Showing posts with label arazu shayari images in hindi download 2017. Show all posts
Showing posts with label arazu shayari images in hindi download 2017. Show all posts

Thursday, 18 May 2017

वो ना आती मगर इतना तो कह देती मैं आँऊगी

ज़रा साहिल पे आकर वो थोड़ा मुस्कुरा देती;
भंवर घबरा के खुद मुझ को किनारे पर लगा देता;
वो ना आती मगर इतना तो कह देती मैं आँऊगी;
सितारे, चाँद सारा आसमान राह में बिछा देता~~

Monday, 8 May 2017

Thursday, 22 December 2016

Zindgi ka har lamha har pal aapke naam

  1. Aapko chupa kar palko me dil me sama denge,
  2. Hamari har saansh aapke naam kar denge.
  3. Phul ki terah aap ki zindgi ko mehka denge,
  4. Ek baar mohabbat kar ke to dekho humse, hum hamari,
  5. Zindgi ka har lamha har pal aapke naam kar denge.

Sunday, 18 December 2016

Ek Naya Dard Mere Dil Mein Jaga Kar Chala

  1. Ek Naya Dard Mere Dil Mein Jaga Kar Chala Gaya, 
  2. Kal Phir Woh Mere Shehar Mein Aakar Chala Gaya, 
  3. Jise Dundhte Rahe Hum Logon Ki Bheed Mein, 
  4. Mujh Se Woh Apne Aapko Chhupa Kar Chala Gaya.

Aasman Bhi Kahin Jakar Jhuka Karta

  1. Jo Hukum Karta Hai Wo Iltija Bhi Karta Hai, 
  2. Aasman Bhi Kahin Jakar Jhuka Karta Hai, 
  3. Aur Tu Bewafa Hai Toh Yeh Khabar Ye Bhi Sun Le, 
  4. Intezaar Mera Koi Waha Bhi Karta Hai.