- Kaash ki tere chehre par Chickenpox k daag hote…..

- Chand to tu hai hi ..sitaare bhi saaath hote.
- ..............................................................................
- Punam ki rat me chand badal jata hai,
- Waqt k sath insan badal jata hai,
- Sochte hai ki apko tang na kare,
- Magar sochte sochte plan badal jata hai..!
- ..............................................................................
- Har khushi ko teri taraf mod denge,
- Tere liye Chand Taare tod denge,
- Tere liye Khushiyon k darwaaje kol denge,
- 1 baar hans k to dikha, tere sare daant tod denge.
- ..............................................................................
- A Dost tu bhi likha kar shayari,
- meri tarah tera bhi naam ho jaega,
- Jab tujh par bhi padenge ANDE, TAMAATAR…..
- sham k sabji ka intezam ho jaega…..!
- ..............................................................................
- Aapko miss karna..roz ki baat hai.
- Yaad karna..aadat ki baat hai.
- Aap se duur rehna..kismat ki baat hai.
- Magar aap ko jhelna..himmat ki baat hai.
- ..............................................................................
- Chaand me dekha to aap dikhe,
- Badal mein dekha to aap dikhe,
- Taaro mein dekha to aap dikhe,
- Are yaar thoda side me ho jaao…..
- to kuch aur bhi dikhe…
- ..............................................................................
- 1 khwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum.
- Dosti me padnewali har zaroorat ho tum.
- Jisko roj itne SMS karnepade,woh musibat ho tum.
- ..............................................................................
- Arz hai..jo dil me dard de use Dildar kehte hai,
- gaur farmayiga… Jo dil me dard de use Dildar kehte hai
- aur jo sar me dard de use Sardar kehte hai
- ..............................................................................
- Har karz Dosti ka ada kaun karega?
- Hum na rahe to Dosti kaun karega?
- E khuda mere Doston ko salamat rakhna,
- Warna meri shaadi mein dance kaun karega....
- ..............................................................................
- Khuda se Scooter manga.. Car dia,
- Apartment manga.. bangla dia,
- Dost manga to tumhain diya,
- Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia.
- ..............................................................................
- Ek lamha jo bar bar satata hai,
- Na jane yedil kya chahta hai.
- Kash woh hote hamari nazro k samne hamesha,
- Par na jane kyun yeh kash,kash hi reh jata ha
- ..............................................................................
- Unki tasviro ko seene se laga lete hai,
- Is tarah judai ka gam mita dete hai,
- Kisi tara kabhi unka zikr ho jaye to,
- Bheegi palko ko juka lete hai.
- ..............................................................................
- Mohabat ko majburi ka naam mat do,
- Haqiqat ko haadso ka naam mat do,
- Agar dil mein pyar ho kisis ke liye to
- Usse dosti ka naam mat do..
- ..............................................................................
- Yaado main kabhi aap bhi khoye hoge
- Khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana
- Hasna hai aadat gum chupaane ki
- Par haste haste kabhi aap bhi roye hoge
- ..............................................................................
- Ai meri zindagi yu mujhse daga na kar,
- Use bhul kar zinda rahu ye dua na kar,
- Koi dekhta hai use to hoti hai taqleef,
- Ai hawa tu bhi use chua na kar.
- ..............................................................................
- Lab khamosh hai aankhon se baat hoti hai,
- Aise hi dosti ki shuruvaat hoti hai,
- Tere hi khayalon me khoye rahte hai,
- Pata nahi kab din aur kab raat hoti hai……
- ..............................................................................
- Har gira ghungat haya ka nhi hotaa har
- Utha hath dua ka nhi hota«ujh jate he aksr
- Diye hamri hi galtiyo sea hr bar kasur hawao ka nhi hota
- ..............................................................................
- Kitna pyar karte hai hum unse kaash
- Unko bhi yeh ehsaas ho jaye
- Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab
- Aaye jab hum gehri neend mein so jaye good night
- ..............................................................................
- Humain hasnay or hasanay ke adat hay
- Nazron say nazrain milanay ke adat hay,
- Par hamare nazar jisay hay ja mile osay
- Nazar jhuka kar sharmanay ke adat hay
- ..............................................................................
- Samjha do apni yaado ko bin bulaye
- Aaya karti he, aap dur rehkar staate ho,
- Magar vo paas aaker rulaya karti he.
- ..............................................................................
- Tanhayion se nahin hum mehfil se darte hain
- duniya se nahin hum khud se darte hain
- yun to bahut kuchh khoya hai humne
- na jaane kyun tumhe khone se darte hain…
- ..............................................................................
- Aisa bhi kya jeena mera..
- ki pal pal tadap ta hu mai..
- kisi ki yaad mai kisi ke intezar mai
- roz jeeta roz marta hu mai…
- ..............................................................................
- Woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai
- isliye shayad woh der laga rahe hai
- waqt kat-ta nahin unke bina hamara
- yeh jante huve bhi hame sata rahe hai
- na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar
- jo der se akar bhi woh muskara rahe hai …
- ..............................................................................
- Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
- Rahe dono ek dam khamosh par phir bhi baat karli.
- Kuch samay baad Mohabbat ki fiza ko tab jana jab khud ko akela paya,
- Aur tab mere in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li.
- ..............................................................................
- Zindgi me log milte hai Kyu.?
- milkar fir is dil me reh jate hai Kyu..?
- jab inhe door hi hona hota h..,
- to fir is dil ke pas aate hi hai Kyu..??
- ..............................................................................
- Do pal ki khusi milti thi kabhi
- ab to wah bhi chhin li kisi ne.
- hum to humesa waise hi rahe.
- aur ilzam badlne ka hum pe laga diya kisine ..!!
- ..............................................................................
- Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
- Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
- Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
- Magar ankhein hamari kahan se layega..
- ..............................................................................
- Wo likhte hain hamara naam mitti mein,
- Aur mita dete hain,
- Unke liye to ye khel hoga magar,
- Hamein to wo mitti mein mila dete hain…
- ..............................................................................
- Agar samajh jate wo samjhane se,
- Man jate wo manane se,
- To kiyu dil tanha hota kiyu kadam behak jate,
- Laut aate agar wo Harsh ke bulane se..
- ..............................................................................
- Dil ko uski hasrat se khaffa kaise karu,
- Apne rab ko bhul jane ki khata kaise karu,
- Lahu bankar rag rag me bas gaye hai wo,
- Lahu ko is jism se juda kaise karu.

- Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.
- Woh bhi hame chahein jaruri to nahi.
- Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,
- Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi…

- Dosti mein duriyaan to aati jaati rehti hain,
- Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
- Woh dost hi kya jo naaraz na ho,
- Par sachchhi dosti doston ko manaati rehti hain

- Dil se jo faisala hona tha “khaskar” na hua,
- Sab se hota hai to phir mujhse hi kyon kar na hua,
- Jitna iss bar hua tujse main milkar tanha,
- Itna tanha to kabhi khud se bichhadkar na hua.
- ..............................................................................
- Maang mujhse hai khash duniya ki
- Laft mere hain aash duniya ki
- Katra katra hai shayari meri,
- Dariya dariya hai pyash duniya ki.
- ..............................................................................
- Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas
- ki hum byaan bhi na kar paaye
- aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse
- yehi sochte hue unhe tanha chhod aaye

- Kisi ke dil mein basna bura to nahi
- Kisi ko dil mein basana khata to nahi
- Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
- Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi

- Har sagar k do kinare hote hain,
- Kuch log jaan se bhi pyare hote hain,
- Yeh zaruri nahin har koi pass ho,
- Kyunki zindagi mein yaadon ke bhi sahaare hote hain….
- ..............................................................................
- Tum dost ho mere sada k liye,
- Main zinda hoon tumhaari wafa k liye,
- Kar Lena laakhon shikwa mujhse magar,
- Na hona khafa khuda k liye.
- ..............................................................................
- Vo likhte hain humara naam mitti mein,
- Aur mita dete hain,
- Unke liye ye khel hoga,
- Magar Hume to vo mitti mein mila dete hain…
- ..............................................................................
- Khushbu tere Pyar ki mujhe Mahka jati hai,
- teri har baat mujhe bahka jati hai,
- Saansen to bahut der leti hai aane jane me,
- Har saans k pahle mujhe teri yaad aati hai.
- ..............................................................................
- Paani ko patthar na maro
- use bhi koi pita hai,
- Jina hai to muskurakar jiyo,
- tumhe dekhkar koi aur bhi jita hai.
- ..............................................................................
- jab kisi ladke ko kisi se sacha
- pyaar ho jata hai tab ye hota hai,jaise mujhe
- Es kadar esk farmata hu mai.
- Es kadar esk farmata hu mai.
- Dekhta hai jab koi use to sarmata hu mai.
- es kadar mita di darmiya ke
- ..............................................................................
- Aasman se uncha koi nahi,
- Sagar se gahra koi nahi,
- Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
- par aapse Pyara koi nahi
- ..............................................................................
- Aaj us khuda ki shararat samajh me aai,
- is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
- Aapko is dharti par bhejna us khuda ka bahana tha,
- Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha.
- ..............................................................................
- Kismat me jiski aap, use jindgi se kya chaahiye,
- Dhadkan me jinki aap, use dunia se kya chaahiye,
- Hum to jite hai aap k liye,
- warna in saanson se kya chaahiye.
- ..............................................................................
- Kash Dil ki awaz me itna asar ho jay,
- Hum apko yaad karen aur apko khabar ho jay,
- Aaj kuda se itni hi dua hai,
- aap jo bhi chaho vo haqiqat ho jay.
- ..............................................................................
- Chehre pe haseen chha jati hai
- Aankhon main suroor aaa jata hai
- Jab tum mujhe apna kahte ho
- Apne pe guroor aa jata hai
- ..............................................................................
- Khoob aati hai jab
- Yaad teri bahot sataati hai,
- Dhoop main, chaanw main, ghataaon me
- Teri soorat ubhar K aati hai
- ..............................................................................
- Taare aasman me hi chamkte hai,
- Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai,
- Hum bhi kitne ajib hai,Tum Dil me rehte ho,
- aur hum tumse milne ko taraste hai
- ..............................................................................
- ..............................................................................
- Zindgi ka koi ehsas itna pyara na hota
- Agar apki yaado ka sahara na hota
- Hum khud ko khushnasib kahe nahi pate
- Agar aap sa dost hamara na hota

- Tanhaiyo me aksar waqt barbad kiya karte hai,
- Hum bhi har pal apko yaad kiya karte hai,
- Hum nahi jante gharwale batate hai,
- Hum to nendo me bhi apka naam liya krte hai.
- ..............................................................................
- Kisi ke dil mein basna bura to nahi
- Kisi ko dil mein basana khata to nahi
- Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
- Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi
- ..............................................................................
- Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.
- Woh bhi hame chahein jaruri to nahi.
- Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,
- Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi…
- ..............................................................................
- Dosti mein duriyaan to aati jaati rehti hain,
- Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
- Woh dost hi kya jo naaraz na ho,
- Par sachchhi dosti doston ko manaati rehti hain
- ..............................................................................
- Seene se nikli aah ankhon mein thehar jati hai,
- Ankhen chalak na jayen isliye jhuk jati hai,
- Jinda hone ka ehsaas hota hai saanson k chalne se,
- par koi yaad aye to ye bhi ek pal theher jati hai…

- Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
- Pyar mera tapdap ta tha isi soch mein,
- Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
- Ek kashish si rahti hai sunne ke liye.

- Kismat dusra moka nhi deti,
- duniya anjane ko panah nhi deti,
- zindagi se itna pyar maat karna,
- Dost kyu ki ´maut´ kbhi riswat nhi leti.
- ..............................................................................
- Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas
- ki hum byaan bhi na kar paaye
- aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse
- yehi sochte hue unhe tanha chhod aaye
- ..............................................................................
- Dil ko uski hasrat se khaffa kaise karu,
- Apne rab ko bhul jane ki khata kaise karu,
- Lahu bankar rag rag me bas gaye hai wo,
- Lahu ko is jism se juda kaise karu.
- ..............................................................................
- Zindgi ka koi ehsas itna pyara na hota
- Agar apki yaado ka sahara na hota
- Hum khud ko khushnasib kahe nahi pate
- Agar aap sa dost hamara na hota
- ..............................................................................
- Tanhaiyo me aksar waqt barbad kiya karte hai,
- Hum bhi har pal apko yaad kiya karte hai,
- Hum nahi jante gharwale batate hai,
- Hum to nendo me bhi apka naam liya krte hai.
- ..............................................................................
- Kisi ke dil mein basna bura to nahi
- Kisi ko dil mein basana khata to nahi
- Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
- Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi
- ..............................................................................
- Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.
- Woh bhi hame chahein jaruri to nahi.
- Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,
- Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi…
- ..............................................................................
- Dosti mein duriyaan to aati jaati rehti hain,
- Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
- Woh dost hi kya jo naaraz na ho,
- Par sachchhi dosti doston ko manaati rehti hain
- ..............................................................................
- Seene se nikli aah ankhon mein thehar jati hai,
- Ankhen chalak na jayen isliye jhuk jati hai,
- Jinda hone ka ehsaas hota hai saanson k chalne se,
- par koi yaad aye to ye bhi ek pal theher jati hai…
- ..............................................................................
- Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
- Pyar mera tapdap ta tha isi soch mein,
- Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
- Ek kashish si rahti hai sunne ke liye.
- ..............................................................................
- Kismat dusra moka nhi deti,
- duniya anjane ko panah nhi deti,
- zindagi se itna pyar maat karna,
- Dost kyu ki ´maut´ kbhi riswat nhi leti.
- ..............................................................................
- Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas
- ki hum byaan bhi na kar paaye
- aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse
- yehi sochte hue unhe tanha chhod aaye
- ..............................................................................
- Dil ko uski hasrat se khaffa kaise karu,
- Apne rab ko bhul jane ki khata kaise karu,
- Lahu bankar rag rag me bas gaye hai wo,
- Lahu ko is jism se juda kaise karu.
Images Shayari,whatsapp Hindi Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Dosti Shayari, Best Shayari, New Shayari, Latest Shayari,hindi font inspirational zindagi shayari friendship,good night images,good morning shayari download images,shayari on life Shayari 2018.
Latest Funny Shayari New
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment