Showing posts with label beautiful girl alone wallpaper.. Show all posts
Showing posts with label beautiful girl alone wallpaper.. Show all posts

Sunday, 7 May 2017

साहिल पे बैठे यूँ सोचते हैं आज

साहिल पे बैठे यूँ सोचते हैं आज,
कौन ज्यादा मजबूर है;
ये किनारा जो चल नहीं सकता,
या वो लहर जो ठहर नहीं सकती↫↫

Thursday, 29 December 2016

Wafa karne se mukar gaya hai dil

  • Wafa karne se mukar gaya hai dil,
  • Ab pyaar karne se darr gaya h dil
  • Ab kisi sahare ki baat mat karna,
  • Jhute dilaso se bhar gaya h dil
  • Jab bulate the jinda dil the hum,
  • Ab na aana ke marr gaya hai dil
  • Ab wo pagalpan na wehshat hai,
  • Kha k dhoke itne sambhal gya h dil

Monday, 26 December 2016

Kitne Khanjar Mere Seene Mein Utar

  1. Hum Tere Hijr Mein Andar Se Bikhar Jate Hain;
  2. Zinda Lagte Hain Magar Asal Mein Mar Jate Hain;
  3. Jab Kabhi Bolta Hai Hans Ke Kisi Aur Se Tu;
  4. Kitne Khanjar Mere Seene Mein Utar Jate Hain