- Gulistanon Pe Hi Naheen Moqoof;
- Junglon Mein B!hi Phool Khilte Hain!
- **********************************************
- Kon Jaane Hayati Ne Kadon Muk Jana Ae;
- Te Phull Umeedan De Fer Sukk Jana Ae;
- Kise Ne Te Um!raa De Painde Jhalne Ne;
- Te Kise Ne Adhe Raste Ruk Jana Ae!
- **********************************************
- Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise;
- Shehar Ka Shehar Hi Aaseb Zada Ho Jaise;
- Raat Ke Pichle! Pehar Aati Hain Awazein Si;
- Dur Shehar Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise;
- Dar-o-Divar Pe Chhai Hai Udasi Aisi;
- Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise;
- Muskurata Hun !Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar;
- Dukh To Chehre Ki Lakiron Pe Saja Ho Jaise;
- Ab Agar Dub Gaya Bhi Toh Marunga Na Kamal;
- Behte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise!
- **********************************************
- Dushmano! Ki Jafaa Ka Khauf Nahin;
- Doston Ki Wafaa Se Darte Hain!
- **********************************************
- Tapish Se Bach Ke Ghataon Mein Baith Jaate Hain;
- Gaye Huyon Ki Sadaaon Mein Baith Jaate Hain;
- Hum Ird Gird Ke Mausam Se Jab Bhi Ghabraayein;
- Tere Khayaal Ki Chhaon Mein Baith Jaate Hain!
- **********************************************
- Aaj Us Ne Dard Bhi Apne Elhaada Kar Liye;
- Aj Bhi Roya Toh Mere Sath Woh Roya Na Tha!
- **********************************************
- Bahuti Der Tikkda Ni Jhoothh Kise Di Taad Te;
- Vassda Ni Dil Kade Dil Nu Ujaad Ke!
- **********************************************
- Dil Ajab Gumbad Ke Jis Mein Ik Kabutar Bhi Nahin;
- Itna Viran To Murdaron Ka Muqaddar Bhi Nahin;
- Dabati Jati Hain Mitti Mein Badan Ki Kashtiyan;
- Dikhne Mein Yeh Zamin Koi Samandar Bhi Nahin;
- Jitne Hangamein Thay Sukhi Tahaniyon Se Jhadd Gaye;
- Par Phal Bh!i Nahin Angan Mein Patthar Bhi Nahin;
- Khushk Taahani Par Parinda Hai Ki Patta Hai Adeem;
- Ashiyana Bhi Nahin Jis Ka Koi Par Bhi Nahin;
- Jitni Pyari Ha!in Meri Dharati Jo Zanjirein Adeem;
- Itna Pyara Toh Kisi Dulhan Ko Zevar Bhi Nahin!
- **********************************************
- Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Banane Waale;
- Ab Na Aayein Ge! Palat Kar Kabhi Jaane Waale;
- Kya Mile Ga Tujhe Bikhre Hue Khwaabon Ke Siwa;
- Ay Rait Pe Chaand Ki Tasveer Banaane Waale;
- Sab Ne Pehna Tha Bade Shaunq Se Kaghaz Ka Libaas;
- Jis Qadar Log Thay Baarish Mein Nahaane Waale;
- Mar Gaye Hum Toh Ye Qutbe Pe Likha Jaye Ga;
- So Gaye Aap Zamaane Ko Jagaane Waale;
- Dar-o-Deewaar Pe Hasrat Si Barasti Hai Qateel;
- Jaane Kis Desh Gaye Pyaar Nibhaane Waale!
- **********************************************
- Kudrat Di Fitrat Hai... Har Cheez Nu Aapne Vich Zazab Kar Lainna;
- Nahi Taa Iss Duniya! Te Mere Hanjhuyan Da Ikk Alag Hi Samundarr Hona Si!
- **********************************************
- Ab Kar Ke Faramosh To Na'shaad Karo Ge;
- Per Hum Jo Na Hon G!e To Bahut Yaad Karo Ge!
- **********************************************
- Ho Na Ho Yeh Koi Sach Bolne Wala Hai Qateel;
- Jis Ke Hathon Mein Qalam, Paon Mein Zanjeerein Hain!
- **********************************************
- Kehte Toh Ho Yun Kechte, Yun Kehte Jo Yaar Aata;
- Sab Kehne Ki Baat Hai, Kuch Bhi Nahi Kaha Jata!
- **********************************************
- Jitni Shiddat Se Mujhe Zakham Diye Hain Us Ne;
- Itni Shidat Se Toh Maine Usey Chahaa Bhi Nhi Tha!
- **********************************************
- Jigar Ho Jaega Chhalni Yeh Aankhein Khoon Royeingi Wasi;
- Be Fainz Logon Se Nibha Kar Kuch Nahi Milta!
- **********************************************
- Jin Ko Toofan Se Ulajhne Ki Aadat Ho Mohsin;
- Aisi Kashti Ko Samandar Bhi Duaa Dete Hain!
- **********************************************
- Saahan Da Rukk Jaana Taa Aam Gall Aa;
- Jithe Apne Badal Jaan Maut Taa Usnu Kehnde Ne!
- **********************************************
- Guzre Hue Taveel Zamane Ke Baad Bhi;
- Dil Mein Rahca Woh Chhod Ke Jaane Ke Baad Bhi;
- Pehlu Mein Reh Ke Dil Ne Diya Hai Bahut Fareb;
- Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulaane Ke Baad Bhi;
- Qurbat Ke Baad Or Bhi Qurbat Ki Talaash;
- Dil Mutmain Nahin Hai Tere Aane Ke Baad Bhi;
- Jo Tu Yahan Nahinc Hai Magar Tu Yahin Pe Hai;
- Tera Hi Zikar Hai Tere Jaane Ke Baad Bhi;
- Lagta Hai Kuch Kaha Hi Nahi Hai Usey Faraz;
- Dil Ka Tamaam Haal Sunane Ke Baad Bhi!
- **********************************************
- Kisi Ko Chahne Ka Koi Bahana Nahi Hota;
- Dil Lagaane Se Koi Deewanaa Nahi Hota;
- Aashiqui Seekhni Ho To Seekho Humse;
- Humein Pata Hai Mohabbat Ka Matlab Pana Nahi Hota!
- **********************************************
- Tum Par Beete Gi Toh Tum Bhi Jaan Jaoge Mohsin;
- Koi Nazar Andaz Kare Toh Kitna Dard Hota Hai!
- **********************************************
- Kitna Dilkash Manzar Ho Jab Hum;
- Qyamat Ke Din Karein Shikwa Teri Bewafai Ka;
- Aur Tum Lag Ke Gale Se Mere;
- Dheere Se Kaho, Chup Raho Khudaa Ke Liye!
- **********************************************
- Ya Rab Kadi Pyar Vich Judai Na Hundi;
- Meri Apni Mohabbat cParai Na Hundi;
- Loki Kende Mainu Pagal Meri Aini Ruswai Na Hundi;
- Mainu Pata Hunda Tu Aona Nahi Si Kaash Main Dil Di Mehfil Sajai Na Hundi!
- **********************************************
- Jab Bhi Dil Khul Kce Roye Honge;
- Log Aaraam Se Soye Honge;
- Baaz Auqaat Ba Majboori-e-Dil;
- Hum Toh Kya Aap Bhi Roye Honge;
- Subha Tak Dast-e-Sabaa Ne Kya Kya;
- Phool Kaanton Mein Piroye Honge;
- Woh Safeenay Jinhein Toofan Na Mile;
- Na-Khudaon Ne Duboyein Honge;
- Kya Ajab Hai Woh Mile Bhi Hon Faraz;
- Hum Kisi Dhyaan Mein Khoye Honge!
- **********************************************
- Hazaar Rang Bhare Zindagi Ke Khaake Mein;
- Tere Baghair Yeh Tasveer Na'mukammal Hai!
- **********************************************
- Yeh Jo Doobi Hain Meri Ankhein Ashkon Ke Dariya Mein;
- Yeh Matti Ke Puttalon Par Bharose Ki Saza Hai!
- **********************************************
- Aaj Badi Der Tak Woh Mohabbat Dikhata Raha Mohsin;
- Na Jane Kyun Lagacc Ke Woh Mohabbat Chhod Jaega!
- **********************************************
- Bahut Waar Badal-Bcadal Ke Vekh Lyiya Apnia Rahaan Main;
- Par Pta Nahio Kyo Manzil Te Ta Sirf Te Sirf Tu Hi Disda Hain!
- **********************************************
- Is Se Pehle Ke Bewafa Ho Jayein;
- Kyun Na Ay Dost Hum Judaa Ho Jayein;
- Tu Bhi Heere Se Ban Gaya Patthar;
- Hum Bhi Kal Jaane Kya Se Kya Ho Jayein;
- Hum Bhi Majbooriyon Ka Uzar Karein;
- Phir Kahein Aur Mubtila Ho Jayein;
- Ab Ke Gar Tu Mile To Hum Tujhse;
- Aise Liptein Teri Qabaa Ho Jayein;
- Bandagi Hum Ne Chhod Di Hai Faraz;
- Kya Karein Jab Log Khudaa Ho Jayein!
- **********************************************
- Teri Dosti Mein Khud Ko Mehfooz Mante Hain;
- Hum Doston Mein Tumhein Sabse Azeez Mante Hain;
- Teri Dosti Ke Saeye Mein Zinda Hain;
- Hum Toh Tujhe Khuda Ka Diya Hua Taveez Mante Hain!
- **********************************************
- Dard-e-Dil Jab Had Se Guzar Jata Hai;
- Bankar Syahi Kaagaz Pe Bikhr Jata Hai;
- Jab Jab Utha Hai cTeri Yaadon Ka Dhwan;
- Bankar Nasha Is Dil Mein Utar Jata Hai!
- **********************************************
- Aadatan Aa Gaya Hun Maqtal Mein;
- Mere Kaandhe Pe Ab Toh Sir Bhi Nahi!
- **********************************************
- Jihnu Lai Gyi Kismat Di Hwaa Udaa Ke;
- Oh Varka Si Meri Dil Di Kitaab Da;
- Kiton Hanjhuyaan Naal Mitteya Hoya;
- Te Kiton Hanjhuyaan Naal Likheya Hoya!
- **********************************************
- Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah;
- Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Mein Kanwal Ki Tarah;
- Baad Muddat Usko Dekha Toh Jism-o-Jaan Ko Yun Laga;
- Pyasi Zameen Pe Jaise Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah;
- Roz Kehta Hai Seene Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jagaon Ga;
- Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah;
- Mere Hee Dil Ka Makeen Nikla Woh Shakhs 'Wasi';
- Aur Main Shehar Bhar Mein Dhoondta Raha Use Kisi Pagal Ki Tarah!
- **********************************************
- Ab Wahan Yaadon Ka Bikhra Hua Malba Hi Toh Hai;
- Jis Jagah Ishq Ne Buniyad Makaan Ki Rakhi Thi!
- **********************************************
- Dil Ko Us Raah Par Chalana Hi Nahi;
- Jo Mujhe Tujh Se Juda Kar De!
- **********************************************
- Ki Humse Wafaa Toh Gair Usko Jafa Kehte Hain;
- Hoti Aayi Hai, Ki Accchi Ko Buri Kehte Hain!
- **********************************************
- Os Ton Baad Main Nahi Rakhhi Kise Ton Mohabbat Di Aaas;
- Bas Ik Tajurba Hi Kaafi Si Jo Sabhh Kujh Sikha Gya!
- **********************************************
- Tere Khyaal Mein Kuchc Aise Gum Rahaa Barson;
- Main Apne Aap Se Bhi Mil Nahin Saka Barson;
- Kahin Woh Zaaiqa Tehleel Hi Na Ho Jae;
- Main Tum Se Mil Kar Kisi Se Nahi Mila Barson;
- Kaha Thaa Tum Ne Ke Tum Laut Ke Aaoge Eik Din;
- So Main Jahaan Thaa Wahin Par Kharha Raha Barson;
- Tere Baghair Meri Umar Raayegaan Guzri;
- Koi Bhi Kaam Nahin Theek Se Hua Barson;
- Tumhare Haath Ki Dastak Ki Aaas Mein Mohsin;
- Main Apne Ghar Se Kahin Bhi Nahin Gyaa Barson!
- **********************************************
- Ab Kahan Zarurat Hai, Haathon Mein Patthar Uthaane Ki 'Wasi';
- Todne Wale Toh Dil Zubaan Se Hi Tod Diya Karte Hain!
- **********************************************
- Log Toh Majboor Hain Marenge Patthar;
- Kyun Na Hum Sheeshon Se Keh Dein Toota Na Karein!
- **********************************************
- Main Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha 'Ghalib';
- Yeh Bhi Na Socha Ke Apni Saans Bhi Ek Din Bewafaa Ban Jayegi!
- **********************************************
- Dukhaan Ne Dukaan cVehre Payi Hove Dil De;
- Asli Saboot Ehna Aakhiyan Ton Mil De!
- **********************************************
- Saaya-e-Qasr-e-Yaar Mein Baitha;
- Main Tha Apne Khumaar Mein Baitha;
- Uska Aanaa Tha Khwaab Mein Aanaa;
- Main Abs-e-Intezaar Mein Baitha;
- Koi Soorat Nahi Hai Us Jaisi;
- Usko Dekhon Hazaar Mein Baitha;
- Usko Khushyon Se Khauf Aata Hai;
- Weham Kiya Zehen-e-Yaar Mein Baitha;
- Hum Bhi Raston Mein Phir Rahe Thay Faraz;
- Woh Bhi Tha Rahguzar Mein Baitha!
- **********************************************
- Sirf Ek Baar Apne Honthon Se Mujhe Apna Keh Do;
- Phir Mehfil Mein Raqeeboon Ka Tamasha Dekho!
- **********************************************
- Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhes 'Ghalib';
- Tamasha Ehl-e-Karam Dekhte Hain!
- **********************************************
- Kaha Talash Karoge Tum Mujh Jaisa Koi;
- Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe;
- Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare!
- **********************************************
- Uss Ton Baad Main Nachi Rakhhi Kise Ton Mohabbatt Di Aaas;
- Bass Ikk Tajurbba Hi Kaafi Si Jo Sabhh Kujhh Sikha Gya!
- **********************************************
- Daman-e-Gull Mein Hi Gulzaar BiKhar Jaate Hain;
- Aag Bujhti Hai To Angaar Bikhar Jaate Hain;
- Shama Jalti Hai Sada Ek Hi Lamhe Me Lekin;
- Jal Ke Parwaane Kayi Baar Bikhar Jaate Hain;
- Jin Ko Insaan Pirota Hai Bahut Ulfat Se;
- Haaye Woh Gull Sar-e-Bazaar Bikhar Jaate Hain;
- Paaon Uthate Hain Tere Koche Ki Jaanib Jab Bhi;
- Apni Raahon Me Kayi Khaar Bikhar Jaate Hain;
- Raat Ke Pichle Pehar Kehoon-e-Tamanna Ki Tarha;
- Hum Teri Yaad Mein Ay Yaar Bikhar Jaate Hain;
- Ho Ga Andaaz-e-Wafa Un Ka Alag Hi 'Mohsin';
- Jin Ki Raahon Mein Talabgaar Bikhar Jaate Hain!
- **********************************************
- Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Qasam;
- Dil Mein Ab Tere Siwa Koi Bhi Aabad Nahi!
- **********************************************
- Ishq Qaatil Se Bhi, Maqtool Se Hamdardi Bhi;
- Yeh Btaa Kis Se Mohacbbat Ki Jaza Mange Ga!
- **********************************************
- Kon Kehta Hai Nafrton Mein Dard Hai 'Mohsin';
- Kuch Mohabbatein Bhi Badi Aziyat Naak Hoti Hain!
- **********************************************
- Sukke Patteyaa Wargi Hai Hasti Meri;
- Je Kise Ne Smeteyaa Vi Taa Sirf Jalaun Lyi!
- **********************************************
- Labon Ki Sarsarahat Ke, Baad Choor Hone Tak;
- Main Tujhko Is Tarah Chahun, Ke Meri Saans Ruk Jaye;
- Khataon Par Khataein Hon, Na Ho Kuch Baat Kehne Ko;
- Main Tujh Mein Yun Sama Jaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye;
- Na Himmat Tujh Mein Ho Baqi, Na Himmat Mujh Mein Ho Baqi;
- Magar Itna Qareeb Aaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye;
- Tere Honthon Ko Jab Rakhon, Main Apne Honth Kuch Aise;
- Yaa Teri Pyaas Bujh Jaye, Yaa Meri Saans Ruk Jaye!
- **********************************************
- Muskan Banaye Rakho To Sab Saath Hain Ghalib;
- Varna Ansuon Ko Toh Aankhon Mein Bhi Pnaah Nahi Milti!
- **********************************************
- Kashti Abhi Umeed Ki Doobi Toh Nahi Hai;
- Phir Kyo Teri Aankhonc Mein Ye Toofan Hain Mohsin;
- Munhasir Ehl-e-Sitam Par Hi Nahi'n Hai Mohsin;
- Log Apno'n Ki Enayat Se Bhi Mar Jate Hain!
- **********************************************
- Masjid Khuda Ka Ghar Hai;
- Peene Ki Jagha Nahicn;
- Kaafir Ke Dil Mein Ja;
- Wahan Khudaa Nahin!
- **********************************************
- Pukarti Hai Khamoshi Meri Fugan Ki Tarah;
- Nigahein Kehti Hain Sab Raz-e-Dil Zuban Ki Tarah;
- Jala Ke Dag-e-Mohabbat Ne Dil Ko Khak Kiya Bahar;
- Ai Mere Bag Mein Khizan Ki Tarah!
- **********************************************
- Hasdeyan Nainan Noon Rona De Gaya;
- Vekho Ki Dil Da Parohna De Gaya;
- Akhaan Vich Jagraate Honthan Te Hawan;
- Eh Tohfa Pyar Da Sanoon Sohna De Gaya;
- Maut Vi Nahin Aavndi Jeona Vi Hoya Aokha;
- Eh Kaisa Rog Assanon Joon Joga De Gaya;
- Laare Lappe Laake Assanon Raah Vich;
- Chhad Ke Hath Assade Udeekaan De Gya!
- **********************************************
- Khuda To Milta Hai, Insaan Hi Nahin Milta;
- Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine!
- **********************************************
- Ye Jo Hai Hukm Mere Pas Na Aye Koi;
- Iss Liye Ruth Rahe cHain K Manaye Koi;
- Taak Mein Hai Nigah-e-Shauq Khuda Khair Kare;
- Samane Se Mere Bachta Hua Jaye Koi!
- **********************************************
- Baat To Kirdar Ki Hoti Hai Ghalib;
- Warna Qad Mein Toh Saya Bhi Insan Se Bada Hota Hai!
- **********************************************
- Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi Tanhai Hai 'Mohsin';
- Teri Aankhein Mere Khawabon Se Kitni Milti Julti Hain!
- **********************************************
- Mere Dil Di Pehli Kahani Padh;
- Kise Hor Noon Yaar Banaveen Naa;
- Mainu Soch Samajh Ke Dil Daiween;
- Mere Naal Mazaq Banaveen Naa;
- Iss Pyar Wich Rolay Hunde Ne;
- Dil Qaim Rakheen Ghabraveen Naa;
- Je Tu Mangein Te Main Jind Daisaan;
- Par Kise Hor Noo Yaar Banaveen Naa;
- Vairi Jag Sara Iss Pyar cDa A;
- Be Qadre Noon Dard Sunaveen Naa;
- Ae Dunya Badi e Zalim A;
- Ainoo Kadi V Dukh Sunaveen Naa;
- Har Ik Nahi Hunda Pyar De Qabal;
- Ae Gal Meri Tu Bhulaveen Naa 'Waris';
- Je Mil Jawe Tenu Dost Sacha;
- Uss Dost Nu Kadi Gawaveen Naa!
- **********************************************
- Wo Mohabbaton Ke Saude Bhi Ajeeb Kerta Hai Mohsin;
- Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai!
- **********************************************
- Is Qadar Toda Hai Mujhe Us Ki Be-Wafaai Ne;
- Ghalib Ab Koi Agar Pyar Se Bhi Daikhe Toh Bikhar Jata Hoon Main!
- **********************************************
- Aur Zyada Bhadkaatey Ho cTum To Aag Mohabbat Ki;
- Sozish-e-Dil Ko Aye Ashko, Kya Khaak Bhujhana Seekhey Ho!
- **********************************************
- Udde Parinde Vi Hanju Sut Jande Ne;
- Dekh Mera Dukh Patte Suckk Jande Ne;
- Kiven Roleya Tu Mainu Ishq De Shair Ni;
- Tahvin Teri Rab Kolon Manga Nit Khair Ni!
- **********************************************
- Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi Hoti;
- Nashe Mein Choor Fiza Is Kadar Nahi Hoti;
- Tumhin Ko Dekhane Ke Dil Mein Aarazuein Hain;
- Tamhare Aage Hi Aur Unchi Nazar Nahi Hoti;
- Khafa Na Hona Agar Bad Ke Tham Lu Daman;
- Ye Dil Fareb Khata Jan Kar Nahi Hoti;
- Tumhare Aane Talak Hum Ko Hosh Rehta Hai;
- Phir Uske Bad Hamein Kuch Khabar Nahi Hoti!
- **********************************************
- Sharminda Hon Ge, Jaaney Bhi Do Imtihaan Ko;
- Rakhe Ga Tum Ko Kon Aziz, Apni Jaan Se!
- **********************************************
- Dil Ko Kya Ho Gaya Khuda Jane;
- Kyon Hai Aisa Udas Kya Jane;
- Keh Diya Main Ne Hale Dil;
- Apna Is Ko Tum Jano Ya Khuda Jane!
- **********************************************
- Maza Deti Hain Unkco Zindagi Ki Thokrein Mohsin;
- Jinko Naam-e-Khuda Le Kar Sambhal Jane Ki Aadat Ho!
- **********************************************
- Deedar Ki Talab Ho Toh Nazarein Jamaye Rakhiye;
- Kyunki Naqaab Ho Ya Naseeb, Sarakta Zaroor Hai!
- **********************************************
- Yun Saja Chaand Ki Chalka Tere Andaaz Ka Rang;
- Yun Fazaa Mehaki Ki Bcadla Mere Humaraaz Kaa Rang;
- Saya-e-Chashm Mein Hairaan Rukh-e-Raushan Ka Jamaal;
- Surkhi-e-Lab Pe Pareshaan Teri Aawaaz Ka Rang;
- Bepiye Hon Ki Agar Lutfc Karo Aakhir-e-Shab;
- Sheesha-e-May Mein Dhale Subah Ke Aagaaz Ka Rang;
- Chango-Nay Rang Pe The Apane Lahoo Ke Dam Se!
- **********************************************
- Socha Tha Usse Bichhdenge Toh Mar Jaayenge;
- Jaan Leva Khauf Tha Bas, Hua Kuch Bhi Nahi!
- **********************************************
- Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
- Un Ka Har Aaib Bhi Zamaane Ko Hunar Lagta Hai!
- **********************************************
- Wo Mohabbaton Ke Sauday Bhi Ajeeb Kerta Hai 'Mohsin';
- Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai!
- **********************************************
- Os Chand Nu Asi Salacam Karde Haan;
- Pata Hai Kina Asi Ohde Te Marde Haan;
- Pata Hai Saanu Oh Jhooth Bol Jande Ne;
- Par Usde Jhooth Da Vi Asi Maan Karde Haan!
- **********************************************
- Bahut Aaraam Karcna Chahti Hun;
- Yahi Ek Kaam Karna Chahti Hun;
- Shaoor-e-Aagahi Ek Almiaa Hai;
- Ise Neelaam Karna Chahti Hun;
- Main Apni Umar Ke Saaray;
- Asaasay Tumhaaray Naam Karna Chahti Hun;
- Tumharay Khaim-e-Khushbuu Mein Reh Kar;
- Main Subaah-o-Shaam Karna Chahti Hun;
- Charaaghon Se Hawaa Ki Dushmani Hai;
- Ise Naakaam Karna Chahti Hun!
- **********************************************
- Dil Ke Sabhi Halaat Mujhe Kehne Do;
- Behte Hain Ashq To Inhe Behne Do;
- Bewafai Shamil Na Karo Dosti Ki Raahon Mein;
- Kam Se Kam Dosti Ko Toh Dosti Rehne Do!
- **********************************************
- Duriya Hote Huye Bhi Safar Vahi Rahega;
- Door Hote Huye Bhi Dostana Vahi Rahega;
- Bahut Mushkil Hai Ye cSafar Zindgi Ka;
- Agar Aapka Sath Hoga To Ehsaas Vahi Rahega!
- **********************************************
- Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz;
- Hazaron Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte!
- **********************************************
- Zindagi Tere Naal Bitauni;
- Man Wich Khwaab Saja Bethe;
- Ik Pal Vi Tu Door Na Howi Hun;
- Asi Ena Tenu Chah Bethe!
- **********************************************
- Phool Sa Kuch Qalaam Or Sahi;
- Ik Ghazal Us Kay Naam Or Sahi;
- Us Ki Zulfein Bahut Ghaneri Hain;
- Ek Shab Ka Qayam Or Sahi;
- Zindagi Kay Udaas Qissey Hain;
- Ek Ladki Ka Naam Or cSahi;
- Kursiyon Ko Sunaiye Ghazlein;
- Qatal Ki Ek Sham Or Sahi;
- Kapkapati Hai Raat Seeney Mein;
- Zehar Ka Ek Jaam Or Scahi!
- **********************************************
- Raiza Raiza Hai Akss Mera, Magar Hairat Yeh Hai;
- Hai Mera Aayina Salamat, Toc Phir Toota Kya Hai!
- **********************************************
- Me Akela Hi Chala Tha Janib Manzil Magar;
- Log Sath Ate Gae Aur Karwan Banta Gaya!
- **********************************************
- Bhooli Huyi Subah Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye;
- Tum Se Kahin Milaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye!
- **********************************************
- Aag Paani Mein Lagane Ka Hunar Seekha Hai;
- Kaam Mushkil Hai Bahut Hum Ne Magar Seekha Hai;
- Yeh Jo Chaltay Nazar Aatay Hain Musalsal Hum Log;
- Kuch To Paanay Ki Talab Hai Jo Safar Seekha Hai!
- **********************************************
- Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta;
- Kahin Zamin To Kahin Acasmaan Nahi Milta;
- Jise Bhi Dekhiye Vo Apne Aap Mein Gum Hain;
- Zubah Mili Hain Magar Humzubah Nahin Milta;
- Bujha Saka Hain Bhala Kaun Waqt Ke Shole;
- Ye Aisi Aag Hain Jisme Dhuan Nahin Milta;
- Tere Zahan Mein Aisa Nahin Ki Pyar Na Ho;
- Zahan Umeed Ho Iski Wahan Nahin Milta!
- **********************************************
- Usay Paana, Usay Khona, Ussi Ke Hijr Mein Rona;
- Yahi Gar Ishq Hai Mohsin, To Hum Tanha Hi Achay Hain!
- **********************************************
- Kitni Jaldi Zindagi Guzar Jaati Hai;
- Pyaas Buztee Nahin Barsaat Chali Jaati Hai;
- Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hai;
- Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hai
- **********************************************
- Bay Hoodi Rahbar Hoosh Hoti Jaati Hai;
- Jaane Kya Cheez Faramosh Hui Jaati Hai!
- **********************************************
- Woh Dil Mein Hai;
- Dhadkan Mein Hai;
- Rooh Mein Hai Ghalib;
- Sirf Kismat Mein Nahi Hai Toc Khuda Se Gila Kaisa!
- **********************************************
- Itni Muddat Baad Mile Ho;
- Kin Socho Mein Gum Rahate Ho;
- Tez Hawaa Ne Mujh Se cPuchaa;
- Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho;
- Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi;
- Itne Achchhe Kyon Lagte Ho;
- Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse;
- Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!
- **********************************************
- Kis Kis Se Rakhiye Dosti, Kis Kis Ko Dushman Janiye;
- Chehron Mein Ghir Kr Reh Gayin, Nadaniyan, Danaiyan;
- Rishton K Bandhan Tod Kr Hum Tum Yun Hi Milty Rahen;
- Roka Krein Ghar Waliyan, Pocha Krein Humsaiyan!
- **********************************************
- Guzar Na Jaye Kahin Umar Ehteyaaton Mein;
- Jo Kaam Karne Hain Woh Deewana-War Kar Daloon!
- **********************************************
- Nerangi Siasat e Doran To Dekhiye;
- Manzil Unhein Mili Jo Shareek e Safar Na The!
- **********************************************
- Oh Kehndi Mainu Ena Pyaar Kyo karda;
- Main Keha Reejh Ae Tainu Paun Di;
- O Kehndi Har Vele Udas Kccyo Rehna;
- Main Keha Udeek Ae Teri Khushi Paun Di!
- **********************************************
- Hasdeyan Nainan Nu Rona ccccccDe Gaya;
- Vekho Ki Dil Da Parohna De Gaya;
- Akhaan Vich Jagraate Honthan Te Haawan;
- Eh Tohfa Pyar Da Saanu Sohna De Gaya;
- Maut Vi Nahi Aavndi Joona Vi Hoya Aukha;
- Eh Kaisa Rog Asaa Nu Jeon Joga De Gaya;
- Laare Lappe Laake Asaa Nu Raah Vich Chhad Ke;
- Hath Assade Udeekaan Da Khedona De Gaya;
- Hath Kar Gaya Assade Naal Oh Hass Hassa Ke;
- Haase Khoh Ke Asaa Nu Umran Da Rona De Gaya!
- **********************************************
- Zameer Marta Hai Ehsaas Ki Khamoshi Se;
- Ye Woh Wafaat Hai Jis Ki Khabar Nahi Hoti!
- **********************************************
- Hum Hai Sokhay Hue Talab Pay Baithay Hue Huans;
- Jo Taluq Ko Nabatay Huway Mar Jatay Hain!
- **********************************************
- Apna Ghar Kitna Hi Viraan Ho,Phir Apna Ghar Hai;
- Bistar-e-Khaak Lage Takht-e-Sulemani Mujh Ko;
- Jaanta Hoon Main Khad-o-Khaal Ki Kimat Mohsin;
- Aaina Kr Na Sake Ga Kabhi Hairan Mujh Ko!
- **********************************************
- Rasta Koi Nahi Si, Parc Manzil Saamne Si;
- Akhan Vich Nami Na Si Te Dil Vich Dard Si;
- Zindagi Vich Koi Gam Na Si;
- Jad Tak Tu Mere Naal Si!
- **********************************************
- Be-Karaan Tanhaayion Ka Silsila Reh Jaaye Ga;
- Tere Mere Darmiyaan, Bas Ick Khalaa Reh Jaaye Ga;
- Aks Beh Jaayein Ge Saare Dhoop Ke Sailaab Mein;
- Aur Koi Paanion Mein Jhaankta Rehc Jaaye Ga;
- Mujh Ko Mere Hamsafar Aisa Safar Darpaish Hai;
- Raasta Kat Bhi Gaya Toh Faasla Reh Jaaye Ga;
- Log So Jaayein Ge Khamoshi Ki Chaadar Odh Kar;
- Chaand Soonay Aanganon Mein Jaagta Reh Jaaye Ga;
- Jo Kabhi Os Ne Parheen Theen Mujh Se Nasir Maang Kar;
- Naam Mera Un Kitaabon Mein Likha Reh Jaaye Ga!
- **********************************************
- Bhari Duniya Mein Jee Nahin Lagta;
- Jaane Kis Cheez Ki Kami Hai Abhi!
- **********************************************
- Kuch Aansu, Kuch Khushiyan De Kar Taal Gaya;
- Jeevan Ka Ek Aur Sunehraa Saal Gaya;
- Kon Jaane Ke Kal Ka Samaa Kaisa Ho Ga;
- Ab Tak To Kal Sa Hi Hai Sab Haal Gaya!
- **********************************************
- Abhi Kamsin Ho, Rehne Do, Kahin Kho Do Gi Dil Mera;
- Tumhare He Liye Rakha Hai, Le Jaana Jawaan Ho Kar!
- **********************************************
- Najane Kab Ka Pahunch Bhi Chuka Sar-e-Manzil;
- Wo Shakhs Jis Ka Humein Intazar Raah Mein Hai!
- **********************************************
- Zamane Walon Se Chup Ke Rocne Ke Din Nahin Hain;
- Usey Kehna Yeh Udaas Hone Ke Din Nahin Hain;
- Main Jaan Sakti Hoon Vasl Mein Asal Bhaid Kya Hai;
- Magar Haqeeqat Shanaas Hone Kce Din Nahin Hain;
- Hamara Khud Se Makaalma Bhi Naya Naya Hai;
- Kisi Badamn Ka Libaas Hone Ke Din Nahin Hain;
- Abhi To Aankhon Mein Aansuyon Ki Nami Hai Baqi;
- Zameen-e-Dil Par Pyaas Bone Ke Din Nahin Hain!
- **********************************************
- Shor Hai, Hungaama Acraayi Hai;
- Zindagi, Tu Kahaan Le Aayi Hai;
- Nafsa Nafsi Ka Ajeeb Aalam Hai;
- Bheed Hai, Magar Tanhaai Hai!
- **********************************************
- Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain;
- Humdard Nahi Koi, Icnsan Bahut Hain;
- Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kisko;
- Jo Dil Ke Kareeb Hain Wo Anjaan Bahut Hain!
Images Shayari,whatsapp Hindi Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Dosti Shayari, Best Shayari, New Shayari, Latest Shayari,hindi font inspirational zindagi shayari friendship,good night images,good morning shayari download images,shayari on life Shayari 2018.
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Shayari
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment