pehle Wahan Ab DARD Rehta Hai..
  148. ---------------------------------------------
  149. Suna tha ke pyaar ek hi baar karte hai hum,
  150. Magar ab jawaab milgaya hai, ke dil tutne ke baat, koi dusra nahi chahte hai hum..
  151. Aaj bhi hum aapko dosh nahi dete,
  152. Sirf guda se pyaar naa karne ka kasam lete hai hum….
  153. ---------------------------------------------
  154. Toote Huye Se Hain Mere Sapne
  155. Roothe Huye Se Hain Mere Apne
  156. Manzil Ki Talash Mei Is Kadar Door Chale Aaye Hain Hum
  157. Tanhai Ke Saaye Hain Na Jaane Kitne
  158. Thami Huyi Si Hai Zindagi
  159. Bikhri Huyi Hai Har Bandgi
  160. Chaahkar Bhi Mud Na Paaye Hum
  161. Bebas Hain Hum Kitne.
  162. ---------------------------------------------
  163. Dil se dil badi mushkil se milta he
  164. Toofano me sahil mushkil se milta he
  165. Mil jaate he hazaro gaal gulabi
  166. Lekin har chehre par till mushkil se milta he
  167. ---------------------------------------------
  168. Phale waqt ki dor suljhane
  169. Me din pal me gujar jata tha,
  170. Ab khud ko suljhane me
  171. Mahine kitne beet gaye
  172. ---------------------------------------------
  173. Intezar Hai Uska Jo Mujhe Toot Ke Chahe
  174. Meri Mohabat Kaha Hai To Tera Intizar Satye
  175. ---------------------------------------------
  176. HAR RAT EK TANHAI HAI ,
  177. HAR SAAS ME RUSVAI HAI ,
  178. HAR DARD ME MUSKURANE LAGA HOO MAI,
  179. HAR PAL EK KHAMOSHI HAI,
  180. NAFRAT TO KHUSHI SE HONE LAGTI HAI MUJHE ,
  181. JAB PATA CHALTA HAI KI GAM ME KITNI SACHHAI HAI.
  182. ---------------------------------------------
  183. Ruk gayi sans ab maut aayi hai,
  184. Zindgani se hamne bhi maat khayi hai.
  185. Tere hi naam par fareb mile,
  186. Mere malik ab bas teri hi duhai hai..
  187. ---------------------------------------------
  188. zindagi aa tujhe qaatil k hawaale kardun.
  189. mujhse ab khoone tamanna nahi dekha jaata.
  190. ---------------------------------------------
  191. Dil se teri yaad na jaaye to kya karoon
  192. Tasveer mein tu hi tu nazar aaye to kya karoon
  193. Lene ko to le aayon tumhe khwaboon mein
  194. Par neend hi na aaye to kya karoon.
  195. ---------------------------------------------
  196. Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi,
  197. Ishq ki Bahaaron ko ek na ek din yeh Khizaa to milni hi thi,
  198. Yeh to humne haske Zindagi ko gale laga liya thaa
  199. Warna dhundhne par Marne ki ek Wajah to milni hi thi..
  200. ---------------------------------------------
  201. Dard Hota Nahi Duniya Ko Batane Ke Liye,
  202. Har Koi Rota Nahi Ansu Bahane Ke Liye,
  203. Ruthne Ka Maja To Tab Hai,
  204. Jab Koi Apna Ho Manane Ke Liye….
  205. ---------------------------------------------
  206. Zindagi itne dard deti hain,
  207. Dil mein fir bhi ummid rehti hain,
  208. Dil kehta hain kuch nahin hoga,
  209. Par kuch to hoga ummid kehti hai.
  210. ---------------------------------------------
  211. Aaj Mere Intezar Ki Jeet Hogayi
  212. Meri Mohabbat Ki Charcha Khule Aam Hogayi
  213. Kabhi Hum Ko Dhokha Diya Tha Tumne Ishq Mein
  214. Kaise Tum Mere Janaze Mein Shamil Hogayi
  215. Jab Poocha Logo Ne Ki Mera Tumse Rishta Kya Tha
  216. Aankhe Num Ker Humko Apna Pyar Tum Keh Gayi
  217. Jane Kaise Yeh Bin Badal Barsat Hogayi
  218. Mud Ke Bhi Dekho Yaaro Meri Mohabbat Aabad Hogayi.
  219. ---------------------------------------------
  220. Kisiko deke dil koi nawasanj-e-fugaan kyu ho
  221. Na ho jab dil hi seene me to phir mooh mein zabaan kyu ho
  222. Qafas mein mujse rudaad-e-chaman kahate na dar humdum
  223. Giri hai jispe kal bijli, woh mera aasheyan kyu ho
  224. Yahi hai aazmana to satana kisko kehte hai
  225. Adu ke holiye jab tum, to mera intehaan kyu ho
  226. Wafa kaisi kahan ka
  227. ---------------------------------------------.
  228. Yaad karne se kisi ka didar nhi hota,
  229. yuhi kisi ko yaad krna pyar nai hota,
  230. yaado me kisi ki hum b tadapte hai,
  231. bas hmse dard ka ijhar nahi hota.
  232. ---------------------------------------------
  233. Kya khabar thi ke main is darja badal jaunga
  234. tujh ko kho dunga tere gham se sambhal jaunga
  235. ajanabi ban ke milunga main tujhe mahafil mein
  236. tu ne chedi bhi to main baat badal jaunga
  237. dhundh paye na jahan yaad bhi teri mujh ko
  238. aise jangal mein kisi roz nikal jaunga
  239. zid mein aaye hue masum se bache ke tarah
  240. khud hi kashti ko dubone pe machal jaunga
  241. ---------------------------------------------
  242. Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash kar
  243. Musam naya hai, tazah thakane talash kar
  244. Aankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekh
  245. In murdah aansoon main zamane talash kar
  246. Mahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujhe
  247. Galiyon main apne dost purane talash kar
  248. Ya roshni ki burf se chehre ko dhaanp le
  249. Ya zulimaton main khawab suhane talash kar...
  250. ---------------------------------------------
  251. Har Ek Muskurahat Muskan Nahin Hoti,
  252. Nafrat Ho Ya Mohabbat Aasan Nahin Hoti.
  253. Aansu Gam Ke Aur Khushi Ke Ek Se Hote Hain,
  254. Magar Inki Pehchaan Aasan Nahin Hoti
  255. ---------------------------------------------
  256. Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu hai
  257. Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai
  258. Tu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhle
  259. Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai
  260. Yuh to hai kayi fasle tere mere bich
  261. Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai
  262. Teri furkat main tadapne ki ho
  263. ---------------------------------------------
  264. Dil ko behlane ko ye khayal kaafi hai
  265. Pyar mera ban gaya misal kaafi hai
  266. ---------------------------------------------
  267. Husn Ki Mehfil Thi, Ishq Ka Tarana Tha
  268. Pahunch Gaye Hum Wahan, Jahan Bewafai Ka Thikana Tha
  269. Dil Ne Chuna Bhi Use, Jise Bewafa Kehlana Tha
  270. ---------------------------------------------
  271. Chalo Koi Baat Nahi
  272. Zakham Hame Milna Tha Aur Dard Ko Pana Tha.
  273. ---------------------------------------------
  274. Itne Gehere Naate Kbhi Tode Nhi Jate,
  275. Beech Raah Me Humsafar Bhi Chhode Nhi Jate,
  276. Tumse Juda Hokar ’Kumar’ Chal Padega Maut Ke Safar Par,
  277. Fir Wapas Un Raho Se Bhi Kadam Mode Nhi Jate.
  278. ---------------------------------------------
  279. Palkon Ki Nami Mein Chupa Kar Sapno Ko
  280. Humne Unhe Jaane Ki Ijaazat De Di
  281. Hum Toot Kar Bikhar Gaye Tukron Mein
  282. Aur Unhe Muskraane Ki Ijaazat De Di
  283. ---------------------------------------------
  284. Saza Labon Se Apne Sunayi To Hoti
  285. Rooth Jaane Ki Wajah Batayi To Hoti
  286. Bech Deta Main Khud Ko Tumhare Liye
  287. Kabhi Kharidne Ki Chahat Jatayi To Hoti.
  288. ---------------------------------------------
  289. Hamare Bin Adhure Tum Rahoge,
  290. Kabhi Chaaha Tha Kisi Ne,Tum Ye Khud Kahoge.
  291. Na Honge Hum To Ye Aalam Na Hoga,
  292. Milenge Bahut Se Lekin Koi Hum Sa Pagal Na Hoga.
  293. ---------------------------------------------
  294. Aaj Yeh Tanhai Ka Ehsaas Kuch Hadd Se Zyada Hai,
  295. Tere Sang Na Hone Ka Malaal Kuch Hadd Se Zyada Hai,
  296. Phir Bhi Kaat Rahe Yeh Jiye Jane Ki Saza Yehi Sochkar,
  297. Shayad Is Zindagani Mein Mere Gunaah Kuch Hadd Se Zyada Hai...
  298. ---------------------------------------------
  299. Wo shakhs mujhe toot k rone nahin deta
  300. Khawabon me agr aye to sone nahin deta
  301. Khud us k marasim to zamanay se hain lekin
  302. Mujhe wo kisi or ka hone nahin deta..
  303. ---------------------------------------------
  304. Meain Mohabbat Se Nahi Wafa Se Darta Hooo
  305. Jise Toot Ke Caha tha Us-Se Wada Karne Se Darta Hooo
  306. Meri kuch To Majboriya Ho ki Jo Meain Ujale Se Darta hooo...
  307. ---------------------------------------------
  308. Kanta Na Hota To Phool Ki Hifazat Na Hoti
  309. Andhera Na Hota To Roshni Ki Zarurat Na Hoti
  310. Agar Mil Jati Khushi Duniya Mein Asani Se
  311. To Dil Ki Mulakat Kabhi Dard Se Na Hoti
  312. ---------------------------------------------
  313. Ik Aansu Gira Mere Daaman Mein, Kuch Samajhe Na Hua Kya Tha,
  314. Jo Tum Mujhse Ab Pooch Rahe The, Wo Me Khud Se Poocha Karta Tha
  315. ---------------------------------------------
  316. Jab Ugte Din Ke Daaman Me, Wo Khusbu Mahaka Jaati Thi
  317. Jab Subah Sambhale Anchal Wo Aage Se Gujar Kar Jati Thi
  318. ---------------------------------------------
  319. Fir Andhiyare Ki Chaadar Ko, Wo Raat Odh Kar Aati Thi
  320. Uski Meethi Yaaden Dekar, Wo Mujhko Tadpa Jati Thi
  321. ---------------------------------------------
  322. Jab Saamne Mere Rahti Thi,,To Dil Ye Dhadkta Rahta Tha
  323. ”Pyar Me Us Se Karta Hu”, Ye Khud Se Kehta Rehta Tha
  324. ---------------------------------------------
  325. Fir Ik Din Aisa Aaya, Jab Wo Shehar Chhod Ke Chali Gyi
  326. U Lagta Tha Maano Kismat, Ab Muh Mod Ke Chali Gayi
  327. ---------------------------------------------
  328. Par Samajh Me Tab Bhi Na Aaya, Kyu Aansu Gira Mere Daaman Mein
  329. Ab Us Pal Hai Intezaar, Jab Aayegi Wo Saawan Mein..
  330. ---------------------------------------------
  331. Koi Kehta Hai Pyar Ek Tarah Ka Nasha Hai,
  332. Koi Kehta Hai Pyar Ek Tarah Ki Saza Hai.
  333. Par Me Kehta Hu Pyar Karo Agar Sacche Dil Se
  334. To Pyar Jine Ki Ek Aur Wajah Hai..
  335. ---------------------------------------------
  336. Der lagi lekin, maine ab hai jeena seekh liya,
  337. Aansuoo ka bin maine, ab jeena seekh liya,
  338. Ab maina ye jana, kise kahu apna.
  339. Hai koi yaha jo mujh se keh gya, ke kaha tu rhe gayi,
  340. Zindagi toh hai jaise Kaarwan tu hai, Tanha kab yha,
  341. Sabhi toh hai, sabhi toh hai yaha.
  342. Der lagi lekin , maina ab hai jeena seekh liya,
  343. Aansuoo ka bin maina, ab jeena seekh liya.
  344. ---------------------------------------------
  345. Tere shaher ka mousam bada suhana laga,
  346. ek shaam churalu agar tujhey bura na lage
  347. ---------------------------------------------
  348. Jeevan ka dard samajhna ho to,
  349. Uthao ek kadam ab manzil ki taraf,
  350. Khud manzil jhooke aise kadam badhana hai,
  351. Nahin hai yeh itana aasan,
  352. Sambhal sambhalkar chalna hai,
  353. Kiya jo faisla,
  354. To ab rukh na sake kadam.
  355. ---------------------------------------------
  356. Use Nafrat Karne Se Fursat Na Mili
  357. Warna Mera Dard La-Ilaaz Na Tha
  358. Humne To Us Sahar Me Bhi Tera Intezar Kiya
  359. Jaha Mohabbat Ka Riwaz Na Tha
  360. ---------------------------------------------
  361. KISI KI YAADON NE PAGAL BANA RAKHA HAI.
  362. KAHI MAR NA JAO..KAFAN SILA RAKHA HAI.
  363. DAFNA NE SE PEHLE DIL NIKAL LENA.
  364. KAHI VO NA DAFAN HO JAE .
  365. JISE DIL MEI BASA RAKHA HAI..
  366. ---------------------------------------------
  367. Zindagi Ki Raah Me Khud Ko Akela Mat Samajhna doston
  368. Aur Bhi Bohot Hain Jo Is Shor o Ghol Me Tanha Hain..
  369. ---------------------------------------------
  370. Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
  371. kaun jane ki hum kidhar jayenge,
  372. hum apki parchayi hain yaad rakhna…
  373. jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
  374. ---------------------------------------------
  375. Dukh
  376. Mujhe Udas Dekh Kar Usne Kaha
  377. Mere Hote Huye Tummhe Koi Dukh Nahi De Sakta
  378. Phir Kuch Aisa Hi Hua
  379. Baad Me Jitne Bhi Dukh Mile Sab Ussi Ke Uhe..
  380. ---------------------------------------------
  381. Tujhe Chahkar aisa lag raha hai ki
  382. Apni zindagi ka majak bana baitha hu
  383. Aisaa lag raha hai mujhe toa jaise
  384. Na sach hone wala sapna sajaa baitha hoon
  385. ---------------------------------------------
  386. Apne gamo ki yu numaish na kar,
  387. Apne nasib ki yu aazmaish na kar,
  388. Jo tera hai tere dar pe khud ayega,
  389. Roz roz use pane ki khwaish na kar!.
  390. ---------------------------------------------
  391. unn na kisi se pyaar krna,
  392. unn na kisi se ankhen chaar krna,
  393. dil ki dhadkan ko dhadkne do tanhaa hi,
  394. un na dil ko bekaraar krana,
  395. pyaar me aksr milta hai dhoka,
  396. jab tutte dil to unn na fryaad kran.
  397. ---------------------------------------------
  398. Kabhi Arsh Per Kabhi Farsh Kabhi Un K Dar Kabhi Darbadar
  399. Gham-E-Aashiqi Tera Shukriya Main Kahan Kahan Se Guzar Gya
  400. ---------------------------------------------
  401. Ek Parinde Ka Dard Bhara Fasana Tha,
  402. Tute The Pankh Aur Udte Hue Jana Tha,
  403. Toofaan To Jhel Gaya Par Hua Ek Afsos,
  404. Wahi Daal Tooti Jisper Uska Aashiyaana Tha…
  405. ---------------------------------------------
  406. Aaj mera muskurane ka mann nahin tha
  407. Kisi se itni mohabbat kar baitha iss ka koi gham nahin tha
  408. Tere ishq mein khud ko kuch iss qadar bhula diya hum ne
  409. Ki teri bewafaai ka dard bhi kuch kam nahin tha...
  410. ---------------------------------------------
  411. Zindgi Mein Kabhi Tujhe Chain Na Aayega
  412. Tanhai Ka Andhera Tujhe Har Pal Stayega
  413. Dil Bahut Roya Tere Diye Dard Mein
  414. Jab Karega Koi Tujhse Bewafai
  415. Tab Tujhe Mera Pyar Yaad Aayega.
  416. ---------------------------------------------
  417. Is kadar dard ko pee rahein hain,
  418. Oonhe pata bhi nahin,
  419. Ab tak bataya hi nahin,
  420. Dartein hain, Kahin haqeekat dard bada dena kahin,
  421. Khamoshi ki zubaan ab hotoin par nahin!
  422. ---------------------------------------------
  423. Bina wada bhi tera intezar hai,
  424. Juda hoke bhi tumse hi pyaar hai.
  425. Gawaahi deti hai tera chehre ki udasi,
  426. Milne ko mujhse tu hi bekrar hai.
  427. ---------------------------------------------
  428. Na Meri Koi Manzil...
  429. Na Meri Koi Manzil Hai
  430. Na Koi Kinara
  431. Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara
  432. Apno Se Bichad Ke Humne, Kuch Yu Waqt Gujara
  433. Kabhi Zindagi Ko Tarshe, Kabhi Maut Ko Pukara
  434. ---------------------------------------------
  435. Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me
  436. Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me
  437. Bitani Chahte The Zindagi Jiski Bahon Me
  438. Maut B Na Mil Payi Unki Panah
  439. Posted by: Admin at 5 Months ago
  440. ---------------------------------------------
  441. Khwaab
  442. Bechaini tadpaye jab unki yaad aye,
  443. Humari khuli bahein unhe hi bulaye,
  444. Hume pata hai ki who ek khwaab hai,
  445. Khwaabon mein who hume yun hi tadpaye !!!
  446. ---------------------------------------------
  447. Wo Jo Roothe Humse...
  448. Wo Jo Roothe Humse Aise, Khuda Hi Humse Rooth Gaya
  449. Har Sapna Jo Dekha Tha Maine, Ek Pal Mei Wo Toot Gaya
  450. Jism Mei Sirf Chand Saanse Bachi Hain Ab Kuch Jeene Ko
  451. Yaadon Ke Jharokon Mei Mera Chand Kahin Hai Chup Gaya.
  452. ---------------------------------------------
  453. Jahan Ke Ufaq Itane Qareeb Na Laiyega.
  454. Zakhm-E-Dil Se Na Khoon Bahaiyega.
  455. Vo Gayi Hai Ek Nayi Hasti Basane,
  456. Us Ke Chale Jane Ko Apna Anjaam Na Banaiyega.
  457. ---------------------------------------------
  458. Ye maanta hoon k waqt ka zhankaar nahi hoon
  459. Kya ye bhi galat hai tera yaar nahi hoon?
  460. Parchhai kaat rahi ho meri,
  461. Zara socho deewar hoon saye deewar nahi.
  462. ---------------------------------------------
  463. Kya khabar thi is tarah se wo juda ho jayega
  464. khwab mein bhi us ka milana khwab sa ho jayega
  465. zindagi thi qaid hamen kya nikaloge us se
  466. maut jab aa jayegi to khud riha ho jayega
  467. dost banakar us ko chaha, ye kabhi socha na tha
  468. dosti hi dosti mein wo khuda ho jayega
  469. us ka jalva hoga kya jisaka ke parda nur hai
  470. jo bhi us ko dekh lega wo fida ho jayega
  471. ---------------------------------------------
  472. Aansu ko samjhaya ki yu na aya karo,
  473. Mehfil me mazak na udaya karo.
  474. Iss par aansu boli,
  475. Mehfil me akele pate hain isiliye chale aate hain..

No comments :

Post a Comment