Showing posts with label Animals High Resolution Desktop Wallpapers. Show all posts
Showing posts with label Animals High Resolution Desktop Wallpapers. Show all posts

Monday, 26 December 2016

Bewafai Hi Mili Sirf Wafa Ke Naam

  1. Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyaar Ke Naam Se;
  2. Bewafai Hi Mili Sirf Wafa Ke Naam Se;
  3. Zakham Hi Zakham Diye Uss Ne Dawa Ke Naam Se;
  4. Aasman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se

Thursday, 15 December 2016

Main Dur Rehkar Bhi Kisi Ki Yaadon Mein

  1. Ab Udaas Hona Bhi Achha Lagta Hai, 
  2. Kisi Ka Paas Na Hona Bhi Achha Lagta Hai, 
  3. Main Dur Rehkar Bhi Kisi Ki Yaadon Mein Hun, 
  4. Yeh Ehsaas Hona Bhi Achha Lagta Hai.

Wednesday, 14 December 2016

Tuesday, 13 December 2016

Monday, 28 November 2016

Hindi Font Sad Daaru Shayari

➤दिल जब दर्द से सहम जाता है तो पी लेता हूँ,
➤चाह के भी जब मुस्कुरा नहीं पाता तो पी लेता हूँ,
➤यूँ तो कहीं जाने-पहचाने चेहरे है चारों तरफ मगर,
➤अपना जब कोई नज़र नहीं आता तो पी लेता हूँ