Showing posts with label Awesome Love Sms Images. Show all posts
Showing posts with label Awesome Love Sms Images. Show all posts

Wednesday, 28 June 2017

चाहे कितना भी समेट ले तू इस जहान

~क्यों जुड़ता है तू इस जहान से,
एक दिन ये गुज़र ही जायेगा;
चाहे कितना भी समेट ले तू इस जहान को,
मुट्ठी से तो एक दिन फिसल ही जायेगा।

Sunday, 18 December 2016

Har Dard Ke Nishaan Mitaane Lage Hain

  1. Hanste Huye Zakhnon Ko Bhulane Lage Hain Hum, 
  2. Har Dard Ke Nishaan Mitaane Lage Hain Hum, 
  3. Ab Aur Koi Zulm Satayega Kya Bhala, 
  4. Zulmon Sitam Ko Ab Toh Satane Lage Hain Hum.

Wednesday, 14 December 2016

Or sari hasarate puri aaj kar loon

  • Hothon se tumhe aaj chu lun is tarha
  • Or doob ke pyar ke nashe mein tumse izhaar kar loon,
  • Simat jaao aaj ki raat teri bahon mein sanam
  • Or sari hasarate puri aaj kar loon.