Showing posts with label alfaaz shayari images download 2016. Show all posts
Showing posts with label alfaaz shayari images download 2016. Show all posts

Friday, 23 December 2016

Tuesday, 20 December 2016

Zindagi Ki Nayi Shuruaat Shayari 2017

  1. फूलों की शुरुआत कली से होती है;
  2. जिंदगी की शुरुआत प्यार से होती है;
  3. प्यार की शुरुआत अपनों से होती है;
  4. और अपनों की शुरुआत आप से होती है!

Sunday, 18 December 2016

Kuchh Log Aankhon Se Dard Bahaa Lete

  1. Yun Toh Har Ek Dil Mein Dard Naya Hota Hai, 
  2. Bas Bayaan Karne Ka Andaaz Juda Hota Hai, 
  3. Kuchh Log Aankhon Se Dard Bahaa Lete Hain, 
  4. Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chhupa Hota Hai.

Tum Agar Bhool Bhi Jaao Toh Riwayat

  1. Tum Agar Yaad Rakhoge Toh Inayat Hogi, 
  2. Varna Humko Kahan Tum Se Shikayat Hogi, 
  3. Yeh Toh Wahi Bewafa Logon Ki Dunia Hai, 
  4. Tum Agar Bhool Bhi Jaao Toh Riwayat Hogi.

Saturday, 10 December 2016

Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin

⇏Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin dekha,
⇏Kishti ke musafir ne samandar nahin dekha,
⇏Patthar mujhe kahta hai mira chahne wala,
⇏Main mom hun usne mujhe chhookar nahin dekha