Showing posts with label Apni To Zindagi Ki Azib Khani Hai Shayari Images. Show all posts
Showing posts with label Apni To Zindagi Ki Azib Khani Hai Shayari Images. Show all posts

Tuesday, 21 March 2017

यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है

बिछड़ के तुम से ज़िंदगी सज़ा लगती है,

यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है,

तड़प उठता हूँ दर्द के मारे...

Thursday, 29 December 2016

Betho mere pas “Mohabbat” karna bhul

  • Hum par jo gujri hain kya tum sun b paoge
  • Najuk sa dil rakhte ho tum rone lag jaoge,
  • Bahut dukh diye h “Takdeer” aur “Duniya” ne
  • Betho mere pas “Mohabbat” karna bhul jaoge

Friday, 23 December 2016

Sunday, 18 December 2016

Ek Naya Dard Mere Dil Mein Jaga Kar Chala

  1. Ek Naya Dard Mere Dil Mein Jaga Kar Chala Gaya, 
  2. Kal Phir Woh Mere Shehar Mein Aakar Chala Gaya, 
  3. Jise Dundhte Rahe Hum Logon Ki Bheed Mein, 
  4. Mujh Se Woh Apne Aapko Chhupa Kar Chala Gaya.

Aasman Bhi Kahin Jakar Jhuka Karta

  1. Jo Hukum Karta Hai Wo Iltija Bhi Karta Hai, 
  2. Aasman Bhi Kahin Jakar Jhuka Karta Hai, 
  3. Aur Tu Bewafa Hai Toh Yeh Khabar Ye Bhi Sun Le, 
  4. Intezaar Mera Koi Waha Bhi Karta Hai.