Showing posts with label Alone girl hindi breakup shayari images. Show all posts
Showing posts with label Alone girl hindi breakup shayari images. Show all posts

Monday, 8 May 2017

Apno Ki Chahat Se Bada Koi Dhokha

Apno Ki Chahat Se Bada Koi Dhokha Na Tha;
Sahil Par Doobne Ka Bharosa Na Tha;
Kanton Ne Zakhm Diya Hota To Koi Shikwa Na Hota;
Phool Bhi Zakhmi Kar Denge Kabhi Socha Na Tha↩↩

Sunday, 7 May 2017

साँस से पहले तेरी याद इस दिल को धडका

खुशबू तेरी प्यार की मुझे महका जाती है;
तेरी हर बात मुझे बहका जाती है;
साँसे तो बहुत वक्त लेती है आने ओर जाने मै;
हर साँस से पहले तेरी याद इस दिल को धडका जाती है↵↵↵

Tuesday, 18 April 2017

बहुत अजब होती हैं यादें यह मोहब्बत की

बहुत अजब होती हैं यादें यह मोहब्बत की,
रोये थे जिन पलों में याद कर उन्हें हँसी आती है;
और हँसे थे जिन पलों में अब याद कर उन्हें रोना आता है↵↵↵

Thursday, 29 December 2016

Sunday, 18 December 2016

Kuchh Log Aankhon Se Dard Bahaa Lete

  1. Yun Toh Har Ek Dil Mein Dard Naya Hota Hai, 
  2. Bas Bayaan Karne Ka Andaaz Juda Hota Hai, 
  3. Kuchh Log Aankhon Se Dard Bahaa Lete Hain, 
  4. Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chhupa Hota Hai.

Tum Agar Bhool Bhi Jaao Toh Riwayat

  1. Tum Agar Yaad Rakhoge Toh Inayat Hogi, 
  2. Varna Humko Kahan Tum Se Shikayat Hogi, 
  3. Yeh Toh Wahi Bewafa Logon Ki Dunia Hai, 
  4. Tum Agar Bhool Bhi Jaao Toh Riwayat Hogi.

Saturday, 10 December 2016

Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin

⇏Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin dekha,
⇏Kishti ke musafir ne samandar nahin dekha,
⇏Patthar mujhe kahta hai mira chahne wala,
⇏Main mom hun usne mujhe chhookar nahin dekha