Showing posts with label Best hd wallpapers 2017. Show all posts
Showing posts with label Best hd wallpapers 2017. Show all posts

Saturday, 15 April 2017

बन कर हमदर्द कुछ ऐसे उन्होंने हाथ

आँखों में देख कर वो दिल की हकीकत जानने लगे;
उनसे कोई रिश्ता भी नहीं फिर भी अपना मानने लगे;
बन कर हमदर्द कुछ ऐसे उन्होंने हाथ थामा मेरा;
कि हम खुदा से दर्द की दुआ मांगने लगे↶↶↶

Thursday, 29 December 2016

Ye majburi h mere ishq ki jo milta h kho

  • Dard aankho me jhalak jata h par hotho tak nai aata,
  • Ye majburi h mere ishq ki jo milta h kho jata hain
  • Use bhulne ka jajba to har roz dil me aata hain
  • Par kaise bhula de dil, har jarre me jisko pata hain

Monday, 19 December 2016

Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi

  1. Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota
  2. Koi Kisi Ke Bina Adhura Nahi Hota
  3. Jo Chaand Roshan Karta Hai Raat Bhar Sab Ko
  4. Har Raat Wo Bhi Toh Pura Nahi Hota

Sunday, 18 December 2016

Dil Mein Jo Dard Hai Woh Dard Kise

  1. Dil Mein Jo Dard Hai Woh Dard Kise Batayein, 
  2. Hanste Huye Yeh Zakhm Kise Dikhayein, 
  3. Kehti Hai Yeh Duniya Humein KhushNashib, 
  4. Magar Iss Naseeb Ki Dastaan Kise Sunayein.